29-07-2025, 04:00 AM
Your use of dialogue really brought the characters to life. Marvellous very nice update
Adultery Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani
|
29-07-2025, 04:00 AM
Your use of dialogue really brought the characters to life. Marvellous very nice update
29-07-2025, 05:22 AM
(This post was last modified: 30-07-2025, 07:34 PM by Amit Sir. Edited 2 times in total. Edited 2 times in total.)
Sriya the way you have described the story its unbelievable story.
I need hard fuck right now. Hug and kisses for you I Love You My Sriya❤️
29-07-2025, 05:40 AM
Hottest, Erotic, Incredible, Amazing Adultery Story
29-07-2025, 11:48 AM
(This post was last modified: 23-08-2025, 07:39 PM by khemucha. Edited 1 time in total. Edited 1 time in total.)
......
31-07-2025, 05:37 AM
Bahut he mast and hot update. Iqbal ne to Supriya ko apna Lund dikha diya ab Supriya Iqbal ko apna kya dikhayengi
01-08-2025, 08:49 AM
(This post was last modified: 01-08-2025, 08:48 PM by Sriya2. Edited 3 times in total. Edited 3 times in total.)
Update 74
Supriya Iqbal ki bike ke peeche baithe hue buri tarah se kaanp rahi thi. Usne Iqbal ko kas ke pakda hua tha, maano agar usne dheela chhoda toh woh. Jab tak woh Rahul ke ghar par thi uske andar gusse ka ek alag hi ufan tha, par ab jaise jaise woh aavesh thanda pad raha tha uski ghabrahat badti jaa rahi thi. Kahin Rahul ne jo kuch hua uske baare mein kisi ko bata diya toh? Uski aankhon ke saamne andhera sa chhaa gaya aur aisa lagne laga ki woh bas chakkar khaa kar bike se neeche hi gir jayegi. Supriya ne Iqbal ki peeth par halke se haath thapthapa ka usee bike roke ka ishaara kiya - Iqbal…. Par uski aawaz itni dheemi thi ki woh bahar hi nahi nikli. Usne fir ek baar zor se Iqbal ki peeth par thapki di. Is baar Iqbal ne sheeshe mein jhaank kar Supriya ka chhehra dekha aur woh turant samajh gaya. Iqbal - Madamji… bas ek min… main abhi bike rokta hoon... Kuch hi palo baad Iqbal ne bike ko sadak ke kinare roka. Supriya jhatke se bike se neeche utri aur apne dono haath aur sir bike ki seat par tikakar khadi ho gayi. Iqbal bhi Supriya ko iss halat mein dekh kar pareshaan ho gaya - Aap theek toh hai na… Supriya ne apna sir halke se uthaya, uski saansein tez chal rahi thi - Nahi… woh… wahan… hamne use… oh god… agar usne kisi ko bata diya… Iqbal ne halke se Supriya ke kandhe par haath rakha - Aap ghabraye nahi… kuch nahi hoga… kisi ko kuch batane layak nahi chhoda maine use… aapko paani chahiye kya? Supriya ne haan mein sir hilaya. Iqbal ne bike ke handle par tange thaile se ek botal nikali. Woh ek pal ke liye ruka - Ye lijiye madamji... par ye shayad meri jhoothi.. Supriya ne uski poori baat suni bhi ya nahi, ya fir use is samay bas paani chahiye tha. Usne jhat se Iqbal ke haath se botal li aur use muh lagate hue kuch ghoont pee liye. Paani peene se use thodi rahat mili aur uski aawaz bahar nikli - Aapne bahut maara use… uska khoon bhi nikal raha tha… Iqbal - Mere hisaab se toh kam hi maara hai… ek do haddi toh tod hi deni chahiye thi… Supriya - Nahi nahi… bas utna hi theek tha… aur fir aapne uske muh mein… Supriya ye bolte hi sharma gayi aur usne apni aankhein neeche kar li. Iqbal - Woh main bas gusse mein behak gaya tha… usne aapke saath jo karne ki baat ki thi... par madamji, main waisa nahi hoon! Supriya ko kuch samajh nahi aaya - Waisa kaisa? Iqbal - Wohi jo kuch log mardo ke saath karna pasand karta hai… mujhe waisa kuch pasand nahi hai… kahin aap mujhe galat na samajh le… Supriya ne fauran kaha - Ohh nahi... maine toh kuch aisa socha hi nahi… Iqbal thodi rahat ki saans lete hue bola - Fir theek hai… ye pehli baar hi tha maine apna l… mera matlab aisa kuch kiya ho... acha bhi nahi laga ye sab karke… mera matlab mujhe waise acha lagta hai... par ladkiyon ke muh mein daalna… Supriya ne sharmate hue use toka - Main samajh gayi, bas bas... aur samjhane ki jaroorat nahi hai... Iqbal jhep gaya - Maaf kijiye… lagta hai main kuch jyada hi bol gaya… Supriya - Nahi nahi… maafi kyun… agar aap wahan nahi hote toh pata nahi aaj kya ho jaata… Iqbal ne serious hote hue kaha - Jab tak main aapke saath hoon... aapke saath kuch bura nahi hone dunga... Supriya ne dheeme se muskura ke kaha - Shukriya Iqbal… tahe dil se... Iqbal se baat karke Supriya ki ghabrahat thodi kam ho rahi thi, aur Rahul ke saath jo bhi kaand hua tha, uski tees ab thodi kam hone lagi thi. Usne botal wapis Iqbal ko di aur Iqbal ne use bade dhyan se dekhte hue andar rakh diya. Iqbal - Ab aap thoda behtar lag rahi hain... Supriya - Thoda… par mujhe abhi bhi chakkar sa aa raha hai aur bahut zor ki bhook bhi lagi hai… maine subah se kuch khaya nahi hai… Iqbal - Aree madamji… aapne subah se kuch nahi khaya? Tabhi aap itni kamzor si lag rahi hai... Supriya - Haan woh tension ke maare… kuch bhi khaya nahi gaya... Iqbal - Chaliye pehle paas mein kuch kha lete hain... taaki aap raaste mein na gir jayo... Supriya - Nahi nahi... seedhe ghar chalte hain... Iqbal - Aap meri baat maniye... aapki shakal se hi pata chal raha hai... chaliye, paas mein hi ek theek thaak jagah hai... Supriya ke andar aur jyada mana karne ki takat nahi thi, aur woh fir se Iqbal ke peeche uski bike par baith gayi. Iqbal bike chalata hua use paas ke ek dhabe ki aur le jaane laga. Raaste mein Supriya ki nazar deewaron aur bijli ke khambo par lage posters par padi, jinne Vikram safed kurta pehne haath jode khada tha. Shayad ye poster uske chunaav prachar ke liye they. Iqbal bhi unhe dekhte hue bola - Madamji… ye toh Vikram ji hai na… kitni sahi lag rahe hai photo mein… Supriya ne dheere se kaha - Haan… Vikram ne use kafi din pehle bataya tha ki woh chunaav mein utarne ki koshish mein laga tha, par haal hi mein unki is baare mein koi baat nahi hui thi. Supriya ka mann is samay bahut si uljhano mein ghira hua tha. Kuch hi der mein woh ek dhabe ke bahar pahuch gaye they. Iqbal - Madamji… yahin kha lete hai… mehngi jagah nahi hai… par khana acha hota hai… Supriya ne idhar udhar dekha, dhabe ke bahar kafi saare aadmi khade they aur use door door tak koi bhi aurat nahi dikh rahi thi wahan. Sabki nazre Supriya par hi thi, aakhir wahan woh sabse alag aur chamakdaar jo nazar aa rahi thi. Supriya ne dheere se bola - Ye veg jagah hai na... main poori tarah vegetarian ho... Iqbal - Ummm... yahan veg aur non-veg dono milta hai... aapke liye veg hi mangwayenge... Supriya thoda hichkichayi, woh aap taur par bahar pure veg restaurant mein hi khana khati thi, aur ye toh thodi si low class jagah bhi lag rahi thi - Aur aap... aap kya mangwayenge? Iqbal - Main toh non-veg khaata hu... lekin aap kahengi toh veg bhi kha sakta hoon aaj... Supriya ne jaldi se kaha - Nahi nahi... aap jo khate hai wohi mangwa lijiye... Dono dhabe ke bahar ek table par baith gaya. Iqbal ne waiter ko aawaz lagayi - Oye chhotu... sun... madamji ke liye... kya lengi aap... Supriya - Kuch bhi... Iqbal - Boliye toh... aapko hi khana hai... Supriya - Mujhe pata nahi kya milta hai yahan... Chhotu - Sab milta hai... chicken...mutton... korma... tangdi... Supriya - Nahi nahi... ye sab nahi... kuch shakahari... Chhotu - Shakahari bhi sab milta hai... daal... paneer... sabji... boliye... Supriya - Aisa karo... paneer aur roti le aayo... Iqbal - Ek paneer aur do tandoori roti, aur mere liye chicken changezi aur tandoori roti... chal jaldi se le aa... Supriya ne idhar udhar dekha, kuch log un dono ke kafi paas aakar khade ho gaye they. Unme se kuch toh chori chhupe Supriya ki photo aur video bhi le rahe they. Supriya ko bahut hi jyada uncomfortable sa mehsoos hone laga tha. Tabhi ek aadmi uske theek peeche aakar khada ho gaya, bas kuch centimeter ka faasla... Iqbal ne use turant hi fatkar lagayi - Yahan kyu aakar khada ho gaya... hatt yahan se... behenchhhh... Woh aadmi wahan se hatt toh gaya par uski nazrein abhi bhi Supriya par hi thi. Supriya ki nazrein jaise hi kisi mard se milti, unke chhehre par ek alag hi muskaan si aa jaati. Supriya ko aisa lag raha tha ki jaise har koi apni aankhon se uske badan ko chhoo raha ho, ya uske kapde utaarne ki koshish kar raha ho. Supriya asahaj hote hue neeche ki aur dekhne lagi. Ek aadmi Iqbal ke paas aaya aur bola - Bhai sahab... thoda udhar sarak jayo... baith jaye zara... Iqbal - Kyu? Doosri koi jagah nahi mili kya? Aadmi Supriya ki aur dekhte hue bola - Dekh lo... saara maamla bhara hi hua hai... Iqbal ki aankhen gusse se laal ho gayi, woh uski tarah haath uthane hi wala tha ki Supriya ne apna haath uske haath par rakhte hue use rok liya - Nahi... rehne do... bas jaldi se khana kha ke chalte hai yahan se... Aadmi wahan se jaate jaate badbadaya - Kya aawaz hai iski biwi ki... ufff... Iqbal fir se khada hone laga par Supriya ne uska haath kas ke pakad liya - Bas aaj ke liye kafi maar peet pehle hi ho chuki hai... aur nahi... Iqbal Supriya ka naram haath apne haath par mehsoos karta hua kisi tarag se shaant hua. Is beech chhotu bhi khana le aaya, par usne galti se chicken Supriya ke aage rakh diya aur paneer Iqbal ke aage. ![]() Supriya ne turant ganda sa muh banate hue apni nazrein doosri aur kar li. Iqbal ne Chhotu ko daanta - Are oooo... ye kya kar raha hai... veg unka hai aur non-veg mera... sahi se rakh... Chhotu ne muh banate hue un dono ke saamne rakhi thali badal di. Supriya ne apni thali ki aur neeche dekha, uski bhoonk ab jaise mar si gayi thi. Saamne baithe Iqbal ne khana shuru kar diya, aur Supriya ko apne theek saamne kisi ko non veg khate dekh kafi ajeeb sa lag raha tha. Iqbal ne garamjoshi se kahan - Khaiye na madamji... Supriya ne sir hilate hue ek gassa toda aur paneer ki sabji se laga kar khaya. Sach mein khana kafi swadisht tha, par is mahaul mein khane ka swad jaise dab sa gaya tha. Abhi bhi log apne khane se jyada uski aur lalchayi hui nazro se dekh rahe they. Supriya ke mann mein ek saath kayi vichaar umad rahe they - aaj jo kuch Rahul ke saath hua, Vikram ke poster, dhabe mein mardo ki us par nazar, aur fir theek saamne baitha Iqbal. Supriya bas ab yahan se jaldi se nikalna chahti thi. Yahan is dhabe se hi nahi, shayad is desh se bhi. Ho sakta hai Vikram ka din usse acha jaa raha ho. _____________________________________ Vikram bas abhi apne ghar hi pahucha tha. Aaj woh office ke kaam thoda jaldi nipta ke aa gaya tha, uska stress level kafi high tha, aur woh bas ghar ke peeche pool mein swim karna chahta tha. Reh reh kar use bas Supriya ki hi yaad aa rahi thi. Kaash woh uske saath fir se ek baar is pool mein ache se masti kar paata. Kaash... Vikram jaise hi ghar ke peeche ki side pahucha, use wahan zor zor se chillane ki aawaz aane lagi. Lagta hai kisi ko buri tarah peeta jaa raha tha. Usne sliding door khola toh use 3-4 hatte katte aadmi pool ke paas baithe dikhayi diye aur ek aur aadmi jo jameen par behaal pada hua tha. Ye dekh kar Vikram kar chhehra sakht ho gaya aur usne jhujhulahat mein sliding door wapas band kar diya. Woh drawing room mein aa kar zor zor se aawaz dene laga - Ishaaaa.... Ishaa.... Isha dheere se chalte hue drawing room mein aayi - Bolo... what's up? Vikram - Maine tumhe kitni baar kaha hai na... ye sab yahan mat karwaya karo... Isha ne beparwahi se kaha - Aslam ki baat kar rahe ho? Vikram - Aur kiski baat karunga... damn it... mujhe pool mein jaana tha... Isha - Toh chale jayo... he is not stopping you... Vikram ki aawaz thodi aur tez ho gayi - That's not the point! Mujhe ye bilkul pasand nahi... maar peet... aur woh bhi hamare ghar mein... Isha ke chhehre par ek bahut hi halki muskaan aayi, aur woh Vikram ko taana maarte hue boli - Acha... last time jab tumhe jaroorat padi thi tab toh tumhe koi problem nahi thi Aslam ko bulwane mein... Vikram - Woh alag baat thi... woh hamare ghar par nahi hua tha na... kaun hai waise... kisko pitwa rahi ho... Isha - Why do you care? Vikram - Because ye sab yahan ho raha hai... Ek taraf toh you are asking me to stay away from any nonsense, and doosri taraf ye sab... Isha muh bichka ke boli - Bloody hell... mera event manager hai... and he was trying to steal from me... Vikram pareshaan hote hue bola - Oh god... tum use pitwa rahi ho... woh toh tumhare saath itne saalo se kaam kar raha hai... Isha - 4 years... but usko pata hona chahiye ki there will be consequences... Vikram - Come on Isha... just stop it yaar... if it was some money, it's not a big deal... Isha - Noooo... big deal for me... its not about the money, it's about trust... Tabhi bahar baithe aadmi mein se ek andar aaya, shayad woh hi Aslam tha - Memsaab... main thodi der bahar ho kar aata hoon... ladke zaari rakhenge kaam... aap kahe toh iski biwi ko bhi... Vikram beech mein bol pada - Nahi... nahi... aisa kuch nahi karna... uski biwi ka is sab se koi lena dena nahi hai... Aslam ne uski baat ko nahi suna, par Isha ki aur hi dekhta raha - Memsaab... Isha thodi der sochte hue chup rahi, fir boli - Nahi... rehne do... hamare sahab ko bahut pyaar aa raha hai is par... Aslam - Jaisa aap kahe... Aslam ye keh kar wahan se chala gaya aur Vikram Isha ko ghoor kar dekh raha tha - Ye kya bakwaas hai yaar... koi gangster film chal rahi hai kya yahan... Isha - Leave it... tum kyu is sab mein pad rahe ho... anyway did you see the posters on your way home? Vikram chaunkte hue bola - What posters? Isha - Seriously? Sab jagah tumhare posters lagwa diye hai aur tumne dekhe bhi nahi... Vikram ne gehri saans lete hue apni aankhen band kar li - Tskk.... Ishaa.... you should have asked me first... maine abhi tak haan nahi kaha tha posters ke liye... Isha - What's your problem? Dad sab organize kar rahe hai na... you just need to be the poster boy... Vikram ko Isha ki baatein sun kar gussa aa raha tha - Maybe I don't want to be the poster boy... Isha has padi - Oh please Vikram, rehne do... I know you crave power... chalo ab ye drama queen banna band karo... Vikram ne table par ek fold kiya hua poster utha kar khola. Use apni ye photo bilkul nakli si lag rahi thi, jaise usme dikh rahe insaan ko woh pehchaan bhi na paa raha ho. Uske dimaag mein ekdam se khayal aaya, kahin Supriya ne toh ye poster dekh na liya ho. Pata nahi woh kya sochne wali, usne toh is baare mein Supriya se ache se discuss bhi nahi kiya tha. Vikram ne bahar pool ki aur dekha, halki halki baarish shuru ho gayi thi par woh log abhi bhi event manager ko peet rahe they. _________________________________________ Iqbal ki bike bas building mein hi ghusi thi. Bas 4-5 minute pehle hi baarish shuru hui thi, pehle halke aur fir tez hote hue. Supriya ki salwar poori tarah bheeg chuki thi. Iqbal ne bike bilkul andar ki taraf roki taaki Supriya aur na bheege. Par ab shayad bheegne ko bacha hi kya tha. Iqbal ne Supriya ki aur dekha, uski kurti bheeg kar uske jism se poori tarah se chipak gayi thi. Aur andar ki bra ki outline bhi saaf dikhayi de rahi thi. Hawa thodi si thandi ho gayi thi, jiske karan Supriya ki choochiyaan khadi ho kar geele kapdo mein saaf dikh rahi thi. Supriya ne Iqbal ko apni aur ghoorte hue paya aur usne apni ankhein neeche karte hue apna gala saaf karne ki aawaz nikali - ehhhhmmmm.... ![]() Iqbal uski aawaz se jaise hosh mein aaya aur usne turant hi doosri aur dekha - Madamji... maaf kijiye aap bheeg gayi... aap upar chale jaiye jaldi se... aur kapde badal lijiye... Supriya ne halke se kaha - Haan... main jaati hu... aap bhi bheeg gaye hai... aapko kuch kapde chahiye kya? Iqbal - Nahi madamji main theek hu... mere paas rakhe hote hai yahan ek jodi kapde... waise bhi koi dekhega toh hame aise toh galat samajh sakta hai... Supriya ne ekdam se jaise realize kiya ki Iqbal uske bahut hi paas khada tha. Usne ek do kadam peeche liye - Haan... main chalti hoon... aapka bahut bahut shukriya aaj ke liye... aapne mujhe khane ka bill bhi nahi chukane diya... Iqbal - Maine kaha na madamji... shukriya ki koi jaroorat hi nahi thi... aur khane ka kya hai... waise bhi woh jagah maine chuni thi, toh bill bhi main hi ada karunga na... Supriya ne halke se sir hilakar Iqbal ko bye bola aur jaldi se lift mein aa gayi. Lift ke andar pehle se hi building ki ek aurat khadi thi. Usne Supriya ko upar se neeche tak ghoor kar dekha. Uski shakal se saaf lag raha tha ki woh Supriya ko is geeli halat mein dekh kar use judge kar rahi thi. Supriya ne usse nazre churai aur lift ki deewar ki aur dekhne lagi. Jaise hi lift Supriya ke floor par ruki woh jhat se utar gayi. Supriya ne apne ghar ke darwaze ki chaabi lagayi, aur darwaza kholte hi kisi ladki ki khanakti hui hasi uske kaano mein padi. Ladki - Ha ha ha ha… mujhe kyu beech mein fasa rahe ho yaar… kahin maamla aur na bigad jaye… Supriya ka dil dhak se reh gaya. Usne dekha ki ghar ki chaukhat ke andar zameen par ek ladki ki sandal bikhri badi thi aur drawing room mein nazar daalte hi uska dimaag ghoom gaya. Saamne sofe par Atul aur Disha baithe they, ek doosre ke behad kareeb, laptop mein kuch dekhte hue unke chhehre par ek muskaan thi. Atul ne jaise hi Supriya ko dekha, woh ek dam se khada ho gaya - Supriya!! Tum aa gayi… Supriya ne apni ghadi mein time dekha, abhi toh sirf 5 baje they, shayad woh galat tine par ghar wapas aa gayi thi. Ya fir bilkul sahi time par. Supriya dono ki aur baari baari karke dekh rahi thi. Woh gusse se tilmila rahi thi par uske muh se ek awaaz bhi nahi nikal rahi thi. Shayad aaj usne unhe range haathon pakad hi liya tha. Atul - Tum toh poori tarah bheeg gayi ho… jayo andar change karke aa jayo… main itne chai chadata hoon… Disha bhi hasmukh aawaz mein bol padi - Haan Supriya, change karlo… thand lag jayegi... Supriya ko apne hi ghar mein Disha ki aawaz chhubh si rahi thi. Supriya ke ghar mein, woh kis hak se use aadesh de rahi thi. Par Supriya un dono ke saamne aise geeli nahi khadi nahi rehna chahti thi, toh woh jaldi se pair patakte hue bedroom mein ghus gayi. Usne apni almari se kapde liye aur bathroom mein ghus gayi. Bathroom mein ghuste hi usne khud ko sheeshe mein dekha. Geele bikhre baal, bheega hua chhehra, par saath hi aankhon mein bhi kuch bheega hua sa tha. Supriya ne apne kapde utaarne shuru kiye. Bahar se use un dono ki hasne ki aawaz aayi. Shayad woh usi par has rahe honge, ki woh dono uske hi saamne uske ghar mein bina kisi sharam ke baithe they, aur Supriya kuch keh bhi nahi paayi. Par woh bhi toh yehi kar rahi thi Atul ke saath. Toh woh kyu kis hak se Atul ko kuch kahe. Supriya change karke jaldi se bathroom se bahar nikli. Aur bahar drawing room mein aayi. Atul kitchen mein chai bana raha tha aur Disha uske laptop par kuch kar rahi thi. Supriya wahan aa kar usse jitna door ho sake utna door baith gayi. Usne kabhi Disha ko haste kya muskurate bhi nahi dekha tha office mein. Par is samay toh uske chhehre par ek halki si muskaan thi. Supriya bas ab aur pooche bina nahi reh sakti thi. Usne dabi aawaz mein kaha - Kab se chal raha hai ye sab? Disha ne chaunkte hue use dekha - Huh.... kya sab? Supriya - Yehi sab... Disha - Jab se tumne dekha... tab se... Supriya ka gala sookh raha tha, Disha use majboor kar rahi thi sawal poochne ke liye - Pehle kitni baar aayi ho yahan? Disha ne kandhe uchkate hue kaha - Aaj pehli baar... Supriya - Toh fir kahan milte ho tum dono... Disha haste hue - Mujhe pata tha tumhara dimaag aisi ghatiya baat hi soch sakta hai... Supriya - Tum log karo... aur main sochu bhi na... Disha - Waise tum kahan kahan milti ho Vikram se... Supriya ne Disha ko ghoor kar dekha - Maine woh job kab ki chhod di hai... aur Vikram sir aur mere beech kuch nahi tha... Disha - Theek hai mat mano... waise maine Atul ko kuch nahi bataya hai... taaki uske saamne tumhari izzat bani rahe... Supriya - Jab kuch hai hi nahi toh batayogi kya... Disha - Haan sahi keh rahi ho... kuch hai hi nahi... bilkul waise jaise tumhari gaadi unke ghar par hoti hai aur tum kahin dikhayi hi nahi deti... shayad unki gaadi kharab ho gayi hogi isliye tumne unhe apni gaadi de di, hai na? Supriya ne gusse se apne daant bheeche, use Disha pehle din se hi kabhi achi nahi lagi thi - Tumhe jo sochna hai soch sakti ho... waise Atul mein tumhe aisa kya dikh gaya... aur pata nahi use tum mein kya nazar aaya... Disha - Haha... tum nahi samjhogi... anyway... main tumhe toh koi justification nahi dungi... tumhe jo socha hai soch sakti ho... Itne mein Atul chai le kar aa gaya tha, woh Disha ke thoda paas hi baith gaya - Kya baatein ho rahi hai... Disha muskurate hue boli - Kuch nahi... aise hi... office ki... idhar udhar ki... Supriya apne chhehre par ek jhooti muskaan laayi, woh sochne lagi ki use kya farak padta tha, in dono ko jo karna tha woh kar sakte they. Disha ne chai ki chuski li - Atul... chai pee kar mujhe chalna chahiye... late ho raha hai... mumma wait kar rahi hongi... Atul - Aree... khana kha ke jaana na... Disha - Nahi aaj nahi... kabhi aur... pakka Atul - Theek hai... jaisa tum theek samjho... aunty ko namaste keh dena meri taraf se... Supriya chup chaap baithi un dono ki baatein sun rahi thi. Unki baaton mein kuch apnapan sa tha jo bas formal colleagues ke beech mein nahi hota. Disha chahe kitna mana kar le, unke beech kuch toh tha, kuch jyada. Kuch hi der mein Disha apni chai khatam karke jaane ke liye khadi ho gayi thi. Usne Atul se haath mila kar use bye bola, aur Supriya ki taraf dekha bhi nahi. Supriya ne bhi koi koshish nahi kari, woh bhi sofe par baithi hue apna phone chalati rahi. Atul Disha ko chhodne ke liye neeche tak gaya, Disha shayad auto se ghar jaane wali thi. Supriya ka mann hua ki woh balcony mein jakar Atul aur Disha par nazar rakhe, par fir usne socha ki woh kyu dekhe? Jo dekhna tha, woh toh yahin dikh gaya tha. Uski ungliyaan phone ki screen par chal rahi thi par uska dhyan screen par nahi tha. Thodi der baad Atul wapas ghar mein ghusa, uske chhehre ko dekh aisa lag hi nahi raha tha ki use zara bhi andaza tha ki Supriya kaisa mehsoos kar rahi thi. Supriya ko laga ki woh khud hi samjhayega ki Disha unke ghar kyu aayi thi, par aisa kuch nahi hua. Thodi der baad Supriya ne khud hi pooch liya - Ye Disha yahan kyu aayi thi... Atul - Aaj office se thoda jaldi free ho gaye toh maine use ghar aane ke liye bol diya... kafi dino se tal raha tha uska aana... mujhe laga tum bhi mil logi... Supriya - Par yun akele ghar par... aapko pata tha na main bahar hu... Atul - Toh isme kya hai? Woh meri colleague hai... Rahul bhi toh kayi baar mere saath ghar aata tha... Supriya - Pehle toh kabhi baat nahi kari aapne Disha ke baare mein? Atul - Hmmm... haan aisa kuch batane ke liye tha nahi... bas office mein hum dono ki baat ho jaati hai... Supriya - Par aap logo ki baaton se toh aisa lag raha tha ki aap dono ek doosre ke saath comfortable ho... Atul haste hue bola - Offo... tum kabse shakki biwi banne lag gayi... tumhe pata toh hai us office mein sab kitne boode boode log hai... bas ek Disha hi saath ki hai... toh hum log saath lunch kar lete hai aur thodi bahut baatein... jaise tum aur Kriti samajh lo... Supriya - Main shak nahi kar rahi hoon... bas mujhe woh achi nahi lagti... Atul - Kaun Disha? Woh toh kafi ache se baat karti hai... Supriya - Aapke saath karti hogi... mujhse toh kabhi nahi ki... hamesha attitude hi dikhaya hai... Atul - Tab toh agli baar tum dono ki dosti karwani padegi... Supriya sofe se khadi ho gayi - Mujhe nahi karni usse dosti wosti... Atul ke chhehre par ek halki si muskurahat thi, jaise use acha lag raha ho Supriya ka jealous hona - Acha theek hai baba... suno toh... Supriya wahan se hatt ke kitchen mein chali gayi. Usne kitchen ke slab par apne dono haath rakh kar apne aapko thama. Woh kyun itni fikr kar rahi thi ki Atul kya karta hai, woh toh bas kuch dino mein yahan se chali hi jayegi. Bas aaj ka din itna lamba aur tiring ho gaya tha ki shayad uske emotions out of control ho rahe they. Raat ko woh apne bed par leti hui Supriya ke mann mein khayal aaya, kya Atul aur Disha is ghar mein bhi sex kar chuke they? Itne hafte ho gaye they Supriya ko kuch bhi kare hue aur uske poore shareer mein ek aag si lagi hui thi. Supriya ne bahut sone ki koshish kari par woh aag use sone nahi de rahi thi. Kaash woh is samay Vikram ke saath hoti, aur woh uske saath jam ke sab kuch kar paati. Supriya ne ye sochte hue apne pyjama na naada dheela kiya aur apna haath apni panty mein ghusa diya. Uski ungliyaan uske jhaant ke baalon se hota hue uski choot tak pahucha. Woh wahan halke halke masalne lagi. ![]() Supriya apne doosre haath se apne mammo ko kuchalne lagi. Uski komal si twacha par uske haath itne aaram se chal rahe they. Jab use khud itna maza aa raha tha apne shareer ko choone mein, toh pata nahi un aadmiyon ka kya haal hua hoga jinhone use chuya tha. Ye sochte hi Supriya ka haath aur tez ho gaya. ![]() Woh koshish kar rahi thi ki bade mote lund ke baare mein soche, jo use is samay chod raha ho. Pata nahi ab uski soch mein bhi kaise ye shabd aane lage they. Usne apni ungliyaan apni choot mein ghusa di aur andar bahar karne lagi. Woh koshish kar rahi thi ki raat ke andhere mein jyada aawaz na kar. Bas woh apne climax tak pahuch hi gayi thi, usne apne boobs ko kas ke dabaya aur neeche uska fawwara chhoot gaya. Supriya jaldi se kamre se attached bathroom mein bhaagi aur apni chaddi utaar kar apne aap ko saaf karne lagi. Sab ho jaane ke baad, usne ek naya underwear pehna aur bed par aa kar let gayi. Ab shayad woh ek chain ki neend sone wali thi. ___________________________________________________ Agle din Supriya ghar par hi thi, raat ki neend ke baad woh thoda behtar mehsoos kar rahi thi. Woh apne dimaag se kal ke saare vakyo ko nikaalne ki poori koshish kar rahi thi. Par dimaag baar baar wahin laut jaata. Tabhi uske phone par ek call aane laga, ye toh Kriti ka call tha. Supriya ek second ke liye toh sochti hi reh gayi ki Kriti use call kyu kar rahi hai. Kahin is call se Rahul ka koi lena dena toh nahi hai. Supriya ne ghabrahat ke saath phone uthaya. Doosri taraf se Kriti ki khilkhilati hui aawaz aayi - Madam... kahan gayab ho gayi ho... Uski aawaz ka tone sun kar Supriya thoda relax hui - Ghar par hi hu... aur kahan jaungi... tum batayo? Kriti - Office mein... par ab tumhare bina mera mann hi nahi lagta, meri jaan... Supriya - Acha... main tumhari girlfriend ban gayi thi kya? Kriti - Kuch aisa hi samajh lo... waise ban toh bahut kuch gayi thi tum... Supriya uska ishaara samajhte hua khaamosh si ho gayi - Hmmmm... Kriti - You know... jab mujhe tumhare aur bhaiya ke baare mein pata chala tha na... main pehle toh bahut gussa hui thi... how can they do this, it's wrong... and how can you keep this secret from me... Supriya - Areee... koi sun lega office mein... thoda dheere bolo... Kriti - Koi nahi sunega... meeting room mein akeli hoon... Supriya - Acha... hmmm... toh ab toh waisa hi hua na jaisa tum chahti thi... Kriti - Nahi na... poori baat toh suno... par later that night maine jab bahut socha toh I realized ki how perfect you and bhaiya are together... and tum meri itni close friend... meri perfect bhabhi hoti... sweet si bhabhi... Supriya - Hmmm... but it didnt work out na... Kriti emotional hote hue boli - Par kyu... that's what I want to know... Supriya - Areee.. main nahi samjha sakti... ye koi science ya logic ki baat toh hai nahi... bas hamne sab khatam karna hi theek samjha... Kriti - Hmmm... na bhaiya samjha rahe hai na tum... its not fair... Supriya - Bas isliye hi phone kiya tha kya? Mujh par gussa karne ke liye? Kriti - Nahi bas bore ho rahi thi isliye... Rahul bhi phone nahi utha raha kal se... Rahul ka naam sun kar Supriya ke dil ki dhadkan tez ho gayi thi - Acha... Kriti - Haan... bas message aaya tha ki woh thoda busy hai... main soch rahi hoon uske ghar hi chali jayu... surprise dene... Supriya ekdam se boli - Nahi!! I mean.. jab woh busy hai toh rehne do na... yahan mujhse milne aa jayo... Kriti - Hmmm... dekhti hoon... suno, why don't you come to my house for a sleepover... bhaiya se ladayi hui hai na... mujhse toh nahi... Supriya - Nahi par... Kriti - Koi par nahi... I'll arrange something and you have to come... Oh wait... kisi ko ye meeting room chahiye... main baad mein call karti hoon... Phone kat gaya tha par Supriya abhi bhi soch rahi thi ki Kriti agar Rahul se mili toh Rahul use kya batayega... use ye sochte hi ghabrahat si hone lagi... ___________________________ 2-3 hafte beet gaye they, aur Supriya kahin bahar jaane ke liye tayyar ho rahi thi. Aaj ka din kafi jyada bada tha, aur use kafi nervous bhi kar raha tha. Uska dimaag poori tarah sunn pad gaya tha. Supriya ne apne aadhe sir par chunni daali aur apne aap ko aine mein dekha. Uske chhehre par stress saaf dikhayi de raha tha. ![]() Aaj woh 6 hafte baad finally Vikram se milne wali thi. Use Vikram se milne ki kafi excitement toh thi, par saath hi jis karan se woh mil rahe they usse kafi jyada tension. Aaj wohi din tha jiske baare mein woh soch soch kar kabse pareshaan ho rahi thi. Kayi baar toh usne is sab ka khayal bhi apne dil se nikaal diya tha. Aakhir woh aise kaise convert kar le. Par shayad Vikram ko paane ke khatir use ye karna hi hoga. Aaj bhi usne akele na jakar, apne sabse bharosemand aadmi ko hi apne saath le jaana ka iraada rakha tha. Supriya tayyar hui aur usne Iqbal ko message daala - Main bas aa rahi ho neeche... Supriya neeche pahuchi, aur is baar Iqbal apni gaadi lekar khada tha. Achi hi tha woh gaadi lekar aaya tha kyunki baarish ka mausam sa ho raha tha. Pichli baar ki tarah Supriya bheegna nahi chahti thi. Iqbal muskurata hua Supriya ka intezaar kar raha tha. Supriya ne use dekhte hi kaha - Main aapko baar baar pareshaan karti hu na... aapko bhi lagega ki mujhe driver samajh rakha hai... Iqbal - Nahi madamji... mujhe toh bahut acha lagta hai jab aap mujhe yaad karte ho kisi kaam ke liye... aur driver kya... main toh aapke liye kuch bhi ban jayo... Supriya haste hue boli - Acha... aap bhi na... kuch bhi bolte ho... Iqbal - Sach madamji... waise aap bahut hi ache lag rahe ho aaj... Supriya muskurati hui gaadi mein peeche baith gayi aur Iqbal aage driver seat par. Iqbal - Bataiye madamji kahan jaana hai... aapne kal bataya hi nahi kahan jaana hai... Supriya - Ummmm... aapko yaad hai... aap mujhe ek baar wahan le gaye they... Iqbal - Kahan madamji... Supriya - Yaad kariye... hum log gaye they... jama masjid... Iqbal - Haan... yaad hai mujhe hum log wahan gaye they... aapko wahan jaana hai? Supriya - Bas wahin jaana hai... Iqbal - Aree wah... kya baat hai... aap fir se mere saath wahan jaana chahti hai... Supriya - Wahan jaana toh hai... par... main aapko baad mein sab samjhayungi... abhi chale? Iqbal - Chaliye chalte hai... Iqbal ne gaadi chala di. Supriya poore raaste thoda sa chhup hi thi. Pichle hafte Vikram ka call aaya tha ki kagazi karwayi saari poori ho gayi hai bas ab ye aakhri step tha poore process ka. Uske liye un dono ko wahan jaana hoga. Vikram ne poori savdhani rakhi thi ki woh ek prepaid number se Supriya ko call kare taaki kahin par bhi unki baatcheet darz na ho. Jaise jaise woh wahan pahuch rahe they Supriya ki tension badti jaa rahi thi. Iqbal bhi sheesh se Supriya ki aur dekh raha tha. Aaj uski shakal par muskaan nahi tension thi. Iqbal - Madamji... sab theek hai na... Supriya ne gehri saans lete hue kaha - Haan... bas main abhi baat karne ki halat mein nahi hu... please aap mujhse jyada kuch na pooche... Iqbal - Koi baat nahi... aap aankhein band karke baith jaye... main bata dunga aapko jab pahuchne wale honge... Supriya ne apni aankhein band kar li. Pichle lagbhag 2 saal ki saari cheeze uske dimaag mein ghoom rahi thi. Atul, Dhruv, Rahul, Pratap, Kriti, Vikram, Jai, Bhabhi... har koi jaise use alag alag naseehat de rahe ho. Supriya ne apne dono haath kaske aapas mein jakde hue they. Use pata nahi chala ki kab usne halki si jhapki le li. Iqbal ki aawaz ne use jagaya - Madamji... pahuch gaye hai bas... Supriya jaagte hue tez tez saansein lene lagi - Huh... acha... aisa karo... thoda door hi laga dena gaadi... main paidal chali jayungi... Iqbal - Jaisa aap kahe... main saath chalunga na aapke... Iqbal ne thodi door ek bheed bhaad wale ilake mein apni gaadi lagayi aur woh aur Supriya saath chalte hue manjil ki aur bade. Jaise hi woh paas pahuch rahe they, Supriya ko Vikram ki baat yaad aayi ki woh bilkul akele wahan pahuche. Supriya ne apne kadam roke - Iqbal... aap yahin intezaar karo... main bas thodi der mein aati hoon... Iqbal - Par madamji... yahan... aap akele... main kuch samjha nahi... Supriya - Aap pareshaan mat ho... mujhe kuch nahi hoga... bas aap mera intezaar karna... Iqbal poori tarah se maana toh nahi tha, par usne fir bhi haan mein sir hilaya. Supriya use wahin chhod kar aage ki aur bad gayi. Akele aage jaane mein toh use aur bhi ghabrahat ho rahi thi. Jaise jaise woh paas pahuch rahi thi, aisa lag raha tha jaise bheed badti jaa rahi thi. Dheere dheere use raasta yaad aa raha tha, kaise woh seediyon se upar gayi thi. Aur jaise hi woh seediyon ke paas pahuchi use Vikram wahin neeche khada dikhayi diya. Vikram ne ek kurta pehna hua tha aur ek nakli much laga rakhi thi, par Supriya use kaise nahi pehchanti. Vikram ko dekh kar uski jaan mein jaan aayi aur chhehre ki khoyi hui muskaan bhi wapas aa gayi. Woh toh bas daud ke Vikram ke gale lagna chahti thi, par aas paas ka mahaul dekh kar woh jaldi se chalte hue Vikram ke paas pahuchi aur uske kandhe par haath rakh diya. Vikram bhi Supriya ko dekh kar muskura raha tha, unke chehre dekh kar toh aisa hi lag raha tha jaise do premi sadiyon ke baad mile ho. Kitna kuch tha jo woh dono ek doosre se kehna chahte they par shayad ye woh jagah aur samay nahi tha. Vikram ne seedhe kaam ki baat ki - Ready? Supriya - Haan... Vikram - Ummm.. hame yahan saamne mein andar nahi jaana... bas yahan paas hi main ek chhoti building hai… wahan jaana hai... wahan ye papers de dena aur ek Maulvi hongi... woh tumse kuch formality karwayenge... aur kuch paper sign... bas ho jayega... Vikram ne paper Supriya ke aage kiye, par Supriya ne unhe nahi pakda - Aap hi sambhaliye na inhe, main kya karungi le kar... Vikram - Tum apne papers le kar jayogi na... hum dono alag alag jayenge... taaki kisi ko koi shak na ho... Supriya ke chhehre par tension wapis aa gayi - Akele??!! Par main kaise... Vikram - Come on... you can do it... its very simple... tension mat lo... Supriya - Par akele jaana jaroori hai kya... Vikram - Haan please... samjha karo... kafi khatra hai, tumne kisi ko bataya toh nahi na ki tum yahan aayi ho... Supriya ke mann mein aaya woh ek baar ke liye Iqbal ka naam le le par usne na mein sir hila diya. Vikram - Ok, pehle main ho kar aata hoon… tum yahin wait karo… Vikram wahin paas mein chhoti building ki aur chal pada. Supriya ki nazrein toh bas us par hi tiki hui thi. Par kuch hi der mein woh uski nazro se ojhal ho gaya. Supriya wahin ek kone mein baith gayi aur usne dupatte se apna muh dhak liya. Use mehsoos ho raha tha ki aate jaate log uski aur dekh rahe they. Yehi koi 25-30 minute ka intezaar tha, par Supriya ko aise lag raha tha jaise woh ghanto wahin baithi hui ho. Tabhi Vikram use muskurata hua aata dikha. Jaise hi woh paas pahucha, Supriya ne sawalo ki jhadi lagi di - Ho gaya? Kaisa tha sab? Kya karna padega? Vikram haste hue bola - Aree itni tension kyu le rahi ho… kuch bhi nahi hai, jaldi se ho jayega sab. Chalo ab tum chali jayo. Vikram ne Supriya ko kuch kagaz thamaye aur Supriya us doosri chhoti building ki taraf chal padi. Supriya baar baar peeche mud kar Vikram ki aur dekh rahi thi par fir aakhir mein use andar jaana hi pada. Woh soch hi rahi thi ki ab aage kya karna hai ki use ek aur mahila aur uske saath ek aadmi kagaz liye ek taraf jaati dikhe. Woh bhi uske peeche ho li. Supriya unke peeche chalte chalte ek darwaze par pahuch gayi. Abhi jo andar joda gaya hua tha Supriya unhe gaur se dekhne lagi aur kuch hi der mein uski baari bhi aa gayi. Maulvi ne Supriya ki aur gaur se dekha - Beti… aap akele aayi ho yahan… Supriya - Jee… Maulvi - Aap apni marzi se ye sab kar rahe ho… kisi ka dabav toh nahi hai aap par… Supriya - Jee.. kisi ka dabav nahi hai… Par kyu? Maulvi - Acha.. mujhe poochna padta hai ye sab.. Aapke gale mein ye mangalsutra… aap shadi shuda ho? Supriya ne apna mangalsutra chupane ki koshish kari par ab toh der ho chuki thi - Jee… Maulvi - Aapke pati ko pata hai is baare mein? Ya woh bhi ye karne jaa rahe hai? Supriya - Nahi… mujhe unko batana padega kya is baare mein? Maulvi - Aap ko unki ijazat toh nahi chahiye, par main aapko bata du ki ye karne se hamari nazar mein aapki shaadi jayaj nahi rahegi… Supriya chaunkte hue boli - Kya matlab? Maulvi - Matlab yehi ki jo maine kaha… aapki shaadi mansookh ho jayegi… lagta hai aapko ye nahi pata tha? Supriya - Nahi mujhe kisi ne ye nahi bataya tha… Maulvi kafi gambhirta se sab bol raha tha - Jee.. Ab ye jaankar, aap fir bhi aage badna chahengi? Supriya ka dimaag buri tarah uljha hua tha aur use samajh nahi aa raha tha woh aage kya kare. Ab shayad bahut der ho gayi thi peeche hatne ke liye. Usne do pal ke liye aankhein band kar li sab kuch dubara sochne ke liye.
01-08-2025, 10:18 AM
Supriya ruk ja vikram ek chalava hai atul ek saty ruk ja
01-08-2025, 11:42 AM
(This post was last modified: 01-08-2025, 11:43 AM by arvind274. Edited 1 time in total. Edited 1 time in total.)
Ab maulvi se bhi legi kya
01-08-2025, 12:54 PM
Abbe yaar....aise suspense waale mod pe update khatm krdi aapne.
Anyways, nice long update, with some interesting developmemts on Disha-Atul and Isha nature too. Bass Iqbal wahi ka wahi reh gya, nothng great for him.
01-08-2025, 01:09 PM
Nice twist.
I must admit that this story so far has been the best one on xossipy and other forum reads. Very nicely written and attention seeking story. Nowhere so far felt bored or lagged. I hope the confrontation between Atul and Supriya shall happen shortly. It would be quite interesting to see that phase. I request please don't make Atul look like lame husband. He must muster some courage and act manly. Anyways the main decision lies with writer only. All the best for future updates.
01-08-2025, 04:56 PM
(This post was last modified: 01-08-2025, 04:56 PM by sexypreeti. Edited 1 time in total. Edited 1 time in total.)
Brilliant plot and narration
![]() ![]() ![]() |
« Next Oldest | Next Newest »
|