Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Fantasy Naina ( Ek Larki ki daastan by Sarfarosh ) Complete
#76
Udhar Naina sara din office k kamo mai busy rahi aur pata hi nahi chala k kab office ka time khatam ho gaya. Naina nay office ki kafi sari responsibilities pay control kar lia tha. Aunty aur Jimmy ab sab say zayada Naina pay trust karnay lagay thay kiun k kuch hi arsay mai us nay office k tamam kaamon ko control kar lia tha aur poora office bhi us ki khoobsoorti aur achay behaviour ki waja say behtreen performance de raha tha. Is short say period mai Naina k charchay na sirf office mai balkay pooray plaza mai ho gayee thay. Security Guard say lay kar Different offices k top managemen k log bhi Naina ka zikar kiay baghair na reh patay.

Aaj to naina waisay hi subha say tigh jeanz aur shirt mai aag barsa rahi thi. Thori hi dair mai naina k office mai jimmy aya aur bola.

Ji Naina ji, Kia plan hay phir aaj ghar nahi chalna kia???????

Naina: Bus ye last email hay wo kar loon to chaltay hain.

Jimmy: Janab jaldi ki jiay aap office time say 2 ghantay ooper baith chuki hain. Poora staff ja chuka hay aur hum hain k aap k intezar mai baithay hain.

Naina: Whattttttttttttttttttttttt? 8 Baj Gaye hain?

Jimmy: Ji janab yehi to keh raha hoon mai. Chalo jaldi say band karo sab. Email subha kar laina aur ja k naina ki back say neck pay kiss kar dia.

Naina: Okzzzzzzzzz. Band karti hoo. but office mai yeh sab nahi. Yaad hay na?

Jimmy: Oh i am sorry yes yaad hay.

Naina: Ok good boy, next time be careful. Aur laptop ko down kar k boli. Aahhhhhhhh aaj to thak gyee kaam kar kar k. Ok lets move.

Office say nikal ke dono seedha ghar ki tarf nikal paray. Rastay main different topic pay batain kartay rahay. Ghar pahonch k dono fresh ho gayee. Raat k 9 baj rahay thay. Aunty abhi tak ghar nahi i thien.

Naina: Jimmy zara aunty ka to pata karna kahan hain?

Jimmy: Sorry batana bhool gaya wo aaj nahi ain gi.

Naina: But why? Is everything ok?

Jimmy: Yup un ki koi friend hay us k ghar koi party hay so wo wahan hi hain.

Naina: Wesay aunty parties kuch ziada hi nahi attend kartien?

Jimmy: Yup right, actually dad k guzar janay k baad, 3 Cheezain to reh gayee hain un ki life mai, Main, Office aur yeh friends ki parties. So Mom isi pay khush hain.

Naina: Okzzzzzzzzzzzzz. Khair whatz plan for dinner?

Jimmy: What about Pizzaaaaaaa?

Naina: Yup good idea. Ok order that. aur muskra di.

Jimmy: Ok boss aur keh k order karnay chala gaya.
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Naina ( Ek Larki ki daastan by Sarfarosh ) - by hirarandi - 25-11-2019, 05:01 PM



Users browsing this thread: 3 Guest(s)