Thread Rating:
  • 235 Vote(s) - 3.7 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Anita Singh - Story of a Seductive Housewife
Sean bhai aaj week khatam ho jayega..... You said you would try to post this week and from tomorrow weekend will start......
Kab aayega update.... ????
Val Namaskar
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.
(02-05-2025, 06:33 PM)val.coutinho Wrote: Sean bhai aaj week khatam ho jayega..... You said you would try to post this week and from tomorrow weekend will start......
Kab aayega update.... ????

Tonight.
[+] 2 users Like seansean007's post
Like Reply
(02-05-2025, 06:49 PM)seansean007 Wrote: Tonight.

Thank you for replying and telling
Val Namaskar
[+] 1 user Likes val.coutinho's post
Like Reply
Dear sean not my place to talk but i think hariya ka pahila haq he and agar wo pahile anita ke sath sex kare to better hoga and ramu and all bad me kabhi bhi add kar sakate
[+] 1 user Likes Ankita_Desai2004's post
Like Reply
(02-05-2025, 07:35 PM)Ankita_Desai2004 Wrote: Dear sean not my place to talk but i think hariya ka pahila haq he and agar wo pahile anita ke sath sex kare to better hoga and ramu and all bad me kabhi bhi add kar sakate

Thank you Ankita.....
I too do agree with you..... I too feel the first sexual encounter should be between Anita and Hariya...... 
I do hope Sean does justice to this story and to us readers who are waiting for this to happen....... Reading the last update had put my moral down of seeing Anita and Hariya having their first sexual encounter..... I pray and hope that the first sexual encounter is between Anita and Hariya..... Rest is all left upto Sean.
Val Namaskar
Like Reply
(02-05-2025, 06:49 PM)seansean007 Wrote: Tonight.

Little bit of writing is still left. Will update tomorrow. Thanks for everyone's patience.
[+] 2 users Like seansean007's post
Like Reply
Yupp we want to see anita and hariya first

[Image: dcff6cbf9fab62c915491fb0499b6ce0-high.webp]
[+] 1 user Likes Slave.'s post
Like Reply
[Image: e81fa75dc7bed63771d254da28791ac91c-src.png]
[+] 1 user Likes seansean007's post
Like Reply
(03-05-2025, 12:20 PM)seansean007 Wrote: [Image: e81fa75dc7bed63771d254da28791ac91c-src.png]

Sean this pic does not do justice to Anita... 

You could have chosen something better...
Like Reply
(03-05-2025, 12:30 PM)sexypreeti Wrote: Sean this pic does not do justice to Anita... 

You could have chosen something better...

Did I say that she represents Anita? I just shared it without saying anything to get readers reaction. I have made it clear a long time ago that I don't wish to share any pic of how I imagine Anita to be. I have left it to each reader's imagination. I have always encouraged readers to share pics of how they imagine Anita to be. Earlier it was difficult, but with AI now it's possible for readers to share pics of their imagination. You can share how you imagine Anita to be.
Like Reply
Bohot dino se wait kar rahe h sir pls...... Update de dijiye banana
Like Reply
folks which site/software can be used to generate ai images like above ?
Like Reply
(03-05-2025, 02:03 PM)Agentblack Wrote: Bohot dino se wait kar rahe h sir pls...... Update de dijiye banana

Yeah will definitely update today. No need to call me sir. Thanks for your interest in the story.
Like Reply
Sean bro update kab ayega
Like Reply
Gahaja
Like Reply
(03-05-2025, 02:22 PM)Waiting for update  seansean007 Wrote: Yeah will definitely update today. No need to call me sir. Thanks for your interest in the story.
Like Reply
LAGBHAG 3 HAFTE BAAD

Anita bus stand par ek kone mein khadi huyi thi aur Ankit ticket ke liye line mein laga hua tha. Line thodi lambi thi. Anita jaanti thi ki Ankit ko lagbhag 15 minutes lag jayenge ticket laane mein to woh apni mobile browse karne lagi.

Kuchh seconds baad Anita ko apne kareeb kisi ka hone ka ehsaas hua aur agle hi pal uski kaano mein awaaz padi,"Kaisan ho memsaahab?"

Anita yeh sunnkar uss awaaz ke taraf dekhi to uska dil ek pal ke liye dhadak gaya. Woh udhar dekhti huyi ek pal ke liye sochi phir halki muskurahat ke saath boli,"Ji aap?"

Yeh awaaz usi aadmi ka tha jo pichhli baar Anita ko bus mein mila tha.

Agle pal woh aadmi bola,"Haan hum. Kauno aur ka intezaar kar rahi ho kya?"

Anita yeh sunnkar na mein sir hilakar boli,"Nahin main kiska intezaar karungi. Woh aapko dekhkar thoda chaunk gayi ki kya co-incidence hai, mera matlab hai ki kya ittefaq hai ki bus stand par aap phir se mil gaye".

Woh aadmi yeh sunnkar "Hmm" bola aur Anita ko upar se neeche tak dekhne laga. Anita ek noodle strap wali gehre gale ki kameez pehni huyi thi jisme uski cleavage ki aadhi gehrai aur ek tihai chunchiyan dikh rahi thi. Anita safar ke liye aesi kurti pehni thi taki use araam mil sake. Use sharm to thi nahin to use farq nahin pad raha tha ki us kurti mein uski ek tihai chunchiyan aur aadhi cleavage ki gehrai saaf saaf dikh rahi hain. Uske liye woh kurti comfortable thi safar ke liye to woh pehen li thi.

Anita chup chap bina sharm ke khadi rahi aur use farq nahin pada ki woh aadmi uski jism ko aese dekh raha hai. Woh ek nazar Ankit ke taraf daali jo line mein khada hua apna mobile browse kar raha tha.

Woh aadmi Anita ko upar se neeche dekhne ke baad bola,"Ise ittefaaq nahin memsaahab, upar wala ka marzi bolo".

Anita yeh sunnkar use dekhkar apni maang ko sikud kar aascharya se puchhi,"Upar wale ki marzi? Isme upar wale ki kya marzi ho sakti hai?"

Woh aadmi phir se Anita ko upar se neeche tak dekhne laga. Anita ki dil uske nazar ko apni jawan aur khoobsurat jisk par rengte hue dekh dhadak rahi thi. Sharm to use zara bhi nahin aa rahi thi use apni jism ko aese dekhne se magar thodi dil zarur dhadak rahi thi aur woh dhadakte dil se aas paas dekhi to use raahat mili ki log apne kaam mein lage the. Jinko bus mein chadhna tha woh chadh rahe the, jo ticket ke liye line mein lage the unka dhyaan mobile nahin to line par tha aur baaki log apna jahan jaana tha wahan jaane mein tha.

Anita ko aese ek taraf kone mein kam roshni wale jagah mein khada hone ka apna faisla sahi laga. Darasal woh bus stand mein aate waqt uss aadmi ko dekh chuki thi ek taraf khade hokar kisi se baat karte hue aur na jaane kyun use lag raha tha ki woh bhi use kisi na kisi waqt dekhkar uske paas aa jayega isliye woh ek kone mein kam roshni wali jagah par khadi ho gayi taaki koi tamasha na bane.

Anita aas paas dekh hi rahi thi ki woh uss aadmi ka awaaz sunnkar uske taraf dekhi,"Upar wala chahat hai ki tumka safar mein kauno pareshani aur boriyat nahin ho ike liye humka bhej diya"

Anita uska baat sunte hue uske chehre par dekh rahi thi aur woh apna baat halka muskurakar bola aur phir se Anita ki jism ko dekhne laga, khaskar uski cleavage ko jo uss gehre gale ki kameez mein aadhi dikh rahi thi.

Anita dhadakte dil se uska baat sunnkar usse pucchi,"Matlab aap bhi aaj safar kar rahein hai kya?"

Woh aadmi Anita ko dekhkar "haan" mein sir hila diya aur Anita ko upar se neeche tak dekhne ke baad puchha,"Tum kahan ja rahi ho?"

Anita yeh sunnkar dhadakte dil se bol di ki woh kahan jaa rahi hai. Use pata nahin kyun woh kahan jaa rahi hai use batane mein jhijhak mehsus nahin huyi, balki jhijhak to dur ki baat hai woh uske aankhon mein dekhti huyi boli.

Woh aadmi yeh sunnkar muskurakar bola,"Waah ab to humka pura yaqeen ho gawa ki sab upar wala ka marzi se hi howat hai".

Uska baat sunnkar Anita halka muskurati huyi puchhi,"Matlab aap bhi.."

Isse pehle Anita pura baat bolti woh aadmi uski salwar ke upar se gaand par haath rakhkar use sehlate hue muskurata hua bola,"Haan uhen ja raha hoon" aur yeh bolkar woh Anita ki aankhon mein dekhte hue uski gaand par haath pher diya.

Apni gaand par uss aadmi ka haath mehsus karke Anita ki dil phir se dhadakne lagi magar woh shaant rahi aur kuchh react kiye bina uss aadmi ke aankhon mein dekhti huyi ek ada se puchhi,"Wahin jaa rahe hain aap ya abhi plan banaya hai wahan jaane ka?"

Woh aadmi yeh sunnkar muskurane laga. Anita chup chap khadi besharmi se uske aankhon mein dekh rahi thi aur uska haath apni gaand se hatane ka na hi koshish ki aur na hi koi aetraaz jatayi. Woh aadmi Anita ki baat sunnkar muskurate hue ek nazar uski cleavage mein dekhkar waapas Anita ki aankhon mein dekhkar uski gaand par haath pherte hue bola,"Are uhe jaa rahat hai hum bhi"

Phir woh Anita ko upar se neeche dekhne laga aur dekhkar uski gaand ko halka dabate hue uski aankhon mein dekhkar bola,"Aese tumka dekhkar to saala hum kahin aur ja rahe hote to pilan badal kar tohre saath hi chalte".

Woh aadmi yeh bolkar uski cleavage dekhne laga. Anita ki dil phir se dhadakne lagi uska baat sunnkar aur use apni cleavage dekhte hue dekhkar magar woh kuchh nahi boli aur ek nazar ticket ke line ke taraf dekhi to woh aadmi uski gaand par haath pherte hue waapas uski chehre par dekhkar puchha,"Akele jaa rahi ho?"

Anita yeh sunnkar uske taraf dekhkar "na" mein sir hilayi to woh aadmi puchha,"Kaun ja raha hai tohaar saath? Tohaar pati?"

Anita yeh sunnkar 'na' mein sir hilakar apni aankhon se ticket ke line mein khade Ankit ke taraf ishara ki to woh aadmi usko dekhkar Anita ki gaand sehlate hue halka haste hue bola,"Haha ee sasura gandu bachua".

Anita yeh sunnkar uss aadmi ke taraf thoda narazgi se dekhti huyi boli,"Aap phir shuru ho gaye. Bechare ko dekha nahin ki mazaak banana aur gaali dena shuru kar diya".

Woh aadmi yeh sunnkar Anita ki aankhon mein dekhkar uski gaand dabate hue bola,"Are to kaa kare. Sasura ko dekhkar hi gaali nikalta hai. Kabab mein haddi sasura ko samajh nahin aawat hai ki baccha logan ko bada logan ke beech mein nahin aana chahiye".

Anita yeh sunnkar uske aankh mein dekhti huyi thodi narazgi se boli,"Are ek to aap use baccha keh rahe hain phir yeh bhi ummeed kar rahe hain ki woh samajhdari dikhaye. Woh baccha hai lekin aap to bade hain, ek mard hain. Aapko to samajhna chahiye ki aap use jitna bully karenge woh utna hi chidhega aur baatein badhengi."

Woh aadmi Anita ki baat sunte hue uski gaand sehlate hue use gaur se dekhne laga. Uske jaisi itni khoobsurat, jawaan aur sexy aurat ko aese besharmi se use apni gaand sehlate hue mehsus karke itni shaant tareeqe se use samjhate dekh uske ander ek alag hi mazaa aane laga.

Woh Anita ki baat sunnkar bola,"Achha theek hai lekin ee sasura bully ka howat hai? Hum to lulli jaanat hoon magar ee bully ka howat hai?"

Anita yeh sunnkar use pareshani ke bhao se dekhi kyunki use lulli ka matlab nahin pata tha lekin woh yeh puchhna zaruri nahin samjhi. Use pata tha ki woh koi ajeeb shabd hi hoga, shayad koi ganda shabd aur wou puchhegi to woh baatein banane lagega.

Lekin woh use bully ka matlab batana zaruri samjhi taaki woh Ankit ko tang na kare aur safar bina jhamela ka beete. Anita pareshani ke bhao se uss aadmi ko dekhkar boli,"Bully matlab use pareshan karna, use darana aur tang karna"

Anita dekhi ki woh aadmi uski baat dhyaan se sunn raha hai aur kahin na kahin use laga ki woh use samjhane mein safal ho rahi hai to woh ek ada se aage boli,"Aapko kya achha lagta hai ek mard hokar ek bachhe ko tang karna?"

Woh aadmi yeh sunnkar Anita ki gaand dabate hue bola,"Nahin. Humka tohre jaisan jawaan aur khabsurat aurat ka saath achha lagta hai aur u sasura beech mein aawat hai ee humka achha nahin laagat hai"

Anita uss aadmi ke taraf dekhti huyi uska baat suni magar phir bina kuchh bole Ankit ke taraf dekhne lagi jo mobile mein laga hua tha.

Woh aadmi apna baat bolkar Anita ki cleavage dekhte hue uski gaand sehlane laga. Anita yeh mehsus karti huyi bina sharm ke uske taraf dekhkar boli,"Aapne ticket le liya hai kya?"

Woh aadmi yeh sunnkar "na" mein sir hilate hue Anita ki gaand dabate hue bola,"Kaa baat hai. Tumka humaar ticket ka fiqar ho raha hai. Tumka bhi humra saath safar karne ka mann ho raha hai ka?"

Anita yeh sunnkar uske taraf dekhkar 'na' mein sir hilati huyi boli,"Waisi koi baat nahin hai. Main to bas aap yahan khade hokar baat kiye jaa rahe hain to mujhe laga ki ticket le liye honge. Line bahot lambi ho gayi hai. Aap chahe to Ankit ko bolkar apna ticket bhi le lijiye. Aapko line mein lagna nahin hoga".

Woh aadmi agle pal bola,"Sasura u aese line mein khada rahega to ho gawa. Tum dekho hum kaise ticket leta hoon".

Anita yeh sunnkar usko dekhi aur agle pal woh aadmi ticket counter ke taraf chal diya. Anita usko hi dekhne lagi.

Kuchh seconds baad woh aadmi counter ke paas pahuncha aur jaakar counter par kuchh bola to agle pal aage khada aadmi usko jawab mein kuchh bola jiske jawaab mein woh aadmi apne honth par ungli rakhte hue woh aage khada aadmi ko chup rehne ka ishara kiya. Yeh dekhte hi woh aadmi chup ho gaya. Anita dekhi ki woh aadmi ab apne pant se wallet nikal raha tha.

Anita mann hi mann boli,"Bas yehi cheez inko aata hai. Gundagardi karna aur logo ko dara kar apna kaam nikalna. Lekin jo bhi ho kaam to kar lete hai. Kisi ko ise kuchh bolne ki himmat bhi nahin ho rahi hai".

Anita uss aadmi ko hi dekh rahi thi. Agle pal woh aadmi ticket lekar Anita ke taraf aane laga. Anita use hi dekh rahi thi. Woh aakar uske saamne ticket lehrata hua bola,"Dekho ticket mil gawa woh bhi pasand ka seat."

Anita yeh sunnkar muskurati huyi boli,"Bahot bahot badhai ho. Logon ko darakar line tod kar ticket lekar khushi mil rahi hai aapko hai na".

Woh aadmi muskurakar Anita ki gaand par waapas haath rakhte hue uss par haath pherte hue bola,"Ab sasura u log darpok, namard hai to hum ka karu. Himmat hota gandu logan mein to humka rokta sasura log."

Anita uska baat sunnkar mann hi mann boli,"Sahi bol rahe hain yeh. Ab dusro mein inke dabangai ka muqabla karne ka himmat nahin hai to inki kya ghalti. Sab log to apna kaam asaan karna chahte hi hain. Inhone bhi apni dabangai dikha kar bina mehnat ke ticket le liya to kya ghalat kiya. Ticket ke liye itne log khade the ek mein bhi himmat nahin tha rokne ka aur yeh hain ki itne logo ke neeche apna dabangai dikhakar ticket le liye. Sahi mein ise hi to mardangi kehte hain. Dekha jaye to sahi mayne mein yahan asli mard yehi ekele hain".

Woh aadmi Anita ko dekhkar bola,"Kaa sochat ho?"

Anita yeh sunnkar 'na' mein sir hilati huyi boli,"Nahin kuchh nahin"

Agle pal woh aadmi Anita ko do aur ticket dikhate hue uski gaand par haath pherte hue bola,"Are socho mat. Hum tumhara bhi ticket le liya hoon".

Anita yeh dekhkar halka muskurati huyi boli,"Are iski kya zarurat thi. Ankit to ticket lene wala hi hai"

Woh aadmi muskurate hue Anita ki gaand sehlate hue bola,"Are hum apne liye ticket le hi rahe the to tohaar ticket kaise chhor dete. Jab hum bola hoon ki upar wala humka ee safar mein tohaar khyaal rakhne ke liye bheja hai to tohaar khyaal rakhna padega na. U sasura bahot khada ho gawa. Usko bula lo"

Anita yeh sunnkar use dekhkar puchhi,"Magar yeh sahi nahin hai na. Aap aese line todkar..."

Woh aadmi Anita ke pura bolne se pehle beech mein hi bol pada,"Are sahi ghalat ka ka baat hai isme. Saala unlogan mein dum nahin hai humka kuchh bolne ka to hum ka kare. Hum kuchho ghalat nahin kiye, apna ticket liye to tohaar liye bhi le liye. Hum jab hoon to tumko pareshani kaise hone de sakat hoon".

Anita yeh sunnkar use dekhkar boli,"Haan theek hi bol rahe hain aap. Ab unlogo mein himmat nahin hai to aap kya karenge"

Woh aadmi Anita ki gaand sehlate hue uski cleavage dekhte hue bola,"Are unlogan mein kauno cheez ka himmat nahin hai. Tohaar madad karne ka bhi nahin jaise hum kar raha hoon"

Anita yeh sunnkar boli"main Ankit ko bula leti hoon line ee" aur phir apni mobile se Ankit ko call karke use bula li. Ankit usse puchha ki ticket kaise mila to Anita boli,"Bas mil gayi. Tum aao to".

Woh aadmi Anita ki baat sunte hue uski gaand sehla raha tha. Anita phone rakhkar uss aadmi ko dekhkar muskurati huyi boli,"Thank you so much. Sach mein Ankit ko abhi kam se kam 15 minute aur khade hona padta ticket ke liye. Aapne to kaam hi asaan kar diya".

Woh aadmi Anita ki cleavage dekhkar uski aankhon mein dekhte hue uski gaand dabakar bola,"Eehe to farq hota hai sasura ek chhokra mein aur humre jaisan marad mein. Hum jaanat hoon kahan kaa karna hai".

Anita yeh sunnkar uske aankhon mein dekhti huyi ek ada se boli,"Haan sahi keh rahe hain aap. Aap jaise mard ko zindagi ka itna tazurba hai, kahan kya karna hai aapko pata hai"

Anita yeh bol hi rahi thi to woh aadmi use upar se neeche dekhkar uski gaand dabate hue bola,"ab hum saath chal raha hoon to iss safar mein tohaar khyaal rakhne ka jimmedari humaar hai."

Anita yeh sunnkar uss aadmi ke aankhon mein dekh hi rahi thi ki use Ankit ke aane ka ehsaas hue to woh bina kuchb bole saamne ke taraf dekhi.

Ankit kuchh seconds baad Anita ke paas aaya aur excited hokar puchha,"Bhabhi aapko ticket kaise mila bataiye na".

Anita yeh sunnkar muskurati huyi uss aadmi ke taraf dekhkar boli,"Inki wajah se".

Ankit jo excitement mein uss aadmi ko abhi tak nahin dekha tha woh uske taraf dekha aur uss aadmi ko dekhte hi chaunk gaya aur uske chehre se muskurahat ghayab ho gayi.

Anita yeh baat notice ki ki Ankit use dekhkar khush nahin tha. Ankit uss aadmi ko dekhkar kuchh seconds baad dheere se bola,"uncle aap?"

Woh aadmi Ankit ka gaal pakad kar hilate hue bola,"Haan hum. Kaisan ho tum chikna?"

Ankit pareshani se use dekhte hue bola,"aahh uncle meri gaal".

Anita yeh dekhkar uss aadmi ke taraf narazgi se dekhkar boli,"Offo phir se aap shuru ho gaye?"

Woh aadmi Anita ke taraf dekha to woh uske aankhon mein dekhkar thoda ada se boli,"Humein chalna chahiye. Garmi mein baahar khade rehne se achha hai bus mein baitha jaye".

Yeh sunnkar woh aadmi Ankit ka gaal chhor Anita ko dekhte hue uski gaane sehlakar bola,"Haan chalo. Tumhare badan ka garmi bus mein hum nikal dunga".

Anita uss aadmi ko dekhti huyi yeh baat suni to uska dil dhadakne laga magar woh kuchh nahin boli aur woh Ankit ka baat sunnkar uske taraf dekhi.

Ankit apna gaal sehla raha tha aur bola,"Ticket kidhar hai bhabhi".

Anita yeh sunnkar uss aadmi ke taraf dekhi aur bolne hi jaa rahi thi ki woh aadmi ek ticket Ankit ko dete hue bola,"Yeh le".

Ankit ticket lete hue bola,"Aur bhabhi ka ticket?"

Woh aadmi yeh sunnkar bola,"Are tum apna fiqar karo. Jab tohar ticket liya hoon hum to"

Phir woh Anita ki aankhon mein dekhte hue uski gaand dabate hue bola"tohaar bhabhi ka ticket kaise chhor dete".

Anita uss aadmi ke aankhon mein dekhkar uska baat sunnkar waapas Ankit ko dekhkar usse boli,"Ankit tum suitcase bus mein daalo main inse apni ticket lekar aur inhe ticket ke paise dekar aati hoon".

Ankit yeh sunnkar sir "haan" mein hilate hue bola,"Theek hai bhabhi", yeh bolkar woh Anita ke paas pada hua uska trolley lekar jane laga to woh aadmi bola,"Ee humra chhota bag hai, jaa raha hai to eeka bhi lete ja".

Ankit yeh sunnkar bola,"Apna bag aap to khud bhi le jaa sakte hain"

Yeh sunnkar woh aadmi bola,"Are sasura....."

Isse pehle ki woh aadmi aage bolta Anita yeh sunnkar Ankit se boli,"Ankit ghalat baat. Inhone humare liye ticket lekar kitna time bachaya hai. Yeh nahin hote to tum abhi bhi line mein hi lage rehte. Badle mein itna to kar hi sakte ho.Chhota bag hi to hai aur woh bhi trolley hai to tumko uthana bhi nahin padega".

Woh aadmi yeh sunnkar Anita ki gaand dabate hue muskurakar bola,"Haan humaar bag to chhota hai"

Phir woh Anita ki aankhon mein dekhkat uski gaand ko pakad kar hilate hue bola,"Usse bada cheez to Abhi humra haath mein hai".

Anita ka dil yeh sunnkar dhadakne laga aur woh ek pal ke liye Ankit ke taraf dekhkar waapas woh aadmi taraf dekhi to woh gaand dabakar muskura diya.

Anita aur uss aadmi ki ankhein kuchh seconds ke liye hi mili thi ki tabhi Ankit bola,"Uncle aapke haath mein ticket hai. Yeh bag se chhota hai".

Anita ki dil tezi se dhadak gayi jab woh Ankit ke munh se suni,"Uncle aapke haath mein" magar Ankit ka aage ka baat sunnkar use raahat mehsus huyi.

Woh aadmi yeh sunnkar muskurate hue bola,"Are sasura ticket bhi bahot bada cheez hai. Agar yakeen nahin hai to yeh ticket phenk de aur bus mein aese hi chadh kar dikha".

Anita ko na jaane kyun uss aadmi ke baat par thodi hasi aane lagi magar woh hasi rokkar halka muskura di. Anita ko muskurate dekh woh aadmi Anita ki aankhon mein dekhkar uski gaand dabakar bola,"Tum abhi bachua ho. Tohaar samajh nahin aayega ki humre haath mein kitna bada cheez hai"

Anita ki dil uss aadmi ka baat sunnkar dhadak hi rahi thi ki tabhi Ankit yeh sunnkar haste hue bola,"Haha uncle use important bolte hain, bada nahin".

Ankit ka baat sunnkar Anita ki dil dhadakna jaari tha. Agle pal uski dil aur dhadak gayi jab woh aadmi uski gaand dabate hue usse puchha,"Ee sasura imported ka hota hai?"

Ankit ko ek mauqa mila tha uss aadmi par hasne ka. Woh yeh mauqa nahin chhorna chahta tha aur use dikhana chahta tha ki bhale hi woh usse sharirik roop se bada hai, magar hai to jaahil hi aur Ankit padha likha hai.

Uss aadmi ko Anita se important ka matlab puchhte dekh woh muskurakar bola,"Are uncle aapko important ka matlab..."

Ankit ki yeh khushi thodi der ke liye hi thi kyunki Anita uske taraf dekhkar use beech mein hi tokti huyi boli,"Ankit ab tum phir bahes mein lag gaye. Tum bhi kam nahin ho".

Ankit yeh sunnkar turant bola,"I'm sorry bhabhi. Main abhi jaata hoon" yeh bolkar woh jaane laga.

Anita use kuchh seconds tak jaate hue dekhti rahi phir woh aadmi Anita ki gaand ko hilakar puchaa,"Aese imported ka matbal ka hai?"

Anita use dekhkar boli,"Uska matlab mahatvapurn hota hai, zaruri"

Woh aadmi yeh sunnkar Anita ki gaand pakad kar hilate hue bola,"Are to bada ke saath saath ee mahatvapuran aur zaruri bhi to hai. Hum to theek hi bol rahe the ki humaar haath mein...."

Anita use dekhkar beech mein tokti huyi boli,"Aap meri ticket de dijiye aur bataiye mujhe aapko kitne paise dene hain ticket ka".

Woh aadmi ek ticket Anita ko dete hue bola,"Yeh lo tohaar ticket. Ek dum mast jagah seat mila hai".

Anita uske haath se ticket lekar use dekhi aur do ticket ka hisaab jodkar boli,"Main aapke paise de deti hoon".

Woh aadmi Anita se bola,"Are hum dono ke beech mein ee sasura paisa kahe ko lawat ho tum. Ab to pura safar hum dono ke beech lena dena hoga hi".

Anita uska baat sunne ke baad apni bag se paise nikalkar usko deti huyi boli,"Ab safar ki baat safar ke waqt hogi. Filhaal aap yeh paise lijiye".

Woh aadmi yeh sunnkar uski gaand dabate hue uski aankhon mein dekhkar bola,"Are memsaahab le lenge jab lena hoga toh. Hum to tohaar lena chahta hi hoon"

Anita yeh sunnkar jawab mein uss aadmi ke aankhon mein dekhti huyi ek ada se boli,"To le lijiye na. Main de to rahi hoon".

Anita yeh bolkar use paise dene lagi to woh aadmi uski gaand sehlate hue uski aankhon mein dekhkar muskurakar bola,"Are memsaheb hum bole na ki humka paisa nahin chahiye"

Anita yeh sunnkar uske aankhon mein dekhti huyi ek ada se boli,"Are abhi to aap bol rahe the ki aapko lena hai aur jab main de rahi hoon to aap le nahin rahe hain. Ab lena nahin hai to rehne dijiye. Main bus mein jaa rahi hoon".

Woh aadmi halka muskurate hue Anita ki gaand dabate hue bola,"Lena to humka hai, lekin paisa nahin, kuccho aur lunga tohaar"

Anita ki dil dhadak rahi thi. Woh ek ada se uss aadmi ko dekh kar boli,"Ab jo bhi lena hai bus mein lijiyega. Nahin to humaari bus chhut jayegi"

Woh aadmi muskurate hue uski gaaad ko dabate hue bola,"Are jo bhi kaa? Hum tohaar lena chahta hoon"

Anita yeh sunnkar besharmi ka pradarshan karti huyi uss aadmi ke aankhon mein dekhti huyi boli,"Theek hai meri le lijiyega lekin bus ke ander lijiye. Ya yun yahi khade khade meri lena chahte hain aap?"

Yeh sunnkar woh aadmi muskura diya to Anita bhi muskurati huyi ek ada se boli,"Aap bas khade khade muskurate rahiye aur meri lene ki sochte rahiye. Mujhe to ticket mil gayi,main jaa rahi hoon".

Anita yeh bolkar jaane ke liye aage badhi to woh aadmi muskurate hue bola,"Are memsaahab tum aage aage chalo hum peeche se aaunga"

Anita tab tak kuchh kadam aage badh chuki thi aur uss aadmi ka baat sunnkar peeche ghum kar use dekhi to woh uski gaand par nazar daalkar bola,"khaas nazara dekhte hue".

Anita yeh sunnkar muskurati huyi boli,"Theek hai, lekin aesa kya khaas nazara hai yahan. Mujhe to kuchh khaas yahan dikh nahin raha".

Woh aadmi Anita ki gaand se nazar upar uski chehre par karke uski aankhon mein dekhte hue bola,"Are memsaahab hai bahot khaas nazara. Woh bhi do bada bada, hilta hua".

Anita ki dil yeh sunnkar dhadak gayi magar woh besharmi se muskurati huyi boli,"Theek hai main chalti hoon. Aap apna khaas nazara dekhte hue aaiye".

Yeh bolkar Anita apni gaand matkati huyi bus ke taraf chalne lagi. Uski gaand normal se zyada matak rahi thi. Anita chup chap apni gaand matkati huyi bus mein chadh gayi. Woh aadmi dekha ki Anita ki kurti ka sirf gala hi gehri nahin thi balki peeche se bhi aadhi se zyada peeth nangi thi kyunki woh kurti backless thi aur crisscross karke patli doriyan bandhi huyi thi jiska kaam uski kurti ko uski jism se bandhe rakhna tha na ki uski peeth ko dhankna. Anita ki doodh jaisi gori jism ka upri hissa uss badan dikhau kurti mein chamak rahi thi jo kisi bhi mard ka lund ko bechain kar sakti thi.

Anita bus mein chadhkar dekhi to aage mein kuchh seats ke baad use Ankit dikhai diya jo use dekhkar haath hilane laga.

Anita Ankit ke taraf dekhi to uske paas chali gayi. Ankit ke bagal ka seat khali tha. Ankit Anita ko seat dikhate hue bola,"baithiye bhabhi. Yeh seat shayad aapka hi hai".

Anita yeh sunnkar muskurati huyi boli,"Nahin Ankit yeh seat meri nahin hai. Meri seat peechhe hai. Tum baitho main apne seat par jaati hoon".

Ankit yeh sunnkar gusse se bola,"Bhabhi yeh zarur uss gunde ne jaan bujhkar.... "

Anita itna hi sunne ke baad "sshhh" karke dheere se magar thodi sakhti se boli,"Ankit tum phir shuru ho gaye. Woh aata hi hoga. Agar usne tumhe use gunda kehte hue sunn liya to? "

Yeh sochte hi Ankit ko bhi dhyaan aaya ki sach mein agar woh aadmi yeh sunn le to kahin use peet na de. Ankit ko apni ghalti ka ehsaas hua.

Anita agle pal boli,"Tum negatives par dhyaan mat do. Yeh socho ki uski wajah se humein jaldi ticket mil gayi. So please bewajah ki baaton par dhyaan dekar safar ko kharab mat karo. Just enjoy the journey."

Ankit apna sir hilate hue bola,"Haan bhabhi. I am sorry."

Anita muskurati huyi boli,"Koi baat nahin"

Anita itna boli hi thi ki use apni gaand par ek haath mehsus huyi aur agle pal awaaz suni,"Ka hua ee sasura bachua ka bol raha hai?"

Anita yeh sunnkar uss aadmi ko dekhkar boli,"Kuchh nahin bas aese hi"

Ankit uss aadmi ko thoda gusse se dekh raha tha. Usko aese dekhte hue dekh woh aadmi bola,"Are kahe gussa karat ho tum?"

Anita yeh sunte hi uss aadmi se boli,"Are aap ise chhoriye aur seat par chaliye. Yahan gate ke paas khade rehna theek nahin hai"

Aur phir woh Ankit ke taraf dekhi aur use apni aankhein dikhayi jaise use daant rahi ho ki kyun bewajah ka woh waise behave kar raha hai aur baat badha raha hai.

Woh aadmi yeh sunnkar uski gaand sehlate hue use halka thap thapa kar bola,"Are to tum chalogi tabhi to hum bhi chalunga, khaas nazara dekhte hue"

Anita uska baat sunnkar besharmi se uski aankhon mein dekhi aur yeh sunnkar Ankit ko dekhkar halka muskurakar boli,"Just enjoy the journey. Main apni seat par jaati hoon".

Ankit yeh sunnkar sir hilakar apne kaan mein earphone laga liya aur mobile par koi game shuru kar diya.

Woh aadmi Anita ji gaand par thapthapa kar use dabate hue bola,"Chalo hum dono ka seat par"

Anita yeh sunnkar bina kuchh bole apni gaand matkati huyi sabse peechhe ki seat ke paas chali gayi. Woh apni gaand normal se zyada hi matka rahi thi.

Anita wahan pahunch kar baithne ke liye saamne ke taraf ghumi hi thi ki woh aadmi ko muskurate hue wahan Ankit ke seat ke peeche wale seat ke paas khade dekhi. Anita ghumte hi dekh chuki thi ki uska nazar uski gaand par hi tha jo uske saamne ghumne se hatt gaya aur woh Anita ko dekhkar muskurane laga.

Anita bhi use dekhkar muskurai aur seat par baith gayi. Agle pal woh aadmi bhi seat tak aa gaya aur Anita ke saath satt kar baith gaya.

Woh aese satt kar baitha tha ki uska daye haath ka kohni Anita ki kameez ke upar se uski bayi chunchi se sata hua tha, balki sata kya uski nayi chunchi ke upar hi tha aur Anita apni bayi chunchi par uss aadmi ka kohni ke saath saath uske baju ka pressure mehsus kar paa rahi thi.

Apni puri bayi chunchi par uss aadmi ka mazbut baju mehsus karke aetraaz karna to dur ki baat hai balki uske baithne par Anita uske aankhon mein dekhkar besharmi se puchhi,"Dekh liya aapne apna khaas nazara?".

Woh aadmi muskurate hue bola,"Haan memsaahab dekh liye hum".

Anita yeh sunnkar muskurati huyi apni bayi gaal ke paas se baal ko kaan ke peeche karti huyi ek ada se boli,"Ummeed hai ki jis khaas nazara ko aap dekhne ke liye ruk gaye the woh dekhkar aapko achha laga".

Woh aadmi muskurate hue bola,"Bahot achha laga memsaahab. Kasam se mazaa aa gawa. Kaa mast nazara tha, do bada bada tarbuj jaisa hilta hua".

Anita yeh sunnkar muskurati huyi apni besharmi ka sabut deti huyi boli,"Chaliye aapka safar to achhe se shuru hua. Aapko apne pasand ka nazara dekhne ko mil gaya safar ke shuruaat mein hi".

Woh aadmi yeh sunnkar muskurata hua uski aankhon mein dekhte hue bola,"Haan memsaheb, ab baaki ka safar bhi achhe we guzrega hum dono ka".

Anita uska baat sunnkar baahar khidki ke taraf dekhne lagi aur dekhti huyi apni baal jo saamne latki huyi thi use peeche kar di to use khidki ke shishe mein dekhkar dhyaan aaya ki woh baal uski cleavage aur dayi chunchi par thi jise hatane ae uski cleavage aur dayi chunchi ka ubhar saaf saaf dikhne laga. Anita yeh jaab bujh kar nahin ki thi. Woh jab baal peeche ki to uss waqt dhyaan nahin tha ki uski baal kahan latak rahi thi, bas woh use peecha karna chahti thi to kar di. Khair jab use ehsaas hua to bhi use koi farq nahin pada. Uske jaisi besharm aurat ko isse koi farq padna bhi nahin tha to woh chup chap khidki ke shishe se baahar dekh rahi thi.

Woh baahar se dhyaan hatakar dhyaan se shishe par dekhi to woh aadmi ko apni chunchi aur cleavage ko dekhte hue payi. Anita ki dil yeh dekhkar dhadak to gayi magar woh normal rahi aur kuchh nahin boli.

Kuchh seconds baad woh aadmi Anita ki cleavage aur chunchi dekhte hue bola,"Aage ka bhi nazara bada mast hai"

Anita yeh sunnkar uske taraf dekhi to use apni cleavage ko khulkar ghurte hue dekhi. Woh aadmi ko jab ehsaas hua to woh Anita ki aankhon mein dekhkar muskura diya to Anita bhi muskurakar boli,"Agar aapko nazara dekhna hi hai to yahan mere seat par baith jaiye. Baahar ka nazara achhe se dikhega yahan se"

Woh aadmi yeh sunnkar halka muskurate hue bola,"Are nahin tumhi uhaan baitho aur baahar ka nazara dekho. U kahat hai na ki ledij phast. Tumko uhaan baith kar achha lagega tum baitho. Humka jo nazara dekhna hai u hum eehan se hi dekh sakat hoon"

Yeh bolkar woh aadmi apna nazar Anita ki cleavage par le gaya. Anita ki dil dhadak rahi thi use aese khuleaam uski jism ko gande nazar se dekhte hue dekhkar magar use bura nahin lag raha tha. Balki woh uss aadmi ke himmat, dabangai aur mardangi se prabhavit thi. Anita ko mann hi mann thodi hasi bhi aa gayi uske angreji par jab woh 'ladies first' ko 'Ledij phast' bola. Sahi se angreji nahin aane par bhi woh jis hisaab se bina sharminda ya jhijhak ke woh waise bola Anita ko usme uska confidence dikha. Use Hariya ka yaad aa gaya ki Hariya bhi anpadh mazdur hone ke bawjud shuru se hi uske saath kitna confidence se pesh aata raha hai aur yeh aadmi bhi waisa hi hai.

Anita uss aadmi ka baat sunnkar aur usko apni cleavage dekhte dekh besharmi se muskura kar boli,"Bahot khyaal rehta hai aapko aurton ki hai na?"

Woh aadmi yeh sunnkar Anita ki cleavage se pna nazar upar karke uski muskurati huyi chehre par dekhkar muskura kar bola,"Are kahe khyaal nahin rahega. Asli marad ko aurat ka khyaal rakhna hi chahiye aur khaaskar tohri jaisi aurat ka to ispesal khyaal rakhna chahiye"

Woh aadmi itna bolkar phir se Anita ki jisk ko gande nazar se dekhne laga. Anita ko uska andaaz Hariya jaisa lag raha tha magar saath hi ek alag tareeqa lag raha tha jisse use ek naya anubhav mehsus ho raha tha. Haalanki woh iss mard se pehle mil chuki thi bus se safar ke dauran hi aur woh use chhed bhi chuka tha magar woh pehli baar tha aur Anita ke liye woh anjaan tha aur sab kuchh achanak se hua tha.

Magar aaj ki baat kuchh aur thi. Aaj Anita ke liye woh anjaan nahin tha aur pichhli baar ke baad Anita itna to samajh chuki thi ki woh bhale hi jaisa ho magar uske liye koi pareshani khada nahin karega to use uske saath baithna aur baatein karne mein pichhli baar se zyada comfortable mehsus ho raha tha. Anita ko uske khulke chhedne se koi apatti nahin thi balki woh to uski himmat aur mardangi se prabhavit thi ki Hariya ke tarah yeh bhi koi dikhawa nahin kar raha hai aur uske mann mein jo hai woh kar raha hai.

Uska khul kar baatein karna bhi use achha lag raha tha to Anita baat ko aage badhati huyi use apni cleavage par dekhte hue dekh ek ada se puchhi,"Meri jaisi aurat matlab?"

Woh aadmi Anita ki cleavage se nazar hatakar bola,"Are matbal tohaar jaisi sehri gori mem. Sasura tumlogan padhi likhi hone se sab kuchho to apne se kar sakat ho magar phir bhi humra jaisan marad ka zarurat hota hai tumlogan ka jo tohaar khaas khyaal rakhe"

Phir woh Anita ki chunchiyon ko dekhte hue bola,"Khaaskar tohri garam jawani ka"

Anita ki dil dhadak rahi thi uska baat sunnkar aur uski badan aur choot mein dheere dheere bechaini badhne lagi thi. Isse pehle ki woh uss aadmi ke baat par kuchh react karti ya bolti kuchh passengers use bus mein chadhte hue dikhe to woh baat ko aage badhana zaruri nahin samjhi aur chup chap daye taraf sir ghumakar khidki ke aaine se baahar dekhne lagi.

Anita khidki ke shishe mein dekhi ki woh aadmi bhi uski cleavage se nazar hatakar ek nazar saamne passengers par le gaya. Anita bhi ek nazar saamne passengers ke taraf lejakar dekhi ki woh log aage ke seats par baithne lage to woh waapas khidki ke taraf dekhi to jaisa ummeed kar rahi thi woh aadmi waapas uski cleavage aur chunchi dekhne laga tha. Anita chup chap baahar dekhne lagi.

Woh aadmi ka kohni aur baju Anita abhi bhi apni bayi chunchi par mehsus kar sakti thi magar kuchh boli nahin.

Kuchh seconds baad Anita woh aadmi ka awaaz apni kaan mein sunnkar uske taraf dekhi,"Aese memsaheb baahar ka nazara kaisan hai?"

Anita yeh sunnkar use dekhti huyi boli,"Kuchh khaas nahin. Yahan dekhne laayaq kuchh hai hi nahin. Bus chalegi to raaste mein kuchh dekhne laayaq ho"

Woh aadmi yeh sunnkar sir hilaya aur Anita ki cleavage dekhte hue bola,"Humka to mast nazara abhi se dikh raha hai"

Anita ki saans yeh sunnkar tez ho gayi aur woh apni aankhein badi karke uss aadmi ko dekhkar tezi se aas paas dekhne ke baad uss aadmi ke taraf waapas dekhi to woh muskura diya.

Anita muskurai to nahin magar besharmi se uske aankhon mein ek ada se dekhi aur apni sir hilakar waapas khidki ke shishe se baahar dekhne lagi. Woh dhyaan di ki woh aadmi phir se uski cleavage dekhne laga.

Anita dekhi ki baal ka ek patla sa latt uske aage ke taraf aa chuki thi to woh use peeche ke taraf kar di. Baal ko peeche karte waqt use dhyaan aaya ki woh uski dayi chunchi ke upar thi.

Anita agle pal uss aadmi ka baat sunnkar uske taraf ghumkar use dekhi,"Achha kiya jo sasura uu baal ko hata diya. Tohaar khoobsurati aur humaar khaas nazara ko chhupa raha tha".

Anita yeh sunnkar besharmi se muskurakar dheere se boli,"Aap bhi na. Nazara dekhna hai to baahar ka dekhiye, jaise main dekh rahi hoon".

Woh aadmi yeh sunnkar muskurate hue bola,"Are memsaahab baahar ka hi to nazara dekh raha hoon" phir woh Anita ki cleavage ke upar chehra lejakar ander jhankte hue bola,"Ander ka to kuchh dikhai nahin de raha hai".

Anita yeh sunnkar aur uss aadmi ko aese apni cleavage ke ander jhankte dekhkar uska chehra apni cleavage ke taraf se hatati huyi aankhein badi karke dheere se boli,"Offo aap bhi na. Araam se baithiye".

Woh aadmi Anita ko dekha to woh apni aankhon ko tirchha karke bus ke darwaze ke taraf ishara ki to woh aadmi udhar dekha ki passengers chadh rahe the.

Woh aadmi waapas Anita ke taraf dekha to woh dheere se thodi narazgi dikhati huyi magar besharmi se boli,"Pata nahin kahan nazar rehta hai aapka. Ab passengers badh rahe hain araam se baithiye"

Woh aadmi dheere se bola,"Are kahan nazar ka. Tohaar doodh par nazar hai humra"

Anita ki dil yeh sunnkar dhadakne lagi aur woh jaldi se saamne ke taraf dekhi to raahat mila ki jitne passengers chadhe the ab tak sab seats par baithe apne apne mobile mein lage hue the.

Anita yeh dekhne ke baad waapas uss aadmi ko dekhkar dheere se boli,"Kya kar rahe hain aap? Aese koi bolta hai kya?"

Woh aadmi yeh sunnkar muskurakar bola,"Are tumhi to puchi ki humaar nazar kahan hai. Ab jahan tha u hum bata diye ki tohaar doodh par hai"

Anita ki badan mein aag lagne lagi thi uss aadmi ke baat se magar woh khud ko control karti huyi dheere se boli,"Are to aese boliyega aap?"

Woh aadmi muskurakar bola,"Toh ka sach bhi nahin bolun hum."

Anita ki saans tez hone se uski badi chunchiyan upar neeche ho rahi thi. Anita ek ada se boli,"Ab baatein mat banaiye. Bade aaye sach bolne wale"

Agle pal Anita jo boli usse uss aadmi ka lund pant mein tan tana gaya. Anita apni awaaz mein kamukta laakar ek ada se puchhi,"Itna hi sach bolte hain to bataiye aap kaun sa nazara dekhne ke liye baahar ruk gaye the. Mujhe to baahar kuchh khaas nazara dikh nahin raha hai?"

Woh aadmi yeh sunnkar muskurate hue bola,"Are to tumka puchhna chahiye tha na. Jo nazara dekhne ke liye hum ruke the u hai tohaar matakti huyi gaand".

Anita ki saans yeh sunnkar tez ho gayi aur badan aur choot mein ek ajeeb sa hulchul hua. Anita yeh sunnkar jaldi se saamne ke taraf dekhi to woh aadmi aage bola,"Bada mast bada bada gaand hai tohaar jo chalte waqt ka mast tareeqe se hilat hai"

Anita agle pal use dekhkar dheere se boli,"Ssshhhh" aur aankhon se gate ke taraf ishara ki to woh aadmi gate ke taraf passengers ko dekha. Woh passengers ko dekhne ke baad Anita ko waapas dekha to woh ek ada se use dekhkar khidki ke taraf dekhne lagi.

Woh aadmi waapas Anita ki cleavage dekhne laga jise Anita shishe mein dekhi.

Agle pal woh aadmi Anita ki kaan mein bola,"Jitna achha nazara tohaar peechhe ka hai utna hi achha nazara aage ka hai. Dono gaand aur doodh tohaar bada bada hai"

Anita yeh sunnkar uss aadmi ke taraf dekhkar dheere se boli,"Offi kaisi baatein karte rehte hain aap"

Woh aadmi yeh sunnkar bola,"Are tum hi to sach bolne ke liye boli to hum bol raha hoon. Tum khud batao tohaar gaand aur chunchi bada bada nahin hai ka?"

Anita ki saans tez ho rahi thi yeh sab sunnkar. Woh tezi se ek nazar saamne dekhkar waapas uss aadmi ke taraf dekhkar besharmi se boli,"Theek hai aapne bol liya ek baar, ab bas kijiye"

Woh aadmi yeh sunnkar muskuraya to Anita kuchh nahin boli aur uski aankhon mein dekh rahi thi ki tabhi woh aadmi phir se Anita ki chunchiyo ko dekhaa magar iss baar apne hontho par zabaan pherte hue bola,"Sasura doodh peene ka mann howat hai humaar".

Anita ki dil yeh sunnkar dhadak rahi thi magar woh apni besharmi ka sabut deti huyi boli,"To pi lijiye na"

Woh aadmi yeh sunnkar Anita ki aankhon mein dekha to woh besharmi se muskurakar khidki ke taraf ishara karti huyi boli,"Udhar ek dukaan hai. Jaakar khareedkar pi lijiye".

Yeh sunnkar woh aadmi muskura diya aur Anita ki chunchiyon ko kameez ke upar se dekhte hue bola,"Humaar ko to taaza bina milawat ka doodh pasand hai. Taaza taaza doodh ka thann se nikla hua".

Yeh sunnkar Anita ki dil ki dhadkan tez hone lagi aur uski chunchiyan upar neeche hone lagi. Bina dupatte ka tight kurti mein jiska gala gehra tha aur cleavage ki aadhi gehrai aur uski badi chunchiyan bhi ek tihai nangi dikh rahi thi waisi kurti mein Anita ki badi chunchiyan jab upar neeche ho rahi thi to saaf saaf pata chal raha tha. Woh aadmi Anita ki badi chunchiyon ko upar neecha hota saaf saaf dekh raha tha. Wahin Anita ko yaad aa raha tha ki pichhli baar bhi woh aadmi uski chunchiyon ko dekhkar yehi baat bola tha. Anita ki badan aur choot mein bechaini ho rahi thi uss aadmi ka baat sunnkar.

Woh tez saans leti huyi uss aadmi ke aankhon mein dekhkar ek ada se boli,"Yahan kahan milega aapko taaza taaza doodh"

Phir woh khidki ke taraf aankhon se ishara karti huyi kamuk andaaz mein boli,"Jaiye dukaan mein puchh lijiye ki taaza doodh milega ya nahin"

Anita ki dil agle pal dhadak gayi jab woh apni bayi chunchi uss aadmi ke mutthi mein mehsus ki aur woh aadmi uski chunchi dabate hue bola,"Are eehan milega humko taaza taaza doodh, tohaar bada bada do doodh ke thann se"

Anita tezi se saamne ke taraf dekhi aur raahat mehsus ki ki kisi ka dhyaan udhar nahin hai. Woh tez saans leti huyi boli,"Kya kar rahe hain aap? Chhodiye"

Woh aadmi uski bayi chunchi apne baye haath se kurti ke upar se masalte hue bola,"Tum hi to boli ki doodh ka ee dukan hai. To doodh nikaal raha hoon"

Anita besharmi se use dekhti huyi khidki ke shishe ke taraf ishara karti huyi boli,"Maine udhar bola tha woh dukaan"

Woh aadmi yeh sunnkar bola,"Are udhar ka hi doodh ka dukaan se doodh nikaal raha hoon hum. Tum hi dekho"

Woh aadmi shishe ke taraf ishara kiya to Anita sheeshe mein dekhi aur uski dil dhadak gayi jab woh sheeshe mein apni chunchi ko dekhi jise woh aadmi mutthi mein bharkar masal raha tha. Uss aadmi ne bahot hi chalaki se uski baat manne ke bahane uski chunchi masalne laga tha. Magar Anita bhi kam nahin thi. Uske jaisi besharm aurat chup kaise reh sakti thi. Woh apni besharmi dikhati huyi apni aankhein badi karke uss aadmi ke taraf dekhkar dheere se boli,"Main woh baahar jo dukaan hai uski baat kar rahi thi magar aap toh bas baatein banate rehte hain. Chhodiye mujhe"

Woh aadmi muskurakar Anita ko dekha to woh saamne dekhkar apni haath se uss aadmi ka haath apni chunchi se hatati huyi use dekhkar gate ke taraf aankhon se ishara ki. Woh aadmi Anita ko dekhne ke baad gate ke taraf dekha to passengers chaddh rahe the.

Woh aadmi waapas Anita ke taraf dekha to woh bhi uske taraf ek ada se dekhkar waapas khidki ke taraf dekhne lagi. Woh aadmi Anita ki cleavage dekha aur phir uski bayi chunchi par apna daya kohni aur baju rakh diya. Anita iss par kuchh react nahin ki.
[+] 7 users Like seansean007's post
Like Reply
Hmmm, so erotic. Enjoyed every bit. What I feel is u don't want Anita to get fucked otherwise readers will start loosing interest once she starts getting fucked with hariya or ramu or someone else. U don't want to make her slut. It's totally fine. But somewhere she should loose n with others she could open up in talks n allow them to do oral. Rest...It's ur call... thx for fantastic update
[+] 1 user Likes pankajshah34's post
Like Reply
Fantastic
Like Reply
Dead story writer is just strecthing it with repetitive plot
[+] 1 user Likes Wolf wild's post
Like Reply




Users browsing this thread: 8 Guest(s)