21-10-2019, 07:42 PM
(21-10-2019, 07:33 PM)rajeshsarhadi Wrote: likhe hue shabdon mein agar sirf waqyat bina ki kisi bhavna ke likhe jaayein to unka koi mehatav nahi hota, yaani koi asar nahi hota aur isiliye response bhi nahi milta. umeed karta hun samaj gaye hoge kya karna hai...dusre shabdon mein slate par mat likho ek painting banao vo bhi shabdon ki jo padne wale ko ek chitran dikhayen jo unke jism ko kabu se bahar kar dein.
Abhi me kisi jaruri kaam pe hu 10-15 din tak isi tarah kahani likhunga uske bad ache se kahani ko explain kar k likhunga kyuki me jo bhi likhunga wo sab sach hoga aur jo jo ghatna aajtak ghati hai sab baya karunga
Bas ap logo ka sath chahiye hai mujhe