Thread Rating:
  • 7 Vote(s) - 2.14 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala
#97
Mind your language aunty

bazarooo wo nahi hain wo sirf aap ke pati ke zulm ka shikaar hain pahle uski maa

pe zulm dhaye unko apni hawas ka shikaar banaya aur k najayaz larki paida karke un ko tohfe me de di

Fir us larki ke sath bhi waasna ka ganda khel khela ye hai asliyat aap logon ko ab khud faisla kariye ki kaun kitna gira hua hai – main boli

Ye sach nahi hai kisi ek ko randi ki aulad ka baap nahi thahraya ja sakta aur

tumhare chacha ke sath us ke wahi talukaat the jo ek admi ke bazaru aurat se hote hain wo jism bechti thi to tumhare chacha ne agar us se sauda kiya to kya ye zulm hai – wo boli

Wo jism frosh nahi hain ek nek aurat hain aur unki majboori aur ghareebi ka faida uthaya hai
aap ke pati ne ab apmne ko sahi sabit karne ke liye us bechari aurat ko badnaam bhi kiya kya ye baat aap ke pati aap se sach bata denge itne ache hain wo – main boli

Aaj tak unhone mujh se kuch nahi chupaya aur unka sambandh jo un se tha

wo unhone mujhe bataya lekin ye ghalat hai ki seema un ki aulad hai ye to apna paap kisi ke sar marhne wali bat hai – aunty boli

Dekhiye is pe ab bahas mat kariye mujhe sab pata hai kaun kitna acha hai

agar yahi hai to meri mom ne chacha ko kyu bhaga diya tha yahan se aur meri

mom ki zindagi me kabhi kyun nahi aa sake chacha mere ghar ye jakar un se puchiyega – main boli

Aur rahi baat seema ki to shahnaz ke baad agar koi mere sab se kareeb hai to wo hai seema

aur usko aage barhana meri zimmedari hai kyunki seema ki maa ko mere mammi papa ne yahan rakha tha

aur najayaz hi sahi hai to wo aap ke pati ki hi aulad isliye mere liye to bahan hi hui na wo – main boli

Chachi ke chehre pe hawaiyan ud rahi thi aur unke munh se bol nahi foot raha tha

To uski zimmedari agar main samajh rhi hun to aap ko bura nahi man na chahiye aur aaj ke baad kabhi seema aur uski amma ko ek bhi ghalat word mere samne

koi nahi kahega kyunki seema ki amma ko main aunty kahti hun aur aisa kahne ke liye mujh se meri maa ne kaha unke sar pe meri maa ne hath rakha tha

Ab unko bazaru kahne ka matlab ki meri maa ne ek bazaru aurat ko shelter dee hui thi un ko randi kahne ka matlab hai ki meri ma ko randi kahna kyunki meri

maa unko apni bahan samajhti thi mere ghar me meri mom ko koi ek bhi bura lafz kahega to main bilkul bardasht nahi karungi

aur jiski nazar me seema randi hai to main bhi randi hoon aur randi khane me aane ki koi zarurat hai aap logon ko

Agar abhi bhi meri bat nahi samajh me aayi hai to isi waqt aap yahan se ja sakti hain

aur kabhi palatkar hum ko dekheyega bhi nahi ki main zinda hun ya nahi aur mujhe is ki koi sardi garmi nahi hai - main ghalat baton kea age kabhi nahi jhuk sakti

Main bahut bhawukta me bolti hi chali gayi aunty khamosh ho gayi thi aur fir unhone kuch bhi nahi kaha
 horseride  Cheeta    
Like Reply


Messages In This Thread
HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 22-12-2018, 11:28 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 02-01-2019, 07:42 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-05-2019, 05:40 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 17-05-2019, 01:06 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 25-06-2019, 03:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 30-06-2019, 07:23 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-07-2019, 01:30 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 02-08-2019, 03:04 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 03:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 07:48 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 06-09-2022, 12:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 14-09-2022, 12:10 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 18-09-2022, 07:34 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 11-12-2022, 07:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 03-05-2023, 08:12 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 05-05-2023, 07:18 AM



Users browsing this thread: 13 Guest(s)