Posts: 25
Threads: 2
Likes Received: 46 in 17 posts
Likes Given: 35
Joined: Jun 2019
Reputation:
2
Guys will update the story but please remove these pics.You can use pics of actresses becz what they do..make money by showing off their body. But these are normal girls ,we should respect it. Look fantasy is ok but it should not be immoral. Its a request guys! Please. I will continue after this only..
Posts: 52
Threads: 6
Likes Received: 19 in 14 posts
Likes Given: 3
Joined: Dec 2018
Reputation:
0
First page ke baki update kha h
•
Posts: 575
Threads: 2
Likes Received: 120 in 96 posts
Likes Given: 2
Joined: May 2019
Reputation:
243
FIRST PAGE KE 3-4 EPISODES DELETE KYON KAR DIYE???
PLEASE POST THEM ALSO
AUR ISS STORY KA PAHLA BHAAG KAHAN HAI??
नशीली आँखें
वो प्यार क्या जो लफ्ज़ो में बयाँ हो
प्यार वो है जो आँखों में नज़र आए!!
•
Posts: 553
Threads: 2
Likes Received: 290 in 173 posts
Likes Given: 353
Joined: May 2021
Reputation:
3
Bahut aachi story h isse aage bhi likho
•
Posts: 480
Threads: 5
Likes Received: 278 in 245 posts
Likes Given: 473
Joined: May 2019
Reputation:
4
It was a diamond. Writer should restart
•
Posts: 3,765
Threads: 0
Likes Received: 1,371 in 1,216 posts
Likes Given: 1,178
Joined: Jul 2019
Reputation:
25
Someone should continue this story....
•
Posts: 36
Threads: 1
Likes Received: 26 in 10 posts
Likes Given: 3
Joined: Mar 2024
Reputation:
0
Can I continue this story if writer has no problem
•
Posts: 36
Threads: 1
Likes Received: 26 in 10 posts
Likes Given: 3
Joined: Mar 2024
Reputation:
0
Can I continue this story if writer has no problem
Posts: 3,765
Threads: 0
Likes Received: 1,371 in 1,216 posts
Likes Given: 1,178
Joined: Jul 2019
Reputation:
25
go ahead bro....we are patiently waiting...
•
Posts: 36
Threads: 1
Likes Received: 26 in 10 posts
Likes Given: 3
Joined: Mar 2024
Reputation:
0
If 10 people comment yes then in will continue
Yadi 10 log kahen to me age likhunga
Posts: 3,765
Threads: 0
Likes Received: 1,371 in 1,216 posts
Likes Given: 1,178
Joined: Jul 2019
Reputation:
25
story continue karo..like aur comments aate rahenge....
•
Posts: 36
Threads: 1
Likes Received: 26 in 10 posts
Likes Given: 3
Joined: Mar 2024
Reputation:
0
Ok guys I m continuing story
•
Posts: 36
Threads: 1
Likes Received: 26 in 10 posts
Likes Given: 3
Joined: Mar 2024
Reputation:
0
28-09-2025, 02:32 PM
(This post was last modified: 07-05-2026, 11:53 AM by Ashshish. Edited 2 times in total. Edited 2 times in total.)
Kampate awaz me vidya ke munh se jaise hi niklata hai mar do
dr naman ka dil ekdam se kaamp uthta hai jai jaise ki use koi bahut bada attack aaya ho ab usne jhatpatana bhi band kar diya tha kyonki ab uski duniya jaise khatma ho chuki thi jaise ab use jeene ki bhi iccha nahin Rahi
Ab 8 mahine baad Dubai ke ek hospital me
Rabia pathan: abbo ye insan kon hai jiski apko itni fikra hai esa kya hai jo aap iske 8 mahine se Kona se niklne ka intzar kar rahe hain
Rabia pathan peshe se ek doctor hai jo ki Dubai ke asptal me kaam karti hai uske pita ka naam Osman pathan hain jo ki opium ka bahut bada smuggler hai
Osman: bete tum nahin janti ye ek lambi kahani hai
Rabia- mujhe puri bat bataiye akhir apko iski itni chinta kyon hai
Osman: bete ye baat aaj se paanch saal pehle ki hai jab me ek deal ke silsile me nagpur Gaya hua tha Jahan Aslam naam ke ek local leader se mujhe sauda karna tha lekin mujhe kya pata tha Ki aslam aur uske saathi mujhe Jaan se maarne ki koshish karenge jiski bhanak mujhe vahan pahunchkar lag chuki thi
Rabia : to phir apne kya kiya
Tabhi naman ke chillane ki awaz ATI hai Vidya tumne Aisa kyon kiya naman lagatar yahi chillane laga uske akhon se aasoo the aur strether par haat pair maarne lagta hai
Tabhi Rabia aur Osman vahan pahunch jate hain aur neurosurgeon ramakant dev bhi vahan aa jaate hain achanak se naman ka bp badn3 lagta hain vo poora hill Raha tha jise shant karne me kai doctors ko mehnat karni padi ant me doctors ne kucch medicine injection me lagakar di jisse naman shant hua aur so Gaya
Ramakant : yakin nahin hota hai Osman ji ki itna accha aur kaabil doctor is halat me kaise pahuncha
Rabia -kya
Ye ek doctor hai par iska naam kya hai
Tabhi Osman ke phone par phone baj uthta hai
Udhar se
Vishwas menon : kya hua use hosh aya ki nahin
Vishwas menon Oman ka sabse bada business tycoon haiis kahani ka sabse powerfull person
Osman abhi nahin aya hosh bhai
Menon 8 mahine se tum log kar kya rahe ho itne bade doctors ki team ek insan ko thik nahin kar pa rahi hai
Osman. Sir aap samjhne ki koshish kariye uski halat bahut nazuk hain tabhi Osman ke phone par doosra call aa jata hai to wo kehta hai sir mujhe abhi jaana hoga
Menon : thik hai tum jao
Osman Rabia aur ramakant se baat kar vahan se nikal jata hai
Rabia : kya uncle ye ek doctor hai iska naam kya ha
Ramakant ham ni jante uska naam kya wo kahan ka rehne wala hain but hamari usse ek baar hamari usse mulakat hui thi
Rabia papa kucch nagpur wali ghatna bata rahe the
ramakant Haan ba uss wakta me bhi tumhare pita ke saath tha aur us wakta hamare pass poore 200 cr ke opium this jise hame aslam se sauda karna tha
Rabia. Phir kya hua
Ramakant : phir jaisa ki tumhare papa ne bataya ki aslam ki iccha hame Jaan se maarkar poora maal lootne ki thi aur is sabme kendra mantri hasmukh shukla aur rajya mantri yogesh Patel unki madad kar rahe the kyon ki election time nazdik tha unki iccha koi bada haat mar paise lootne ki thi jiski bhanak tumhare abbo ko lag chuki thi lekin ham bhi bade savdhani se chal rahe the lekin tabhi achanak se do trucks ne hame samne se takkar maari jisme gadi ke age se parkhacche udd Gaye unke pass bandooke bhi thin hame maarne ko lekin bhagwan ko kucch aur hi manjoor tha uss din ek Shobha Yatra nikalrahi this shayad jiska unhe andaza nahin isiliye bhid kaafi ikkatthi ho gayi isiliye un truck walon ko bandooko. Sahit wahan se jana pada
Tumhare abbo ki haalat bahut kharab thi uss waqt tabhi udhar se shobhayatra meye doctor bhi tha to usne apni gaadi rokkar shobhayatra ke logon ko ikttha kar hamari madad ki aur usne kucch heart ki goliyan di
Is tarah isne farishte ki tarah vahan akar hamari madad ki tabhi tumhare abbo ne unse bola ki
Osman : tumne mujhpar ajj bahut bada ehsaan Kiya Hain shayad me Aaj tumhari wajah se hi mujhe Naya jivan mila hai
Dr : ye ap kaisi batein kar rahe hain kisi ki jaan bachana ya maut to bhagwan ke haath hai hamari kya aukat hamara kaam to bas acche karm karna hain jab tak hum doosre ki taklif to apni nahin samjhenge to hum insan kehlane ke layak hi nahin
Tabhi uske phone par call aya hai aur wo bolta hai ki mujhe urgent Jana hoga aur wo wahan se chala jata hai
Rabia : shayad isi hadse ke baad abbo ne drugs ka dhandha band kar diya tha
Ramakant : Haan beta us din ke baad tumhare abbo ne Kasam khayi ki me kisi bhi opium ko private sauda nahin karunga jaise ki hotels vagaireha me me inhe sidhe medicine companies ko bechunga jisse Inka thik prayog ho sake aur auron ki jindagi bhi kharab na ho aur tab se ham opium farms ka sara material sidha dawa companies ko bechte hain
Rabia wakai me hi bahut hi interesting story hain lekin uncle me ye nahin samajh paa rahin hoon ki itne acche Dr ki itni buri haalat Hui kaise
Ramakant : yahi to hame Janna hai beta
Posts: 36
Threads: 1
Likes Received: 26 in 10 posts
Likes Given: 3
Joined: Mar 2024
Reputation:
0
Dekho dosto me story ko do tarafa banauga kyonki ek taraf me har kisi ko interest nahin ata hain jaise ladai ektarafa boring hoti hai vaise hi shoshan bhi ek taraf boring hota hai
Aur vaise bhi is story me. Bdsm. ,kinkiness ,dirtiness ki koi kami nahi rehne wali story ko apki ummid se badhkar erotic banaunga
Aur aap bhi apni raay bata dena ki ek taraf story jo ki adhuri padi rahe
Yaa
Do darafa stori jiska ant bhi ek behtar sex aur erotness revenge ke saath ho