14-01-2022, 12:41 PM
Aaj mujhe samajh main nahi aata ki main khud ko kya kahu. Main bahut khush bhi hoon kyuki iss sansar main jeevan vyapan ke liye jo kuch chahihiye wo sab kuch mere pass hain par usko paane ke liye mujhe itna neeche girna pada ki kabhi kabhi meri antaraatma mujhe jhanjod deti hain aur aatmglani se man itna bhar jata hain ki jee karta hain ki main iss jeevan ka ant kar doon. Ashirwaad ya Abhishaap kya hain mere jeevan ka astitva? Jo kuch mujhe mila wo kisi ka ashirwaad hain ya phir ye eik abhishaap hain jisse mujhe jeevan bhar saath leke chalna padega. Faisla ab apko karna hain kyuki main iss jeevan ki katha apke samaksh rakhne jaa raha hoon. Umeed hain ki aap mujhe sahi rasta dikhayenge.
Main Aatish, aaj meri umar 24 saal hain par main apko 5 saal pehle leke chlta hoon mere sapne main.
Main: Nahi papa mujhe bahut dard ho raha hain.......pls Papa
Papa: Thoda sa dard sehle mere bache, Tujhe jeevan bhar koi dard nahi rahega, tu iss sansar main sarvshresth hoga.
Main: Nahi Papa mujhe nahi banna kuch, main aisi hi theek hoon..... itna mota injection aap mujhe 15 dino se roj lagate hoon, muje pure din dard rahta hain, college main bhi neend aati hain.... pls papa aaj nahi......
Papa: Mere bache bas aaj last hain phir nahi lagana padega, main nahi chahta ki jiss zillat se mujhe guzarna pada hain tu bhi guzre, tujhe kuch na aisa sehna pade jo maine saha hain. Tu wo kam karega jo main na kar saka. Bas ab tuhi meri akhiri umeed hain.
Papa ki aankho main bahut dard tha jo main tab na samajh saka lekin aaj jab uss sapne ko sochta hoon to wo dard itna gehra tha ki sirf wohi insaan samajh sakta tha jo isse guzra hoon. Aankhon main aansu bhi the jo uss dard ki gawahi de rahe the. Uss dard aur aansu ke beech unhone mujhe wo injection meri peeth main laga diya....
Main : Aaaahhhhhhhh paaapppppaaaaa dard ho raha hain
Main uss dard se bilakhta raha par papa nahi maine aur sara serum meri spinal cord main ghused diya. Phir eik cheenk ke saath meri aankhe khuli
Papa: Nahi ye nahi ho sakta, main fail nahi ho sakta meri tapsaya bhang ho gayi........mujhe jeene ka koi hak nahi hain.........main khatam ho gaya hoon........mujhe mar jaana chahiye.
Papaaaaaaaaa iss cheekh ke saath meri aankhen khul jaati hain aur main khud ko apne kamre main pata hoon. Aaj uss baat ko 10 saal beet gaye lekin lagta hain jaise kal ki hi baat hoon. Uss raat maine akhiri baar apne papa ko dekha tha. Maa ko to kabhi dekha hi nahi kyuki papa aur bua ne bataya tha ki mujhe anathalya se god liye hain. Par uss eik raat ne meri zindagi hi badal di. Papa ke jaane ke baad main na jaane kitne din behosh raha. Mujhe hosh aaya to main hospital main tha aur mere paas sirf bua thi. Wapas aake mujhe eik naya naam mila GANDMARA..........