Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Fantasy Naina ( Ek Larki ki daastan by Sarfarosh ) Complete
#26
Main nay phir zore say kaha k kon hay to wo shakhs ahista ahista meri tarf barha. Main perishaan ho gayee k koi drunk hay. Laiken jab wo roshni may aya to wo arayan thay. Khoobsoorat jawan, Ooncha kad, Kahin say bhi drunk nahi lag rahay thay. Main nay unhain pehli dafa daikha tha. Najnay kiun lag raha tha k wo mujhay pehlay say jantay hain.

Is say pehlay main kuch keh paati. Wo meray paas aye aur atay hi mujhay apni banhon mai bhar k apnay hont mairay honto pay rakh diay.

Naina: Oh to phir?

Aunty: phir kia bus kiss thi k khatam hi nahi ho rahi thi. Aur un k hathon ki grift inti zayada mazboot thi k main chura hi nahi pa rahi thi. Aur shor is liay nahi macha sakti thi k sab yeh na samjain k drunk hain dono aur ooper ghalt kaam kar rahay hain so khamosh rahi. Laiken kia masti thi un ki kiss main k kuch hi lamhay mai main bhi un say lipati chali gayee. Aur Kiss nay to jaisay mujh pay nasha sa charha dia ho.

Naina: Pehli hi mulaqat main kiss? Na jaan na pehchan?
Aunty: Wohi to. Acha suno to sahi. Aur kaam sambhal k dono tv lounge mai aa gayeen.

Phir kisi tarha say hamara kiss khatam hua aur main neechay ki tarf janay lagi aur unhain kaha k thats not fair. Aur unhon nay jawab mai kaha

Door reh kar na karo baat kareeb aa jao

Yaad reh jaye gi yeh raat kareeb aa jao

Aa jao ik mudat say tamana hai tumhain choomnay ki

Aj bas mai nahi jazbat kareeb aa jao


bus un ki shairi mai to jaisay magnet jesi kahish thi aur meray kadam wahan hi ruk gaye. Aur aglay hi lamhay main un ki banhon mai thi. Kisses ka toofan aik martaba phir anay laga. Ab ki baar to lips k saath saath cheeks, neck, ears bhi toofan ki range mai aa gaye thay. Haath thay k kabhi mairay Oranges k bagh mai sair karnay lagtay to kabhi ghoomtay huay back side pay safar karnay lag jaty. Mujhay kuch samaj nahi aa rahi thi k kia karoon. Dil tha k keh raha tha k yeh silsila khatam na ho. Demagh tha k keh raha tha k aik ajnabi say pehli mulaqat mai yeh sab? Magar dil jeet gaya aur main nay apnay aap ko arayan k hawaly kar dia.

Kissing khatam hui to unhon nai meri eyes main eyes daal k kahan k Janu i am arayan. Mujhay pata tha k tum zaroor ooper aao gi kab say mai ooper interzar kar raha tha tumhara. Aur chaltay huay tarace ki side pay kharay ho k yeh poetry kehnay lagay.

Shabnami raat ho or har tarf andhaira ho
Ek chadar main liptay do badan aik taira aur aik maira ho
Tere makhmali badan main khushbu k chaman main sadion tak wo raat chalay
Teray honton ko jab c doon main apnay honton k dhagay say
Ik sanatay main khamoshi say teri banhon nay mujh ko ghaira ho
Meray jism mai ghar mil jaye tujhko tery jism main mera basaira ho
Bister per teray meray siwa, sirf junoon aur khamoshi ka dera ho


aur saath hi bolay Will you marry me ?
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Naina ( Ek Larki ki daastan by Sarfarosh ) - by hirarandi - 25-11-2019, 04:03 PM



Users browsing this thread: 2 Guest(s)