26-11-2019, 07:47 PM
Heena – thanks Vicky
Vicky – ji kis liye
Heena – dekha nahin Aamir kitna khush hai
Vicky – oh uske liye, welcome. Jeetkar khush hee hotay hain
Heena – Nahin Vicky, match toh pahele bhi jeete hain Aamir ki team ne, lekin wo itna khush aaj hee aaya hai
Vicky – ji
Heena – main samajhti hoon ki tumne kaafi help ki hai uski
Vicky smile karta hai
Abhi wo baatein hee kar rahe hotay hain ki Aamir aa jaata hai
Aamir – ammi ek question nahin aa raha
Heena – kya hua
Aamir – ammi ye Maths ke questions nahin ho rahe
Vicky – idhar dikha
Vicky questions dekhta hai aur bahut jaldi solve kar deta hai
Aamir – wow bhaiya aap toh cricket aur studies dono mein champion ho
Vicky – yaar mom dad sister ke jaane se pahele main apne college mein topper hota tha
Heena ki aankhe nam ho jaati hain.
Vicky – chal ab jaa
Vicky – Ok Heena ji ab main chalta hoon
Heena – ruk jaao Vicky
Vicky – abhi ghar pe dinner bhi banana hai
Heena – you cook?
Vicky – yes mam, I do cook
Heena – toh aaj yahan ruk jaao, dinner karke jaana
Vicky – kyon roz ki aadat kharaab karti ho Heena ji
Heena – please
Vicky – hmmm ok, thoda fresh hokar aa jaaun
Heena – kya khaaoge
Vicky – Vegetarian mein kuchh bhi chalega
Heena – theek hai.
Vicky ghar chale jaata hai aur fresh ho waapas aa jaata hai. Dinner normal hee tha, bas Heena ne bhi kapde change kar liye thhey aur thoda make up kar liya tha. Aamir ke saamne regular baatein hee ho rahi thee. Vicky ne Heena ki cooking ki jam ke taareef ki aur phir kaha ki usne bhi kheer banayi hai. Itne mein beech mein Aamir bol padta hai
Aamir – kheer khilao bhaiya
Vicky – arrey Aamir tumhari ammi ke aagey meri cooking kuchh bhi nahin
Aamir – nahin bhaiya khilao
Heena – Aamir bas bhi karo
Vicky – ji koi baat nahin.
Dinner karne ke baad Vicky apne ghar jaata hai aur kheer le aata hai. Usay kheer thandi pasand thee isliye fridge mein thee. Jaise hee Heena kheer khaati hai
Heena – mmmmmmm maza aa gaya Vicky ….too good….. delicious
Aamir – wow bhaiya kya kheer banaayi hai
Vicky – thanks
Heena – sach kahe rahi hoon, itni achhi kheer kabhi nahin khaayi…love it
Vicky muskuraata hai.
Aamir – bhaiya aap toh all rounder ho, studies mein, sports mein, shares mein, driving mein, cooking mein bhi
Vicky – ha ha ha….achha ji main chalta hoon
Vicky ghar chala jaata hai aur ghar pahunch ke yaad aata hai ki kheer waala dabba toh Heena ke paas rahe gaya. Usne Heena ka number le liye tha isliye message kiya
Vicky – Thanks Heena ji lovely dinner
Thodi der baad reply aaya
Heena – Welcome Vicky aur haan thanks for lovely kheer
Vicky – Heena ji wo dabba aapke paas rahe gaya tha.
Heena – koi baat nahin, main kal de doongi
Vicky – waise ek baat kahun
Heena – bolo
Vicky – thanks again
Heena – kya hua
Vicky – aap ho jo mujhse achhe se pesh aate ho warna gaaliyan sun ne ki aadat hai
Heena – no Vicky, tum achhe insaan ho
Vicky – A beautiful lady with a beautiful heart
Heena – thank you thank you
Vicky – and a lovely-lovely cook
Heena – thanks-thanks
Vicky – I hope aapka mera aise message bhejna bura nahin laga
Heena – na na bilkul nahi
Vicky – ek baat kahun
Heena – kaho
Vicky – aapki peeth pe bana tattoo bahut dilkash hai
Heena – hmmmm toh koi notice kar raha thaa
Vicky – ab andha thode hoon
Heena – smileys
Vicky – Heena ji, jab kabhi aapko ek dost ki talaash hui, toh main hoon
Heena – thanks Vicky….kal ka lunch hamaare saath
Vicky – arrey takleef mat kijiye
Heena – takleef kya hai
Vicky – main late karta hoon lunch, share trading ke baad
Heena – Aamir bhi 2.30 baje tak hee aata hai
Vicky – aap mujhe khila khila ke mota kar dogi
Heena – ha ha …aur tum mujhe kheer khila ke
Vicky – ek baat kahun
Heena – hmmm
Vicky – kahan aap aur kahan Aamir ka baap
Heena – hmmmmm….uski baat chhodo
Vicky – aap abhi akele ho ya Aamir bhi aas paas hai
Heena – room mein hoon…kyon
Vicky – aapko bura lagega agar hum aise hee chat karen regularly?
Heena – hmmmmm
Vicky – oh sorry
Heena – sorry kyon?