10-05-2020, 10:38 AM
Wow!! Fantastic kya update diya bro...
(10-05-2020, 10:29 AM)Jayfuker Wrote: Dosto mujhe lagta he ab me utna acha likh nhi paa rha hu app logo ko mjaa nhi aa rha he or me proper update bhi nhi de paa rha hu Kyu ki me apni personal life me kuch jyada hi presan hu
Iss liye iss storie ko yahi isi mod per khatam karte he
Ager life rahi or fir kabhi mujhe likhne kaa man hua ak achi story to me aakar ak achi storie app logo ke liye jarur likhunga
App logo ke support ke liye thanks dosto app logo ne acha sath nibhaya love you guys
Apka dost jay ◉‿◉
(11-05-2020, 04:07 PM)bashaeryuii Wrote: Bhai sab ki jimmedar hamari Sarkar hai is Sarkar ke itna bus ki nahin hai ki Bank ko mana kar de ke koi bhi EMI Na le. Sale account mein 500 rupaye dalne inse poochho 500 rupay mein kitne din aadami kha lega kitne mahinon ka Rashan aata h bhai 500 me.
Sirf 500 rupaye daal ke yah log yah socha ki humne kitna bada kam kar diya iske liye bhi sale bad mein bolenge ki ham nahin ji tumhare liye account mein 500 rupay Laga hai kisi Ko kuch lagaya kisi Ko kuch lagaya bahar se itna Paisa le rahe hain yah kahan ja raha hai paisa koi hisab Lene wala hi nahin hai.
Tata ne 2000 Crore bhej diye the yah chahta to har aadami ke account mein 10 lakh rupaye bhi dal deta na tu bhi iske pass bahut Paisa bachta
(11-05-2020, 07:22 PM)Kala23 Wrote: Hello sir,
Upke paytm pe meri tarof se kuc diya hey, up jars dekhiye ga giya ki nehi,
Mera paytm no. Ka last 4 digit hey 1082,
Plz dekh lijiye ga,