Thread Rating:
  • 10 Vote(s) - 1 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Angrakshak Parivar Ka .........MAHI
***
UPDATE -  14 

PART - 3

flashback......



MAHI (Aryan) jab 11th class mei tha to ek din uska kuch seniors se jhagda ho gaya woh uske naam MAHI le lekar chidate they mahi behen ya mahi darling kyonki 2-3 ladkiyon ke naam bhi MAHI they . woh usko ladki bol kar chidaya karte par ek din had ho gayi to Aryan ne un das ladko buri tarah pit diya . agar Meena na hoti to woh unko jaan se maar deta . MAHI aur Meena ne 11th aur 12th saath hi mei apne saher jo gaon ke pass tha se ki ......

saarey ladke seniors aur bade ghar ke they security officer tak baat gayi par Choudry MADHAV SINGH aur Rati Devi ka eklouta warris tha MAHI ,toh case kuch nahi huya par ek samsaya ho gayi woh bola school nahi jaunga aur ek hafta dono Bhai behen school nahi Gaye .


RATI se lekar sab paresan they ki kya karen to ish samsaya ka agar school bhi badla to aur koi aur bhi usko chida sakta hai . aur purey khandan ne ye naam rakha tha apne purvaj ke naam par . saarey gharwale MAHI ko lucky maante they kyonki uska janam ish pidhi mei 14 ladkiyon ke baad huya tha aur uske baad bhi sabko ladki huyi par ladka kisi ko nahi aur huya to mara huya paida huya .......

teen khandhan ka akela warris tha MAHI

1) Choudry MADHAV SINGH ki Rati ke alwa koi aulad na thi Dr Anju aur saloni ko apni beti aur nawasi bana liya par warris MAHI ko banaya jo 40 gaon aur saari property aur business ka malik hoga .

2) Hari SINGH ur Devi ke khandhan ka warris tha.

3) RAJVEER aur Rati ke khandan ka warris .


MAHI ke janam ke baad sabki kismat hi khul gayi dhan daulot aur karobaar mein sab tarakki kar rahe they aur jo job mei they unke jaldi jaldi promotion aur kaamyabi mil rahi . aur jaisa sadhu ne uske naamkaran par bola tha waisa hi khandhan ka naam aur saurath fail rahi thi .

aise mei uska naam change bhi nahi kar sakte koi nahin manega kyonki unke liye to MAHARYAN khud Bhagwan Shankar ke ashirwad ke roop mei milla tha .....

par problem ka solution to karna padta to Rita (uski Shaadi ko 6 mahine ho gaye they ) ne ish samsaya ka samdhan karne ki baat Rati Devi se ki to Rati ne sab ristedaaro aur khass logo ko Aryan ke gaon bulaya 2 din baad.

lagbhag 120 badey chotey ristedaar ekhatey huye aur khuch gaon ke kutumbh ke log bhi they ......

RATI aur Hari Singh ko judge banaya aur sab bade logo ki meeting shuru ho gayi haveli ke ek bade hall mei jo thoda kone mei banna gaya tha function ke liye aur 18 saal se chotey sab ko bahar rakha gaya meeting se ......


Dophar ko 3 baje meeting start huyi jo saam ke 8 baje tak chali par koyi nateeza nahi phir to argument kam aur ek doosre ki taang khichi jaa rahi thi aur khuch to bhid bhi gaye aur poorey hall mei halla mach raha tha....


KHAMOOSSSSSSSSSSSS  MEINE KHA KHAMOOSSSssss
 
sab chup ho gaye aur hall me sanaata chaa gaya ....

tabhi MAHI hall Mei enter kiya aur MADHAV SINGH ko dekh unke pass daur ke paucha aur bola "bappu* kya hua kyo chilla rahe ho".  

* MAHI apni MAA (yani Rati )ki tarah unko baapu bulata hai , MADHAV SINGH ko bhi aacha lagta tha uska warris usko bappu bolta hai. SAROO ko MAHI mummy pukarta hai.

tabhi usne dekha uski MAA aur dadaji ek table ke samney chair par betheye hain aur table par paani ka jag aur glass rakha hai , usne phat se glass mei paani dala aur MADHAV SINGH ko diya .... MADHAV SINGH ka gussa aur hall mei majood sab logo ka gussa aur vichaar thande ho gaye .... usne paani piya aur MAHI ko bola," ki khuch nahi sab log tumhari class ki tarah shor macha rahe they meine tumhari teacher ki tarah daant diya  ha ha ha" ..... MAHI bola ,"baapu aacha hai aap teacher nahi bane nahi to apki class mei ek bhi student nahi padtha" ..... MAHI ki baat sun ke hall mei sab hasne lage aur lout pout ho gaye ....... Choudry MADHAV SINGH bole  ,"bas bas tu ander kaise aaya bahar BHEEMA ne roka nahin ?????


tabhi BHEEMA apni kamar pakdh dhere dhere unke pass aaya aur MAHI apni gardan niche kar hall ke gate taraf jaane laaga .....sabhi abhi dekh hi rahe they Geeta gate ke ander enter karte huye bole nanaji MAHI ne BHEEMA chacha ko Mara aur unko utha ke jameen per patak diya jab apki cheekh sunke chacha ne isko roka aab aap iski pitayi karo sabke saamne ......

Hall ka har majood sakhs harian tha ki ek  6'6" feet , 120kg ke phelwaan ko ek 16 saal ka baacha utha ke patak diya ...... woh bhi MAHI ne , ye hai to lambha( 6ft)per itna taktvaar nahi lagta apne school ke baache peetna alag baat hai ....

itne Mei hi chatak ki awaaj hall Mei gunji phir chatak phir 3aur4  itne sabki nigha padi to sab dekhe ki Saroo ne  MAHI ko pheli baar maara woh bhi sab ke saamne  aur boli tu bas school mei maar pitaai karke thka nahin ab BHEEMA kaka ko bhi Mara aur ek dene wali thi kisi ne uska pakda aur jhitak diya aur MAHI ko kheech ke apne se chipka ke boli ," agar ek baar haath tune mere MAHI per uthaya to mein bhol jayungi tu meri beti hai shamjhi.....meine jaroor ishe janam nahi diya per meine ek bete ki  tarah pyaar kiya hai aur BHEEMA ko isne utha ke patak diya to Bheema ko peetna chaiye ishe nahi ....agar aap sab log BHEEMA ke bharose ye soch raho ho ki under koi nahi aa payega to dekho ek apna 16 saal ka baacha usko haata kar apne pad nana ko pani pilane hi to aaya tha , usko tune itna maraa"..... Rati Devi MAHI ko apni kholi bhar roone lagi ..... saara vatavaran gumgin hogaya 

kisi ko samajh me nahi aa raha tha kya karein MAHI ki pitaai se uski saari behne , uski saari mummy (MAHI ki 18 mummy Hain including SAROO  jinko woh mummy bulata hai???) , aur saari ristedaar auraate jo usko jaan se jaida pyaar karti hain.....sivye GEETA ko chod kar (GEETA se MAHI ka 36 ka aakada tha , Geeta ko lagaa uska badlaa pura huya, per apni MAA Rati per usko gussa tha ki isne saara game bigaad diya)

aurate roo rahi thi maardo ki samjh nahi aa raha thi kya karen ....sabko ye bhi yaad nahin raha ki woh sab yahan kyon ikatha hai...

apni MAA (RATI) ko roota dekh MAHI ne usko utha ke pehle apni peeth per chadhya phir usko kisi choti si baachi ki tarah lejaakar table per bithaya aur glass mei paani bhar pehle uske aasoon saaf kiye phir usko apne haath se pani pilaya aur uske baad uska maatha chum kar bola," chup hoja tujhe gussa bahut aata hai. arey meine Bheema kaka ko maara to mummy ne mujhe maara hisaab brabar ho gaya. mummy ke thappad se dekh mujhe kuch nahi huya aur tu bhi unko daant ke roo rahi hai . aab chup hoja meri acchi maa". 

RATI boli ,"aab nahi karongi gussa mere laal .... Jo tu bolega woh karongi ".... aur Aryan ko khub choomi .


tabhi Bheema aage aakar bola ,"beti galti meri hai mein gate per akela tha mujhe aur 4-5 adami rakhne chaiye they" ..... RATI Devi ne mahi ke mathe ko choom kar sabki taraf charo aur pure hall mei nigha ghuma kar boli ,"aapko Kya lagta hai woh sab isko ander anne se rok paate" ??????????

sab chup chup Rati aur MAHI ko dekh rahe they ...... kisi ki himmat hi nahi thi kuch bole .....phir Rati Devi boli ," MAHI ja apni mummy se mafi maag kar apni bheno aur Geeta ko bhar leja aur GEETA ko marna nahi usko baad me mein saaza dungi aur jaa aab gate band karke tu dekhna koi andar na ghus paye "..... tabhi mahi RATI Devi ke gaal per kiss kar bola ,"jo tu bole MAA wahi hoga" ....

uske baad apni mummy SAROO ke pehle  piar cho kar mafi maaga bus phir to SAROO kahan rukti uska saara chehra puri chummi se bhar diya.... SAROO uske kaan mei boli ,"Geeta ko kuch mat karna woh bhi meri jaan hai teri tarh" .... MAHI bola ,"phir bach gayi" ...... SAROO boli ,"mausi hai teri" ..... MAHI bola ,"meri ye koi mausi nahin iske saath mein shaadi karunga isko daily bhooka rakhonga aur dande se iski kamar todonga dekhata hoon mujhe kyon rokta hai" ..... SAROO kuch bolti tabhi RATI joor se boli ,"MAHI jabtak mein na tujhe awaaj dekar na bolun darwaja ander se ya bhar se nahin khulna chaiye agar koi bhi matlab parivaar walo ke alawa koi bhi tu khuch bhi kar sakta hai" ..... mahi bola "kuch bhi "...hi hi hi...

sab hall waale Rati aur MAHI ko hi dekh rahe they ..... MAHI bhar jaate huye sabko dekh kar pranam kiya aur bola ,"koi apko disturb nahi karega , phir apni beheno ko bolo chalo bahar antarakshi khelenge "....

uski saari bhene khush ho gayi  aur unke peeche peeche Geeta bhi jaa rahi thi tabhi MAHI aage gaya uska haath pakdar bola .... "Bheema kaka Chalo apki peeth ki maalish karwa detha hoon jaldi chalo ",.... Geeta uske haath se  apna haath nikale ki poori jee jaan laga rahi thi  per ho khuch nahi raha .... aab MAHI Geeta ka haath pakde pakde bola aap log aaram se baat karein koi apko disturb nahi karega ...

ouchhhhhhh.... MAHI ki halki cheek nikal gayi kyonki hi uske haath pe kisni ne kaata ... MAHI ne Geeta ko 1sec mei apne khande per bitha liya aur uske dono haath apne haath mei lekar fhella diya aur bola ""meri pyari "CHANDA""... aur hall ka bhar se gate baand ho gaya ...

Choudry MADHAV SINGH khade huye aur bole ki mujhe lagta," hum ko dinner kar lena chaiye" ..... tabhi RATI Devi khadi hogayi ,"pitaji (woh apne baap ko bapu bolti thi per pitaji kabhi kabhi) jo khana khane jaana chaata hai jaa sakta hai to khaa lo ....lekin ek baat yaad rakhna woh jo aab gate ke bhar betha hai woh hum sabkha angrakshak bhi hai MAHARYAN ka aashirwaad bhi , kya woh gate paar karne dega aur mujhe to lagta hai jaise usne hum sabse waada kar ke gaya aar ya paar koyi nahi hoga ..... jaise usne Bhima kaka ko patak ke maara hai lagtaa hai hamare MAHARYAN ka aashirwaad uske under badh raha hai aap kya bolte samdhiji (HARI SINGH) ... Hari Singh hadbada gaya bola kya bola RATI , .... Choudry MADHAV SINGH khade huye aur bole," HARI SINGH tere bethne ka koi faydha nahin" .... Hari SINGH bola "Choudry shabh mein apne kuldeepak mera ankhoo ka tara mere MAHI ke liye hi soch raha tha usko ye saaza mil rahi hai ". 

phir Choudry MADHAV SINGH bole ," RATI humne jab ye meeting bulai aur sub kuch niyam ki hisaab se chal raha tha to hum sabko tumhara aur MAHI ka ek sabse khaas rishtaa dikha aur mujhe lagta hai ki sab log jo yahan majood hain woh jaroor jaane ka hak rakhte hain"....

RATI apni table se khadi huyi aur boli ," hum MAHI ke naam pe yahan Hain aur iska solutions ek hum mei se majood sakhs ke pass hai to sabse pehle uske baare me baat ho to aacha hoga ''. ........ Hari SINGH bhi khada  ho kar bola Rati  theek kah rahi hai.......

( RATI Hari Singh ke kaan mei boli jaldi kurshi per beth ja nahin to pure khandhan ko pata  chal jayega ki tu kitna chota lund dhari hai agar meine teri dhoti kheech di to ..... Hari Singh chupchap niche beth gaya)

RATI boli ,"mein chaati hun jo aab tak ka poora vakya dekne ke baad koi solutions hai to sakhs aage aaye nahin hum 30 min dinner ke baad jo bhi faisla karenge sabko aaceptable hoga ...koi jab 10 min tak nahi bola to Rati niraash ho gayi... sabko dinner hall mei hi serve kar diya hall ke rasoi ghar se..

RATI ko MADHAV SINGH ne HARI SINGH ke SATH ek room mei vichaar vimaars ke liye bheja ( jab Rati ye soch rahi thi ki RITA kuch karegi ki nahi to usne Rita ko dinner ke baad sabke saamne laane ka socha, ushi dauran Hari Singh apni mardangyi per chot ka badla lene ka plan bana  kar phoucha MADHAV SINGH ke pass aur bola hum dono judges ko milkar kuch faisla lene do ye mere pote aur parivaar ka swaal hai . ch. MADHAV SINGH ne unke dinner ek alag room  Jo hawelli ke doosre kone mei tha wahan intzaam karwa , aur Hari Singh ne bola jab tak hum dono kisi niskarsh per nahi niklange  tabtak hum  room se bhar nahi aayege aap phele ek ghante tak apne hisaab se tooh le naa ...)

RATI room mei enter ki to khana table per tha,  ander koi nahin tha to woh ander chair per beth gayi .... tabhi Hari Singh andar ghussa aur darwaje per khade apne 2 ristedaar (HARI SINGH ke dono ristey ke jija aur uski kaali kartooto ke saathi) ko bola," kuch bhi ho jaye kisi ko ander mat aane dena aur taala bhar se lagga do mere baad tumhara number hai ".... ek bola," Hari time kam hai jaldi karna "....

RATI bade araam se unki baat sunti rahi aur mann mei hasti rahi aur khanna apni plate me daal khaati rahi .... Hari Singh jab gate band kar uski taraf palta to Rati apna ek leg kursi per rakhe aur doosra kursi neeche hilate huye khanna khaa rahi thi woh dekha to soch me pad gaya ki iske saamne saari baat hui phir bhi khuch nahi react kari sayad ye bhi raazi hai... Hari Singh table ke taraf bhada to Rati boli," jaldi khaana khaa lo roti thandi ho rahi hai phir baat karte hain "....uske bhi lagha phele khaana phir gaana bazaana.... woh bhi saamne table per beth khana khane lagaa .... kuch der baad khana khakar Rati bathroom jaakar fresh hui phir chair per beth gayi aur Hari Singh se phoochi thodi sabji doon .... wo na mei gardan hila diya ... RATI ne ek glass mei paani bhar uske saamne rakha ....thabhi gate phatak se khula ..????? koi 25 min gujar gaye they.


room ka door band kar Hari Singh ke dono jija room me they aur woh Hari Singh ko khaana khate dekh ker bole," ye maje maar ke khaana kha raha hai" ... dono ko dekh kar Rati boli ,"khana khaa lo jijaji" ...ek bola ,"phele mein tujhe khaunga " hi hi hi ...... dosra bola ,"phir mein ha " ha ha .....

RATI hasi ," aacha aacha aap dono Meri laat hi khaoge , Randio ki beej jo ho"..... dono gusse se uski taraf badhe .... MAHI IIIIIIIIIIIIIIIIII................. jor se Rati chillai

cheekh sukar dono darkar ruk gaye aur Hari Singh jo soch raha tha ki inke baad mera number aa jayega woh bhi kursi se khada ho gaya ......

kuch der baad ek bola," bula apne MAHI ko ush balak ko .... dosra bola lagta hai isko wo balak hi yaad aaya hai apna pati nahi "....dhadham aahàaaaaaaa aahhaaaaaa

Hari Singh ko laga woh dhoti mei hi tatti kar dega .....6'7" ht phelwan wali body kabhi kisko dekh ke dar nahi laga per aaj 6 ft lambhe ek sakhs jo body me uska aadha hoga phir bhi dar laaga jo ki uska pota MAHI tha aur woh khada khada kaap raha tha uske dono behnoi table se takra niche pade the ek ek laat kha kar ... ......" MAHI tu yahan kaise "Hari Singh apna patra badal ke pocha .?????

MAHI aage badh undono ke gardan pakad uthaya aur phir zameen me patak diya ...... Hari Singh apni chaal badal ke  MAHI ko kuch aur karne se pehle roka aur bola ," isko tum jisko MAA naam se bolte ho .... Rati ki taraf ishara karke isne apne liye in dono ko bulya tha aur jab meine isko bola ki tu galat kar rahi hai to ish auraat ne mujko bhi inke saath saamil hone ko kha "..... "samjhna" .... MAHI na me mundi hila diya .

itne me undo ko hosh aaya aur Hari Singh ki baat sunkar unlogo ne apna dimag chala ......pehla bola ,"beta tumhari naani bhout tezz hai ".....dosra bola," ye tumhara istemal kar tumhare dada ki saari zameen aur haweli lena chati hai" ..... MAHI moh phadkar apne dada Hari SINGH ko dekne laga ..... Hari Singh socha aab kaam ban sakta hai , MAHI bahut seedha hai aur jo baat mein kahunga to jarror maan jayega ..... Hari Singh bola" tumhari nani badchalan hai" ...aahaaaaaaaaaaaaaaaaaaa  aur Hari Singh niche jameen pe pada tha apna seedha haath ko ulte haath se pakde...... ..aur  behosh ho gaya .... MAHI uski gardan per apna par rakhne wala tha ki Rati ne poori taakat laga uska piar pakd liya ...... ,"chod de bus chod de".... MAHI ne apna pair peche liya aur bola," aaj ish paapi ki mout honi hain ya mere haath ya kisi aur ke" ...... aur palat ke undono ki taraf muda dono thar thar kaamp rahe they .... sarir ki jaan to MAHI ke  do waaro ne nikal di aur rahi sahi kasar Hari Singh ki halat dekh kar ho gayi ........ Saroo mahi ko rokne ke liye bhadhi to MAHI ne haath dikha diya 

tabhi ek gate ki taraf dauda MAHI ki laat padte hi band darwaja tod ke bhar nikla aur baghwan ko pyara ho gaya ......doosra pheeche kamre ki taraf bhaaga to MAHI ne table utha ke usko de maari woh wahin dher ho gaya . abhi MAHI Hari Singh ki taraf badh raha tha ki Rati ne aage badh kar usse chipt gayi aur boli ,"tujhe meri kasam .... ab bus" ...

tabhi RATI ne phone kar Choudry MADHAV SINGH ko saara majra bataya ...

MAHI bagar khuch bole Rati ko apni goad me utha liya aur ghuma kar apni peeth per bitha liya aur chal diya hall ki taraf . 

hall mei khuch shor sharbha ho raha tha jo mahi aur uske peeth per ladhi Rati ko dekh soch mei pad gaye ......sab chup hokar dekh rahe they .....mahi nani ko le ja kar ek kursi pe betha diya . sab usko hi dekh rahe they .

phir ek taraf jahan ghar ki auratein bethi thi ush taraf chala gaya aur apni dadi DEVI ko bolo ki ,"chalo aab apko judge banna hai dadaji bole hain" ....Devi boli "tere dada kahan hai "..... woh bolo ,"woh dono fufa dada ke saath kisi auraat ka phone aaya tha milne chale gaye aur bole meri jagha apni maaji ko betha dena "..... sabhko MAHI ki baat sach lag rahi thi ...... DEVI boli mein nahi banogi judge ..... Geeta boli ,"mein ban jayu mousi (sister's mother-in- law)". sab has pade .

itne mei dadi ke pass gaya aur usko apni goad me utha liya ..... uski saari behne seeti aur taali baja rahi thi . uske baad sab taraf taali ka soor gunj raha tha ... MAHI ne apni dadiji ke gaal per kiss kiya aur ghumakar apni peeth per laadh liya jaise choti baachi ho ...... Devi dar ke," boli utar de gir jaungi "..... mahi bola," nahi girti" ......aur chal pra table ki taraf jahan Rati bethi thi ....sab log khade hokar taali ya seeti baja rahe they .....usne Devi ko kursi pe bitha diya phir .... Devi ne usko apne aage jhukha uske saare chehre ko chuma aur gale laga ke boli ..."Mera MAHI". 



tabhi Choudry MADHAV SINGH aaye(10 min ke liye kahin chale gaye they) aur bole HARI SINGH ko kisi kaam se apne dono jija ke saath jaana padaa to DEVI ko aab judge bana diya hai ......

Hall mei aab sab saant they aur MAHI band gate ke pass andar dono hath bagal me daba kar khada tha... RATI Devi seat se uthkar boli ,"agar kisi ko khuch kehna ho kah sakta hai aab 10:30 baje hai nahin to mein 10 min baad hum fasla denge ki MAHI mere saath  Singapore jayega study ke liye ".... MAHI ki saari mummy aur behne khadi ho gayi aur nahi MAHI kahin nahin jayega aur gate ke pass MAHI ko charo taraf se gher liya ek diwaar banke ......koi kuch bolta phir doosra kuch bolta  aur shor sharabha hone laga 

tabhi RITA SINGH (choti Mami) table ke pass aa khadhi ho gayi .... Rati ekdum se joor se bole ,"chuppppppp ..... chup ho jayo sab".

sab thodi der mein khamosh ho gay . aab baat khusar phusar me kar rahe they.

"tumko kuch bolna hai RITA ". Devi ne pass khadi Rita se phoocha. RITA apni saas Rati ko dekhi phir baki sabki taraf . RITA boli ,"agar AAP sab log meri baat 2 min chup chaap sunne to mere pass ek hal hai ish samasya ka".

sab uski taraf dekh rahe they Rati apni kursi per bethi aur Rita ko bolne ka ishara Kiya .

Rita," MAHI mere pass aakar khade ho jaoo ". mahi Rita ke pass jaakar khada ho gaya . " AAP sabki tarah mein bhi MAHI ko utna hi pyar karti Hoon jitna aap karte hain. MAHI na sirf apne dada ke khandhan ka aajeej hai balki apne nana aur baki ristedaar ka bhi laadla hai aur iski sabse badi vajah hai pehla iska naam MAHARYAN aur jisko hum pyar se MAHI bolte hain aur doosra iske guun(quality) aur personality . AAP sab jaante hain , iske jaisa na apne khandhan mei ya phir hum sabse pehle jitne they hamare purvaj mei se sirf ek hi tha jiska naam bhi MAHARYAN tha aur MAHI naam se famous tha aaj se koi 2500 saal pehle ". Rita Singh ne hath jodkar uper dekha aur aage boli ," Meine aur aap sabne uss mahi ko nahi dekha per unke kissey aur kahani suni hai per ish MAHI ko hum sab apni aankho ke samney din be din bade hota huya aur naye naye karnama aur kaand, haskar aaj Bheema Kaka wala, karte dekha hai. aur hum sab chahte hai MAHI ushi MAHARYAN ki tarah baney  tez, takatwar aur safal bada adami . isne school me apne classmate ko iske naam chida chida kar tang karne per peeta aur kuch jaada hi peet diya . per asli baat yahi hai ki uske naam ka matlab bahar walo ke liye mayne nahin rakhta per hum sabke liye woh bahut kuch ya sab kuch hai. to phir kisi bhi bahar wale ko ye naam lene ka hak mein nahin dena chaati . MAHI sirf hamara hai aur uska naam bhi . ab baat bahar duniya walo ke liye aur hamare apne liye MAHI ko ek naam aur diya ja sakta hai woh kuch logo ne suggest bhi kiya hoga ARYAN . pura bole to Choudry ARYAN SINGH. iske do advantage hain pehla ki ye iske pure naam ka aadha hissa hai jo MAHARYAN ka last part ARYAN hai doosra advantage bahar walo ke liye ARYAN sirf naam hai aur hum sab ke liye woh ,woh Aryan hai jisko aage chal kar mahan banna hai jisse woh apne poore naam MAHARYAN ko poora kar de aur poori duniya bole ARYAN mahan hai ya MAHARYAN hai ". aur baat khatam kar chup ho gayi.

sab chup chaap they aur soch rahe they.tabhi Rati," boli kisi ko bhi Rita ki baat ke khilaaf kuch kehna hai" . Devi utkar Rita ke pass akar uske sar per haath phera aur boli ,"Rati itni aachi masterni meine nahin dekhi aur iski baat sab sach aur sahi hai. mujhe iski salaah aur naam dono pasand hain".

RATI ne mahi ko poocha kya ARYAN nam usko pasand hai . mahi bola agar ,"aap sabko aacha laga to mujhe bhi pasand hai" . RATI sabko dekh kar boli ," ab se MAHI ko aap mahi ke saath saath ARYAN ya MAHARYAN bhi bula sakte hain per bahar wala koi usko MAHI kah kar nahi bula sakta jabtak Mahi naa chahe. agar kisi ko koi aitraaz hai to bol sakta hai nahin to mera aur maaji(DEVI) ka yahi faisla hai" .

ish tarah Rita Singh ki sujh bujh aur tark ne hero ko naam diya ARYAN .


***( readers don't get confused I know u have lot of questions but don't worry all your queries and thought will clear as  story progress farther . so ARYAN , MAHI or MAHARYAN are all name and Nick name of single person the hero . in story some will call him Aryan some MAHI but now onwards I try that MAHI name is used where it is necessary and mostly his under 18yrs life of incidents.  )

sab ko MAHI ka naya naam Aryan pasand aaya Jo unke purvaj ka tha jise us time mahi (mahiia) pukartey they old local dialect (purani Desi bhasa) mei.





****
Like Reply


Messages In This Thread
Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Dmahi19 - 04-07-2019, 02:36 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-07-2019, 02:02 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-07-2019, 12:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-07-2019, 01:39 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-07-2019, 02:27 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-07-2019, 07:11 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-07-2019, 07:17 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-07-2019, 12:57 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-07-2019, 11:12 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-07-2019, 01:59 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-07-2019, 11:08 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-07-2019, 12:17 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-07-2019, 12:41 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by shiva530 - 22-07-2019, 03:38 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-07-2019, 09:40 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-07-2019, 10:48 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-07-2019, 11:34 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-08-2019, 10:47 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-08-2019, 01:02 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-08-2019, 09:29 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-08-2019, 05:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by Dmahi19 - 07-08-2019, 07:04 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-08-2019, 05:01 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-08-2019, 06:52 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2019, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2019, 10:50 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-08-2019, 11:16 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-08-2019, 07:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 18-08-2019, 09:37 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-08-2019, 06:14 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-08-2019, 01:49 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-08-2019, 12:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-08-2019, 05:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-08-2019, 05:26 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-09-2019, 04:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-09-2019, 06:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-09-2019, 10:27 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-09-2019, 05:50 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-09-2019, 08:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-09-2019, 01:15 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-09-2019, 09:21 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-09-2019, 10:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-09-2019, 02:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-09-2019, 03:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-09-2019, 10:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-09-2019, 12:22 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-09-2019, 11:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-10-2019, 11:48 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-10-2019, 11:13 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by dark - 11-10-2019, 08:50 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-10-2019, 09:19 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-10-2019, 10:43 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-10-2019, 10:09 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-10-2019, 10:23 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-10-2019, 06:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-10-2019, 11:41 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-11-2019, 01:31 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-11-2019, 10:51 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-11-2019, 11:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-11-2019, 01:11 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-11-2019, 12:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-11-2019, 12:26 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-11-2019, 09:08 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-11-2019, 09:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-11-2019, 12:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-11-2019, 10:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-11-2019, 10:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-11-2019, 05:48 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-12-2019, 01:44 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-12-2019, 11:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-12-2019, 09:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-12-2019, 04:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-12-2019, 09:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-12-2019, 12:07 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-12-2019, 10:28 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-12-2019, 01:54 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-12-2019, 06:12 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-12-2019, 11:44 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-12-2019, 03:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-12-2019, 11:21 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-12-2019, 11:30 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-12-2019, 09:53 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-12-2019, 08:30 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-01-2020, 12:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-01-2020, 12:51 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-01-2020, 03:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-01-2020, 12:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-01-2020, 10:37 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-01-2020, 10:47 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-01-2020, 02:38 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-01-2020, 10:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-01-2020, 09:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-01-2020, 09:57 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-02-2020, 09:32 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-02-2020, 09:15 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-02-2020, 10:49 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-02-2020, 11:14 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-02-2020, 09:25 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-02-2020, 09:57 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-02-2020, 11:07 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-02-2020, 10:51 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-02-2020, 10:50 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-02-2020, 10:32 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-02-2020, 10:32 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-02-2020, 12:22 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-03-2020, 10:27 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-03-2020, 09:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-03-2020, 02:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-03-2020, 01:54 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-03-2020, 09:21 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-03-2020, 02:39 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-03-2020, 09:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-03-2020, 09:36 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-03-2020, 11:33 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-03-2020, 11:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-04-2020, 11:08 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-04-2020, 09:51 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-04-2020, 10:11 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-04-2020, 12:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-04-2020, 04:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-04-2020, 01:15 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-04-2020, 11:13 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-05-2020, 11:31 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-05-2020, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-05-2020, 11:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-05-2020, 11:55 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-06-2020, 02:37 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-06-2020, 12:44 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-06-2020, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-06-2020, 02:53 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-06-2020, 11:14 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-06-2020, 10:00 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-06-2020, 09:38 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-06-2020, 12:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-07-2020, 12:27 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-07-2020, 12:09 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-07-2020, 09:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-07-2020, 09:32 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-07-2020, 09:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-08-2020, 10:20 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-08-2020, 01:21 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-08-2020, 09:13 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2020, 02:16 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-08-2020, 01:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-08-2020, 11:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 18-08-2020, 11:53 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-08-2020, 02:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-08-2020, 11:59 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-08-2020, 11:55 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-08-2020, 12:33 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-08-2020, 11:58 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-08-2020, 08:52 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-09-2020, 12:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-09-2020, 02:36 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-09-2020, 02:47 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-09-2020, 12:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-09-2020, 01:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-09-2020, 12:08 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-09-2020, 09:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-09-2020, 11:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-09-2020, 11:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-09-2020, 10:47 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-09-2020, 11:27 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-09-2020, 11:28 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-10-2020, 10:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-10-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-10-2020, 09:52 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-10-2020, 10:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-10-2020, 10:11 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-10-2020, 10:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-10-2020, 11:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-10-2020, 09:37 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-11-2020, 11:20 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-11-2020, 11:20 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-11-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-11-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-11-2020, 11:10 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Bhavana_sonii - 24-11-2020, 11:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-11-2020, 10:25 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-12-2020, 10:26 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Bhavana_sonii - 12-12-2020, 12:09 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-12-2020, 10:10 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-12-2020, 09:50 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-12-2020, 09:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-01-2021, 03:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-02-2021, 02:31 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-03-2021, 03:03 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-03-2021, 01:03 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-05-2021, 10:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-05-2021, 09:54 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-05-2021, 02:16 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-05-2021, 09:45 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-05-2021, 10:06 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-06-2021, 04:21 PM



Users browsing this thread: 14 Guest(s)