Thread Rating:
  • 1 Vote(s) - 3 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Fantasy Choti si Bhool By Mr. Jatin ( COMPLETE )
#94
ush din yaani ke 26 september 2008 ko jaate jaate dipti ne pucha, yaar ek baat puchni thi, bura to nahi maanogi ?
maine kaha, “pucho na, mai bura kyo maanungi”
“Ek baat bataao, billu mein aisa kya tha jo ki tum ushke chakkar mein pad gayi, kya tum bhi un ladies ki tarah ho jeenke liye ling ka size important hai, na ki pati ka pyar ??
“kaisi baat kar rahi ho dipti, chii, tum aisa soch bhi kaise sakti ho” ———- maine thoda gusse mein kaha.
“Tabhi puch rahi thi ki tum bura to nahi maanogi, sorry if I hurt you” —- dipti ne sorry feel karte huve kaha.
“Dipti….., billu dekhne mein bahut bhola bhala aur sharif sa lagta tha aur kaafi smart bhi tha, haan ushki baatein jaroor bahut gandi hoti thi, aur sach bataaun to mujhe khud abhi tak nahi pata ki mujhe kya ho gaya tha ki mai ushke saath paap ke daldal mein dubati chali gayi, aur shaayad mai ye kabhi jaan bhi na paaun”
“hmm… acha theek hai, sorry to hurt you, mai ab chalti hun, office ka kuch kaam bhi karna hai. tum ab kisi baat ki chinta mat karo. Bure se bura vakt bhi beet jaata hai. dekhna khusiyaan phir se aayengi. Bhagvaan ne din aur raat yu hi nahi banaaye hai. na hamesha din hota hai aur na hamesha raat rahti hai” —- dipti mere sar par haath rakh kar boli.
maine kaha, “par duniya mein aisi bhi kayi jagah hai, jahaan ki kayi mahino tak suraj nahi dikhta”
“hogi aisi jagah, par tum vaha nahi ho samjhi, come on, and hang on, you will see that, sooner or later things are getting better” —– dipti ne meri peeth thap-thapaate huve kaha.
“… theek hai, dekhte hai, thanks for being such a nice friend” ——— maine dipti ka haath pakad kar kaha.
“Mai kal manish se mil kar ushko ish kaam par laga dungi, aur jaise hi kuch pata chalega tumhe phone karungi” ——- dipti ne kaha.
Maine pucha, “kya tum manish ko sab kuch bata dogi”
“Tum chinta mat karo, manish is a nice man, par mai ushe jitna jaroori hai utna hi bataaungi, baaki vo detective hai, tum to jaanti hi ho” — dipti ne kaha
maine kaha, “theek hai, jaisa tum theek samjho, par meri baat dhyaan rakhna, mera naam nahi aana chaahiye”
“ok ritu, mai dhyaan rakhungi, tumhe phone karke sab kuch bataati rahungi, don’t worry about anything” – dipti ne jaate huve kaha.
Maine kaha, “ok bye-bye, mujhe bahut acha laga ki tum aayi, par tumhaari tragedy shun kar thoda dukh bhi huva, phone karti rahna”
Dipti chali gayi aur jaisa ki maine pehle kaha, ushke jaane ke baad mai gahre vicharo mein kho gayi
Faridabad mein to sanjay ne landline lagvaaya huva tha, ishliye kabhi mobile lene ki jaroorat hi nahi padi. Par vaha delhi mein papa ne mujhe apna mobile de diya tha aur khud dushra kharid liya tha. vahi number maine dipti ko de diya tha.
Agle din jab sanjay ne divorce paper bheje to maine unhe apne mobile se hi phone kiya tha, par unhone ek baar bhi mera phone nahi uthaaya.
Kuch din yu hi beet gaye. Mai aksar apne kamre mein hi padi rahti thi. ek baar chintoo khelta khelta mere paas aaya aur bola, “hum apne ghar kab jaayenge”
Ye aisa sawaal tha jishka ki mere paas koyi jawaab nahi tha.
maine ushe kaha, “tum khelo beta, abhi hum kuch din yahi rahenge”
Aur vo vaha se khelta huva bhaag gaya. Vo to vaise bhi vaha khus hi tha, ushe vaha college jo nahi jaana pad raha tha.
Par kyonki sanjay ne devorce case kar diya tha ishliye maine ushe vahi, delhi mein hi ek college mein admit karva diya. mai nahi chaahti thi ki ushki collegeing mein break aaye.
10 october ko dipti ka phone aaya, ushne jo bataaya vo mujhe aur jyada sochne par majboor kar gaya.
“Ritu tumne kaha tha na ki billu riksha bhi chalaata hai” —- dipti ne pucha
“haan kaha tha, kyo kya huva” —- maine hairaani mein pucha
“ manish ne faridabad mein tumhaare ghar ke aash paas rikse vaalo se baat ki thi, unke anushaar vaha koyi billu naam ka riksa chalaane waala nahi hai”
maine hairaani mein pucha, “ kya !! aisa kaise ho sakta hai ? electric shop aur ushke ghar par pata kiya”
“vo ghar ushka nahi tha, vo vaha march 2008 se rent par rah raha tha. padoshiyon ko ushke baarein mein kuch nahi pata. Logo ke anushaar vo gum shum, chupchaap rahne waala ladka tha, jyada logo se baat nahi karta tha, ishliye kisi ko ushke baare mein nahi pata. Haan logo ne ye jaroor bataaya ki billu ek baar rikse mein kisi khubshurat ladki ko laya tha. shaayad vo ushi din ki baat hogi jab vo tumhe apne ghar ley gaya tha. ushke makaan maalik ne bataaya ki billu ne makaan ye kah kar liya tha ki koyi 5 ya 6 mahino ke liye chaahiye, ushke baad vo vaapas delhi chala jaayega.Ab delhi mein vo kaha rahta tha, kya karta tha abhi kuch nahi pata.” — dipti ne kaha.
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Choti si Bhool - by Mom228 - 09-11-2019, 09:12 AM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:22 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:23 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:23 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:24 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:25 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:26 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:27 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:27 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:28 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 09-11-2019, 02:29 PM
RE: Choti si Bhool - by rajeshsarhadi - 09-11-2019, 03:07 PM
RE: Choti si Bhool - by Rizzi1198 - 09-11-2019, 03:20 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 10-11-2019, 05:30 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 10-11-2019, 05:31 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 10-11-2019, 05:32 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 10-11-2019, 05:32 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 10-11-2019, 05:32 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 11-11-2019, 12:34 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 11-11-2019, 12:37 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 11-11-2019, 12:37 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 12-11-2019, 12:22 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 12-11-2019, 01:36 PM
RE: Choti si Bhool - by sakzkhan - 12-11-2019, 04:54 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 14-11-2019, 07:23 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 14-11-2019, 07:24 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 14-11-2019, 07:25 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 14-11-2019, 07:25 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 14-11-2019, 07:26 PM
RE: Choti si Bhool - by jamanuram - 15-11-2019, 12:49 AM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 18-11-2019, 04:59 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 18-11-2019, 05:02 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 18-11-2019, 05:03 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 18-11-2019, 05:04 PM
RE: Choti si Bhool - by Simran chavda - 19-11-2019, 12:00 AM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 19-11-2019, 05:39 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 19-11-2019, 05:40 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 19-11-2019, 05:41 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 19-11-2019, 05:42 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 19-11-2019, 05:43 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 19-11-2019, 05:43 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 19-11-2019, 05:44 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 19-11-2019, 05:44 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 20-11-2019, 02:11 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 20-11-2019, 02:13 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 20-11-2019, 02:17 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 20-11-2019, 02:20 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 20-11-2019, 02:22 PM
RE: Choti si Bhool - by blackdesk - 21-11-2019, 02:15 AM
RE: Choti si Bhool - by jamanuram - 21-11-2019, 10:22 AM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 21-11-2019, 04:09 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 21-11-2019, 04:10 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 21-11-2019, 04:10 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 21-11-2019, 04:11 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 21-11-2019, 04:12 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 21-11-2019, 04:13 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 21-11-2019, 04:14 PM
RE: Choti si Bhool - by salman7349 - 21-11-2019, 07:08 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:39 PM
RE: Choti si Bhool - by jamanuram - 21-11-2019, 08:49 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:38 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:38 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:40 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:41 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:42 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:42 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:43 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:43 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:44 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:45 PM
RE: Choti si Bhool - by hirarandi - 23-11-2019, 03:48 PM
RE: Choti si Bhool By Mr. Jatin ( regular updates ) - by hirarandi - 25-11-2019, 02:40 AM



Users browsing this thread: 8 Guest(s)