Thread Rating:
  • 75 Vote(s) - 3.79 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Supriya: Ek Jawan Biwi ki Kahani
sriya or my dear darling...

Maza a gaya par agli baar vikram ke jagah karuna or iqbaal ke sex ke dauran Supriya ki nazar apas me mile..
[+] 1 user Likes exbiixossip2's post
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.
Nice updates
[+] 1 user Likes arvind274's post
Like Reply
Awesome update but sex scene improve karo means details me long sex scene karo
Gaaliya bhi aur jayda add karo
Full Adultery
[+] 1 user Likes HBK♡♡'s post
Like Reply
Nice update
[+] 1 user Likes sushilt20's post
Like Reply
(09-05-2025, 06:01 PM)sushilt20 Wrote: Nice update
Supriya ji nxt post kbtk krenghi thoda jldi krdena mera exam strt hai monday se pls..............
[+] 1 user Likes आदित्य's post
Like Reply
(09-05-2025, 02:58 AM)qazmlp Wrote: I would say u have still done quite a decent job with the sex scenes. U r only going to improve it in the future. Realistic story works for me, U only need to add small amount of fantasy based spice to it when you orchestrate sex scenes.
Also, fun to read the cameo of the Dadi at the mall.

Thank to stories write karne ke liye


Thank 


Wating jab supriya gav jayegi to prkash se kese bachegi.
Enjoy life?Long struggle in life with success your foot 
Like Reply
Update 53

Karuna aur Supriya laghbhag ek ghante tak jo hua tha uske baare mein baat karte rahe. Baat karte karte Supriya ki jigyasa bhi badti jaa rahi thi. Use Karuna par thoda gussa bhi aa raha tha kyunki use ab pata chal gaya tha ki woh uske baare mein kya sochti thi.

Karuna - Didi... aapne dekha tha kya Iqbal ka lund, jab woh mujhe chod raha tha..

Karuna ke muh se aise abhdra shabd sunkar Supriya ko kafi ajeeb lag raha tha. Pehle usse kisi ne aise khul ke ye sab nahi bola tha - Cheee... mere saamne kyu aisi baatein kar rahi hai... main kyu dekhungi uska woh....

Karuna - Aap dekhogi na, uske jitna bada aur mota lund maine kisi na nahi dekha hai aaj tak..

Supriya ne use taana maarte hue kaha - Aise kitno ke dekha hai tune?

Karuna sharmate hue boli - Paanch.... aur aapne bhi toh....

Supriya ne use ghoor kar dekha jisse woh beech mein hi chup ho gayi. Karuna achi tarah se jaanti thi ki didi ki kitna aur kaise kichayi karni hai.

Karuna - Bhaiya ka kitna bada hai...

Supriya ne kheej ke kaha - Jaake apne bhaiya se pooch le na... wohi tere haath mein de denge, fir naap liyo..

Karuna - Aap kyu itna gussa hoti ho...

Supriya ko laga woh kuch jyada hi bol gayi thi - Hmmm... sorry...

Karuna - Aap kyu sorry bol rahe ho... ahhhh (Karuna ne dard ki siski li)

Supriya - Kya hua... theek toh hai... 

Karuna - Haan woh bas thoda dard rehta hai... par theek ho jayega...

Supriya - Itna bada tu andar le kaise leti hai... bahut dard hota hoga...

Karuna ne Supriya ko aankh maarte hue kaha - Maza bhi poora aata hai...

Supriya ne asahmati mein sir hilate hue kaha - Bahut gandi hai tu... aur sun mujhse kyu pareshaan rehti hai, maine kya kiya hai?

Karuna ne apni nazrein jhuka li - Woh sab bhi sun liya aapne....

Supriya - Hmmm....

Karuna - Didi maaf kar do... aap bahut ache ho waise... bahut hi ache.... aapki shakal, aapka shareer, aapki khushboo, aapka swabhav...

Supriya - Chal chal makhan lagana band kar...

Karuna - Didi... aapne sab sun hi liya toh ek baat bolu...

Supriya - Aa gayi na line par... mujhe pata tha koi na koi kaam hoga... 

Karuna - Aap apni ek bra de doge mujhe... (Karuna Supriya ke boobs ki taraf ishaara karte hue) aapka mera size ek jaisa hi hai...

Supriya - Meri bra ki kya karegi...

Karuna - Aapki achi wali hai na... wohi pehen kar dikhayungi use...

Supriya ne gehri saas bhari - Acha main dekhti hoon, abhi koi nayi wali nahi hai mere paas...

Karuna - Purani bhi chalegi mujhe... usme aapki khushboo bhi hogi... palese didi palese...

Supriya - Kya hai.... tu bhi na... acha theek hai, main nikal ke rakh jayungi ek din.... Par sun tu Iqbal ko nahi batayegi ki main kuch suna ya dekha tha aaj, aur ye bra wra ke baare mein bhi nahi, samjhi?

Karuna khush hote hue - Pakka Didi… aaj tak nahi bataya use bohot kuch

Karuna uske baad kaam mein lag gayi, aur Supriya apne room mein baithi abhi bhi Karuna aur Iqbal ke beech hue sex ke baare mein soch rahi thi. Reh reh kar Iqbal ka bada mota sa lund uski aankhon ke saamne aa jaata tha. Woh koshish kar rahi thi ki woh uske baare mein bilkul na soche.

Usne apna dimaag bhatkane ke liye Atul ko phone karne ka socha. Jab se woh gaya tha unke beech jyada baat nahi hui thi. Kal shaam ko uska message aaya tha ki Arpita didi ke baby ho gaya tha, par woh order poora karne mein itna busy thi ki woh ek call hi nahi kar paayi thi. Use thodi ghabrahat ho rahi thi ki pata nahi Atul use kya bolega. 2 din baad unki first marriage anniversary bhi thi, pata nahi woh tab tak wapas aayega bhi ya nahi.

Supriya ne ghabrate hue phone lagaya - Hello Atul...

Atul ne rookhi aawaz mein kaha - Fursat mil gayi tumhe call karne ki...

Supriya - Sorry woh...

Atul - Haan pata hai, yehi kahogi na office mein busy thi... pata hai yahan sab kitna gussa hai tum par...

Supriya kuch bolne ke layak hi nahi thi - Hmmmmm... aur aap?

Atul - Abhi nahi baat sakta jyada...

Supriya - Didi aur baby theek hai? 

Atul - Haan... par abhi kuch din hospital mein rehna pad sakta hai..

Supriya - Aap kab wapas aa rahe ho...

Atul - Main shayad Sunday tak wapas aayu...

Supriya - Hmmmm....

Atul - Mujhe pata hai hamari marriage anniversary hai parso... par main nahi aa sakta abhi....

Supriya - Main samajh sakti hoon...


Atul - Main rakhta hoon abhi... enjoy karo akele apni anniversary...

Atul ne phone rakh diya. Supriya ka gala bhar aaya tha, woh shayad na toh ek achi biwi ban paayi thi aur ek achi bahu. Poore pariwar se kati hui woh yahan akeli thi. Karuna ke jaane ke baad bhi woh yehi sab sochti rahi. Shaam hote hote uska akelapan use jaise khane ko tha. Tabhi uske phone ki bell baji, Kriti ka call aa raha tha. Jaisi hi Supriya ne phone uthaya doosri aur Kriti ki chehakti hui aawaz aayi.

Kriti - Hey! Kaisi ho ab, thodi thakan kam hui kya...

Supriya - Haan... thoda better feel kar rahi hoon...

Kriti - Good.. You looked so tired last night. Maine kisi ko bola hai ki tumhari car tumhare ghar tak chhod de. 

Supriya - Thanks Kriti...

Kriti - Par maine isliye call nahi kiya tha. Suno... I need a favour from you...

Supriya - Haan bolo na...

Kriti - Please dont say no ok, promise karo...

Supriya - Batayo toh sahi pehle... acha promise nahi karungi mana.

Kriti - Tum day after tomorrow, parso raat ko free ho kya...

Supriya ne socha woh toh uski anniversary wala din tha, par uska koi plan toh tha nahi. Ghar par akele depressed rehne se acha tha ki woh bahar hi chali jaye.

Supriya - Hmmm.. koi plan toh nahi tha...

Kriti - Great... I am having a dinner date with Rahul and introducing him to Vikram bhaiya that night... I want you to come with me...

Supriya - Kriti.... ummm... main kya karungi wahan.... ye tumhara family matter hai...

Kriti - Please please... you know bhaiya na, woh kitne judgmental hai... and tum Rahul ko bhi jaanti ho... so agar tum bhi saath hogi toh he will feel more reassured... after all last ek mahine se tum unke saath itna closely work kar rahi ho...

Supriya - Aisa kuch nahi... mere hone ya na hone se koi farak nahi padega... Vikram sir toh kisi ko bhi ek nazar mein hi bhaanp jayenge..

Kriti - I am not sure what that means, but please yaar, main bhi kafi acha feel karungi agar tum hogi toh... please.... main bahut jyada nervous hu...

Supriya - Kuch jyada jaldi nahi kar rahi tum Rahul ko Vikram sir se milwane mein?

Kriti - When you know you know... and I think I know... tum please meri help kar do... agar Bhaiya ka first impression kharab gaya toh you know it will be the end of that... and unhe lagta hai main kafi immature hoon abhi...

Supriya - Sahi toh keh rahe hai woh...

Kriti - Please ab tum bhaiya ki side mat lo... just help me out... pleaseeeee

Supriya - Hmmmmm theek hai... kahan aana hai?

Kriti - Main address text kar dungi... thanks babe... love you..

Kriti ne phone kaat diya. Supriya soch rahi thi pata nahi kyu usne Kriti ki baaton mein aakar jaane ke liye haan kar diya. Ek toh Rahul aur doosra Vikram sir bhi, kitna ajeeb sa lagega. Supriya apna sir takiye mein ghusate hue bed par let gayi. Kuch pal baad jaise hi Kriti ka message aaya, koi Sky Bar karke jagah thi. Jaise hi Supriya ne google kiya usne paaya ki ye toh kaafi mehngi jagah thi. Woh aur tension mein aa gayi ki uske paas aisi jagah jaane ke kapde bhi they ya nahi.

Supriya jaldi se uth kar apne kapdo mein dekhne lagi ki uske paas koi achi dress thi bhi ya nahi. Usne saare kapdo mein achi tarah dekh liya, uske paas koi bhi aisi dress nahi thi jo usne pehle pehni na ho. Aur jo pehni thi woh bhi koi itni khaas toh nahi thi. 

Tabhi uski nazar ek bandhi hui rakhi saree par gayi. Use yaad nahi aa raha tha ki use kahan se mili thi par usne shayad ye kabhi ye pehni nahi thi. Fir ekdam se yaad aaya, ye toh Nikki ki saree thi, jo use shaadi ke functions ke dauran pehenne ke li di thi. Shayad woh jaldbazi mein ise apne saath le aayi thi.

Usne us saree ko khola, ek uske saath ek patle se strap ka blouse tha, bilkul usi type ka jaise Nikki pehna karti thi. Blouse aur saree dono ki kafi stylish thi par Supriya ko pata nahi tha ki woh sahi se fit bhi aane wali thi ya nahi. Aur koi option nahi tha siwaye is saree ke. Supriya ne saree pehen kar try kari toh uffff, woh toh isme hadd se jyada kaatil lag rahi thi. Use pata tha ko jo use isme dekhega uske toh hosh hi udd jayenge.

____________________________

2 din baad us shaam ko Supriya jaane ke liye tayyar ho rahi thi. Woh baar baar apni saree ko adjust kar rahi thi, aur kabhi apne blouse ko. Blouse ki dori itni patli thi ki strap wali bra pehenna toh namunkin hi tha. Toh usne ek strapless bra andar pehen li, usne khaas ye kuch aise hi dresses ke liye kharidi thi. 

Supriya ne ache se makeup kiya aur apni shaadi mein mili bhaari baaliyaan kaan mein pehen li. Tayyar ho kar usne apne aap ko aine mein dekha, aisa hi lag raha tha jaise woh apni marriage anniversary ke liye tayyar hui ho.

Woh itni bhaari jewelery aur saree mein drive toh nahi kar sakti thi, aur waise bhi uski gaadi abhi tak wapas bhi nahi aayi thi.

Supriya ne Kriti ko message kiya - Kriti.. main kaise aayu wahan... main auto se toh nahi aa sakti...

Kriti ka message aaya - Dont worry babe... main gaadi bhejti hu tumhe lene ke liye...

Supriya nervously baithi gaadi ka wait kar rahi thi. Uske haath halke halke kaanp se rahe they. Kareeb aadhe ghante baad use driver ka call aaya ki woh neeche aa gaya tha. Supriya neeche ki aur badi. Woh ye bhi soch rahi thi ki pata nahi Iqbal bhi neeche hoga ya nahi abhi. Waise bhi 2 din pehle ke kaand ke baad woh uski aur dekhne mein bhi asahaj mehsoos kar rahi thi. Aur jab Supriya neeche pahuchi toh woh wahan tha bhi nahi. Par jo bhi tha, sabki nazrein pas Supriya par hi tiki hui thi. Woh lag hi itni khoobsurat rahi thi.

Supriya gate ke bahar pahuchi jahan gaadi khadi thi. Bahar thele wale, auto wale, rah chalte log sab mud mud kar Supriya ki aur dekh rahe they. Usne dekha kuch ladko ne toh apna phone nikal kar uski photo kheechni bhi shuru kar di thi. Supriya jaldi se gaadi mein baithi. Driver ne bhi ek baar palat kar Supriya ko upar se neeche tak dekha, jaise apni aankhon se uske saare kapde utaar raha ho.

Driver - Jee madam bataiye, kahan jaana hai...

Supriya - Aapko bataya hoga na Kriti madam ne... aap unke driver hai na?

Driver thoda akad ke bola - Jee main unka family driver hoon, unka personal driver nahi. Saalo se hoon main unke pariwaar ke saath. Mere paas toh call aaya tha ki yahan se ek madam ko pick karna hai... aur koi tha nahi, toh mujhe aana pada...

Supriya - Acha main deti hoon address..

Supriya ne Driver ko address bataya aur usne gaadi chalana shuru kar diya. Supriya ne dekha ki woh baar baar sheeshe se Supriya ko hi dekh raha tha. Supriya ne saree se apne blouse ko dhakne ki koshish kari, par isse uski nazar nahi ruki.

Driver - Kisse milne jaa rahe ho aap..

Supriya soch rahi thi ki pata nahi ye Driver ye sab kyu pooch raha tha - Kriti se hi milne jaa rahi hu...

Driver - Acha... unki baat se toh laga tha aur bhi log aa rahe hai...

Supriya - Aap itne sawal kyu kar rahe ho... aur sadak par dekh kar gaadi chalayo na...

Driver - Aap aise kaise baat kar rahe ho... Sab bahut izzat karte hai meri... Bade saab, Badi Madam, Vicky babu, Kriti baby...

Supriya ekdam se chaunki - Vicky babu... matlab Vikram sir kya?

Driver - Jee haan aapke Vikram sir... itne se they... tab se main unke yahan kaam kar raha hoon...

Supriya ab Driver se baat karne mein thoda excited ho gayi - Acha... unke baare mein kuch bata sakte hai...

Driver bhi Supriya ko idhar udhar ki unke pariwaar ki kahaniyaan batane laga, jise Supriya bahut hi dhyan se uski baatein sunne lagi. Agle 20-30 minute kafi interesting ho kar guzre, Supriya bhool hi gayi thi jaise use kahin jaana bhi tha.

Driver - Ye lo madam, aa gaya aapko hotel...

Supriya Thank you bol kar jaldi se gaadi se utar gayi. Jald baazi mein woh driver ka naam poochna bhi bhool gayi thi. Usne apna phone dekha toh Kriti ke 2-3 message aaye hue they - 

Where are you babe??

Car lene aa gayi thi na?

Hum log upar rooftop par hai...

Supriya hotel ke andar ghuste hui, logo se poochte hue, lift se upar hotel ke khule rooftop par aa gayi. Aadhi chhat covered aur aadhi open, aur Supriya ne dekha ki Kriti, Rahul aur Vikram wahan bahar khule wale area mein beech mein ek table par they. Woh unki taraf badi. Bahar thodi hawa si chal rahi thi jisse uski baal hawa mein lehra rahe they. Supriya ki nazar Kriti ki nazron se mili aur woh uske muskura ke dekhne lagi. 

Vikram aur Rahul jo Supriya se peeth kare baithe they, Kriti ko muskurata dekh unhone bhi peeche palat kar dekha, aur Supriya ko dekhte hi dono ke jaise hosh hi udd gaye they.

[Image: Mrunal-Thakur-1.jpg]

Supriya lehrati hui unki aur chalti hui badi. Rahul aur Vikram dono ki gardan mudi ki mudi reh gayi thi, aur unhe apne saamne ye swarg ki apsara jaisi ek ladki chalti hui aa rahi thi. Uske chhote se blouse se uski gori chikni chhati aur kandhe chamak rahe they. Supriya ne bhi apne aankh ke kone se dono ko apni aur ghoorte hue dekh liya tha par usne apna eye contact Kriti se banaye rakha.

Supriya - Hi... sorry main late ho gayi...

Kriti - Main soch rahi thi tumhe kisi ne kidnap toh nahi kar liya... aur jaise tum ban kar aayi ho aaj... WOW... koi kar leta kidnap... sahi keh rahi hu na bhaiya?

Supriya Vikram ke theek saamne aa kar baith gayi, aur uske jawab ka intezaar karne lagi, par aaj pehli baar Vikram ki toh jaise bolti hi band thi. Rahul ne apna saamne rakha paani ka glass uthaya aur paani peene laga. Sab kuch pal ke liye jaise khamosh hi ho gaye. Roof par chalta music bhi kuch pal ke liye jaise band hi ho gaya tha. Vikram ki shakal par ek alag hi look tha, aur uski ye halat dekh kar Supriya ki smile toh ruk hi nahi rahi thi. Jaisa usne socha tha, usse bhi kayi jyada kehar dhaya tha uski entry ne.

Kriti ne idhar udhar dekha - Kya hua? Itna silence kyu ho gaya... 

Vikram ke muh se finally aawaz nikli - You are looking very pretty today Supriya...

Supriya blush karke halke se boli - Thank you...

Kriti ne Supriya se thoda sa jalte hue kaha - Agar mujhe pata hota ki saree theme hai, toh main bhi wohi pehen kar aati..

Supriya - Nahi sorry, mujhe kuch aur mila hi nahi... toh yehi pehenna pada..

Vikram - I think tum traditional clothes mein amazing lagti ho...

Vikram ki tareef toh ruk hi nahi rahi thi. Supriya ne socha nahi tha ki Vikram itna khul ki Kriti aur Rahul ke saamne uski tareef karega. Woh blush karne ke elawa aur kar hi kya sakti thi.

Rahul bhi beech mein bol pada - Haan... bahut pretty lag rahi ho...

Rahul ki aawaz sunkar Supriya ki smile thodi si feeki ho gayi, aur usne bas uski aur sir hila diya. Uski nazar Kriti par gayi, jo is samay thoda upset si ho rahi thi. Aakhir ye uski special raat thi, Supriya ki nahi, aur woh uska saara plan chaupat sa kar rahi thi.

Supriya ne baat ko sahi jagah modne ke liye kaha- Ehmmmm... So... I think hum yahan meri tareef karne nahi aaye hai... hum log, yahan Kriti ki request par aaye hai...

Vikram - Right... so bataiye Ms. Kriti... hum sab aapki kaise help kar sakte hai...

Kriti ki smile wapas aa gayi thi - Umm bhaiya... you know Rahul right...

Vikram - Sort of... I guess maine tumhe kahin dekha hai... yaad nahi aa raha...

Rahul - Bank mein sir... bank mein...

Vikram - Oh yes, tum usi branch mein kaam karte ho na, jahan Supriya ke husband..

Rahul - Yes sir, wohi wali branch...

Vikram - Wow... what a small world... so Mr Rahul, aap Kriti ke close friend hai...

Rahul - Ummm... yes sir...

Vikram ne Kriti aur Rahul ki aur baari baari dekha - Just friends?

Rahul ki toh himmat hi nahi ho rahi thi kuch bolne ki - Ummm... yes sir...

Kriti beech mein bol padi - No... not just friends...

Vikram - I see... but Rahul toh keh raha hai ki....

Kriti ne ghoor kar Rahul ko dekha. Rahul bol pada - Sorry sir... main bas thoda nervous hoon... aapse kabhi baat nahi hui na pehle... yes, more than friends...

Supriya baithi baithi soch rahi thi ki kitna kameena insaan tha Rahul, uske saamne use ye sab bolne mein koi hichak kaise nahi ho rahi thi. Jaise hi Supriya se uska matlab poora hua tha usne use apni jindagi se nikaal feka tha. Supriya in khayalo mein khoyi hui thi, aur un logo ki aapas ki baatein dhyan se nahi sun rahi thi, ki tabhi Vikram ki aawaz uske kaan mein padi.

Vikram - Supriya... what do you think?

Supriya apne khayalo se jaagte hue - Sorry... maine dhyan se suna nahi...

Vikram - I was just saying ki they just met each other 2-3 months back, thoda aur time dena chahiye before making any long term decisions...

Supriya ne bina soche samjhe ek dam se bol diya - Haan... baat toh sahi hai...

Kriti ne Supriya ke pet par halke se kohni maari jaise use bata rahi ho ki woh kuch galat keh rahi hai.

Supriya uska ishaara samajh gayi, aur usne baat ko sambhala - Par... thoda time spend karenge saath mein shayad tabhi toh ek doosre ko janenge...

Vikram - Hmmm....

Kriti - Yes bhaiya, I am not asking for marriage right now... bas aapko milwana tha Rahul se...

Vikram ne apne kandhe uchkaye - Ok... theek hai... jaise aap sab theek samjho. Lets order food now, I am getting hungry. Yahan itna comfortable nahi hai, wahan andar jaa kar baithe, baithak lagate hai neeche zameen par..

Sab ne haan bhari aur sab log andar ki aur chalne lage. Kriti aur Rahul aage, unke peeche Supriya aur Vikram. Supriya ko aisa lag raha tha ki Vikram jaise baar baar use hi dekh raha tha. Background mein kafi appropriate gaana bhi chal raha tha. Gaana sun kar Supriya bhi apni smile ko aane se nahi rok paa rahi thi, bas usne apna chhehra doosri aur kar liya.

Jaadu hai nasha hai, madhoshiyaan hai, tujh ko bhula ke ab jayu kahan…. Dekhti hai.. jis tarah se… teri nazrein… mujhe… main khud ko chhipayu kahan..

[Image: ezgif-3f3b4b95a99489.gif]

Sab log andar aa kar baith gaye aur jaldi hi khana bhi order ho gaya. Supriya ko toh ab jaise Vikram ke saath khana khane ki aadat si pad gayi thi, toh use toh bilkul ajeeb nahi lag raha tha. Idhar udhar ki baatein hoti rahi. Hamesha ki tarah Vikram hasi majak hi kar rahe they, aur Supriya ko unki company kaafi achi lag rahi thi. Rahul bhi beech beech mein bolne ki koshish karta, aur jab woh bolta toh Supriya ko andar se jaise gussa aana shuru ho jaata.

Kahne ke baad Supriya bathroom jaane ke liye khadi hui. Bathroom ek hallway se hota hua thoda sa door tha. Jaise hi Supriya bathroom se bahar aayi, usne dekha ki Rahul wahin ladies bathroom ke bahar khada tha. Use dekhte hi Supriya ka muh ban gaya.

[Image: 475976495-1148750716609633-5148961149570059824-n.jpg]

Rahul Supriya ko bahar aate dekh uske paas aa gaya - Kaisi ho Supriya...

Supriya ne idhar udhar dekhte hue kaha - Theek hoon...

Rahul Supriya ke bahut paas aa kar khada ho gaya - Bahut hi amazing lag rahi ho aaj... sabke saamne khul ke tareef nahi kar paaya..

Supriya ne daant bheech kar kaha - Rahul yahan kya kar rahe ho tum... 

Rahul - Maine suna Atul ghar par nahi hai... main tumhe drop kar dunga raat ko... aur fir hum log...

Rahul ne bolte bolte Supriya ki kalai pakad li. Supriya ko yakin hi nahi ho raha tha Rahul aisi himmat kar sakta tha. Yahan woh apni girlfriend ke bhai se milne aaya tha, aur ab woh usse aisi gandi baat kar raha tha. Kis tarah ka insaan tha ye.

Supriya - Rahul mera haath chhodo... koi aa gaya toh tum musibat mein pad jayoge...

Rahul - Aaj tumhe dekh kar... bas mann kar raha hai tumhe....

Supriya ne apne doosre haath ke naakhun Rahul ke haath par gadaye, taaki woh uska haath chhod de. 

Rahul dard mein - Ahhh... ye kya kiya...

Supriya - Tumne mere saath koi galat baat ki na toh main abhi jaakar Vikram aur Kriti ko sab bata dungi...

Rahul - Aur kya bologi unhe... kya tha hamare beech... waise ye Vikram tum par badi line maar raha hai... aajkal iska bistar garam kar rahi ho kya....

Supriya ne gusse mein Rahul ko dekha - Shut up! Tum jaisa ghatiya insaan maine nahi dekha kabhi...

Supriya wahan se gusse mein wapas table par chali gayi. Kriti aur Vikram ko door se dekh kar usne apne chhehre ke bhaav theek kiye aur chehre par ek smile wapas le kar aayi.

[Image: ezgif-322fcb48c69339.gif]

Kriti - Kafi time laga diya tumne...

Supriya ne halki si smile di - Haan woh... is saree mein thoda... (aur fir realize kiya ki Vikram bhi toh wahin baitha tha, woh bhi pagal thi, kya bolne wali thi uske saamne).

Kriti - Yeah I can understand... Rahul dikha tha kya wahan?

Supriya - Nahi toh...

Kriti - Ok, usko bhi kafi time ho gaya. And usne toh saree bhi nahi pehni...

Kriti aur Supriya ne ek doosre ko dekha aur zor zor se hasne lagi. Vikram bhi unke beech ke hasi majak ko dekh smile kar raha tha. Kuch minute baad Rahul bhi aa gaya tha.

Kriti - Bhaiya... I have to go to another friends party tonight... so sorry if Rahul and I have to leave now...

Vikram - Oh acha... par maine toh sweets order kar di hai...

Kriti - Usme time lagega, please bhaiya... 

Vikram - Is time kaunsi party start hoti hai... 11 bajne wale hai...

Kriti - Aap nahi samjhenge bhaiya... aapki life toh discipline par chali hai..

Supriya ne Kriti ki aur dekha, jaise pooch rahi ho ki woh kya kare, woh kaise ghar jayegi.

Kriti - Supriya main Kaka ko call karke tumhe ghar drop karwa deti hoon. Unhi ne pick kiya tha na tumhe?

Vikram hairaan hote hue bola - Oh Kaka ne pick kiya tha tumhe? Nahi nahi unhe rehne do, unhe andhere mein dikhayi nahi deta ache se. Main drop kar dunga Supriya ko.

Kriti - Ok cool, thanks, byeee...

Kriti Rahul ka haath pakad kar wahan se jaldi se jaane lagi. Supriya Kriti ko bebas nighahon se ghoor rahi thi jaise bol rahi ho ki ye kahan fasa diya mujhe. Udhar Rahul lalchayi hui nazron se Supriya ki aur palat kar dekh raha tha. Par jald hi woh uski nazron se ojhal ho gaye.

Unke jaate hi Supriya chhup chaap uncomfortable ho kar Vikram ke saamne baithi thi. Abhi thodi der pehli jo uski khilkhilahat thi, woh gayab si ho gayi thi.

Vikram ne hi chhupi todi - So, what do you think?

Supriya ek dam jaise bolti hi chali gayi - Ummm... pata nahi, I guess, woh log adults hai, woh aapas mein decide kar lenge, par thoda guidance bhi dena jaroori hota hai na. Baki I think time batayega shayad.

Vikram - Tsskk.. aree.... main pooch raha tha ki what do you think Chocolate or Vanilla, which ice-cream is better?

Vikram ke ye bolte hi Supriya ki zor ki hasi chhoot padi aur woh kisi tarah finally boli - Mujhe ice-cream nahi achi lagti itni... par gulab jamun is better...

Vikram bhi hasne laga, dono saath hasne lage. Vikram - I agree, I think gulab jamun is the best... aur isiliye maine wohi order kiye hai.

Thodi der mein ek fancy se bowl mein gulab jamun bhi aa gaye they. Supriya dheere dheere bite le rahi thi. 

Vikram - Kya hua? not good?

Supriya - Ummm... nahi acha hai...

Vikram - Let me check..

Vikram ne ek dam se apni jhoothi chammach Supriya ke bowl mein daalte hue gulab jaamun ka thoda sa piece todte hue utha liya, aur Supriya ke dekhte dekhte use kha bhi liya.

Vikram - Hmmm... thoda different hai mere waale se...

Supriya - Kya?

Vikram - Haan... ye lo... ye try karo.. 

Vikram ne apni chammach se hi apni bowl ka gulab jamun ka piece lete hue Supriya ke muh ke saamne kar diya. Supriya isse pehle na kar paati woh chammach uske muh mein thi.

Jaise hi Vikram ne chammach muh se nikali, Supriya boli - Same hi laga...

Vikram - Fir ho sakta hai woh tumne jahan se touch kiya tha woh thoda aur sweet ho...

Supriya ke gaal sharam se laal ho gaye they aur usne apni aankhein neeche jhuka li, aur fir uski aankh se ek boond aansu neeche tapka.

Vikram ne ekdam soft aawaz mein kaha - Hey... kya hua... itna kharab tha kya?

Supriya - Nahi woh baat nahi hai... (fir ek do second ke pause ke baad) aaj meri first marriage anniversary hai...

Vikram ekdam chup sa ho gaya, usne kuch nahi poocha ki Atul kahan tha.

Supriya ki aankhon se kuch boond aur aasu tapke aur Vikram ne apna rumal uske aage kar diya. Supriya ne rumaal lekar apni aankh pochni shuru kari.

Vikram ne thodi der baad kuch bolna shuru kiya, aisa lag raha tha jaise woh bahut purani pyaari baat ko yaad kar raha tha - Jab main junior officer tha aur Uttaranchal ke pahado mein stationed tha, toh ek din mujhe mere superior ka call aaya. Unhone kaha ki aaj unki marriage anniversary hai par woh landslide ki wajah se kahin fase hue hai. Toh unhone mujhe ek lambi si list likhwayi aur bola ki shaam tak in sabhi cheezo ka intezaam ho jaana chahiye. Woh ek chhoti si jagah thi, toh sab dhoondna bhi kafi mushkil tha, par maine kisi tarah se bhaag daud karke sab arrange kar liya. Mujhe kisi ke bageeche se phool bhi churane pade they. Shaam ko jab superior apne ghar pahuche toh unhone dekha ki unki wife aur main haste hue saath mein dinner kar rahe they. Unhe aata dekh unki wife bhaag ke gayi aur unke gale lag gayi, aur fir zor se boli - Darling, 15 saalo mein ye meri best anniversary thi.

Supriya ko kuch samajh bahi aa raha tha ki Vikram abhi ye sab kya bol gaye they aur usne hairat se Vikram ki aur dekha.

Vikram ke chehre par halki si smile aayi - So I guess agar tum kahogi ki ye tumhari best anniversary thi toh ye meri life mein doosri baar hoga, thoda strange hai I guess but interesting…

Vikram ki kahani se Supriya ko hasi aa gayi aur uska rota hua chehra hasi aur rone ke beech mein kahin tha - I am sure aapne woh unki best anniversary rahi hogi… waise mujhe nahi pata tha ki aap army mein they?

Vikram - Shayad main har kisi ko batana theek nahi samajhta..

Supriya ne shararat bhari nazar se Vikram ki aur dekha - Aur kya nahi batate aap Vicky babu…

Vikram ne apna sir peeche karte hue upar dekha - Uffff…. Ye Kaka ne bola hoga? Unko bole bina rehta nahi hai…

Ekdam se jaise Vikram ki sophisticated boli hat ke ek normal si aawaz nikli, jo Supriya ne pehle kabhi suni nahi thi. Par is boli mein ek masoomiyat si thi jo aaj tak Supriya ne Vikram mein dekhi nahi thi…

Supriya normal si hoti jaa rahi thi. Dono ne baithe hue thodi der aur baat kari aur fir Vikram ghadi dekhta hua khada ho gaya. Lagbhag 12 baj gaye they. Vikram ne bill pay kiya aur woh dono neeche aa gaye jahan saamne hi koi Vikram ki gaadi le aaya tha.

Supriya is jaani pehchaani gaadi mein baithi aur raat ki khali sadko par Vikram ne gaadi chalani shuru kar di. Dono ki baatein abhi bhi khatam hone ka naam nahi le rahi thi. Supriya sawal par sawal daage jaa rahi thi, par tabhi woh kuch alag sa pooch baithi.

Supriya - Aapki wife nahi aayi aaj…

Vikram - Emmm… hamari life thodi alag hai… uska alag social circle and parties hai jo woh enjoy karti hai…

Supriya - Aur aap? Aap nahi enjoy karte woh parties?

Vikram ne Supriya ki aur dekh kar kaha - Woh parties aaj ki raat ka mukabala kar hi nahi sakti…

Supriya - Aisa kyu? Madam aapko miss karti hongi na wahan…

Vikram halke se hasa - Isha ko life mein ice-cream chahiye aur mujhe gulab jamun, and we are both fine with it.

Supriya bahar ki aur dekhne lagi, pata nahi Vikram kya kehna chahta tha aur woh kya sunna chahti thi - Hmmmm… ab toh woh order bhi complete ho gaya, ab toh main apne wale office se kaam kar sakti hu…

Vikram - If that is what you wish…

Supriya - Nahi, aisa nahi hai. Mujhe nahi pata…

Vikram ne ekdam se gaadi roki. Itni jaldi Supriya ka ghar bhi aa gaya tha. Raat ke sannate mein kutto ke bhaukne ki aawaz aa rahi thi.

Vikram - Time is 12.15, so aapki anniversary bhi over ho gayi hai…

Supriya - Thank you Vikram… I had the best anniversary ever… agar aaj main wahan nahi aati toh pata nahi ghar par kaisa feel karti..

Vikram - Madam, it was your first, so kaise keh sakti ho it was your best! But still, thank you for saying that.

Supriya - Aapne apni life mein 2 ladies ki marriage anniversary toh better kari hai, uske liye toh ek khaas medal milna chahiye..

Vikram - Haha… shayad unke husbands se poochogi toh woh kuch aur hi kahe..

Supriya ka dil zor se dhak dhak kar raha tha, raat ka nasha uske dimaag par chhad raha tha, ek bheeni bheeni khushboo aa rahi thi. Woh hichkichate hue boli - Vikram… aap upar mere ghar chalna chahenge kya…

Vikram - Ummm… maybe some other time… abhi kafi late ho gaya hai na..

Supriya is samay apne aap ko kisi pahad se dhakka dena chahti thi. Kitni badi idiot thi woh. Kya soch kar usne itni vahiyat baat boli. Usne time ke baare mein socha bhi nahi. Pata nahi Vikram sir uske baare mein kya soch rahe honge. Oh god, use bolne se pehle soch toh lena chahiye…

Supriya ne kisi tarah se good night boli aur gaadi se utar gayi. Vikram uske andar jaane tak bahar wait karta raha. Supriya ko is time dekh kar doosra watchman bhi hairaan reh gaya tha. Usne Supriya ke liye gate khola aur Supriya apne aap ko koste hue apne ghar chali gayi.
[+] 11 users Like Sriya2's post
Like Reply
Interesting Developments....Keep them coming.Like the direction this is taking. You write quite realistically.
[+] 1 user Likes qazmlp's post
Like Reply
hi sriya
aap sahi ja rahe ho par Supriya ko pahle Rahul or ab Vikram married man se seduce karwa rahe ho... wo bhi Supriya apni marzi se ho rahi hai jaisa apne bataya.

kya taxi driver and Iqbaal ki bhi romance with Supriya set karo unki stories aage badao.. apne poore update me iqbaal ko liya hi nahi or jab Supriya Ready hokar bahar ayi to Iqbaal ko apne wahan se hata diya..

it's not fair

agar aisa hi hua to unki stories aage kaise badegi...

chalo next time dekhte hai . kitna focus hota hai...

agar aap surprise ke taur par kuch Anneversory ko hot to hot bana do to maza a jaye..

par apki marzi hai...
kam se kam anneversory to khali nahi jani chahiye... uski..
[+] 4 users Like exbiixossip2's post
Like Reply
Thnx 4r update but....without sex is story is incomplete 



Sex part chahea tha pr thoda long update dena ........pls request u........monday se phle pls......
[+] 1 user Likes आदित्य's post
Like Reply
Abki atul ko vikram ke liye dhokha degi sali aurat hai ki kya
[+] 2 users Like Ayush01111's post
Like Reply
Superb update! Sizzling and thrilling writings! Story ab more hot hone chahiye
[+] 1 user Likes Salma Khan's post
Like Reply
Aleady warned the member not to Quote the whole post in their reply.

Still doing the same.

That account will be blocked soon.
 horseride  Cheeta    
[+] 2 users Like sarit11's post
Like Reply
Superb update and awesome story
[+] 1 user Likes sushilt20's post
Like Reply
Very nice fabulous update
Karuna ko pura open kar do ab, Supriya Karuna ki puri khul kar baatein ho, night me bhi Karuna Iqbal ko Supriya ke ghar chudwane ko bula le phir chudai ke time Karuna Iqbal ko bata de ki Madamji ki bhi chudai nahi hui hai bahut time se and Supriya madamji ko bhi bada Lund pasand hai
[+] 1 user Likes HBK♡♡'s post
Like Reply
next update   

come fast

as you wish but hot pics sex seduce..

Supriya apne dil se soch kar next kadam uthaye..

use Jyada kirti or Rahul se door rakho.. or Vikram se bhi usko wo log mile jinke liye wo possible na ho..

tab maza ata hai or ye us clint ka tension chhodo...

kuch or add karo..
[+] 1 user Likes exbiixossip2's post
Like Reply
Update Plz.......
[+] 1 user Likes Salma Khan's post
Like Reply
Awesome very nice update
Waiting for next super erotic update
[+] 1 user Likes Rohanx40's post
Like Reply
Super ..
Please please please please please please update more
[+] 1 user Likes Rahul@1234567's post
Like Reply
Rahul ne supriya ko badiya uski aokat dikha di aakhir y randiya ishi layak hoti hai. Aishi biwiya na pati ki sagi hoti hai na pariwar ki. Aage chal k Rahul vikram ikbaal sb k sat supriya ka gangbang krwana .
[+] 2 users Like arvind274's post
Like Reply




Users browsing this thread: Sharmatyrion, 25 Guest(s)