28-02-2020, 10:38 PM
Friends is kahani ke sabhi character kalpanik hai. Iska real life se koi lena dena nahi hai. Yeh kahani thriller and suspense se bhara hua hai.
Game of sex and revange chapter 1 :- Raising of power.
Update :- 1
Yeh kahani hai Jambal gaon ki jo Rajasthan ke poorane gaon ki hai. Is gaon mein ek amiro ka parivaar rehta tha. Is parivaar ka mukhiya Anand Rao tha. Anand Rao is gaon ka crorepati aadmi tha. Umar 60 saal. Paise itne saare iske paas the ki 10 gaon ko khareed sakta tha.
Anand Rao ki patni Shanti Rao. Umar 58 saal. Ek amir khandan ki paidaish.
Anand Rao ke do bete the. Ek Karan Rao (33) aur doosra Kundan Rao. Age (29) aur ek beti jiska naam Khushi Rao (20)
Karan Rao ki patni jiska naam Smita Rao hai (31) dikhane mein bahut sundar aur imandaar.
Kundan Rao ki wife ka naam Anamika Rao (27) hai. Waise woh padhi likhi aur modern wali hai.
Kundan Rao waise apni padhai Russia mein poori karke pichle 5 saal se apne papa ka business handle kar raha hai.
Baki kahani ke characters aage jaakar pata chalega.
"Suno thoda jaldi karo mujhe aaj office mein jaana hai kaal nahi" Anand office ke liye taiyaar beitha dining table pe breakfast ka intazaar kar raha tha.
"Aa rahi hoon baba. Arey oo Ramu jaldi kar warna aaj tere sahab ka paara upar tak chala jaayega."
Ramu ghar ka senior naukar toorant nashta lekar aa pahucha. Dheere dheere ghar ke baaki ke sabhi sadasya bhi aa gaye nashta karne.
"Ramu aaj tum time se na aate to main tumhe naukri se nikal deta." Anand ne kaha.
"Pichle kai saalo se naukri se nikal hi rahe ho aabtak nikala nahi." Shaanti ne haste hue kaha.
"Kaise nikalu. Aadat ho gayi hai Ramu ke haath se khana khane ki. Kton Ramu sahi kaha na maine ?" Anand ne bhi jorse haste hue kaha.
"Ha sahabji. Aapke dhamki ki aadat lag gayi mujhe. Lekin main bhi jaanta hoon aap aisa nahi kar paoge."
Ramu pichle 40 saal se ghar ka kaam kar raha hai. Waise uske pitaji bhi ghar mein kaam kar chuke the lekin unke marne ke baad Ramu ne yeh naukri ko apna liya. Waise uski umar 65 years ki hai. Raand average ya yun kaho t thoda saaf. Ghar mein uska kaam khana banane ka hai.
Sabhi logo ne breakfast kiya aur phir apne apne kaamo mein lag gaye. Anand apne do beto ke saath office mein chala gaya. Waise Anand ka real estate aur trasport ka business hai. Karan trasport ka businesa sambhalta hai aur Kundan papa ke saath real estate ka. In dono business mein croro ki kamai hoti hai.
Shaanti apne pooja paath mein vyast. Smita khana banane mein busy. Ramu Smita ki rasoi mein madad karta rehta hai. Anamika ghar ke baaki ka kaam dekhti hai. Ghar ki safai aur saman ghar ka mangana aur kai saare kaam Anamika khud apne nigrani mein karti hai. Is ghar mein 4 naukar aur hai jo saalo se yaha kaam karte hai. Anand ko un saab pe bharosa tha isiliye koi doosre aadmi ko naukri mein nahi rakha.
Anamika ghar oa kuch saman lene ke liye Smita ke paas gayi.
"Bhabhi main kuch saman lene jaa rahi hoon. Aapko kisi bhi chiz ki jaroorat hai ?"
"Nahi Anamika. Tum jao aur dhyan rakhna."
"Thik hai bhabhi. Bye."
Anamika ne car ka driver Usman ko bulaya. Usman waise 30 saal se jyada ghar mein driver ka kaam kar raha hai. Usman waise 60 saal ka hai. Dikhane mein mota aur raang kaala. Dadhi bhi typical musalmaan ke logo jaise badi lekin thodi safed.
"Kaha chalna hai memsaab ?"
"Bazaar."
Car bazaar ki aur nikal padi.
Karan apne office mein beithe files check kar raha tha. Files check karte karte ek phone aaya office mein.
"Hello." Karan ne file ko dekhte dekhte phone pe kaha.
"Sir security officer yaha office mein aayi hai."
"Hmmmm. Bhejo andar."
"Sir aaj poori force yaha pe aayi hai. Aapko arrest karna chahati hai."
"To karne do arrest. Mujhe kya."
Ajeeb baat hai. Jaha log security officer ka naam sunkar ghabra jaate hai waha poori security officer force office mein ghuske Karan ko arrest karne aa rahi hai aur woh aram se office mein cigar phook raha tha.
picture hosts
security officer inspector Jadhav waha aa pahucha. Apne aadmiyon ko khada karke office mein ghusa aur kaha " Karan. You are under arrest. Tumhare ghinone kaam ka parda hat chuka hai."
"Arey Inspector sahab sit down. Aram se beitho."
"Main yaha pe beithne nahi aaya."
"Kaam se kaam bata to do kisliye mujhe giraftar kar rahe ho ?"
"Waise tumhari yadash kamjor ho chuki hai. Main bata doon ki tumhare trucks jo yaha se chattisgarh jaa rahi hai usme illegal weapons hai."
"Tumhe kaise pata chala."
"2 ghante pehle tumhare trasport ka worker Hassan Ali ne kuch photos hume bheja jise saaf saaf pata chalta hai ki tum kya trasport kar rahe ho."
Inspector Jadhav ne woh saree tasveere Karan ko dikhai. Karan aram se cigar phookte phookte dekh raha tha.
"Yeh to photo galat bhi ho sakti hai. Kya tumne truck ko check kiya ?"
"For your kind information. Tumhara truck driver Ratlam (Madhya Pradesh) trck lekar pahuch hi raha hoga. Uske swagat ke liye humne waha ke check post pe khade security officer force ko inform kar diya. Surprise. Aab to koi fayda nahi. Ttuck mein pade weapons unhe mil jayenge."
"Smart guy."
"Now get up you bastard. Aab teri main kya halat karta hoon. Tu chal. Saalo se hume kutte ki tarah dodaya. Aaj tere khipaf pehli baar evidence milega hume."
Jadhav ne Karan ke haatho mein hatkadi daalne wala hi tha ki phone aaya Jadhav ki mobile mein.
"Kya what nonsense ? Aise kaise truck mein weapon nahi hai." Jadhav ne shock hokar poocha.
"Sir hum sahi keh rahe hai. Truck mein to latest electornic gadgets ke sivay aur kuch nahi hai."
"Impossible." Jadhav ne phone cut kar diya.
"Surprise. Kaisa laga surprise ?" Karan ne smile dete hue kaha.
"Yeh tune kaise kiya ?
"Woh tu khud hi dhoodh le."
"Dekh loonga tujhe. Kanoon ke haath se tu nahi bach payega. Tere galat kaam ko main rokke rahoonga. Woh deen door nahi jab tu aur tera baap bhai jail mein sadenge."
"Main intazaar karoonga." Karan jor jor se hasne laga.
Poori force office se bahar chali gayi. Karan apna car lekar Anand se milne gaya. Anand us waqt office mein meeting kar raha tha. Kundan Karan ko dekhte hi bola "smart move brother. security officer ko kuch nahi mila."
"Woh Jadhav mere samne kabhi bhi jeet nahi sakta."
"Papa tumse milna chahate hai."
Dono bhai Anand ke office mein enter hue.
"Trasport ka status kya hai ?" Anand ne Karan se poocha.
"Neutral. Phone aa jayega part ka."
"Tumne Kadhav aur Hasan Ali ke plan ko kaise crack kiya ?"
"Hasan Ali pe mujhe kai deeno se shaq tha. Maine apne aadmiyon ko waha uspe nazar rakhne ko kaha. Hasan Ali aur Inspector ka contact 2 mahine se chal raha tha."
"Lekin weapon ka lya hua ?"
"Truck jaise hi apne rastw nikali, waha Ratlam se 100 kilometer door ek jungle area short cut ke liye uae hota hai. Truck ko waha rukwakar saman toorant bahar nikalwaya. Mere source of contact se 3 nakli ambulance banwaya. Teeno 30 minutes ke interval mein jungle pahuchi. Teeno ambulance ne weapon liya aur electronic gadgets ko truck mein load kiya. Kuch bache saman ko maine apne aadmiyon ke begs mein shift kiya. Highway mein logo ki gafiyan jyada aati jaati rehti hai aur logo ko shaq bhi ho sakta tha. Isiliye jungle mein saara kaam karna pada. Aab bhala koi bhi security officer ambulance ko check nahi karegi aur phir kya apna kaam asan ho gaya."
"Smart move my boy."
"Lekin Hasan Ali ka kya hua ? Woh kamina kaha hai ?" Karan ne poocha.
"Don't worry ny brother. Hasan Ali ko ek bikhari ne maar diya." Kundan ne kaha.
"Woh kaise ?"
"security officer station ke 2 kilometer door ek bus station aati hai. Hasan Ali waha bus pakadke bhagne wala tha. Humara aadmi bikhari ke getup mein gaya aur bus mein Hasan ke piche beith gaya. Us bikhari ke paas cyanide syringe tha. Baas mauka milte hi slow poision se bhara cyanide syringe de diya piche se. Aab itni bheed walj bus mein us bikhari ko agar kisi ne dekha bhi ho to kya pata chalne wala hai. Aabtak to woh bikhari kahi door gayab bhi ho gaya hoga."
"Genius my brother." Teeno log hasne lage.
Darasal sachai kuch aisi hai ki Anand transport aur real estate kinaad mein illegal kaam karta. Saalo se security officer ke paas koi gawah ya sabut nahi hai. Kyonki woh teen aur unke aadmi evidence ko security officer ke paas pahuchne se pehle hi khatam kar dete hai. Duniya mein logo ki nazar mein yeh ek shareef businessmen hai leki asal mein caroro paise insaab illegal kaamo se inko milte hai.
Raat ka waqt tha. Teeno log ghar pahuch gaye. Family ke saath dinner kiya air sone chale gaye. Raat ke andhere mein ghar se door servant quarter ke bahar Usman cigarette pee raha tha air kisi se baat kar raha tha.
"Kai saal ho gaye lekin apna plan successful nahi hua. Aakhir kaab hum Anand ka thikana lagayenge ?"
"Baas kuch hi deen ki baat hai. Phir i ke business empire ko khatam kar denge. Lekin yeh saab tabhi ho payega jaab hum inki information ka pata laga payenge."
"Chal aab tu ja. Warna kisi ko shaq ho jayega." Usman ne kaha.
"Thik hai chal khuda hafeez."
"Khuda hafeez."
Wahi haveli ke main hall mein koi aurat khadi hokar phone pe baat karne lagi "Maine 3 saal se is kaam ke liye saab kuch dao pe lagaya hai. Mera intakaam poora hoga." Kehkar phone cut kar diya.
Dosto is update mein sirf sabhi characters ka introuction hua hai aur aage jaakar baaki logo ki bhi entry hogi.