Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Romance Pyar Ki Ek Kahani
#35
UPDATE-13

Next Day:

Abhi- Bhabhi mein office ja raha hun. Aye Veer chal jaldi college k liye late ho jayega.

Veer- Aaraaha hun ruko Chachu.

Meera- Sambhal k Jana(Abhi se) aur Han tu lunch pura khana (veer se)

Aur dono college k taraf chale jate hain.

Abhi- Oye Veer, teri padhai kaise chal rahi hai.

Veer- Mast Chachu.

Abhi-Tu Sach bol Raha hai na ya fir tere Ma’am se baat karu

Veer- Chachu sab thik hai par math me thodi kharab hai.

Abhi- Chal koi nahi, mein math tujhe padha Dunga.

Ye baate kar rahe the tab college agaya aur veer college chala gaya. Abhi bhi Apne office chala gaya.


Ek 7th Stories building thi. Building ka Naam tha Thakur Enterprises Ltd. Ye iski head office thi. Yahan k 3rd floor pe finance department k floor par ek cubicle, ye hai Abhi k Kam karne ki jaga. Pichhle 2 saal se Abhi yahan kaam kar Raha hai.Aap sab to jante hai finance walo ki zindagi pura boring Hoti hai to ab chalte hain Ghar k taraf.

Meera- Ruhi Niche aao. Tum upar kya kar rahi ho. Aajao nasta karna hai.

Ruhi- Aayi Bhabhi.

Ruhi jaldi nichhe aati hai aur nasta karne Beth jati hai. Bhabhi usse khila Rahi thi.

Meera- Ruhi, aaj se hum padhai karenge.

Ruhi-Bhabhi aaj se(chaunk kar). Par bhabhi aaj to dadi mujhe kahani sunayengi.

Meera- Pehle thoda padh lenge phir Dadi se kahani sun Lena.

Ruhi- Thik hai Bhabhi. Bas Bhabhi ab aur nahi kha Sakti.

Meera- Bas ek aur.

Ruhi mana Karti gayi aur bhabhi ek aur ek aur karke sara nasta khatam karwadi. Uske Baad wo log padhne Beth Gaye. Chaliye inhe padhne dete hai aur chalte hai Raadha k taraf.


Raadha ek Management office mein kaam Karti thi as an event organiser. Uska office Karib 3 km dur tha. Aaj wo thoda late ho gayi thi. Jab wo pahunchi tab uske teammate ne bataya ki boss ne use Bulaya hai. Tab wo Pani pi Rahi thi jaise usko boss ne Bulaya hai patachala wo schok hi jati hai. Phir khud Ko Sambhal k boss se mil ne jati hai.

Raadha- May I come in Sir.

Boss- Aiye Miss Raadha Kashyap, Aiye andar Aiye.

Raadha- Lagta hai aaj solid lagne wali hai(Man me)

Boss- Aap khade Kyun hai, Bethiye na.

Raadha-Ji sir.

Jaise wo bethnewali thi .
Boss- Tumhari himmat kaise hui yahan bethne ki . Ek to hamesha late aati ho phir yahan Beth k bas time paas Karti ho.

Raadha- Sorry Sir.

Boss- Kya sorry, kuch kaam karna hai ki nahi.

Raadha- Yes Sir.

Boss- Aaj hume ek bada contract Mila hai. Ek bada event organize karna hai. Ye address pe Jake inse millo. (Ek chit deta hai) aur Haan meri naak mat kata Dena wahan.

Raadha- ji sir.

Phir Raadha chit leke cabin se bahar Chali jati hai.

Raadha- Bach gayi. Nahito ye Hitler kya kya bolta. Ab ye kiska kam diya hai.(Man me)

Uske baad Raadha uss address ki taraf nikal jaati hai.
"If you're good at something, never do it for free."[Image: cool2.gif]


Read my Story "Pyar Ki Ek Kahani".....
https://xossipy.com/showthread.php?tid=13217
Like Reply


Messages In This Thread
Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 29-07-2019, 01:52 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 29-07-2019, 01:55 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 30-07-2019, 11:39 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 03-08-2019, 08:46 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 04-08-2019, 05:20 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 02-09-2019, 08:17 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 27-09-2019, 04:18 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by amita - 27-09-2019, 04:27 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 27-09-2019, 06:52 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by cenrella - 29-09-2019, 10:26 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 29-09-2019, 01:51 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by Sam Fisher - 29-09-2019, 10:43 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 29-09-2019, 01:51 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 29-09-2019, 06:34 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by amita - 29-09-2019, 07:53 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by amita - 29-09-2019, 07:54 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 29-09-2019, 09:27 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by mamery007 - 30-09-2019, 04:24 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 01-10-2019, 03:12 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 01-10-2019, 03:11 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 05-10-2019, 10:06 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 05-10-2019, 10:16 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by cenrella - 05-10-2019, 11:20 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 06-10-2019, 08:53 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 06-10-2019, 08:37 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 07-10-2019, 07:04 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 08-10-2019, 11:12 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by Prativiveka - 10-10-2019, 07:35 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 10-10-2019, 09:55 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 11-10-2019, 12:01 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by arvi147 - 23-10-2019, 10:05 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 25-10-2019, 12:18 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 29-10-2019, 06:48 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by arvi147 - 29-10-2019, 05:26 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 30-10-2019, 07:26 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by arvi147 - 31-10-2019, 10:06 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by arvi147 - 04-11-2019, 08:43 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by arvi147 - 12-11-2019, 02:56 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 13-11-2019, 09:34 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by arvi147 - 16-11-2019, 04:40 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by uttu7887 - 17-11-2019, 08:14 AM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 17-11-2019, 09:02 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by abhi_mishra_91 - 17-11-2019, 09:03 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by ArbazMir - 29-12-2019, 05:29 PM
RE: Pyar Ki Ek Kahani - by arvi147 - 18-11-2019, 12:02 PM



Users browsing this thread: 11 Guest(s)