Thread Rating:
  • 85 Vote(s) - 4.73 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Lust and revenge
#81
Stunning and thrilling update ❤️
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.
#82
Very nice, sweet and cute update
Like Reply
#83
Extraordinary and excellent starting
Like Reply
#84
Awesome update, amazing writing
Like Reply
#85
waiting
Like Reply
#86
Superb!Excellent and exciting update
Like Reply
#87
Ekdum top class writing skills
Like Reply
#88
shandaar aur exciting update
Like Reply
#89
wah!wah! bahut khoob,bahut badhiya update,bahut bahut shandaar writings!
Like Reply
#90
Lovely update! vah! bahut bahut mast writings! Hats off!
Like Reply
#91
Update-4



    Agle din subah hui , sab log fresh hoke breakfast ke liye ready the ,..sabhi sadasya dinning table pr aa chuke the . Anupama(kitchen me radha ko awaz lagate hue ): "radha , kya baat hai aaj naasta banne me itni der lyun ho rahi hai". Radha - " maaf kijiyega malkin, aaj thodi der se uthi thi , isliye ". Anupama- " koii baat nahi, jaise hi naasta taiyar ho le aao". Radha - "ji malkin". Anshika - " mummy apne bhaiya bhabhi se baat ki ?, wo log maldives pahunch gye na ". anupama-"haan beta , maine aaj hi baat ki hai , dono pahunch chuke hain ". Ranbir sinde - " are aaj ramu kaka dikhai nhi de rahe hain , kahan hain wo ?". karan -" papa, wo maine unhe car wash karne ke liye bheja hai wahin hain ". ranbir-" achha..achaa". anupama- " achha han , ramu kaka se yaad aya , wo toh kal chale jayenge na , hume unki jagah koii naya naukar bhi hire karna hoga , radha akele sab kuchh nahi sambhal sakti ". Ranbir- " haan karan, tum ek kaam karna , apne secretary vikash ko bolna ki ek servant ka intezam kare , jo sare ghar ke kaam karna janta ho , aur uski puri detail bhi janne ko bolna , jaise pahle kahan kaam krta tha , family background kya hai aur kuch zaroori documants bhi maang lene ko bolna , identity proof ke taur pe ". karan- "ji papa mai aaj hi bolunga vikash ko ". Anshika- " par ramu kaka kyun jaa rahe hain , wo toh itne saalon se yahan kam kar rahe hain ". anupama- " beta , unke gaon se bulawa aya hai , unki patni ki tabiyat kharab hai". anshika - " oh, so sad". itne me radha naasta leke aati hai aur sab log nasta karte hain . nastaa khatm hone ke baad ranbir aur karan office ke liye nikal jate hain . Office pahuch ke karan sabse pahle apne secretary vikash se milta hai ,aur use wo sab batata hai jo rambir ne use kaha tha . karan- " koshis karna , thoda jaldi koi achha sa servant mil jaye , ". vikash - " aap chinta mat kariye sir , main try karunga  kal tak hi servant dhund ke aapko inform kar dun ". karan- "good ". shaam ko ranbir aur sinde ghar aate hain , sablog khana khate hain aur fir so jate hain . Agle din subah hoti hai , sab log naasta karte hain ,Ranbir aur karan office ke liye nikal jate hain . nikalte waqt ranbir , ranbir raamu kaka ko kuch paise de deta hai ,jo ki aaj hai rawana hone wale the .office pahunchne par karan vikash se milta hai , vikash - " sir , maine servant dhundh liya hai , mere ghar jo servant kam karta hai , usi ka dost hai , maine apne servant se pucha hai, achha aadmi hai , sabhi kaam kar leta hai ghar ke , shaam tak mai use aapke ghar bhej dunga , aap baat kar lena . karan- "nice vikash , kaafi jaldi kaam kar diya tumne mera ". vikash- "thanks sir ".

                                               Ek din pahle : vikash shaam ko apnne office se ghar lautata hai, pahunchne par use yaad aata hai ki , ek naukar ko dhundne kaha tha kal tak , vikash thoda pareshan ho jata hai, sochne lagta hai kahan se intezam karun itni jaldi. Fir uska naukar raju coffee leke aata hai aur vikash ko de deta hai , vikash ko sochte hue dekhkar , raju puchhta hai , "kya baat hai sahab , thode tension me lag rahe hain aaj". Vikash- "are raju woh kya hai ki boss ne ek servant dhundne ko kaha hai , wo bhi kal tak , ab samajh nhi aa raha , itni jaldi kaise dhund paunga" . Raju kuchh sochta hai aur fir kehta hai, " sahab , hum aapki madad kar sakte hain isme ". vikash - " wo kaise , kya tum kisi aise ko jante ho , jo sare kaam kar sake ghar ka aur bharose ka bhi ho". raju- " haan sahab mera hi ek dost hai , mai jis basti me rehta hun , wahin rehta hai". Vikash - " abhi wo kya karta hai ". raju- " abhi wo ek factory me kaam karta hai , jo samano ko idhar udhar karta hai , bol raha tha , use ye kaam thik nhi lagta , mehnat bhut jyaada hai aur paise bahut kam , agar ye naukar wala kam use mil jaye toh uske liye bhut achha hoga sahab ". vikash- " tum jaante ho , kahan kam karna hai use ". raju - "haan sahab , aapke boss yani sinde sahab ke ghar sinde mansion na ". vikash-" bilkul, wo log bahut bade log hain , lihaja unka naukar bhi waisa hona chahiye jo sabhi kaam kar sake aur jispar bhrosa kiya jaa sake". raju- " aap uski tension na lijiye saab , wo sabhi kaam kar leta hai, aur bharose ka bhi hai, iski guarantee mai deta hun". vikash- " thik hai , tum keh rahe ho toh mai use sinde mansion me kaam pe rakhwa dunga , tum use bata dena ki , kal hi use wahan jana hoga ". raju- " jaisa aap kahein sahab , main aaj hi use batata hun ". viskah - "hmm,thik hai".

                                                                      raat ke 9 baje ,raju apna kaam khatam karke vikash ke ghar se apne basti, ke liye nikalta hai .usi basti ke ek chhote se ghar me ek saksh apne khatiye par besudh pada hua hai, uske bagal me ek daru ki boottle hai, jisse pata chal raha hai ki , wo daru pike so raha hai, darasal ye sakhsh koii aur nahi balki wahi hai, jiske bare me raju ne vikash ko bataya tha , yani raju ka dost. kuchh der baad raju uske chhote se kamre me aata hai,use besudh pada dekhkar raju(mann me)- "sale ne aaj bhi chadha rakhi hai , pata nhi kab kam karega ye daru pina , chalo achha hai ab sinde sahab ke yahan kaam krega toh daru ke latt bhi chhut jayegi ". raju uske pass aakar - " uth be piyankar , sala ,jab dekho tab sharab ke nashe me dhut rehta hai . uska dost ab bhi nhi uthtta , toh raju use hath lagake uthata hai . shaksh( halke nind me )- "kya hai be raju , sone de na , kyun pareshan kar raha hai". raju- " abe uth tere se kuchh zarroori baat karni hai , tere liye ek naya kaam dhund ke laya hun". raju ka dost- " sale ek kaam kam nhi hai , jo tu naya dhund ke laya hai". raju- " abe lawde , naya matlab, ab tujhe us factory me kaam nhi karna padega , khin aur kaam karna hai tujhe wo bhi jyada mushkil nahi ". dost - " aisa kya kaam hai be ". raju- "tujhe ek bahut bade ghar me naukar ka kaam karna hai, jo lagbhag sabhi kaam kar sake ". dost- " are yaar ye naukar chakar wala kaam maine kabhi kiya nhi hai , mujhse nhi ho payega" . raju- " sale , toh pahle kaun sa rajaon wala kaam karta tha , ek hotel me toh kaam kiya hi hai na tune aur tujhe yahan slary bhi jyada milegi, abhi wale kaam ke sare paise toh tu daarubazi aur randibazi me uda deta hai , aur rahne ke liye quarter bhi milega wahan , yahan basti me nhi rehna padega  , sala kitna ka khusnashib hai tu , itna achha kam mil raha hai , mujhe milta toh ek jhatke me haan kar deta aur tu hai ki naatak kar raha hai ". dost -" wo sab toh thik hai yaar , par mai wahan rahunga toh tere se milna julna kam ho jayega aur daaru bhi nahi pi paunga saala". raju- " abe janta bhi hai , ki jahan tujhe bhej raha hun , wo kinka ghar hai ". dost- "kaun hai , ye bhi bta de ". raju- " maharashtra ke mashoor aur raees  buisiness man ranbir pratap sinde". jaise hi ye naam us shaksh ke kaan me padta hai , wo shaksh uth ke baith jata hai aur ekdum hairan ho jata hai . raju -" dekha chaunk gaya na naam sun ke . dost-" wahi ranbir paratap sinde , jinke pita ranvijay pratap sinde the , jinka textile ka buisiness hai ". raju- " haan han wahi , tu toh janta hai unke bare me ". raju ka dost kuchh sochne lag jata hai, is duaran uske chehre par thoda gussa saaf dekha ja sakta tha . fir raju use tokte hue - " abe kya sochne laga , karega na kaam , achha mauka hai bhai , isse achha kam nhi milega ".dost- " han dost karunga, zaroor karunga , tu bta mujhe kab jana hoga whan ". raju - "kal hi jana hai tujhe saam ko , taiyar rehna ". dost -" haan han thik hai". raju - "chal , ab main chalta hun tu aram se so ja ". aisa keh ke raju wahan se nikal jata hai , uske nikalne ke baad wo sakhs , bhut der tak kuchh sochta hai aur fir so jata hai .

                                    prsent day: shaam ke 7 baj rahe the , ranbir aur karan ghar wapas aa chuke the . sinde parivar ke sabhi log(anshika ko chhor ke) bahar garden me time spend kar rahe the . mansion aur garden  ke charo or ligts lage hain, jisse raat me bhi ujala lagta hai. garden me hi baithne ke liye round table aur kuchh kursiyan rakhi hui hai. sabhi log wahin baith ke kuchh pal bita rahe the . tabhi mansion ke main gate par ek shaksh ki entry hoti hai , watchman aur uske bich kuchh batein hoti hain aur fir watchman use andar jane ki permission de deta hai . garden me hansi mazak kar rahe sinde parivar ko iss baat ka bilkul bhi andaza nahi hai , ki jo shaksh abhi unke ghar me dakkhil ho raha hai, wo ksisi kayamat se kam nhi . aage chalke yahi shaksh kisi ko nayak lagega kisi ko khalnayak , lekin kuchh bhi lage , itna toh tay hai ki jo aadmi is saahi parivar ke saahi ghar me enter kar raha hai , wo iss parivar ke sabhi sadasyon ki jindagi badal dega , khaaskar is parivar ki mahila sadasyon ki , wo yahan aisa khel rachayega , jis khel me vaasna ( lust ) bhi hoga aur saalon se dhadak rahi badle ki aag bhi(revenge ) , jis khel me khelne wala toh yeh shakhsh khud hoga , lekiin uske isare par khelne wale khiladi ya yun kahe khiladin , is ghar ke honge . toh bane rahiyega ,iss atayant hi romanchak aur kamotejak khel me , jiska naam hai , lust and revenege.....
Like Reply
#92
bahut hi mast aur behad hi shandaar kahaani
Like Reply
#93
बिल्कुल दिमाग हिला देने वाला अपडेट! शानदार लेखन! Namaskar Namaskar Namaskar
Like Reply
#94
faddu aur fataka update!dashu aur dashing wriitngs! Hats off
Like Reply
#95
kamaal hai yaar,ekdom kamaal ka update! Please keep rocking
Like Reply
#96
Aur ek fantastic update
Like Reply
#97
Ekdum superb update
Like Reply
#98
Super duper hit story writing
Like Reply
#99
Lovely update, Lovely story, Lovely writing ✍️
Like Reply
Romanchak update
Like Reply




Users browsing this thread: 1 Guest(s)