04-11-2019, 03:20 PM
“Ramesh sara loading ho gaya…..”
Bas ye sofa set reh gaya hai wohi truck me daal raha hu..
Ye kehkar Rmesh dusre labors ke saath sofa truck me daalne laga…….
Yashmin andar sara check kar liya.kuch reh to nahi gaya…….
Wahi check kar rahi hu….peeche se yashmin ki awaaz aayi….
Sara samaan load hone ke baad wo truk waha se nikal gaya…….
Ramesh hum nakalte hai…….tum ek baar aur ache se check kar lena mai next week tak wapas aata hu……
Fir wo insaan aur Yasmin car me baithkar airport ki taraf chal diye……….
Aaj Ranjit aur uski wife Yasmin 2 saal ke baad wapas chandigarh apne ghar laut rahe the….
Ranjit ek charted accountant tha aur yaha Mumbai me ek firm me job karta tha………us firm ke owner ki beti Yasmin thi …Yahmin bahot khubsurat thi....dono me pyaar hua aur dono ne shaadi Karli………uski shaadi ko Ranjit ki family ne accept nahi kiya ….but jaise jaise waqt gujra unhone unhe apna liya…
Ranjit ke pita Tejpal ne use force kiya ki wo yaha aakar family business ko sambhaal le….
Idhar Yashmin ke father apni wife ke treatment ke liye apne betE ke pass USA shift ho gaye………unhone apne firm ko bech diya aur property ka adha hissa unhone yashmin ke naam kar diya…jise bechne ki koshish pichle kuch time se ranjit kar raha tha….kuch properties usne bech diye the aur kuch ke liye wo dusre kharidaron se bargaining kar raha tha…
Ranjit ke chote bhai raunaq ki shaadi fix ho gayi thi………isliye Ranjit apni wife ke saath aaj chamdigarh hamesha ke liye laut raha tha…..bich bich me use mumbai aana padta tha baaki properties ko bechne ke liye........
Car me…..
Ranjit- kya soch rahi ho?
Yashmine- aapki family mujhe accept kar legi na…..
Ranjit – haan ….tum dekh hi rahi ho,….papa ne kitna request kiya hai………..unhone tumhe apna liya hai….isliye to maine ye decision liya hai waha shift honeka.……..aur waise bhi mai hu na tumhare saath……
Yasmin Ranjit ka haath pakad leti hai aur uske seene me sar rakhkar aane wale time ke baar me sochne lagti hai….
Dono airport pahunchte hai aur waha se flight lekar chandgarh ………..ghar me unka bahot ache se swagat hota hai………yashmin ko feel hi nahi hota ki ye log koi gair hai.use waha bahot apnapan milta hai aur wo bahot jaldi ghar ke anya logo se ghul mil jaati hai………