21-11-2019, 04:10 PM
Vo bola, chup kar phone par aisi baat nahi karte.
Maine kaha, par tumne ye sab theek nahi kiya.
Vo bola, kya hum mil kar baat kar sakte hai ?
Maine kaha, nahi mai tumse nahi milna chaahti.
Vo bola, please ek baar mil ley tujhe dekhne ka man kar raha hai, tu kahey to mai tere ghar ke peeche aa jaata hun.
Maine kaha, tum yaha mat aao,
Vo bola, to tu mujh se ushi garden mein milne aaja jahaan hum pehle mile the.
Maine kaha, mai tum se kahin bhi nahi milna chaahti.
Vo bola, mai tera intezaar karunga. Aur phone rakh diya.
Mujhe nahi pata ki aisa kyo tha par mai ek baar billu se milna chaahti thi. shayad ye akhbaar ki khabar ke kaaran hi tha.
Par mai phir se kisi musibat mein nahi fansna chaahti thi, ishliye maine faisala kiya ki mujhe kahi nahi jaana, vo intezaar karta hai to karta rahe.
Mai apne bedroom mein late gayi. Par akhbaar ki khabar bar, bar mere deemaag mein ghum rahi thi. mere man mein ish baat ka sakun tha ki ab mujhe dubaara ush aadmi se jaleel nahi hona padega. par mai ye vishwaas nahi kar paa rahi thi ki billu ne ushey maar diya.
Saara din mai inhi vicharo mein khoyi rahi.
Agley din sanjay aur chintoo ke jaane ke baad mai phir se inhi vicharo mein kho gayi.
Ghar ke sabhi kaam karne ke baad mai nahaane chali gayi. Mai naha kar nikli hi thi ki door bell baj uthi.
Maine jhat se kapde pahne aur darvaaje ki aur badh gayi.
Darvaaja kholtey hi mai chonk gayi.
Mere saamne billu khada tha.
Vo dheere se bola, pehli baar tere ghar aaya hu kya ander nahi bulaaogi ?
Maine pucha, tum yaha kya kar rahe ho koyi dekh lega.
Vo bola, tabhi to kah raha hu mujhe ander aane do.
Ye kah kar vo mujhe ek taraf hata kar ander aa gaya.
Mujhe na jaane kya ho gaya tha. mai vaha khade khade tamaasha dekhti rahi.
Maine himmat juta kar kaha, billu ye kya majaak hai koyi tumhe dekh lega to mai musibat mein pad jaaungi, tumne vaada kiya tha ki tum mujhe blackmail nahi karoge.
Vo bola, phir vahi baat mai bas tujhse milne aaya hu. Kal mai saara din garden mein tera intezaar karta raha par tu nahi aayi. Mai bas abhi chala jaaunga, rahi kisi ke dekhne ki baat mai electrecian hu mai aksar logo ke ghar aata jaata rahta hu. Kisi ko kuch pata nahi chalega.
Ye kah kar vo darvaaje ki aur badha aur ushey band kar diya, aur bola, aaraam se baith kar baat karein.
Maine kaha billu tum samajhtey kyo nahi mai musibat mein phans jaaungi, please abhi yaha se chale jaao.
Vo bola chala jaaunga, jab aa hi gaya hu to thodi der ruk to jaane de. Ye kah kar vo saamne pade ek sofey par baith gaya.
Mai samajh nahi paa rahi thi ki kya karun.
Vo bola, aa na thodi der baat karte hai phir mai chala jaaunga.
Maine pucha, to tumne ush cycle wale ko maar diya ?
Vo bola, yaha paas to aa phir baat karte hai.
Mai ushke paas vale sofey par jaa kar baith gayi.
Maine pucha, haa ab bataao.
Vo bola, mera iraada ushey maarne ka nahi tha, par vo tere ghar aur tere pati ke baare mein jaan gaya tha.