Posts: 2,090
Threads: 2
Likes Received: 991 in 706 posts
Likes Given: 19
Joined: Sep 2019
Reputation:
13
hi
sriya
ye update nice tha but kuch change bhi ho sakta tha..
Iqbaal ko thoda honest ke alawa thoda besharam or thoda double meaning chat wala hona chahiye wah har moke par uske sath sex seduce chat kare...
or abhi jab supriya akele me apni hawas shant kar rahi thi to iqbaal uske pati ka koi office wala courier dene uske room par ata or khidki se taak jhank kar wo aaj uska ye asli randi roop dekhta phir call karta or uske maze leta phir use courier ke bare me batata or wo sirf ek nighty without bra panty ke fast room se courier lene ati or Iqbaal ko andar pani ke liye bulati or pani dene ke chakkar me uska pair slip ho jata or nighty thoda fat ya oper ho jati jisse ke iqbaal ki chhupi kwayis kuch puri ho pati
khair
next update me kuch uske sath khas ho jaye....
or Rahul kirti ke sath phir involve ho jaye jo Supriya ko pata chale or use bura lage.. kyonki kirti rahul ko Supriya ki baat bataye ki usne un dono ke beech galatfaimi paida ki hai...
or Rahul use bhav na de...
to Supriya iritate hokar Iqbaal se sex kare..
i hope i am right sriya ji.
with hot pics
•
Posts: 668
Threads: 3
Likes Received: 806 in 232 posts
Likes Given: 631
Joined: Jul 2020
Reputation:
72
Absolutely wonderful and stunning update
Posts: 2,090
Threads: 2
Likes Received: 991 in 706 posts
Likes Given: 19
Joined: Sep 2019
Reputation:
13
Posts: 3
Threads: 0
Likes Received: 3 in 2 posts
Likes Given: 7
Joined: Dec 2023
Reputation:
0
Posts: 239
Threads: 0
Likes Received: 181 in 150 posts
Likes Given: 195
Joined: Jan 2021
Reputation:
4
Absolutely awesome and amazing update!
Next update more hot hona chahiye without Rahul
•
Posts: 330
Threads: 0
Likes Received: 229 in 186 posts
Likes Given: 182
Joined: Feb 2021
Reputation:
0
Super hot aur bahut bahut kamuk story! bahut hi shandaar aur behad hi exciting writings!
Supriya ko week ka pura use karna chahiye ab to
•
Posts: 17
Threads: 0
Likes Received: 9 in 9 posts
Likes Given: 3
Joined: Jan 2025
Reputation:
0
Karuna - "Didi, aaj aap ghar pe ho. Kya main and iqbal doosre room mein kar lein pls, bahut din ho gaye kiye hue"
•
Posts: 255
Threads: 0
Likes Received: 175 in 146 posts
Likes Given: 185
Joined: Dec 2020
Reputation:
2
Update ka besabri se intzaar hai
Supriya ki bhabhi ka phone nahi aata ab?
•
Posts: 208
Threads: 2
Likes Received: 1,039 in 166 posts
Likes Given: 777
Joined: Dec 2024
Reputation:
46
20-04-2025, 10:18 AM
(This post was last modified: 20-04-2025, 07:20 PM by Sriya2. Edited 2 times in total. Edited 2 times in total.)
Update 47
Agle din subah Supriya Iqbal ke saath jaane ke kiye tayyar hone lagi. Tayyar hote hote woh pichli shaam ke baare mein sochne lagi. Kal shaam ko woh thand se kaanpte hue uthi thi aur uska poora jism buri tarah tharthara raha tha. Ye sirf thand ki kampan nahi thi, balki ek aisa ehsaas tha jo use samajh hi nahi aa raha tha. Kaanpte hue usne kisi tarah apne kapde pehne aur jab phone check kiya toh Atul ki call aayi hui thi.
Usne Atul ko wapas call karne se pehle apna chehra dhoya aur aawaz ko theek kiya. Use pata tha ki agar Atul ne uski aisi beemar si aawaz sun li toh woh kafi pareshaan ho jayega. Paani peene ke baad Supriya ne Atul se baat kari aur saath hi baki sab se bhi. Waise toh Supriya ki apne sasural mein baat hafte mein ek din ho hi jaati thi, par tab thodi si lambi khich gayi.
In baaton mein pata chala ki Dhruv toh college khatam hone ke baad job ke liye Delhi chala gaya tha. Ab toh waise bhi woh kabhi Dhruv ke baare mein sochti nahi thi aur shayad woh bhi uske ke baare mein nahi sochta hoga.
Didi ki delivery ki date bhi paas aa rahi thi, bas ab 2-3 mahine hi bache they. Supriya aur Atul ki anniversary ke theek paas hi baby hone wala tha. Supriya ne sabse ache se baat karke phone rakha, uska sir abhi bhi dukh sa raha tha.
Uske phone par Rahul ki bhi 2 missed calls aayi hui thi. Ye dekh kar Supriya ke chehre par smile si aa gayi, chalo usne call toh kiya. Par tab Supriya usse baat karne ki halat mein nahi thi aur woh jaldi hi thoda bahut khaana kha kar fir se so gayi thi.
Subah uth kar Supriya ko thoda behtar mehsoos ho raha tha, aur usne jaldi se apna ek safed rang ki salwar kaameez nikal kar press kar liya. Uske paas safed rang ke jyada kapde nahi they, aur usne safed isliye chuna tha kyunki uski baaki saari kurti kafi rang birangi si thi aur jyadatar sab sleeveless. Aur is kurti par chikan ka kaam ho rakha tha, jisse woh kurti aaj ki jagah ke hisab se bilkul sahi lag rahi thi.
Supriya ne hamesha ki tarah apne mathe par ek choti si bindi laga li, aur thode stylish se jhumke kaano mein daal liye. Woh apne aap ko aine mein dekhne lagi aur sochni lagi ki kahin woh kuch jyada tayyar toh nahi ho gayi thi.
9 bhi bas baj hi gaye they, par Supriya thodi si nervous ho rahi thi. Woh akele ek watchman ke saath aisi jagah jaa rahi thi jahan pehle nahi gayi thi. Par jitna woh Iqbal ko jaan paayi thi, woh use ek acha insaan lagta tha. Supriya tayyar baithi Iqbal ke call ka intezaar kar rahi thi, aur fir aakhir Iqbal ka call aa hi gaya tha.
Iqbal - Madamji... aap tayyar ho? Main neeche aa gaya hoon....
Supriya - Haan... bas aati hoon...
Iqbal - Koi nahi... aap aaram se aayo... koi jaldi nahi hai...
Supriya - Nahi main bas aayi...
Supriya ne apni safed chunni uthayi aurghar ka darwaza lock karke neeche ki aur chali gayi. Aur fir wahan building ke neeche Iqbal ko dhoondti hui khadi ho gayi. Par use Iqbal toh kahin dikh hi nahi raha tha. Woh apne haath par haath baandhe idhar udhar dekhne lagi ki use kahin Iqbal dikh jaye.
Par Iqbal dikhta kaise! Waise toh woh Supriya ke theek saamne hi khada tha, par aaj woh apni dadi katwa kar ek chamchamata safed kurte mein aaya tha. Aisa lag raha tha ki jaise un dono ne bilkul planning se kapde chune ho.
Iqbal ne hi aawaz lagayi - Madamji...
Supriya ne aawaz ki aur dekha toh use Iqbal dikhayi diya. Shave karne ke baad uske chehre ki kaalikh jaise bilkul hat gayi thi aur andar ek saawla sa chehra chamak ke dikhayi de raha tha. Uske watchman wale kapde thode bedhange se hote they, par is kurte mein toh uski majboot chhati aur kandhe ache se dikh rahe they. Ek pal ke liye toh Supriya dekhti hi reh gayi ki ye Iqbal hi tha kya.
Iqbal ne fir se aawaz lagayi - Madamji... chale....
Supriya Iqbal ki aur badi - Haanji... sorry... aap pehchaan mein nahi aaye ekdam se...
Iqbal thoda jhepte hue bola - Haan kal hi maine ye naya kurta khareeda hai... waise aap bhi kafi alag se lag rahe ho aaj...
Supriya ne Iqbal ko chhedte hue kaha - Alag achi ya bura?
Par Iqbal ne bhi ekdam se jawaab de diya - Bahut achi.... aap par safed bahut acha lagta hai...
Jis tarah se Iqbal Supriya ki aur dekh raha tha, Supriya ke gaal laal ho rahe they. Usne aakhein neeche karte hue kaha - Baaki rang nahi ache lagte kya mujhpar?
Iqbal - Nahi nahi... aap par toh saare rang ache lagte hai, par aapko aaj pehli baar safed mein dekha...
Supriya ne halke se Iqbal ki peeth par haath rakhte hue kaha - Chale bhi ab, ya yahin baatein karte rahege...
Iqbal - Haanji madamji.. chaliye...
Iqbal ka mann toh nahi ho raha tha ki Supriya ka haath uski peeth se hate, par woh na chahte hue bhi apni gaadi ki taraf bad pada aur usne Supriya ke liye peeche ka darwaza khola. Supriya pehle bhi is car mein bahut baar baith chuki thi par aaj toh ye bilkul kisi nayi gaadi ki tarah chamak rahi thi.
Iqbal Supriya ki shakal dekh kar samajh gaya tha - Kal hi maine ise khoob ragda hai.... ekdam chamka diya...
Ragadne ka naam sunte hi Supriya ko hasi si aane lagi aur thodi sharam bhi. Kal din mein woh poori nangi leti hui Iqbal se phone par baat kar rahi thi. Kya Iqbal ko is baar ka zara sa bhi pata tha.
Supriya - Aaj peeche kyu? Aage kyu nahi?
Iqbal - Aaj main aapko gaadi sikha nahi raha hoon na... main toh aapko wahan lekar jaa raha hoon... toh yehi munasib hoga ki aap peeche baithe..
Iqbal darwaza khole khada tha, aur Supriya muskurati hui peeche ki seat par baith gayi... driver seat ki tirchi taraf. Iqbal bhi jaldi se aakar driver seat par baith gaya aur gaadi chalani shuru kar di.
Gaadi bahar ke gate ko paar karti hui sadak par aa gayi thi. Supriya idhar udhar dekh rahi thi, aaj se pehle woh kabhi is gaadi mein peeche nahi baithi thi. Thodi thodi der mein uski nazrein car ke rear view mirror mein Iqbal ki aankhon se mil jaati. Iqbal bhi shayad baar baar aine ke zariye Supriya ki aur hi dekh raha tha. Supriya ko samajh hi naa aa raha tha woh kya bole. Jahan woh jaa rahe they uske baare mein Supriya ke mann mein sawal they, par woh unhe pooch nahi paa rahi thi.
Aakhir Iqbal hi kuch bola - Madamji… aapko pata hai aapki sabse achi baat kya hai?
Supriya - Kya?
Supriya ko laga kahin Iqbal uske shareer ki kisi ang ke baare mein toh nahi bolega, uski aankhein ya uske honth ya uske chehra. Thoda sa awkward ho jayega.
Iqbal- Yehi ki aap apni baat ke bilkul pakke ho….
Supriya ko halki si hasi aa gayi - Iqbal…. Main utni bhi achi nahi hu jitna tum sochte ho…
Iqbal - Wohi toh aapki saadgi hai…
Supriya - Aisa kuch nahi… waise aaj kuch khaas hai kya jo tum itne ache se tayyar ho kar aaye ho….
Iqbal - Madamji… ek toh aapke saath jaana tha aaj aur doosra….
Supriya - Doosra kya….
Iqbal - Aaj meri biwi ka janamdin hai…
Supriya - Aree wah… meri taraf se bhi unhe happy birthday bol dena…
Iqbal halke se udaas aawaz mein budbudaya - Kaash woh kar paata...
Supriya ko ache se sunai nahi diya - Kuch kaha aapne?
Iqbal - Nahi madamji... kuch nahi...
Supriya - Waise... main aapki sabse khaas baat batayu?
Iqbal - Kuch khaas hoga toh bataiyega na...
Supriya - Aap aisa kyu sochte hai... kitna kuch toh khaas hai aap mein!!
Iqbal - Madamji bas pahuch hi gaye hai... thoda paidal chal kar jaana hoga...
Supriya - Koi baat nahi... chaliye baad mein batati hoon aapko....
Iqbal ne gaadi ko thoda pehle hi parking mein laga diya aur woh dono utar kar us imarat ki aur chalne lage. Supriya ne dekha ki kaafi bheed thi wahan, kuch log toh bas aam log hi lag rahe, kuch shayad bahar se aaye tourists they. Aur kaafi saare log Iqbal ki tarah hi safed kurte pehne they, kuch ne topi laga rakhi thi. Aur fir thodi si aurate burqa pehne us aur jaa rahi thi.
Iqbal kuch seediyon par chadta hua upar ki aur chala jaa raha tha aur Supriya theek uske peeche peeche chal rahi thi. Jaise jaise imaarat paas aa rahi thi, Supriya ko uski khoobsurati aur achi lag rahi thi. Bade bade gumbad aur tarashi hui minnare jaise kisi beete hue zamane ki kahani bata rahe ho.
Seediyon se thoda upar chadd kar Supriya ko ek board dikhayi diya jis par Urdu, Hindi aur English mein likha hua tha ki Gair dharm ke log isse aage nahi jaa sakte they. Supriya woh board padte hi wahin seediyon par ruk gayi. Iqbal kuch aur kadam upar chhada, jas use aabhas hua ki Supriya peeche reh gayi thi.
Iqbal ne peeche mud kar Supriya ki aur dekha - Kya hua Madamji… aap ruk kyu gaye?
Supriya - Aap woh board par dekho kya likha hai? .... waise aap pad sakte ho na?
Iqbal - Jee. bilkul pad sakta hu madamji… aap mujhe anpadh na samjho… dasvi paas hu…
Supriya - Sorry… mera woh matlab nahi tha… woh board par likha hai ki main aage nahi jaa sakti…
Iqbal ne palat kar board ko dekha aur fir do teen kadam neeche Supriya ki taraf badaye - Board par likhe hone se kya hota hai madamji… aur waise bhi kaun poochne wala hai...
Supriya - Par har jagah ke apne niyam kayde hote hai na…
Iqbal - Sabse bade toh upar wale ka kaida hota na… aap fikar mat karo, aap chalo… waise bhi aapko dekh kar koi nahi keh paayega ki aap…
Iqbal ne Supriya se do teen kadam upar khade apna haath uski aur badaya, aur Supriya uska confidence dekh kar uska haath pakadne se apne aap ko rok hi nahi paayi. Iqbal ke uska haath pakde use upar ki aur kheech liya aur woh 2-3 seediyan chhalangte hue Iqbal ke barabar aa khadi hui. Supriya Iqbal ke barabar mein khadi uski aur upar dekh rahi thi.
Usne tabhi gaur kiya ki aas paas log unhe jaate hue ghoor rahe they. Supriya ne Iqbal ka haath chhod diya aur apni aakhein neechi kar li.
Supriya dheemi aawaz mein boli - Log hume ghoor kyu rahe hai?
Iqbal ne palat kar idhar udhar dekha - Madamji…. aapne apna sir nahi dhaka hua na… shayad isliye…. Aap apni chunni se sir dhak lo.
Supriya ne jaldi se apni chunni se apna sir dhaka. Iqbal use aisa karta dekh bas dekhta hi reh gaya. Kitni pyaari lag rahi thi woh. Use gulaabi hote hue gaal, hote par lagte hue uske baal, aur laaz haya se dhaka hua chehra, kisi ko bhi apna deewana bana de.
Supriya ne chunni se sir dhak kar Iqbal ki aur dekha - Kya hua… aise kyun dekh rahe ho… achi nahi lag rahi kya main?
Iqbal - Mash,.'… bahut hi ache lag rahe ho… nazar na lage aapko...
Supriya ke gaal jaise aur surkh laal ho gaye - Ab chale…
Dono saath chalte hue seediyon se upar aaye aur wahan aa kar Supriya ko imarat bilkul saaf dikh rahi thi. Imarat par har jagah bahut hi kalakari se nakkashi ki hui thi. Thodi aur aage chalte hue ek aur board aaya, us par likha tha ki aurato aur aadmiyon ke ghusne ki jagah alag alag thi.
Supriya us board ko padte hue - Lagta hai aapne sahi se socha nahi yahan aane ke baare mein… aisa karte hai main yahan bahar khadi rehti hu, aap andar ho kar aa jayo...
Iqbal - Nahi... aap andar nahi jayengi toh fayda hi kya yahan tak aane ka... andar aap aankhein band karke thodi der baithna, aapko aisa sukoon milega, jaisa kahin nahi...
Supriya - Par ab main akele andar kaise jayu?
Iqbal sochte hue - Aap fikar mat karo… main karta hu kuch intezaam…
Iqbal paas mein mein hi aurato ke entry ki jagah ke paas gaya aur wahan usne paas se jaati hui ek boodi aurat ko aawaz di - Chachi… suno jara…
Aurat - Haan beta… bol…
Iqbal - Chachi andar jaa rahi ho na… (thodi door khadi Supriya ki aur ishaara karte hue, jo unki baat theek se sun nahi paa rahi thi) inko saath le jayogi… inki pehli baar hai yahan…
Aurat - Theek hai beta… le jayungi…. Waise tu toh badi tameez se baat karta hai apni biwi ke baare mein….
Iqbal ab kya hi bolta, use abhi is aurat ki madad chahiye thi aur woh use batata bhi toh kya batata ki Supriya kaun hai. Toh usne haan mein haan milana hi sahi tha.
Aurat - Waise ekdam chand ka tukda hai teri begum toh… thoda aur dhak ke rakh isko burqe mein…
Iqbal - Haan chachi… woh ghar par bhool gaye…
Aurat - Mere paas hai… main du kya?
Iqbal - Nahi nahi… abhi aap bas inhe andar le jayo… abhi ,,., ka waqt toh nahi hai bas thoda bahut idhar udhar dikha dena aur uske baad bahar ka raasta dikha dena…
Aurat - Theek hai beta… kaash mera beta bhi tere jaisa hota…
Iqbal ne Supriya ko paas aane ka ishaara kiya aur uske aate hi use kaha - Ye tumhe andar le jayengi… inke saath chali jayo… 15-20 min mein milte hai yahin par bahar…
Supriya ne haan mein sir hilaya aur us aurat ke saath andar ki aur chal padi. Usne palat ke ek baar Iqbal ki aur dekha, jo wahin khada use jaate dekh raha tha.
Andar ek bada sa hall tha jisme carpet bicha hua tha aur beech beech mein khambe they. Ek jagah beech mein aadmiyon aur aurate ke section alag karne ke liye barricade lage hue they, par door tak us section mein dikhayi de raha tha. Is samay kafi kam log they andar, shayad Sunday tha isliye.
Supriya ek jagah khadi ho kar upar ki aur imarat ki banawat ko dekh rahi thi. Doosri aur saath mein khadi aurat Supriya ko ache se dekh rahi thi, aur usne ek dam se Supriya se pooch liya - Kitna waqt hua shaadi ko??
Supriya ko samajh nahi aaya ki use kaise pata tha ki uski shaadi ho gayi thi, par fir bhi Supriya ne use bata diya - Bas ek saal hone ko aaya hai…
Aurat - Tabhi chehre par itna noor hai… kahan se hai?
Supriya - Waise toh Jhansi se hu… par ab yahin Lucknow mein rahi hu
Aurat - Acha... bas tum dono… tum aur tumhara shohar…
Supriya - Jee haan… bas hum dono…
Aurat - Khushkismat ho… (aurat ne ekdam se Supriya ke pet ko apne haath se halke se chhute hue) … bacche ke baare mein socha hai…
Supriya is aurat ki sawalo se thoda sa pareshaan si ho rahi thi par woh is anjaan jagah par akele nahi hona chahti thi - Abhi toh nahi socha hai…
Aurat - Kyu? Umar nikal jayegi fir karegi kya… aaj kal ki ladkiyan bas apne jism ko saleeqay se rakhne mein khush hai… tumhari umar mein mere teen bacche they…
Supriya - Nahi woh aisa nahi hai… woh bas jab hoga tab hi jayega… abhi bas nahi hua...
Aurat - Tere shohar ko dekh kar toh lagta nahi ki usme koi kami hogi…
Supriya chaunkte hue - Mera shauhar??
Aurat - Haan tera shohar... kya dimaag hai tera ladki… khuda ne bas jism de diya… dimaag nahi… woh dekh wo raha wahan aage khada hai…
Supriya ko bahut door safed kurte mein Iqbal khada dikhayi diya. Is samay itni bheed nahi thi toh woh use door se bhi saaf oata chal raha tha. Kya Iqbal ne is aurat ko bola tha ki woh mera pati hai?
Supriya ekdam se bolne ko hui - Woh mere… (par fir apne aap ko rok liya)
Aurat ne Iqbal ki aur ishaara kiya - Haan woh toh raha… chamak raha hai safed kurte mein…
Supriya ne bas halki se haan ki aawaz bhari - Hmmmm…
Par woh aurat toh abhi bhi bole jaa rahi thi - Waise banno theek bhi hai, abhi tumhari hasne khelne ki umar, kahan abhi se bachho ke chakkar mein fasoge… par waise Maulvi sahab bolte hai ki gubbare ka instemaal nahi karna chahiye…
Supriya - Gubbara???
Aurat honth par ungli rakhte hue - Shhhhh dheere bol le jara… aree gubbara… kya kehte hai use… aree wohi jo uske upar chhadate hai…
Supriya ko kuch samajh nahi aa raha tha - Kiske upar chhadate hai?
Aurat - Tu sach mein apna dimaag dikhwa kahin… tera khasam apne lund ke upar chaddata hoga na gubbara… tabhi toh bachhe nahi abhi...
Supriya ne ganda sa muh banaya aur sochne lagi, oh god, kahan fas gayi thi woh, aur ye aurat pata nahi kya anap shanap bole jaa rahi thi.
Aurat thoda dimaag par zor daalte hue boli - Kandom… haan kandom bolte hai na use…
Supriya - Aapka matlab condom hai shayad…
Aurat - Haan wohi wohi…. Maulvi sahab kehte ki uske bina hi sab karna chahiye… aur sach kahun jab tak andhar khaal mein khaal mehsoos na ho tab tak kya maza aaye… kyu sahi keh rahi hoon na… haye apne din yaad aa gaye...
Isse pehle Supriya kuch kehti, loudspeaker se kisi aadmi ki aawaz aani shuru ho gayi thi, jaise maano Supriya ko bachane ke kiye upar Khuda se hi aayi ho. Supriya ne aurat ko chup hone ka ishaara kiya aur fir wahin neeche carpet par baith gayi aur apni aankhein band kar li. Jaise Iqbal ne bola tha woh yahan apne andar ka sukoon khojna chahti thi.
Par band aankhon mein bhi uske dimaag mein bas us aurat ki kahin baatein hi aa rahi thi. Kal shaam ko jo kaam adhoora reh gaya tha jaise woh use fir se tadpane laga tha aur usne neeche ek halki si nami hone lagi thi. Usne apna dimaag bhatkane ke liye loudspeaker se aati aawaz par dhyaan dene ki koshish kari par use kuch khaas samajh nahi aa raha tha. Par Supriya ne apni aakhein band hi rakhi, taaki use us aurat se baat na karni pade.
Kuch 3-4 minute baad use aisa mehsoos hua ki usne paas koi aur aakar khada hai. Supriya ne aakhein kholi toh ek aadmi jiski daadi badi hui thi woh Supriya ki peeth ke peeche khada tha.
Aurat - Maulvi sahab… assalam walekum...
Maulvi ne Supriya ki aur ishaara kiya - Badi bi… inko pehle nahi dekha yahan, aapki beti hai kya…
Aurat - Nahi ji... meri beti toh isse bahut badi hai...
Maulvi - Acha... wohi main kahun... aap toh itne saalo se aa rahi ho... inko toh nahi dekha...
Supriya ghabra si gayi, agar woh pakdi gayi toh kya hoga. Par isse pehle woh kuch bolti uske saath ki aurat bol padi - Haan mere door ki behen ki bahu hai, pehli baar hi aayi hai, iska shohar woh aage wahan khada hai…
Supriya khade ho gayi aur jo usne abhi us aurat ko bolte suna tha kisi tarah se halka sa sir jhukate hue dohra diya - Aslam walekum..
Maulvi ne teekhi nazron se Supriya ki aur dekha, jaise use asliyat ko parakh raha ho - Kahan se ho bachhe… tumhari jaban thodi alag si hai...
Supriya - Main… yahin se…
Aurat - Aaj hi aayi hai bahar se... thoda dimaag kamzor hai iska… bhool jaati hai... aree woh dekh tere miyan ji bahar ki aur jaa rahe hai.. chal hum bhi chale… fir milte hai Maulvi sahab...
Woh boodi aurat Supriya ko kheechti hui Maulvi se door bahar ki aur le chali, usne Supriya ka ek haath pakda hua tha.
Thoda sa bahar aate hi woh aurat dheere se par teekhi si aawaz mein boli - Agar yahan natak karke ghusna hi tha toh bindi toh hata deti…
Supriya - Kya??
Boodi aurat ne Supriya ki sir ki bindi ki aur apni ungli se ishaara kiya - Aree... bindi… sir ki bindi… tu iske haath lag jaati na aaj, toh ye tera ghosht bana deta…
Supriya ne palat kar us aurat ka chehra dekha aur woh samajh gayi ki uski tazurbekaar nazar uski asliyat pehchan gayi thi.
Aurat - Tab toh tere dulhe raja ko bola tha ki ise burqa pehna de… waise dulha toh hai na woh tera?
Supriya itni ghabrayi si hui thi ki usne bas darr ke maare haan mein sir hila diya.
Aurat - Tere dharam mein nahi mila tujhe koi? Chal koi nahi... tujhe jaldi se uske paas chhod deti hoon...
Dono chalte chalte bahar ki aur aa gaye, aur Iqbal wahin bahar khada unka besabri se intezaar kar raha tha. Iqbal ko dekh kar Supriya ki jaan mein jaan wapas aayi aur chehre par ek badi si smile bhi aa gayi thi, par usne us muskaan ko chhupane ke liye Iqbal ki taraf na dekhte hue doosri aur dekhne lagi.
Woh aurat Supriya ko Iqbal ke paas le gayi aur Supriya ka haath Iqbal ke haath mein pakdate hue boli - Ye lo apni dulhan ko sambhalo… woh toh bhala ho main thi iske saath andar...
Supriya ke soft komal haath Iqbal ke khurdure haathon mein padte hi Iqbal toh jaise poora hil sa gaya. Is samay Supriya ka poora haath uske haath mein tha, andar aate hue seediyon par bhi usne Supriya ka haath pakda tha par tab itne ache se nahi. Supriya ne bhi apna haath hataya nahi aur kuch pal wahin rakha rehne diya.
Aurat - Jodi achi hai tumhari, bas is baawli ka dimaag dikhwayo kahin…
Iqbal ne muskura kar sir jhuka kar us aurat ko aankhon hi aankhon mein shukriya bola, aur Supriya ko apne saath lekar wahan se bahar ki taraf chal diya. Supriya chup chaap Iqbal ke saath chalti rahi, aur unhi seediyon se neeche aa gaye. Wahin neeche jaa kar woh dono ek jagah baith gaye.
Supriya - Iqbal, aap jaante they kya us aurat ko?
Iqbal - Nahi nahi… bas tumhe andar pahuchane ke liye bola tha…
Supriya - Woh bol rahi thi ki main aapki… matlab hum dono ki….
Iqbal - Shayad koi galat fehmi hui hogi inko… maine aisa kuch nahi bola inko…
Iqbal Supriya ki aankhon mein aankh daal ye bol raha tha toh Supriya ko laga ki woh jhooth nahi bol raha hoga.
Supriya - Khair.. jane dete hai ye baat…
Iqbal - Kaisa laga aapko andar… maine dekha tha aap aankhein band karke baithi thi… sukoon mila aapko…
Supriya ab kya hi batati Iqbal ko. Us aurat ne Supriya ko bol bol kar toh kuch aur hi sochne par majboor kar diya tha, aur jo sukoon kahin wapas aa raha tha woh bhi chala sa gaya tha.
Supriya jhooth bolte hue - Haan… mila thoda toh sukoon…
Iqbal - Shukriya aapka bahut bahut yahan aane ke liye… maine toh aapke liye hi dua kari thi andar…
Supriya - Mere liye??
Iqbal - Haan.. aapko har khushi mile aapki jindagi mein...
Supriya - Acha… thank you…
Dono ek doosre ke paas baithe jhijhakte hue se ek doosre ki aur dekh rahe they.
Iqbal - Chaliye… main aapko ghar chhod deta hoon…
Supriya - Haan.. kya time ho gaya? Maine shayad apna phone gaadi mein hi chhod diya tha...
Iqbal - 12 bajne hi wale hai...
Supriya - Oh acha... haan chaliye... kafi time ho gaya hai...
Dono ne khade ho kar wapas gaadi ki aur chalna shuru kar diya.
Posts: 909
Threads: 0
Likes Received: 263 in 213 posts
Likes Given: 61
Joined: Dec 2023
Reputation:
1
•
Posts: 909
Threads: 0
Likes Received: 263 in 213 posts
Likes Given: 61
Joined: Dec 2023
Reputation:
1
Iqwal aur Supriya ki lovestory ko aage bhadha please request hai bhai iqwal Supriya ke begum bna le
•
Posts: 909
Threads: 0
Likes Received: 263 in 213 posts
Likes Given: 61
Joined: Dec 2023
Reputation:
1
Iqwal Supriya ko apni begum banaye
•
Posts: 909
Threads: 0
Likes Received: 263 in 213 posts
Likes Given: 61
Joined: Dec 2023
Reputation:
1
Supriya iqwal se sauhor ki tarah pyar kare bhai please request hai abhi ko ye angle pasand hai dono ke bich koi romantic love story ho jisme sex se bharpur ho
•
Posts: 321
Threads: 0
Likes Received: 72 in 68 posts
Likes Given: 134
Joined: May 2019
Reputation:
1
Posts: 1,021
Threads: 0
Likes Received: 556 in 436 posts
Likes Given: 1,534
Joined: May 2019
Reputation:
11
Nice interesting Update !!! These 7 days are going to be very eventful for her.
Posts: 749
Threads: 0
Likes Received: 319 in 272 posts
Likes Given: 973
Joined: Sep 2019
Reputation:
4
Posts: 2,090
Threads: 2
Likes Received: 991 in 706 posts
Likes Given: 19
Joined: Sep 2019
Reputation:
13
21-04-2025, 07:00 AM
(This post was last modified: 21-04-2025, 07:02 AM by exbiixossip2. Edited 1 time in total. Edited 1 time in total.)
hi
Sriya
ab kuch achha mahsoos hua ...
ab story aage badi kuch Iqbaal or Supriya ki
supriya bhi iqbaal ko apna shohar feel kare or sex seduce kare..
Posts: 2,090
Threads: 2
Likes Received: 991 in 706 posts
Likes Given: 19
Joined: Sep 2019
Reputation:
13
Posts: 909
Threads: 0
Likes Received: 263 in 213 posts
Likes Given: 61
Joined: Dec 2023
Reputation:
1
Iqwal aur Supriya ke bich story ko chalao bhamjja aayega
Posts: 554
Threads: 1
Likes Received: 246 in 167 posts
Likes Given: 406
Joined: Jun 2019
Reputation:
6
Wonderful so exciting update
|