22-12-2018, 07:54 PM
Us din ke baad mere baba kuch nahi bole aur ghar se bhi nahi nikle bas chup rahte main bahut kahti baba kuch to bolo lekin wo kuch na bole
dusre din tumhare papa ghar aaye to unhone baba se pucha baba nahi bole maine bataya ki 2 din se baba ko pata nahi kya hua kuch bol nahi rahe kuch khaya bhi nahi
Tumhare papa mere baba ko aspatal lekar gaye jahan unki maut ho gayi
baba ki maut se main bahut dukhi thi ab koi nahi tha mera samajh me nahi aa raha tha kya karun meri seema bhi bahut roti thi kuch din baad fir tumhare
chacha mere ghar aaye to unko dekh kar mera khun khaul gaya kyunki mere baba ki maut ke jimmedar wahi the ye baat main hamesha kahungi
maine un ko bahut bura kaha tumhare chacha ne mujhe bahu galiyan dii aur mujhe bahut mara tabhi mera beta aa gaya us se bhi tumhare chacha ne bahut gandi gandi baten kahin aur chale gaye
seema jab ghar aayi to meri halat dekh kar rone lagi mai chup chap ek kinare baithi hui thi mere pure chehre pe chot ke nisan the aur ankhen suji hui thi sar pe chot lagi thi us se khun nikal raha tha
seema tumhare ghar gayi tumhare ghar pe tumhare mammi papa nahi the dopahar ke baad jab tumhari maa aayi to seema ne un ko jakar bataya wo sidhi mere ghar aayi
un ko dekh kar main khub royi wo puch rahi thi kya hua ye sqab kaise hua main kuch nahi kah pa rahi thi bas ro rahi thi tab mere larke ne un ko bata diya
fir tumhari maa mujhe apne ghar le gayi aur mujhe dawa di aur chot pe patti bandhi fir mai apne ghar aa gayi
sham ko pumhare papa aur maa dono mere ghar aaaye aur aur mujh se pucha maine kaha ab choro jo hona tha ho gaya is par tumhari maa ne mujhe bahut danta
fir maine un ko shuru se us din tak ki sari baten bata dii aur ye bhi kaha ki mere baba ki maut ke jimmedar aap ke bhai hai unhone mere baba ko janwaron ki tarah peeta tha
Tumhari maa ne papa se pucha ki tumhare bhai kahan hain wo bole ki kahin bahr gaya hai koi kaam bata kar kal aane ko kah gaya hai
Tumhari maa aur papa ne mujh se maafi mangi aur bole agar kaho to main security officer me report karwa dun
Main mana kar diya agar mai aisa karti to badnami to tumhare mata piuta ki hoti aur unki koi badnami ho ye mai nahi chahti thi fir tumhare mata pita mere yahan se chale gaye
Dusre din sham ko unhone mujhe apne ghar bulaya main gayi to tumhare chacha bhi wahan the mere samne tumhare papa ne un se pucha
wo bole ye jhuthi hai aur mujhe bahut bura kaha jo wo mujh ko kahte the
Unki baten sunkar tumhari maa ne unko bahut tez thappad mara wo boli tumjhe tamiz nahi hai baat karne ki kya kah raha hai ek aurat ko
Wo bole bhabi aap nahi janti is aurat ko ye ek number ki bazaru hai
Tumhare papa ne unse kaha tum inse mafi mango tumhare chacha ne mana kar diya
bole maine kuch kiya hi nahi hai to main is gandi bazaru aurat se kyu maafi mangu aur aap dono ko sharam bhi nahi aati apne bhai se kah rahe hain ki ek gair aur giri hui aurat se maafi mange
Tumhari maa boli ab ye is ghar me nahi rahega aur main ab is ko yahan nahi dekhna chahti aaj ke baad ye apni surat mujhe nahi dikhayega
main iski shakal tak nahi dekhna chahti ye kahkar wo mujhe lekar dusre kamre me chali gayi
Tumhari maa ne mujh se bahut maafi mangi wo boli is sab ki mai jimmedar hun mai hi tumko yahan le aayi thi mujhe maaf kar do
Maine kaha nahi aap ki wajah se to mai jinda hun aap aisa mat bolo
Fir main wahan se chali aayi aur tumhare chacha ko papa ne hata diya un ke jane ke baad unke jo milne wale the wo kahte the is ki wajah se wo gaya aur fir mujhe har koi wahi kahne laga jo tumhare chacha kahte the
Mai aur mera beta dono apni dukan kar rahe the ache paise mil jate the rori chal rahi thi lekin logon ki baton ne mere larke ko yahan rahne nahi diya aur wo ghar chorkar dusre shahar chala gaya wahin rahne laga aur fir shadi bhi kar li
Us din ke baad se tumhare chacha yahan nahi aaye aur tumhari maa ke zinda rahne tak yahan dikhe bhi nahi samay beeta tum badi ho chuki thi
tumhari bahan bhi thori badi ho gayi thi fir tumhari maa ki tabiyat kharab rahne lagi bahut ilaj hua aur ek din wo bhi sab ko chor kar chali gayi
Tumhari maa jab mari tab tumhare chacha aaye the un ke zinda rahte wo kabhi nahi aaye fir wo kabhi kabhi tumhare papa ke pas aa jate the
lekin aise aate the jaise koi bahri aadmi milne aaya ho tumhare chacha meri taraf fir kabhi dekh na sake
Tumhari maa ke baad tumhare papa bhi chale gaye tab to tum bahut badi ho gayi thi aur tumhari bahan bhi badi ho chuki thi
tum ko to achi tarah sab yad hoga tumhare papa ke jane ke baad tumhare chacha tumhare ghar aane jane lage