Thread Rating:
  • 67 Vote(s) - 4.09 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery eros apartment Kay tharki Watchmen (copied from net)
Shalini ko rota dekh simran kaur ki snkhya bhi namm hogai thi,, kyo ki shalini bhi to simran kay samaan uss salman naaam kay vehshi darinday ka shikaar thi,, simran uth kar shalini kay aansu pochhti hai aur bolti hai "" aap rooa matt bhabhi,. Mai aap ko judge nahi kar rahi hunn mai aap ki dost hunn aap mujh say khul kar baat karo ,,, " shalini bhi apnay aansu poochhtay hua bolti hai " simran mai tumhaari dosti kay kaabil nahi hunn ,uss rakshas salman nay mujh say itnay paap karwaya hai ki mai khudd ki nazro may bhi gir chuki hunn". Simran =" bhabhi paapi aap nahi balki paapi to wo rakshas salman hai jo ki hamray jaisi aurto ko Apni hawas ka shikaar banata hai " shalini =" simran tum nahi janti ki tumahay apnay changul maY phasanay may bhi uss shaitaan salman nay mera istemaal kiya tha..........,.,..,.,.,.,.,.,.,.,.,.,..,.,.,.,.,..,.,.,." Phir shalini simran ko bata ti hai ki kaisay salman nay sazish kar shalini ka istemaal kar simran kay pati par shalini ko molest karnay ka jhuta ilzaam lagaya tha taaki Karan aur simran kaur kay bech nazdekiya badhay.....Simran kaur salman ki sazish sunn kay shocked hogai thi "yaani mera shaq sahi tha ,salman nay maray khilaaf itni badi sazish rachi ki mai Karan kay pyar kay jaal may phas jau aur iss baat ka faida salman utha lay,. Lekin bhabhi salman meray khilaf itni sazish kar raha tha aur aap nay ek baar bhi salman ka virodh nahi kiya ?"
Shalini=" simran shayad tum meri baat sunn bologi ki mai kaisi behki behki baat kar rahi hunn,, lekin jo mai tumhay ab batanay wali hunn wo bilkul sach hai " simran =" aap aisa kya batanay wali hai shalini bhabhi " shalini =" simran tumhay sunn nay may atpata lagayga lekin salman kay paas kaala jaadu ki taqat hai ,, usnya mujh par vashikaran ka aisa jaaadu kiya hai ki mai uskay diya kisi bhi hukum ka naa chahtay hua bhi maan leti hunn,, jab wo apnay jaadu ka istemaal karta hai mai automatically uski baaat maan leti hunn ,, uska mujh par jabardast mind control ho jaata hai ,,, isliya jab wo tumharay khilaaf sazish kar raha tha tab naa chahtay hua bhi , uskay mind control kay jaadu kay karan mujhay salman kay sazish may shamil hona pada tha ,,,,, yay sab sunn simran tumahay meri batay sach nahi lag rahi hogi naa??" Simran kaur=" bhabhi mujhay aapki baat bilkul sach lag rahi hai kyo ki yay mainay khudd par bhi mehsus kiya hai ki salman ka mujh par mind control hai. Mujhay bhi wo mind control jaadu kar rakha hai aapkay samaan mujhay bhi salman ki har baat naa chahtay hua mannni padti hai " shalini =" hey bhagwan , uss kaminay nay tum par bhi apna kaala jaadu kar diya hai ,,, uss kaminay salman ki tum par tab say hi gandi nazar thi jab say tum Eros apartments shift hui thi, tab say hi wo hawas ka pujari tumharay pichhay pada tha ,,, aur meray sath sath ab wo tumhari jindagi bhi kharab kar raha hai ". Simran =" an nahi bhabhi , ab hum dono ek sath hai , hum dono mil kar salman kay iss kaala jaadu ko todayngay aur salman kay changul say azad hongay" shalini ashcharya may " simran yay kaisay hi sakta hai salman ka kaala jaadu kaisay toot sakta hai ". Simran =" bhabhi har chiz ki koi na koi kamjori jarror hoti hai salman kay mind control kay jaadu ki bhi koi na koi kamjori jarror hogi , agar hamnay salman ki magical power ki kamjori ka pata chal jaye to hum uskay mind control kay jaadu ko jarror tood saktay hai " shalini=" lekin humay uskay jaadu ki kamjori ka pata kaisay chalayga " simran =" shalini bhabhi salman kay jaadu ka tood jannay kay liya pehlay aap apni kahani batao ki aap salman kay changul may kaisay phasi iss say humay clue milaya salman kay mind control kay magic ka "
[+] 7 users Like DR.DINGDONGDING's post
Like Reply


Messages In This Thread
RE: eros apartment Kay tharki Watchmen (copied from net) - by Curlygirl - 18-12-2021, 09:51 AM
RE: eros apartment Kay tharki Watchmen (copied from net) - by Curlygirl - 18-12-2021, 11:56 AM
RE: eros apartment Kay tharki Watchmen (copied from net) - by DR.DINGDONGDING - 11-02-2022, 09:54 AM



Users browsing this thread: 4 Guest(s)