Thread Rating:
  • 7 Vote(s) - 2.14 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala
#79
Bas yahi hai meri kahani jo tum janna chahti ho mere sath ho kismet ne hi bura khel khela

aur jo log kahte hain to us ke jimmedar bhi tumhare chacha kyunki unhone hi ye kahlaya sab se jabki tumhare mata pita ko to humne sab sach bataya tha

to unhone sab se ye bat chupa lii lekin tumhare chacha ne mujhe bazaru randi aur pata nahi kya kya bana dala jis se meri shadi hui thi wo aur us ke baad tumhare chacha in do ke siva kisi ki taraf kabhi dekha bhi nahi

Ab tum jo chaho wo mujhe samajh sakti ho – ye kahte hue aunty rone lagi

Mujhe kuch samajhne ki zarurat nahi hai kyunki main ye janti hun ki meri maa ne jo mujh se kaha wahi mere liye sahi hai – mainboli

Main uthkar kitchen me gayi aur chai bana ke le aayi hum dono ne chai piii chai pite hue maine aunty se pucha

aunty fir aap kabhi apne ganv nahi gayi

nahi bibi kya karti wahan jake jahan se hum ko maar maar kar nikal diya gaya aur mujhe to bas itna malum hai ki mera ganv tha ab agar tum ye pucho ki mera ganv kahan tha to mujhe ye bhi nahi malum kyunki main ganv se bahar kabhi gayi hi nahi thi – aunty boli

chai peekar maine aunty se kaha chaliye mai aap ke sath chalti hun aap ko meri wajah se der ho gayi

nahi nahi bibi tum jakar mera kaam karogi kabhi sochna bhi nahi – wo boli

kyun aunty main nahi kar sakti kya aap ke liye kuch – main boli

nahi beta wo bat nahi hai bura na mano lekin mai kar lungi na tum pareshan na ho ye kahkar aunty chali gayi

maine time dekha 1:00 baja tha

main bhi fauran change karke ghar ko lock kar bahar aagyi

scooty nikali aur college ki taraf chal di

to is liye bar baar chacha dusron ki baton me na aane ki bat karte the – maine socha

Lekin mujh se aaj tak kisi ne koi bat nahi kit hi magar chacha ki is baat ne ki dusron ki baton me na aao apne apne hote hain mujhe hakikat se kareeb kar diya
Thank you mom aap ne bahut acha fisla kiya tha – main apne dil me boli

mujhe bhi aap ki tarah faisle karne ki himmat aur takat mile kyunki jahan par ek apne aur ek paraye ko lekar faisla karna ho to wahan faisla karna mushkil ho jata hai

Yahi sochti hui main college pahunchi dekha shahnaz khari hui thi
Kahan rah gayi thi bibbi – wo mujhe dekhte hi boli pata hai aap ko kitni baar call ki lekin aap phone nahi utha rahi thi main to dar gayi thi

Nahi rani kuch tabiyat thik nahi lag rahi thi is liye leti hui thi fir jaldi jaldi me nikli aur mobile ghar par hi bhul gayi – main boli

Aur usko lekar main ghar ki taraf chal di raste me hi humne lunch kiya kyunki kuch banaya hi nahi tha aunty se baten kar rahi thi

Lunch ke baad hum ghar aagaye aur main change kar k eek cup chai lekar apne room me aa gayi

Ab kya kiya jaye matlab ye hai ki seema chacha ki larki hai aur chacha ne seema ko bhi pni hawas ka shikar banaya yani apni beti ko jo unki hi aulad hai

Chi chi – soch kar hi mujhe ghin aa rahi thi chacha ke liye ek bar fir mere dil me nafrat bhar chuki thi

kisi ki majburi bewargi aur ghareebi ka kitna ghalat faida bhi uthaya ja sakta hai itna niche bhi gir sakta hai koi – main yahi soch rahi thi

aur chachi wo janti hain ye fir bhi ... kaisi aurat hain chachi

yahi sochte sochte main kab so gayi pata hi nahi chala

meri nind khuli to 5 :00 baje the main bahar aayi dekha shahnaz apne room me nahi thi maine bahr gate pe dekha gate andar seband tha maine shahnaz ko awaz di to chat ke upar se boli

main ne upar jakar dekha to wo camera liye hue dubte suraj ki photo le rahi thi mujhe dekh kar boli aap uth gayin bibbi

haan main boli tum yahan kya kar rahi ho – maine pucha

Bas kuch photo le rahi hun – wo boli

Dekho bibbi wo apne ghosle me laut te hue parinde kitne achi phto aayi hain in ki aur dubte hue suraj ke samne ye udte hue parinde kyaa baat hai aaj maza aa gaya – wo boli

Acha agar ho gaya ho to niche chalen shahzadi sahiba – main boli

Haan han chaiye – wo boli

Hum dono niche aa gaye maine chai banayi aur hum dono chai peene lage aur is tarah chai ke sath zindagi ki ek sham aur beet gayi
 horseride  Cheeta    
Like Reply


Messages In This Thread
HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 22-12-2018, 11:28 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 22-12-2018, 07:54 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-05-2019, 05:40 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 17-05-2019, 01:06 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 25-06-2019, 03:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 30-06-2019, 07:23 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-07-2019, 01:30 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 02-08-2019, 03:04 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 03:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 07:48 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 06-09-2022, 12:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 14-09-2022, 12:10 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 18-09-2022, 07:34 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 11-12-2022, 07:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 03-05-2023, 08:12 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 05-05-2023, 07:18 AM



Users browsing this thread: 1 Guest(s)