24-11-2019, 11:24 PM
Naina nay ja k door open kia to bahir jimmy khara tha.
Jimmy: Good Morning Ji.
Naina: Good Morning.
Jimmy: Wo ami pooch rahi hain k if you are free to main aana chah rahi hoon aap k paas.
Naina: Ji zaroor aap bhaij dain unhain balkay unhain kahain k main khud aa jati hoon aap takleef na karain.
Jimmy: Ok main unhain kehta hoon k aap aa rahi hain khud aur muskura dia.
Naina: Us k khud k decision pay hairan hui k us nay to aisay hi kaha tha aur jimmy fauran maan gaya.
Khair wapis washroom mai gayee aur fresh ho k dress change kar k saath walay ghar janay hi lagi thi k phone ki bell baji.
Naina: Hello?
Shaan: Naina mai bhaij raha hoon list final hai na?
Naina: Ji final hay aap bhaij dain isay aur mai zara saath jimmy ki ami say mill k aati hoon aap cell pay call kar li jiay ga.
Shaan: Ok well aur aunty ko meri tarf say bhi hello bole daina.
Naina: Ok aur bye kar dia.
Naina gate lock kartay huay saath walay ghar pahonchi main gate open hi tha so naina aisay hi andar dakhil ho gayee. Aur then front room k door pay ja k knock kia. Andar say Jimmy ki ami ki awaz i aa jao beta aa jao aap ka apna ghar hay knock karnay ki kia zaroorat.
Naina andar dakhil hui to samnay aik dubli patli khatoom laiken bahot hi zayada attractive, Jimmy ki umar k hisab say unhain 45 k kareeb hona chahiay magar daikhnay mai wo 35 ki lag rahi thien. Naina aur jimmy ki ami apas mai galay milay aur aik hi sofay pay baith kar batain karnay lagay.
Naina ko jimmy ki ami bahot achi lagien bahot hi sundar aur bahot hi sober. Naina ko kahen say bhi nahi lag raha tha k wo aaj pehli dafa mil rahay hain. Apna apna sa lag raha tha sab. Itnay mai jimmy room say aata hua dikhayee dia aur haath mai cold drinks liay.
Naina: Oh yeh kia takleef ki aap nay. Abhi to aap khud mehman hain.
Jimmy: Nops. Mehman to aap hain hamaray ghar aur muskura dia.
Aunty: Yeh jimmy hai mera baita aur yehi meri beti bhi hay sab kaam mai help karta hay meri.
Jimmy: Ji bahot payari beti hoon mai apni ami ki aur sab khilkhila k hans diay.
Naina ko pata hi nahi chala k kab aik ghanta guzar gaya batain kartay kartay aur yeh khayal bhi tab aya jab naina k cell pay Shaan ki call i k office boy ghar k kareeb pahonch gaya hay us say saman lay laina sara.
Naina ko tab khayal aya k us nay jimmy aur us ki ami ko abhi tak lunch ka bhi nahi bataya. Fauran call k baad boli.
Aunty aaj aap dono lunch hamaray haan karain gay.
Aunty: Nahi beta aap kiun takleef karti ho. Hum kar lain gay.
Naina: Nahi aaj aap ka first day hay so aaj aap mehman hain kal say aap apna kar li jiay ga aur muskura di.
Aunty: Ok hum aa jain gay aur Jimmy ki tarf bhi daikh kar muskura dien.
Naina uth k janay lagi to aunty jimmy ko bolien: beta jimmy jao naina ko gate tak chore aao.
Naina: Nahi its ok main chali jaon gi.
But Jimmy saath chal dia aur bola k main gate bhi band kar aaon ga jaisay aap khamoshi say andar aa gayee hain aisay koi daku bhi aa sakta hay. aur dono nay aik martaba phir qehqa lagaya. hahahahaha. aur gate tak chal diay.
Gate pay pahonchtay hi Jimmy nay kaha oh we are sorry hamain yaad hi nahi raha numbers exchange karnay ka. Kia ab aik doosray ki door bells hi bajatay rahain gay phone pay hi pooch lia ya bata dia agar koi cheez zaroorat ho to.
Naina nay pehlay thora hesitate kia laiken phir landline number day dia aur jimmy nay apna aur apni ami ka cell number note karwa dia k jab tak landline nahi lag jata aap inhain use kar sakti hain.
Naina ok kehtay huay ghar say bahir aa gayee aur saath apnay door ka lock kholnay lagi. Us nay peechay mur k daikha to Jimmy apnay gate pay khara abhi tak naina ko daikh raha tha. Naina ko ajeeb laga jimmy ka aisay daikhna aur jaldi say lock khol kar andar chali gayee.
Andar ja kar time daikha to 11 baj rahay thay aur aglay hi lamhay door bell hui aur office boy saara saman aur wo list naina ko day gaya k bb ji sara saman lay aya hoon jo jo list mai tha aur yeh sahab nay paisay jo diay thay us mai say bachay hain keh rahay thay k bb ji ko hi day aana.
Naina nay saman lia aur paisay lay kar andar aa gayee aur saman aik tarf rakh k jimmy aur us ki ami ka sochnay lagi.
Kitnay nice log hain. Aunty kitni payari hain, kitni care karnay wali hain aur jimmy bhi bilkul apni ami pay gaya hay bahot nice aur kitchen mai ja kar lunch ki tiari karnay lagi.
Udhar Jimmy k ghar bhi Jimmy aur us ki ami k darmayan naina ki hi batain chal rahi thien k, kitni sundar hay, kitni responsible larki hay. Kash yeh meri bahu hoti yeh suntay hi jimmy bola haye ami aap nay meray dil ki baat keh di aur dono maa beta khilkhila k hansnay lagay.
Idhar naina bhi kabhi Aunty aur kabhi jimmy k baray mai soch rahi thi. Pooray ghar mai naina ki saathi us ki sochain hi to thien. Pehlay naina ki sochain apnay aur shaan k gird hi ghooma karti thien magar ab Jimmy aur us ki ami nay us ki soch mai entrance kar li thi.
Naina yehi soch rahi thi k bahir door bell hui. Naina nay ja k door open kia to daikha samnay aunty khari thien.
Naina: Ji aunty andar aiay.
Aunty: Andar aatay huay. Akaili ho kia ghar mai?
Naina: Aunty ki tarf sawalia nazron say daikhtay huay ji?
Aunty: I mean koi noker waghaira nahi hain kia?
Naina: Nahi shaan is cheez k sakht khilaf hain coz aaj kal nokeron ka aitbaar hi kahan hai aur kaam bhi itna hi hota hay k mai khud hi kar laiti hoon aur dono batain kartay kartay tv lounge mai aa gaye.
Aunty: Aray idhar nahi kitchen mai chaltay hain dono mil k lunch ready kartay hain.
Naina: Nahi aunty aap takleef na karain main kar loon gi.
Aunty: Aray chal kar lay gi, Itnay saray kaam (Chawal banana, Salad banana aur kabab aur doosri cheezain, akaili kesay banaoon gi?) aur saath hi chawal saaf karnay lagi.
Naina nay bhi phir zore nahi dia aur batain karnay lagay.
Aunty: Naina Kuch batao apni family k baray mai?
Naina: Me and Shaan are the family.
Aunty: Aur tumharay Parents?
Naina: Wo yahan paas nahi hotay.
Aunty: Ok to kahan hotay hain?
Naina: Actualy shadi say pehlay shaan ki job wahan pay hi jahan hamara ghar tha but shaadi k 3 months baad hi shaan ka promotion hogaya aur company nay unhay yahan transfer kar dia so ab hum itna door ho gaye k aanay janay mai hi 2 din lag jatay hain. is waqt naina ka lehja thora thanda tha.
Aunty: Oh sad. Aur shaan ki family?
Naina: Ji wo bhi wahan hi hotay hain.
Aunty: Ok to last time kab mili thi apnay parents say?
Naina: Koi 6months pehlay.
Aunty: Oh sad to shaan ko kahon na lay jaye milwanay tumhain?
Naina: Ji wo bahot busy hotay hain thats why bahot mushkil hota hay un k liay. Keh rahay thay k jald lay jaon ga.
Aunty: (Naina k aikailay pan ko fauran samaj gayee aur boli) dont worry naina ab mai aa gayee hoon na tumhain apni ami ki kami feel nahi hogi.
Naina: Thanks. aur sawal kar dia aap batain?
Aunty: Jimmy k abu ki death ko 5 saal hogayee hain. Hum teeno aik hi gari pay thay wo drive kr rahay thay k accident hogaya. Accident aisa hua k me aur jimmy to bach gaye but wo. aur chup ho gayee.
Naina: Oh i am sorry.
Aunty: Its ok. Aur tab say me and jimmy are the family.
Naina: To ghar ka kharch kesay chalta hay?
Aunty: Jimmy k abu ka apna business tha aur us k systems aisay banaye thay Jimmy k abu nay k un k guzar janay k baad bhi busines waisay ka waisa hay aur wohi income hay. Main roz chali jati hoon office 2 say teen ghantay k liay to sign cheqs hain to view daily operations.
Jimmy bhi isi saal sambhal lay ga business coz 4months mai us ki study end ho jaye gi.
Naina: Ok thats good.
Aunty: To kitna arsa ho gaya hay shaadi ko?
Naina: Ji 18 mahinay aur naina ko pata tha k agla sawal kia aye ga aur us ka jawab bhi pehlay say soch lia.
Aunty: 18 Months aur ghar mai koi phool nahi dikh raha aur muskura di?
Naina: Ji wo shaan hi nahi chahtay k abhi koi kid ho. (Aur sath he yehi sochnay lagi k yehi to main waja hay k Shaan k parents us say nafrat kartay hain k 18 months mai bhi koi good news nahi day saki. Kesay bataye aunty ko k masla yeh nahi masla aur hay. Shaan bhi isi liay naina ko kam time daitay hain k unhain 18 months mai koi bacha nahi mila)
Aunty k aglay question nay naina ko aik dum say shock kar dia kiun k naina excpect nahi kar rahi thi.