Thread Rating:
  • 7 Vote(s) - 2.14 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala
Me- mujhe nahi pata baat karne ko aap kah rahe the main nahi

He – thik hai lekin aaj bataiye ki kya karun main wahi karunga

Me – hmm phone rakh do aur chup chap so jaao

He – kya ! nahi ye to bilkul nahi hoga itne dino ke baad aj bat kar rahi ho to kaise phone rakh dun

Me – thik hai to mera dimagh mat khao

He – ok acha suno mai aap ko apni kahani sonata hun

bahut hi sort me kyunki detail batane ka waqt nahi hai detail me jaunga to kal ki sham ho jayegi

Me – ok

He – han mere ghar me mere mom dad ke alawa meri ek elder sister hai jo mujh se 8 sal badi hai jab wo 19 ki thi to papa ne us ki shadi kar di

Me – kyun bahut jaldi shadi kar di

He – haan kar dii papa ke ek dost the wo mere papa ko bahut mante the

aur meri sister ko bahut chahte the unki tabiyat thik nahi rahti thi is liye unhone chaha ki apni zindagi me hi meri sister ko apni bahu bana len isliye unhone jaldi shadi kar di aur aap ko pata hai

Me – kya

He – shadi ke baad mere sister aur uska husband dono sath college jate the

Me – waah kya kahna

He – hum log ek town area ke rahne wale hain papa govt. Employee hain mere town se mile hue kayi ganv me hamari pushtani kheti badi aur bagh hain

jo ki bahut hain Hamari kheti badi papa khud to dekhte nahi the is liye papa ke ek

bahut hi bharose ke admi hain suresh jee jinko main uncle kahta hun wo dekhte hain us ke alawa dusre 3 ganv ki kheti badi ek bua jee hain wo dekhti hain

Me – bua jee

He – haan wo mere relation me to nahi hain lekin suresh uncle ki bahan hain

suresh uncle ki family hamare ghar se dada pardada ke zamane se judi hui hai wo sab hamare ghar ki zimedariyon ko sambhalte aye hain

Me – ok

Suresh uncle ke ek chote bhai hain asheesh jo ki parhayi kar rahe the

uske alawa suresh uncle ki wife aur unka ek bata hai uncle ka beta bhi parhayi kar raha tha

Aur bua ki ek larki hi thi jo mujh se bahut badi hai aaaj unki age 41 year hai aur ab bua ki death ho chuki hai

Bua se aur unki larki se main bahut hi zyada close raha hun

Main apne town se kabhi kabhi ganv chala jata tha uncle ke sath aur kheton baghon me khoob ghumta tha

zyadatar chuttiyan wahi bitata tha fir uncle ke yahan se bua jee ke yahan chala jata tha

jab bhi mujhe 1-2 din ki chutti hoti to main wahin jata tha mujhe bahut acha lagta tha

Aise hi ek baar summer vacation me main pahle suresh uncle wale apne farm par gaya jahan kayi beeghon me faili meri kheti thi aur aam ke aur amrood ke bagh the

Us waqt khet ke kuch hisse me bas garmiyon ki kuch sabziyan lagi hui thi uske alawa kharbooza aur kheera tha kharbooze me koi dilchaspi nahi thi aur na hi maine kabhi kharbuza khaya tha

Me – really

He – yes kyun?

Me – main bhi kharbuza nahi khati

He- arey waah kya baat hai

He – let me continue , to main kah raha tha ki mujh se suresh uncle aur unki wife jinko main aunty khata tha

lekin wo kahti thi hamka ye anti panti mat kaha karau chachi kahu

to is liye main unko chachi kahne laga tha wo dono mujh se bahut pareshan hote the kyunki main khet me jata to har chiz torne lagta tha

jaise sabziyan kache Aam jis par wo log mujhe mana karte the dantte bhi the

Hamare kheton ke pas se hi ek badi si nahar nikli hui thi jis se sab log apne kheton ki sinchayi karte the

waise mere farm pe tube well tha lekin jab tak nahar me pani rahta tha to log nahar ko hi use karte the

Me - ok

He - Aise hi ek din uncle aam ke bagh me mazduron ke sath kuch kaam karwa rahe the main bagh me gaya aur tahalta raha

fir main khet me aya aur kakriyan tor kar khane laga aur fenkne bhi laga fir main kakri liye hue khet se nahar ki taraf chal diya
 horseride  Cheeta    
Like Reply


Messages In This Thread
HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 22-12-2018, 11:28 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 02-01-2019, 08:49 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-05-2019, 05:40 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 17-05-2019, 01:06 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 25-06-2019, 03:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 30-06-2019, 07:23 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-07-2019, 01:30 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 02-08-2019, 03:04 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 03:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 07:48 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 06-09-2022, 12:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 14-09-2022, 12:10 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 18-09-2022, 07:34 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 11-12-2022, 07:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 03-05-2023, 08:12 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 05-05-2023, 07:18 AM



Users browsing this thread: 10 Guest(s)