15-06-2020, 09:42 AM
Nyc.. waiting for next
Adultery Intehah................(A Tale Of Lust)
|
15-06-2020, 11:27 PM
(14-05-2020, 05:25 PM)Ajaykumar82 Wrote: Update- 54(B) ( Megha Update)This definitely is the hottest update of this story.... Hindi Erotica mein itni hot aur kinky story pehli baar dekha hai yaara... Chaa Gaye tum... You are the best.... Expecting more such hot updates and humiliation of Kavya.... Lage raho yaara.... Fan club to apka badhta hi jaa Raha hai.... Waiting for some quick and long episodes....
18-06-2020, 08:57 AM
18-06-2020, 08:58 AM
(14-06-2020, 06:57 PM)av79788 Wrote: Ajay ji another wild fuck session waiting with kavya and mahendramay be ho sakta hain....................keep reading yaaara........................ (14-06-2020, 08:59 PM)KareenaKapoorLover Wrote: Mind-blowing update Ajay bhaii.. thanks yaara...................saath bane rahiyega..............................
18-06-2020, 09:03 AM
(15-06-2020, 09:42 AM)Rahul 99 Wrote: Nyc.. waiting for next thanks yaara.................saath bane rahiyega..................... (15-06-2020, 11:27 PM)Diktl1 Wrote: This definitely is the hottest update of this story.... Hindi Erotica mein itni hot aur kinky story pehli baar dekha hai yaara... Chaa Gaye tum... You are the best.... Expecting more such hot updates and humiliation of Kavya.... Lage raho yaara.... Fan club to apka badhta hi jaa Raha hai.... Waiting for some quick and long episodes.... thanks yaara for encourage.........................saath bane rahiyega.................aabhi hot encounters aayengey ..................
18-06-2020, 09:28 AM
Update kB aayega
18-06-2020, 02:56 PM
Update bhai
19-06-2020, 08:46 AM
19-06-2020, 01:48 PM
Waiting
19-06-2020, 04:30 PM
19-06-2020, 04:37 PM
Update- 66 (A) (Megha Update)
ek din kavya ek ladke ke saath ghoom rahi thi..............aur ussey akele mein baatein kar rahi thi.........halanki wo ladka bhi koi bahar ka nahin tha................magar ye nazara dekhkar to prashant ka jaise khoon khaul utha...............jaisa filmon mein hota hain..........wo aab kisi bhi keemat par us lakde ko apne raaste se hata dena chahta tha................aur jab prashant ne us ladke ke bare mein jab pata karwaya to ek baat jo sabke samney nikalkar aayi wo tha us ladke ka naam..............jo ki apne aap mein ek alag hi kahani ko bayana kar raha tha...............................aur wo naam tha........................rohit...................wo rohit jisney kuch din baad zehar khakar kavya ke naam ki suicide ki thi..................jo apne aap mein ek alag hi kahani ko bayan kar rahi thi......................... Ab Aage...................................................................... " Kaun tha ye rohit..................." aab ye sawal baar baar prashant ko pareshan karney laga tha...............agar kavya itni hi shareef hain aur uska koi boyfriend nahin hain to fir ye rohit uska kya lagta hain.............kyon wo uske saath is tarah se ghoom rahi thi.............aur agar rohit uska agar boyfriend hi hain to aisa kya khaas baat hain us rohit mein................jo usmein nahin.............. rohit parshant ki tarah dubla patla sa ladka tha...............padhta to wo uski ke class mein hi tha............dikhney mein koi khaas to nahin tha magar rang uska sawla sa zaroor tha................rohit ki mulakat kavya se us din hui jab kavya apne saheliyon ke saath ghoomti firti ground mein masti kar rahi thi..............sabhi ladkiyaan chupa chupayi wala khel khel rahi thi aur is baar kavya ke aankhon par paati bandhi hui thi.........wo apne kisi bhi saheliyon ko agar choo leti to wo out ho jati...........magar isi dauran rohit us khel ke beech mein chala gaya aur kavya apni saheli samajhkar usey pakad li............aur jab uski aankhon se paati hata to kavya ka chehra sharam se laal padh gaya............wahin rohit jawab mein muskura pada........... us din se wo kavya ka deewana ban gaya..............uski khoobsoorati ka............class mein bhi wo chup chupkar usey bus dekhta rehta...........uske kareeb aane ke naye naye bahane dhoodhta rehta.............notes lene ke bahane wo kavya se mulakatein badata rehta............magar kavya kabhi bhi usey bhaav nahin deti.............din ba din uska bhi kavya ke prati uski deewangi badhti chali gayi.............aur ek din usney bhi kavya ko sabke samney propose kar diya............wahin kavya jawab mein uske nadani par hans padi............. " tum pagal ho rohit...............main pyaar nahin karti tumse...............you know............mujhe aisi bekar si cheezion mein koi dilchaspi nahin..................haan agar baat friendship ki hain to fir theek hain...............magar shadi vaadi ye mujhse nahin hoga..............main khulkar apni life ko enjoy karna chahti hoon...............in aasmaanon mein udna chahti hoon.............." aur kavya ke us jawab se rohit ka chehra udaas padh jata hain aur wo mayoos hota hua wahan se chup chaap chala jata hain...................... din guzarte gaye aur waqt beetata gaya................rohit ka kavya ke prati uski chahat aur bhi badhti chali gayi..............aise hi ek din kavya college se akele ghar jaa rahi thi tabhi udher se rohit aata hua usey nazar aata hain.............jawab mein kavya bhi uski taraf dekhti hui dheere se muskura padti hain..............october ki shuruwaat thi aur mausam bigadney lagi thi...........aasmaan mein ghane badal they..............aisa lag raha tha ye badal jaise kabhi bhi baras padengey................. " tum agar kaho to main chodh doon tumhein.........tumhare ghar tak ...................kavya............." aur rohit apni bike modta hua dheere se kavya ke kareeb jata hain aur uski taraf muskurata hua dheere se bol padta hain...........wahin kavya muskurate hue usey mana nahin kar pati aur uski bike par jakar chup chaap se baith jati hain.............jo bhi tha ye rohit ke liye bahut badi baat thi.............thode door jane par barish tezz ho jati hain aur rohit kisi safe jagah ki talash karney lagta hain.............baarish se chupney ke liye..............kuch door jane par usey ek safe jagah dikhayi padti hain jo ki road se kareeb 200 metre ki doori par thi.........ye ek khandhaar jaisa makan tha jo shayad barson se khaali pada tha..........aur kafi sunsaan bhi............jahan koi aata jata nahin tha.............. itne der mein kavya aur rohit dono buri tarah se bheeg chuke they..........kavya ke suit se pani tapakney laga tha aur uska badan us baarish mein bheeg jane se aur bhi khulkar expose ho raha tha jo samney khade rohit ke dil par aab bijliyaan girane laga tha............rohit taktaki lagaye bus kavya ko ghoorey jaa raha tha wahin kavya ka dil aab zoron se dhadakta jaa raha tha................aise akele mein wo apne college ke ladke ke saath thi............wo bhi is mausam mein...........bilkul akele..............jahan door door tak koi nazar nahin aa raha tha..............dheere dheere baarish aur bhi badhti jaa rahi thi mano aaj wo khulegi bhi nahin................... upar se kavya ko aab thanda lagney laga tha.............rohit kavya ke kareeb aata hain aur aagey badhkar kavya ke badan se poora sat jata hain............aise mausam mein dono ka fisalna laazmi tha................kavya na hi rohit ko mana kar rahi thi aur na hi uska koi virodh kar rahi thi...............shayad wo bhi is mausam mein garam ho gayi thi...............uska badan bhale hi bheeg gaya ho magar ander hi ander wo apne jism ke aag mein sulag rahi thi...........upar se rohit ke us sparsh se kavya ki rahi sahi himmat bhi toot rahi thi.............wo aab kisi bhi virodh karney ke sthithi mein nazar nahin aa rahi thi............fir wahi hua jo hota hain ek jawan ladki aur ladke ke beech..............chudai ka khel..................... rohit bhi dheere dheere uske honon ko choomney chatney laga...........wo bhi poori tarah se excited ho gaya tha............aur saath hi saath aab wo kavya ke badan ke har hissey ko dheere dheere se sehlaney laga.........kavya ki aankhein baand ho chuki thi aur wo lumbi lumbi sansein le rahi thi..........shayad uspar bhi madhoshi poorey ufaan par thi.............guzarte waqt ke saath saath kavya ke badan se kapdey bhi utartey chale gaye aur saath hi saath rohit ke bhi ..............kavya wahin jameen par nangi leti hui thi aur rohit uske badan par chadha hua uski bur mein apna lund pele hue aahista aahista se uski chudai kar raha tha...........wahin kavya ke mooh se hulki hulki siskari bhi foot rahi thi jo is baarish ke mausam mein aur bhi aag laga rahi thi..............is tezz baarish mein kavya ki aahein bhi ghutati jaa rahi thi...............ye daur kafi lumba chala aur kareeb 1 ghantey ke baad dono ek dusare par aise hi pade rahe.........apne durust sanson ko sambhaltey hue............. baarsih aab dheere dheere thamney lagi thi aur kavya ko bhi hosh aa gaya tha ki aaj usney jane ajnane mein kitni badi bhool ki hain..........pachtawa uske chehrey par saaf nazar aa raha tha..........wo fauran apne kapdey sameti hain aur usey pehankar usi baarish mein rohit se bina kuch kahe seedhey apne ghar ki taraf chaal padti hain................na hi rohit ke ander usey rokney ki himmat hoti hain ..............aur na hi ussey kuch poochney ki..........aur na kuch kehney ki.....................kavya ko apne kiye par pachtawa bhi tha magar rohit to jaise aab kavya ke liye pagal ho gaya tha............... uski badan ki khusboo............uska wo ehsaas.............wo barrish ke haseen pal............wo chahkar bhi nahin bhoola paa raha tha..........aise hi ek hafta guzar gaya aur kavya ne rohit se baat tak nahin ki..............wahin rohit aab kavya ke liye aur bhi bechain rehney laga.........aur aakhirkar ek din jab usey raha nahin gaya tab usney kavya ka haath fir se pakad liya aur kavya fir se usey sawalon bhari nazreion sse dekhney lagi.................. " ye ky badhtameezi hain rohit..............main kehti hoon chodho mera haath............." aur kavya gussey se rohit ki taraf dekhney lagti hain wahin is bar na rohti uska kaha manta hain...............aur na hi uska haath chodhta hain............ " ek hi shart par main tumhara haath chodunga kavya.............pehle tum kaho ki tum bhi muhse pyaar karti ho.............." aur rohit kavya ki aankhon mein dekhta hua dheere se bol padta hain wahin kavya bhi haule se uske sawalon ka jawab deti hain............ " magar.........main pyaar nahin karti tumse rohit............maine tumse pehle bhi kaha tha ki mujhe in sab cheezon mein koi dilchaspi nahin................" aur kavya apna haath chudatey hue bol padti hain wahin is bar rohit bhi uska haath dheere se chodh deta hain........... " to us din jo humare beech hua kya wo pyaar nahin tha..............kya koi kisi se pyaar kiye bagair hi uske saath ye sab kar sakta hain..............bolo..........jawab do..............." aur rohit thoda udaas hota hua dheere se bol padta hain wahin kavya kuch der ki khamoshi ke baad aagey bolna shuru karti hain.......... " us din jo kuch bhi hua jane anjane mein hua..........main behak gayi thi............aur tum bhi......uske liye iam sorry ........rohit................tum bhi aachi tarah se jante ho ki halat kaise ban gaye they humare beech............us din ka mujhe bhi pachtawa hain................aur ye tumse kisney keh diya ki sex ho jane ke baad pyaar bhi usi se kiya jata hain...........viashyawon ke saath bhi to log sex karte hain magar log unse pyaar to nahin karte na...............common yaar..............sex aur pyaar mein bahut fark hota hain.............ye koi zaruri to nahin ki log jiske saath sex kare usi se pyaar bhi karte rahe.............agar aisa chalta raha to na jane har roz kitni ladkiyaan ya kitne ladke na jane kissey kissey pyaar karte firengey.................main nahin manti pyaar jaisi bekar si cheez ko............grow up rohit..............tum modern yug mein jee rahe ho...............to aisi choti choti cheezon ko dil pe mutt lo............aur life ko fully enjoy karo.............." aur kavya muskurate hue rohit ki taraf dekhney lagti hain wahin rohit ki gussey se aankhein laal ho jati hain............ Continue...........................................................
19-06-2020, 04:41 PM
Update- 66 (B) (Megha Update)
" tumhare liye ye koi mazak hoga kavya.......................lekin mere liye nahin.................sach to ye hain ki main aab tumhare bagair jee nahin sakta............tum to aise keh rahi ho jaise koi bazar ki randi kehti hain.............aaur tum koi randi nahin ho kavya...............ki sex kisi aur se karo aur pyaar kisi aur se..............aaj raat main tumhare aane ka intezar karunga kavya..............agar aaj ki raat tum mujhse milne nahin aayi to.............kal ko tum mera mara mooh dekhogi.............aab faisla tumhare haath mein hain ki tum meri zindagi chahti ho................ya fir meri maut...........aur haan..........isey tum mazak mein mutt lena.............main bolney walon mein se nahin hoon.............. chalta hoon aab............" aur rohit itna kehkar kavya ke jawab ka intezar kiye bagair seedha apne raaste par chal padta hain...............wahin kuch door par khadi uski saheli mein se sana aagey badhti hain aur kavya ka haath kaskar jhatakti hain............. " kavya................rok le tu usey..............kahin wo sach mein aisa na kar baithey..............agar usney apni jaan de di to................" aur sana darte hue apni baat dheere se apni jubaan par lati hain wahin kavya uski baateion ko sunkar muskura deti hain........... " tu bhi aise logon ki baateion mein aa gayi sana..........ye sab bus kehna jante hain...........kuch karna nahin..........dekhna kal ye fir aayega aur fir se naya natak karega............aur ye pyaar vyaar sab bakwaas hain yaar.............sex karo aur kapdey ki tarah ladke badalte raho............wo sab bhi khus ...............aur hum bhi khus............ye ladki fansaney ke naye naye trick hain............tu nahin samjhegi......." aur kavya hanste hue wahan se sana ka haath pakadti hui seedha us college campus ki ore chal padti hain wahin kuch door par khada prashant ye sab natak dekh raha tha............. usi shaam....................rohit aur prashant dono nashe mein dhut they...............halanki itne dinon se prashant ne rohit se aachi khasi dosti kar li thi.........kyon ki uske ander teesh thi rohit ke prati..............ander hi ander wo rohit se chidney laga tha..............wo to jaise uske raaste ka kaanta ban gaya tha..............ek wajah ye bhi tha ki usney kavya ke badan ko bhog bhi liya tha aur prashant ko aab tak kuch nahin mila tha................is wajah se uska gussa rohit ke prati aur badh gaya tha.............. " wo nahin aayegi rohit.................sach kehti hain wo .............ki wo tujhse pyaar nahin karti..............ek kaam kar..............tu usey bhool jaa..............aur apne liye koi aur ladki talash kar le............." aur is baar prashant uske kandhey par haath rakhta hua ........thoda mayoos hota hua dheere se bol padta hain..................wahin prashant munn hi munn muskura raha tha..............shayad apni jeet pe........... " agar wo na mili to main is zehar ko peekar apni jaan de dunga........................main kehney walon mein se nahin hoon............karney walon mein se hoon..........." aur rohit sharab ke nashe mein jhoomta hua apne dil ki baat ussey kehta hain wahin prashant uski taraf dekhta hua dheere se muskura padta hain........... " tu bhi auron ki tarah kehney wala hi hain mere dost...............karney walon mein se nahin..............agar tujhmein dum hain to is sheeshi mein rakha zehar peekar to dikha.............main bhi maan jawunga ki tujhmein bahut dum hain.......fir kavya ko teri hone se koi nahin rok sakta.................aur tu fikar mutt kar..........agar tu is zehar ko pee bhi leta hain to main tujhe hospital pahunchawunga..............iski jawab dari meri............main tujhe kisi bhi haal mein marney nahin dene wala................dost hain tu mera...............main tujhe kaise marney de sakta hoon..........." aur is baar prashant us zehar ki sheeshi ko rohit ke haathon mein dheere se thama deta hain aur bade gaur se uski taraf ek tuk dekhney lagta hain............wahin rohit bade gaur se kabhi us zehar ki sheeshi ki taraf dekh raha tha...............to kabhi prashant ke chehrey ki taraf.............. " theek hain prashant..............mujhe tujhpar poora bharosa hain............" aur itna kehkar rohit us sheeshi ka dhaakan dheere se kholta hain aur prashant ki taraf dekhta hua us zehar ko apne honton se lagata hua dheere dheere usey apne halak ke neechay utarney lagta hain wahin prashant munn hi munn muskura padta hain...............jis maksad ke liye wo yahan aaya tha uska maksad aab poora ho gaya tha........................uske raaste ka kaanta aab humesha humesha ke liye door hone wala tha..................rohti ke haath tab tak nahin ruktate jab tak wo us zehar ko poora pee nahin jata...............rohit ke zehar peetey hi prashant uske taraf dekhta hua zoron se hans padta hain............. " hahahahaa............kisi ne sach hi kaha hain ki pyaar aandha hota hain.........aaj dekh bhi liya...............jaise tu ho gaya hain us kavya ke pyaar mein..............arey kavya ko to haasil tab karega na jab tu khud zinda rahega................chalo aacha hua............jo tune khud hi ye zehar pee liya..........warna main tujhe ye zehar apne haaton se pilata.................kyon ki tu aab mere raaste ka kaant ban gaya tha...............kavya aur mere beech ki deewar..................jo mujhe kisi bhi keemat par hatani thi...............aur tujhe kya lagta hain ki main teri jaan bachaunga...............kabhi nahin............tu yahan aise hi tadap tadapkar marega................jin haathon se tuney usey chuwa tha jee to karta hain ki main tere wo haath kaat doon.........magar aaj yehi haath teri maut ki wajah bhi ban gaye...........good bye mr rohit............aab umeed karunga ki teri meri mulakaat kabhi na ho.............." aur prashant apne joothey glass aur sharab ki bottle ko ek ek kar sametney lagta hai aur apne wo sare nishan mitaney lagta hain jo wahan uske maujoodagi ke hone ki saboot they................wahin rohit farsh par tadapata hua gir padta hain aur dard se cheekhney chillaney lagta hain............... dheere dheere uske jism neela padta jaa raha tha..................aur aankhein aur uski saansein aab dheere dheere band hone lagi thi...........dheere dheere uska jism maut ke aagosh mein samata jaa raha tha...............prashant uski taraf dekhta hua muskuraye jaa raha tha aur ek ek kar sare saboot ko saaf bhi karta jaa raha tha..............fir wo rohit ki taraf dekhta hua muskurata hain aur us kamrey se bahar chala jata hain..............aur kuch der mein rohit ka jism tadapkar bilkul shant ho jata hain............ ************************************************* ye khabar gurgaon mein aayi thi ki rohit ne kavya ke liye suicide kiya tha...............magar is ghatna ke peechay prashant ka poora poora haath tha.............kavya to poorey college mein badnaam ho gayi thi aur sabhi ladke ladkiyaan usey taane dete rehtey.............halanki uski niji life mein bhi iska asar hua tha magar guzarte waqt ke saath saath sab theek ho gaya...........kareeb 4 mahine tak kisi ko kaanon kaan khabar bhi nahin hui............. aur ye case suicide case bankar isey close kar diya gaya..............magar is ghatna ko beetey aabhi 4 mahine hi hue they tabhi kavya ko dusara bada jhatka lagney wala tha....................prashant ke roop mein............. 14 februay ka din tha..............prashant aaj fir se kavya ko propose karney wala tha..............aur usey kavya ko propose bhi kiya magar kavya ka wahin jawab aaya..............humesha ki tarah naa..............shaam hote hote usney kavya ko uthwala liya aur seedha apne flat par usey le gaya...........15 manzil pe...............jahan wo akele rehta tha................wahin kavya prashant ke is bartaav se bhadak gayi thi.......... " ye kya badhtameezi hain prashant............maine keh diya so keh diya.............main nahin karti tumse pyaar............" aur kavya jaise prashant ki taraf dekhti hui apna aakhri faisla sunati hain wahin prashant ka chehra aur bhi udaas ho jata hain........... " theek hain agar tumhara faisla naa hain to yehi sahi.................magar ye bhi sach hain ki main tumhare bagair jee nahin sakta.............itne dinon se tumne jo mere saath dillagi ki uska kya.............main to aab is duniya mein nahin rahunga magar jaate jaate tumhein bhi yahan se badnaam karke jawunga..............tum aab beshak chahe to jaa sakti ho.............magar meri maut ki wajah sirf tum hogi...............sirf tum.........main aab is buliding se koodney jaa raha hoon............." aur prasant fir se daru apne mooh mein lagakar peenay lagta hain wahin kavya gussey se us kamrey se bahar nikal jati hain............ " marna hain to maro...........mujhe kya.............main nahin aawungi tumhein rokney............" aur is baar kavya us kamrey ka darwaza kaskar band karti hain aur us lift mien chadkar neechay utarney lagti hain..............aabhi wo lift se neechay utar hi rahi thi tabhi prashant dheere dheere apne kadam aagey badhata hain aur jaise hi wo us buiding ke kirane pahunchta hain uske chehrey par ek muskaan fir se tezz ho jati hain............... marna to wo aab chahta tha magar uske ander himmat nahin ho rahi thi.........bade mushkilon se wo thodi himmat karke fir se aagey badhta hain aur fir haule se apni dono aankhein moond leta hain aur fauran neechay ki taraf kood padta hain.............kuch der tak uska jism hawa mein lehrata hain.............aur aakhir hawa mein lehraney ke baad uska jism jameen par girkar humesha ke liye shant ho jata hain.............. kavya jab neechay pahuncti hain to bheed dekhkar wo fauran wahan se apne aapko chupakar apne ghar ki taraf chal padti hain................usney prashant ki laash ko dekha tha aur wo janti thi ki aaagey uske saath kya ho sakta hain.............poorey raaste bhar uska jism durr se thar thar kanpta raha aur ek do din ke ander uske maa baap ne uski shadi bhi kahin aur tay kar di thi jiske wajah se usey apni padhayi beech mein chodhni padi...........aur saath hi ye sehar bhi.............uske halaat uske maa baap bhi aachey se samajh rahe they............ki kavya ke liye kya sahi hain............aur kya galat................kyon ki wo aachey se janti thi ki is sehar mein rehkar uska aab kuch bhala nahin hone wala..............is liye wo apni zindagi aab naye sire se jeena chahti thi sab kuch bhoolakar.................. us sehar se kahin door rehkar...........jahan uske ateeth kabhi uska peecha na kar sake..............magar kavya shayad ye bhool gayi thi ki insaan ka ateeth aur guzare hue yaadein ek aisi nishan chodh jaate hain jo kabhi bhulaye nahin bhooltey............aur zindagi kabhi kabhi aisi karwat zaroor badalti hain jahan pe insaan agar na jana chahe fir bhi usey wahan par ek baat to lautna hi padta hain.............kuch aise hi aaj kavya ke saath bhi ho raha tha....................... ************************************ bister par lete lete wo ateeth ke ek un pannon ko fir se yaad kar rahi thi jisey wo kabhi dubara se yaad nahin karna chahti thi.............aur na hi kabhi kisi se is bare mein zikara karna chahti thi................magar sanjog dekho ki aaj kavya fir se usi mod par dubara se khadi thi jahan wo us mod ko kabhi bahut pehle kahin door peeechay chodh aayi thi..............ek baar fir se usey ye safar aab akele tay karna tha.............chahe jaise ho................chahe usey aab koi bhi keemat kyon na chukani pade................aab wo peechay hatney wali nahin thi........................kisi bhi keemat par nahin................................ Till Continued........................................................
19-06-2020, 04:42 PM
Index Updated............................
19-06-2020, 10:29 PM
Mind blowing update yaara.......too good....mujhe to laga tha ki dono ne suicide ki hai par yha to sara mazra hi ulta hai....bechara rohit.....
19-06-2020, 11:12 PM
Amazing Writing...! Kavya ka ateet khul ker saamne aa gya. Ab uska agla qadam kia ho ga ye drkhte hain.
20-06-2020, 10:24 AM
21-06-2020, 05:54 AM
(19-06-2020, 10:30 PM)Bipin8923 Wrote: Bhai awesome updateThanks yaara.... Agla update aaj aa jayega (19-06-2020, 11:12 PM)hirarandi Wrote: Amazing Writing...! Kavya ka ateet khul ker saamne aa gya. Ab uska agla qadam kia ho ga ye drkhte hain. Thanks dear.... Keep reading aagey aur bhi hot encounters aayenge
21-06-2020, 05:55 AM
Agla update aaj dopahar tak aa jayega
21-06-2020, 10:53 AM
Update- 67 (A) (Megha Update)
bister par lete lete wo ateeth ke ek un pannon ko fir se yaad kar rahi thi jisey wo kabhi dubara se yaad nahin karna chahti thi.............aur na hi kabhi kisi se is bare mein zikara karna chahti thi................magar sanjog dekho ki aaj kavya fir se usi mod par dubara se khadi thi jahan wo us mod ko kabhi bahut pehle kahin door peeechay chodh aayi thi..............ek baar fir se usey ye safar aab akele tay karna tha.............chahe jaise ho................chahe usey aab koi bhi keemat kyon na chukani pade................aab wo peechay hatney wali nahin thi........................kisi bhi keemat par nahin................................ Ab Aage................................................................. Kavya ka dimag is samay hazaron sawalon jawab mein uljha hua tha.........................aaj se pehle usney jo baatein kabhi gaur nahin ki thi aaj ek ek kar sari baatein wo soch rahi thi.............uspar gaur kar rahi thi............... " mera andaza jahan tak kehta hain ki raghu ne zaroor jeetu ko apne saath milaney ke liye koi na koi jhoothi kahani usey sunayi hogi............apne bete ke bare mein usney zaroor kuch na kuch usey bataya hoga aur mere khilaaf usney usey bhi bhadkaya hoga................tabhi wo uske kadam se kadam milakar chal raha hain...............khair jo bhi ho wo to aane wala waqt hi batayega ki kaun sahi hain..................aur kaun galat.............. ************************************************ Dusare din ram nashta karke seedha apne college chala jata hain.................sharmiley swabhav ke karan wo sana se zyada khulkar baat nahin kar raha tha............aur na hi uske kareeb ja raha tha.............raat mein bhi wo khana khakar seedha apne kamrey mein chala gaya tha............halanki usey sana bahut aachi lagti thi magar jhijhak ki wajah se wo ussey doori banaye rakhta............agar kavya is waqt hoti to baat kuch aur thi..................magar sana bhi janti thi ki usey kaise kabu mein karna hain............. ram ke bahar nikalte hi sana bhi uske peechay peeechay bahar tak aa jati hain.........usey chodhney...........bus mein baithtey hi sana apne haathon ko hilate hue usey bye karti hain wahin ram ke chehrey par ek pyari si smile aa jati hain...........jawab mein sana bhi uski taraf dekhkar mukura padti hain..........ye sab nazara ander baithey raghu aur jeetu bade gaur se dekh rahe they.................wahin kuch sochkar raghu ke chehrey par ek kameeni si muskaan fir se tair jati hain................aur wo jeetu ko fir se sana ke paas bhejta hain..........wahin jeetu bhi aaj poorey taiyaari ke saath maidan mein utar gaya tha................apni jeet ki maksad liye..................... " memsaheb...................kahiye to main aapke room ki aabhi saaf safayi kar doon.............." aur is baar jeetu apne kale peelay daant dikhata hua dheere se bol padta hain wahin sana ki jab nazar uspar padti hain wo usey dekhkar haule se muskura deti hain......... " are tum!!!!!!!!!! kya naam bataya tha tumne apna............jjjjjjeeeeeeeee......haan yaad aaya......... jeetu...........bilkul kar do apna kaam..........." aur sana itna kehkar fir se apne kamrey ki taraf chal padti hain wahin jeetu gandi si muskaan liye sana ke peechay peechay chal padta hain..........uski nazar to jaise sana ki gand par jakar tik gayi thi.............jo aab hataye nahin hutt rahi thi..................sana ke chalney se uski thirakti hui gand upar neechay ho rahi thi wahin jeetu bade gaur se uski suit ke beech ban rahe us darar ko lalchayi nazreion se dekh raha tha............sana kuch door chalney ke baad jaise hi peechay ki taraf mudati hain uski nazar jeetu ke nazar ko fauran pehchaan jati hain ki jeetu is waqt kya dekh raha hain...............sharam se wo apni palkein neechay ki taraf jhuka leti hain wahin jeetu uski taraf dekhta hua dheere se hans padta hain............ is waqt sana ne green color ka tight suit pehna hua tha aur neechay usney white rang ki laggy pehni hui thi.....................in kapdon mein uske badan ka har ek katav saaf saaf ujagar ho raha hain...........wahin beech beech mein jeetu apne laude ko bhi apne kapdey ke upar se baar baar adjust kar raha tha jo sana ki nazreion se nahin chupa tha................wo hall mein jati hain aur jakar sofey par aaram se baith jati hain..................wahin jeetu jhadoo uthatha hain aur kamrey ki saaf safaayi mein jutt jata hain.............. " tum yahan par kitne dinon se kaam kar rahe ho...................." aur sana jeetu ki taraf dekhti hui dheere se bol padti hain wahin jeetu ke chehrey par ek baar fir se kameeni muskaan tair jati hain...............wo aise hi kuch mauke ki talash mein tha.............. " jee kuch mahinon se..............da-asal mera is duniya mein koi nahin............main bilkul akela hoon............bus yahan rehkar is ghar ki sewa aur dekhbhal karta hoon aur aab to memsaheb bhi humein is ghar se bahar nikal rahi........pata nahin humari kismet humein aab kahan lekar jayegi............" aur jeetu thoda mayoos hota hua bol padta hain wahin sana bade gaur se uske chehrey ko ek tuk dekhey ja rahi thi............ " magar wo kyon!!!! tumne hi kuch ulta seedha kaam kiya hoga............tabhi wo tumhein bahar nikal rahi........usney mujhse jaate jaate kaha tha ki tum logon se door rehney ke liye............nahin to main kavya ko bahut achey se janti hoon wo aisi bilkul nahin hain.........." aur sana jeetu ko ghoortey hue bol padti hain wahin jeetu fauran apni gurden neechay ki taraf jhukal leta hain............. " Sach to ye hain memsaheb ki hum gareeb ka is duniya mein koi nahin............jahan soo liye wahi humara bister aur jahan do waqt ki roti mili wahi humara ghar..........issey zyada aur kuch nahin..........aur galti to ho jati hain insaan se aise hi mujhse bhi galti ho gayi is wajah se............"aur jeetu baat banata hhuaa bol padta hain wahin sana bade ajeeb se uske chehey ko dekhey jaa rahi thi........... " kaisi galti...............main kuch samjhi nahin............." aur sana gehri saans chodhtey hue aahista se bol padti hain............wahin jeetu kuch der chup rehta hain fir wo aagey bolna shuru karta hain........... " aap to shadi shuda hain to aap ye baat aachey se janti hongi ki akele jeewan katna kitna muskhil kaam hain..........aise hi ek din hum dono apne kamrey mein baithey hue chudai wali kitabein dekh rahe they tabhi memsaheb wahan achanak se aa gayi aur humein apna lund hilatey hue dekh liya........bus us din se wo humpar bhadak uthi...........aur humein yahan se jane ko keh diya.............aab aap hi bataiye ki ismein humara kya dosh............jawani mein to aisi galtiyaan sabhi karte hain...........aur humare paas to aurat bhi nahin ki hum uske paas jakar apni ye aag wahan thandi kare..............." aur jeetu munn hi munn muskura padta hain............usney jaan boojhkar " chudai " aur " lund " jaise shabdh ka istemaal kiya tha...............wo dekhna chahta tha ki sana uske baateion par kya reaction karti hain............ " tumhein zara bhi sharam nahin aati ki aurat ke samney tumhein kaisi baatein karni chahiye..........sach mein tum poorey zaahil ho........ganwar ho..........." aur sana lumbi lumbi saansein leti hui bol padti hain.............uska kaleja zoron se dhadak raha tha jissey uski badi badi chuchiyaan tezi se upar neeechay ki taraf ho rahi thi ............jinhein aab jeetu bade gaur se dekhey jaa raha tha.............bina apni nazrein hataye............. " aapne sach kaha memsaheb ki hum jaahil log hain...........agar humein zara bhi tameez hoti to hum kahin bade jagah par kaam kar rahe hote...........aise kisi ke ghar par naukari nahin karte...........yu naukar banke.............khair jab humari memsaheb humare jazbateion ko nahin samjhi to aap bhala kya samjhengi..............mujhe maaf kar dijiye memsaheb............" aur jeetu apne haath jodta hua fauran wahan se jane lagta hain tabhi sana fauran usey rok leti hain............ " nahin jeetu...........aisi baat nahin hain...........bus tum apni language bhool gaye they.............main baat karungi kavya se ............ki tumhein yahan aagey bhi rehney de.............waise ek baat poochun................tumhari biwi ka kya hua..........mera matlab...........wo is duniya mein hi nahin hain ya fir tumhein kahin chodh kar chali gayi..........." aur sana jeetu ki baateion mein dilchaspi dikhatey hue aagey bol padti hain wahin jeetu bhi munn hi munn khus ho raha tha ki uske bichaye hue jaal mein aab chidiya khud ba khud fans rahi hain........... Continue............................................................. |
« Next Oldest | Next Newest »
|