29-10-2019, 06:48 AM
UPDATE-12
Abhi aur family ghar se nikal kar Mall pahunch jate hain. Aaj puri family khus tha is ke do reason the ek aaj Abhi ka birthday tha aur dusra aaj unke family mein ek naya member ayi hai. Par sab se jyaada Ruhi khus thi.Ruhi k liye ye sab dream jaisa lag raha tha. Aaj usko ek family mili aur aaj wo pehli baar kahin ghumne aayi hai.
Sab ne pehle jaake Ruhi k liye toys kharid te hain. Uske baad wo log Gaming Section chale jate hain.Wahan pe kids k liye khelne k liye bahut kuchh tha. Ruhi aur Veer wahan bahut enjoy karte hain. Uske baad wo log Kids Section jaake Veer aur Ruhi k liye kapde lete hain. Uske baad Bhabhi aur Maa bachhon Ko leke kahin chali jati hain aur Abhi Ko food court mein Milne k liye bolti hain.
Aaj Abhi ne sab k liye shopping ki par wo Bhabhi aur Maa k liye kuchh nahi liya tha. Pehle wo Maa k liye achhi saari choose karta hain aur Bhabhi k liye ek achhi Salwar suit. Par Uska matchings dupatta nahi milta uske sath.Tab wo dupatta dhundne ek stall k taraf jata hai. Usko ek dupatta pasand Aya. Jaise wo usko utha kar dekh Raha tha tab uska koi hath pakad kar ghumata hai aur Jor dar thappad mar deta hai. Jab wo uss marne wale Ko dekhta hai tab uska para pura chhad jata hai. Wahan pe bhid bhi ekattha hi gayi thi. Wo koi jhagda nahi karna chata tha tab wo Bini kuchh bole apna dupatta liye chala jat hai. Wo Bill pay karke sidha food court chala jata hai.
Jaise wo food court jata hai tabwahan or already uski family ek table par bethi thi to wo unke taraf chala hata hai.
Abhi- Saala kya Birthday hai. Pehle Gyaan aur ab thappad. Pura birthday ka Maa Chod di. Pata nahi aage kya hoga.(Man Me)
Wo wahan pe jaake sab k saath beth jata hai.
Abhi- Maa ye aapke liye aur Bhabhi ye aapke liye. (Dono bags dete hue)
Dono Apne gifts dekh k khus ho jate hain.
Maa-Per Beta ye kis liye. Aaj to tera Birthday hai na tab aaj tu Kyun sab Ko gift de raha hai.
Abhi- Maa Birthday chahe jiska ho par apne family k saath butane mein hi Masha ata hai. Aur gift khud lene se jyaada apno Ko dene mein hi khusi milti hai.
Ye Sun k Maa k ankhon mein Paani ajata hai.
Maa- Wo bhi aise bate Kiya Karti thi(Man Me)
Yahan Sab bate kar rahe hote hain tab Raadha and gangs bhi food court pahunch jate hain. Pure food court mein ek hi table Khali thi aur wo bhi Abhi k pichhe wali table. Wo log wahan Beth k khane ka order de dete hain.
Abhi aur Maa baat kar rahe the tab Bhabhi Cake leke ajati hain. Jab Abhi k samne cake rakha tab uska dhyaan bhang hota hai.
Abhi- Bhabhi ye kya hai.(Chaunk te hue)
Bhabhi- Happy Birthday to you. Happy birthday to you my dear Abhi happy Birthday to you.
Bhabhi k sath Maa aur Veer bhi taliya baja kar gaa rahe the aur Ruhi baas taliya baja Rahi thi.
Kajal jab ye dekhti hai tab wo sab Ko batati hai. Sab ghumke Abhi k taraf dekh rahe the.
Phir Abhi ne cake kata aur pehle Ruhi fir Veer fir Maa Ko khilaya. Last mein jab wo Bhabhi Ko khilaya tab Bhabhi ne cake uske face par mal diya. Ye dekh k as-paas k log has pade. Ye dekh k Raadha ki bhi hasi nikal gayi. Par ye hasi bas Ananya ne hi dekhi thi.
Uske baad sab normal ho gaya aur wo washroom chala gaya. Washroom se and k baad Bhabhi ne aur Maa ne use ek ek gift diya.
Abhi- Maa ye sab kya hai.
Maa- Ye sab Meri Bahu ka idea hai aur ye gift ka idea Veer aur Bahu ka hai.
Ye baat Raadha sun leti hai aur thoda mayus bhi ho jati hai. Par Uska expression ek ne note kiya.
Abhi- Veer tu to bada ho gaya re. Aur ye blue shirt mujhe bahut pasand aya.
Ruhi- Bhaiya, Ye shirt mere pasand ki hai. Batao na Bhabhi.
Raadha ne jab Ruhi k munh se Abhi k liye Bhaiya aur Meera k liye Bhabhi Suna tab wo aur seh nayi payi aur uth k washroom k taraf Chali gayi. Usko aise jata dekh friends gang bhi uske pichhe chale gaye. Kisiko kya hua uska pata nahi tha sibaye ek k.
Abhi- Thanks Ruhi. BhabhiBhabhi aab Hume chalna chahiye. Bahut late ho gaya hain.
Bhabhi- Thik hai chalo
Usske Baad sab log dinner pack karke ghar taraf chal pade.
Raadha bhi tabiyat thik nahi hai bahana banati hai tab sab log ghar k tataf chale jate hain aur so jate hai.

"If you're good at something, never do it for free."
Read my Story "Pyar Ki Ek Kahani".....
https://xossipy.com/showthread.php?tid=13217