21-10-2019, 07:33 PM
(This post was last modified: 21-10-2019, 07:35 PM by rajeshsarhadi. Edited 1 time in total. Edited 1 time in total.)
likhe hue shabdon mein agar sirf waqyat bina ki kisi bhavna ke likhe jaayein to unka koi mehatav nahi hota, yaani koi asar nahi hota aur isiliye response bhi nahi milta. umeed karta hun samaj gaye hoge kya karna hai...dusre shabdon mein slate par mat likho ek painting banao vo bhi shabdon ki jo padne wale ko ek chitran dikhayen jo unke jism ko kabu se bahar kar dein.