Thread Rating:
  • 7 Vote(s) - 2.14 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala
#94
Nahi abhi fauran nahi jana hai lekin abhi ghar jakar thora rest kar lun fir jaungi – wo boli

Thik hai beta ye kahte hue main gate tak usko chorne gayi aur gate band kar ke aa gayi

Shahnaz apne room me chali gayi

Uske jate hi aunty boli dekho gul seema ne – maine un ko chup hone ka ishara kiya aur boli shahnaz hai na ghar pe to seema se related koi bat nahi hogi

Ok ok – aunty boli aur chup ho gayi main uthkar shahnaz ke room me chali gayi

aur uske pas hi let gayi aur shahnaz se baten karne lagi

Thori der me shahnaz so gayi main uske balon me ungliyan firane lagi kitni

masoom hai abhi ye zindagi ki sari khushiyan de khuda tum KO meri bachchi ye kahte hue Maine uska matha chum liya

Kuch nahi pata abhi is KO bas kitaben aur school se ghar ghar se school fir college camera iski nazar me yahi zindagi hai zindagi ki jaddo jahad kya hoti hai iski to samajh hi nahi hai abhi isko

Yehi sochte hue main bhi sone lagi

Main sokar uthi aur shahnaz ko bhi jagaya aur baki ka time chachi ki mehman nawazi me beet gaya

Next day fir waisa hi kiya shahnaz ko chorkar main wapas aa gayi main ghar wapas ayi to thori der ke baad hi seema aa gayi

Arey seema tum is waqt kya collge nahi gayi – maine us se pucha

Nahi didi aajnahi gayi kyunki raat ko der se ghar aayi thi aur der se so ke bhi uthi is liye nahi gayi – wo boli

Thik hai lekin aage se ye dhyan rakhna ki tumhari parhayi kisi bhi haal me disturb na ho kaho to main poonam jee se baat kar lun – maine kaha

Nahi didi main pura dhyan parhayi pe laga rahi hun aura age bhi dhyan rakhungi lekin jis karan aap ne kaha tha ki apna dhyan kahi aur lagao bas usi karan main idhar bhi thora time deti hun – WO boli

Thik hai bahut acha – Maine kaha

Didi mujhe 1500 rupaye chahiye the to amma ke paas aaj nahi hainis liye aap se lene main aayi thi – seema boli

Bas 1500 rupaye- maine kaha

Jee didi- wo boli
 horseride  Cheeta    
Like Reply


Messages In This Thread
HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 22-12-2018, 11:28 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 02-01-2019, 07:40 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-05-2019, 05:40 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 17-05-2019, 01:06 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 25-06-2019, 03:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 30-06-2019, 07:23 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-07-2019, 01:30 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 02-08-2019, 03:04 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 03:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 07:48 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 06-09-2022, 12:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 14-09-2022, 12:10 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 18-09-2022, 07:34 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 11-12-2022, 07:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 03-05-2023, 08:12 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 05-05-2023, 07:18 AM



Users browsing this thread: 1 Guest(s)