Thread Rating:
  • 1 Vote(s) - 3 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Fantasy Choti si Bhool By Mr. Jatin ( COMPLETE )
#98
21 january meri jeendagi mein ab tak ka sabse bhayaanak din ban gaya hai. aur sab se chonkaane wala din bhi…kal jo mere saath huva vo mai sapne mein bhi nahi soch sakti thi…
kal ki ghatna ko leekhte huve mere haath kaanp rahe hai.
kal shaam ko koyi 6 baje mai office se nikal rahi thi ki achaanak mere saamne ek car aakar ruki.
“Arey ye to vivek hai, ye yaha kya kar raha hai” – maine man hi man mein socha.
Ushne car ka darvaaja khola aur bola, “bhabhi, aapse sanjay ke baare mein kuch baat karni thi, kya aap mere saath chalengi, kahi kisi restaurant mein baith kar baat karte hai”
Mujhe ushka vaha hona man hi man mein khatak raha tha, par na jaane kyo sanjay ka naam shun kar mai utshuk ho gayi thi.
Maine pucha, “kya baat hai, bataao”
Pehle aap baith to jao bhabhi, kahin baith kar araam se baat karenge.
Mera man pata nahi kyon baar baar mujhe kah raha tha ki kahin na kahin kuch gadbad hai, ishke saath mat jao, ye yaha mumbai mein kya kar raha hai, par sanjay ke baare mein jaan-ne ke liye mai jhejakte huve ushke saath baith gayi.
Jaise hi mai ander baithi vo car teji se yaha vaha se nikaalte huve ek shunshaan sadak par ley aaya.
Maine pucha, kitne restaurant nikal gaye vivek tum kaha ja rahe ho.
Maine ushki aur dekha to ushke chehre par bahut hi bhayaanak hansi thi.
Vivek ko ish roop mein maine kabhi nahi dekha tha. mujhe bahut dar lag raha tha ushe yu hanste dekh kar. vaise mai ushe itna jaanti bhi kaha thi. jab se sanjay se shaadi huyi thi tab se mushkil se koyi 5 ya 6 baar hi ush se meri mulaakat huyi thi. mera swabhaav vaise bhi jyada logo se milne julne ka nahi hai. ishliye jab kabhi vivek sanjay ke saath ghar aata bhi tha to mai aksar apne bedroom mein hi rahti thi.

Maine vivek se pucha, “vivek kya mai jaan sakti hun ki hum kaha jaa rahe hai” ?

Vivek ne meri aur dekha aur bola, “aap bataao bhabhi ki aapko kaha jaana hai, vahi chal padenge, aap ki baat hum kaise taal sakte hai”

“Kya matlab ? tum to kah rahe the ki sanjay ke baare mein baat karni hai, restaurant chalte hai, kaun se restaurant ley jaa rahe ho tum mujhe” — maine hairaani bhare shabdo mein pucha.

“Restaurant bhi chalenge bhabhi aap chinta mat karo, pehle aapse jaroori baat karni hai” —- vivek ne meri aur dekhte huve kaha.

Ye kah kar vivek ne car sadak ke ek taraf rok li. Rasta shunshaan tha, aur dur dur tak koyi bhi nahi deekh raha tha.

“Vivek ye kya kar rahe ho, yaha rukne ka kya matlab hai, aur saaf saaf kaho ki baat kya hai, mere paas jyada vakt nahi hai” —– maine vivek se thoda gusse mein kaha

“bhabhi mujhe aapse ek shikaayat hai, bura na maane to kahun” —– vivek ne kaha

“kya shikaayat hai, mai kuch samjhi nahi” — maine hairaani mein pucha.

Ushki baate mujhe bahut ajeeb lag rahi thi, vo mujhe majaakiya mud se ghur raha tha. ushke chehre par abhi bhi ajeeb si hansi thi.

“Bhabhi aapne mere saath bahut nainsaafi ki hai, aapko aisa nahi karna chaahiye tha” —- vo meri taraf dekh kar bola

“kya matlab vivek, aakhir tum kahna kya chaahte ho ? aur sanjay ke baare mein tumhe jo baat karni thi, vo baat karo mere paas faaltoo vakt nahi hai” —- maine ushki aur dekh kar kaha

“faaltoo vakt mere paas bhi nahi hai bhabhi, pata hai mai faridabad se yaha special aapke liye hi aaya hun, aur aap hai ki aisi baate kar rahi hai” —- vivek ne kaha

ab mujhe dar lagne laga tha, ushke iraade mujhe theek nahi lag rahe the. Ushki car mai baithne se pehle jo mujhe andesha ho raha tha vo sach hota nazar aa raha tha.

“ye kya ghuma fhira kar baat kar rahe ho vivek saaf saaf kyo nahi kahte ki baat kya hai, aur yaha se chalo ish shunshaan sadak par rukne ka kya matlab hai” —– maine jor se pucha

“chalo ab saaf saaf baat karta hun bhabhi, aap ye bataao ki sanjay mein kya kami thi ki aapne ushe itna bada dhoka diya, aapko aisa nahi karna chaahiye tha” —- vo gambhir ho kar bola.

“tumhaara ish sab se koyi lena dena nahi hai vivek, ye mere aur sanjay ke beech ki baat hai, tum kaun hote ho mujh se ye sab puchne waale, kya sanjay ne tumhe yaha bheja hai” — maine ushe gusse mein kaha

“lena dena kyo nahi hai bhabhi, mai sanjay ka khaas dost hun, ushke bhale bure ki mujhe chinta rahti hai. aap ye bataao ki kyon aapne sanjay ko dhoka diya, mujh se ushki haalat dekhi nahi jaati, pata hai vo din raat pareshaan rahta hai, aajkal clinic bhi theek se nahi chala paa raha.” —- vivek ne kaha

ye shun kar meri aankho mein aanshu bhar aaye aur maine pucha, “kya sanjay bahut jyada pareshaan hai”

“pareshaan kyon nahi hoga bhabhi, ushne aapko teen-teen logo ke saath ayaashi karte huve apni aankho se dekha tha, aap se aisi ummid nahi thi. aap bataao to sahi ki kya kami thi sanjay mein jo ki aap ish had tak gir gayi” —- vivek ne pucha.

Aisa lag raha tha ki vo aisi baate karke mujhe humiliate kar raha hai, kyonki aisi baate karte vakt ushke chehre par gambhirta ke bajaaye ek ghinoni si mushkaan thi.

Maine kaha, “vivek chalo yaha se, mujhe ghar jaana hai, mujhe kishi restaurant mein nahi jaana aur na hi tumhaare saath koyi baat karni hai, yaha se jaldi chalo”

“Bhabhi kya aisa hai ki aapka ek aadmi se man nahi bharta aur aapko apne chaaro aur bheed chaahiye, taaki aap havash ka nanga naach khel saken” —- vo apne chehre par vahi bekaar si hansi ley kar bola.

maine apne kaano par haath rakh liye aur jor se ushe kaha, “ vivek band karo ye bakwaas aur chup ho jao, tumhe sharam aani chaahiye mujh se aisi baate karte huve”

Vo mushkuraate huve bola, “bhabhi mai to sanjay ke liye puch raha tha, jaakar ushe bataaunga ki ushki barbaadi ka kaaran kya hai, aap detail mein bataao na ki kaise aap un logo ke saath gayi, kaise unke saath sab kuch kiya, bataao na bhabhi”

ab mujhe yakin ho gaya tha ki vo jaan bujh kar ye baate kar raha tha. bahut kamina najar aa raha tha ush vakt vo

“dekho sanjay se mera divorce ho chuka hai, ishliye na mai ab unki patni hun aur na tumhaari bhabhi, mai ye soch kar tumhaare saath aayi thi ki tum mujhe sanjay ke baare mein kuch bataaoge. Mai bas jaan-na chaahti thi ki vo kaise hai. tum bekaar ki baate kar rahe ho. Mai ab chalti hun” —– maine vivek se kaha

“arey nahi ruko bhabhi aap to bura maan gayi mai to bas yu hi baat kar raha tha, vaise aap ko meri baat shun-ni hi padegi, mai yu hi faridabad se mumbai nahi aaya hun” —- vo gambhir ho kar bola.

“kyo shun-ni padegi vivek, meri aisi koyi majboori nahi hai samjhe, aur ye bhabhi bhabhi kahna band karo” —- maine gusse mein kaha

Tabhi ushne na jaane kaha se ek pistol nikaal li aur pistol ko meri aur karke bola, “mera deemaag khraab ho rakha hai bhabhi, aap ya to meri baat shunogi ya phir ish pistol ki shaari ki shaari goliya aapke bheje mein daal dunga, aap hi bataao ki aapko kya chaahiye”

“Ye kya paagalpan hai vivek ishe dur hataao, mujhe dar lag raha hai” — maine vivek se gusse mein kaha

aaj tak maine pistol ko itne najdeek se nahi dekha tha. vo pistol ko meri aur karke mushkura raha tha.

“bhabhi agar aap chupchaap cooperate karengi to mai kuch nahi karunga, ye leeziye pistol ek taraf rakh di” — vivek pistol ko apne paanv ke paas neeche rakhte huve bola

maine kaha “vivek lagta hai tum abhi hosh mein nahi ho, tum abhi jao, baad mein araam se baat karenge”

“bhabhi baat to aapko abhi karni padegi, aap ye bataao ki agar sanjay aapko santust nahi kar pa raha tha to humein bol diya hota hum aa jaate aapki pyaas bhujaane” —- vo besharmi se bola.

“ye kya bakwaas hai vivek tameez se baat karo” — maine gusse mein cheella kar kaha

“aap shaayad bhul rahi hai ki, mere paas pistol hai, maine vo ek taraf rakh di hai to ishka matlab ye nahi hai ki aap mujh se cheella kar baat karengi, mera deemaag ghum gaya na to abhi ke abhi bheja uda dunga” —- vo bhayaanak awaaj mein bola.

meri aankho mein aanshu aa gaye, maine vivek se pucha, “tum ye sab kyo kar rahe ho vivek please mujhe jaane do”

“jaane dunga, jaroor jaane dunga, pehle aap ish baat ka jawaab do ki mai kya mar gaya tha jo aap ajnabi logo ke aage apna naada khol kar jhuk gayi, aapko pehle mujhe moka dena chaahiye tha, kasam se mai aapki shaari havash meeta deta” —- vo meri aur dekhte huve bola.

maine apni gardan dushri taraf ghuma li, meri aankho se lagaatar aanshu bah rahe the. Ushki baate aur jyada gandi hoti jaa rahi thi.

Ush vakt mai yahi soch rahi thi ki hey bhagvaan ye kaun se paapo ki saja mil rahi hai mujhe ki mujhe itna kuch shun-na pad raha hai. mai to mumbai ek nayi shuruvaat karne aayi thi par phir se mujhe mere past ne gher liya tha.

“Bhabhi boliye na aapne mujhe moka kyo nahi diya. sanjay kah raha tha ki, aap kisi ladke se apne ghar ke peeche ki jhaadiyon mein pata nahi kya kya karva rahi thi. aur to aur baaki ke koyi dau log apni baari ka intezaar kar rahe the, itni bhuk thi sex ki to mujhe bol diya hota mai aapki un logo se jyada ache se leta par aapne to mujhe koyi moka hi nahi diya. ab aap hi bataao, hai na ye galat baat. Jo aapke apne hai vo pyase rahein aur ajnabi log maja karein ye kaha ka insaaf hai” —- vivek ne mere kandhe par haath rakh kar kaha.
“Vivek please chup ho jao, mai mar jaaungi, mai khud pareshaan hun, mujhe aur pareshaan mat karo, mujhe mere kiye ki saja mil chuki hai, ye sab kahne ki bajaaye tum mujhe goli maar do to acha hai” — maine rote huve kaha.

“Goli kab maarni hai vo mai decide karunga bhabhi abhi aapko mere kuch sawaalo ka jawaab dena hai” — vo haath mein pistol utha kar bola.

“mere paas tumhaare in be-huda sawaalo ka koyi jawaab nahi hai. mai ja rahi hun, goli maarna chaahte ho to maar do, I am ready to die” —– maine ushki aur dekh kar gusse mein kaha

ye kah kar mai car ka darvaaja kholne ki koshis karne lagi, par vo nahi khula, shaayad ander se lock tha.

“bhabhi kaha jaa rahi ho, meri marji ke beena aap kahin nahi jaayengi, aaj aap meri mehmaan hai.bahut maje ley liye logo ne aapke saath, aaj meri baari hai. chaliye mai aapko apne hotel ley chalta hun. aapki havash bhi meet jaayegi aur meri saalo ki tamanna bhi puri ho jaayegi” —- vivek ne hanste huve kaha

mere purse mein mera mobile tha, mai ye soch rahi thi ki chupchaap kisi tarah security officer ko 100 no par phone kar deti hun, par ushka pura dhyaan mere upar hi tha. upar se ushne meri taraf pistol taan rakhi thi.

achaanak maine dekha ki ushka dhyaan dushri taraf hai, maine foran mobile nikaala aur 100 no par dial kiya.

par maine abhi dial kiya hi tha ki ushne mobile cheen kar kaat diya aur bola, “galat baat… bhabhi, aap mujhe bhi dhoka de rahi hai, lagta hai, dhoka dene mein expert ho gayi hai aap. Sanjay ne to kuch nahi kaha aapko par mai aapko aaj saja dunga. Ye saja ish baat ki hogi ki aapne mujhe ignore karke dushre logo ko apni jawaani ke maje diye aur mai yu hi aapko dur se dekh dekh kar apna dick masalta raha. aaj vakt aa gaya hai ki aapke holes ko mai bhi check kar lun, dekhun to sahi ki kitne gahre hole hai aapke. Vaise mai ek baat bata dun ki mera dick bada hai aur aapke jaisi slut ke liye hi bana hai.

mere sabar ka bandh tut gaya aur maine gusse mein ushke gaal par inti jor se chaanta maara ki ushka chehra laal ho gaya. Ushke haath mein jo pistol thi ushki bhi maine koyi parvaah nahi ki. jyada se jyada vo kya karta, mujhe goli hi maarta. aisi jeendagi se mujhe maut jyada pyari nazar aa rahi thi

“you bicth, tumhaari itni himmat mai pyar se baat kar raha tha aur tumne chaanta maar diya, ab tum nahi bachogi, bahut ho gayi pyar se baate” — vo gusse mein jhalla kar bola.

ye kah kar ushne meri kanpatti par pistol rakh di aur bola, “bata deti hai kya araam se ya phir tera ** karun. Aaj mai kishi bhi had tak jaa sakta hun”

maine pistol pakad kar kaha maaro goli vivek, tum wait kish baat ka kar rahe ho, bhul jao ki mai tumhaare jaise neech ke jhaanse mein aaungi. Come on do it” maine cheella kar kaha

pata nahi mujhe kya ho gaya tha. mai maut ke dar se ajaad ho gayi thi. kishi ne sach hi kaha hai ki jab inshaan maut ke dar ko bhula deta hai to kuch bhi kar sakta hai. aisa hi kuch mere saath ho raha tha.

vivek ne achaanak mere sar par jor se vaar kiya aur mai chakkar kha kar behosh ho gayi. Behosh hote hote maine apne sar par haath laga kar dekha. Mere sar se khun bah raha tha. agle hi pal mai gahri neend mein sho gayi.

Jab meri aankh khuli to maine khud ko vivek ke haato mein jhulte huve paaya. Vo mujhe dono haato mein utha kar chale ja raha tha. maine chaaro taraf dekha to mere rongate khade ho gaye. Har taraf jhaadiya hi jhaadiya thi. vo mujhe kishi jangal mein ley aaya tha.

Maine cheella kar kaha, “chhodo mujhe vivek, ye kaha ley aaye mujhe, jaldi chhodo varna mujh se bura koyi nahi hoga”

“Ye jangal hai bhabhi, yaha charo taraf jhadiya hi jhadiya hai, aapko to jhadiyon mein marvaane ka bada shonk hai na, apne ghar ke peeche jhadiyon mein hi to karva rahi thi ush din aap un logo se. ishliye mai aapko jangal mein ley aaya. Kya pata aapka man ban jaaye. dekh leeziye aur apni man pasand jhadiya chun leeziye, vahi jaakar aapki chut maarunga” —- vo chalte-chalte hanste huve bola.

mai ushki bahon mein jor jor se chatpatta rahi thi.par ushki bhujaao mein kaafi bal tha. vo badi majbuti se mujhe thaame huve tha.

ush vakt mujhe bahut dar lag raha tha. mere haath paanv kaanp rahe the. Ye sab ishliye tha kyonki mai nahi chaahti thi ki mere saath ** ho.

** kisi bhi ladki ke liye maut se bhi badi saja hoti hai. ** ke baad aurat ki dignity aur ushke aurat hone ka garv ushki jeendagi se cheen jaata hai.

Maine kabhi sapne mein bhi nahi socha tha ki mere saath ** hoga, par mai ush vakt aise haalaat mein thi ki mera bachana naamumkin nazar aa raha tha.

Vivek ne mujhe ek ghani jhaadi ke peeche ley jaa kar patak diya. mera muh seedha jamin par laga. jamin par ghaas nahi thi aur charo taraf mitti hi mitti thi. jaise hi mera muh jamin par laga meri aankho mein mitti ghuss gayi.

Shaam ka vakt tha, andhere ki chaadar charo taraf failne lagi thi. bas halki halki roshni baaki thi. upar se shunshaan jangal ki vo badi badi jhaadiyan. Aisa lag raha tha ki jaise kisi horror movie ka daraavana scene chal raha ho. itna bhayaanak scene maine jeendagi mein nahi dekha tha.

Par maine man hi man mein himmat na haarne ka fainsala kiya. Mai aakhri dam tak ladna chaahti thi. ** mujhe kisi bhi haalat mein manjoor nahi tha.

Maine upar ki aur karvat li to dekha ki vivek apni pant utaar raha hai.

Jaise hi ushne apni pant utaar kar ek taraf rakhi maine apni right leg se jor se ushke testicle par parhaar kiya.

“Oooohhhh, saali kamini, kuttiya teri itni himmat, aaj tak kisi ki mere saath aisa karne ki himmat nahi huyi” —- vo dard se cheellate huve bola aur mere baal pakad liye.

“vivek jo tum chaahte ho, vo mai kabhi nahi hone dungi” —– maine jor se cheella kar kaha.

Haan haan tujhe to bas vo kamina billu hi chaahiye. billu mar chuka hai meri jaan, aao na ab mai tumhaari pyaas bhujaata hun. khusi se nahi dogi to jabardasti dogi, deni to tumhe padegi hi, soch lo kaise dena chaahti ho.

Maine ushke muh par thuk diya

Aur agle hi pal ushne mere chehre par thappad barshaane shuru kar diye.

Vo bahut der tak mere gaal par thappado ki bochaar karta raha.

Ushne mujhe itna maara ki mai chakkar kha kar gir gayi.

Ushne mujhe ghuma kar apne neeche ulta kar diya.

Mai pet ke bal mitti par padi thi, aur vo mere upar khada tha.

Ushne meri jeans ke button khol kar ushe neeche sarka diya aur mere nitambo par jor se thappad maar kar bola, “pehle tumhaari gaand hi maarta hun,……. aayi mujh par thukne waali”

mera shrir jawaab de chuka tha par phir bhi maine uthne ki koshis ki par ushne meri peeth par ek laat maari aur mai dhadaam se jamin par vaapas gir gayi.

Ish baar mera maatha seedha dhul bhari jamin se ja takraaya aur meri aankho mein aur jyada mitti bhar gayi.

Aisa lag raha tha ki ab mera ** ho kar rahega.

Maine man hi man mein kaha, hey bhagvaan agar ye mere paapo ki saja hai to sach kahti hun ki bahut badi saja hai, mujhe nahi lagta ki kisi ko bhi aisi saja milni chaahiye.

Vivek mere upar late gaya aur mere baalo ko pakad kar kheenchte huve bola, laat maarti hai mere lund par huu……, dekh mai teri gaand kaise phaadta hun.

Mujhe kuch samajh nahi aa raha tha ki ab kya karun. Mai bas vaha pade pade chatpata rahi thi.

Maine ek aakhri koshis ki.

Maine ushe rote huve appeal ki, “vivek please ruk jao, aisa mat karo, tum to aise nahi the, tumhe aaj kya ho gaya hai, tum mujhe goli maar do par ye sab mat karo please, mai maanti hun maine sanjay ko dhoka diya hai, par….”

Ushke baad kuch aisa huva jishki maine sapne mein bhi kalpana nahi ki thi. mujhe vaha kisi aur ki awaaj shunaayi di

“Ye aisa hi hai ritu, tum ish haraami ko nahi jaanti ye aisa hi hai”

ye awaaj shun kar mai ek dam se chonk gayi, kyonki vo mujhe jaani pehchaani si lagi. Mai man hi man mein soch rahi thi ki jishki ye awaaj hai ushka vaha hona namumkin hai.

“kaun ho tum chhodo mujhe varna” — ye vivek ki awaaj thi. vo gidgida raha tha.

achaanak mujhe mahsush huva ki vivek mere upar nahi hai. ushe mere upar se kheench liya gaya tha.

phir maine mahsush kiya ki koyi meri jeans upar chadha raha hai.

mujhe bachaane vaha jangal mein kaun aa gaya, yahi sawaal mere man mein ghum raha tha.

maine gardan ghuma kar dekha. Abhi tak puri tarah se andhera nahi huva tha aur roshni ek tarah se theek thaak thi. par meri aankho mein itni mitti ghussi huyi thi ki, mai theek se dekh hi nahi paayi ke vaha vivek ke alawa dushra kaun hai

mujhe bas itna hi deekha ki koyi vivek ko buri tarah maar raha hai. vivek mere paas hi pada huva maar kha raha tha.

aaahh no….vivek ki cheenkh pure jangal mein gunj rahi thi.

“saale teri itni himmat aaj tujhe jeenda nahi chhodunga mai” — phir se vahi awaaj aayi

mai itni utshuk ho rahi thi ki foran himmat karke vaha se uthi aur maine apni aankho par se mitti hata kar dekhne ki koshish ki.

jo maine dekha ush par vishvaas karna mushkil tha.

meri aankho ke saamne billu, vivek ko buri tarah maar raha tha.

ushe vaha dekh kar mujhe apni aankho par vishwaas nahi ho raha tha. mai bas ushe ek tak dekhe ja rahi thi.

vo jeenda kaise hai ? vo vaha kaise aaya ? mumbai mein vo kya kar raha hai ?

ye kuch aise sawaal the jo mere deemag mein billu ko vaha dekh kar ek dam se ghum gaye

yahi kal ki sabse chonkaane waali ghatna thi.

Billu ko vaha dekh kar mai gahre shock mein thi. yahi sawaal man mein uth raha tha ki aakhir vo bach kaise gaya.

Mai soch rahi thi ki agar vo jeenda hai to vo kaun the jo neha ke anushaar ashok ke saath maare gaye the.

Khair vo meri aankho ke saamne tha aur vivek ko buri tarah maar raha tha.

Koyi bhi agar aise haalaat mein aapki ijjat bachayega to aap ushka ahshaan maanenge

Par aap kya kahenge ush inshaan ko jo pehle to aapko barbaad karta hai aur phir aapki ijjat bachaane aa jata hai.

Samajh nahi aa raha tha ki billu ko vaha dekh kar mai kaise react karun. Ushke kaaran mera sab kuch barbaad ho chuka tha. aur ab vo mere saamne mera ** karne ki koshis karne waale vivek ko maar raha tha.

agar vivek mere sharir ka ** karna chaahta tha to, billu ush se bhi badh kar mere charitra ka ** pehle hi kar chuka tha.Ishliye mai billu ko apna rakhvaala kaise maan sakti thi.

Aakhir vahi to tha vo, jishne badi chaalaaki se mujhe paap ke daldal mein fansaya tha.
Vaha khade khade, mujhe yaad aaya ki kaise ushne ek din apne paanv mein chicken ka blood laga kar mujhe badi chaalaki se mere ghar ke peeche bulaaya tha. kah raha tha paanv mein chot lagi hai, khun bah raha hai, kuch karo na. aur phir ushke baad ushki vo emotional baatein.
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Choti si Bhool - by Mom228 - 09-11-2019, 09:12 AM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:22 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:23 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:23 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:24 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:25 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:26 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:27 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:27 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:28 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:29 PM
RE: Choti si Bhool - by rajeshsarhadi - 09-11-2019, 03:07 PM
RE: Choti si Bhool - by Rizzi1198 - 09-11-2019, 03:20 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 10-11-2019, 05:30 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 10-11-2019, 05:31 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 10-11-2019, 05:32 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 10-11-2019, 05:32 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 10-11-2019, 05:32 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 11-11-2019, 12:34 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 11-11-2019, 12:37 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 11-11-2019, 12:37 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 12-11-2019, 12:22 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 12-11-2019, 01:36 PM
RE: Choti si Bhool - by sakzkhan - 12-11-2019, 04:54 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 14-11-2019, 07:23 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 14-11-2019, 07:24 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 14-11-2019, 07:25 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 14-11-2019, 07:25 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 14-11-2019, 07:26 PM
RE: Choti si Bhool - by jamanuram - 15-11-2019, 12:49 AM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 18-11-2019, 04:59 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 18-11-2019, 05:02 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 18-11-2019, 05:03 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 18-11-2019, 05:04 PM
RE: Choti si Bhool - by Simran chavda - 19-11-2019, 12:00 AM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 19-11-2019, 05:39 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 19-11-2019, 05:40 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 19-11-2019, 05:41 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 19-11-2019, 05:42 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 19-11-2019, 05:43 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 19-11-2019, 05:43 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 19-11-2019, 05:44 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 19-11-2019, 05:44 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 20-11-2019, 02:11 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 20-11-2019, 02:13 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 20-11-2019, 02:17 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 20-11-2019, 02:20 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 20-11-2019, 02:22 PM
RE: Choti si Bhool - by blackdesk - 21-11-2019, 02:15 AM
RE: Choti si Bhool - by jamanuram - 21-11-2019, 10:22 AM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 21-11-2019, 04:09 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 21-11-2019, 04:10 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 21-11-2019, 04:10 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 21-11-2019, 04:11 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 21-11-2019, 04:12 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 21-11-2019, 04:13 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 21-11-2019, 04:14 PM
RE: Choti si Bhool - by salman7349 - 21-11-2019, 07:08 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:39 PM
RE: Choti si Bhool - by jamanuram - 21-11-2019, 08:49 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:38 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:38 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:40 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:41 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:42 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:42 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:43 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:43 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:44 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:45 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:48 PM
RE: Choti si Bhool By Mr. Jatin ( regular updates ) - by hirarandi - 25-11-2019, 02:43 AM



Users browsing this thread: 6 Guest(s)