Posts: 372
Threads: 0
Likes Received: 94 in 88 posts
Likes Given: 9
Joined: May 2019
Reputation:
0
01-11-2021, 09:24 PM
(This post was last modified: 01-11-2021, 09:26 PM by Vihaan. Edited 2 times in total. Edited 2 times in total.)
Bohat he shaandaar update tha bhai jaisa ki apna kha ki ye apki pehli story hai pr jaisa apne update diya hai ushe padhkar ye bilkul bhi nhi lagta ki aap pehli bar story likh rhe hai bohot he vyavasthit update tha Or story interesting lag rhi hai Maan-pur gaav me choriyaan Or bahu ka 3 saal baad kmre se bahar aana ye sb raaz jaanne ko mein bohot besabr hu or agle update ka besabri se intezaar rhega update jaldi dene ki koshish kare or ek request ye rhegi k jada comments na aane pe story band karne ki mat sochna jaise jaise story aage badegi readers judte jayega
Waiting for more updates
Posts: 266
Threads: 1
Likes Received: 262 in 172 posts
Likes Given: 140
Joined: May 2019
Reputation:
1
Start is great..!!
Suspense bhi accha banaya hai..!
waiting for the next superb update!!
Posts: 82
Threads: 2
Likes Received: 96 in 41 posts
Likes Given: 30
Joined: Oct 2021
Reputation:
6
(02-11-2021, 07:48 AM)Mgaya Wrote: Start is great..!!
Suspense bhi accha banaya hai..!
waiting for the next superb update!!
•
Posts: 82
Threads: 2
Likes Received: 96 in 41 posts
Likes Given: 30
Joined: Oct 2021
Reputation:
6
(01-11-2021, 09:24 PM)Vihaan Wrote: Bohat he shaandaar update tha bhai jaisa ki apna kha ki ye apki pehli story hai pr jaisa apne update diya hai ushe padhkar ye bilkul bhi nhi lagta ki aap pehli bar story likh rhe hai bohot he vyavasthit update tha Or story interesting lag rhi hai Maan-pur gaav me choriyaan Or bahu ka 3 saal baad kmre se bahar aana ye sb raaz jaanne ko mein bohot besabr hu or agle update ka besabri se intezaar rhega update jaldi dene ki koshish kare or ek request ye rhegi k jada comments na aane pe story band karne ki mat sochna jaise jaise story aage badegi readers judte jayega
Waiting for more updates
Thank you so much bhai
Bahut time laga ye janne me ki story kaise readers ko attractive lagegi , likhne ka tarika kya hoga....aur saath hi bade writers se bhi pata karna pada ki kahani me photos kaise add karte hai .
Posts: 196
Threads: 0
Likes Received: 123 in 105 posts
Likes Given: 334
Joined: Jun 2019
Reputation:
1
Fir of congrats brother for new story....
Starting bahut bdiya hai.... Thakur indrajit acha insaan lagta hai or Shayad tharki bhi.... gayatri devi indrajit ki patni pativrata hogi jaroor ye....or iski bahu ko kya ho gya jo 3saal se niche nhi aayi ....shayad pati maar gya hoga ...kanta nokrani jaroor bahu ke saath kuch kregi ....
Dekhte hai aage kya majedar hota hai....
And waiting for next update brother
Posts: 82
Threads: 2
Likes Received: 96 in 41 posts
Likes Given: 30
Joined: Oct 2021
Reputation:
6
(02-11-2021, 02:24 PM)raja shri Wrote: Fir of congrats brother for new story....
Starting bahut bdiya hai.... Thakur indrajit acha insaan lagta hai or Shayad tharki bhi.... gayatri devi indrajit ki patni pativrata hogi jaroor ye....or iski bahu ko kya ho gya jo 3saal se niche nhi aayi ....shayad pati maar gya hoga ...kanta nokrani jaroor bahu ke saath kuch kregi ....
Dekhte hai aage kya majedar hota hai....
And waiting for next update brother
Thank You
•
Posts: 82
Threads: 2
Likes Received: 96 in 41 posts
Likes Given: 30
Joined: Oct 2021
Reputation:
6
A Short History Of Vasant-Vihaar -
Maan-Pur riyasat ke rajwado ki shaan maane jaane waali haweli " Vasant-Vihar " ki chakka-chaundh ke aage baaki ki sabhi haweliyan fiki thi....
Haweli ki aalisanta aur sundarta dekhne laayak thi...log haweli ki sundarta ko dekhkar mohit ho jaate the....
Pachaso naukar naukraniyan haweli ki dekh rekh ka kaam kiya karte the....aur is haweli me kaam karne ko apna sobhagya maante the....
Lekin pichle 4 saalo me Haweli me aisi ghatna hui ki koi isse ubhar nahi paaya ( Haweli ek viraana sa ban gayi thi )....aur yah sadma haweli ke maaliko ko buri tarah chubh sa gaya.....Jiske baad dhire dhire haweli ki shaan-shaukat kam hone lagi aur kaam karne waale naukar-chakar bhi haweli chorkar chale gaye.....
To aaiye jaante hai Haweli ka itihaas -
Maan-Pur ki shaan " Vasant-Vihar haweli ko Maharaj Shakti Singh Thakur ne banwaya tha....us samay Haweli bahut hi sundar aur khushaal thi....
Haweli ke poore 25 kamre shaahi logo aur mehmaano se bhare rahte the....haweli me kaam karne waale naukar iski saaf safai karke sundarta aur badha dete the.....
Lekin desh aajad hone ke baad Thakuro ki riyasat aur shasan poori tarah toot gaya tha....par uski shaan abhi kahi nahi gayi thi....Log abhi bhi Thakuro ko Maharaj kahke bulate the....
Shakti Singh Thakur ki shaadi ke baad do santaan hui -
" Bada beta Ravindrajeet Singh Thakur aur Chhota beta Indrajeet Singh Thakur "....
Bada beta Ravindrajeet suru se hi aiyaasi jaisi buri aadto me pad gaya tha aur shaadi se pahle hi uski maut ho gayi thi.....
Chhota beta Indrajeet bada hua aur uski shaadi ek unche khandan me ki gayi unki patni ka naam tha Gayatri Devi....
Gayatri Devi ne aage chalkar ek bete ko janam diya jiska naam tha - Thakur Vikram Singh....uske baad unhe aur koi bachha nahi hua...
Indrajeet aur Gayatri devi ka iklauta beta Vikram Singh hi ab iss haweli ka waarish tha , jiski suru se padhai likhai videsh me hi hui thi....
Videsh me rahkar hi vo jewelry ka business bhi karne laga tha....apne gaav Maan-Pur vah saal me bahut kam baar hi aata tha.....lekin jab uski shaadi ki baat chalne lagi to Gayatri devi ne usko vahi rok liya videsh nahi bheja....
Dhire dhire uski shaadi ki baat aage badne lagi aur uska rista Kuwar khandan ki eklauti beti Kavita se hua.....Kavita dikhne me bahut hi jyada Sundar thi aur jab uski shaadi hui tab vah kewal 25 saal ki thi....
Shaadi ke baad Vikram Singh Kavita ke saath grahsthi jeewan me bandh gaya....jiske baad se vah videsh nahi gaya....dono pati patni me pyar bhi gahra hota chala gaya....
Shaadi ke ek saal baad Vikram ko videsh se kisi ka sandesh aaya jisme usko btaya gaya ki use karodo ka contract haath laga hai.....Bass phir uske baad Vikram apna saman baandh kar jaane ke liye taiyaar ho gaya....
Uske pariwar waalo ne use bahut roka lekin vah nahi maana....apni marzi chalakar vah chala to gaya lekin jab lautne ka vakht aaya to uski laash hi videsh se vaapas aayi.....
Ye sadma uske pariwar me koi bardast nahi kar saka.....poora Thakur khandan toot kar bikhar gaya....Mahino tak koi sambhal nahi paaya....aakhir Vikram eklauta jo tha....
Vikram ke jaane ke baad sabse bada sadma uski patni Kavita ko laga , nayi nayi shaadi hui thi us bechari ki to itni jaldi usne apna pati kho diya tha.....aur sabse badi baat iss 1 saal me vah garbhwati bhi nahi hui thi jisse kisi waarish ko janam de sake....
Iss sadme ke baad haweli ki shaan ghatne lagi kyoki Thakur khandal poori tarah bikhar sa gaya tha....naukaro ko paise na milne ki vajah se vo kaam chorkar chale gaye the.....
Haweli ke 25 kamare bhi band se pad gaye the....Dhire dhire Thakur Indrajeet ne sadme se bahar aakar haweli ki thodi bahut shaan bachayi lekin uska jyada fayda nahi nikla.....naukar saare chorkar chale gaye the....
Kavita ne uske baad se kamre se bahar niklna band kar diya tha.....3 saalo se vah kamre se bahar nahi aayi thi aur na hi kisi se milti jhulti thi....sab use samjha kar thak gaye the lekin usne kisi ki ek na suni....
Haweli me koi naukar bacha tha to vo tha haweli ka vafadar - Bheema.....aur pichle 3-4 mahino se kaam par nayi nayi lagi Kanta....
Bheema aur Kanta hi ab haweli ki jimmedari sambhale hue the.....Bheema hi Kanta ko haweli par kaam karne ke liye laaya tha.....
Kanta ko Gayatri Devi se haweli ke ithihaas aur bahu Kavita ke baare me pata chala to uska bhi dil dahal utha....
Lekin Kanta ne Kavita ke baare me suna to usne bhi Gayatri Devi se kah diya ki aap chinta mat kijiye mai ek baar phir se chhoti malkin ko pahle jaisa bana ke rahugi....
...
...
Posts: 82
Threads: 2
Likes Received: 96 in 41 posts
Likes Given: 30
Joined: Oct 2021
Reputation:
6
Vasant-Vihar Introduction -
Thakur Indrajeet Singh -
Age - 54 saal
Achhi khasi kad khathi , chehre par safed daadi muchh , chauda balwan shareer , imandar aur buddhijivi....
Apne bete ki maut ke baad Indrajeet Singh kuch mahino tak besudh rahe....lekin jab Vasant-Vihaar ki shaan doobne lagi to inhone apne aap ko sambhala aur phir se ek juth hone ki kosis ki....
Bhale hi Thakur Indrajeet Singh ke yaha se sabhi naukar kaam chhot gaye the....lekin gaav me to inka abhi bhi bahut samman hai , gaav walo ko kabhi bhi madad ki jarurat hoti hai to wo inhi ke paas aate hai aur madad lete hai....
Bhale hi Indrajeet ka rutba uncha ho lekin vo sabhi logo ka aadar samman ke saath karte hai , vo chahe inse bada ho ya chhota....
Gayatri Devi -
Thakur Indrajeet ki patni Gayatri Devi ki umra 46 saal hai......
Maan-Pur gaav ki maalkin Gayatri Devi bhi swabhav me apne pati ke jaisi hai.....gaav walo ka saath aur unka aadar sabhi cheejo me avval hai....bss padhai ko chorkar kyoki ye anpadh hai.....
Jab se Vikram Singh ka janam hua tha tab se inko pooja paath ki aadat pad gayi thi...aur isliye ye har shaniwar ko gaav se door Balaji ke mandir me pooja karne apne pariwar ke saath jaati hai...
( Vikram ki maut ke kuch dino tak pooja band thi lekin inhone use phir suru kar diya hai...)
Thakur Vikram Singh -
Vasant vihar haweli aur thakur khandan ke iklaute warish the Vikram Singh.....jinki maut 4 saal pahle ho chuki hai......
Kavita -
Vasant-Vihaar ki bahu ya chhoti malkin Kavita ki age - 28-29 saal hai....achhi hight , sundar shareer aur thik thak padhi likhi hai....
Lekin Vikram ki maut ke baad se 4 saal tak inhone apni iss sundarta ko kamre ki chaar diwari me kaid kar liya tha.....na kisi se milna julna , na kisi se jyada baatcheet.....Din raat apne bistar par gum me pade rahna bas ye hi kiya tha inhone pichle 4 saalo se....
Inke kamre ka darwaja ek maatr tab khulta tha jab ye khana khati thi....aur khana bhi inko Gayatri Devi ke dwara ji khilaya jaata tha.....kisi aur ke haath se to khati bhi nahi thi.....
Pahle Kavita bhi apni saas ke saath Balaji ke mandir me jaakar pooja paath karti thi....lekin jab se Vikram ki maut hui thi tab se inka bhagwan se viswas toot sa gaya hai.....aur pooja paath bhi chor diya hai...
Bheema -
[img]https://i.ibb.co/BtvC;;''..,ages-1.jpg[/img]
...Bheema aur uska pariwar bahut saalo se Thakur khandan ke vafadar rahte aaye hai....iski umra 40 saal hai aur Thakur Indrajeet Singh ke ek pariwar ke sadsya jaisa hai.....
Haweli ke bahar ki taraf hi ek kamre me bheema rahta hai.....vafadari ke saath saath Bheema haweli ke bahut saare kaam dekhta hai....swabhav me Bheema sharmila aur kam bolne wala hai...
Bheema ne hi Vikram Singh ki maut ke baad kuch mahino tak poore Vasant-Vihaar ko sambhala tha...
Iss vafadari karne ki vajah se bheema ne shaadi nahi ki.....
Kanta -
Haweli me saaf safai aur rasoi ka kaam karne wali Kanta ki umra 35 saal hai.....Kanta yaha pichle 3-4 mahino se hi kaam kar rahi hai....lekin itne se dino me hi bo haweli me bahut chahiti aur vafadar ban chuki hai....
Kanta dikhne me kuch jyada khaas nahi hai....lekin iska shareer baaki aurto se kuch hatke lagta h.....vo haweli ke piche ek chhote se ghar me akeli rahti hai....
( NOTE - Dosto ye do update mai jaldi me de raha hu agar isme koi kami ya galti hoti hai to mai inko update kar sakta hu )
..
..
Posts: 98
Threads: 1
Likes Received: 12 in 9 posts
Likes Given: 116
Joined: Oct 2021
Reputation:
1
Posts: 372
Threads: 0
Likes Received: 94 in 88 posts
Likes Given: 9
Joined: May 2019
Reputation:
0
Acha update tha bhai aap bohot sahi likh rhe ho vikram ki mouth hue thi ya hatya..?
Posts: 266
Threads: 1
Likes Received: 262 in 172 posts
Likes Given: 140
Joined: May 2019
Reputation:
1
Good update again...
Lots of suspense... thieves and Vikram's death...!!
We know who is the heroine...but not sure who is going to be the hero or anti-hero for the story..!!
Awaiting
Posts: 82
Threads: 2
Likes Received: 96 in 41 posts
Likes Given: 30
Joined: Oct 2021
Reputation:
6
(02-11-2021, 05:31 PM)Vihaan Wrote: Acha update tha bhai aap bohot sahi likh rhe ho vikram ki mouth hue thi ya hatya..?
Thank You
•
Posts: 82
Threads: 2
Likes Received: 96 in 41 posts
Likes Given: 30
Joined: Oct 2021
Reputation:
6
(02-11-2021, 03:47 PM)Loru12345678 Wrote: Nice bro keep it up
Thanks
•
Posts: 82
Threads: 2
Likes Received: 96 in 41 posts
Likes Given: 30
Joined: Oct 2021
Reputation:
6
(02-11-2021, 10:58 PM)Mgaya Wrote: Good update again...
Lots of suspense... thieves and Vikram's death...!!
We know who is the heroine...but not sure who is going to be the hero or anti-hero for the story..!!
Awaiting
Thank You Bhai
•
Posts: 82
Threads: 2
Likes Received: 96 in 41 posts
Likes Given: 30
Joined: Oct 2021
Reputation:
6
Dosto mai aapko batana chahta hu ki maine Vikram ki death ko lekar koi suspense nahi bnaya hai....mai chahta to bana leta , lekin usse story bahut lambi ho sakti hai....
Isliye aap uski maut ko accidental maan sakte hai...
Thanks.
•
Posts: 82
Threads: 2
Likes Received: 96 in 41 posts
Likes Given: 30
Joined: Oct 2021
Reputation:
6
Koi mujhe bata sakta hai ki Story ko rating kis hisaab se milti hai .
Please jaldi se comment karke batao....
•
Posts: 372
Threads: 0
Likes Received: 94 in 88 posts
Likes Given: 9
Joined: May 2019
Reputation:
0
•
Posts: 196
Threads: 0
Likes Received: 123 in 105 posts
Likes Given: 334
Joined: Jun 2019
Reputation:
1
Mere hisab se to story 10/10 hai bhai mat likh rhe ho aap....
Posts: 82
Threads: 2
Likes Received: 96 in 41 posts
Likes Given: 30
Joined: Oct 2021
Reputation:
6
(05-11-2021, 09:01 PM)raja shri Wrote: Mere hisab se to story 10/10 hai bhai mat likh rhe ho aap....
Thank You Bhai....
•
Posts: 82
Threads: 2
Likes Received: 96 in 41 posts
Likes Given: 30
Joined: Oct 2021
Reputation:
6
06-11-2021, 02:58 PM
(This post was last modified: 06-11-2021, 05:29 PM by LODY BHAI. Edited 4 times in total. Edited 4 times in total.)
What secret brought Kavita out of the room
Sidhiyon se payal ki madhur aavaj karte hue ek sundar saree pahne Kavita niche utar kar aati hai.....Kavita ko kamre se bahar dekh Gayatri Devi fooli nahi sama rahi thi....
Kavita dhire dhire apne pairo ko aage badhati hui aati hai aur niche jhuk kar Gayatri Devi ke pair chhuti hai..... Gayatri Devi use aasirwad dete hue apne gale se laga leti hai rone lag jaati hai.....
Kanta vahi khadi un dono ko gale milte dekh badi khus ho jaati hai.....Kavita dhire se piche hatkar apna haath upar le jaati hai aur Gayatri Devi ki aankho se bah rahe aansuo ko pochne lagti hai.....
Lekin Gayatri Devi usko vaapas apne seene se lagakar iss bar aur teji se rone lag jaati hai.....ye dekh Kanta beech me hi bol padti hai - Malkin aaj ka din rone ka nahi hai balki khusi manane ka hai.....Chhoti malkin itne salo baad apne kamre se bahar jo aai hai ...Lagta hai ye sab aapki pooja paath ka asar hai....
Gayatri Devi Kavita ko piche hata-ti hai aur bolti hai - ha Kanta lagta hai bhagwan ne meri sun li.....aur itni prarthna ka asar aaj dikha hi diya....
Kavita thode dukh aur mayusi ke saath apni gardan niche jhuka leti hai kyoki use pata tha ki vo ye sab kyu bol rahe hai....
Gayatri Devi ne dekha ki Kavita ne apna sir niche jhuka liya hai aur vo dukhi hai to usne Kavita ka sir upar uthaya aur kaha - ae bahu tu kyu udaas hoti hai ri....jo hona tha vo sab ho chuka , un baato ko ek bura sapna samjh kar bhula de aur phir se khusi ke saath apna jeevan jee.....
Jab Kavita ne Gayatri Devi ke muh se ye suna to uski aankho me khusi ki lahar chha gayi aur vo phir se jhuk kar apni saas ka aasirwad leti hai aur apne kamre me chali jaati hai.....
Kavita ke jaate hi Gayatri Devi ne Kanta ki aur dekha aur kaha - kya hua bahu ko aaj....4 saal baad apne kamre se bahar aai hai....
Kanta muskurate hue - malkin lagta hai sab aapki pooja paath ka asar hai....
Gayatri Devi ne bhi apni aankhe band ki aur bhagwan ko yaad karte hue kaha - hey bhagwan aapka lakh lakh sukra hai aapne meri sun li....bass ab aapse anurodh hai ki bahu ko pahle jaisa hasta khelta bhi bana de..........
Pochle 4 saal se apne kamre se bahar na aane wali Kavita ko achanak kya hua ki vo aaj kamre se bahar aa gayi.......To aaiye ek nazar ispe bhi dalte hai......
Aaj se do din pahle Shaniwar subah 8 baje -
Indrajeet aur Gayatri Devi dono kuch saman bandhne me lag rahe the.... saman bandhne ke baad Indrajeet Singh aavaj dekar Bheema ko bulata hai aur kahta hai....
Indrajeet - gaadi taiyaar hai na Bheema....?
Bheema - ji malik....aur vo dono haweli ke bahar ki taraf chale jaate hai....
Kanta....Kanta....are kaha mar gayi , jaldi se khane ki thali taiyar kar mai bahu ko dekar aati hu... Gayatri Devi Kanta ko aavaj dete hue boli...
Kanta rasoi se bahar aai.... Gayatri Devi ne use dekh aur kaha - khane ki thali nahi laayi kya.....are tu to taiyar bhi nahi hui , chalna nahi hai kya der ho rahi hai Mandir ke liye....
Kanta - malkin mai nahi chal rahi mandir....aap jaiye aur khana mai khila dungi chhoti malkin ko....
Gayatri Devi - kya kaha tune....nahi chal rahi , kyu aaj tak to tune mana nahi kiya par aaj kya ho gaya tujhe.....aur tu kya khana khilayegi bahu ko vo tujhe kamre me ghusne hi nahi degi....
Kanta - malkin meri tabiyat aaj kuch sahi nahi lag rahi hai...isliye mai aaj yahi rook jaati hu aur aap khane ki chinta mat kijiye mai kuch bhi karke chhoti malkin ko khana khila dungi....
Gayatri Devi ko bada ajeeb laga aur kaha - nahi nahi tu rahne de....la thali le aa mai dekar aati hu khana.....tere chakkar me to vo bhuki hi rah jaayegi....
Kanta - malkin aap viswas kariye mai khila dungi khana , agar aise aap hi unhe kamre me jakar khana deti rahi to vo kabhi pahle jaisi nahi banegi.....isliye ek mauka aap mujhe dekar dekhiye.....
Gayatri Devi - achha tu pahle bhi to gayi thi na bahu ke liye khana lekar tab kya hua tha.....bahu ne tujhe kamre me ghusne hi nahi diya....la tu de mujhe mai dekar aati hu....
Kanta - malkin bas ek baar aur kosis karne dijiye na.....iss baar mai unhe khana khila ke rahugi...
Vo dono baat kar rahe the ki bahar se aavaj aai - are thakurain ji kaha rah gayi....aa jaiye deri ho rahi hai.....
Gayatri Devi ne vo aavaj suni aur kuch sochte hue boli - thik hai Kanta tu kosis kar....lekin bahu ko bhooka mat chhor dena....
Kanta - ji malkin....aur phir Gayatri Devi bahar chali jaati hai....bahar aate hi Indrajeet usse puchta hai.....
Indrajeet - ab ye Kanta kaha rah gayi....
Gayatri Devi - aap chaliye aaj vo nahi aayegi...uski tabiyat kharab hai.....aur vo sab mandir ki aur nikal jaate hai....
Ab haweli me Kanta aur Kavita hi bache the....Kanta ne unke jaane ke baad ek thali me khana lagaya aur Kavita ke kamre ki aur jaane lagi....
Kamre ke bahar pahuch kar usne darwaja bajaya....lekin koi jawab nahi aaya usne 3-4 baar aur darwaja bajaya....andar kamre me leti hui Kavita ne iss baar aavaj suni aur dabi aavaj me kaha...
Kavita - kon hai....?
Kanta - chhoti malkin mai hu Kanta...khana lekar aayi hu aapke liye , kha lijiye....
Kavita - nahi khana mujhe....le jaao...
Kanta - malkin kha lijiye na , nahi to aapko bhooka rahna padega aaj....aur aap bhooki rahi to mujhe daant pad jaayegi.....badi malkin bhi nahi hai jo aapko khana khila sake vo mandir chali gayi hai....
Kavita - maine kaha na mujhe nahi khana....le jaao...
Kanta ne 3-4 baar aur Kavita se khane ke liye kaha....lekin Kavita ne use mana kar diya....Kanta badi maayus ho gayi aur sochne lagi ki aaj bhi mujhe pahle ki tarah chhoti malkin ko khana khilaye bagair hi jana padega....
Lekin saath hi use ye bhi yaad aaya ki badi malkin ne kaha hai ki unhe bhooka na rahne de....agar vo bhooki rahi to meri naukari dikkat me aa sakti hai....
Usne 1-2 baar aur Kavita se khane ke liye pucha lekin uski to har baar yahi aavaj nikali ki mujhe nahi khana le jaao....
Kanta ko ab gussa aane laga aur sochne lagi ki aaj jo bhi ho mujhe chhoti malkin ko khana khilana hi hoga....isliye usne jor jor se darwaja peetna suru kar diya....
Kavita ne lagatar darwaja bajne ki aavaj suni par kuch kaha nahi....jab Kavita ka kuch response nahi mila to Kanta bhi darwaja bajane me lagi rahi....
Darwaja peetne ki aavaj itni jor se hone lagi ki Kavita se ab raha nahi gaya aur usne jor se kaha - kya kar rahi ho tum....maine kaha na ki mujhe nahi khana hai le jaao....tumhe samjh nahi aata kya....
Kanta ko samjh nahi aaya ki ab vo kya kare....aur saath hi gusse se uska para bhi chadne laga , isliye usne kaha - chhoti malkin ya to aap darwaja kholiye....nahi to mai ise todkar andar aa jaugi...
Kavita ne uske ye shabd sune hi the ki Kanta ne darwaje par jor jor se dhakka dena suru kar diya....Kavita soch me pad gayi ki ye sab kya ho raha hai....
Kavita - ye kya kar rahi ho tum....dekho darwaja toot jaayega....lekin Kanta rooki nahi vo darwaje par dhakka diye ja rahi thi....
Kavita se ye dekha nahi isliye vo bed se khadi hui aur darwaje ki taraf badti hui use khol deti hai....Kanta bahar khana liye khadi andar aa jaati hai...
Kanta ke chehre par gusse ka bhav najar aa raha tha....jisko Kavita ne bhi dekh liya....
Kanta aage badti hai aur khana haath me liye bolti hai - ye lo malkin khana kha lo...
Kavita - tumhe samjh nahi aata kya...maine ek baar kaha na ki mujhe nahi khana...jaao ab yaha se...
Kanta - nahi chhoti malkin aapko khana padega...maine badi malkin se kaha hai ki mai aapko khana khilaugi....agar aapne nahi khaya to meri naukari ja sakti hai...
Kavita - nahi mujhe nahi khana...jaao
Kanta aur Kavita ke beech aise hi bahas hoti rahi lekin Kavita khane ke liye bilkul taiyar nahi hui aur na hi Kanta ne peeche hatna chaha vo aaj Kavita ko khana khilana chahti thi....
Kanta ne roti ka ek tukda toda aur use Kavita ki taraf badate hue kaha - lo malkin kha lo....
Lekin iss baar Kavita ne uska haath jor se jhatak diya jisse Kanta jo khana pakde khadi thi vo jamin par ja gira...
Kanta ko ab ye bardast nahi hua aur uska gussa bhi bahut tej ho gaya isliye vo aage aai aur ek jor ka thappad Kavita ko de mara....
Jaise hi ye thappad Kavita ko pada to vo bed par ja giri uski sitti bitti gul ho gayi , baal poori tarah bikhar gaye....
Kanta uske paas aayi aur kaha - mai to aapko bade pyar se khane ke liye kah rahi thi....lekin aap to apni zid par adi rahi aur khane ko gira hi diya......
Kanta ka gussa sir chad kar bol raha tha use ye bhi nahi pata tha ki usne jisko thappad mara hai vo iss haweli ki chhoti malkin hai.....agar usne Kanta ki shikayat is baare me kar di to uski naukari ke saath saath jaan bhi ja sakti hai....
Lekin Kanta chup na hui aur aage bolti rahi - Aise kamre me ghut ghut kar jine aur apne pariwar ko takleef dene se achha to aap bhi mar jaati to achha hota....isse aapke gharwale to din raat aapke baare me sochkar paresaan na hote....are kitne log aapko samjha samjha kar thak chuke hai lekin aap apna bachpana chorne ko taiyaar nahi hai.....kam se kam apni nahi to doosri ki to chinta karo , jo 4 saal se aapke pagalpan ko sahan kar rahe hai....
4 saal ho chuke hai chhote malik ko gujre hue.....jin ma baap ne unko janam diya vo in 4 saalo me us ghatna ko ek bura sapna samjh kar aage bad gaye....lekin aap to abhi bhi unki maut ko lekar baithi hui hai....
Jo aaya hai usko jana hai....koi jaldi chal jaata hai to koi deri se....lekin unke chale jaane se hum apni jindgi kharab kyu kare...
Abhi aap jawan ho , khubsurat ho bhagwan ne aapko itna achha badan aur itne achhe pariwar ki bahu banaya hai to apne saas sasur ko takleef dene ki jagah unka saath dijiye.....chhote malik unki iklauti aulad the aap se jyda dukh unko hota hai apne bete ki maut par....
Bed par padi hui Kavita ka gaal thappad ki vajah se poora laal ho gaya tha....vo apne gaal par haath lagaye Kanta ki baat poori gaur se sun rahi thi.....Kanta ki baato se uski aankhe bahne lagi thi..
Kanta ka gussa aur bhasan shant hua to use hosh aaya ki ye sab maine kya kar diya agar chhoti malkin ne iski shikayat kar di to Thakur Shahab mujhe zinda nahi chorege....
Kanta ko ab bada dar lagne laga...usne ek nigaah Kavita par daali aur uske pairo me padte hue boli - chhoti malkin mujhe maaf kar dijiye....ye sab mujhse gusse me ho gaya , aap ye baat Thakur Sahab se mat kahna nahi to vo mujhe maar dalege.....
Kanta bahut der tak Kavita ke pairo me gidgidati rahi....lekin Kavita ke muh se ek shabd na nikla sivay uski aankho se aansuo ke....
Kanta dar ke maare khadi hui aur niche farsh par pada khana saaf karke sidhe haweli ke piche apne chhote se ghar me pahuch gayi....dar ke maare uski halat kharab ho rahi thi....
Vahi doosri taraf Kavita ab bhi bed par leti hui Kanta ke bhasan ke baare me hi soch rahi thi....Kanta ne uske saath jo kiya tha usse usko gussa nahi aaya balki uski aankh khul gayi thi....Ab vah purani bato ko bhulakr aage badne ke baare me soch rahi thi....
Kavita apne bed se uthi usne aansuo se bheega apna chehra saaf kiya aur ek najar apne kamre ki aur daali.....
4 saal pahle jo kamra bilkul saaf suthra aur heere ki tarah chamkta tha aaj usme charo aur dhool chhayi hui thi....jisko dekh usko apne aap par afsos hone laga....
In 4 saalo me kamre ki safai to hui thi lekin kuch khaas nahi kyoki jab Kavita ke khane ke samay darwaja khulta to halki moti safai hoti thi....aur itni si safai kamre ki sundarta ke liye kaafi nahi thi....
Phir Kavita aage chal kar aaine ke saamne aai aur ek najar khud par daali....pichle 4 saalo se haweli bahut kuch badal chuka tha lekin ek cheej nahi badli thi aur vo tha....." Kavita ka husn "
Uska husn aaj bhi vaisa hi tha jab uski shaadi ke samay tha....ek sundar saree me uska shareer kisi gulab ki tarah mahak raha tha...( Baal bikhre hue the aur gaal par Kanta ki anguliyo ki chaap thi )
Aise hi aaine ke samne khadi vah thodi der khud ko niharti rahi.....aur apne aap ko aaine me dekhne se use nasha chadne laga tha....
Aaine me khud dekhne se Kavita ko pata nahi kya hua ki usne apna ek haath kandhe par le jakar saree ke palloo ko hataya....palloo hat-te hi usne ek najar aaiye ki aur daali aur aankhe sharm se jhuk gayi....
Vah aaine ke saamne se hat kar piche aai aur phir se najar uthakar apne aap ko dekha....ek shandar kase hue blouse me pahad ki tarah khade uske stan , bilkul sapaat pet aur gol gahari nabhi ko dekh vah muskura uthi....
Usne dhire se apna haath uthakar pet par rakha jo ek aag ki bhatti ki tarah jal raha tha....haath rakhte hi uske muh se halki si siskari nikli aur apna haath jhat se piche khich liya....
Kavita ne dobara se haath pet par rakh kar sahlaya aur apna haath upar badhkar baaye stan ke upar rakhkar use blouse ke upar se bada diya....agle hi pal uske shareer me jhanjhnahat hui aur uski taango ke beech ek karant sa daud gaya....
Aisa karne se uska nasha aur badne laga aur usne apne blouse ke batan kholne suru kar diye last ka batan khulte hi uska blouse stano se hatkar niche gir pada....
Blouse khulte hi bra me kaid uske bade bade stan najar aane lage....uski bra itni kasi hui thi aadhe stan to bahar ki taraf nikal rahe the....jinko dekh Kavita ko sharm aa gayi...
Ab vah apna haath piche peeth ki aur le gayi aur ek ek karke bra ke hook kholne lagi....last ka hook khulte hi uski kasi hui bra stano ko aazad karte hue ek ball ki tarah door jaake giri....
Pichle 4 saalo se anchuhe uske stan jara se nahi jhuke the....aaj bhi unki akad sir uthaye khadi thi....jo bahut hi jyada aakrshak lag rahe the....
Kavita ko ye dekh bada garv hone laga aur usne apne haath aage le jaakar dono stano ko thaam liya aur dhire dhire sahlane lagi....stan sahlate hue uski mithi mithi aah nikal rahi thi....
Aisa krne se uske sharir me phir se karant daud gaya uski taange aapas me chipakne lagi...
Kavita ne apni saree ko petticoat se khichkar bed par fenk diya....aur petticoat ka nada kholne lagi , nada khulte hi petticoat uski taango me aa gira....
Ab vah kewal ek panty me khadi hui apne aap ko dekh rahi thi...tab use ahsaas hua ki pichle 4 saalo se usne apne baal saaf nahi kiye hai....jo uski panty ke side se nikal rahe the jo use bada sexy bana rahe the....
Usne dhire se apni panty side ki to uski baalo se bhari fooli hui choot najar aa gayi....apna ek haath niche le jakar choot par rakha aur use thoda faila diya....jisse phir se uski siskari nikal gayi.....4 saal baad usne apni choot ko chhuya tha...
Ab vah apni panty nikal kar bilkul nangi ho gayi aur aage chal kar aaine ke saamne aa gayi aur khud ko niharne lagi....
Aaine ka najara dekh vah soch me pad gayi ki mai kitni sundar hu....aajtak maine pahle kabhi apne aap ko aise kyu nahi dekha....
Aaj vah pahli baar apne aap ko bade gaur se dekh rahi thi....lamba kad , bade gol stan , patli kamar aur uske uthe hue kulhe...bahut hi kyamat lag rahe the....Jisko dekh vah sharma gayi...
Phir usne choot par uge hue balo ko dekha....jo bahut bade aur ghane the aur poori choot ko dhake hue the.....vah apna ek haath un balo ki aur le gayi aur un par haath firaya...aisa karte hi vah uchhal padi
Kavita bahut der tak aaine ke saamne khadi khud ko niharti rahi....baad me usne bathroom me apne sharir ki achhe se safai ki aur thodi der tak bathtub me aankh band karke baith gayi....
Usi din nahane ke baad Kavita ne Kanta ko bulakar apne kamre ki safai bhi karwai thi....Kanta ne jo harkat ki thi usse vo Kavita ke saamne jaane se dar rahi thi...
Lekin Kavita ne Kanta se uske baare me kuch bhi nahi kaha balki use apne gale lagakr rone lag gayi aur kaha ki tumne meri aankhe kholkar mujhe sadme se bahar nikal diya hai....iske liye mai tumhari sukra guzar hu...
Kanta ko iss baat se bahut khusi hui ki jo hua vo anjane ya gusse me hi sahi....lekin isse chhoti malkin ka bhala to hua....
Aur iss ghatna ke 1 din baad me hi Kavita apne kamre se bahar nikal kar aayi thi.....
...
...
|