Poll: Who are you most excited to see Shreya get fucked by?
You do not have permission to vote in this poll.
Toofani ji
0%
0 0%
Manish
100.00%
2 100.00%
Total 2 vote(s) 100%
* You voted for this item. [Show Results]

Thread Rating:
  • 19 Vote(s) - 2.89 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Misc. Erotica Shreya Ke Raaz: Kab tak Chhupenge
Would be great to also have some sex between shreya and others while the story goes on.
Else it’s bit becoming boring
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.
At some point this really stopped being a sex story anymore. It was never a sex story in the truest sense anyway. It would be extremely hard for me to squeeze in another sex partner for Shreya without Tarnishing her image.

Given the lack of interest in the story, I am considering stopping writing this story or maybe write an abridged version that provides a general plot overview rather than writing in my detailed manner. Why should I waste my time.
[+] 2 users Like Celebrorn's post
Like Reply
Bro u are writing amazing pls continue
Like Reply
Bhai tum accha likh rahe ho apne hisab se likho agar tum dusro ki tarah likhoge toh saree story ek jaise hojayega isliya continue karo apne hisab se
Like Reply
Aap unke beech ki baate short mai likh sakte ho pura deep detail mai jaane ki jarurat nhi hai
Like Reply
Aap bohot acha likh rahe hai
I like very much
Plz continue as per your choice
Maine aapki story man se padhi hai
Bhot achi hai
Negetive comment ko mind mat kijiye
Har kisi ki apni apni pasand hoti hai
Like Reply
Chapter 31 (Summary Version)

Shreya aur Rishabh dono uske ghar pahuchte hai. Rohit ghar par nahi hota. Shreya Rishabh ko ek tauliya aur Rohit ke kapde laakar deti hai change karne ke liye. Rishabh beech beech mein Shreya ko chupke chupke ghoor raha hota hai kyunki uski tshirt uske jism se poori tarah chipki hui hoti hai. Par woh baar baar apni nazrein jhuka leta hai.

[Image: download.jpg]

Shreya Rishabh ko Rohit ke kamre mein change karne ke liye bolti hai aur khud apne kamre mein chali jaati hai change karne ke liye. Rishabh kamra band karke, par kundi lagaye bina change kar hi raha hota hai ki Rohit ghar wapas aa jaata hai. Main door par kisi mard ke anjaan geeli joote dekhkar Rohit alert ho jaata hai aur seedhe andar ki taraf lapakta hai. Apne kamre ka darwaza band dekhkar woh use dheere se kholta hai.

Wahan Rishabh bina kisi tshirt ke usse peeth kare khada hota hai. Ek anjaan ladke ko apne kamre mein aadha nanga dekh kar Rohit ke dimaag mein sabse bura khayal aata hai - yah toh yeh koi chor hai, ya fir uski Mom ka secret lover. Woh Rishabh ko gaaliyan deta hua us par bhadak uthta hai. Rishabh bhauchaka hota hua use samjhane ki koshish karta hai par woh uski ek nahi sunta. Unki dhakka mukki mein Rishabh palang par gir jaata hai aur Rohit uske theek upar.

Shor sunkar Shreya bhi bhaagi bhaagi aati hai aur dono ko alag karti hai. Woh Rohit ko samjhati hai ki Rishabh kaun hai ause use kheench kar kamre se bahar le aati hai taaki Rishabh apne baaki kapde change kar sake. Bahar woh Rohit ko daant-ti hai ki woh aise bina soche samjhe kisi se bhi bhid jaata hai. Rohit apne aap ko defend karne ki koshish karta hai, aakhir use nahi pata tha ki Rishabh kaun hai.

Thodi der baad sehma hua sa Rishabh bahar aata hai aur turant jaane ke liye kehta hai par Shreya us par bhi halka sa daant kar bitha deti hai. Rohit aur Rishabh chup chaap aamne saamne baithe rehte hain. Rishabh mahaul ko halka karne ke liye usse bade bhai wali tone mein baat karne ki koshish karta hai, jaise ki woh kya padh raha hai. Par Rohit uski baat ka ko almost ignore hi kar deta hai. Itne Shreya kitchen mein chai bana rahi hoti hai.

Rohit ko abhi bhi poora yakeen nahi hota ki yahi woh ladka hai jo Megha se milne gaya tha. Woh chupke se uski photo khinch kar Megha ko bhejta hai confirm karne ke liye. Megha Shreya ke ghar mein Rishabh ko dekh kar shock ho jaati hai, aur fauran Rishabh ko message karti hai ki use wahan nahi hona chahiye tha, aur kahin woh Shreya ke saamne sach na ugal de. Rishabh use chupke se reply karte hue tassali deta hai.

Shreya chai le aati hai aur Rishabh se baatein karne lagti hai, beech mein Rohit ke bachpan ke kuch embarrassing kisse bhi suna deti hai, jisse Rohit ko bohot chiddh machti hai.

Chai khatam hote hote Shreya uske kapde bhi jaldi se sukha deti hai. Is beech Rohit apne gusse ko thoda thanda kar ke Rishabh se office ke ek-do sawaal poochta hai, indirectly Manish ke baare mein kuch jaanne ki koshish mein. Rohit ko Rishabh ke jawabon se realize ho jaata hai ki uski Mom aur Rishabh ke beech kuch nahi chal sakta kabhi.

Aakhir mein Shreya Rohit se kehti hai ki woh Rishabh ko apni bike par metro station tak chhod aaye. Rohit reluctantly maan jaata hai aur Rishabh ko lekar nikal jaata hai. Par unke beech thodi tension maintain rehti hai.
[+] 1 user Likes Celebrorn's post
Like Reply
Chapter 32


Agle ek-do hafte dilli ke sabse pyaare mausam ki hawa mein kab beet jaate hai pata hi nahi chalta.

Rohit aur Naina ki raatein ab ek naye routine mein dhal rahi hoti hain. Roz raat ko, sone se pehle, dono ghanto text karte hain, kabhi Holi ke dance steps discuss karte hue, kabhi kisi cheez par behas karte hue, kabhi bas aise hi. 

Naina use apni practice ki videos bhejti rehti hai, aur Rohit unhe baar baar, kayi kayi baar dekhta hai. Ab use woh videos boring nahi lag rahi hoti hain. Woh apne aap ko in videos mein khoya hua paata hai, aur phir khud par hi hairan hota hai ki itni der tak kya dekh raha tha. Par jis haq se woh Aanya se photos aur videos maangta hai, uske andar Naina se woh sab maangne ki na toh himmat hoti hai na chah.

Dusri taraf, Rohit Aanya se poori tarah kat nahi paata. Uske messages ab bhi aate hain, aur woh unhe ignore nahi kar paata, chahe uska mann poori tarah uss taraf na ho. Jab woh dono college mein ya bahar milte hai, woh usne Aanya ke saath physically close hona band nahi kiya. Aanya ki hot body use apni taraf kheench hi leti thi. 


[Image: 345.gif]

Chahe baad mein uske andar ek ajeeb sa guilty ehsaas hota hai. Par us pal jab woh Aanya ke saath woh sab kar raha hota, uske andar ek ajeeb sa aggression paida hota jaa raha tha.

[Image: 12.gif]

[Image: 4098.gif]

Use khud samajh nahi aata ki woh Aanya ko poori tarah chhod kyun nahi pa raha. Shayad use Aanya ki aadat ho gayi hai, shayad thoda sa darr se ki agar usne use mana kiya toh woh kaisa reaction degi. Par jo bhi woh ek dohri si jindagi jee raha hota hai.

Rohit aur Naina saath milkar Holi ke function ki saari cheezen finalize karte hain. Is poore process mein unki purani dosti fir se kafi khil uthti hai. Unke beech koi bada love confession nahi hota, bas ek saath hasna, ek doosre ko chidhana, aur wohi sab chalta rehta hai. Rohit ko khud ehsaas hone laga tha ki woh Aanya se jyada Naina ke messages ka intezaar karne laga tha. 

[Image: 456.jpg]

Naina ke saath woh itna khush aur relaxed feel karta tha, jaise hawa mein sab kuch kitna magical sa tha. Siwaye jab woh uski nayi bike chala rahi thi tab.

[Image: 4563.jpg]

Is beech, Shreya bhi ek chhota sa plan banane lagi. Woh soch rahi thi ki Holi ka bahane Megha aur Rishabh ko fir se milna chahiye. Woh Poonam ko call karke Megha ko Holi ke din apne ghar bula leti hai, aur Rishabh ko bhi. Woh bas chahti hai ki woh dono jyada se jyada mile aur jaldi se shaadi ke liye haan kar de. Shreya iss baat se poori tarah anjaan hoti hai ki un dono ke beech kuch alag hi plan chal raha hai.

Sab kuch itna normal, itna khushnuma lagta hai ki koi bhi yeh soch nahi sakta ki is sab ke peeche kitne jhooth chhupe hue hai.
[+] 2 users Like Celebrorn's post
Like Reply
Chapter 33

Subah se hi Rohit mein bohot jyada energy thi. Aaj aakhir Holi wala din jo tha. Woh subah subah jaldi uth gaya aur bina kuch kahe ghar se nikal gaya. Naina ke orders they ki subah kuch flowers waigera lekar aane hai.

Shreya muskurate hue sab kuch dekh rahi thi. Rohit ki energy aur smile dekh kar use bhi bada acha sa lag raha tha. Aisa lag raha tha jaise purane wala Rohit laut aaya ho. Thodi der baad woh bhi dance ke liye tayyar hone lagi. Uske husband ke guzar ke kuch saal baad usne Rohit ki wajah se fir se holi khelna shuru kar diya tha. Holi hamesha se uska bhi favourite festival tha.

Rohit neche final touches mein laga hi hua tha ki uske phone par Aanya ka call aane laga.

Aanya - Kab aa rahe ho tum?

Rohit - Kahan?

Aanya - Maine bataya tha na, hamare ghar par aaj ek badi holi party hai. Main tumhe aaj Mom aur Dad se milwana chahti thi.

Rohit - Yaar maine bhi toh bataya tha, aaj hamari society mein bhi ek holi party hai. Main nahi aa payunga.

Aanya - Tum apni Society ki faltu si holi party ko mere ghar ki party se kaise compare kar sakte ho. Main kuch nahi sunna chahti, jaldi se jaldi yahan pahunch jayo. I have something special planned for later...

Rohit (thoda jhallate hue) - Aanya main sach mein nahi aa sakta. Chalo bye! Mujhe kaafi kaam hai.

Rohit ne ekdam se Aanya ka call cut kar diya, jisse Aanya ka ego buri tarah hurt ho gaya. Woh gusse mein apne phone ki screen ko dekh rahi thi.

Rohit bina kisi parwah ke fir se Naina ke bataye kaamo mein lag gaya. Kuch der baad society ke garden mein rang aur gulaal udna shuru ho chuka tha. Sab log khul kar holi khel rahe they.

Itne mein Megha aur Rishabh bhi wahan alag alag pahunch gaye. Dono Holi ka shor aur rang dekh kar thoda pareshaan se lag rahe they aur seedha upar Shreya ke ghar chale gaye.

Rishabh thoda sa late pahuncha aur Megha wahan pehle se thi. Jab usne darwaze par knock kiya toh Megha ne muskurate hue darwaza khola.

[Image: 3490.jpg]

Megha (softly) - Hi... 

Rishabh (thoda sa sharmate hue) - Hi...

Woh dono andar aa gaye, par bahar ka shor andar tak aa raha tha. Kuch der dono awkwardly idhar udhar ki baatein karte rahe.

Megha - Toh... tumhe toh Holi pasand hogi?

Rishabh - Nahi nahi... mujhe Holi bilkul pasand nahi... kitno din tak rang hi nahi chhoot-ta. Bahut hi messy holiday hai.

Megha - Exactly! Mujhe bhi bilkul nahi pasand.

Dono ko jaise realize hua unke beech kuch common hai, dono hi thoda sa aur uncomfortable sa mehsoos karne lage. Tabhi Rohit ghar mein ghusa aur apni Mom ko bulane laga.

Rohit - Mom! Naina aapko dhoond rahi hai neeche... aa jayo jaldi se...

Shreya (andar se) - Aa rahi hoon...

Rohit ne Megha ko wahan baithe dekha aur apne haath mein gulaal ki thaili lekar muskurata hua aage bada - Happy Holi Megha Didi!!!

Megha (thoda sa peeche hat-te hue) - Rohit... please yaar... rehne de na!

Rohit - Aree... gulaal hi hai... zara sa lagayunga! Mujhe pata hai aapko Holi kitni pasand hai! Aur is baar toh aur bhi special hai.

Megha - Kya special.... please...

Megha ke mana karte karte bhi Rohit ne Megha ke gaalo aur baalon mein thoda sa gulaal laga diya. Tabhi uski nazar thoda peeche khade Rishabh par padi, aur use do hafte pehle ki unki pehli meeting yaad aa gayi.

Rohit ne thoda serious hote hue - Happy Holi!

Rishabh - Happy... Happy Holi!

Rohit ne apne haath mein jo halka sa gulaal tha woh Rishabh ke gaal par laga diya. Rishabh hesitate karta hua halka sa aage jhuka usse gulaal lene ke liye par tab tak Rohit mud chuka tha. Pata nahi kyun par Rohit ke saath woh kafi uncomfortable sa feel kar raha tha aaj bhi.

Rohit - Main neeche jaa raha hoon... Mom ko bol dena ki Naina use bula rahi hai. Aur aap dono bhi neeche aa jayo... yahan kyun upar baithe ho.

Tabhi Shreya ek tight white kurti aur chooridar pehne apne kamre se bahar nikli. Kurti uske curves ko bohot ache se hug kar rahi thi.

[Image: 109.jpg]

Bahar aate hue usne Megha ki taraf dekha aur use badi si smile di.

Shreya - Happy Holi! Kitni pyaari lag rahi ho!

Megha - Aapse toh bohot jyada kam!

Shreya ne apni kurti ko thoda sa neeche kheencha - Nahi... main toh itni moti ho gayi hoon aajkal. Itna fasa fasa sa feel ho raha hai isme, par mere paas aur koi white kapde they hi nahi. 

Megha - Moti! Kahan se? Ise motapa nahi kehte aunty! Kaash main itni fit rahu jab aapki age ki hoon.

Megha Shreya ka pet chhoo kar hasne lagi, aur Shreya bhi unki aapas ki baat par hasne lage. Rishabh jo peeche invisible sa ho gaya tha, woh achanak Shreya ki nazar mein aaya. Woh bhi Shreya ki taraf hi dekh raha tha.

Shreya - Rishabh! Tum bhi aa gaye! Mujhe lag raha tha kahin... chalo badiya hai... Tum aur Megha jam ke holi khelna... kuch khaaya ya nahi!

Rishabh kuch kehne hi waala tha ki Megha beech mein bol padi - Aunty aap fiqr mat karo, hum log kha lenge. Rohit aaya tha aapko dhoondte hue. Shayad Naina aapko dhoond rahi hai.

Shreya ne haste hue kaha - Haan... uski heroine mujhe dhoond rahi hai... use bhi dekhti hoon jakar. Tum log bhi neeche chalo...

Megha - Abhi aate hain Aunty!

Shreya ne Megha aur Rishabh dono ki taraf baari baari dekha, unki shakal par saaf lag raha tha jaise woh kuch chhupa rahe they.

Woh apna muh Megha ke kaan ke paas laakar boli - Acha! Toh baat yahan tak pahuch gayi kya! Kafi fast nikle tum dono. Andar se door lock kar lena... par Rishabh ko jyada bigaad mat dena abhi se!

Megha ne chidhte hue - Aunty! Aap bhi na... kya kya sochti ho!

Shreya - Isme sharmana kya! Main Poonam ko kuch nahi kahungi! 

Shreya uske baalon par haath ferti hue ghar se bahar nikal gayi.

Rishabh ne uske jaate hi Megha se pucha - Kya keh rahi thi Ma'am? 

Megha ne muh banate hue kaha - Kuch nahi! Actually neeche hi chalte hai Rishabh... wohi better rahega.

Rishabh ne bina kuch bole haan mein sar hilaya aur woh dono ghar lock karke neeche building ke compound mein aa gaye. Neeche garden mein shor badh chuka tha aur tez music baj raha tha. Woh dono saath saath ek kone mein khade ho kar logon ko dekhne lage.

Garden ke beech mein zameen par ek stage set ho chuka tha. Kuch der baad Naina, Shreya aur 2 aur ladkiyan stage par aa gayi. Gaana bajne laga aur woh chaaro gaane ki dhun par naachne lage. Rohit ek badi si muskaan ke saath ek DSLR camera par video bana raha tha. Logon ki bheed zor zor se taaliyan aur seetiyan baja rahi thi.

[Image: 63d9057b0366b279775409dd02cb8cd0.jpg]

4 minute baad jab gaana khatam hua aur Shreya aur Naina ke pair ruke, poori society mein ek zor ka shor goonj utha. Sab log once more once more chilla rahe they, par Shreya jhepte hue stage se hatt gayi thi.

Naina bhi stage se utar kar Rohit ki taraf aa gayi thi.

Naina haanfte hue - Kaisa kiya hum logo ne!

Rohit ek badi si muskaan liye - Amazing! Mindblowing!

Naina shararat bhari aankhon se - Kisne jyada acha kiya... Aunty ne ya maine?

Rohit sawaal par hairaan reh gaya tha - Ehhh... umm.... woh...

Naina ne uske haath par halke se maara - Mazak kar rahi hoon... mujhe pata hai Aunty ka hi dance better tha!

Rohit - Tum bhi na! Waise... hum log toh ab tak holi khel bhi nahi paaye hain!

Rohit ki aawaz thodi si dheemi ho gayi thi, aur uski aankhen Naina se kuch keh rahi thi.

Naina ne kuch pal uski aankhon mein dekha aur fir achanak se uske baalon mein rang daalte hue wahan se bhaag uthi. Usne peeche palat kar Rohit ki taraf ek shararat bhari muskaan se dekha.

[Image: 9d33f7805d90f30edf80d51af5a9e21e.jpg]

Rohit uske peeche dauda aur woh dono building ke entrance ke thoda paas aa pahunche. Usne Naina ka haath pakadte hue use apni taraf kheencha.

Par tabhi ek jaani pehchaani aawaz ne uska naam zor se pukara!

Aanya - Rohit!!!!!

Rohit aur Naina ne us doosri taraf dekha toh Aanya unki taraf aa rahi thi. Usne ek bhaari sa white salwar kameez pehna hua tha.

[Image: white-salwar-suit-holi.jpg]

Rohit ne turant Naina ka haath chhod diya. Aanya Rohit ke bilkul paas pahunch gayi aur uske kandhe par apne haath rakh diye.

Aanya - Rohit! Kitne call kar rahi thi main tumhe!

Naina Rohit se ek-do kadam peeche ho gayi. Rohit abhi bhi bilkul chup hi tha, use samajh nahi aa raha tha ki Aanya yahan kyun aayi thi.

Aanya ka dhyaan Naina ki taraf gaya, usne Rohit se poocha - Yeh kaun hai?

Rohit - Ummm... friend hai... society mein. Tum... tum yahan kya kar rahi ho?

Aanya - Tum nahi aaye toh main apni party chhod kar aa gayi tumhare liye. Kahan hai tumhari society ki party?

Rohit ka jawab sunkar Naina ka muh utar chuka tha aur woh mud kar jaane lagi. Rohit ne use jaate dekha aur woh tez saansein leta hua kafi helpless sa mehsoos kar raha tha. Aanya bas kuch na kuch bole jaa rahi thi pas use sunayi nahi de raha tha.

Aanya - Kya hua Rohit! Kahan lost ho gaye! Let's have fun na.

Aanya ke haath abhi bhi uski gardan par they aur uske chehre par woh arrogant si muskaan jisse Rohit ko ab chiddh machne lagi thi. Uske dimaag ki nase tanna shuru ho gayi thi aur music ab shor sa lag raha tha. Aanya ke saath pichhle kayi hafton ki ghutan ab bas bahar nikalna chahti thi.

Usne jhatke se Aanya ke haathon ko apne kandhon se hataya.

Aanya chaunkte hue - Rohit! What's wrong with you!

Rohit chillate hue - What's wrong with me? Tum yahan kyun aayi ho?

Aanya - Excuse me! Ek toh apni family ki party chhod kar tumhari is ghatiya si society party mein aayi hoon, aur tum mujh par chilla rahe ho.

Rohit - Itni ghatiya hai yeh party toh jayo na yahan se!

Aanya - Fuck you! Main jaa rahi hoon yahan se... tum apni "society" ki ladkiyon ke saath holi khelo... asshole.

Rohit ne gusse mein Aanya ko ghoora - What did you call me!

Aanya - Asshole! I am leaving! Big mistake to come here.

Aanya pair patakte hue wapas building se bahar nikal gayi jahan se woh bas abhi 5-10 minute pehle hi aayi thi.

Rohit ne idhar udhar dekha, Naina kahin nahi dikh rahi thi. Woh bhaagta hua building ki doosri taraf gaya jahan woh aksar akele baitha karti thi. Woh wahin side mein baithi hui rote hue apne aansu ponch rahi thi.

Rohit uska naam pukarta hua wahan pahuchta hai - Naina! Naina!

Naina turant apne aansu poch kar khadi ho gayi aur wahan se jaane ki koshish karne lagi.

Rohit ne Naina ka haath pakadte hue use rok liya - Naina suno yaar! It's not what you think... Naina...

Naina Rohit ko poori tarah ignore karne ki koshish kar rahi thi, uska chehra tamtamaya hua tha, usne apna haath chhudane ki koshish kari - Leave me Rohit!

Rohit ki saans foolne lagi, use samajh nahi aa raha tha woh Naina ko kaise manaye - Please yaar... ek baar sun toh lo meri baat... mujhe nahi pata woh kyun...

Naina - It's fine Rohit... hum bas society friends hain... you don't need to explain anything to me.

Rohit - Yaar!! Tum mere words twist kar rahi ho.

Naina ne use gusse mein ghoora - Main words twist kar rahi hoon! Rohit... ab please hatt jayo... nahi toh I am going to slap you!

Rohit ka dil bohot tez dhadak raha tha aur Naina par uski pakad kamzor padti jaa rahi thi. Naina ne Rohit ko peeche dhakela aur use wahan chhod kar jaldi se wapas apne ladkiyon ke group ke paas pahunch gayi.

Rohit wahin khada zameen par dekhne laga. Uska dimaag buri tarah fatt raha tha aur gala sookh chuka tha. Mann mein ek ajeeb si bechaini aur lachari mehsoos ho rahi thi. Samajh nahi aa raha tha woh kya kare.

Woh bina soche samjhe chalte hue Megha aur Rishabh ke paas se guzra, aur fir thoda aur aage. Uski nazar ekdam se kuch door jakar padi, jahan Shreya akele khadi thi. Shayad use Mom se baat karni chahiye, woh sab sort out kar dengi. Pichhli baar ki tarah.

Woh unki taraf chal hi raha tha ki tabhi building ka watchman - Tufani, haath mein gulaal liye Shreye ke paas pahuncha. Shreya ne muskura kar uski taraf dekha aur woh Shreya se has kar kuch kehne laga.

Usne Happy Holi bolte hue Shreya ke gaal par gulaal lagaya, Rohit ke andar ka khoon khaulta jaa raha tha. Gaalon se hota hua uska haath Shreya ki gardan par pahucha aur fir peeche se uski kurti ke andar Shreya ki peeth par.

Rohit ki dimaag ki woh aakhri nas toot gayi.

Rohit zor se chillata hua Shreya ki taraf bhaaga - Oye!!! Behenchod!!!

Shreya bhi uski tez aawaz sunkar buri tarah darr gayi thi, par isse pehle woh samajh paati ki aawaz kahan se aa rahi hai, Rohit ne Tufani par jhappata maarte hue use Shreya se door kar diya tha aur doosre hi pal toofani zameen par tha aur Rohit uske upar apni poori bhadaas nikal raha tha. Mukke par mukka, Tufani apne haathon se apna chehra bachane ki koshish kar raha tha.

Shreya ki aankhen fati ki fati rahi gayi aur woh tezi se Rohit ki taraf bhaagi - Rohitttttt!!! Pagal ho gaye ho kya! Chhodo use.

Par Rohit kuch sunne ke liye tayyar nahi tha - Saale.... haramzaade... teri himmat kaise hui meri Mom ko chhoone ki... behenchod!! Jaan se maar dunga tujhe!

Tufani bhi chilla raha tha - Bhaiya! Chhodo mujhe... maine kya kiya hai. Memsaab! Bachayo!

Shreya ne Rohit ka haath rokne ki koshish kari par uska ek vaar jaakar use bhi laga. Tab toh aur log bhi jaldi se us taraf aa chuke they aur unhone kisi tarah mil kar Rohit ko Tufani se alag kiya.

Rohit abhi bhi kisi janwar ki tarah haanf raha tha. Tufani ka chehra maar se sooj chuka tha aur woh rone laga tha. Shreya ko samajh nahi aa raha tha woh kya kare. Woh Tufani aur Rohit dono ki taraf dekh rahi thi. Use shayad ab tak samajh nahi aaya tha ki hua kya tha.

Tufani rote hue bola - Saabji... main... main... main abhi 100 number lagata hoon... gareeb hu toh kya hua... kaise janwaro ki tarah maar raha tha...

Rohit ka gussa fir se bhadka - Sale... abhi toh kuch maara tujhe... ahhhhh....

Shreya ne jaldi se Rohit ki taraf dekha - Rohit chup karo!!! Pagal ho gaye ho kya tum!

Tufani - Nahi... ab tu dekh... teri aukaat dikhata hoon tujhe...

Shreya - Tufani ji... aap suniye... please...

Rohit bhadakte hue - Mom! Is Kutte ko sorry kyun bol rahi ho aap.

Shreya ekdam gusse mein Rohit ko chaanta maarne ke liye badi, par Khanna ne beech mein aakar use rok liya - Shreya ji... kyun bacche par haath uthana... main suljhata hoon maamla... Haan bhai Tufani... kya kiya tune... bata zara...

Khanna ne haath se Shreya ko ishaara kiya ki woh Rohit ko lekar thoda peeche ho jaye. 2 aadmi Rohit ko pakde pakde peeche hone lage. Rohit abhi bhi tez saansein le raha tha par uska dimaag ab sunn padh chuka tha.

Shreya ne peeche hote hue idhar udhar dekha. Poori society ki nazrein Rohit aur us par hi tiki thi. Megha aur Rishabh, dono bheed mein aage khade Shreya ki taraf dekh rahe they, unhe samajh hi nahi aa raha tha ki hua kya tha. Doosri taraf Naina bhi haanfte hue Rohit ko ghoor rahi thi, uska muh bhi khula ka khula reh gaya tha. Rohit ka yeh roop usne pehle kabhi nahi dekha tha. Abhi kuch pal pehle hi woh kuch emotions feel kar rahi thi, aur ab achanak kuch aur.

Shreya Rohit ko wahin chhod kar dheere se Naina ki taraf badhi. Use lag raha tha kahin woh behosh ho kar hi gir pade aur uska pair zara sa ladkhadaya, par Naina ne turant aage badh kar use sahara de diya. 

Subah jis khushi aur utsah se din shuru hua tha, dopahar tak woh din Shreya ki jindagi ka sabse sharmnaak din ban chuka tha.
[+] 2 users Like Celebrorn's post
Like Reply
Wow nice update happy to see rohit character in action to save Shreya
Like Reply
Nice update
Like Reply
Nice update
Like Reply
Chapter 34

Khanna, Rishabh aur Megha abhi bhi Shreya ke ghar mein hi baithe hue they. Shreya apna sar pakad kar baithi thi aur Rohit ne andar se apne kamre ka lock laga rakha tha. Shreya ko pata tha ki kitni mushkil se woh use upar lekar aayi thi. Khanna aur ek aur aadmi ko poora zor lagana pada tha. Shreya ko kisi se bhi nazrein milana bhi mushkil lag raha tha ab.

Khanna - Maine samjha diya hai neeche us haramzade ko... koi chinta ki baat nahi hai...

Shreya ne ghoor kar Khanna ko dekha, jaise pooch rahi ho ki woh uske saamne Tufani ko gaali kyu de raha tha.

Shreya ne uski baat ka koi jawab nahi diya. Woh bas chahti thi ki is waqt woh use akela chhod de. Par fir saath mein hi kisi ke sahare ki kami khal rahi thi.

Khanna - Jawan ladka hai hamara... koi badi baat nahi hui hai... aap itni tension kyun le rahi hain.

Khanna ne halke se Shreya ke kandhe par haath rakha.

Shreya - Thank you Khanna ji... aapne bohot help kari hai aaj. Main ab... main ab thoda sa aaram karna chahti hoon... please aap mind mat karna.

Khanna - Haan haan... aap aaram kariye. Kuch bhi ho... turant mujhe call kar dena. Main hoon yahan... aapke liye... 24 ghante.

Usne Megha ki taraf dekha - Chaliye beta ji... aapko bhi neeche tak chhod deta hoon.

Shreya ek dam se beech mein boli - Megha... Rishabh... tum log ruko... main khana toh laga du...

Megha turant khadi ho gayi - Nahi Aunty! Aap please rest kariye... koi formality ki baat nahi hai. Mummy aapko call kar dengi...

Shreya ne halke se sar hilaya - Unko bolna... aaj nahi...

Megha - Ji... Rishabh... chale?

Rishabh ko samajh nahi aa raha tha woh kya bole - Ma'am... kal office mein milte hain... Take care!

Woh teeno ghar se bahar nikal gaye aur Shreya ne door lock kar liya. Bahar se abhi bhi Holi ka thoda music aur shor aa raha tha, par usko woh sab usko ab chubh sa raha tha. Woh Rohit ke kamre ko ignore karti hui apne kamre mein aa gayi aur kapde change karke bed par let gayi.

Uska dimaag fate jaa raha tha, pichhle kuch mahino se use jo warning signs dikhayi de rahe they, aaj sach ho baithe they. Usne aaj se pehle kabhi Rohit ke muh se aisi gandi gandi gaaliyan nahi suni thi. Usne apni aankh band karke sone ki koshish kari, par uske aansu behne lage.

[Image: 1112.jpg]

Usne apne bed ke side se ek goli ki sheeshi nikaali aur usme se ek goli apne muh mein daal li. Kuch hi der baad woh gehri neend mein jaa chuki thi, par uska dimaag abhi bhi pareshaan tha.

Jab uski neend khuli toh ghana andhera ho chuka tha. Uska chehra aansu se geela pada tha aur poora jism kaanp raha tha. Usne apna chehra pocha aur apne aap ko kambal se dhaka. Use kisi na kisi se toh abhi baat karni hi thi, nahi toh use darr tha kahin woh pagal na ho jaaye.

Usne bina soche Tarun ke number par call laga di.

Pehli hi ghanti par doosri side par phone uth gaya - Hello! Bhabhi!

Shreya ki rote hue aawaz nikli - Tarunnnn....

Tarun - Bhabhi? Aap theek ho na? Aapko kisse pata chala?

Shreya ko samajh nahi aaya ki woh kya keh raha tha - Kuch theek nahi hai... main.. main puri tarah fail ho gayi...

Shreya rote rote use sab kuch batane lagi, aur doosri taraf Tarun chup chaap Shreya ki baat sunta raha. Shreya sab kuch kehne ke baad halke halke subakne lagi.

Tarun ki aawaz kuch der baad nikli - Bhabhi... mujhe pata hai aap pareshaan ho... aur aap yeh sunna nahi chahoge par... itni badi baat bhi nahi hui hai.

Shreya ko turant gussa aa gaya - Itni badi baat nahi hui hai! Woh ladka maar peet par utar aaya hai... gandi gandi gaaliyan de raha hai... aur tum keh rahe ho ki badi baat nahi hai! Mujhe ab realize ho raha hai... shayad mujhse hi koi galti ho gayi thi... usko maa ke saath saath ek baap ki bhi zaroorat thi. Main ab yeh sab nahi sambhal sakti.

Tarun - Bhabhi... please... aap ro mat... main baat karta hoon Rohit se kal.

Shreya - Nahi! Koi baat karne ki zaroorat nahi hai. Karne do jo use karna hai, wohi uska anjaam bhugtega.

Tarun - Bhabhi... Shreya...

Shreya kuch der roti rahi. Tabhi use yaad aaya ki call ke shuru mein Tarun kuch keh raha tha.

Shreya - Tum kuch keh rahe they? Mujhe kya pata chala aur kisse?

Tarun - Kuch nahi... aap apna khayal rakho...

Shreya ne gusse mein kaha - Batayo bhi!

Tarun - Bhabhi... woh... papa ki tabiyat kafi kharab hai.

Shreya - Oh...

Tarun - Woh aapse aur Rohit se ek baar milna chahte they... agar aap dono yahan aa sako. Shayad yehi acha bhi rahega. Main Rohit ko face to face samjha bhi dunga.

Shreya soch mein pad gayi, woh saalon se wahan nahi gayi thi - Main Rohit se baat bhi karna chahti. Abhi shayad time theek nahi hai.

Tarun - Papa ke paas shayad jyada time nahi hai ab. Aapko ek baar aa jana chahiye. Unka bohot mann hai aapse milne ka. Main Rohit se baat karta hoon kal, use bolta hoon.

Shreya - Hmmm... tum baat kar lo usse...

Tarun - Aap tension mat lo... aap so jayo...

Shreya phone rakhte hue purane dino ke baare mein sochne lagi. Sab kuch badal gaya tha, kuch bhi ab uske haath mein nahi tha aisa lag raha tha.

Agle din subah subah, Shreya bina Rohit se baat kiye ghar se nikal gayi. Usne na use jagaya aur na usse kuch pucha ki woh college jaane wala tha ya nahi. Uska gussa aur tez ho gaya tha ki woh filhaal uski shakal bhi nahi dekhna chahti thi.

Rohit utha toh use ghar khaali mila. Apna phone check kiya toh usme na toh Naina ke message they aur na hi Aanya ke. Sab kuch kaafi khaali khaali sa lag raha tha. Uska kuch karne ka mann nahi kar raha tha. Bas mann tha toh apni bhadaas nikalne ka.

Laghbhag 10 baje ke aas paas uska phone baja aur woh turant us par lapka, yeh sochte hue ki kahin Naina toh use call nahi kar rahi thi. Par screen par Chachu ka naam flash ho raha tha.

Usne bina kisi excitement ke call uthayi aur kuch bola nahi. 

Doosri taraf se Tarun ki energy bhari aawaz aayi - Aur champion! Kya haal chaal!

Rohit dabi aawaz mein - Theek.

Tarun - Abhi so kar utha hai kya? College nahi gaya?

Rohit - Haan... woh tabiyat thodi kharab hai...

Tarun - Woh toh chalta rehta hai par tere bina teri college ki gopiyon ka kya hoga.

Rohit chidte hue - Chachu agar aapko Mom ne bola hai call karne ke liye toh please mujhe kuch nahi sunna!

Tarun - Kya ho gaya? Itna gussa kyun hai? Meri toh ek-do hafton se bhabhi se baat bhi nahi hui. Maine toh bas aise hi phone kiya tha. Sab theek hai na?

Rohit ko Tarun ki baat par pura yakeen nahi ho raha tha par usne baat ko kheencha nahi - Hmmm... nahi... kuch nahi hua...

Tarun - Bata toh... kya hua? Tu theek toh hai?

Rohit chillate hue bola - Nahi! Main theek nahi hu chachu! Main pagal ho raha hoon. 

Agle 10 minute Rohit ne poori baat batate hue apni jabaan par koi filter nahi rakha. Woh bas apne dil ki bhadaas nikalta gaya.

Rohit - Woh do kaudi ka watchman Mom ko chhoo raha tha... aur Mom ko koi farq hi nahi pad raha tha! Mujhe toh aisa lagta hai Mom yeh sab enjoy karti hai... unhe chahiye koi mard unhe chhue!

Tarun - Rohit! Kya bol raha hai... woh teri Mom hain!

Rohit - Aap yahan hote toh dekhte na woh kaise pesh aati hai logon ke saamne! 

Rohit ki saansein ukhad si rahi thi.

Tarun - Unhone bohot sacrifice kiya hai tere liye!

Rohit - Haan haan! Yehi sunta aa raha hoon main. Dad nahi rahe toh kya iska matlab Mom jiske marzi saath kuch bhi karengi ya karne dengi. Agar Dad hote toh... toh yeh sab kabhi nahi hota. Koi unki taraf aankh utha kar bhi nahi dekhta.

Tarun - Rohit...

Rohit gusse mein bina soche samjhe bole jaa raha tha - Aap kyun nahi hamari family ki shield ban gaye! Hame chhod diya yahan akele... Mom ko akele... harami mardon se deal karne ke liye.

Tarun ekdam se chhup ho gaya. Woh Shreya ki kal raat ki fiqr ab samajh paa raha tha, Rohit ke andar ek alag hi angaar sulag raha tha.

Rohit - I hate Mom! Unse bada dogla koi insaan nahi hai!

Tarun - Rohit tu over kar raha hai... tujhe nahi pata tu kya keh raha hai... saans le aur paani pee.

Rohit - Mujhe pata hai main kya keh raha hoon....

Kuch der aur Rohit vent karta raha, aur fir jaakar uski energy level thoda kam hua.

Tarun - Sun... main chahta hoon thode din ke liye yahan aa jaa. Mere paas.

Rohit sochte hue - Nahi chachu... mera college hai aur exams bhi bas aa hi rahe hain. Main nahi aa sakta.

Tarun - Tere Dadaji ki tabiyat kafi kharaab hai. Tujhse aur Bhabhi se milna chahte they woh.

Rohit ada raha - Nahi! Main nahi aa sakta... Mom ko jaana hai toh woh chali jaye. Actually mujhse Mom se kuch dino ka chhutkara chahiye. Woh mere peeche padi rehti hai. Unhe lagta hai main abhi bhi chhota bachha hoon. Unhe mujh par zara bhi trust nahi hai.

Tarun - Shreya... I mean Bhabhi tujhe akele chhod kar nahi aayegi... tujhe pata hai.

Rohit - Wohi toh main keh raha hoon... unhe mujh par zara bhi trust nahi hai.

Tarun kuch sochte hue - Hmmm.... accha meri baat sun... tu chahta hai na woh tujh par trust kare? Main unse baat karta hoon... but tujhe bilkul responsible ban kar dikhana hoga.

Rohit - Hmmm... mujhe pata hai woh nahi maanengi!

Tarun - Woh mujh par chhod de.

Kuch der baad jab Rohit aur Tarun ki baatcheet khatam hui, Rohit pehle se thoda halka mehsoos kar raha tha. Par saath hi thoda guilty bhi. Usne Mom ke baare mein chachu ko aisi aisi cheezen bol di thi jo woh bolna kya sochte hue bhi ghabrata tha.

Shreya office mein thi toh sahi par uska dimaag abhi bhi Rohit par hi ghoom raha tha. Sab kuch jaise bigadta jaa raha tha. Beech beech mein Rishabh Shreya ki taraf dekh raha tha par uski kuch puchne ki himmat nahi ho rahi thi.

Laghbhag 1 baje, Tarun ne Shreya ko call kiya aur Shreya ek meeting room mein ghus kar usse baat karne lagi.

Shreya ne ek gehri saans chhodi - Kya bola usne?

Tarun - Shreya... woh bas thoda frustrated hai...

Shreya - Kis baat ko lekar? Hua kya hai?

Tarun ko samajh nahi aa raha tha woh Shreya ko kaise samjhaye - Shreya... woh bas bada ho raha hai... is age par yeh sab emotions normal hai.

Shreya - Kis cheez ke emotions? Ladayi karne ke? Gaali galoch karne ke? 

Tarun - Shreya use thoda space do... I think aap dono ko hi ek reset ki zaroorat hai... use thoda time akele chhod do.

Shreya - Akele chhod du matlab? Akele hi jaata hai na college! Akele hi karta hai sab kuch. Main kaunsa uske saw par sawaar baithi hu.

Tarun - Aap dono ki side hi bohot jyada emotions hai abhi. Meri rai mein, aapko use kuch din wahan delhi mein akele chhod kar yahan aa jaana chahiye.

Shreya - Akele chhod kar! Woh kabhi akele raha bhi hai?

Tarun - Yehi toh problem hai. Aap uski life ka har solution dhoondti aayi ho ab tak. Par ab use khud yeh solutions dhoondne honge. Aap dono ko hi ek doosre ki importance samajhne ke liye yeh zaroori hai.

Shreya ka gussa badh raha tha - Nahi! Main aise use akele nahi chhod sakti. Kya woh yeh chahta hai?

Tarun - Shreya... aap samajhdaar ho... samajhdaari se kaam lo. Jo bhi ho aapko yahan aana hi padega.

Shreya gusse mein boli - Tum bas apne fayde ke liye keh rahe ho na!

Tarun - Shreya! Bhabhi! Aap kuch bhi bol rahe ho... khair mujhe pata hai abhi aap kya feel kar rahe ho... aap aaram se socho.

Shreya ko apni galti realize ho gayi thi - I am sorry... mujhe woh bolna nahi chahiye tha.

Tarun - Usne mujhe promise kiya hai woh poori responsibility se sab kuch karega. I think use ek kuch din yeh karne dete hai taaki woh bhi cool down ho sake aur apni galti realize kar sake.

Shreya - Hmmm.... main sochti hoon is baare mein... mere liye aasan nahi hoga.

Tarun - Mujhe pata hai... par thoda jaldi... 

Shreya Tarun se baat poori karke apne desk par wapas aayi par uske maathe par abhi bhi ek badi si shikan thi. Woh samajh rahi thi ki Tarun galat nahi keh raha tha, par Rohit ko akele chhodna... uske liye bohot hi mushkil decision tha.
[+] 3 users Like Celebrorn's post
Like Reply
Bhai bahut accha likh rahe ho aur story ko speed pakadte dekh kar accha lag raha hai aise hei continue rakhna
[+] 1 user Likes sdd2686's post
Like Reply
U are writing amazing fabulous update happy to story are progressing further
[+] 1 user Likes Singhwasim's post
Like Reply
(07-10-2026, 07:14 PM)sdd2686 Wrote: Bhai bahut accha likh rahe ho aur story ko speed pakadte dekh kar accha lag raha hai aise hei continue rakhna

(07-10-2026, 07:19 PM)Singhwasim Wrote: U are writing amazing fabulous update happy to story are progressing further

Thank you! Like I said, trying to accelerate the story and complete it.
[+] 1 user Likes Celebrorn's post
Like Reply
I hope ek acchi ending dekhana ko milege
[+] 1 user Likes sdd2686's post
Like Reply
Chapter 35

Shreya apna samaan ek suitcase mein pack kar rahi thi, aur Rohit uske kamre mein thodi door baitha apne phone par tha. Pichhle ek hafte mein unki beech sab theek toh nahi ho gaya tha aur bol chaal abhi bhi almost band thi. 

Bas jabse usne Devgarh akele jaane ka decide kiya tha, tabse unke beech ka tanav halka sa kam ho gaya tha. Woh dono ek doosre se bol toh nahi rahe they, par haan ek doosre ke aas paas baith jaate aur apna kaam karte rahte.

Rohit Shreya ke saamne apni college ki books le kar baitha rehta jaise use dikha raha ho ki woh apni studies ki taraf kitna dedicated tha. Aur shayad use iski zaroorat bhi thi, pichhle do-teen mahino se usne apni studies ko poori tarah ignore kar rakha tha.

Shreya ne apna phone uthate hue Tarun ko call lagayi aur jaan boojkar phone speaker par daal diya.

Shreya - Hello... Tarun...

Tarun - Ji Bhabhi...

Shreya - Main kal subah nikal rahi hoon yahan se. Saari packing ho gayi hai, subah cab lekar station pahuch jayungi. Aur fir 4-5 ghanto mein wahan.

Tarun ko toh yeh sab already pata tha, woh yeh sab jaan bujh kar Rohit ko yeh sab suna rahi thi.

Tarun - Theek hai Bhabhi. Main aa jayunga aapko lene.

Shreya - Baaki maine fridge mein 4-5 sabji bana kar rakh di hai aur rotiyaan bhi freezer mein hai. Bas kisi ko nikaal kar garam karni hogi. Itna toh aana hi chahiye.

Shreya ne taana maarte hue indirectly Rohit ko kaha.

Rohit ki nazrein apni kitaab se Shreya ki taraf uthi aur fir wapas jhuk gayi.

Tarun - Haan woh kar lega sab, aap pareshan mat ho.

Shreya - Nahi mera kaam batana tha, baaki koi khaye na khaye, mujhe kya farak padta hai.

Rohit se aakhir ruka nahi gaya - Aapko sach mein farak nahi padta?

Shreya ne apni nazrein phone par hi rakhi - Tarun... isse bol do ki mujhse directly baat na kare.

Tarun un dono ke beech kuch nahi bolna chahta tha, itni door baithe woh kar bhi kya sakta tha.

Rohit - Aur Chachu aap inko bol do ki cab se jaane se achha hai main drop kar dunga.

Shreya - Mujhe iski help nahi chahiye... jaise yeh akele rehna chahta hai, main bhi akele rehna chahti hoon.

Rohit - Chachu...

Aakhir Tarun se raha nahi gaya - Aree yaar aap log kyun mujhe beech mein rakh kar baat kar rahe ho. Aapas mein baat kar lo na.

Dono ne ek doosre ko dekha aur bilkul chup rahe. 

Tarun - Rohit yaar... tujhse sorry nahi bola jaata kya? Hug kar le apni mummy ko... woh pighal jayengi.

Rohit ke mann mein ekdam se aaya ki woh sorry kis baat ke liye bole par fir woh apna ego side rakhte hue khada hua aur Shreya ko peeche se hug kar liya.

Rohit - I am sorry Mom! Really sorry...

Shreya uska bhaar apne upar mehsoos kar paa rahi thi, aur uska yun use gale laga lena use bohot acha lag raha tha par woh iss baar aasani se pighalne wali nahi thi.

Shreya - Hmmm... it's ok... hato... mujhe kaafi kaam hai.

Rohit Shreya ko chhodta hua thoda peeche hua, use Mom ka thanda response acha nahi laga tha.

Rohit - Kuch chahiye aapko aur? Packing mein kuch help karu?

Shreya - Hmmm... balcony mein mera towel sookh raha, lekar aana zara.

Thodi hi sahi unke beech baat shuru ho rahi thi. Yeh dekhte hue Tarun ne phone khud hi disconnect kar liya. Shreya ne apni packing poori kari. Uska dil abhi bhi Rohit ko akele chhod kar jaane mein ghabra raha tha. Usne gehri saans li. Woh bhi toh lagbhag Rohit ki umar ki thi jab uski shaadi hui thi. Uske maa baap ne use ek anjaan mard ke saath bhej diya tha ek anjaan jagah rehne ke liye.

Rohit balcony se tauliya lekar aaya aur Shreya ne use suitcase mein rakh liya. Usne time dekha toh raat ke 11.30 baj chuke they.

Shreya ne rukhi aawaz mein kaha - Jao... ab so jao.

Rohit - Hmmm...

Shreya uske jaate dekh - Paanch baje uth jaana agar mujhe chhodne jaana hai toh.

Rohit ne mudte hue jaldi se reply kiya - Haan main uth jayunga! 

Woh apne kamre mein chala gaya aur Shreya suitcase final karne ke baad light off karke bed par let gayi. Woh Devgarh jaane se pehle Rohit ke saath sab theek kar lena chahti thi, par ab time bhi nahi bacha tha.

Agli subah dono jaldi uth gaye aur fir Rohit gaadi chalata hua Shreya ko station ki taraf le jaane laga. Sadak khaali si thi aur dono ke beech chhupi thi.

Station ke bahar pahunch kar Shreya aur Rohit car se utre aur uska suitcase bahar nikaala.

Shreya - Theek hai... tum chalo ab... ghar jaakar naashta karke college chale jaana... theek hai.

Rohit - Main andar train tak chhod deta hoon na.

Shreya - Main chali jayungi na... parking mein lagayoge fir nikaaloge. Late ho jayega tumhe bhi.

Rohit - Hmmm...

Shreya ne dheere se kaha - Ummm... apna khayal rakhna... aur kuch bhi ho mujhe call kar lena. Main aa jayungi...

Rohit ne ekdam se Shreya ko hug kar liya - Mom I love you!

Shreya ne bhi use dheere se wapas hug kar liya par poori tarah nahi - Theek hai... chalo... ab jayo...

Rohit ko Shreya ke reaction par thodi disappointment hui. Woh jaane ke liye gaadi mein baitha.

Shreya dheere se budbudayi - I love you too...

Par shayad Rohit ko sunayi nahi diya aur woh jaa chuka tha. Shreya apna suitcase lekar station mein andar ghus gayi aur apni train ke platform par pahunch gayi. Kaafi bheed thi aur woh logo ke beech mein se hoti hui apni train ki taraf jaa rahi thi. Beech mein use ek haath apni gaand par mehsoos hua aur fir doosri apni kamar par.

Usne palat kar dekha par shayad koi bas bheed mein jaate hue fayda uthate hue use chhoo kar chala gaya tha. Woh sab kuch ignore karte hue apne dabbe take pahunchi aur train ke andar chhadd gayi. Uski seat khidki wali thi aur woh wahan baith gayi.

Kuch der baad jab train chalne lagi toh uska mann abhi bhi ghabra sa raha tha, apne liye nahi Rohit ke liye. Usne apne hand bag mein se ek kitaab nikaali aur use padne lagi par kuch der baad uski aankh lag gayi.

Train ka safar kafi lamba tha, aur Shreya khidki ka sahara lekar aankhen band kiye baithi rahi.

Kareeb 3 ghante baad uska phone bajne laga aur usne dekha ki Rishabh ka call aa raha hai.

Shreya - Haan Rishabh... bolo...

Rishabh pareshaan hota hua - Ma'am woh... aap toh ek hafte ki chutti par gayi ho na

Shreya - Haan... kya hua?

Rishabh - Sir ko pata nahi tha kya? Woh mujhse pooch rahe they aur yeh bhi bol rahe they ki agar mujhe aapke account ka password pata hai toh.

Shreya - Kya??? Tumse kyun pooch rahe they woh. Aur tum mere account ka password unhe nahi dena... woh maine bas emergency ke liye tumhe diya tha.

Rishabh fusfusate hue bola - Haan Ma'am... main nahi dene wala... par woh baar baar pooch rahe they.

Shreya - Rishabh meri baat suno... mera password tumhe nahi pata hai... samajh gaye na... tumhe bilkul nahi pata hai.

Rishabh - Ji Ma'am.

Shreya - Kuch bhi gadbad lage mujhe call karna.

Shreya ko samajh nahi aa raha tha Manish wahan kya khichdi paka raha tha. Usne hi toh uski ek hafte ki leave approve kari thi. Aur ab woh Rishabh se uske baare mein pooch raha tha aur password maang raha tha. Jabse usne Manish ko mana kara tha, us din se woh usse kuch alag hi tareeke se pesh aane laga tha. Zaroor woh kuch na kuch toh soch raha tha.

Shreya ne office ki baaton ko bhulane ki koshish kari. Beech mein Rohit ka bhi message aaya uska haal chaal poochne ke liye.

Aakhirkar train jab Sawai Madhopur pahuchi toh Shreya apna samaan lekar neeche utar gayi. Devgarh wahan se bhi ek ghante ki doori par tha. Shreya ko laga Tarun bahar hi uska wait kar raha hoga par woh wahan nahi tha. Shreya station ke just bahar jaakar khadi ho gayi aur uski nazrein idhar udhar dekhti hui Tarun ko dhoondne lagi.

[Image: 333.jpg]

Finally 15-20 minute ke baad Tarun tezi se chalta hua wahan pahucha.

Tarun - Sorry Bhabhi... woh late ho gaya. Ghar par doctor aaya hua tha.

Shreya - Koi nahi... kaise hai papa ji?

Tarun - Bed par hi hain... par tumhe dekh kar acha mehsoos karenge. Safar kaisa raha?

Shreya - Theek tha

Tarun Shreya ko apni gaadi ki taraf le gaya aur fir uske saath apni ghar ki taraf. Bahar dekhte hue Shreya ko purani yaadein aane lagi, sab kuch kafi badal chuka tha, par fir bhi thodi bohot purani nishaani reh gayi thi.

Tarun ne kuch der baad Rohit ki aur idhar udhar ki baatein shuru kar di. Shreya kafi thaki hui mehsoos kar rahi thi aur usne jyada jawab nahi diya. Jaise jaise woh ghar ke paas pahuch rahe they uska dil aur bhi kamzor mehsoos kar raha tha. Woh yahan byah kar aayi thi, dulhan thi woh is ghar ki.

Un logon ka ghar ek bada sa makaan ya ek bahut chhoti si haveli keh lo. Kafi bada sa darwaza aur andar ek bada sa chauk. Shreya gaadi se utar kar idhar udhar dekhne lagi, yahan Delhi ke mukable kaafi shaanti thi.

Tarun Shreya ko apne papa ke paas le gaya jo bistar par lete hue they. Shreya ko dekhte hi unke chehre par halki si muskurahat aa gayi.

Papa - Aa gi tu beta... mhare marne se pehle...

Shreya ki aankhon mein aansu aa gaye - Papa ji aap kyun aisa bol rahe ho... sab theek ho jayega

Shreya kafi der Papa ji ke paas hi baithi rahi. Raat hote hi woh ek kamre mein sone chali gayi. Yeh uske pati ka hi kamra tha jo ab tak waise hi rakha hua tha jab woh log Delhi gaye they.

Raat hote hote Shreya ko laga ki Tarun uske kamre ka darwaza khatkhatayega, par aisa kuch nahi hua. Shreya ne Rohit se phone par baat ki aur wahan bhi sab theek sa hi lag raha tha.

Agla din bhi kuch der papa ke saath baithne aur kuch apna purana samaan dekhne mein chala gaya. Beech beech mein kuch rishtedaar bhi aa rahe they papa se milne aur woh bhi unse mil li.

Baad mein akele mein woh apni purani photos dekhne lagi, woh usme kitni patli si dikhti thi jab uski shaadi hui thi, par shayad tab bhi behad hi khoobsurat.

[Image: 234.png]

Ek aur raat hui aur Tarun kahin nahi dikh raha tha. Do dino mein mushkil se usse koi baat hui thi. Shreya khud hi himmat karti hui uske kamre tak pahunch gayi aur darwaza khatkhataya.

Shreya ne darwaza khulte hi kaha - Mujhe avoid kar rahe ho kya?

Tarun - Nahi toh Bhabhi! Main kyu...?

Shreya ne uske honthon par ungli rakhi aur uske saath kamre mein andar aate hue band kar liya - Aisa lag raha hai jaise tum jaanboojh kar mujhse nazrein chura rahe ho. Kahan they poora din?

Tarun - Bas kaam mein hi busy tha... aapko pata hi hai ab sab kuch maine hi sambhal rakha hai.

Shreya - Hmmm... akele kyun sambhalte ho sab... koi haath batane ke liye le kyun nahi aate?

Tarun - Bhabhi...

Shreya - Bhabhi kyun bula rahe ho mujhe... ab toh tumhari bhabhi nahi hoon main... Shreya keh sakte ho na.

Tarun - Aap toh hamesha meri bhabhi rahoge.

Shreya ne Tarun ki aankhon mein dekha aur behichak apne mann ki baat keh daali - Mujhe aaj yahan... is kamre mein sona hai... tumhare saath. Bhabhi ban kar nahi... Shreya ban kar.

Tarun apne aap ko control karne ki behad koshish kar raha tha par woh apne aap ko aur nahi rok paaya. Dono ek doosre ki baahon mein samate hue apne aap ko khone lage.

[Image: ezgif-3786ebe3a0156a.gif]

Kuch hi der mein Shreya aur Tarun ke kapde utarne lage they.

[Image: 123.jpg]

Aur fir dono ki angar ki aur bhadakte hue unhe pagal karne lagi. Unke nange jism ek doosre se takrate hue ek banne lage.

[Image: ezgif-85393815274f2b.gif]

[Image: ezgif-1c445aac869182.gif]

[Image: ezgif-8de5dbf53fa2b5.gif]

Shreya ko Shayad iski bohot zaroorat thi. Uska saara stress bahar nikal raha tha.

Dono ek doosre ki baahon mein nange hi so gaye. Shayad hi unhe kabhi bina rok tok ke aisa mauka mila tha. Aur woh bhi Tarun aur Ravi ke ghar ke andar. Shreya sochne lagi ki agar uski saas upar baithe yeh sab dekh rahi hogi toh shayad uski aatma bhi kilas rahi hogi.

Subah jab Shreya uthi toh Tarun kamre se jaa chuka tha. Woh tayyar ho kar bahar nikli. Uske, Tarun aur papa ji ke elawa ghar mein bas ek naukar hi tha, aur shayad hi kisi ko pata chala ho ki usne raat wahan uske kamre mein guzaari thi.

Shreya naha ke tayyar hokar fir se papa ji ke paas baith gayi.

Papa - Aaja beendhni... baith mahare paas

Shreya chup chup unke paas baith gayi.

Papa - Terse ek baat karni thi... main us basha mein bolu jo tujhe samajh aa jaye...

Shreya - Ji Papa ji... 

Papa - Mera paas ab jyada tym toh bacha na hai...

Shreya ne unhe rokna chaha par unhone Shreya ka haath pakad kar chup kara diya.

Papa - Sun le... main chahu ki mera jo kuch hai... tere aur Tarun ke beech mein aadha aadha ho jaye...

Shreya - Nahi Papa ji... main nahi le sakti... aap sab Tarun ko de dijiye...

Papa - Kyun? Kya dikkat se? Ravi jinda hota toh aadha uska hi hota na...

Shreya - Haan par... woh baat alag hoti... Tarun hi sab kuch sambhal raha hai itne saalon se. Yeh uska haq hai.

Papa - Woh khud yehi chahe... uska bhi toh koi aage peeche nahi hai. Tu khushi khushi le le, mujhe acha lagega.

Shreya - Abhi aapko kuch nahi ho raha... baad mein baat karenge iss sab ke baare mein.

Papa kuch sochte hue - Ek baat aur sun le fir... agar tu chahe ki sab Tarun ka ho jaye toh mere liye ek kaam kar de.

Shreya - Haan bataiye na.

Papa ne Shreya ka haath pakadte hue kaha - Tu... Tarun se byah kar le...

Shreya ka dil ekdam se dhak ho kar reh gaya, woh soch bhi nahi sakti thi woh aisa kuch keh sakte they. Use samajh nahi aa raha tha woh unhe kya bole.

Papa - Bistar par jaroor leta hoon... par dimaag abhi nahi sathiyaya hai... sab jaanta hoon... samajhta hoon.

Shreya - Papa ji... main... nahi... 

Papa ne pyaar se Shreya ke sar par haath fera - Kyun nahi? Abhi teri umar hi kya hai? Kam se kam 80 tak toh jiyegi na... toh abhi toh aadhi umar bhi nahi hui. Woh tujhe bohot chahta hai... use tera sahara mil jayega aur tujhe uska.

Shreya - Papa ji... Rohit bohot bada ho chuka hai... aur fir samaj aur duniya kya kahegi.

Papa - Samaj aur duniya ki soch soch kar hi toh aaj ye dono ka yeh haal hai. Aur fir Rohit toh apna ghar basa lega kuch saalon mein... tu kya karegi fir... dono akele reh jayoge.

Shreya ne gehri saans bhari. Aaj se 6-7 saal pehle yeh baat uthti toh shayad uska decision alag hota, par ab... ab toh bahut der ho chuki thi. 

Papa - Chal koi nahi... tu soch le... par filhaal main vakeel bula kar... sab kuch tere aur Tarun ke naam aadha aadha kar raha hoon.

Papa ji ne Shreya ke ek na suni aur unhone jo thaan liya woh use karke rehne wale they. Shreya ka mann jo pehle se ghar par akele Rohit ke liye pareshaan tha ab is naye topic se aur bhi pareshaan ho utha tha. Use samajh nahi aa raha tha ki life use kahan lekar jaa rahi thi.
[+] 5 users Like Celebrorn's post
Like Reply
Badhiy
Like Reply
Wonderful update
Like Reply




Users browsing this thread: Itsmenscave69, 5 Guest(s)