20-01-2019, 12:40 AM
(This post was last modified: 31-01-2019, 11:50 PM by Rockybhai. Edited 1 time in total. Edited 1 time in total.)
UPDATE-2
Intro Sam
Age : 19 years
Sam padhne bahut hi hoshiyar he. Dikhne me bhi hatta katta. Sabhi ladkiya use apna bana ne ke liye tayar hi raheti thi. Lekin wo kisiko bhav nahi deta. Wo bas padhne me hi dhayan rakhta tha. Uske parivar me sabhi use bahut pyar karte he.
Sam ki maa kajal singh
Age : 39 years
Dikhne me bahot hi khubshurat. Ek samjdar aurat Aur ek house wife. Padhi likhi he par ghar pe hi raheti he. Baki ka intro aage mil jayega.
Sam ke pitaji Rishi singh
Age : 42 years
Ek business man he. Aur apni khud ki company chalate he. Unka business bahot bada he aur pure desh me fela huva he. Lekin usne kisiko nahi bataya. Yaha tak ki kajal singh bhi nahi janti k wo utne paise vale he.
Sam ki bahen Divya singh
Age : 18 years
Bahot hi pyari ladki. Apne bhai aur parivar se bahot pyar karti he. lekin kabhi bhi wo jatati nahi he.hamesha khush raheti. Koi bhi uske aankho me aansu nahi dekh sakta sab use bahut pyar karte he. aur hamesha sam ko chidhati raheti he.
Sam ka bachpan ka friend Sandy
Age : 19
Dil ka bahut acchha he. sam ko apna bhai jese manta he. dikhne me achha he lekin sam jesa nahi. Aur color thoda sawla he. bachpan se sam aur sandy sath hi padhte he.
----------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Uske baad wo sone chala jata he. Lekin uske aankho se nind gayab hi thi kyunki use dar tha ki kahi mom and dad uski baat na samjhe. Isliye vo isi vakht baat karne ki sochta he.
Wo uthke unke kamre ki aur badh raha tha aur soch raha tha ki aaj kuch bhi ho jaye vo baat kaeke hi rahega. Tabhi use divya ke kamre se aavaj sunay deti he. Sam kamre pass jata he aur awaj sunne ki kosis karta he.
Divya : tum jante ho. Me tumhe bachpan se chahti hu. Lekin kabhi tumhe bataya hi nahi. Na jane kab tum miloge. Mujhe apni baho me bhar ke I LOVE YOU kahoge.
Sam man me : divya kisi se pyar karti he aur kisiko bataya hi nahi.
Divya : mujhe us din ka intjar rahega. Lekin yaad rakhna me tumhe pakar hi rahungi.tumhare bina me jee nahi sakungi.
Sam kuch sochne ke baad door open karke andar chala jata he..
Sam banavti gusse me : ye kya bol rahi ho.. aur kis se pyar karti ho.
Divya : gussa kyu kar rahe ho. kya pyar karna gunaah he.
Sam : jo bhi he abhi batao varna me mom and dad ko sab bata dunga.
divya : bhai me usse pyar karti hu. Aur bachpan se uske liye tadpati hu. Aur apni ungli upar chand ki aur karti he.
Sam : ye kya behuda Mazak he. Sach sach batao kon he who.
Divya : me sach kahe rahi hu. Yakin nahi aata he to mom se puchlo mene unhe bhi bataya he ki mujhe chand par jana he. Me astronaut banana chahti hu. Aur waha jana chati hu.
Sam khush hoke : waah mujhe to pata hi nahi tha meri bahen k itne bade spane he. To phir mujhe bhi waha le chlna ek din.
sam has ke good night karke waha se bahar nikal ta he aur mom and dad ke kamre ki aur nikal padta he.
Sam darwaja pe knock karta he. Andar se mom darvaja kholti he. Sam ko samne dekhkar wo use andar bula leti he. Sam vahi bed pe bethkar..
Sam : mom-dad mujhe aapse kuch kahena he.
Dad : ha bol. Kya kahena chahta he.
Sam : wo me ye kahena chahta tha ki mujhe..
Mom : jo bhi he bol de.
Sam : mujhe bahar padhne jana he. me vaha raheke padhna chahta hu.
Mom : kya , tum hame chodkar jana chahte ho.
Sam : nahi mom sirf colleg puri hone tak padhne jana chahta hu. Uske baad wapas aapke sath hi rahunga.
Dad : thik he..
Mom : kya thik he. Me nahi jane dungi use. Pichli bar jab gaya tha tab do hafto me kya hal bana liya tha apna. Is bar me use nahi jane dungi.
Sam : wada karta hu is bar apna khyal rakhunga. Aur aapko koi shikhayat ka mauka nahi dunga.
Mom : me tumhe nahi jane dungi.
Dad : kal baat karenge sam is bare me. Abhi tum jao aur so jao.
Sam dad ki aur dekhta he. Dad isharo me sam se kahte he ki me baat karunga tumhari mom se.
Sam uthkar chala jata he.
Mom : aapne kyu kal ka kaha abhi k abhi faisla kar dete. Me aapko kah deti hu me use jane nahi dungi.
Dad : kajal ,tum janti ho , usne tumse aaj tak kuch nahi manga phir bhi use mana kar rahi ho.
Mom : wo waha khush nahi rah payega. Pichli bar bhi wo bal bal bacha tha.
Dad : lekin tab wo chota bacha tha. Ab vo bada ho gaya he. Usne kuch soch samaj ke hi ye faisla liya hoga.
Mom : aap to jante he ab mera sirf ek hi beta he. Phir bhi aap aisa kah rahe he.
Dad : janta hu ki wo tumhare liye sab kuch he. Tum usi ke liye ji rahi ho.agar use kuch ho gaya to tum sambhal nahi paogi.
Kuch der chup rahne ke baad.
Dad : lekin phir bhi me tumse yahi kahunga ki use jane do. Jaha wo jana chahta he.
Mom rote huye: aa aisa kyu kah rahe ho. Kya me uska khyal nahi rakh sakhti.
Dad : asi baat nahi he. Tum janti ho wo pahle bhi galat faisla le chukka he. Kahi aisa na ho hum mana kare aur wo ghar chod kar chala jaye.
Tabhi divya andar chali aati he.. jo dono ki puri baat sun chuki hoti he.
Divya : mom , papa sahi kah rahe he. Use jane dena chahiye. Aur wo hamesha ke liye nahi ja raha he. Wo apni padhay puri karke vapas chala aayega.
Mom : baat tumhari sahi he. Lekin wo kese waha….
Dad : tum uski chinta mat karo is bar me uska dhyan rakhunga. Aur use waha koi taklif nahi hogi. Mera yah sara paisa sirf usi ke liye he. Me use kuch nahi hone dunga ye mera wadda he. Rishi singh ka wada he ye.
Divya : ab to jane dijye bhai ko.
Mom : thik he. Lekin pahele me usse bat karungi us ke baad wo jana chahta he to chala jaye…
Divya : papa lagta he mom bhai se koi promise lene vali he.
Dad : sahi kaha divya tune. meri bachi ab badi ho gayi he.
Mom : ha mujhe bhi yahi lagta he. Tabhi to bina kahe sab kuch samaj jati he.
Divya : me kaha badi hui hu. Me abhi choti hi hu. Aur apne mom dad k gaal par kiss karke.
Divya waha se apne kamre me chali jati he.
mom : mere ye dono bachhe hamesa khush rahe.
Dad : chalo ab so jao. Kal tumhe sam se bat bhi karni he.
Mom : hmmm…
Uske baad wo dono aur divya so jate he.
Lekin sam apne kamre me abhi bhi jag raha hota he.
Sam apne man me apne atith ke bare me soch raha hota he.
Use dar tha kahi maa use jane se mana na karde. Dar kyun na ho. Kaam he aisa kiya tha.
2 saal aur 2 mahine pahele
Sandy : yaar sam kuch to madad karde yaar.. lagta he is bar to me fail ho jaunga.
Sam : sale.. tujhe kuch yaad to raheta nahi he. Phir padhke kya karega.
Sandy : tu mujhe kuch padhayega to shayad pass ho jau me.
Sam : thik he. Padha dunga lekin abhi vaha se hat ja aur mujhe dekhne de.
Sandy : ha ha tu bhi kya yaad rakhega. Le hat gaya. Lekin yaad rakhna mujhe padha padega. Aur mana kiya to me jakar us riya ko….
Sam : kya bola phir se bol to. Kuch riya ke bare me kah raha tha.
Sandy dar ke mare : me to….. me to bas ye kah raha tha ki usse kuch help le lunga. Agar tu mujhe nahi padhyega to….
Sam sandy ki ek bhi baat nahi sun raha tha…wo to bas riya ko hi dekhe ja raha tha.jo first bench par bethi thi. Aur padh rahi thi.
Chalo riya ka intro de deta hu..
Riya age 18 , dekhne bikul pari jesi lagti he. Ekdam gora rang. Us pe uski woh sweet si simle kya baat karu uski. Agar koi dekhle to bhi uske pyar me pagal ho jay. Lekin abhi tak uska koi boyfriend nahi tha.
Kyuni wo kabhi bhi kisi ladke se bat nahi karti thi. Aur agar kisine uske samne pyar ka izhar kiya to uski kher nahi.kyuki use pyar se bilkul nafrat thi.
Sam ne kabhi bhi usse bat nahi ki who bas use dur se hi dekhta rahat tha. Wo bachpan se hi usse pyar karta tha. Lekin darta tha ki kahi use ne mana kar diya to.
Kyunki riya jab paheli bar college me aayi tab kisi ladke ne uske samne apne pyar ka izar kiya tha to riya ne use dho dala tha. tabhi ye baat sam ko pata chali k kisi ladki ne apni class ke ladke ko mara he Aur wo ladka apni jaan dene ke liye college building se kudne vala he. sam bhag kar college ki chat par jakar use bachne ke liye use kahata he.
Sam : tu kyu apni jaan de raha he.
Ladka : me riya se pyar karta hu aur uske bager me ji nahi sakta.
Sam : are uske jesi kamini kitni aayi aur gayi. Tu tension mat le tujhe koi aur mil jayegi.
Ladka : mujhe wo bahut pasand he. mujhe usse paheli bar dekhte hi pyar ho gya.
Sam : are dekha mene abhi usko (bas ase hi phenk raha tha) are usse achhi to kai ladkiyan hamare class me he.
Ladka : lekin me uske liye kuch bhi kar sakta hu.
Sam : are aisi kamini ladkiyaan aati rahegi. Jo kabhi kisi se pyar nahi kar sakti. Unke liye pyar bas ek khilone jesa he. uske liye tu apni jaan kyu de raha he.
Ladka : mujhse koi pyar nahi karta. Wo bhi nahi karti.me bas mar jana chata hu.
Sam : jese tu uske liye kuch bhi kar sakta he.apni jaan tak de sakta he. lekin tujhe pata he is duniya 7 billion se jyada log rahete he. tujhe koi to asi ladki mil hi jayegi jo tuhare liye apni jaan de sake. Tu us chudel ke liye kyu apni jaan de raha he.
Ladka : kya mujhe koi asi mil sakti he.
Sam : are kyu nahi mil sakti. Jarur milegi tu jaan dega to nahi milegi.kyuki jaan dene ke baad tu rahega hi nahi. Aur koi ladki tumhe milegi hi nahi.
Aur uske baad wo ladka niche utar jata he..
Lekin sam ko kya pata tha ki riya vahi piche khadi thi aur usen sab kuch sun aur dekh bhi liya he..
Dusre din jab riya class me aati he tab sam use dekhta hi rah jata he. yay u kahe ki sam ko riya se pyar pahele si ha tha. Riya ko sam pahele bhi kai bar apne mama ke ghar ke pass dekh chukka he. lekin vo kabhi usse mil nahi paya nahi uska naam jan paya. Use ne socha tha agli chutiyyo me vo apne mamu ke ghar pe jakar uska pata lagayega. Lekin vo to aaj samne se chali aa rahi thi. Use dekhkar sam bahut hi khush hota he.
Wo jab riya ki aur dekh raha hota he tab sandy kaheta he ki yahi vo ladki jisne kal apne dost ko jaan dene pe majboor kar diya.
Sam ka dil ek dum tham jata he…
Sandy : aur achha hua tune use sab suna diya. Ab vo hamari aur dekhe gi bhi nahi. Are class me bethne layak nahi choda tumne use.. aur sandy hasene laga..
Sam : ye kya kah raha he. mene kab use kuch kaha.
Sandy : kal tum jab use ladke ko bacha rahe the tab vo vaha piche he khadi thi.
Sam : to kya hua.
Sandy : wahi to riya he. jisne kale apne dost ko pit dala tha.
Ye sunke sam pe jaise bijliya gir gayi ho. wese bhoot banker khada rah gaya.
Vo vaha se siddha ghar ki aur nikal gaya. sandy uske aawaj deta rah gaya aur lekin sam nahi ruka..
Ghar aakar sam ne apne aap ko room me bandh kar liya. aur apne aap ko kosne laga. Us lagne laga jese uski duniya hi khatam ho gayi he. wo ab jina nahi chahta tha. Use lagne laga ab riya use kabhi maff nahi karegi. Yaha tak ki wo usse bat tak nahi karegi. Uska pahela pyar hi uski aur dekhega tak nahi. Uska man apni jaan dene ko kar raha tha.
Wo ghar se bahar nikal kar apni jan dene ke bare me sochta he. tabhi divya uske pass aati he aur sam ko kaheti he bhai meri help karoge.
Sam : abhi nahi mujhe jana he.
Divya : please bhai sirf aaj help kardo nahi to mujhe bahot bura lagega.
Sam : thik he batao kya karna he..
Divya : tumhe mere liye mom ka gussa sant karna he…
Sam : kyu maa kyu gussa he tumse. Aisa kya kiya tumne..
Divya : maa hamesha mujhe padhay karne ko kaheti he. isliye aaj jab mom ne mujhe khelne nahi diya to mene mom par khbu gussa kiya. Gusse me kuch jyada hi bol gayi..
Sam : thik he. jav mom se jakar kaho ki tumhe pet me dard ho raha he. itna kahete hi unka gussa dur ho jayega. Thodi data khani padegi juth bolne ke liye lekin mom ka gussa utar jayega. Aur who tumhe maff kar degi.
Divya : kyu maaf kar degi ??
Sam : maa apne bachho bahut pyar karti he. aur jab koi kisi se pyar karta hota he to.. wo jyada der tak tumse gussa rah hi nahi skata. Phir chahe vo kisi bhi bat par gussa kyu na hua ho.
Divya : to phir tum kyu apni jaan dena chahte ho. tum bhi to usse pyar karte ho.. agar wo tumse gussa he to kya hua. Jab use tumse pyar hoga tab vo tumhe maff kar degi.
Sam aakhe fad kar divya ki aur dekhta he : tumhe kese pata chala. Ki me riya se pyar karta
hu. tum to mere college me bhi nahi padhti.
Divya : jab tum rote huye apne kamre me gaye tab mene tumhe jate huye dekh liya tha. Jab me kamre ke pass gayi tab mene tumhari baat suni jo tum rote huye bol rahe. Aur mujhe pata chala ki tum apni jaan dene k liye ja rahe ho.
Sam : isliye tum ne ye natak kiya.
Divya : ha, sirf tumhe bachne ke liye. Lekin me tumse bahut naraj hu tum mujhe kyu chodakar jana chate the. Kya me tumhari kuch nahi lagti, divya ki aankh me aansu aa jate he. me itni buri hu ki mera bhai mere liye jib hi nahi skata.
Sam : nahi aisa nahi he, vo me uske bina nahi ji sakta. Jab se use dekha he sirf uske bare me hi soch raha hu.
Divya : aab kabhi mujhe chodkar gaye to me tumhe kasam deti hi ku. Me bhi apni jaan de dungi. Iske baad jo karna he vo karna. Apni jaan…
Sam divya ko apne gale aga leta he aur use sorry kaheta he.aur wada karta he ki ab kabhi bhi apni jaan dene ki nahi sochega. Kuch bhi ho jaye vo kisi bhi aafat se ladega.
Dono ghar me chale jate he aur ek dossre se promise karte he ki ye baat kabhi kisiko pata nahi chalegi.
Sam apne kamre jakar sochta he ki me ab me riya se kese baat karunga. Phir dusre din wo college me sabse pahele pahoch jata he aur riya intjar karne lagta he lekin riya us din nahi aati he.
Agle din bhi sam pahele pahoch jata he aur riya ka intejar karta he. tabhi use riya aati huyi dikhti he. vo riya ki aur jese hi jata he. riya muh ghuma kar dusri aur chalne lagti he. phir college ki bell bajti he aur sabhi class me chale jate he. sam kai dino taka aese hi koshish karta raha lekin riya ne uski aur dekha tak nahi. Sam ka dil tut sa gaya. Use apne PYAR NE RULA DIYA. Phir usne riya se baat karne ka irada chood diya. Lekin ab usse aur jyada pyar karne laga. Din bit te gaye aur sam ka pyar badhta gaya. Lekin vo kabhi bhi riya baat nahi kar paya. Ab vo riya ki bat karne ke liye bhi nahi jata.
Use lagata he ki ab agar me riya se bat karunga to who mujhse kabhi baat tak nahi karegi. Isiliye wo usse kabhi baat nahi karta tha. Wese riya bhi sam ko bhav nahi deti thi. Woh uske samne bhi nahi dekhti thi.
Isliye sam ne kabhi usse bat nahi ki.
Sam riya se pyar karta he ye sirf sandy hi janta he. Kyunki sam aisa nahi dikhata ki wo riya se pyar kakrta he. Usne sandy ki dosti riya se karva di thi. Dosti kaho ya phir kabhi kabhi baat ho jati thi un dono ke bich. Wo bhi sirf aur sirf padhay ki.
Din khatam hota he aur sab ghar chale jate he. tabhi sandy bhagta hua sam ko batata he ki ek is bar exam jaldi he aur wo bhi ek hafte ke baad. Mujhe kuch bhi karke bacha le.
Sam ko koi tension nahi thi wo to padhne bahubali tha. Isliye wo kuch nahi kaheta.
Tabhi use riya dikhay deti jo kisike sath principle office se bahar aa rahi thi.
Sam : ye riya principal ki office me kyun gayi thi…
Sandy : wo is saal college chodke ja rahi he. uske papa ka ab acha business chal raha he pune me to shayad vo vaha ja rahi he.
Sam : tujhe kese pata wo ja rahi he.
Sandy : abhi mene do lalkiyo ko baat karte huye suna ki apni Bhabhi yaha se ja rahi he.
Sam ek ghuma ke sandy ko marta he aur kaheta he.
Sam : kaminey tu bhag kar yaha aakar mujhe ye bata ta he ki hafte baad exam he. lekin pass aakar bhi nahi batata ki riya college chodkar ja rahi he..
Sandy muh fula ke : maar kyu raha he . ab bata to diya.
Sam : daffar kahi ka.
Sam : wo kab jane wali he aur kaha jane vali he.
Sandy : pata nahi shayad exam ke baad apne pita ke pass pune ja rahi ho.
Sam : sari baat pata kar aur mujhe puri baat batana.
Sandy : thik he, lekin mujhe pass jarur karva dena.
Sam : thik he.. chal ghar par milte he. wese bhi ab hafte bhar chutti hi he.
Sandy : tere ghar par aata hu sath me padhenge.
Din aise hi nikal jata he.sam riya se bahot pyar karta he. wo har vakht uske bare me hi sochta raheta he. uske liye vo uski jindgi ban chuki he. lekin sam ne abhi tak usse bat tak nahi ki thi.
Ab hafte bhar riya se nahi milne vala tha. Isliye sam bhi udas tha lekin usse bhi Jayda usse dar tha ki kahi riya college chodakar yaha se chali gayi to vo kabhi usse nahi mil payega. Nahi usse bata payega ki wo usse kitna pyar karta he. uski aakh me thoda pani ki bunde aa jati he. sochte sochte vo kab nind ke aagosh me chala jata he use hi nahi pata chalta.
Maza aagya dosto aage ki kahani phir kabhi aaj keliye itna he time mila he…

MY XOSSIPY THREAD : https://www.xossipy.com/thread-2909.html