Thread Rating:
  • 8 Vote(s) - 2 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala
Aunty lekin agarye girta to pura locket girta aur jaise ki ye toota hua dikh raha hai to tootkar locket girna chahiye tha chain to aap ke gale me hogi to fir kaise gir gayiaur locket aap ke pas raha ye samajh menahi aa raha – main boli

Oofffff hoookyun dimagh kha rahi ho Custom officer ho gayi ho kya – wo boli

Nhi aunty baspuch rahi thi , kahin aisa to nahi ki aap ne kisi ko mange diya ho ye set –main boli

Nahi mangegakaun - wo boli – han shayad ye kisi ne mere gale se khinch lit hi , aur mujhepata nahi chala aur ye locket mere blouse me blouse me kya bra me phans kar rah gaya tha is liye mujhe mil gaya – woboli

Aur ye bali iski dusri kahan hai is me to sirf ek hi hai – maine pucha

Ye to kahin gharme gir gayi thi bahut dhundha par mili nahi – wo boli

Ok aunty – main boli aur unki almari me sarasaman rakhne ke bad maine lock kar ke chabi aunty ko de di , mere hawas gum horahe the main ek minute bhi wahan ruk nahi pa rahi thi

Maine aunty sekaha acha main ghar ja rahi hun fresh ho kar change kar kun fir aati tab takaaram kariye – main boli aur wahan se apne ghar aa gayi

Main hanftikanpti ghar ame dakhil hui to shahnaz boli kya hua bibbi kuch problem hai

Nahi rani bas bathroomjana hai , main boli aur tezi se apne room ki taraf barh gayi piche shahnazhanste hue boli dekho bibbi choot na jaye

Chup kar bewakoof – main boli aur apne room me aa gayiroom me akar main sab se fpahle bathroom me hi gayi aur apna sir pani me dubanelagi jo halat numaya hokar samne themain us par yakeen nahi kar pa rahi thi

Mujhe shaizan keword yad aa rahe the – ki shayad ghar se bahr ki duniya kya hoti hai tum jantihi nahi ho

Ya to tum bahutbholi masoom ho ya fir bahut badi bewakoof kyu it um ko kuch nahi pata ki is duniya me chal kya raha hai

Meri sanse bahuttez chal rahi thi , amin bina e pal zaya kiye nahane lagi aur bahr aka mainechange kiya , kuch der baithne ke bad maine apni almari se wo saman nikala jomujhe jungle me mila tha , maien socha chuzi ko phone karun , lekin ye soch karnahi kiya ki abhi us ko na bataun pahle main khud dekh lun fir bataungi aur garus ko bata diya to pata nahi wo aage kya programme bana kar kuch naya order dede is liye maine us ko nahi bataya


Thori der maishahnaz ke pas baithi aur fir maine shahnaz se kaha ki main razia aunty keyahan ja rahi hun aur samne hi baithi hun koi zarurat ho to awaz de dena ya firphone karna – maine kaha aur chali gayi

Aunty ke paspahunchi maine un ko awaz di unhone fauran ankhen kholkar mujhe dekha

Aap so gayi thi –main ne pucha

Kahan beta abhito dard itna hai ki chain nahi aa raha – wo boli

Haan aunty dawato di hai Dr. Ne lekin raat ko nind ki dawa bhi aap ko di jayegi taki aap sukunse so sako aur abhi jab tak swelling rahegi to dard rahega , subah aap thikthak mahsoos karengi – maine kaha
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.
Thik hai betachalo isi bahane mujeh thora aram karne ka to mauka mila warna ghari ke kantope bhagti zindagi yahi chal raha hai bahut saalon se – wo boli

Acha aunty ap kokuch dikhana hai main bina waqt barbad kiye apni bat kahna chahti thi


Kya dikhana haidear – wo boli

Ye dekhiye maineunko hath me dete hue kaha – jis ko aunty ghaur se dekhne lagi

ye kya hai –unhone pucha

Ab zara apnialmari ki chabi ek bar aur diye – main boli , aunty ne mujhe chabi de di mainefir se wahi boz nikala aur aunty ke samne rakhte hue boli kya ye ek hi hain

Aunty kuch derusko dekhti rahin wo meri layi hui aur apni jwelery ke sath sath bar bar meraface bhi dekh rahi thi – kuch der dekhte rahne ke bad wo boli

Haan ye to isika hai lekin tum ko kahan se mila kya ye tumhare ghar me gir gaya tha – aunty nekaha

Nahi aunty yemere ghar me nahi mere ghar ke piche gir gaya tha mujeh wahan para hua mila thajungle me – main boli

Aunty ke chehreke urte hue rang ako main saaf dekh rahi thi

Kab mila ye tumko aur wahan kaise pahunch gaya – wo boli

Ye aaj nahi aajse lagbhag 2 sal pahle mujhe mila tha , aur ye aap bataiye ki wahan kaisepahunch gaya – main boli

2 saal pahle milatha aur abhi tak tum isko rakhe hue ho arey bewakoof use kar liya hota ya bechdiya hota – wo boli

Nahi aunty jocheez meri nahi hai main usko use nahi karti , ab aap ye bataiye ki ye wahankaise gaya – main boli

Pata nahi betaho sakta hai kisi ne churaya ho aur wahan dal diya ho – wo boli

Aap to kabhijugle me nahi gayi – maine pucha

Main jungle mejakar kya karungi aur ye sab kya bakwas kar rahi ho tum – wo boli

Aap jungle mekya karengi ye to aap ko pata hoga auraap ke chehre pe urti hui hawaiyan saaf bata rahi hain ki baat kuch aur hai joaap mujhe nahi bata rahi hain – maine kha

Aunty kuch nahiboli aur kuch der tak khamoshi rahi , aur fir auny boli kit um jungle me kyakarne gayi thi

Main wahan gayithi kyun ki maine aap ko kisi ke sath bahut bar wahan dekha tha wo bhi adhi ratke bad – maine kuch barha charha kar thora jhooth bolte hue kaha

Mujhe dekha thakis ke sath aur ye kya bak rahi ho tumhara dimagh to thik hai kyat um bhoolgayi ho ki main kaun hun – unhone kaha

Nahi aunty mainbilkul nahi bhooli ki aap kaun hain aap Razia aunty hai aur wahi thi ar wahirahengi – maine kaha , aur aap ko guard hareesh ke sath maine dekha tha ,

abplease kuch chupaiye nahi aur saaf saaf bataiye ki ye sab kya majra hai – mainepucha
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Kuch der kikhamoshi ke baad aunty mera hath pakarte hue boli , dekho beta jo kuch bhi tumko pata hai wo kisi ko batana nahi , main jati hun ye main maan liye aur kyunjati hun ye tum bhi janti hogi jab itna kuch janti ho – wo boli
Haan janti hunaunty aur maine kayi bar sab kuch dekha hai jo aap karti hain lekin kyun kartihain ye bata diye bas kyun ki mujeh bahut gussa aa raha hai aur bahut bura bhilag raha hai – main boli
Haan tum kahsakti ho ye , kyun karti hun ye bhi batane ki zarurat nahi hai har ek kiphysical need hti hain beta jisko har insaan kisi ne kisi surat me pura hikarta hai bas wahi main bhi kar rahi thi – wo boli
Kyun aunty kyun- phusical need to bahana hai kya wo sirf aap ki need hai jiske liye aap yahantak pahunch gayi main bhi to larki hun aur bakhoobi janti hun is bare me lekinmain aap ki bat se itefaw nahi rakhti kiaap apni ....... itna hi bol kar main chup ho gayi
Tum bhi apnijagah sahi ho lekin , main jo kah rahi hun wo bhi sahi hai tumhari bat dusrihai ki abhi tak tum is mukaam pe nahi pahunchi ho aur jo ek bar is jagah parpahunch jata hai wo wahin par rahna chahta hai its human nature ye insaanizarurat hai , aur main to shadi shuda thi kayi saal apne husband ke sathghuzare ab tum khud samajh sakti ho ki apne husband ke bad meri kya life rahiaur kaise main apni needs ko pura karti is liye thora idhar udhar dekh liya
Lekin ye thiknahi hai aunty aisa hi tha to aap ko dusri shadi kar leni chahiye thi – main boli
Bas karo yar sabkuch itna aasan nahi hai beta abhi tumkuch nahi janti ho ki zindagi me bahut se mukaam par ham ko bahut kuch karnaparta hai , main shadi nahi kar sakti thi aur maien karna bhi nahi chahi , jokuch hua wo bhi kuch ghalat nahi hai meri nazar me – aunty ne kaha
Thik hai auntyaap ki marzi jab aap ko ghalat nahi lag raha to main kya kah sakti hun – main boli
Kaho kuch nahibas itna hi karna ki kisi ko batana nahi jo janti ho wo apne tak rakhna aurnausheen se to bhool kar bhi zikar mat karna – wo boli
Ab itni bhibesharam nahi hun main ki aap ke bare me amin apki beti se bata dun – main boli
Thank you – wo boli
Acha aunty ekbat bataiye ki jungle me kyun jab aap ko yahi karna tha to ap apne ghar me kyunnahi – maine pucha
Guard ko ghar menahi bula sakti itna to tum bhi samajhti ho nay a nahi samajhti is society me kaun kya hai kis ki kya imagehai ye tum bhi janti ho – wo boli
Acha aap ke sathaur kaun kaun hai – maine pucha
kaun kaun hai ?iska kya matlab aunty boli
matlab ye haiaunty ji ki aap us guard se milti hain , lekin aap ke alawa bhi ek aurat haiaur ek admi bhi , ab ye bataiye ki wo kaun hain – maine pucha
Aisa to nahi hai– wo boli
Dekhiye auntyplease ab jhooth mat boliye ek taraf aap kah rahi ki kisi ko kuch batana nahiaur dusri taraf aap mujh se jhooth bhi bol rahi hain – maine kaha
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Tum ko kaisepata ki aur bhi koi hai – aunty ne pucha

Kyun ki main eekbar 2 aurat 1 admi ko ek sath dekha tha aur ek bare 2 admiyon ke sath 1 auratko , ab ye bataiye jaldi se ki wo dusre kaun hain – maien pucha

Dekho beta merealawa arpita bhi hai kyun ki wo bhi mere jaise hi halat ki shikar hai aur us kealawa surjeet bhi kabhi kabhi mood badalne ke irade se kar leti hai – wo boli

Kyaa !!!!!!!!!!!!!lekin wo to married hain aur unke husband bhi hain – main hairani se boli

Haan to kya huabas uski apni marzi hai taste badalne ke liye bhi aisa kiya jata hai – wo boli

Kitni ghatiyasoch hai – main man hi man barbarayi

Thik hai lekinfir wo dusra admi kaun hai – maine pucha

Dekho dear yahan par meri samajh me nahi aa rahakyun ki mere sath kabhi koi dusra admi nahi tha aur mujhe kuch yad bhi nahi haiki kabhi aisa hua ho – wo boli

Aisa hua hai aurye us waqt ki bat jab nausheen ki shadi ka masla chal raha tha – maine kaha

Kuch der takchup rahte hue wo sochti rahi aur fir aunty ne kaha , ki haan mujhe samajh meaaya lekin wo mere sath nahi tha , aur job hi that um us ko mat jano – wo boli

Kyun aunty –main boli

Bas choro is batko hone do job hi tha kya karna hai tum ko haan lekin ye main kah rahi hun i meresath kabhi 2 admi nahi the aur ek do do ko main bardasht bhi nahi kar sakti –wo boli

Fir kaun hosakta hai – maine pucha

Wo sirf aur sirfarpita ho sakti hai ho sakti nahi hai balki wahi hai – aunty boli

Dusra admi kaunhai – maine fir pucha

Kaha na matpucho – wo bolibataiye ki kaun hai main jan na chahti hun – maine pucha

Jan kart um kodukh hoga – wo boli

Thik hai aap kebare me jankar kya mujhe khushi hui hai , is se zyada dukh nahi ho sakta abbata bhi diye – main boli

Thik hai beta tosuno wo koi aur nahi hai balki tumhare apne chacha hain – wo boli

Kyaa!!!!!!!!!!!!Is bar to waqayi mere liye shock ki bat thi , lekin chacha kaise aa gaye itnirat ko jungle me – jab ki wo to mere hi ghar aate hain aur jahan tak mujhe yadhai wo kabhi rat me ghar se bahar nikle hi nahi kyunki gate main hi lock kartiohun aur subah main hi kholti hun – maine kaha

Aaye the tumharechacha aur kayi bar wo aa chuke hain aur ek sach ye bhi jan lo ki tumharechacha se bhi mere relation rahe hain – wo boli

Lekin kyun aunty– maine pucha

Tumhare chachakuch aise hi admi hain jab wo yahan rahte the to aisi hi koyi larki ho jounse bachi ho warna to wo matlab ki wo bahut hi
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Gire hue insaanhai – main beech me boli , jiske jawab me razia aunty ne haan me sirf sirhilaya aur kuch nahi boli
Aisa bhi hua haiki tumhare chacha yahan aye aur tum ko khabar bhi nahi hui aur chale gaye ,lekin ek bat kahun beta wo tumhare chacha hain tum bura mat man na lekin us kiniyat saaf nahi hai , main tum se bahut dino se kahna chahti thi ki unsehoshiyar rahna , kyun ki us ki nazar tum dono bahno par bhi hai , aur tumharechacha ki wajah se hi mujhe apni beti ki shadi itni jaldi karni padi kyun ki uske hath meri beti tak pahunchne ki koshish karne lage the – wo boli
To aap ne kyunbardasht kiya kuch kaha kyun nahi jawab kyun nahi diya - main gusse se boli
Beta main kuchnahi kar sakti thi kyun ki uske samne main khud nangi hun aur ek nanga dusrepar ungli nahi utha sakta – wo boli
Wo sab apnijagah hai aunty lekin mujhe aap ke bare me ye sab sun kar bahut bura laga aur main kah nahi sakti
Tumhara manthook raha hai mere upar hai dhikar raha hai mujhe hai na – wo beech me boli
Nahi auntyplease ye mat kahiye lekin aap nahi janti ki mujhe kitna bura laga ye sab jankar - main boli
Main kuch nahikah sakti tum se bas itna hi kahti hun ki main ghlat to hun lekin tum mujhemaaf kar do , Aur jo kuch bhi tum jantiho us ko bhool jao please au kisi bhi zikar mat karna – wo boli
Thik hai aunty –main boli , fir maine wo sab aunty ki almari rakh kar lock kar diya aur jo mainlekr aayi thi us ko aunty nahi le rahi thi lein maine wapas kar diya , main wahi aunty ke ps hi let gayi thakan ki wajahse main kab so gayi mujhe pata hi nahi chala
Aunty ne mujheawaz dekar jagaya aur boli dekho shahnaz bula rahi hai , maine uth kar bahar dekha to sham ho chuki thi aurshanaz kah rahi thi mujhe chai bana ake do abhi taka p aayi nahi ho
Aa rahi hun betamain boli
Shahnaz ko yahinbula lo sath me hum log chai peete hain aunty ne kaha aur maine shahnaz kowahin bula liya raat ko bhi main shahnaz aunty ke ghar me hi rahe aur next day jab kuch log un keg hr aagaye to main apne ghar aa gayi leiin fir bhikuch hour unke sath bitati thi jis se ki unko ye na mahsoos ho ki meri nazar meunki izzat kam ho gayi hai
Fir maine chuziko bulaya aur usko sab kuch bata diya aur fir us se maine sab bhool jane kirequest kii , chuzi ko bhi mere chacha ke bare me jankar bahut gussa aya
Saala Bahut haramihai tumhara chacha – wo boli
Jawab me mainsirf banawati muskurahat ka hi izhar kar payi , aur is tarah ye muama hal hogaya jis ne beinteha uljha kar rakha hua tha aur shayad agar main chuzi sediscuss na karti to ye abhi bhi uljha hua rahta
Thank you Chuzi
 horseride  Cheeta    
Like Reply
[Image: aaxHjdoU_o.jpg]
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Ab aage ---
Maine jo promisekiya tha razia aunty se us ko baki rakha aur us masle ko main bhool gayi aurchuzi ko bhi yahi kaha ki ye sab kisi se discuss mat karna , kyun ki bahar kato koi hai nahi aur apno ko nanga karne se badnami bhi to apni hi hogi , lekinrazia aunty ke alawa ye koi nahi janta tha ki mujhe sab kuch pata hai Aur razia aunty ne bhi Arpita bhabi ya surjeetaunty ko ye nahi bataya tha warna shayad ye mere liye pareshani ka sabab bansakta tha .

Ek din night meshaizan ka phone aaya us ne bat karne ko kaha to main boli ki ramzan chal rahahai tumhara

Wo bola to kyahua mujhe ramzan se kya lena dena main ye sab nahi manta meri alag soch hai aurmain kisi bhi Khuda ye bhagwan ke hone me vishwas nahi rakhta

Aisa kyun haijab kit um '. ho aur '. to bahut strong believer hote hain – Maine kaha

Aisa kuch nahihai ye sab public KO bewakoof banana ke liye kuch logon ka socha samjha khelhai Jo kayi yugon se chala aa raha hai aur is me koi sachayi nahi hai – us nekaha

Kaisa khel –Maine pucha

Yahi ki khudabhagwan aur sab ke namo se logon ko darakar un ki bhavnao se khelo aur un kochutiya banakar raaj karo – ye trick purani ho chuki hai aur kuch bewakoof aajbhi yam ante hain lekin jo akalmand hain wo in sab baton se door hain wo kuchnahi mante – wo bola

Shayad isi liyetum hamesha hairan pareshan rahte ho , ek din Mr. Shaizan sirf ek din dil seibadat kar ke dekho fir tum ko pata chelega ki kitna sukoon milta hai , aur yetum ko pata hi nahi hai , shayad isi liye dimaghi sukoon kho chuke ho aur raatbhar ulllu ki jagte ho – main ne kha

Ye mera shaukhai aur maine koi dimaghi sukoon nahi khoya hua hai bahut tez chalta hai dimaghmera – wo bola

Haan maloon haikitna tez chalta hai tabhi to apne roze ,,., ki tauheen kar rahe ho – maineboli

Hey gul be practical yar kahan bakwason me padihui ho – us ne kaha

Acha to yebakwas tumhare mom dad nahi karte kya wo bhi tumhari tarah kisi ko nahi mante –maine pucha

Wo to bahutmante hain bechare 30 din bhooke rahenge dono log mujhe bura lagta hai sab kuchhote hue bhi bechare bhuke hain – wo bola

To tum se kuchnahi kahte – maine pucha

Kahte hain lekinmain karta hi nahi parents se kahta hun ki main karta hun lekin karta nahi kuch, ghar se nikal jata hun ye kah ke ki ja hun ,,., parhne lekin kahin ja kebaith jata hun jahan achi achi larkiyandekhne ko milen – wo bola

Waah waah bahutkhoob – kya kahna aap ka – main daantpeeste hue boli

Han yar yahi toasli zindagi hai aur tum kis dimaghi sukoon ki bat kar rahi ho ? asli dimaghisukoon to tab milta hai jab pappu apna sir pari ke honthon ko khol kar usmerakhta hai

Shut up shaizanhad hoti hai badtamizi ki – main boli
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Ye badtamizinahi hai dear ye meri soch hai , aur tum janti ho ki main koi bhi kahne separhez nahi karta aur kahne me main kisi ka lihaz nahi karta main wahi kahungajo mujhe sahi lag raha hai , mere hisaab se to sirf pappu aur pari ki worship hoi chahiye ,jitney male hain wo pari ko pujen aur female pappu ko , jai bur devi – jai holund dev ki – wo besharmi se bola
Lanat hai tumpar chalo acha phone rakho ab mujh se bat mat karna kabhi – main boli
Haan sach karuwahota hai na wo maine kah diya to aap ko bura lag gaya – wo bola
Sach kya hai yetum jante hi nahi ho shayad aur na hi samajhne ki koshish ki kabhi ab tumhareparents ne kya tarbiyat di hai aur ye kyun hua tumhare sath ye main nahi jantilekin khuda parast logon ke yahan shaitan kaise paida hua ye ek bahut barasawal hai – main boli
Koi khuda pudanahi hai agar hai to us waqt kahan gaya tha jab train me nirdosh logon ko zindajala diya gaya tha aur fir us ke bad badle ki aag me jalkar hazaron nirdoshmare gaye tab tumhara khuda kya apni begum ke lahnge me chup gaya tha - wo bola
Main chup rahi
Ab jawab do – wobahut tez awaz me bola
Wo jo kuch bhihua wo insaani amal tha khudayi nahi aur us ke zimmedar bhi kahin na khin tumjaise log the jinka kisi se koi wasta hi nahi hai agar wo asliyat me kisi kemanne wale hote to aisa kabhi nahi karte – main boli aur maine phone band kardiya
Us ke bad usnekayi bar phone kiya lekin maine nahi uthaya , mujhe bahut bura laga tha uska islahje me kalam karna , aur main bhi us se is silsile me zyada bahas nahi karnachahti thi main jo kuch kaha wo ye soch kar ki shayad wo mazak kar raha hailekin us ki baton se saaf zahir ho raha tha ki wo be deen hai nastikhai , aur kisi bhi aise insaan se kabhi is bare me bat hi nahi karni chahiye ‘
Us din ke bad semane shaizan se bat hi nahi ki fir eid aayi to maine socha ki main us ko wish karun lekin fir ye soch kar nahi kiyaki us ka eid se kya lena dena agar kahin papu pari ka koi tyohar ho to us kowish bhi kiya jaye , kyun ki us ne khud hi kaha ki worship sirf in ki hi sahihai
Waqt yun hinikalta raha aur mausam badalte rahe hamari zindagi apne purane rang me chalrahi thi , sardi ne khunk hawaon ke sath apni amad darj kara di thi aur merapasandeeda mausam aa chukka tha ,
aur fir dhire dhire dhandak apne pure shabab par aa gayi aur jalne lagiatish dano me lakariyan , wo sweater jacket , munh se nikalta hui bhaap aurkanpkapi se hilete hue logon ko dekhne ka maza hi kuch aur hai fir yunhi waqt beeta aur saal 2006 bhi hum sabko alwida kah kar chala gaya aur apne piche chor gaya to apni kuch yaden , aurapni mithi yadon ke sath wo bhi band ho gaya tha meri diary me
Wishes aurcelebration ke sath sath new year ka agazh bhi ho gaya tha aur aane ke sathsath jane bhi laga tha aur new year ke kuch din beet gaye the
Shaizan ke msg to ate rahte the lekin main us se bat nahi kar rahi thi jab us ne itni zyada bewakoofi bhari baten ki thi, au raise hi bahut din ghuzar gaye aur msg pe msg send karta raha aur sorry bolta raha
wo kah raha tha ki main tum ko hurt nahi karna chahta tha lekin main ye sab nahi manta , main ab fir kabhi aisi bat nahi karunga au raise hi kayi din jab beet gaye to fir maine bhi us se bat karnashuru kar diya lekin bat mukhtasar hoti thi , bahut zyada nahi
_
 horseride  Cheeta    
Like Reply
pahle jahan mainus ko ignore karti thi aur bat nahi karna chahti thi wahin ab halaat kuch badalchuke the , ab main khud us se bat karna chahti thi lekin shaizan ko kabhi bhiye ehsas nahi hone de rahi thi ki mainkhud us se bat karna chahti hun


Main bat tokarna chahti thi lekin phir bhi roz bat nahi karti thi

kabhi kabhi hi bat karti thi, lekin agar kisi din wo mujhe phone nahi kartatha ya bat karne ki request ka msg nahi send karta tha to main sochne lagti thiki akhir aaj isne bat karne ki request kyun nahi kii ,

Phir khud hi sochne par majboor ho jati thi kijab wo bat karne ke liye girgirata hai to main parvaah nahi karti aur jab wokisi din phone nahi karta to kyun main pareshan hoti hun, ye kaun sa ahmakana Amal hai

Shahnaz aurseema ki study chal rahi thi shahnaz be inteha mehnat kar rahi thi is bar uskafinal tha , shahnaz ek roz mujh se boli ki examination programme ane wala hai

Haan aane hiwala hoga – maien kaha


Wo mere samnekhari hui apni chutki ko bajate hue ungliyon ke sath sath apne sir ko ghumatehue boli - to fir mujhe camera milega aur wahi milega jo main pasand karungi

Haan haan bilkullekin pahle BSC pas karo first division fir le ke dungi

Bsc pas karne kibat thi sirf first aane ki koi bat nahi hui thi – wo boli

First ki hi tobat hai waise to sabhi pas kar lete hain first aaogi tab hi camer milega – main boli

Nahi ye cheatinghai aap se aisi koi deal nahi hui thi – wo boli

Deal kaisi deal– main ne pucha

Bsc pas hone parcamera ki – wo boli

Ye koi deal nahihuii thi kan kholkar sun liye aap , camera aap ko tab hi milega jab aap firstaayengi and thats final – main boli

To fir main bhiexam nahi dungi – thats final

Kya!!!!!!!!!!!!! main uski bat pebehad hairan thi ki aaj ye mere samne kis tarahbol rahi hai – kya kaha aap ne – maine pucha

Maine kaha mainexam nahi dungi jab aap camera nahi le ke dogi – wo boli

Pahle pas ho tabcamera milega – main boli

Pahle camera firexam , jab main camera dekh lungi tab hi exam dene jaungi kya pata baad me aapna leke do – wo boli

Ye kya bak rahiho tum – maine kaha

Haan mujhe patahai aap apni bat se fir jayengi is liye pahle camera la ke ghar pe rakh liyejab main camera dekh lungi tab exam dungi warna nahi dungi mujhe aap par bilkulbharosa nahi hai – wo apne hathon ko left right ghumate hue mujh se bahas kiyeja rahi thi ,

aur main aaj us ke badle hue lahje par bahuthairan thi ki akhir har baat me jee jee kahne wali meri bahan aaj mujh se bahaskarte hue kah rahi thi mujhe aap par bharosa nahi hai

Thik hai betalekin pahle ye bataiye ki ye sab kis ne parhaya hai aap ko – maine pucha


Chuzi didi ne –wo tapak se boli , fir fauran hi boli na nahi kisi ne nahi chuzi didi us din jabaayi thi to meri bat bhi nahi hui thi un se , unhone nahi kaha tha mujh se ,aur aur wo maine un se kah diya tha ki main aap ko nahi bataungi ki chuzi didine sikhaya tha – ab wo baukhlayi hui haklate hue pata nahi kya kya bak rahi thi

_
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Main uth karkhari hui aur uski taraf barhi to uske chehre pe hawaiyan urne lagin


Maine pas jakarus ke kaan pakarte hue kaha – haan to ab boliye kya farma rahi thi aap

Nahi sorry bibbiwo main main nahi , nahi sorry bibbi – wo boli

Dekho tum ko aurtumhari didi dono ko bandh ke itne thappad marungi ki sab samajh me aa jayega ,aura b ap ko pas hone ke bad bhi camera nahi milega – main boli

Nahi bibbiplease i am sorry , bibbi ab nahi kahungi kuch nahi bolungi main – wo boli

Main kuch nahiboli , lekin eb uski halat dekh kar mujhe bahut pyar aa raha tha us par aur chuzi ke upar bahut hi zyada gussa bhi

Maine chuzi kophone kiya aur us se ghar aane ko kaha to wo boli kya hua yar main aaj kalbahut busy hun Holi ka bahut sara kaam hai

Kya kaam ho rahahai holi me – maine pucha

Arey yar bahutsara kam hota hai bahut kuch banana parta hai ab main eke k chiz tum ko name kesath nahi bata sakti – wo boli

Acha to tum shamko ana zarur holi koi aj nahi hone jar hi hai main boli


Thik hai yaraaungi sham KO – wo boli aur bat khatam ho gayi

Sham ko chuziaayi hum log bat kar rahe the us ne pucha haan batao kya hua kyun bulaya tha

Bulaya aap ko isliye tha ki ye bataiye ki aap ne shahnaz ko kya parhaya tha – main uske baal pakarte hue boli

Wo bahut hibhaddi muskurahat ke sath mujhe dekhti rahi aur fir shanaz se boli to tum nesab kuch bata diya na

Jis ke jawab meshahnaz sirf haan wo jee jee ji pee pee hi kah payi is se zyada us ke munh sebol nahi foote

Jao yar tumbekar ho wo shahnaz se boli tum ne to phansa diya naam zad report ho skti haitumhari sopt pe hi areest ho gayi tum , tum kabhi LLb nahi ho sakti

Kya matlab haitumhara – kya bakwas kar rahi ho – maine pucha

Kuch nahi basmain to us ko apne hak ke liye larna sikha rahi thi shahnaz ko kranti kari bana rahi thi – wo boli

Tumhari aisi ki taisi maine uske balon ko jhtakte hueboli kyun bigar rah ho bachon ko bewakoof


Arey kuch nahiis ne hi to mujhe bataya tha ki jab pas ho jayegi to camera milega is liyemaine kah diya ki kya guarantee hai ki milega hi is liye pahle hi sab kuchlikhwa lo bad me beimani ho sakti hai na – wo boli


Tum ko kuchsamajh me nahi aata jo chahti ho bakwas karti rahti ho – main boli


Ab main wakeelhun na aur ek acha wakeel achi advice deta hai – wo seena tankar boli
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Khair ho ab iswakalat ki jisko tum apnane wali ho – main boli
Khair hi hogimain jo case larungi wo jeetungi judge kahega
Judge bal nochkar bhag jayega ya fir tumhari waqalat hi baned ho jayegi – main beech me boli
Acha chalo bekarki baten choro parso holi hai aur tum log subah hi mere ghar aana – wo boli
Kyun subah kyun– main boli
Arey subah himaza aata hai itna dhamal hota hai holi me , yahan tumhare yahan to kuch hotahi nahi hoga city se bahr to ho tum log kuch pata hi nahi chalta hai tumhareyahan – wo boli
Pata kyun nahichalta holi yahan bhi hoti hai lekin holi ke naam par behoodgi aur hurdang nahihota yahan – main boli
Ek din hurdangbhi hona chahiye na maza aata hai – wo boli
Dekho main subahnahi aaungi kyun ki mujhe rang raughan acha nahi lagta aur jis bedhange pan seholi me rang hota hai wo mujhe bilkul pasand nahi is liye main to ghar me hiband rahti hun kahin nahi jati - mainboli
Arey ye kyabakwas hai main to hamesha hi ati hun tumahre yahan aur sumbhi aati hi ho firye kyun kah rahi ho – wo boli
Sham ko aati hunya fir next day holi milti hun lekinnautanki me shamil nahi hoti main – maine kaha
Dekho main kuchnahi janti agar rang se bachna hai to kal sham ko hi mere ghar aa jana kyun kiagar parso subah niklogi to mere ghar tak pahunchne se pahle hi har tarah ka rang tum dekh logi is se acha haikal sham ko hi aa jao bahut maza aayegayar – wo boli
Nahi yar yahncolony me bhi to holi hoti hai aur main sab dekhti hunn agar main gayi to yahanke logon ko bura lagega kyunki ka system alag hai yahan koi bhi festival ho sab ka hota hai aur agar main yahan nahirahi to sab ko bahut bura lagega – main boli
Ye kaun si bathui yar tum to – wo bahut buri tarah jalebhune lahje me boli
Don’t mind chuziplease samajhne ki koshiah karo – maine kaha
Thik hai jochaho karo meri bat ki koi value hi nahi hai jab to main kyun mind karne lagi –wo boli , aur ye kahte hue uth kar chal di aur boli acha main ja rahi hun
Arey abhi rukoyar kuch chai nashta to kar ke jaao abhi aayi ho aur bhagi ja rahi ho – mainboli
Lekin wo binasune hi chali gayi main uske piche aayi aur usko rokti rahi lekin us ne mujhemurkar bhi nahi dekha main awaz deti rahi lekin wo ruki nahi
Kafi der takmain gate pe khari usko jate hue dekhti rhi lekin us ne mujhe piche murkar nahidekha aur chali gayi , mujhe us ke is tarah jane ka bahut afsos tha , kuch deryunhi khare rahne ke bad main wapas ghar ke andar aa gayi
Aap ne kyn manakar diya bibbi chuzi didi kitne pyar se bulane aayi thi – shanaz boli
Tum chup raho abtum chuzi ki taraf se wakalatnama dakhil mat karo – main boli
Wo bina kuchbole hi mujhe ullu ki tarah ghoor kr dekh rahi thi
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Tum bewakoof howo pyar se aise hi bulane nahi aayi thi , zarur usne koi bahut bada natak plankiya hoga aur us liye wo mujhe bula rahi thi abhi tum nahi janti ho us ko kitnibadi nautanki hai wo – main boli
Maine kayi barchuzi ko phone kiya lekin usne phone hi nahi uthaa har bar phone cut kar detithi Next day bhi maine us ko phone kiyalekin fir bhi us ne nahi uthaya maine kayi msg send ke kiye ki bat to karolekin koi farak nahi para
Phir maine chuzike papa ko phone kiya maine pucha chuzi kahan hai to wo bole ki ghar pe hi hai, maine kaha wo phone nahi utha rahi hai aap zara bat kara diye Unhone chuzi sekaha lekin us ne mana kar diya .
Kyun bat nahikar rahi – maine pucha
Pata nahi betawo kah rahi hai ki mujhe bat nahi karni hai – wo bole
Thik hai unclemai kal se bahut bar usko phone kar chuki hun lekin wo phone nahi utha rahi haiaap us se kah dena ki main ab kabhi us ko phone nahi karungi – main boli
Thik hai betamain bol dunga lekin kya koi bat ho gayi hai tum logon ke beech me – unhonepucha
Nahi koi batnahi hui hai aap us se hi puchiye na kyun wo bat nahi kar rahi hai – main boli
Us se kya puchunbeta uske mood se to lag raha hai ki wois samay tum se bura koi aur ho hi nahi sakta wo bahut naraaz hai aur jab takwo naraz hai main to kya bhagwab bhi us se tumhari bat nahi kara sakta – wobole
Thik hai koi batnahi uncle ap us se kah diyega ki main ab us ko phone nahi karungi yekahte huemaine phone band kar diya
Din yunhi beetgaya har taraf Holi ki hi taiyari chal rahi thi , puri colony me dhoom thicolony se bahar kuch kadam ki doori parholi jalayi jati thi wo jagah ko bahut behtar andaz me sajaya gaya tha aurbahut hi tez awaz me wahan music chal raha tha jis ki dhun par log naach rahethe , sham ko main bhi shahnaz aur colony ki kuch aurton ke sath ghar senikli har tarah bahut chahal pahal thibazaar dulhan ki tarah saje hue the kafi der ke baad hum log ghar laut aaye .
Der raat holijalayi gayi main to ghar me hi thi lekin shor o ghul is kadr tha ki pata sabchal raha ki kahan kya ho raha hai
Jis jagah holijal rahi thi us ko maine dekha to wahan par bahut sari lakariyon ko jama kiyagaya tha aur holi jalne ki ek jagah makhsos thi aur wahan par holi jalne kekayi din ya kayi month pahle hi holi ko nasab kar diya jata tha aur ek khas dinkhas waqt usko aag ke hawale kar diyajata hai aur fir sab log us aag ki puja karte hain .
Mujhe ye bahuthi acha laga kyun ki main khud ek aatish parast hun .
Subah jaldi hi sab apne rang me aa gaye the aur puricolony ki sadak rangeen ho chuki thi aur naliyon me pani ki jagah rang bahnelaga tha , bache ade burhe sab ek hi rang me range hue the , aurten bhi kisi sepiche nahi thi , shahnaz bhi so kar uth gayi thi main gate ke andar khari3huibahar dekh rhi thi dekhne me to bahut maza aa raha tha .
Tabhi bahut selarkiyon aur larkon ki ek bheer aayi aur bahut tez awaz me wo sab mujh se boleHoli hai
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Haan Holi haiaur mujhe maloom hai – main boli
To gate kholo nadidi sab ek sath bole
Jee nahi yehasrat aap logon ki kabhi puri nahi hogi – main boli
Ye ghalat baathai didi aap har bar bach jati ho lekin abki hum sab ne ye tai kiya hai ki aapko zarur rang lagayenge
Ye kabhinahihoga – main boli
Hoga kaise nahiye kahte hue ek larke ne rang se bhara hua ghubbara meri taraf phenka mainfauran andar bhag gayi aur lobby ka door band kar liya
Maza aaya bibbi –shahnaz hanste hue boli
Tum chup raho –main boli
Mujhe to bahutacha lag raha hai – wo boli
Acha to mujhebhi lag raha hai lekin sirf dekhna, is me shamil hona mujhe bilkul bhi achanahi lagta – main boli
Hum dono uparchale gaye aur balcomy me khare hokar niche dekhne lage sarak pe dhamal ho rahatha , tabhi ek larki mujhe hath dikhate hue boli kab tak bachogi tum is bartumhari khair nahi hai , main jawab me usko angutha dikha diya
Tabhi ek larka bola gujhiya khane to aaogi na tab hum log bataungeaap ko ,
tab tak sabkhatam ho jayega - main boli
Nahi jab tum KOranga nahi jayega tab tak aaj kuch khatam nahi hoga
To thik hai tabtak tum sa logon ko aise hi rahna parega main to niklungi hi nahi – maine kaha
Tabhi ek lake kokayi larkon ne pakar liya aur uski pant khich kar utar di gayi fir uski tshirttukron me bant kar kahan ghayab ho gayi pata hi nahi chala usnke bad usko sabne milkar khoob ranga wo bahut chilla raha tha wo sarak pe para hua tha aurcharon taraf se us par rang ki bauchar ho rahi thi , fir wo utha aur jis ka jokapra uske hath me aaya wo sab ko farne laga puri colony me aafra tafri machihui thi
yehi sab kuch der tak dekhte rahne ke bad main niche aa gayi
Hum logonne nashta kiya nashte ke bad main baithihui thi ki door bell hui maine bahar aakar dekha to seema apni mom ke sath aayi thi.
maine gate khola aur unko andar aane diya ,har sal holi me ye unka niyam tha ki wo subah subah hi mere ghar aati thi aurholi milne ke bad fir kahin jati thi jaisa ki unko pata tha ki mujhe tamashanahi pasand hai is liye seema bhi chupchap hum logon ke mathe pe teekalagakar lage milkar wapas laut jati thiaur aaj bhi aisa hi hua.
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Ab aage --- Holi Special Update me
Jab aunty aurseema jane lagi to main gate pe aayi gate khola aur wo log bahar nikal gayi mainunko jate hue dekh rahi thi bahr koi nahi tha maine gate band kiya aur andar aagayi
Main andar akarbaithi thi ki kuch der ke bad fir door bell hui maine shahnazz se kaha jaodekho kaun aya hai
Wo boli ap jaiyemain nahi jaungi koi rang lagane aaya hoga
Bewakoof larki – main kahti hui bahar aa gayi , mainedekha gate pe razia auny khari hui thi , maine usko salam kiya aur pucha jeeaunty kahiye
Arey gate kholojaldi se warna koi akar rang dal dega – wo boli
Maine gate kholaaunty bilkul saaf suthri dress me thi maine gate kholte hue pucha kya hua auntyaap rang nahi khel rahi hain
Bhagao bhaimujhe bilkul shauk nahi hai apni shakal badalne ka – wo kahti hui andar aa gayiaur achanak hi gate ko ek zordar dhakka laga jis se main piche girte girtebachi aur dhakka dekar chuzi andar aayiaur bahut hi beri tarah se hansne lagi us ka face ramsay brother’s ki films ki churail jaisalag raha tha aur baal bhi kayi rangon me range hue the
Uske piche to ekbahut bari teem thi jis me kayi larkeaur larkiyan the jo subah se bahut bar mujhe gate kholne ke liye kah chuke thelekin ab wo sab ke sab apni apni rangeenshaklon ke sath mere samne khare hue hans rahe the
Hum ne kaha tha na ki jab tak aap ko ranga nahi jayega aaj holi khatam nahi hogi gul darling –sab larkiyan mere charon taraf nachte hue boli
Ab kya karogimeri gul naaz – chuzi boli
Hum sab is pyarisi gul ke liye kayi gulon ka rang laye hain – colony ki kayi bhabhiyon ne kaha
Maine raziaaunty ki taraf ghoor kar dekha – wo meri nazaron ko pahchan gayi , aur bolimain kya karti ye tumhari dost aur tumhari ye sab bhabhiyan ye log mere pichepar gayi ki gulnaaz ka gate khulwao warna tumhari buri halat bana denge – mainkya karti is liye mujhe aana para
Main bahut halkehalke piche ki taraf kadam barha rahi thi maine chuzi ko baton me uljhya huatha aur wo puri tarah se apne rang me rangi hui thi aur lagatar nautanki kiyeja rahi thi
Achanak hi mainmur kar andar bhagi lekin lobby ke darwaze tak hi aa payi aur mere dono hathpiche se pakar liye gaye , maine bahut tez awaz lagayi shanaaz meri awaz pe wobhagti hui aayi
Lekin mujheHoliwalon ke narghe me ghira dekh kar fauran hi andar bhag gayi aur bewakoof nedarwaza bhi band kar liya
Waaah shahnaaazbahut ache kya kahna tumhara anjane me hi sahi lekin aaj bahut acha kaam kiya tum ne – chuzi uchal uchal kar hanste hueboli
Haan ab bolo kyakiya jaye tumhare sath kyun ki meri pyari gul ko rang raughan to bilkul acha hinahi lagta – shakuntla bhabi meri khinchayi karte hue boli
Is waqt merikuch samajh me nahi aa raha tha ki main kya karun bahut hi zyada bebas mahsoos kar rahi thi apne aap ko , jab meri kuch samajh menahi aaya to maine surjeet aunty ko awaz di , maine socha agar surjeet aunty aagayi to ye sab bhag jayenge kyun ki aye larkiyan aurten kya surjeet aunty keaage colony ke maradon ki koi haisiyat nahi thi akhir wo thi aisi
Surjeet aunty neapni balcony se jhank kar dekha aur boli hey main abhi aa rahi hun aur tezi sebhagi
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Sab larkelarkiyann ek sath bole arey jaldi bhago yahan se lekin sab apna kaam kar gayethe jaise hi ek rang lekar meri taraf barha maine tezi se niche baith gayi aurapne ghutno me sir chupa liya
Lekin dry powderki tarah ke rang ko ek ke bad ek ne mere balon me khoob lagaya
Sab ek sath boleis tarah kyun baith gayi Holi hai koi shok divas nahi ye kahte hue mujhe khinchkar utha diya aur fir jisko jo jagah mili wo rang lagata raha aur bhagta raha ye sab surjeet aunty ke sar ki wajah se ho raha tha aur larke sabrang lagate hue bhag rahe the
Wahin larkiyansab khari hui thi , tabhi surjeet aunty aa gayi aur unhone gate pe hi do larkonko pakar liya aunty ne eke k hath se dono ko pakarte hue apni bahon me jakarliya tha aur andar ghaseete hue boli
Haan ab bolo kyakar rahe the
Kuch nahi bhabiHoli hai na is liye ab plzzz aap kuch mat bolo pahli bar mauka mila hai aajgumlaan ko rang lagane ka – wo bole
Tu yahan kya karrahi hai chal gate band kar kanjri – wo razia aunty se boli
Razia aunty nehi gate khulwaya bahane se – main boli
Koi bat nahibeta Holi hai – surjeet aunty boli
Bhabhi hum logonko choro – wo dono bole
Kaise chor dunmujhe bhi to aaj mauka mila hai apne devaron ke sath Holi khelne ka – wo boli
Gate band hochukka tha chui nachte hue boli mal de gulaal mohe aayi holi aayi re , devaronko khinchengi bhabhi aayi holi aayi re
Aunty ne un donoko chor diya aur larkiyon se boli arey sabak sikhao in ko
Fir rangon ki bauchar se mere ghar ka to nakshahi bigar gaya , wo dono itne pareshan ho gaye ki harkar aurton ke kapre khinchne lage ,
yedekh kar surjeet aunty ne ek ko pakra aur uski shirt khinch kar alag kar diiaur dono hathon ko pakar kar lgbahg uthate hue boli is ki pant utar , kuch derke wo dono sirf underwear me the un logon ki samajh me nahi aa raha tha kibhagen to bhage kahan
Surjeet aunty neek ki under wear khinch kar utar di ab wo bilul nanga tha , wo shakuntala bhabise boli kabhi devak ki lulli me ranglagaya hai
Us ke baad undono ko girakar sab larkiyon ne un ki kamar ke niche ke hisseme rang lagaya bahut bure phans chuke the wo dono surjjet aunty ek ko khara kar ke jhukate hue boli is kechutar me rang bharo pichkari se
Arey ab to chor do ya - pharne ka irada hai tum logon ka, sab ko dekh lunga kisi ko nahi chorunga - wo dono bol rahe the
Hum to waise bhi nahi chahte ki tu hum ko chode – shakuntla bhabi boli
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Surjeet aunty neus ko chor diya wo dono apne ghutno ko zameen se lgaye dono hath apni janghonpe rakhe hue batihe the , tabhi shakuntala bhabi un ke pas jakar boli areybhabi ab in becharon ke kapre de do
Shakuntalabhabi bilkul unke pas thi aur unhonegown pahna hua tha tabhi un dono ne unko pakar liya ek ne tange pakar kar khincha jis se wo girne lagi aur girne sepahle hi dusre ne unko thaaam liye ek un ki tangon ki taraf se gown ko pakraaur ek jahtke se un ke gale tak khinch diya jise dusre ne gale se nikal diya abbhabi sirf bra aur peticot me thi , aur un dono ne un ko kas kar pakra hua tha
Haan to bhabhiab hogi devar bhabi ki asli Holi – wo dono bole
Haan bhaiyabahut maza aayega bhabhiyon ko sabak milna chahiye – chuzi boli
Tu chup rah harpal partu badalti rahti hai – surjeet aunty boli
Wo dono un kolakar lawn ki ghas pe daal diya
Arey surjeetbhabi mujhe bachao – wo chillaayi
Holi hai bhai burana mano – surjeet aunty boli
Bahut kamini hotum – wo boli
Tujhe aaj hipata chala kutti – surjeet aunty boli
Wo dono jomadarzaat nange the , unhone shakuntala bhabi ki bra ke upar se unki brest kohalke hathon se masal masal kar rangna shuru kar diya
Tum log ranglaga rahe ho ya maza le rahe ho – surjeet aunty boli
Tu ab jale penamak na chirak – shakuntala chillayi
Wo dono hansterahe , aur sab log talii peet peet kar hans hans kar chilla rahe the tabhishakuntala bhabi ne kisi tarah apni tango pe baithe hue ko gira diya aur uthkar baith gayi
Baithte hiunhone ek ko pakra aur khinch kar girate hue boli ab teri khair nahi bachu
Tabhi dusre nepiche se unki bra khol di jis se bhabi ko apne dono hath seene pe rakhne pargaye aur wo unki pakar se choot gaya
Wo apni donobahon ko morkar apne seene se lagaye hue thi , ab wo dono hanste hue bole abkya arogi bhabi
Ek ne pakar karbhabi ko fir se lita diya aur dusra unke peticot me hath dalkar rang laganelaga
Dekho ab baskaro – wo boli
Arey bhabi jahantum ne mere rang lagaya wahan wahan main bhi lagaunga
Achanak bhabichillayi aaaaah
Kya hua –surjeet aunty ne pucha
Arey ungli kardii kaine ne – wo boli
Acha ye majalinki ye kahte hue surjeet aunty fir se aayi aur un logon ke baal pakar kar uthaliya aur khinchti hui gate se bahar karne lagi
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Arey hamarekapre to de do – wo bole
Aise hi jaaokapre hum ghar bhej denge – aunty ne kaha
Arey nahi kaprede do hamare dekho sab dekh rahe hain – wo girgiraye
Bahar bahut selog un ka mazak ura rahe the aur wo log chilla kar chup hone ko kah rahe the
Khair un logonke kapre maine utha kar de diye
Tu bahut kameeni hai – shakuntala surjeet aunty se boli
Tu kyun aayi thiyahan akeli larki ko rang lagane – wo boli
Arey main kyasab aaye the abki bar isko rang lagane ki bahut pahle se palning thi aur is me iski saheli bhi shamil hai – wochuzi ki taraf ishara karte hue boli
Ab tu aise tunahi rahegi arey sab mil kar surjeet korango – wo boli
Aaj nahi mere kokal rangna dil bhar ke aaj nahi – surjeet aunty boli
Lekin tab tak unpar bahut sa rang par chukka tha aur kayi larkiyon ne mil kar aunty ke chehreko rangooli bana diya tha
Surjeet aunty kodekh kar razia aunty bahut hansi
Ab is kanjari komain bataungi – wo boli
Nahi razia auntyko koi rang nahi lagaye ga – kayi larkiyan boli
Haan un ko nahisurjeet – shakuntala ji ne kaha
( razia aunty widow hain is liye kayi maukonpar unka bahut lehaaz kiya tha aur is wajah se hi ab un ko koi rang nahi lagatatha )
Acha chalo tumsab kahte ho to thik hai , ye kahte hue surjeet aunty jane lagi
Main ja rahi hunaayi thi gul ko bachane aur apna hi huliya bigad gaya – wo boli aur bahr janelagi uske sath sath razi aunty bhi chaligayi
Jaise hi surjeetaunty bahar nikli un ke upar sab admiyon ne baltion me bhar kar rang udel diya
Pas aakar dalobhag kyun rahe ho kamino – wo boli
Lekin sab daldal kar bhag rahe the kyun ki sab jantethe ki agar pakar liya to patloon to utar hi jayegi aur pata nahi kya kya ho woalag
Aunty ke jane kebaad main sab se boli ab aap log bhi jaao ab kya hai meri halat to kharab kardii maine apne balon me hath phera to hath me sab rang aa gaya
Main rangdikhate hue boli – dekho kya halat kar di tum logon ne
Arey janu abhikahan ki hai , abhi to hum ne aap ke sath kuch bhi nahi kiya hai ab aap ki barihai – chuzi ke sath sath shakuntala bhabi aur larkiyan bhi boli
Kyaaa – rang tolaga diya na aap logn ne – maine kaha
Abhi nahi abhihum logon ne nahi lagaya abhi to sirf larkon ne lagaya tha – wo sab boli
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Dekho ab to lag chukka na ab kya faida lagane se – main boli
Arey faida hi touthane aayi hun aaj main – chuzi boli
Tum bat hi matkaro mujh se – main us se boli
Thik hai to tumkar lo main bat nahi karungi – wo boli , aur us ne mere pas akar mere purechehre pe geela rang mal diya
Tabhi 2 aurlarkiyon ne bhi khoob mere chehre pe rang mala , main apne hathon se chehre kochupane ki koshish to kar rahi thi lekin nakaam thi
Shakuntala bhabiapnagwn pahan chuki thi wo puri tarh rang me nahayi hui thi , wo mere paas aayiaur chehre ke alawa meri garden pe rang lagane lagi
Fir unhone galese niche hath dala maine jhuk kar unke hath k fansate hue rok liya , jis pemujhe dusri larkiyon ne khinch kar sidha kar diya aur ek boli aise nahi bhabithik se lagao in ko aaj pahli bat to mauka mila hai
Haan sahi kahrahi ho aur in ko rang lagan eke chakkar me meri durgati hui wo alag – bhabiboli
Ye kahte hue unlogon ne mere hath pakar kar upar kiye aur mera kurta nikalne lagi
Ye thik nahi haidekho mujhe ye sab badtamizi bikul pasand nahi – main boli
Badtamizi kahanhai holi hai meri janu wo meri chin kochutki me dabate hue boli
shukar manaoghar ke andar ho ye sab bahar bhi ho sakta tha – chuzi boli
tum to ab kabhimujhe dikhayi bhi mat dena – main dant peeskar boli
thik hai nahidikhungi lekin aaj to jee bhar ke dekh loo – wo boli , aur mera kurta nikal karalag kar diya , maine apne sir ghutno mechupa liya main jhuki hui thi tabhi piche se kisi ne meri bra ka huk khol diya
maine sir uthayato un logon ne bra khinchne ki koshish ki maine fir sir niche kar liya lekinkayi logon ki wajah se man nakam rahi aur un logon ne mujhe utha kar lawn ki ghas pe dal diya fir sab nerangna chalu kar diya
is ke gore goredudh ko gulabi karo - ek boli
haan gul togulabi hi acha lagta hai - dusre ne kaha
sab ne mil karkhoob mujhe ache paint kiya , fir meri salwar me hath dal dal kar sab ne mujherang lagaya meri samajh ne ye nahi aa raha tha main hansu ya rone lagun last me bahut sag hula hua rang ghas pe dalkar mujhe khoob us me lutayaa un logon ne , mere pure badan ki skin kahin sebhi khali nahi dikh rahi thi is tarah be dhange pan se ranga mujhe sab ne
phir sab hanstihui mera mazak urati mujh se door hogayi aur main wahin baith gayi
abhi kuch bakihai ya ho gaya – maine pucha
bas ho gaya mazaaa gaya agar tum har bar holi khelti to aaj aisa nahi hota – wo sab ki sab eksath boli
main wahan seuthi aur kurta pahan liya , ab aap log jaiye – maine kaha
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Arey aise kaisejayenge hum log ab tum bhi sath me chalo – wo boli

Kahan chalun
Dusron ke yahan abhibahut si aurton ko rangna hai – wo boli
Nahi mujhe kahinnahi jana – maine kaha
Arey yar chaloab naraz mat ho na dear Holi hai - wosab ki sab boli
Nahi ye kahtehue main door knock karte hue bahut tez shahnaz ko dantte hue awaz dii wo jaldise aayi aur darwaza khola mujhe dekh kar boli tum kaun ho
Chup raho mainkaun hun bewakoof kahin ki daraza kyun band kar liya tha – main boli
Wo kuch nahiboli
Bahar chuz bolihi shahnaz aao
Shahnaz ne jhnakkar dekha aur boli nahi , main nahi aungi
Arey holi nahimilogi dear – kayi larkiyan boli
Kal milungi aajnahi – wo boli aur andar chali gayi , fir kuch aurten bhi chali gayi bas chuziaur 4-5 larkiyan hi rah gayi thi wo bhi apas me bat karte hue jane ka plan banarahi thi
Wo sab apnibaton me mast thi tabhi main chuple seaage barhi aur aur piche se ek larki josab se zyada behudgi kar rahi thi usko garden se kas kar pakarte hue us ke sir ko rang ki bucket me duba diya – ye dekh kar baki ki sab khoob taliyan peetnelagi – waah waah waah ab to ye bhi rang gayi hamare rang me
Tumhari bhikhair nahi hai ab – main boli aur chuzi se kaha isko pakro
Fir hum dono neus ko bhi balti me dubuya , teesri ko main dubane ki koshish kar rahi thi lekinwo mere kaboo me nahi aa rahi thi , ki chuzi ne piche se uske lower ki elasticme hath dalkar niche khinch diya wo jab tak sambhalti tab tak rang me doobchuki thi
Uska lower nichetha aur us ne panty nahi pahni hui thi chuzi ne balti uhtha kar us ke picherang phenka aur boli – lo thandi ho gayi is ki Holika
Fir sab ne milkar hare k ke kapre utar utar kar khoob ranga , aur bahut der tak ye tamashachalta raha , akhir wo log mujhe apne sath le jane me kamyab hi ho gayi
Colony me ekdusre ko rangte hue hum log chuzi ke ghar ki taraf chal diye , ghar se nikalte hue maine seemaki mom ko apne ghar bhej diya aur kah diya shahnaz ghar pe hai aap chali jaomain abhi aa rahi hun
Mujhe is tarahranga puta dekha kar un ko bhi yakeen nahi ho raha tha
Hum log sab bkese chal diye aaj se pahle kabhi bhi main holi ke din ghar se bahar nahi niklithi , us waqt jab rang khela jata hai lekin aaj jab ghar se bahr aayi to dekha bahut ajeeb mahaul tha
Na jaan napahchan , lekin job hi nikal raha tha us ke upar rang fenka ja raha tha , aurzyada tar log nashe me doobe hue idhar udhar jhoom rahe the
Ek sahab ekkutte ko pakar kar rang lagane ki koshiah kar rahe the lekin wo bar bar unkeupar gurra kar bhauk raha tha


 horseride  Cheeta    
Like Reply
Kuch log ek admiko gadhe pebitha kar nachte hue chale chale ja rahe the hawa me rang urate hue
Hum log bhi issab baton pe hanste hue aage bar rahe the , tabhi maine dekha ek admi bahut hiaaram se naali me leta hua mobile pe kisi se baten kar raha tha
Chuzi ne garirok di , wo admi kisi se kah raha tha ki main aa to raha tha aap ke pas lekinmain bahut thak gaya hun is liye aaramkar raha hun
Kitni achi jagahchuni hai is ne aaraam ke liye – chuzi boli
Itne me us nehum logon ko dekh liya aur hamari taraf dekhte hue bola --- Holiiii hai
Chuzi bhi boliholi hai
Wo wahin nali kepas ki jagah pe hath marta hua bola aao leto deviyon
Hum dono kahanste hanste bura haal tha , aisi holi se kya faida ki khud ka hi hosh na rahe– main boli
Arey yar isi meto maza aata hai bas ek din , agar ye sab na ho to fir holi me kuch maza nahirahega , waise bhi jo pahle tyohar hua karte the ab wo bat kisi bhi tyohar menahi rahi , bas aisa lagta hai jaise ki hum sab lakeer peet rahe hain aur kuchnahi
Haan ye to hai –main boli
Kuch der me hihum log chuzi keg hr pahunch gaye , us ke pure mohalle me hangama macha hua tha
Dekho yahan horahi hai holi – chuzi ne kaha
Wahan khoob nachgana wo tamasha hurdang mach raha tha jis ka jawab nahi , patli patli galiyon me bame hue makano ki chat parlarkiyan aurten kahri hui thi aur niche se log un par rang fenk rahe the
Aur lark eekdusre ko nanga karne ka comptition kar rahe the aurton ke samne apne kapron kobachane ke liye khoob khinch taan dhamal larayi ho rahi thi
Yahi sab chalraha tha ki tabhi harsh bhoot bana huaaaya aur mujhe dekha kar bola , ye kaun hain
Ye gulnaaz didihain – chuzi boli
Acha didi hain mainsamjha bandariyon ki uninon bana rahi hai chuzi
Gul didi aap kahrahi thi ki aaj tak aap ko kisi ne nahi lagaya fir aaj kis se lagwa liye – wobola
Chuzi ne aur insab larkiyon ne lagaya – maine kaha
Wo chala gaya –maine chuzi se pucha is ko aaj kya hua hai kuch bahka hua lag raha hai
Arey peekar aayahai dekh nahi rahi ho kya kya bak raha hai ek pair me chappal pahne hai aur ekme joota - wo boli
Ye peeta bhi hai– maine pucha
Aaj peekar aayahai , ab holi me to piyega hi na kaun rok sakta hai – wo boli

[Image: aajIGO2g_o.jpg]
 horseride  Cheeta    
Like Reply




Users browsing this thread: 12 Guest(s)