Thread Rating:
  • 7 Vote(s) - 2.14 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala
update 10-10-06



He – aap ne bataya ki ap virgin ho lekin kya aap ne abhi tak kisi ko sex karte dekha hai

Me – nahi (maine dekha to tha lekin main batana nahi chahti thi )

He - ok

Me – acha ab tak aapke kitni female se relation rahe hain

He – hmm 4-5

Me – be definet 4 ya 5

He – aaj tak 5 ab kal ka pata nahi

Me – ok abhi tak 5 aur age kitne honge ap ko khud pata nahi ye insane ka kaam hai kabhi socha hai agar koi rog lag gaya to kya hoga ?

He – arey ab itne bewakuf bhi nahi hun ye sab to pata hain

Me – agar koi lady ko koi problem ho gayi to tum kya kar loge married life to unki disturb hogi

He – ye sab kuch nahi hoga aap tension na lo sab ko itna ilm hai aur puri surakhsha ka dhyan rakhte hain hum log , medical field se hain

Me – waah kya kahna aap logon ka , sab ke sab ek jaise ho

He – haan sab ke sab ek jaise hain kyunki sab ki apni need hain unke sab ko kuch a kuch to karna hota hai

Me – ye bakwas bat hai physical need ki kya bat karte ho wo kya sirf tum logon ki hi hain aur kisi ki nahi

Aisa aap is liye kah rahe ho kyunki aap apne ghalat kaam ko sahi sabit karna chahte ho
aur unko need ka naam de rahe ho lekin in se ghalat sahi nahi ho jata

Mr. Shaizan tum pappu ho aur pappu hi rahoge ye tumse doguni age ki aurten tumko gumrah kar rahi hain aur tum khushi se ho rahe ho

Aur agar bat physical need ki karo to main bhi ek lady hun lekin aaj tak ye sab janti bhi nahi

kya meri needs nahi hain lekin iska matlab ye nahi ki idhar udhar munh marti phirun

He - sahi kaha aap ne lekin need insan ki hoti hain aur aap apne ko beech me kyun la rahi hain

Jahan insan ka zikar hua kare wahan apne ko mat gina karo

Me – matlab kya hai tumhara

He – matlab yahi hai ki tumhare andar insano ke jaisi koi aadat hai koi

need jo aam insan ki hoti hai tum me nahi hai jot um se pucho bas ek hi jawab hota hai

nahi nahi nahi to ye kya hai , ya tum koi rooh ho ya bhoot ya fir farishta , insano me apne ko mat gino

Me – shut up bahut ho gaya,

na hi main jin bhut hun aur na hi farishta main sirf ek am insaan hun aur koshish karti hun ki insaniyat ke raaste pe chala jaye

He – (bahut slow awaz me ) lagta to nahi

Me – ye bhun se kaya kaha zara zor se kaho

He – kuch nahi main kah raha tha ki aap insaan ho lekin umar ka bhi kuch taqaza hota hai

ab aap 38 year ki ho buddhi ho chuki ho to aap me ye sab baten nahi hongi na

aap ki desires khatam ho chuki hain burhape me koi feeling nahi hoti lekin ab hum jawan logon me ye sab to hoga hi na

ab hum aap ki tarah baith ke ibadat to nahi kar sakte ye aap ka kam hi aap karo jab hum aap ki tarah budhe ho jayenge to hum bhi aise hi baten karenge

(uski baat sunkar main aag bagoola ho gayi )

Me - khabardarr jo mujhe budhi kaha to bewakuf jahil nalayak phone rakh do aur aaj ke baad kabhi baat mat karna samjhe badtameez

He – ooh sorry sorry sorry please phone mat katiyega i am sorry wo maine aise hi kah diya tha

Me – kyun kah diya

He – wo is liye ki agar kisi bhi larki ko budhi kaho to wo bardasht nahi karegi isliye maine socha ki aap ko ye kahunga to aap khud bata dogi ki aap budhi nahi ho aur aap ki age kya hai

Me – to pata chal gayi meri age

He – yes aap 38 ki hi ho lekin jawan aur virgin

Me – aur khabardar jo dubara aisi baat kii to , main buddhi nahi hun

He – jee bilkul ,aap kadiyal jawan hain aur bilkul apne maqbool fida Husain ki tarah jawan hain

Me – kameene badtamiz

(ye kahkar maine phone kat diya ) usne fir call kiya maine nahi uthaya main toilet chali gayi aur jab wapas ayi to dekha uski 5-6 miss cal thi aur ek msg bhi tha
 horseride  Cheeta    
Like Reply


Messages In This Thread
HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 22-12-2018, 11:28 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 02-01-2019, 08:16 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-05-2019, 05:40 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 17-05-2019, 01:06 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 25-06-2019, 03:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 30-06-2019, 07:23 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-07-2019, 01:30 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 02-08-2019, 03:04 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 03:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 07:48 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 06-09-2022, 12:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 14-09-2022, 12:10 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 18-09-2022, 07:34 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 11-12-2022, 07:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 03-05-2023, 08:12 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 05-05-2023, 07:18 AM



Users browsing this thread: 2 Guest(s)