Thread Rating:
  • 8 Vote(s) - 2 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala
Next Update....



Kyinki writer ka naam hi kuch aisa tha write kisi tarruf ke mohtaj nahi hain aurmain apni course ki kitabon me bahut si inki kahaniyan parh chuki hun

Jin me Eidgaah – panch marmeshwar- poos ki ek raat -- godaan – mujhe bahut achi lagi aap log samajh gaye hain honge ki main kis ki baatkar rahi hun

Jee haan munshi prem chandjinhone urdu aur hindi dono zabano me apni alag hi jagh
banayi urdu me wo Nawabrai ke naam se likhte the aur hindi me remchand ke naam se unka asli naam bhisab jante hain

Aaj meri principal ne mujhe unkiki hi book di thi unka dekhne ke baad maine page palat kar dekha to kitab kanaam tha KARBALA

Munshi prem chand ji ki ye famousbook hai lekin maine nahi parhi thi kyunki maine sirf
unki kahaniyan parhi thinbas maine kitab ko parhna shuru kiya

Kuch der ke baad mere mobile pemsg aaana shuru ho gaye maine dekha to msg shaizan ke the

Maine msg ko bina parhe hi mobileoff kar diya aur kitab ko parhne lagi is ke naam me hi
ek ajeeb si kashish thijo mujhe kitab ko parhne pe majboor kar rahi thi

Fir main jab uthi to puri kitabko parh chuki thi bahut kuch meri saajhme aa chukka tha
lekin bahut se naye sawal zahan me aa gaye the aur main sochrahi thi ki ab inke jawab kahan talash karun

Aur ek baar fir main usi julooske bare me sochne lagi ki kistarah mere zahan me lakhon
sawal panapne lage auraaj fir meri halat kuch un dino ke hi jaisi thi chahkar bhi main apna zahan ustaraf se nahi hata pa rahi thi

Lekin ab bahut si baten wazeh hochuki thin jinko main yaha nahi likhne chahti kyunki
ere ek reader is bat peAitraz kar chuke hain aur main kisi ki dil azari nahi karma chahti
lekin aage kuch baten samne aayengi aur main wo baten zarur likhungi jinka taluqmeri
zindagi se hai kyunki ye meri life story hai aur us pe mere kisi bhi reader friend bhai ko koi aitraz nahihona chahiye

Sham ko chuzi ghar pea a gayi thiaur fir seema bhi to bahut acha raha baki ka waqt fir raat ko hum sab ne sathme hi dinner kiya fir chuzi apne ghar chaligayi aur seema bhi

Raat ko main ek baar fir kitab ko pura parha aurfir so gayi .

Subah main apne time pe uthi aurapne kamo ko nipta kar chai banayi newspaper lekar sofe pe baith gayi anur paper dekhte hue chai peene lagi .

Tabhi door bell hui maine time dekha subah ke 6;00 baje the

Itni subah subah kaun aa gaya –ye kahti hui main gate ki taraf chal dii maine dekha
seema bahar khari thimaine gate open kiya aur wo andar aagayi

Maine usko wish kiya aur puchakhairiyat itni subah kaise – kyunki main soch rahi thi koi bat to nahi

Kuch nahi didi wo aap ne kahathan a ki subah bike chalana sikhogi to is liye main jaldi aa gayi

Waah waah bahut khoob acha chaloandar aao fir chalte hain – main ne kaha aur seema andar aa gayi

Didi abhi shahnaz didi so rahihai – seema boli

Haan maine kaha – wo abhi so rahihai

Tum baitho main chai lati hun –maine kaha

Nahi didi aap baitho main khudchai banake lati hun wo boli aur kitchen me chali gayi

Maine fir baith kar paper dekhnelagi aur agle hi pal seema tray me chai liye khari hui thi
hum dono ne chai piichai khatam karte hi seema boli didi chalo na

Main uski taraf dekhne lagi wobahut hi zyada tezi dikha rahi thi is waqt aur main uske man ki halat samajhrahi thi

Kyunki kisi ko jab koi chiz pahlibar milti hai to uska maza hi kuch aur hota hai shahanaz ka bhi kuch aisa hi haaltha jab maine scooty khareedne ki bat kee thi

Main seema ke sath bahar aa gayiaur uski scooty nikal kar bahar aa gayi aur gate band
kar diya shahnaz so rahithi maine us ko disturb nahi kiya baharaakar maine scooty ko
start kiya aur seema ko samjhane lagi aur ek bar uskopiche bitha kar maine colont ki hi sarak par chalaya

Fir maine seema se kaha ab tumkoshish karo aur main piche baith gayi seema ne
koshisk ki lekin wo bahut darrahi thi aur uske hath kaanp rahe the colony me log aa ja
rahe the kyunki examchal raha tha jiski wajah se subah se chahal pahal ho jati thi

Yahi wajah thi ki seema controlnahi kar pa rahi thi .
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.
Ab aage........





Maine usko rokne ko kaha aur mainpiche se utarte hue boli – abhi to tum kanp rahi ho

Haan didi bahut dar lag raha hai– wo boli

Koi bat nahi tum ko abhi kisikhali jagah pe chalane ki zarurat haibas ek bat hath set ho gaya to fir koi problem nahi hogi – maine kaha

Ok didi –kya hum log piche chalenjungle ki taraf – wo boli

Han ye thik rahega – main boliaur khud chalati hui seema ko lekar piche ki taraf chal dii aur kuch hi minuteme main uske sath jungle ki taraf kemaidan me pahunch gayi

Pahle Maine seema ko kuch der tak seema kosamjhaya fir maine usko piche bitha kar ek round chalkar dikhane ke bad bikeusko dete hue boli ki ab tum chalao aur main piche baith gayi

Seema ab pahle se behtar sambhalrahi thi lekin baar baar uska hath bahak raha tha kayi bar maine usko danta

Kafi der ki koshish ke baad wo handle thik sesambhalne lagi aur ab wo sahi se chala rahi thi

Good ab tum thik se chala rahi ho– main boli

Haan didi – aur ye kahte hue usnebike rok dii aur boli didi hath set nahi ho raha tha

Koi baat nahi dekho agar cycleache se chalani ati hai to koi dikkat nahi hogi kyunki handle aur control wahihota hai jo cycle me hota hai is me kuch naya nahi hai tum faltu me dar rahi ho–main boli

Aur bike se utar gayi maine kahaab tum akele chalao

Nahi didi main nahi – wo boli

Kyun ! chalao na warna dartirahogi aur kabhi nahi chala paogi – maine kaha aur seema dhire dhire scooty koage barhane lagi

Main dekh rahi rahi thi ki wobahut madham madham rafter se aage ja rahi thi aur lahra rahi thi lekin yahanpe koi khatra nahi tha kyunki yahan traffic nahi tha

Main khari us ko dekh rahi thiaura b wo round lete hue chala rahi thi main kuch der tak usko dekhti rahi firmain ek ped ke niche khari ho gayi
suraj nikal aaya tha aur roshni fail chukithi lekin abhi suraj ki roshni me subah subah bahut zyada tapish nahi thi

Main khari seema ko dekh rahi thiaura b wo thik se chala rahi thi

Bas ab seekh gyi – main man himan boli peron ki taraf nigal dalte hue main idhar udhar ghumne lagi fir merinazar apne ghar ke piche ke hisse ki taraf gayi aur main apne ghar ko dekhnelagi

Aur kuch der ke baad main dhiredhire us taraf chl di jidhar mere ghar ka back side tha main usi taraf chal diiaur tahalti hui apne ghar ke peeche ke hisse me pahunch gayi jahan pe meregarage ki khirki thi

Wahan samne ki jagah usi taraf saafthi aur ghani jhariyon ke pas aakar maine apni khirki ki taraf dekha
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Us jagah ko dekh kar aisa lagtatha jaise kisi ki khas meharbani hai is par koi dekhbhal rakhta ho iski

Main jhariyon ke pas ki jagah peaakar wahan ko dekhne lagi sab kuch normal tha lekin fir bhi main us jagah kodekhti rahi
wahan ki zameen jo puritarah khushq thi aur name ka namo nishan na tha wahin par kuch pani ka bahao kanishan zameen par tha

Jo ki ek thore se daire me bahahua tha jiski wajah se khushq zamin par uska nishan
aaya hua tha kafi sochne kebad main is natije par pahunchi ki yahan jo log aate the wo
aaj kal bhi aa rahethe aur ye zamin par nishan kisi ke peshab karne ki wajah se the Jo
kisi janwar ki wajah se nahitha balki insane harkat ka ek namoona tha

yahi sochte hue main jhariyon ki taraf bhi dekhne lagi jhariyon ke andarki taraf mujhe kayi used condom pare hue dikhe

Hmmm to in logon ka silsila abhichal raha hai itne dino se – main apne aap se boli –
lekin ye log hain kaun yepata nahi chal paya main soch rahi thiaur sochte hue main
wahan se bahar ki taraf chal dii jhariyon se bahar aakarmain fir maidan me aa gayi
dekha seema meri taraf hi aa rahi thi mere pas aakarwo boli jee didi ab kya karun batao

Maine socha acha hua jo ye ustaraf nahi aayi

Ab kaisa lag raha hai koi dikkat– maine pucha

Nahi didi yahan to bahut ache sechalaya ab road ka pata nahi

Koi bat nahi road pe bhi chalanelagogi – main boli aur piche baithte hue boli ab chalo yahan se

Wo chalati hui maidan se bahar kitaraf chali bahut ache se chala rahi thi lekin jaise ho
road pe aayi fir uskehath jaise kanpe aur gadi lahrane lagi

Maine kaha dhyan se chalao aunikalo yahan se wo bahut halke halke darti hui hanfti kanpti ghar tak aayi

Ghar ke andar pahunch kar maineus se kaha bas 2 din me tum bahut achi tarah chalane lagogi

Lekin didi main road pe bahut darrahi thi – seema boli

Koi baat nahi abhi thora darlagega lekin kuch hi din me tum achi rider ban jaogi meri
baat pe wo hansnelagi aur main lounge ka door open karte hue andar pahunchi andar
jate hi dekha ki shahnaz table pe beechme palti mare hue baithi thi
usne lowerke upar sirf samiz pahni hui thi wo humlogon ko lagatar ghoor kar dekhe ja rahi thi aur kuch nahi bol rahi thi

Aap uth gayi rani – main us seboli

Lekin wo bina jawab diye hi mujheghoor rahi thi jaise ki main insane na hokar khuda ki koi dusri makhlook hunjis ko usne aaj pahle kabhi dekha bhi na ho

Main samajh gayi ki meri pyarigudiya mujh se naraz hai wo uth gayi aur main ghar me nahi thi is wajah se ranika mood off tha

Kya hua aise kya dekh rahi ho –main us ke pas baith kar uske gale me bahen dalti hui boli

Kahan chali gayi thi aap mujhechor kar wo kisi beil ki tarah mujh se lipatti hui boli
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Kahin nahi beta yahin bahar hi tothi bas road tak gayi thi seema ko gadi chalana sikha rahi thi – main boli

To aap ne mujhe kyun nahi jagayamain bhi aap logon ke sath chalti – wo boli

Koi baat nahi dear aaap so rahithi is liye maine aap ko disturb nahi kiya ab kal aap bhi chaliyega – main boli

Tab tak seema chai banakar leaayi thi seema ke sath hum log chai peene lage

Din yunhi beet gaya Shaizan kemsg aa rahe the mujhe msg bhejna uski wajibat me
shamil tha raat ko jab main sone ke liye gayi to bed pe main unhi jungle walon ke bare
me hi soch rahi thi aurunki har harkat rah rah kar meri ankhon ke samne ghoom rahi thi



Tuesday 28 march 2006

Subah main roz ki hi tarah uthiaur apne daily work ke bad main chai bana hi rahi thi ki seema nazil ho gayi

Maine shahnaz ko jagaya is liyeki kal shahzadi naraz ho gayi thi aurmain nahi chahti
ki main uske baghair chali jaun aur aaj fir wo naraz ho

Shahnaz uth gayi uar thori der kebad hum log nikal gaye piche maidan me seema ne
chalayi aur kafi der tak uske sath main aur shahnazrahe fir hum log wapas aa gaye

Baki ka din yunhi ghuzar gaya dinab garam hone lage the aur shiddat se dhoop hone
lagi thi aur mujhe garmi me main bilkul ghr se bahar nahi nikalti thiis liye sara din ghar me hi beet gaya

Sham ko seema fir aa gayi thi main uthi aur shahnaz aur seema ke sath chhatpe chali
gayi aur kafi der hum log baithe rahe rat hum logon ne dinner kiya aur dinner ke badseema chali gayi.

Shahnaz apne room me sone chaligayi aur main apne room me aa gayi maine ek book le li aur parhne lagi

Kuch der ke bad mere mobile pemsg aaya maine dekha shaizan ka msg tha uske baad
kayi msg aur aye kuch msg pe maine reply diya wo batkarne ki request kar raha tha
lekin maine bat nahi kii mible off karke main firparhne lagi parhte parhte kafi waqt ghuzar gaya aur mujhe nind aane lagi

Maine book rakh di time dekha to2: baj rahe the main room se bahar aayi aur pani piya
firshahnaz ke room me gayi usko dekha wo so rahi thi bed ke bilkul kinare padi huithi
aur uski tange niche latak rahi thi aur chadar zamin pe padi hui thi Maine uskokhinch kar beech me kiya aur chadar usko urha dii

Kitni bekhabar so rahi hai – mainbarbarayi hamesha isi tarah sukoon sesoti rahe meri
bachchi ye kahte hue mainroom se bahar aa gayi aur room band kar liya

Fridge se pani ki bottle nikalkar main apne room me aa gayi bottle tabl pe rakh kar main
toilet chali gayi toiletse nikal kar main bed pea a gayi aur fir kuch soch kar main uth
gayi aur tahltihui lawn ki taraf ka door ke pas gayi door open kiya aur lawn me aa gayi

March ka month bas vida leta huanazar aa raha tha din bahut garam ho chuke the lekin
raat abhi bhi shabnami thilawn me aate hi khunk hawa mere mathe ka bosa lene lagi

Maine aasman ki taraf nazar uthakar dekha to kahkashaon me sitare apni bazm me
munawvar the main lawn metahalti hui garage room me aa gayi

Maine socha chalo udhar ki tarafdekhte hain aur ye sochte hue bina kisi aahat ke maine
halke se khirki me thorise daraz banayi aur jungle ki tarafdekhne lagi
 horseride  Cheeta    
[+] 1 user Likes sarit11's post
Like Reply
AB AAGE...........................

Us taraf bilkul sunsan tha kuhnazar nahi aa raha tha siwaye jhariyon aur khamosh sannate ke alawa main thorider tak wahin khari rahi lekin koi aata nazar nahi aaya aur fir main wahan sehat gayi aur bahar akar apne room meaakar let gayi letne ke sath hi mujhe nind aa gayi

Subah main uthi to door bell bajrahi thi main sidhe gate pe gayi to dekha sema aayi hui thi maine gate khola towo andar aa gayi

Kya der se bell baja rahi thi –main ne pucha

Nahi didi bas abhi aayi hun kyun?– wo boli

Kyunki main abhi abhi uthi hunaur sidhi gate pe aayi bell sunkar – main boli hum dono andar aa gaye seemaandar ate hi dham se sofe pe baith gayi main toilet chali gayi

Thori der ke baad main seema kesath bahar aa gayi aur wo apni scooty chalane lagi ab uska hath kafi had takset ho chukka tha lekin uska dar abhi khatam nahi hua tha

Kuch de ke bad main ghar lautaayi shahnaz tab tak so rahi thi maine seema se kaha tum jao warna ye uth karnatak karegi seema chali gayi to maine shahnaz ko jagya

Wo uth gayi aur fir main apnekaam me masroof ho gayi aur din yunhibeet gaya sham ko main kitchen me thi ki tabhi shahnaz mera mobile le kar aayiaur boli bibbi aap ka phone hai

kaun hai – maine pucha

koi shaizan hain – wo mujhemobile deti hui boli

main mobile lagakar boli hello

hello kaisi hain aap – udhar seshaizan ki awaz aayi

main thik hun – i reply

He – ok good acha phone kis neuthaya tha abhi

Me – meri sister ne

He – waah kya suruli awaz thi yarbahut mast hogi tumhari bahan

Me – shut up

He – lagta hi nahi wo tumharibahan hai

Me – kyun

He – kyunki bahut achi tarah batki usne aur tumhamesha lathi marti ho

Me – haan usko maine aisi hitaleem dii hai

He – to us se meri bat karao nayar kya mast item hai

Me – haan haan sab thik hi hai

He – acha lagta hai pas me bahankhari hai

Me – haan

He – meri us se friendship karaona

Me – kyun

He – baat karunga

Me – kya

He – wahi jo tumse karta hun

Me – acha acha koi bat nahi mai dekhungi fir bata dungi aap ko

He – hanste hue ab main chahe jo kahun tum kuch ahi kah saktikyunki sister hai pas me

Me – haan haan wo to hai sahi kaha aap ne

He -- tumhara matlab achi tarah samajh raha hunmain

Me -- kya

He – yahi kitna kamina hun main

Me – haan wo aap hain

He – besharam behaya badtamizyahi ssab na

Me – han jee bilkul

He – waise bahan aap ki bahutachi hai

Me – jee mujhe pata hai

He – to fir bat karao na

Me – kitne bare kamine hoharamzadgi ki inteha hai badzaat

He – kya hua sister chali gayikya

Me – haan

He – ok bye
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Aur phone kat gaya mujhe bahutgussa aa raha tha main apna phone room me hi chor aayi thi aur koi bhi apnamobile har waqt hath me nahi rakhta khas kar jab wo ghar me ho

Tabhi shahnaz kichen me aayi

Bibbi kaun tha phone pe – us nepucha

Kyun tum se kya bat hui – mainesawal ke badle sawal kiya

Kuch nahi main lawn me thi tophone baja maine pucha kaun

Usne kaha he gulnaaz

Main boli main gulnnaz nahi unkisister hun aap kaun

He said – mai shaizan hun unkafriend aap please gulnaaz se bat kara diye bas itni bat hui – wo boli

Ok – maine kaha wo shaizan hainaur falan city me rahte hain meri sirf phone pe baat hoti hai

Hum log phone friend hain

Bibbi aap larkon se friendshipkab se karne lagi – us ne pucha

Nahi dear main friendship nahikarne lagi meri sirf phone pe bat hoti hai personaly o mai janti bhi nahi –maine kaha

Acha to phone pe kaise friendshipho gayi – us ne pucha

Bas uska number chachai ke numberse milta julta tha ek din maine chachi ka number milaya to us ka lag gaya bas us din se hi wo kuch zyada himere fan ho gaye

Ooh fan to iska matlab meri bibbistar ban ne wali hain – wo boli

Nahi beta main tum ko star bananachahti hun aur kuch nahi – main boli

Lekin aap mere liye star hi ho wokas kar mujhe gale lagati hui boli

Thik hai my sweet sister mainusko kiss karte hue boli

Acha abhi kya bat ki usne aap se– sahnaz ne fir pucha

Abhi to wok kah raha tha ki bahutdin se bat nahi hui is liye phone kiya ki pata karun ki aap zinda ho ya nahi –maine kaha

Aise kah raha tha bahut badtamizhai aap ka friend – wo boli

Koi baat nahi dear wo abhi bahutchota hai graduation kar raha hai i don’t mind it – main boli

Fir shahnaz chali gayi aur mainapna kam karti rahi raat ko hum dono ne dinner kiya aur fir shahnaz apne roomme chali gayi

Main bhi apne room me a gayi aurbed pe baith ke parhayi karne lagi

Tabhi mere cell pe msg aaya mainemobile utha kar dekha to msg shaizan ka tha maine time dekha 11:00 baja tha

Raat hui aur ullu jag gaye – mainuska msg dekh kar barbarayi usne firkayi msg kiye jiske jawab me maine sirf ye reply kiya

Mujhe tum se koi bat nahi karniaur msg dena band karo ab koi aur msg mat send karna

Maine msg send kiya uske fauranbad uski call aa gayi maine phone nahi uthaya aur silent pe dal kar alag rakhdiya aur chup chap parhti rahi

Jab parhte hue bahut der ho gayiaur mujhe nind aane lagi to maine book ko rah diya aur tiome dekha to 1:00 bajChuka tha maine mobile uthakar dekha to usme 37 mis call thi

Oh god itni bar phone kiya isnepagal hai ye larka bilkul – main mobile dekhte hue boli

Mis cal hatayi to dekha 1 msg thamaine msg open kiya to dekha wo msg kya ek bahut bari

tahreer thi – maine msg parha aur muskurayi uski bechargi dekh kar bahut ajeeb lagraha tha lekin maine reply nahi kiya

main uthi aur room se bahar akar pani piya firsahnaz ke room me usko dekhne gayi wo so rahi thi

maine uske balon me ungliyanfirayi aur usko chadar urdha kar main bahar aa gayi aur room band kar liya aurmain wapas apne room me a gayi
mera mobile vibration par tha aur uspe shaizanka phone aa raha tha maine na phone uthaya aur na hi cut kiya aur main room selawn ki taraf ka door open karke lawn me aa gayi
 horseride  Cheeta    
Like Reply
UPDATE 29-12-11

AB AAGE....


Maine asman ki taraf dekha au rake jhole pe baith gayi raat bahut achi lag rahi thi

pata nahi kyun raat ki is tareeki me khule aasman ke niche mujhe kyun bahut acha

lagta tha kuch der tak yunhi jhoole pe baithi halki halki peng leti rahi fir achanak hi khyal aaya aur main uth kar garage me a gayi

Garage room me aane ke bad main khirki ke pas khari ho gayi aur kaan lagakar

udhar ki awaz sun ne ki koshish karne lagi lekin udhar koi awaz nahi ho rahi thi

Maine bahut hi dheere se bina awaz kiye khirki me harki si daraz banayi aur ek ankh

se dusri taraf dekhne ki koshish kii udhar dekhte hi maine apni nazar hata lii aur

meri sanse bahut tez tez chalne lagi wo log udhar the

Ye insan hain ya koi gandi arwah main barbarayi itne dino se yahan par aakar apni

maut maang rahe hain fir bhi zinda hain kambakht khuda gharad kare in namakhoolon ko – main apne aap se boli

Kuch der tak deewar se peeth lagaye hue kahri rahi aur fir main dubara udhar

jhankne lagi andhere ki wajah se saaf to kuch dikhta hi nahi tha bas itna hi samajh

me aa raha tha ki do saaye hain aur wo apas me lipte hue the aur kuch der ke

bad aurat apne hathon pairon se janwaron ki tarah khari ho gayi aur wo admi uski

kamar ke piche aa gaya aur kamar ko tham kar aage piche hone laga

Ek bar fir wahi purana hi scene tha jisko yahan par tafseel se likhna thik nahi hai.

Maine ahiste se khirki ko band kiya aur wapas lawn me aa gayi lekin un logon ko

dekh kar mei halat ghair ho rahi thi

Main apne room me a gayi aur sidhi bed pe lagbhag gir si gayi main apne jism me

garmi ko mahsus kar rahi thi

Tabhi mera phone vibrate hone laga maine utha kar dekha to shaizan phone kar

raha tha uska phone dekh karmujhe gussa aane laga ki ye koi waqt hai kisi ko

phone karne ka aur ye sahab to apni had se hi bahar ja rahe hain jab chahte hain call karne lagte hain

Fir achanak hi mere dil me khyal aaya ki kyun na is masle ko shaizan se discuss kiya

jaye uski to waise hi shaitani khopri hai koi na koi idea zarur dega lekin dusre pal ye

socha ki wo faltu me mera mazak urayega aur hazaron sawal karega aur mere ghar

ki location ko mark kar lega kyunki kuch to mujhe batana hi parega ki piche jungle

hai aur colony kahan hai itne me hi wo bahut kuch samajh lega kyunki wo bahut sharp mind larka hai

Aur main dar rahi thi ki kahin wo yahan na aa dhamke usko adat hai faltu me hare k

ke gale parne ki aur sab se taluqat banana ki yahi sab soch kar maine irada badal liya aur let gayi

lekin is waqt meri jismani halat mujhe sone nahi de rahi thi aur mere hath apne aap hi mere jism pe ghoomne lage aur meri sanse tez hone lagi
 horseride  Cheeta    
Like Reply
UPDATE 30-12-11

AB AAGE-----

main bed se uth kar khari ho gayi aur eke k karke apnejism se sare kapre juda kar diye aur nangi hi bathroom me chali gayi bathroomme pahunch kar maine shower open kiya aur uske niche khari ho gayi

Shower ka thanda thanda pani jismko kafi rahat pahuncha raha tha aura b main bahut
acha mahsoos kar rahi thi kuch der tak nahane ke bad maine main bahr aagayi ab main
fresh feel kar rahi thi bahr aake maine towel balon me lappet liyaaur badan ko ponchne lagi

Fir main balon me towel lapetehue hi bed pe aa gayi aur chadar orh lee maine kapre nahi pahne hue the

Maine mobile utha ar dekha tobahut si mis cal thin shaizan ki aur msg bhi bahut se the
maine msg dekhe tobas ek hi bat thi sab me i am sorry dear

Sorry please forgive me main tumko hurt nahi karna chahta tha please phone uthao mat pareshan karo

Sabse last msg tha please phoneutha lo taki main bhi thora sukun se baith sakun nind
to naraz hoke bahut doorchali gayi ab tum bhi naraz ho jao aur sukun bhi cheen lo

Waah kya kahna – main boli pahlebadtamizi karo aur bad me khud hi pareshan ho –
bahut khoob

Main uske msg delete karne lagimain msg delete kar rahi thi ki tabhi fir uska phone aa gaya

Hello – main phone uthkar bahuthi sakht lahje me boli

He - hello gulnaaz (lagbhag rote hue ) lahje mebola

Me – kya hai itni raat ko phonekarne ka kaun sa time hai kuch akal hai aap ko ya nahi pareshan karke rakha haitum ne

He – sorry dear sorry sorry narazmat ho meri bat suno

Me – dekho mujhe aap ki koi batnahi sunni ab please phone rakhiye aur mujhe fir call
mat kariyega pareshan karke rakha hai aap ne

He – sorry dear meri bat suno natum phone nahi utha rahi thi aur msg ka reply bhi nahi kiya is liye main phonekar raha tha

Me – itni raat me phone ke replyka wait kar rahe hain aap

He – yes to kya hua itni rat meaur aap abhi soyi bhi nahi hain

Me – sone doge tab na lagatarphone kar rahe ho ye koi bat hai

He – to aap phone kyun nahi utharahi

Me – kyunki mujhe aap jaisebadtamizon se bat nahi karni

He -- maine koi badtamizi nahi ki fir bhi i am saying sorry na maine to apkisister se bat
bhi nahi ki maine kya usnekhud bat nahi ki maine aap ko pucha aur usne aap ko phone de diya bas

Me – wo thik hai lekin tum kya kahrahe the wo bhi to yad karo is se pata chalta hai ki tumhari soch kya hai

He – aisa kuch nahi hai aap faltume pareshan hain

Me – haan kyunki main tumhridocter ki tarah nahi hun aur mujhe apne logon ki tarah samajhna bhi nahi

He – aisa kuch nahi hai main aap ko sirf gulnaz samajhta hun auraap wahi hain ab
please mujhe maaf kar do dekho main tumko hurt karna nahichahta tha lekin tum irritate
ho rahi thi to main kar raha tha is se zyada aurkuch mera maksad nahi tha

Me – aap har bar sorry kahte hain lekin maukamilte hi fir shuru ho jate hain

He – haan bas sirf hansne hansane ke liye aur kuch nahi aur aapbakhoobi janti hain kin
a main aap ke paas aa raha hun aur na hi ap yahan aarahi hain to aap aur apki sister tak
meri rasayi kaise ho sakti hai ye sirf ek mazak tha

Me – ok thik hai lekin be inmanner meri choti bahan ke bare me kuch sunna mujhe acha nahi lagta

He – thik hai main kuch nahikahunga now please forgive me

Me – thik hai koi baat nahi

He – to aap ne mujhe maaf kardiya

Me – haan haan ab kya likh kardun

He – nahi uski zarurat nahi , acha ye bataiye ki abhi tak jag kyun rahihain aap

Me – kyunki dimagh khrab kar diyaaap ne phone kar kar ke

He – sorry again ab jab jag hirahe hain to baat ki jaye

Me – to itni der se kya kar rahe theye bat nahi thi

He – nahi mera matlab kaide kibat , acha aap akeli soti ho

Me – haaan

He – aur aap ki bahan

Me – wo alag soti hai apne roomme

He – ok , waise aapki bahan kiawaz bahut se.. mera matlab bahut pyarihai beautiful voice

Me – i know that and thank you tareef ke liye aur zaban kolagam den eke liye bahut hi zyada shukriya

He – oooh sorry yaar kya karunadat se majbor hun

Me – kyun andaz aur alfaz ko itnabura bana liya

He – arey hho jata hai dear okleave that ... aur batao kya mood hai ab aap ka

Me – mood thik hai aur kya

He – acha kya kar rahi ho

Me – maret ja rahi hun shopingkarne

He – is waqt ! kahan shoping karne ja rahi ho kuch dimaghi tawazun bigar gaya hai kya

Me – haan to kyu puch rahe ho itni raat ko koi kya karega

He -- acha ab phone rakhta hun aapka mood kahin firse na khrab ho jaye

Me – thik hai shukriya

He – acha sister ka paper kab hai

Me – 31 ko

He – hmm to bat karna us din

Me – not sure koi zaruri nahi hai

He – thik hai Good night

Me – good night
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Pasted 200 pages.



Total pages 419.



If any one is interested to post rest of the story ,



i will send them saved web pages.



Just ping me.
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Nice update
Like Reply
Nice update
Like Reply
Thanks for new updates
Like Reply
Update please
Like Reply
Update
Like Reply
Sandar
Like Reply
Waiting
Like Reply
Aur phone band ho gaya naha kar aane ke baad main waise hi binakapron ke leti hui
nahane aur fir shaizan se bat karne ke bad main kuch gusseme a gayi thi jis se mood
bilkul change ho chukka tha raar bahut ho chuki thi fir main so gayi .

Suah main uthi aur apne kamon memasroof ho gayi maine shahnaz ko jagaya wo uth
gayi thori der ke bad seema aagayi aur aaj wo khud bike lekar bahr nikal gayi

Kuch der ke bad wo wapas aayi tomaine kaha ki ab tum kal khud chalakr college jaogi

Nahi didi – wo boli itni door takmain nahi le ja sakti mujhe bahut dar lagta hai – wo boli

Dekho agar darogi to hameshadarti rahogi jab bahut zyada chalaogi to expert ho jaogi bilkul chuzi ki tarah– main boli

Thik hai didi – wo boli aur baithkar apni study karne lagi next day uska paper tha aur shahnaz ka bhi

Mera dhyan bar bar usi jungle kitaraf ja raha tha aur main soch rahi thi ki akhir ab kya
kiya jaye wo log kaunhain ye kaise pata karun kyunki bahut din ho gaye hain in logon ka ye tamashachal raha hai

Kayi bar zahan me ye bhi aaya kimujhe kisi ko batana chahiye kyunki bahut dino se
maine un ko dekha nahi thaaur main bhool bhi gayi thi

Lekin ab sawal ye tha ki akhirbataya kis ko jaye zahan me sab se pahle khyal razia aunty
aur surjeet aunty kaaaya maine socha dono aunty ko bata deti hun aur fir wo apne
husband sebatayengi to wo log zarur pakre jayenge

Main isi pashopesh me thi kibataya jaye ya na bataya jaye kahin kuch ungliyan mere
upar na uthne lagen yahisoch kar main razia aunty ke pas gayi lekin wo mili nahi unka ghar lock tha

Surjeet aunty se pucha to wo boli- kahin gayi hogi jhalli aayegi sham tak

Main wapas apne ghar me aa gayi .

Seema apni stidy kar rahi thi aurshahnaz bar bar usko tang kar rahi thimaine usko daante

hue kaha ki ye kya kar rahi ho to wo bolisorry bibbi

shahnaz ke hisab se kisi ko apnepaper ke pahle bilkul parhayi nahi karni chahiye uska
matlab hota hai kiparhayi ke liye to pura saal hai fir exam se ek din pahle kyun tension le jaye

lekin wo ye nahi janti ki har bathar ek pe lagoo nahi hoti wo nadan kya jane ki koi kaise
aur kin hallat meparhayi kar raha hai aur khud ko stand karne ki koshish kar raha hai

seema apni study karti rahi aurhum logon ne sath me lunch kiya shahnaz apne room me
chali gayi main bhi apneroom me aake thori der so gyi main sham ko uthi to dekha
seema sofe pe baithihui so rahi thi maine usko sofe pe hi lita diya aur shahnaz ke room
megayi shahnaz apni puri bed pe apni dressfailaye hue almari me kuch talash kar rahi thi

kya ho raha hai – main andar jakeboli

kuch nahi bibbi main ek roll dekhrahi hun wo mil nhi raha – wo boli

kaisa roll aura b layi thi –maine pucha

bahut din pahle aap ne dilaya thalekin wo use nahi hua pata nahi kahan gaya mil nahi raha – wo bahut pareshandikh rahi thi

koi baat nahi beta lekin ye aapne sara saman faila diya ek roll ke liye – main boli

bibbi mera roll nahi mil raha –wo boli

roll milega bhi nahi kyunki mujhepura uakeen hai roll aap ne use kar dala hoga aura b aap bhool rahi hain – mainboli

nahi bibbi – maine rakha tha

chalo choro usko main aap ko newroll la dungi – maine kaha aur ab aap ye sab saman almari me rakhiye

wo khamosh khari hui ek hasratbhari nigah se meri taraf dekh rahi thi ki main kahun tum rahne do aur mainrakh dungi

ye sab sahi karke bahar aaiyemain chai bana rahi hun – main boli aur bahar aa gayi bahr aakar mai sidhikitchen me chali gayi aur chai banaanelagi

main chai lekar bahar aayi todekha seema sofe pe nahi thi

ye kahan chali gayi main sochnelagi abhi to so rahi thi mujhe laga shayad toilet gayi ho
main sofe pe baithgayi aur shahnaz ko awaz dii lekin won aaayi aur na hi koi jawab diya

mujhe laga princess naraz ho gayihain maine un ko Almari set karne ke liye kah diya
shayad is liye main uthi auruske room me gayi to dekha seema uski almari sahi kar rahi thi aur wo bata rahithi ki ye aise rakho wo waise karo

main bhi jakar us ke sath laggayi jis pe shahnaz muskurakar boli – thank you bibbi

ye bataiye ki aap kab apna kaamkhud karna seekhengi – maine pucha

mujhe kya zarurat hai karne ki wokandhe uchkate hue boli – meri bibbi to hai na mere pas ye kahke wo he he he hekarte hue hansne lagi

shahnaz ka room sahi karne ke badhum log bahr aa gaye aur sab sath me chai peene
lage chai ke baas hum teenothori der ke liye bahar ghoomne chale gaye kyunki next day shahnaz

ka paper tha is liye unko thora ghumana zaruritha
 horseride  Cheeta    
Like Reply
AB AAGE ....

hum log market gaye wahan shahnazne thori shoping ki maine shahnaz ko 3 film ke roll
purchase kar diye aur yunhithori der idhar udhar rahne ke baad hum log ghar wapas aagaye

ghar aake main dinner ki taiyarikarne lagi aur seea study karne lagi shahnaz apne kamo me busy ho gayi

raat ko hum logon ne dinner kiyaaur shahnaz apne room me chali gayi seema mere sath
mere room me aakar parhnelagi maine bhi ek book le lii aur parhnelagi der rat tak
parhne ke badmaine book rakhte hue seema se kaha ki ab sojao haan didi bas thori der aur parhungiuske bad main so jaungi

thik hain – main boli jab uthnato light off kar dena ye kahkar main sone lagi maine
mobile off kiya hua thataki shaizan ke msg bar bar disturb na Karen yunhi sone ki
koshish me pata nahi kab mujhe neend aa gayi aur main sogayi

subah jab main uthi to dekha kilight on thi aur seema bed ke dusri taraf sikuri hui pari so rahi thi

arey ye bewakuf parhte parhte sogayi main ne kaha tha ki so jao lekin nahi mani – main
barbarati hui usko sidhalita kar bathroom me chali gayi

fir main apne kamo me masroof hogayi lekin maine seema aur shahnaz dono ko nahi jagaya tha aur wo dono bahutder se soke uthi

jab maine mobile on kiya tolagatar shaizan ke masg aane lage aur inbox full ho gaya
jinko parhe bina himain delete karne lagi maine usko koireply nahi kiya

hum logon ne lunch kia aur firmain shanaz ke sath bahar aa gayi aaj shahnaz khud
scooty chala kar ja rahi thiaur main seema ke sath piche baithi hui thi maine seema ko
kaha ki aaj tum khud hi college tak chala ke lechalo wo dar rahi thi aur darte dartecollege tak pahunch hi gayi

college pahunch kar main seema seboli dekha tum le aayi na

haan didi lekin main bahut darrahi thi aur mere hath panv kanp rahe the agar aap na hoti to main zarur girjati – wo boli

koi bat nah aisa hota hai basdekhna ki ab tum kitni jaldi khud chalane lagogi – main boli

seema ne scooty park ki aurcollege ke andar chali gayi tabhi main shahnaz ke pas gayi
aur us se apni gadile li shahnaz andar chali gayi thori der tak main ruki rahi jab paper
shuru hogaya to main ghar ki taraf chal dii aur kuch der ke baad main apne ghar keandar thi

Andar aate hi maine bahut sa panipiya aur ek cup chai banakar baith gayi aur uski
masle ke bare me ek bar fir sesochne lagi ki kya kiya jaye tabhi mere mobile pe siazan ka phone aaya mainephone pick kiya

Hello – i said

He- hello kaisi hain aap

Me – main thik hun aap bataiye ?
 horseride  Cheeta    
Like Reply
NEW YEAR SPECIAL UPDATE

He – ye i am fine aur bataiyemood kaia hai aap ka

Me – mere mood ko kya hua

He-- oooh arey puchna zaruri hai na aap ke mood ka koipata hi nahi rahta kab kidhar ghuoom jaye

Me – mera mood hamesha hi thikrahta hai ab agar koi behuda bat karega to mood thik kaise rahega

He – ok sorry dear bas thori khincha tani bhi zarurihai na is liye aisi baten ho jati hain don’t take personaly

Me – ok

He – aur bataiye sister gayipaper dene

Me – haan

He – aap ko apni sister se bahutpyar hai tabhi aap usko leke kafi hadtak sanjeeda rahti hain aur koi bat nahi sunti

Me – haan meri sister hai to pyarmujhe hi hoga na

He – aisa nahi hai bas aap ekmauka diye fir dekhiye ki kitna pyar karte hain hum

Maine fauran phone kat diya binakuch bole

Wo fir lagatar phone karta rahalekin main nahi utha rahi thi fir usne msg diya arey
phone uthaiye sorry sorrydear itni jaldi naraz nahi hua jata kaisi hain aap

Maine koi reply nahi diya uskafir phone aya maine pick kiya

Me – helo kya baat hai phonerakho tum badtamizi se baz nahi aaoge

He – sorry i am sorry yar

Me – what sorry matlab jate hosorry ka sorry kahne ke bad us kam ko us bat ko fir nahi karte jiske liye sorryho chuke hain

He – sorry bas aap chirhna chordiye to main khud aisi bat nahi karunga aap irritate hoti
hain to mujhe maza aata hai wahi bat kahne me but ye imean to say its just joking

Me – lekin ab ye joking dubaranahi honi chahiye warna fir kabhi bat nahi ho payegi aap
se, itna soch liyemain ek baat bar bar nahi kahti samjhe

He – thik hai samajh gaya bahutachi tarah lo main kan pakar kar sorry bolata hun ab
aisa nahi kahunga – i amsorry ab agar aap kaho to murga bhi banjaun

Me – its ok koi zarurat nahi haimurga ban ne ki insaan ho to insaan hi bane raho yahi bahut hai

He – ok madam , aur bataiye

Me – aur sab thik hai

He – kya kar rahi hain aap
 horseride  Cheeta    
Like Reply
Me – kuch nahi chai pi rahi thiab sirf aap se bat kar rahi hun

He – aur kaun hai abhi ghar me

Me – koi nahi hai sirf main hihun

He – ok good to kahan hain abhiapne room me

Me – nahi sofe pe baithi hunlounge me

He -- ok to room me jaiye aur araam se baten kartehain kabhi kabhi to bat karti hain aap

Me – kyun room me kyun jaun

He –jaiye na kuch achi achi batenKaren na aaj jin se maza aaye

Me – tum ko aur kuch nahi aatasiwaye khurafat ke

He – jobhi kahiye i don’t mindbas bat karni hai aaj

Me – oooh kya museebat hai

ye kahte hue main apne room mechali gay

He – musibat to nahi hun

Me – ok mai room me aa gayi

He – ok to kya pahna hua hai aajaapne

Me – salwar suit dupatta

He – good color

Me – gray

He – nice bahut achi dikh rahihongi aap na

Me – pata nahi

He – acha maine aap ko apni storysuna di lekin aap ne kabhi kuch nahi share kiya kuch to batao

Me – mere pas aisa kuch nahi jomain share karun aur na hi main aap ke jaisi hun

He – oooh i know main bahut burahun lekin kabhi kuch to jaise kabhi hot feel kiya ho aur uske baad kuch kuch

Me – main sab kuch discus karchuki hun aur fir se wahi baten karna koi samajhdari
nahi ghuma fira kar ek hi bat puchte ho

He – ok sorry to aaj main soch raha hun ki aap ko apni nayi kahani sunaun jo last hai 5thfemale ke sath

Me – ok sunao

He – sun na chahti ho dilmachalta hai aap ka lekin kahti nahi

Me – shut up
 horseride  Cheeta    
Like Reply




Users browsing this thread: 9 Guest(s)