Thread Rating:
  • 5 Vote(s) - 2.2 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Fantasy Sana ki barbadi
#21
Very nice start Zee ji

Keep rocking.


Pinkbaby

.
[+] 1 user Likes pinkbaby's post
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.
#22
(25-03-2019, 12:26 PM)Vamp Wrote: Bhai zee khaan, mujhe aisa lagata hai ki aap pinkbaby ke bahut bade prashansak hain. main bhee pink bhaee ka bahut bada prashansak hoon. unakee interfaith adult kahaaniyaan behad kaamuk aur hot hain. aasha hai ki aap bhee interfaith ke vishay ka chayan karenge.Wish best luck of you.

Thanks vamp.... I try my level best
Like Reply
#23
(25-03-2019, 03:39 PM)pinkbaby Wrote: Very nice start Zee ji

Keep rocking.


Pinkbaby

.

Oh wowww.... Its honored to me Ap ne comment kia... I am huge huge fan of yours... And ur story ik ajab si pyas was my first crush  ;)
Like Reply
#24
Ab Aage Sana ki Zubani.... 

Ek roz Subha Suba me apne office me kam kar rahi thi aur tabhi meri office pe knock huva mene kaha come in aur wo sakhas humare HR department k Head the. 
Me : Boliye kya baat hai.
HR Manager : Madam ji wo aaj humri company ko S.R. college me jana hai.
Me : waha kyun ?
HR Manager : har saal ki tarha es saal jin students ka last year h un mese hum kuch talented students ko apni company me job par lete h to aaj humari company ko waha interview lena hai.
Me : oh ha yaad aaya, chalo accha hai es baar me bhi chalti hun, dekhte hai naye ladko me kitna talent hai. 
HR Manager : ji jaruat madam ji. 
Kuch der kam karne k baad door pe knock huva mene kaha come in to wo maksudbhai the, unhone kaha madam ji wo HR manager ne kaha hai ki interview k liye jane ka time ho gaya hai, mene kaha ha me aati hun. Aur apna jo kam tha wo khatam kar ke me nikal gai. 
Mere sath company mese HR manager aur 2 aur staff k log the. Hum 4 log S.R. college me gaye. College k principal ko jab ye baat pata chali to wo humare welcome k liye gate pe h khade the. Jese he hum college pahoche
Principal : principal aa kar bole welcome Sana ji. Aaj pehli baar aap aai hai? Humari college me ye humare liye bahot khuhsi ki baat hai.
Me : hanji socha aaj khud h dekh lu aj kal k students me kitna talent hai.
Principal : ji sana ji. 
Aur phr wo hume apni cabin me leke gaye 
Principal : bataye sana ji kya lengi aap chai thanda, aur naste me kya lengi aap ?
Me : dekhiye ye sab formality k liye mere pass time nahi hai, apne interview k liye sab arrangement karwa dia ?
Principal : ji ji sab arrangement ho gaya hai. Chaliye me apko uski room me le chalta hun. 
Aur phr hum ek room me gaye jaha bich me table tha aur waha wo 3 log jo mere sath aaye the unke bethne ki jagha thi aur principal ne mere liye ek khas chair ka intazam pehele se karwa kar rakha tha. 
Principal : sana ji ye apki jagah hai. 
Me : arrangement to bahot badiya kia h apne, ab jaldi se one by one sabhi students ko one by one room me bhejte rehna. 
Meri HR team ready thi aur ek k baad ek students aate gaye aur interview dete gayi, abhi tak jitney bhi log aaye the un mese muskil se 4-5 aise lage k agar inko thodi training di jaye to ye kuch kar sakte hai baki to kisi ne impress nhi kia. Me bore si hone lagi thi aur soch rahi thi ki yaha se nikal jaou tabhi ek bahot smart and handsome student aaya. Height aur body bhi bahot acchi bana rakhi thi, aur phr  us se  HR ki team ne questions answer start kia aur  jo jo questions HR team puch rahi thi uske sahi sahi jawab de raha tha aur confident bhi bahot lag raha tha. Uske answers and confident dekh kar mujhe laga esko azma k dekhte hai ki kitni capability hai. 
Me : Business ko successfully chalane k liye konsi chiz sab se jiyada zaruri h ? 
Ladka : apne sabhi competitor ko raste se hatate jao, business apne aap success hota jayega. 
Me : (man me are wah es ko soch to ek dum meri soch jesi hai, Ek pain ko mene li aur usko tod di. Phr us se kaha) es pain ko bech kar dikhao.
Ladka : (kuch h second me us ladke ne apni jibh se paise nikal kar mujhe de diye) Maam ji ye pain k paise h  ye pen mene kharid li.
Me : (uski es harkat se bahot impress hui aur waha room me bethi meri HR team bhi, kyun ki es age k ladke me itna talent hai ye bhoat badi baat hai. Aur agar aise insane ko es tarha market me khula ghumne dene ka matlab hai future me khud k hai liye competitor ko tayar karna us se better he ese insane ke talent ka fayad utha kar apni h company ko aur aage badhau) very imperresive well done. Mene pucha name kya he tumhara ?
Ladka : Rizvan
(ji ha dosto Rizvan, wahi Rizvan jo javed ka bhai hai, wo bhi S.R.college me padhta tha aur last year me tha, and jab usko pata chala k sana ki company aane wali hai interview k liye to usne interview ki sabhi tayari kar li thi wo kisi bhi kimat par ye chance miss nahi karna chahta tha, yahin wajha thi ki uske answer me confident bahot tha, aur sath me uske dil me jal rahi aag ka bhi asar tha, badle ki aag jo ki kisi bhi haal me wo sana se lena chahta tha, par yaha kisi ko pata nahi tha ye Rizvan aur koi nahi balki javed ka bhai h hai.)

Raat ko sone se pehele sana apne bed pe lete lete jo din me huva uske bare me soch rahi thi. Rizvan k diye gaye interview se sana bahot impress hui thi, zindagi me usko aisa pehela sakhas mila tha jo es age me itna confident ho, jise pata ho business kya chiz hai, kese samne walo ko convince karna hai. Aur usne soch lia tha ke Rizvan ka istama kese karna hai. Aagle din usne HR Manager ko bata dia tha ki Rizvan uski strategy banana wali team ka hissa hoga. Sana ke aise fesle se company me sab chowk se gaye the kyun ki sana ne bahot khas logo ko us team ka hissa banaya tha jinke pass itne years ka experience tha par Rizvan jese ladka jo ki freshers hai abhi abhi college khatam kia hai usme boss ko aisa kya nazar aaya ki sidha apni strategy banana wali team ka hissa bana dia tha. Par ye baat to sirf sana he janti thi wo kehte hena “Hire ki aasli pehchan to ek johari he kar sakta hai” sana ne Rizvan k ander chupe huve talent ko dekh lia tha. Sana uske dimag aur talent ka bharpur istamal karna chahti thi apni company ko aage badhane k liye.
Jab sana ki company se job ka appointment letter Rizvan ko mila to wo bahot khush huva kyun na sirf wo sana ki company me enter hone me kamiyab huva tha balki wo direct sana ke ander me kam karega, wo Strategy banane wali team ka hisaa hoga. Ye pehla kadam tha uski manzil ki aur badhne ka aur Rizvan ne pehela kadam bahot acche tarike se par kar lia tha.


Next day morning me jab sana apne office me thi tab door pe knock huva and sana ne kaha come in. Samne Rizvan khada tha, formal dress me bilkul kisi professional employee ki tarha lag raha tha. Sana ko apne samne dekhte he Rizvan ka khoon kholne laga par abhi usko pata tha sabar rakhna hai aur apne face pe ek smile lata huva bolta hai.
Rizvan : Good morning madam.
Me : Good morning Rizvan and welcome in my company. 
Rizvan : thank you so much madam. Apne mujhe select kia  uske liye me apka bahot shukar guzar hun. 
Me : Rizvan tum apne talent pe select huve ho, aur jo confidence aur talent mene waha interview me dekha tha usi confidence aur talent se  tum es company me bhi acche se kaam karoge.
Rizvan : ji beshak madam. Hum apna best se best denge aur jiyada se jiyada company ko profit karwaenge ye humara wada hai apse. 
Me : good esi ki umid hai mujhe tumse. Tum HR Manager se mil lo wo tum ko sab samjha denge aur pehele tum company k bare me jano ke company me hota kya hai kese chize chal rahi hai.
Rizvan : ji madam, once again thank you so much.
Aur phr Rizvan office se nikal kar HR manager se milta hai aur manager usko sab bate bata ta hai aur company k bare me bhi, jo ki Rizvan pehele se sab kuch janta tha but sirf ye dikha raha tha ke ye sab wo peheli baar jan raha hai.
Esi tarha Rizvan ko company join kiye huve 20 days k karib hone ko the ek din ki baat hai. Kabhi kabhi sana aur rizvan ki baat ho jati thi, sana puch lia karti thi sab acche se chal raha hena koi dikkat to nahi ho rahi hai kam karne me? Tab rizvan kehta nahi madam sab badhiya chal raha hai. Esi tarha ek din jab Sana apne office me laptop par bahot jaruri project par kam kar rahi thi aur achanak uska laptop me kuch problems aane lagi, hang hone laga tha. Usko kam karne me bahot dikkat aane lage thi esi wajha se wo bahot gussa hone lagi thi. Usne bell bajai aur maqsood bhai office me aaye, 
Maqsood bhai : ji madam, 
Me :  wo jo IT ke technician hena unko bula kar leke aao.
Maqsood bhai: Ji madam ji.
Kuch der k baad Maqsood bhai office me aate hai aur kehte hai 
Maqsood bhai : madam ji aaj wo nahi aaye hai, chutti pe hai.
Me: bahot gussa ho jati hun. Aur kehti hun office me pucho to kisi ko laptop thik karna aata hai kya .
Maqsood bhai : ji madam ji. 
Jese he Maqsood bhai office k bahar nikalte he samne Rizvan ko dekhte hai. Rizvan ne office me sab se acche relation bana ke rakhe the. Wo maqsood hai ko bhi bahot izzat karta tha aur roz unse baat ho jaya karti thi esi wajha se Maqsood bhai sab se pehele Rizvan k pass gaye . 
Maqsood bhai: beta tumko laptop thik karna aata hai?
 Rizvan: masti ke mood me bola kya huva chacha apka laptop kharab ho gaya hai kya?
Maqsood bhai: are nahi beta mujhko kaha ye sab aata hai wo to Sana Madam ji ka laptop kharab ho gaya hai. IT ke technician bhi aaj chutti pe hai aur madam ji bahot gusse me hai.
Rizvan man me sochta hai ye accha mouka hai sana ko impress karne ka aur wo koi bhi mouka nahi chhodna chahta tha. Wo tha to Managment field ka par usko computer me bhi interest tha to usko thoda bahot knowledge tha. 
Rizvan : are chacha hum ko aata he. 
Maqsood bhai : khush hote huve are wah beta phr chalo jaldi se, agar problem solve nahi hui to tumko to pata hai madam ka gussa. 
Aur Maqsood bhai rizvan ko leke office me pahoch gaye. 
Me : kya huva koi mila jise computer thik karna aata ho ? 
Maqsood bhai : ji madam, ye Rizvan ji keh rahe hai ke inko aata hai. 
Me : accha, Rizvan ye laptop bar bar hang ho raha hai aur mujhe bahot dikkat aa rahi hai, jaldi se ese thik karo.
Rizvan : ji madam ji aur laptop me dekhne lagta he kya dikkat hai.
Kuch der ke baad me puchti hun kya huva tumse ho jayega kya ? 
Rizvan : ji madam ho to jayega par thoda time lagega 
Me : oofff hooov... accha jitni jaldi ho sake ese thik karo.
Rizvan : ji madam bolta hai aur laptop ko leke office k bahar aa jata hai. 
Rizvan ko pata tha problem kuch nahi he bas virus hai usko nikalte he problem solve ho jayegi. Aur usne jaldi se laptop formet kar dia aur kuch h time me laptop sahi ho gaya, rizvan chahta to ye chiz waha bhi kar sakta tha par usko sana ka laptop access karna tha esi wajha se usne sana se juth kaha ke jiyada time lagega. Ab jab laptop sahi ho gaya to wo pura laptop check karne laga, use apne maksad me helpful ho wese content ki talas thi aur wo bahot jald use mil gaya. Ek file thi usme hone wale deal ki sab information thi ki kis company k pass se kitna order milne wala tha. Jab wo file puri padhi to use pata chala ye order sana k liye bahot importent he because us se kafi profit hone wala tha. Us file ko usne apne pendrive me copy kar ke wo laptop sana ko wapas loutane uske office me gaya.
Rizvan : madam ji laptop thik ho gaya.
Me : khushi se are wah bahot jaldi kar dia. Thank you Rizvan. Tume laptop thik karna bhi jante ho?
Rizvan : ji madam wese to me management ka student hun par thoda bahot IT ka bhi knowledge he to bas usi ki help se thik kar dia.
 Me : very good Rizvan. You know ajkal multi taskig logo ki demand bahot he and tum me talent ki koi kami nahi, esi tarha hard work karte rehan. 
Rizvan : ji madam. 
Aur phr wo office se nikal gaya. Ghar ja kar Rizvan ne jo file copy ki thi us company k bare me sab janne laga, us company ki kya status hai aur us order ki ahemiyat bhi. Aise use yaad aaya uska ek dost us company me hai to usne us dost ko call kia.
Rizvan : hello, kesa hai tu?  kya haal chaal ?
Dost : abe sale Rizvan itne time k baad call kia , me thik hun tu bata kya kar raha hai ? kya chal raha he life me ?
Rizvan : sab badhiya chal raha he, accha sun mujhe tujhse ek help chahiye.
Dost : ha bol kya baat hai ?
Rizvan : phr rizvan ne us order k bare me puchta hai.
Dost : wese tu ye sab kyun puch raha hai ?
Rizvan : time aane pe sab bata dunga abhi to help kar. 
 wese to uska dost aisi bate kisi se nahi karta par rizvan se dosti bahot purani thi to usne sab kuch rizvan ko bataya ke kese ye order unki company k liye bhi importnet he aur price bhi batai ki kis had tak unki company ye order k liye de sakti hai.
Rizvan : sab baat janne k baad dost se kehta hai thank you so much yaar. 
Dost : are thank you kis baat ka yaar he tu apna tere liye zaan hazir h aur tu he ke thank you bol raha. 
Phr kuch der dono dost purani yade taza karne k baad rizvan phone rakh deta he aur next hone wali meeting k liye ready hota hai....
Like Reply
#25
Nice update zee ji
Like Reply
#26
(26-03-2019, 11:08 AM)Singsonu1415 Wrote: Nice update zee ji

Thanks
Like Reply
#27
Lagta hai ap logon ko meri story pasand nahi arahi.... Comments b ziada nahi hai... If u want k main is story ko aage barhaon to then plz tell me.
Like Reply
#28
Bhai add a low class opposite faith male character and let him to seduce Sana then you hope a lot of comments.BHUDHHA TAILOR,KOEL EK MASSOM WIFE,EK AJIB THA PIYAS,BADE GHADKE BETYION AUR BAHU,MASTI JINDAGI KI ETC stories have become popular and most read stories for this reason.
Like Reply
#29
we are interested in low class males and high class females interfaith cheating adult stories.Please lead your story to this direction.
Like Reply
#30
I want a low class man to humiliate sana with his monster black dick.
Like Reply
#31
Lower class ke harami buddho se Sana ki rough marpit aur gali galaz wali chudai hone chahiye

Like Reply
#32
Aapki story bhut aachi h jaldi jaldi update diya kro.. Pics bhi

Like Reply
#33
Brother your writing style is very good.It is really very erotic and exciting to see a high profile beautiful and loving wife is being seduced and shagged by a low class man of another mazab.Wish best luck of you.
Like Reply
#34
Sana,what a sexy name!! please let her taste the forbidden fruit of another mazab.
Like Reply
#35
Update please story Ko age bado
Like Reply
#36
Wink 
Ab Aage....  

Aaj meeting honi thi aur sana k sath sath uski team bhi samil hone wali thi aur rizvan ki ye pehli meeting thi. Dono companyo ke log aamne samne bethe the aur order ke bare me discussion chal raha tha. Samne wali company ne apni requirement bata di ki unhe kya chahiye. Ab Sana ki company ki bari thi ki us order ko karne ki kimat kya batani hai. Aur sana k sath sath uski company ke senior aur experience logo me price ko leke baat ho rahi thi aur price tayi ki gai usi k bich Rizvan ne jo price thi us se double kehne ko bola, to sana ke sath sath sab chowk gaye, sab ne kaha beta dimag to thikane pe he, abhi naye ho business kese hota he pata bhi he kuch? Par rizvan apni bat pe aada raha aur usne sana se kaha madam ek baar meri baat ka yakin karo agar deal cancle ho gai to mujhe job se nikal dena. Uski ye baat sun kar sana ne ek baar socha ke Rizvan itne confidence k sath keh raha hai to kuch to baat hogi. Usne faisa kar lia ke Rizvan jo price keh raha he wo wahi price batayegi. Sana ne meeting me apni company ne jo price tai ki he wo sab ko batai. Samne wali company ke to hosh h udd gaye price sun kar. Kyun ki wo itni badi price expact nahi kar rahe the. Samne wali company ka head bola ke Sana ji ye kya itni badi price? Apne soch samjh kar to bola hena ? Sana : ji ha aur ye mera aakhri faisla he aagar apko es price me deal karni he to bataye baat aage badhate hai, sana ka confidence dekh kar samne wali company ke sath sath uski company wale bhi socked the ki kese sana ne ek aise ladke ki baat man li jo ki aaye huve 1 month bhi nahi huva. Kher samen wali company ke log aap pass me discussion karne lage aur kafi request k baad bhi sana ne apna fiasla nahi badla to unko sana ki price pe agree hona pada. Jab samne wali company sana ki price se agree hui to sana ki company walo k sath sath sana bhi bahot kush hui kyun ki kaha wo jo price bata rahi thi aur kaha ye price pe deal hui. Sana ki company wale sab log Rizvan ko badhai dene lage ke kya dimag lagaya hai. Sana bhi Rizvan se bahot impress hui thi par usne waha zahir nahi kia sab ke bich. Meeting khatam hone ke baad sana office me gai aur maksudbhi se kaha Rizvan ko meri office me bejho. Maksudbhai rizvan ko ye baat batate he aur rizvan office me jata hai.

Rizvan : madam apne mujhe bulaya  ?
Me : yes Rizvan, ek baat batao tume kese pata samne wali company original price se double price me ready ho jayegi ?
Rizvan : madam ji, jab mujhe pata chala ke meeting es company se he to mene es company k bare me pata kia, ye company jise order deti thi wo time se order nahi deti thi aur bad me aur bhi problem create karti thi jis se ki company ko bahot nuksan hota tha. Aur esi wajah se mujhe pata tha agar ye company ab purani wali ko order nahi degi to uske pass humare siwai aur koi option nahi bachega aur humari company ka work aur accuracy k liye jani jati he so wo kisi bhi kimat par order hume he dete.
Me : (Rizvan ki baate sun ke ek dam socked reh gai, es age ke ladke se jo ki company me aaye huve 1 month nahi huva aur uski aisi soch. Aaj sana ko apne faisle pe garv ho raha tha ke usne Rizvan ko select kare ke koi galti nahi ki.) wah Rizvan bahot khush tumne to mera dil jit liya, aaj bahot khush hun me tumse. Aao betho chair pe. 
(aaj pehli dafa tha jab sana ne usko bethne ko kaha tha, aaj sana ke face pe bahot khushi thi, hoti bhi kyun nahi itna bada order wo bhi jo price thi uski double price me to khush hona to lazmi tha. Ab sana thoda rizvan ke bare me janna chahti he ki es ka background kya he?)
Me : Rizvan tumhari family me kon kon he ? 
Rizvan : aise achank sawal se thoda ghabra sa gaya par turant apne apko ko sambhalte huve kehta he, Madam ji me akela rehta hun.
 Me : matlab ?
Rizvan : matlab madam ji, mere parents ki death car accident me ho gait hi jab me chota tha. Aur koi bhai behan bhi nahi he. Parents ki death ke baad mujhe humare ek uncle ne bada kia aur abhi wo Canada me he aur meri padhai aur baki kharch ke liye mujhe paise dete he. 
Me : (Rizvan ki story sun kar thoda emotional ho gai aur usko Rizvan se humdardi hone lagi kyun ki Rizvan ko kabhi bachpan se parents ka pyar nahi mila tha. Par jald he khud ko sambhalte huve pucha) tumhari story sun kar mujhe dukh huva, wese abhi kis ke sath rehte ho ?
Rizvan : madam ji ek flat kiraye pe lia he to bas wahi rehta hun. Aur khana banane aur baki kam ke liye ek maid he wo sab saf safai wagera kar deti hai.
Me : ok Rizvan ab tum ja sakte ho. 
Rizvan : ji madam.
Aur phr rizvan office se nikal gaya aur aise h din khatam ho gaya. Ab office me bhi sab ko pata chal gaya tha ke madam ne rizvan ko kyun select kia tha. Uske talent ke bare me sab jaan gaye the. Aur puri  company me famous ho gaya tha. Aise h waqt guzarta gaya aur sana aur rizvan ke bich bate bhi jiyada hone lagi. Ek do dafa office ke kam ki wajha se phone pe bhi baat hui thi. Sab ko pata tha sana office k kam ke aalwa kabhi phone pe ya message me kisi se baat nhi karti aur kisi me himmat bhi nahi thi aise sana se baat karne ki ya usko message karne ki kyun ki agar bina wajha call ya mesgs se agar sana gussa ho gai to unko apni job se hath dho bethna , yahin wajha se rizvan ko dar tha ke kahi sana gussa ho gai to jitna kia he sab pe kiye dhare pe pani phr jayega es liye rizvan koi jaldbazi nahi kar raha tha. Par ab usko lagne laga tha ab ek aur kadam badhane ka time aa gaya he. 
Ek raat Rizvan ne sana ko ek jokes send kar dia. Kuch der ke baad sana ka reply aaya ?
Sana : Rizvan ye kya he ? 
Rizvan : are sorry madam wo kya hena me apne contact me jitney log he sab ko ye jokes send kia aur galti se apko bhi send ho gaya. 
Sana : it’s ok Rizvan, tume to pata hoga me kisi se office k kam ke aalwa phone pe ya messages me baat nhi karti.
Rizvan : ji madam, i am very sorry , aage se aisi galti nhi hogi.
Sana : it’s ok Rizvan, wese jokes accha tha aur smiley bhi send kar di. 
Rizvan : (sana ka aisa reply dekh kar kush ho gaya, usne jis maksad se mesg kia tha wo usko safal hota huva dikh raha tha.) ye to meri khushnasibi he ki mera send kia huva mesg aapke face pe smile le aaya. 
Sana : aisa kuch nahi he rizvan. 
Aur phr sana ne good night bol diya. Sana ke positive behaviour se rizvan ko thodi himmat mili, usko yahin dar tha ke sana ka kya reaction hota he. Aise he wo bhi so gaya. Aur subha subha ek aur jokes usne sana ko send kar dia. 
Sana : Rizan es baar bhi galti se send ho gaya kya ? aur ek smiley send kar di. 
Rizvan : uska reply dekh kar khush hote huve , nahi madam ji aaj to jaan buz kar send kia, socha subha subha apke face pe smile late he taki apka pura din aach guzre. 
Sana : oh thank you Rizvan. Aur kaha office me milte he. 
Rizvan : ji madam.
Rizvan sochta he dhire dhire wo apne maksad me badh raha he. Aur aise he dhire dhire sana aur rizvan ke bich mesgs me baat hone lagi, wo bhi kam h jese good mornig , good night aur kabhi kabhi jokes send kar dena. Ab sana bhi rizvan se baat karna enjoy karne lagi thi. Aise he waqt guzar raha tha aur ek din chutti ke din subha subha sana ne Rizvan ko phone kia. Us waqt rizvan gym se apne ghar ki aur ja raha tha usi waqt sana ka call aya, rizvan ne phone pick kia aur sana ne use bataya ke kya tum abhi free ho, usko office ke sil sile me kuch baat karni thi. Rizvan ne kaha ji madam abhi aata hun keh kar sana ke banglow ki aur chal dia. Es waqt rizvan ne ek tight t-shirt aur track pant pehan rakhi thi, aur gym me workout karne ki wajha se pura pasine se bhiga huva body tha. Wo apni bike sana ke ghar ki aur mod deta he. Aaj first time rizvan sana ke banglow ja raha tha. Kuch der ke baad rizvan sana ke Banglow ke samne khada tha aur banglow dekh kar rizvan ne socha logo ki lashe bicha kar kya khubsurat banglow banaya he . phr wo banglow ke gate ke pass jata he tabhi 
Security guard: rukiye bhaisab apko kise milna he ?
Rizvan : ji mujhe madam se milna he, me unki company me kam karta hun.

Security guard : apka name kya he ? 
Rizvan : mera name Rizvan he.
Security guard : ap rukiye me madam se puch leta hun phr apko ander jane de sakta hun. 
Rizvan : ok 
Security guard ander call karta he aur sana ko batata he ki Rizvan name ka koi skhas apse milne aaye he. Tab sana security guard se kehti he ki unko ander aane de. Aur security guard gate khol kar rizvan ko ander jane deta he. Ander se banglow aur bhi khubsurat tha. Ek aur bada sa garden tha uspar jhula laga huva tha . Rizvan banglow dekhta dekhta gate k pass pahoch jata he. aur gate ghar ka nokar khol deta he. ab rizan banglow ke ander jata he, aur samne sofe par h sana bethi hui thi. Banglow jitna bahar se khubsurat tha us se kahi gunah jiyada andser se khubsurat tha. har chiz mojud thi, bade bade sofe, ek aur bada sa fish home, bada sa T.V. aisa lagta tha rizvan ko ke kisi five start hotel me aa gaya ho. sana ko dekhte h rizvan bola
Rizvan : Good morning madam.
Sana : Good mornig Rizvan. Wo kya he ki me office ka kam kar rahi thi aur mujhe usme thodi help ki zaruat thi to socha tum ko bula lu. 
Rizvan : it’s ok madam, ap kabhi bhi mujhe bula sakti he. 
Sana : Rizvan ko aise pasine se bhiga body dekh kar kehti he kaha se aa rahe ho ?
Rizvan : wo madam ji me Gym se ghar ja raha tha aur usi waqt apka phone aa gaya to me yahi chal aaya.
Sana : ( Gym ka sunte hi sana ne ek nazar rizvan ki body pe dali, rizvan ki height to acchi thi he sath me body bhi bahot acchi banai hui thi, kis hero ke jese lag rahi thi, bahot strong) ohh but aise to tum kese kam kar paoge, ek kam karo fresh ho jao and breakfast kar lo phr kam start karte he. 
Rizan : madam ji itni taklif leni ki zarurat nahi he me ghar ja kar kar lunga. 
Sana : es me taklif ki kya baat he , aaj first time tum ghar aaye ho. pehele tum fresh ho jao phr breakfast karte he ok
Rizvan : ji madam par ek dikkat he.
Sana : kya dikkat he ? 
Rizvna : wo madam fresh hone k baad me kya pehn ? 
Sana : has kar kehti he don’t worry mere husband ke kapde he and i think wo tume fit aa jayenge. 
Aur sana ek nokar se kehti he ki inko sahab ke kapde dikhao aur bathroom bhi. Nokar rizan ko leke ek room jata he aur waha usko kapde dikhata he usme se rizvan ek t-shirt aur ek half night pant select kar leta he aur wo bathroom me fresh hone chala jata he. fresh ho kar wo kapde pehan kar bahar hall me aa jata he. 
Sana : dekha mene kaha tha na tum ko kapde fit aa jayenge.
Rizvan : ji madam. 
Sana : chalo ab breakfast ready he pehele wo kar lete he phr kam karenge.

Aur dono breakfast kar lete h aur phr kam kane lagte he au aise he kuch hours kam karne k baad kam khatam kar ke rizvan sana ke ghar se nikal jata he. 
Rizan ke nikal jane k baad sana apne roo me hoti he aur kuch soch rahi hoti he kya body he rizvan ka, office me to itna jiyada pata nahi chalta formal kapdo me aaj t-shirt me dekha. Bilkul hero ke jesi body he. aur aise he din nikal jata he, raat ko jab sana bed pe leti hui thi tab wo rizvan se baat karna chahti thi, wo bar bar phone check kar rahi thi ki agar rizvan ka mesg ya koi jokes aaya to wo baat kare us se par rizvan ne aaj koi mesg nahi kia tha. aaj first time sana ko ander se feel ho raha tha ke wo rizvan se baat kare. wo mesg kare ya na kare esi soch me thi aur agar wo mesg karti to ye sana ki life ka turning point hota kyun ki sana samne se mesg karegi to es ka saf matlab ye hoga ki use bhi rizvan se baat karne me maza aata he wo bhi rizvan se baat karna chahti he. 
Apko kya lagta he sana mesg karegi ya nahi ?????????? 

Zee Khan
Like Reply
#37
Zee bhai bhot he khub update diya h mind blowing
Lagta hai Sana ab age badegi msg karne k liy
Like Reply
#38
Ekdum mast update tha.
Like Reply
#39
Update please
Like Reply
#40
Next update in on Saturday
Like Reply




Users browsing this thread: 1 Guest(s)