Thread Rating:
  • 68 Vote(s) - 4.9 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Lust and revenge
#1
Exclamation 
Hello friends, main is form pe kafi lambe samay se juda hun, bahut se stories padhi hai,jo kafi erotic aur lustful the. Ab Maine decide Kiya hai khud ek story likhne ka.isse pahle maine kabhi koi stories nhi likhi hai. Ye mera pehla prayas hai. Isliye aap sab se nivedan hai ki mere story ko like zaroor karein, agar pasand aaye toh.

Story suru karne se pehle Mai thoda, story ka description de dun. Mere is form pe, The evil, Silverstone, royalkingfigure. Ye sab mere favourite writers Hain. Mai Jo story likhne jaa raha hu, uski theme wahi hogi jo, in tino writers ki hai.( Aap samajh gye honge kis theme ki baat kar raha hun main). halanki, Mai Puri koshish karunga story ko nayapan dene ki. Personally, mujhe is theme ki stories bahut pasand hai,. isliye main ispe likh raha hun. Pehla update jald hi aayega....
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.
#2
Waiting
Like Reply
#3
Congratulations for new story
Like Reply
#4
Congrats for new thread. Waiting for the first update
Like Reply
#5
Congratulations ? ? ? ? Yes,they are also my favourite writers. I have a request to you,please keep the villain or hero just one and let him seduce and fuck multiple conservative and faithful females members of a aristocratic and rich family one by one and make all the female members of his personal whores.
[+] 2 users Like Ammi jaan ka pyara beta's post
Like Reply
#6
Congratulations for new thread.
Like Reply
#7
(26-02-2024, 05:20 AM)Ammi jaan ka pyara beta Wrote: Congratulations ? ? ? ? Yes,they are also my favourite writers. I have a request to you,please keep the villain or hero just one and let him seduce and fuck multiple conservative and faithful females members of a aristocratic and rich family one by one and make all the female members of his personal whores.

Agree with you
Like Reply
#8
(26-02-2024, 05:20 AM)Ammi jaan ka pyara beta Wrote: Congratulations ? ? ? ? Yes,they are also my favourite writers. I have a request to you,please keep the villain or hero just one and let him seduce and fuck multiple conservative and faithful females members of a aristocratic and rich family one by one and make all the female members of his personal whores.

Agreeing on the above
Like Reply
#9
Disclaimer :- This is purely frictional story .




Update :1 

Year : 1993

 kailashpur,mumbai se karib 100 km dur ek chhota sa gaon tha . yaha jyadatar log kheti kisani se jude the . aur jo kheti nhi krte ,wo mumbai jate the roji roti ke liye . yahan jyadatar parivar garib ya lower middle category me aate the ,halanki kuchh gine chune log middle ya upper middle class se bhi the .yahan ke garib parivar ,kheti bari se hi apna guzara karte ,jinhe hum garib kisan bhi keh sakte hain , jinke pass bhut chhota sa jameen hua karta tha kheti bari ke liye .inhi parivaron me se ek parivar tha birju halsar ka . birju ek 28 saal ka nawjawan jo ki apne mata pita aur patni ke saath rehta tha.birju ke pita ka naam raghuvar halsaar tha,jo 46 saal ka tha . raghuvar ek garib kisaan tha jiske paas ek chhoti si jameen thi , jispe wo kheti baari karke apne aur apne parivar ka guzara karta.wahin ,birju gaaon se bahar mumbai jata tha kamane aur jab kabhi chhutiyon me ghar aata toh apne pita ka hath batata kam me.birju ki do behne bhi thin , jinki shaadi ho chuki thi aur wo sasural me rehtin thi.birju ki maa aur patni ghar sambhalti.birju ke sadi ke 6 mahine hi hue the , lihaja uski koi santan abhi nhi thi.hansta khelta parivar tha birju ka ,garibi ke bawjood sab khusi se guzara kar rahe the. Lekin ek din ....
                        
                     subah ka samay tha , raguwar, uski patni,uski bahu apne choti se jhuggi me the . birju sehar gya hua tha . Tabhi raghuvar ke ghar ek sarakari officer aaya ,ek notice leke.raghuwar ne puchha,"kya baat hai saahab ". officer- "tumhara naam raghuvar halsaar hai na ". raghuwar-"ji sahab kya baat hai". 

officer- "ye notice hai tumhare liye ".

raghuvar notice khol ke dehta hai , usme angrezi me likha hua tha , jo use samjh nhi aaya .

rahuvar- "sahab ye toh angrezi me likha hai , meri toh kuchh samjha nhi aa raha hai ,aap hi bta dijiye ki kya likha hai isme "

officer- " isme likha hai , ki tumhari jo jamin is gaaon me hai ,use bechni hogi tumhe." raghuvar aisa sunte hi hakka bakka reh gaya , wo kafi pareshan ho gaya . usne officer se kaha ,"par sahab ye toh hmari kheti ki jameen hai , issi se toh ghar chlta hai hmara , agar ise bech denge toh khayenge kahan se ".

officer- "wo mai nhi bta sakta , mera kam tha tum sabhi kisano ko ye notice pahunchana , agar jyada janna hai toh gaon ke bahar jo govt. office hai wahan jaake bat karo ".aisa keh ke officer waha se nikal gaya". Raghuwar bhut pareshan ho gaya tha , jo uske chehre se saaf dekhi jaa sakti thi . wo sehma hua ghar ke ander aaya aur khatiye pe baith gaya . uski patni ne puchha ,"kya hua ji ,kaun aaya tha bahar , aur aap itne udaas kahe lag rahe hain". raghuwar harbarata hua bola , "k.k..kuch nhi , wo hariya aaya tha,kudaari mangne aaya tha". raghuwar ne notice wali baat chhupa li thi. fir raghuwar kehta hai ,"suno mai khet ke liye nikal raha hun ". aisa keh ke jaldi se wo ghar se nikalne ko hua . patni boli."are khana toh kha lijiye, bas ban hi gya hai". 

raghuwar- "aake kha lungaaa", aisa keh ke raghu ,nikal jata hai . wo kafi dara hua aur pareshan tha . wah tej kadmo se,gao ke bahar wale govt.office ke taraf nikal gaya. kafi de paidal chlte hue raghu office pahunch jata hai , wo hanfte hue office ke darwaje par dastak deta hai. office me wo dekhta hai , ki usi ke gaaon ke 4 kisaan aur mauzood the ,aur 2 sarkaari officer se baat kar rahe the , raghu bhi wahan jata hai . aur harbadate hue aur tension me ek officer se puchhta hai ." sahab , ye hmare ghar kaisa notice aaya hai, isme likha hai ki miujhe apni jameen bechni padegi ,par kyun ? , isi se toh hmara roji roti hota hai ".

officer- "dekho ye upar se sarkaar ke taraf se aaya hua order hai , ki kailashpur ka ek bada sa jameen , jisme tum sab ke jameen saamil hai , wo ek private company ko bechi jaani hai .wo companay iss gaon me apna bhut badi factory kholegi ,jiske liye unhe ye jamin chahiye ."

raghu-" par sahab , humne yadi jameen bech di toh ,hmara ghar baar kaise chlega , mera ladka bahar jaata hai kamane , utne me uska aur bahu ka hi guazara ho pata hai.hum toh sadak pe aa jayenge".

officer- " company ka kehna hai ki jamin ke badle tumlogo ko kuchh paise de diye jayenge ".

raghu- "hum wo paise lekar krenge kya , jab hmara rozgaar hi khatam ho jayega , wo paise kitne din kaam ayega ?"

officer- "dekho wo sab mere haath me nhi hai , mai kuchh nhi kar sakta ".aisa keh ke officers apne cabin me chle jaate hain aur darwaza band kar dete hain. raghu- "sahab..sahab..ruko toh sahab..itne me ek aur kisaan wahan aake kehta hai , "rahne de raghuvar bhai , humlog bhut der se yahan guhaar laga rahe hain , par koii faida nahi."

ye sunke ke raghu aur pareshan ho gaya , uska mann rone jaisa hone laga . isi chinta me wo office se nikal gaya , raaste bhar yahi sochta raha ki ab kya hoaga,kaise hoga .wo apne parivar walon ko ye baat kaise btayega ...raghu ka iss jamin se rishta sirf roji roti ke liye nhi tha , balki ye jamin uske purkhon ke akhiri nishani ke roop me bachi thi,jise wo marte dam tak sath rakhna chahta tha .Notice me ye bhi likha tha ki , 7 din baad , companay ke aadmi ayenge ,jamin ke documents par sign lene ke liye. raghu aise hi chinta aur soch me ghar pahunch jaata hai.

patni- "kya bat hai ji , aaj itni jaldi aa gye khet se aur pareshan bhi lag rahe hain ,ka baat hai ?".

raghu- "kuchh nahi aaj jyada kuchh kaam nhi tha khet me ".

raghu kuch der baad apne bete birju ko phone lagata hai saari baatein batata hai. birju bhi ye sun ke tension me aa jata hai . raghu , rote hue awaaz me kehta hai " beta ,wo log saat din baad ayenge angutha lene , meri toh kuchh samajh nhi aa raha hai kya karun". pita ko rote hue sunkar , birju kehta hai, aap roiye mat pitaji , mai abhi gaon wapas aata hun ,dekhta hun kaise hamari zameen harap lenge . aap chinta mat kariye, mai kal hi pahunch raha hun.

apne kahe anusaar , birju agle din ghar wapas aata hai. uske aate hi uski maa usse lipat ke rone lagti hai( raghu saari baat apne pariwar ko bata deta hai )."beta, ye kya ho gya, ye log kyun aisa kar rahe hain,..humlog toh khusi khusi us jamin se apna guzra kar rahe the...birju ki patni use dilasa dete hue chup karati hai.

birju- "tu ro mat maa, main aa gaya hun na , main kuchh na kuchh karunga hamri jamin bachane ke liye", aisa kehte hue birju ke aamkhon me bhi aansu aa hate hain.

dheere dheere din bitte jaa raha tha , raghu aur birju ne puri koshis ki , bhut se sarkari office ke chakkar kate , par kuchh hal na nikla. raghu ne socha ki ab ek hi raasta hai ,us commpany ke maalik ke aage hi prarthna karni padegi . aur akhirkaar wo din bhi aa gaya , jab jamin walon ka angutha lena tha . lekin hairani ki baat ye thi ki , aaj angutha lene ke liye company ka koi aadmi nhi balki khud company owner apne bete , kuchh bodyguards aur office ke kuchh emloyess ke saath aaya tha. company ke maalik ka naam tha ranvijay pratap sinde(52) , ranvijay mumbai ka ek bahut bada ameer buisiness man tha , uska buisiness pure maharashtra me faila tha . uska mujhya rup se textile manufacturing ka buisiness tha , jiski use factory lagani thi kailashpur me. uske bete ka naam ranbir pratap sinde(27).ranbir ranvijay ka eklauta varish tha , jo apne pita ke saath hi buisiness sambhalta tha . ranvijay ke baad uska saara buisiness aur properties ranbir ki hi hone wali thi. kalislashpur me factory lagana unke buisiness ke liye bhut zaarooi tha , isliye ranvijay aur uska beta khud aaya tha gaon walon se baat karne.

gaon pahunchne ke baad ranbir apne aadmiyon ko bolta hai sabhi kisano( jinki jamin kharidi jani thi ),ko ikathha karne ke liye. us samay raghu ke ghar par uska beta nhi tha , wo khet gya hua tha ,..jab ranbir ke aadmi use bulane aaye , toh raghu harbada ke nange pawon hi nikal pada , uske pichhe uski patni bhi aayi . sabhi kisano ke ikathha ho jane par , ranvijay bhasan dena suru karta hai , wo batata hai ki use yahan bhut badi factory lagani hai , jiske badle me wo unhe kuchh paise dega aur factory me kaam karne ke liye kaam bhi.bhasan khatam ho jane pad , raghu uske saamne jaakr hath jod ke prarthna karne lagta hai , ki ye jamin uske liye kisi hire ki tarag hai ,aur wo use kisi kimat par nahi bechna chahta. ye sunkar ranbir gusaa hoke kehta hai," ae budhhe jyada natak mat kar, jamin ke badle paise mil rahe hain na , usme khus reh." raghu nhi manta aur girgidane lagta hai, ranvijay ke pair padhne lagta hai.lekin kisi ko koi fark nhi padta , ranvijay ke aadmi sabka angutha lene lagte hain kagaz par , aur jo nhi de raha tha , usse jabrdasti karne lage , raghu se bhi jabardasti angutha le liya gya. ragu aur uski patni fut fut ke rone lage .ranvijay aur uske bete apna kam karke chle gaye .kuchh der baad birju jab ghar aaya toh apne mata pita ko rote hue paya,.raghu ko saari baat pta chali,ki uska jamin ab nhi raha , bitju ke aankhon me bhi aansu aa gye. birju ne dilasa dete hue kaha, "chup ho jaiye pitaji , mai koi na koi rasta dhund lunga, aap logon ko bhuka nhi marne dunga".
(birju apni biwi ko mayke bheje hue tha ).aise hi kuchh din beet gaye , birju kaafi dino se chhuti pe ghar pe hi tha , toh uske paas bhi paise khatm hone ko the.Fir, ek din shaam ko jab birju ghar wapas aata hai, to uske mata pita nhi the ,..wo unhe dhundne lagta hai, par use nhi milte , birju bhut tensiom me aa jata hai, wo bahar dhundne nikal jata hai,..kuch der chalne ke baad use ek bheed dikhayi deti hai,birju us bheed ki taraf jata hai, gaon wale birju ko aate hue dekhte hain. wahan pahunch kar birju jo dekhta hai, uske pairon tale jamin khisak jati hai, uska kaleja kaamp jata hai, wo dekhta hai ki uske saamne uske maa baap ki laash padi hui thi ( jamin bik jaane ke baad , ghar ka kharcha chlana muskil ho gaya tha,.birju apne maa baap ko chhor ke wapas kaam pe nhi jana chata tha ,..raghu aur uski patni ko lagne laga ki wo apne bete aur bahu par bojh ban chuke hain,toh unhone aatm hatya ka kadam utha liya).birju apne maa baap ki laash dekhkar , unse lipat kar, wahin dahad maar ke rone laga,.sabhi gaon walon ke bhi aankhon me aansu the ,..gaon ke log birju ko santwana dene lage,..par birju kafi der tak waise hi rota raha. aakhirkar , birju ne khud ko sambhala, aur bache khuche paison se apne mata pita ka antim sanskaar kiya. 

  ab birju ka jiwan suna pad gya tha ,wo bilkul akela ho gaya,paise aur kaam na hone ke karan , usne apni biwi ko apne saath nhi laya tha,..uska hansta khelta pariwar bikhar gaya.....

Abhi tak kahani flash back me chal rahi thi , agle update se present day se suru hogi. kahani ka introduction aapko kaisa laga,jaroor bataiyega,.aur like zaroor kijiyega,jisse aage likhne ke prerna mile.
Like Reply
#10
Behtreen shuruwat! plot looks promising, carry on.
Like Reply
#11
(26-02-2024, 04:23 PM)THE EVIL Wrote: Behtreen shuruwat! plot looks promising, carry on.

welcome back yaar Namaskar Namaskar Namaskar
Like Reply
#12
Very nice start
Like Reply
#13
fantastic... kaafi dino baad idher aik achi
story start howi ,
Like Reply
#14
Great start. Wish best luck of you yaar.
Like Reply
#15
(26-02-2024, 04:23 PM)THE EVIL Wrote: Behtreen shuruwat! plot looks promising, carry on.

Evil brother,will we be lucky to read your writing again?  Namaskar
Like Reply
#16
Absolutely wonderful, fantastic and fabulous start
Like Reply
#17
Super excellent start
Like Reply
#18
(26-02-2024, 04:23 PM)THE EVIL Wrote: Behtreen shuruwat! plot looks promising, carry on.
Thanks bhai  Namaskar , Aapse hi inspire hoke likh raha hun   Smile .
Like Reply
#19
Very nice story..
Looking really exciting.. clps 
keep going..
Like Reply
#20
Absolutely awesome start
Like Reply




Users browsing this thread: 1 Guest(s)