05-09-2025, 08:54 PM
Eagerly Waiting for the next updates
Adultery Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani
|
05-09-2025, 08:54 PM
Eagerly Waiting for the next updates
05-09-2025, 11:56 PM
(This post was last modified: 06-09-2025, 07:36 AM by Sriya2. Edited 2 times in total. Edited 2 times in total.)
Update 81
Subah se shaam dhal aayi thi aur na jaane kyu Supriya besabri se Iqbal ke lautne ka intezaar kar rahi thi. Pichle ek hafte mein uski zindagi mein itni halchal ho gayi thi ki woh saat din ek saal jaise lagne lage they. Lekin aaj ka din thoda alag tha, bilkul shaant, bina kisi drama ya tension ke. Usse aisa lag raha tha jaise kitno dino baad aaj uski thakaan aur chinta ka bojh thoda sa kam hua ho. Shaadi ke zyadaatar mehmaan kal raat hi wapas chale gaye the. Rubina ki beti Zeenat bhi aaj apne ghar chali gayi thi. Ab toh bas ghar ke log hi reh gaye they. Subah se Rubina ne Supriya ko kisi kaam ke kareeb bhi nahi jaane diya. Hina ke paas bitha kar usne keh diya tha ki jab tak Supriya ke haathon ki mehndi ka rang feeka na ho jaaye, tab tak usse koi kaam nahi karwayegi. Ammi ji ko yeh baat shayad pasand nahi aayi, lekin Rubina ke saamne unki chalti kahan thi. Din bhar ghar mein reh kar Supriya ko kayi nayi baatein pata chali. Abbas ka ek karkhana tha jahan lakdi ka samaan banta tha. Wahan mazdoor bhi kaam karte the par Abbas khud bhi kafi kaam karta, aur ab Iqbal bhi uska haath bata raha tha. Kaafi mehnat ka kaam tha aur poore din ke baad achhi khaasi thakaan ho jaati thi. Shaam dhalte hi Abbas aur Iqbal wapas aa gaye. Supriya, sir dhake, Hina ke saath baithak mein baithi thi. Usne dekha Iqbal ke kapde dhool mitti se bhare hue the. Usne ek nazar Supriya ki taraf daali aur seedha upar apne kamre ki taraf chal diya. Tabhi Rubina rasoi se nikal kar boli - Jaa, upar chali jaa… dekh le use kuch chahiye toh nahi. Supriya ko ajeeb laga, aisa sidhe Iqbal ke peeche jana thoda asahaj lag raha tha. Par woh Rubina ki baat ko taal bhi nahi paayi. Seediyaan chadh kar jab woh kamre ke bahar pahunchi toh dekha darwaza aadha khula tha. Woh seedha andar chali gayi. Andar ghuste hi usne dekha Iqbal ne shirt utaar rakhi thi. Uski nangi chaati dekhte hi Supriya jhijhak gayi, turant palat gayi aur aankhen band kar li. Supriya - Sorry… mujhe khatkhata ke andar aana chahiye tha… Iqbal ne jaldi se kurta pehente hue kaha - Koi nahi madamji… maine pehen liya hai ab… Iqbal ne kamre ki aur dekha, aisa lag raha tha ki kafi kuch badal sa gaya tha kamre mein, bistar par chaddar chaddhi hui thi, bikhra hua samaan gayab tha, thodi saaf safai bhi ho rakhi thi. Iqbal - Ye sab aapne kiya… Supriya uski aur mudi aur muskurate hue boli - Haan… Iqbal - Aur chaddar kahan se mili? Supriya - Woh maine Rubina... mera matlab bhabhi se maang li thi... Ye sunte hi Iqbal ka chhehra thoda serious ho gaya - Aap mujhe bol deti... main ye sab aakar kar deta ghar aane ke baad... aapko karne ki kya zaroorat thi… aur chaddar chahiye thi toh aap mujhse maang leti... Supriya ke chhehre ki muskurahat gayab hone lagi thi, woh jhijhakte hue boli - Woh... maine socha aap thake hue aayoge din bhar ke kaam se... toh main kar deti hoon... bas... Iqbal ka gussa thoda bad sa raha tha - Nahi... woh toh theek hai... par yahan mera kafi saara samaan rakha hua tha... ab agar mujhe woh chahiye hoga toh maine kaise dhoondunga... Supriya safai dete hue boli - Maine bas almari mein rakh diya hai... mil jayega... Iqbal - Almari mein!! Aap wahan na rakhe toh behtar hoga... Supriya ka muh utar gaya, use laga tha ki Iqbal uske kamre saaf karne se khush hoga par woh toh us par bhadak sa raha tha. Woh thoda udaas aur thoda gussa hote hue boli - Theek hai... main sab samaan wapis rakh dungi jahan rakha tha… aap fikr mat kijiye… Iqbal ne uski awaaz sun kar chup ho gaya, jaise use samajh aa raha ho ke woh zyada react kar gaya. Par isse pehle woh kuch aur kehta, Supriya roothte hue boli - Abhi main neeche jaa rahi hoon, bhabhi ko laga tha ki yahan meri zaroorat hogi, par lagta hai aisa nahi hai... Iqbal ne hawa mein apna haath upar kiya Supriya ko rokne ke liye par Supriya tab tak mud chuki thi aur woh kamre se jaldi se bahar nikal gayi. Supriya ki aankhen halki si geeli ho gayi thi aur woh jaldi se neeche rasoi ghar ki taraf aa gayi, jahan andar Rubina rotiyaan bana rahi thi. Rubina ne bina mude uska latka hua chhehra aur nam aankhein pad li thi. Woh kuch pal baad usne majakiya lehje mein kaha - Kya hua... saiyaan ji se ladayi ho gayi kya? Supriya ki aankhen halke se Rubina ki taraf uthi aur uske mann mein khayal aaya, woh ye kya kar rahi thi, woh Iqbal ki baaton par itna kyu bura maan rahi thi. Woh uska tha hi kaun, woh toh bas yahan kuch dino ke liye bas aashray le rahi thi. Supriya ne halki si aawaz mein kaha - Nahi... aisa kuch nahi... Rubina muskurate hue boli - Use tumhara kamra saaf karna pasand nahi aaya... Rubina ko toh jaise Iqbal ke baare mein har cheez pata thi, uski pasand napasand, woh kya kahega, woh kya karega... Supriya ne ab tak un dono ke beech jyada baat hote toh nahi dekha tha.. par na jaane kaise Rubina ko sab pata tha... Rubina - Koi nahi... usne gussa jaroor kiya hoga... par use acha bhi laga hoga... Supriya - Aapko kaise pata... Rubina - Bas pata hai... tum aisa karna jis din woh ghar mein ho... uske saath mil kar kamra saaf kar lena... Supriya apna sir na mein hilate hue boli - Hmmm... main kyu karu... unhe karna hai toh woh kar lenge... Rubina haste hue - Acha theek hai... par jyada kheechna mat is ladayi ko... ya use bolu ki tumhe ache se mana le aaj raat ko... Supriya ke gaal laal ho gaye - Nahi nahi... aap aisa kuch mat karna... Itne mein Abbas aur Iqbal bahar aa kar baith gaye they aur Hina bhi kuch pal baad rasoi ghar mein aa kar Supriya ke saath khadi ho gayi. Jaise hi Rubina ne khane ki plate laga kar di, Supriya ne ek plate Hina ko pakda di aur use Iqbal ko parosne ka ishara kiya. Supriya ne jakar Abbas ke saamne plate rakh di aur Hina ne Iqbal ke. Supriya mehsoos kar paa rahi thi ki Iqbal uski aur hi dekh raha tha, jaise usse pooch raha ho ki woh usse naraaz thi kya. Subah jab un dono ki aankhein mili thi aur ek halki si muskaan ke saath ek doosre ko dekha tha, shayad us ek pal ne Iqbal ka pura din roshan kar diya tha. Lekin ab Supriya ke chehre par jo naraazgi thi, woh use bechain si kar rahi thi. Supriya jaldi se wapas rasoi ghar mein aa gayi, aur usne aur rotiyaan Hina ke haathon hi bahar bhijwayi. Rasoi ki khidki se Supriya ko dikh raha tha ki Iqbal apni gardan halki sa uchka kar, andar jhaankne ki koshish kar raha tha, jaise bas Supriya ki ek jhalak paana chahta ho. Supriya ke honton par anjaane hi par ek bohot hi halki si muskaan khil gayi, par turant hi usne aankhen churate hue apna dhyaan wapas Rubina ki aur kar diya. Iqbal aur Abbas thodi der baad khana kha kar wahan se uth gaye they, aur Hina ne unki jhoothi plate utha di. Tab tak Rubina ne un sabka khana bhi laga diya tha, aur woh teeno bahar baith kar khane lage. Hina ki bak bak toh khatam hi nahi ho rahi thi. Woh apne first year ke first term ke exam ke baare mein baat kare jaa rahi thi. Supriya ka dhyan uski aur nahi tha. Woh fir se apni purani zindagi ki yaadon mein kho si gayi thi. Atul ke saath ka jeewan, Vikram ke saath ka pyaar... aur pata nahi kya kya yaadein use ghere hue thi. Khana khatam hote hote 9 baj chuke they aur andhera ho chala tha. Rubina ne Supriya ko fir se kisi kaam ko haath nahi lagane diya aur use seedhe upar apne kamre ki aur jaane ko bola. Supriya ki ghabrahat fir se badne lagi, ek baar fir se raat ko Iqbal ke saath kamre mein raat guzarna, kitna ajeeb sa lagega. Par woh aur kar bhi kya sakti thi. Woh dheeme dheeme kadmo se upar ki aur aayi. Iqbal ke kamre tak pahuchne mein use Rubina ke kamre ko paar karke jaana padta tha, aur unke kamre ka darwaza khula hua tha. Supriya wahan jaan boojh kar toh nahi dekh rahi thi, par use andar kamre mein palang par Abbas leta hua dikhayi diya. Usne jaldi se apni nazrein jhuka li aur Iqbal ke kamre ki aur bad gayi. Pata nahi beech wale kamre mein kya tha, par us par taala laga hua tha. Is baar usne apne kamre par pahuch kar zor se khatkhataya. Andar se Iqbal ki aawaz aayi - Aa jaiye... Supriya darwaza ko kholte hue andar aayi, Iqbal palang par baitha hua tha, par woh Supriya ko dekhte hi jaldi se khada ho gaya. Supriya ne use khada hote dekh kaha - Koi nahi... aap baithe rahiye... Iqbal - Nahi... aap baithiye... Supriya ne andar aate hue apne peeche kamre ka darwaza band kiya. Supriya chup chap bistar ki taraf aayi, kal se use ye kamra thoda behtar lag raha tha par abhi bhi kafi kuch safai honi baaki thi. Iqbal ne bistar ke neeche se apna gadda bahar kheecha aur woh us par letne ki tayyari karne laga. Supriya bhi bistar par baith chuki thi, abhi bhi woh foolo se saja hua tha jinki pattaiya palag par giri hui thi. Iqbal - Madamji… main batti bujha du? Supriya ne dheere se kaha - Haan… agar aapko neend aa rahi hai toh bujha do… Iqbal ko samajh nahi aaya ki Supriya ko bhi neend aa rahi thi ya nahi, par usne kamre ki light off kar di aur zameen par biche gadde par aakar let gaya. Supriya bhi andhere mein bistar par doosri aur karwat kar ke let gayi. Raat ke andhere mein lete lete uske mann mein kayi ajeeb se khayal aane lagte they, aur woh unhe apne dimaag se nikalne ki koshish kar rahi thi. Lete lete kafi der ho chuki thi, aur woh gehri neend mein jaa hi rahi thi ki use aisa laga ki jaise uske pairo par kuch chhoo raha ho, shayad kisi ki ungliyaan!! Supriya buri tarah kaanp uthi, ufff, Iqbal ki itni himmat, ki doosri hi raat ko usne use chhoone ki himmat kar daali. Woh gusse mein bed par baithi aur uski nazar bed ke neeche ke hisse par gayi, par wahan kisi ka haath nahi tha, aur Iqbal toh abhi bhi zameen par doosri aur muh fere so raha tha. Tabhi use fir se bed par kuch mehsoos hua! Andhere mein use saaf toh nazar nahi aa raha tha par shayad koi chhota jaanwar ya keeda tha. Supriya cheekhti hui bistar se neeche kudi aur Iqbal ki peeth par jaakar chipat gayi - Ahhhhhh..... Iqbal hadbadate hua muda aur Supriya darr ke maare use kas ke pakad liya, uske mamme Iqbal ki chhaati par chipakte hue. Iqbal - Madamji... kya hua... Supriya ne apni aankhein darr ke maare meechi hui thi - Woh upar bed par... kuch hai... Supriya bilkul Iqbal se chipki hui thi, aur Iqbal ke haath bhi Supriya ki peeth aur kamar par jaane anjaane aa gaye they. Iqbal - Kya hai bed par.... Supriya darte hue boli - Pata nahi mujhe... Iqbal ne khade hote hue kamre ki light jalai, bistar par sach mein ek badi si chipkali baithi hui thi. Supriya bhi khadi ho gayi, aur jaise hi usne chipkali ko dekha woh darr ke maare Iqbal ke peeche jaa kar khadi ho gayi. Iqbal ko thodi si hasi aa gayi - Aree madamji aap itna kyu darr rahi hai... bas chipkali hi toh hai... main abhi ise bhaga deta hoon... Uski halki si hasi sunkar Supriya ko thoda gussa aa gaya - Maine kaha tha na ki is kamre ko saaf karne ki jaroorat hai... pata nahi kaun kaun se jaanwar hai yahan... Iqbal chipkali ko bhagane ke liye bed par aage bada par woh jaldi se bed se hatkar deewar par chaddh gayi. Supriya ki cheekh fir se nikal gayi. Iqbal ne fir se chipkali ko pakadna chaha par woh jaldi se bhaagte hue almari ke peeche chip gayi. Iqbal - Madamji... aap ghabraiye nahi... chali gayi hai woh... aap so jaiye... Supriya ne sir hilaya - Nahi nahi... main yahan nahi so sakti... woh fir se aa gayi toh... Iqbal - Nahi aayegi madamji... Supriya gusse mein boli - Aapko kaise pata ki nahi aayegi... Iqbal - Acha aap baithiye toh sahi... Iqbal ne Supriya ke kandhe par haath rakhte hue use bed par bithaya. Supriya darr ke maare idhar udhar dekh rahi thi. Supriya - Aap aisa kariye... aap bed par so jaiye... aur main neeche... Iqbal - Par neeche bhi toh aa hi sakti hai na chipkali... Supriya ne pareshaan hote hue Iqbal ko dekha. Iqbal - Aap ghabraiye nahi... kal safai kar denge kamre ki... Supriya ka ghabraiya hua mann thoda shaant ho raha tha, usne apni badi badi aankhon se Iqbal ki aur dekha - Pakka? Iqbal - Pakka.... ab aap so jaiye... Supriya - Hmmm... nahi.... aise kariye aap wahan deewar ki aur so jaiye... aur main yahan doosri aur... Iqbal ne chaunkte hue Supriya ki aur dekha - Main yahan upar bistar par... Shayad is samay darr ke maare Supriya apne shabdo ka matlab nahi samajh paa rahi thi - Toh kya hua? Aap us side so rahe honge aur main is side... itna bada toh hai bed ki hum dono so jaye... Iqbal - Haan par.... Supriya - Please bas aaj raat ki toh baat hai... nahi toh main jaagti hi rahungi poori raat... Iqbal ne halke se kaha - Theek hai... Supriya ne neeche se Iqbal ka takiya aur chaddar uthayi aur use bistar par doosri aur rakh diya. Supriya bistar par let gayi aur Iqbal se muh fer liya, par aisa karne se uski gaand Iqbal ki taraf ho gayi aur uski kurti thoda upar. ![]() Iqbal bistar par doosri aur aaya aur let gaya. Un dono ke beech kareeb 2-3 feet ka faasla tha aur woh dono ek doosre ki shakal dekh paa rahe they. Supriya ne fir se apna chehra fer liya aur aap ko chaddar se poori tarah dhak liya. Usne Iqbal ko bistar par upar letne ko toh bol diya tha, par kitna ajeeb sa lag raha tha, ab woh uski aur dekh paa raha tha, aur shayad dekh bhi raha tha. Supriya chahti toh nahi thi ki kamre ki light off ho par shayad Iqbal ki nazro se khud ko chhupane ke liye shayad yehi tareeka tha. Usne halke se kaha - Iqbal... aap light off kar denge kya? Iqbal - Jee... Iqbal khada hua aur kamre ki batti fir se bujha di aur woh andhere mein fir se bed ke kone mein jakar let gaya. Andhere mein bhi use Supriya dikhayi de rahi thi, aur chaddar mein lipta hua uska shareer. Peeche se uski ubharti hui gaand. Kuch hi der pehle Supriya ke mamme uski chhaati se chipke hue they. Supriya ki madmast jawani ke baare mein sochte hi uska lund thoda thoda harkat mein aane laga. Iqbal ne ek gehri saans li aur apne haath apne lund par rakha. Uska bahut mann kar raha tha ki woh apna lund hila le, par shayad madamji ko iska ehsaas ho jaye. Doosri aur Supriya ne bhale hi Iqbal se muh fera hua tha par uski aankhen poori tarah se khuli hui thi aur uske chooche bilkul sakht khade they. Uski taango ke beech ek ajeeb si bechaini aur tadap thi, aur woh wahan haath laga kar use shaant karna chahti thi. Par use bhi darr tha ki kahin Iqbal use ye sab karte na dekh le. Usne chaddar ke andar apna haath apni jaanghon ke beech fasaya, aur aankhen band karke sone ki koshish kari. Uski bas yehi prathna thi ki bas ab aaj raat ki use bhi pareshaan na kare. _____________________________________________ Subah hote hi use fir se Iqbal ki aawaz ne jagaya. Shayad woh roz subah 5 baje jag jaata tha namaaz padne. Supriya ekdam se bistar se nahi uthi aur bed par chup chaap leti rahi. Iqbal kuch der baad bahar chala gaya tha. Supriya ka haath abhi bhi uski jaanghon ke beech hi tha aur poori raat ek karwat mein lete lete uska badan akad sa gaya tha. Usne mehsoos kiya ki uski chaddhi mein halka sa geelapan bhi tha. Ufff... pata nahi woh itni bechain si kyu ho rahi thi kal raat. Abhi bhi bahar andhera hi tha, aur woh kuch der aur bistar par leti rahi. Thodi roshni hone ke baad woh khadi hui aur apne kapde lete hue neeche ghusal khane ki aur gayi. Ye bhi ek alag hi sir dardi thi. Woh jaldi se nahane ghusi aur nahate hue uske haath baar baar uski choot ki aur jaa raha they. Wahan masalna use bahut hi acha sa lag raha tha. Par kisi tarah usne apne aap par kabu paaya. Jaise hi woh naha kar nikli, use bahar aangan mein Iqbal dikhayi diya. Dono ki nazrein kuch pal ke liye mili aur fir woh neeche ki aur dekhne lage. Supriya jaldi se Hina ke kamre ki aur badi aur wahan tayyar hone lagi. Hina abhi bhi soyi padi thi. Kuch der baad Rubina bhi wahan Hina ko jagane ke liye pahuch gayi - Ufff kya karu is ladki ka... meri naak katayegi ye ek din jab iski shaadi ho jayegi... Supriya ne dheere se kaha - Sone dijiye na... soti hui kitni pyaari lag rahi hai... Rubina ne muskura ke uski aur dekha aur chutki lete hui boli - Tum batayo... kal raat neend poori hui ya nahi... aankhen dekh kar toh nahi lag raha... Supriya ne apni aankhen jhuka li - Nahi... achi neend aayi thi... Rubina - Haan... kuch shor sharaba hua tha... uske baad ek dam chuppi... main soch rahi thi ki kahin jyada zor se andar toh nahi ghusa diya tha? Rubina ki baatein sun kar Supriya sharam se zameen mein gade jaa rahi thi. Rubina toh ye bhi nahi soch rahi thi ki uski beti wahin so rahi thi. Supriya - Nahi aisa kuch nahi... woh bas ek chipkali aa gayi thi mere upar... Rubina ke chhehre par ek chant si muskaan thi - Acha... toh chipkali naam rakh diya hai kya uska... kitni badi chipkali thi? Rubina ne apne haath se ishaara kiya - Itni badi.... aur itni moti... Supriya toh abhi bhi chipkali ki hi baat kar rahi thi, par Rubina shayad kisi aur ki - Haan... kafi badi thi, par woh sab nahi jo aap soch rahi hain... sach mein chipkali hi thi... Rubina haste hue - Acha jee... hume bhi paraya sa kar diya ki kuch bata nahi rahi ho... Supriya ke muh se nikal gaya - Kuch hoga toh main sach mein bata dungi... Ye bolte hi Supriya ke mann mein ek chingaari si jag gayi. Uffff kya bol rahi thi woh... kuch hoga toh woh jaroor batayegi... kya hoga... aur kyu hoga... kuch nahi hoga un dono ke beech... Rubina thoda sa sanjeeda ho gayi - Supriya... ek baat poochu tumse... Supriya - Haan poochiye na... Rubina - Do raat ho gayi... tumhare aur Iqbal ke beech chal kya raha hai... woh tumse naraaz hai kya... ya tum usse? Supriya - Bhabhi aisa kuch nahi, jaisa aap soch rahi hain... Rubina - Tumhe bhi toh neeche ek alag si jalan mehsoos ho rahi hogi... us lep se... usse toh ache ache pighal jaate hai... Supriya ke gaal laal ho gaye, shayad use ab samajh aa raha tha ki woh pichle 2-3 dino se itna garam kyu mehsoos kar rahi thi... woh lep uski choot mein ek chingaari sa laga raha tha... Rubina bolti gayi - Aur jahan tak mujhe pata hai... Iqbal bhi kam nahi in sab cheezo mein... Supriya - Bhabhi... Ab toh jaise Supriya bahut hi swabhavik taur par Rubina ko bhabhi bula paa rahi thi. Rubina - Meri baat suno... tum dono ka ham-bistar hona bohot jaroori hai... nahi toh... Tabhi Hina ki jagne ki aawaz ne un dono ka dhyan apni aur kheecha - Ammi... Chachi... itna shor kyi macha rakha hai... Rubina us par bhadakte hue boli - Shehzaadi jee... uth jaiye ab... aur mera haath bataiye... Hina fir se dhamm se bistar par let gayi aur apna muh dhak liya. _______________________________________ Subah ke naashte ke baad Supriya jab upar apne kamre mein pahuchi toh usne dekha ki Iqbal wahin andar hi tha. Use toh pata bhi nahi tha ki woh abhi tak ghar mein hi hai. Usne kamre ka saara samaan idhar udhar kiya hua tha. Palang ab kamre ke beech mein tha, aur kuch sandook us par rakhe hue they. Supriya - Iqbal... ye kya karne mein lage ho aap... Iqbal - Aapne hi toh kaha tha madamji... kamra saaf karne ke liye... aur fir woh chipkali bhi toh bahar bhagani thi... woh kar di hai maine bahar Supriya toh uske baare mein bhool hi gayi thi - Acha... shukriya... bataiye... main bhi kuch madad kar deti hu... Iqbal - Nahi nahi... ho gaya bas... Iqbal ne apne dono haathon se badi aasani se us bhari lohe ki almari ko hila diya. Supriya toh bas dekhti hi reh gayi thi. Iqbal ne ek jhadoo li aur almari ke beech se safai karne laga. Supriya uske paas badi - Aap mujhe de do... main kar deti hoon... aap thak gaye honge... Supriya ne uske haath se jhadoo chheeni chahi par uska haath Iqbal ke haath se chhuaa, aur woh dono ek doosre ke behad paas aakar khade ho gaye. Iqbal - Aap rehne dijiye madamji... aapke haath aur kapde gande ho jayenge... main kar lunga na... Supriya thoda sa peeche hat gayi, aur idhar udhar dekhne lagi, ye sochte hue ki woh kya kar sakti thi. Usne dekha ki upar latka hua pankha kafi jyada ganda tha. Usne zameen par pade hue ek kapde ko uthaya aur palang par khade hote hue us par rakhe sandook par khadi ho gayi. Woh kafi uchi ho gayi thi aur uska haath pankhe tak bas pahuch hi raha tha, bas use thoda sa aur uchakna pad raha tha. Iqbal ne apna sir ghuma kar Supriya ki aur dekha - Madamji!! Ye kya kar rahe ho aap... Supriya - Kuch nahi... bas thodi si safai... Iqbal - Aap neeche aayo... main kar dunga ye... Par Supriya uski baat kahan sunne wali thi - Nahi... main kar rahi hoon... bas ho jayega... Woh zara sa aur uchki aur sandook thoda sa sarak gaya, uska santulan bigda aur woh girne ko hui. Par Iqbal wahin khada tha, aur woh seedhe uski bahon mein jakar giri. Iqbal ke haath uske mammo se hote hue uski kamar par jakar ruke. Supriya ka ek haath Iqbal ki gardan par tha aur woh us par jhool rahi thi. Dono ke chhehre ek doosre ke behad paas. ![]() Kuch pal dono ek doosre ko pakde aise hi dekhte rahe, aur fir Supriya apna balance banate hue khadi hui. Iqbal ne bhi us par se apna haath hata liya. Iqbal gussa hote hue bola - Maine kaha tha na... aap gir jayengi... aap ye sab mujhe karne do... Supriya ko bhi thoda gussa aa gaya aur bahar jaate hue boli - Theek hai aap hi kar lo... Woh jaldi se seediyon se neeche jaane lagi, aur beech seediyon mein use Abbas upar aata dikha. Usne jaldi se apna sir dhaka. Abbas thoda sa side hua aur usne Supriya ko neeche jaane diya. Supriya un patli si seediyon se use halka sa chhoote hue neeche ki aur nikal gayi. Supriya jakar neeche andar ke kamre mein baith gayi, uska dil zor se dhadak raha tha. Iqbal ke haath abhi uske mammo par they. Ufff... pata nahi woh itna bechain kyu hoti jaa rahi thi. Use kisi bhi tarah se apne mann mein aa rahe khayalo par kabu paana tha. Acha tha ki saamne Hina baithi thi jisse woh apne mann ko bhatka sakti thi. Woh baithi Hina se baat hi rahi thi ki fir se Rubina wahan aayi aur uski aur dekha - Apni chunni theek kar lo... tumhari ghatiyaan dikh rahi hai... ![]() Supriya ne ek dam se realize kiya ki woh jis tarah se baithi thi us mein uski kurti ke andar uske boobs saaf dikh rahe they. Hina ko bhi ye sun kar hasi aa gayi aur woh boli - Waise aap andar se kafi gori ho chachi... Supriya ne apni aankhen meech kar uski aur dekha - Chuppp... aisi bhi koi bolta hai kya apni chachi ke baare mein... Rubina ne Hina ke kandhe par ek haath maara aur Hina hasne lagi. Pata nahi Supriya kahan fasti jaa rahi thi in rishto mein.... Chachi... Bhabhi... kisi ki patni... _______________________________________ Raat ka khana hote hi woh wapas Iqbal aur apne kamre mein pahuchi. Iqbal ne kamra fir se ache se jacha diya tha, aur ab toh kamra aur bhi saaf suthra lag raha tha. Iqbal ne Supriya ko dekhte hi kaha - Kaisa lag raha hai ab madamji.... Supriya ne dheeme se kaha - Acha... acha lag raha hai... Iqbal - Maaf kijiyega main thoda gussa ho gaya tha, bas aap woh gir gayi thi na... aur mujhe aapki fiqr.... Supriya - Haan... nahi... main bhi sorry hoon... mujhe upar nahi chhadna chahiye tha... Iqbal ne palang ke neeche se apna gadda kheecha - Ahhh... chaliye main kafi thak gaya hoon... so jaata hoon... kal toh duguna kaam hoga karkhane par... Supriya ne use zameen par lete hue dekha... itni mehnat ke baad woh zameen par sone wala tha... woh thoda sa hichkichayi, aur fir boli - Iqbal jee... suniye... Iqbal - Jee madamji... Supriya - Ummm.... aap neeche kab tak soyenge.... aap upar hi so jaiye na... aapko thodi achi neend aa jayegi.... Iqbal - Aree... nahi madamji... yahan par theek hai... Supriya - Nahi... maine dekha tha kaise aap apni peeth pakad rahe they subah... Iqbal - Aree woh toh bas aise hi.... aap kyu pareshaan ho rahi hai... main so jayunga neeche... Supriya - Mujhe koi pareshaani nahi hogi... aap us kone mein... main is kone mein... kal raat bhi toh so hi gaye they na... Iqbal - Madamji... woh toh... Supriya - Please... aap meri baat maaniye... aur waise bhi raat ko farsh thanda hota hai... aapki tabiyat kharab ho jayegi... Supriya ne apna haath aage bada kar Iqbal ki aur kiya use khada karne ke liye. Iqbal ne upar Supriya ki aur dekha aur Supriya ka haath pakadte hue khada ho gaya. Supriya ne uska takiya aur chaddar palang par upar rakh diYa. Iqbal bistar par upar aakar kone mein seedha let gaya. Supriya kamre ki batti band karne ki aur gayi. Use Iqbal par poora bharosa tha... woh kuch aisa waisa nahi karne wala tha. Par agar woh apne mann ko tatolti toh kya use apne upar bharosa hota?
05-09-2025, 11:57 PM
Sorry about the delay, this week was quite busy at work... hopefully next update will be quicker and I am expecting it will be quite a hot one...
06-09-2025, 01:39 AM
Your writing skills are simply amazing,thank you for the update
06-09-2025, 03:23 AM
Zabardast sriya such mn boht boht maza a raha ab dakhta iqbal or supriya ka sex kasa hota so erotic feeling a rahi agla update jaldi dena with more pics thanku
06-09-2025, 04:00 AM
(05-09-2025, 11:57 PM)Sriya2 Wrote: Sorry about the delay, this week was quite busy at work... hopefully next update will be quicker and I am expecting it will be quite a hot one... we are expecting a mutally hot chapter for both iqbal and supriya too...won't someone teaching her how to do ,,., and all and how to use words lik apa . khala and all ... i don't know more than these
06-09-2025, 04:09 AM
(06-09-2025, 04:00 AM)redarc Wrote: we are expecting a mutally hot chapter for both iqbal and supriya too...won't someone teaching her how to do ,,., and all and how to use words lik apa . khala and all ... i don't know more than these Sorry mujhe samajh nahi aaya aapka message. Teaching who what? Pls dubara explain karo?
06-09-2025, 06:44 AM
06-09-2025, 07:34 AM
Jis din bhi iqbal Supriya ko chode us raat bhar Ghar mai avaj gunjti rahe taki rubina ko pate chale dono ek minute bhi sone nahi chahiye
06-09-2025, 07:37 AM
06-09-2025, 07:44 AM
बहुत अच्छा लेखन ।
कहानी बहुत अच्छी चल रही है। Waiting for a hottt one...
06-09-2025, 08:31 AM
Nice update...
Slow buildup... I'm waiting for the iqbal and supriya sexual encounter
06-09-2025, 12:00 PM
Waiting for atul side atory uske sath disha ne kya kiya vo is time kaisa feel kar raha bai supriya ka to pata hai vo randi hai mujhe us bhale insan ke bare me jana hai
06-09-2025, 02:27 PM
Thanks for the Update
Iss update mai supriya thodi shant hui itme tam jham ke badh Shadi/nikah ye 3rd time hui hai ya second time? Vikram ke sath shadi hui thi ya nahi wo thoda confused hu Vese mujhe harami character lagta tha story ke according to bohot sidha ban Raha hai ki supriya ko London le jaunga biwi se bacha ke biwi ki tarah rakhunga ab tak dost ke sath milke hazaro randi chod chuka hu lekin supriya se bohot pyar karunga pati ka sayad secretary ke sath fix kar dunga aur usko alag kardunga maa se bhi mila diya apni innocence prove karne ke liye ki sach mai pyar karta hai Inn sab ke badh bhi mujhe bharosa nahi usspe jiss situation mai wo hai supriya khus nahi reh payegi uske sath On the other hand Iqbal miya kabhi madam ji ko chodna nahi chahte but pyar bohot karte hai sare boyfriends ki list jante hai but Bharosa madam par hi hai aur har situation mai side usi ki lete hai koi bura bol de uske bare mai to gussa bhi aajata hai kyu itna Manta hai supriya ko kiya hi kya hai uske liye supriya ne ek badh ek musibat hi khadi ki hai Khair akhir mai hai to wo bhi insan kab tak khud pe kabu rakhega supriya ne agar phel ki to wo bhi zada der khud ko rok nahi payega aur update mai pata chal hi Gaya ki supriya ki neeche lep ka asar hai to wo bhi bechain hai Aur finally the Prince that was promised Atul Biwi se pyar karta hai but ache se santusht nahi kar pata hai kaam kazi admi tha to ache se time bhi nahi de pata tha but efforts to daal raha tha through role play and all ab biwi ke chakar mai maar kha raha hai aur itne din se gayab hai biwi to zindagi ke to lode lag gaye Ye 3 zindagi ji li supriya ne issi Janam mai
06-09-2025, 04:27 PM
Superb update
06-09-2025, 06:51 PM
Lep ka asar hone laga hai and ab to room bhi saaf-suthra ho gaya hai aag se petrol kab tak bachega jab dono ek hi bed per hai chipkali and pankhe ne bhi apna kaam kar diya, Abbas agar kisi kaam se kuch din bahar gaya to Rubina bhabhi Supriya ki puri setting kar degi Iqbal se, Ammi ji bhi dobara lep lagwa sakti hai kyunki lep ka asar nahi hua do raat beet gayi yeh kuch aur, bahut shaandar jaise Haqeeqat me aisa ho raha hai zabardast, realistic fiction update
06-09-2025, 07:02 PM
Overall this is a great Hindi story filled with positivity and hope. A really entertaining erotic sex story. best update
|
« Next Oldest | Next Newest »
|