Posts: 646
Threads: 2
Likes Received: 235 in 160 posts
Likes Given: 681
Joined: Jan 2023
Reputation:
28
Ammi to ab kiya karega kuch nahi bas use apne mohabbat ka ehsas delaoga phir agge dekhta hoon hota hai kiya. Ammi dekh na kahi der na ho jaye. Such raho koi uda ke jaye. Nahi ammi mujhe pura viswas aisa kabhi nahi hoga. Ammi tum itana yakin ke sath kaisa kah sakte ho. Ammi main use acche se Janata hoon. Ammi lagta hai tum dil se mohabbat karte ho. Mein haa. Ammi der kis baat ki zaldi milao mere bahu se haa ammi Sabse pahle aap se milaoga use ammi zyada intzaar mat karna.mujhe Main haa ammi zaroor
Posts: 173
Threads: 0
Likes Received: 27 in 22 posts
Likes Given: 10
Joined: Jun 2023
Reputation:
0
Are bhai ak to chota chota update dete ho aor Etna let dete ho
Posts: 646
Threads: 2
Likes Received: 235 in 160 posts
Likes Given: 681
Joined: Jan 2023
Reputation:
28
Ab ammi boli. Mere bahu ko zyada prisan mat karna main abhi bahu bani abhi se us side lene lagi. Ammi tabhi to. Tujhse aur zyada. Mohabbat karegi. Main kuch samajh nahi dekha jis ammi kharab hoti matlab saas woh ladki such mein. Bahut time lati.hai agar saas achchi rahi. zaldi se ladki haa kar deti hai ammi baas ek baar. Bahu se Mila de sab sahi kar dogi
Posts: 173
Threads: 0
Likes Received: 27 in 22 posts
Likes Given: 10
Joined: Jun 2023
Reputation:
0
Ek story ek saal me pura karoge
Posts: 646
Threads: 2
Likes Received: 235 in 160 posts
Likes Given: 681
Joined: Jan 2023
Reputation:
28
Usake baad phone aaya baat kar ne laga. Call cut gaya. Ammi ki ek ek baat. Par hasi aa raha tha. Mere bahu se Mila do ammi kiya pata main unake bare mein baat kar raha hoon. Main akela galary haas raha. Tha jab ammi ne dekha mujhe ammi mere paas aa kar boli lagta hai tujhe. Bahu yaad aa Rahi hai. Main Aisa koi baat nahi. Ammi agar Aisa koi baat hai jaa mil ke aa jaa ammi sach bata kis ke bare. Mein such raha tha main aapke Bahu ke bare mein. Ammi lagta hai mera beta deewana ho gaya hai usake mohabbat mein
Posts: 173
Threads: 0
Likes Received: 27 in 22 posts
Likes Given: 10
Joined: Jun 2023
Reputation:
0
Etna chota update Dene se acha mat do na banghead:
Posts: 646
Threads: 2
Likes Received: 235 in 160 posts
Likes Given: 681
Joined: Jan 2023
Reputation:
28
Sach mein dewana ho gaya hoon ammi aapke Bahu ke mohabbat mein thoda der aur baat kiya ammi se phir room gaya kuch kapda dhona tha. Jab lake wapas aya to. Ammi dekhi tu kahne lagi rahne de main khud dhoo doni kapde. Nahi ammi Aaj free hoon. Main dho luga ammi boli Aaj ke kabhi kapde mat dhona main bola is phale. Kapde dhota thaa main ammi ne kaha pahle kuch nahi karta tha ab tu kaam karta hai. Is liye bahar kaam ke alawa Ghar ke koi kaam nahi karega. Jo aurat kaa kaam ho
Posts: 646
Threads: 2
Likes Received: 235 in 160 posts
Likes Given: 681
Joined: Jan 2023
Reputation:
28
Ammi thik hai main koi Ghar kaam nahi karoga. Phir Kuan karega Ghar ka kaam. Ammi jab Tak tere Biwi nahi aa jati tera haar kaam main karogi main ammi ek baar phir such lo. Baad mein kabhi inkaar kiya to ammi kabhi nahi karogi. Main thik ammi Wada kijiye ammi mera Wada Raha. Bahan aa gayi boli bhaijaan aapko bahar. Nahi jana kiya. Abhi to nahi jana hai. Kuch lana bata doo haa bahan kuch Book ? lana tha. Main la doga. Bahan boli main aapni saheli. Ghar jaa rahi hoon shaam Tak Ghar ayoogi. Aap ammi bata Dena. Main jaa rahi hoon. Woh chali gayi. Main Ghar pe tha. Mera maan nahi lag raha tha to sucha bahar se goom ke aata hoon. Jab main jaa raha tha. Ammi sabnam aapni. saheli ke paas gayi hai. Sham Tak Ghar ayoogi. Ammi abhi aap free Ho kyun
Posts: 173
Threads: 0
Likes Received: 27 in 22 posts
Likes Given: 10
Joined: Jun 2023
Reputation:
0
1 saal lgaye ga kya pura karne me