Thread Rating:
  • 59 Vote(s) - 3.86 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Naziya Ek housewife Aur Mishra Panwala
Update-7

Naziya.chup kar kuch bhi mat bol sahil ne aaj jo kiya bahot bura kiya magar jo bhi hai jaise bhi hai wo mere shauhar hai pata nahi aakhir unko paise aaj kal itni kya zaroorat padh rahi hai

Shanta.malkin kahi unka bahar kisi aur aurat ke sath chakkar to nahi

Naziya.chup kar bekar ki bat mat kar

Shanta.aapne kaha na paiso ki inti kya zarorat padh rahi hogi isliye bola

Naziya.unko bahot tension rahti hai business ki wajah se isliye liye hoge magar ye such hai ki aaj jo bhi hua uske liye mai unse bahot khafa hu ..

Sham ko shanta chali gayi ..

Ghar jate hi shanta ko call aaya usne call liya

Shanta .hello bolo

Samne Mishra tha

Mishra .hello meri jaan aaj jo hua to kya secne bana meri bulbul mere hath me aayi yan ahi

Shanta.aayi bhi aur nahi bhi

Mishra.matlab

Shanta.are kya batao wo to badi sati Savitri hai jaisa bhi hai mera pati mera devta hai us type ki hai wo maine usko bhadkane ki kafi koshish ki aaj rat ko miya biwi ke bich jumkar jhagda ho magar lagta nahi dono ka jhagda hoga

Mishra.in dono pati patni ke bich badi darar banani hogi

Sun mera aakhri plan Mishra shanta ko plan samjhata hai

Shanta.ab Mishra tum mujh se ye sab bhi karwaoge ..chal kar lungi magar iske paise alag se lungi

Mishra.thik hai de dunga

Shanta.chal rakhti hu

Mishra.thik hai

Ab Mishra ne kya plan banaya hum aage dekhenge …



Aese hi din gujar jata hai naziya sahil intzar kar rahi thi bahot gusse me jaise sahil aaye to us par baras pade ab tak sahil ka phone switch off aa raha tha

Jaise hi sahil ghar aaya naziya sahil par baras padi ..kis kis se paise lete ho kaise kaise log ghar aa rahe hai aaj ho hua naziay ne sab sahil ko bataya naziya ko laga tha ki sahil shocked ho jayega magar aesa kuch nahi hua ..

Sahil.ohho tum bhi na choti choti bato ka pahad bana leti ho

Naziya.ye choti bat hai us aadmi ne mujh se aese bate ki us nek insan ka matha fut gaya khoon aa gaya usme aur tum kah rahe ho choti bat hai kaise insan ho tum

Aaj pahli aap se tum par aa gayi thi naziya

Sahil chilla kar.to mai kya karu paiso ko zaroorat thi to mang liye ab mujhe kya maloom tha wo aesa karega

Naziya.aur tumne mobile bhi bandh kar rakha tha wo

Sahil.uski battery utar gayi thi ..

Naziya.aap se ye ummid na thi

Sahil fir chillakar .aesa kaun sa jurm kar diya maine

Naziya ko bahot bura laga wo rote hue apne room me chali gayi …

Sahil ne bhi naziya ko manane ko koi koshish nahi ki ..

Rat gujar gayi subha bhi dono ke bich koi bat nahi hue sahil chala gaya shanta aayi aur aaj ka din bhi routin gaya ..

Dusre din bhi sahil aur naziya ki koi bat nahi hue .sahil ke jane ke bad jab shanta aayi to naziya bhi market jane ke liye nikli kuch dur jane ke bad usne samne ek shaks ko dekha aur usko dekh ghabra gayi wo shaks shankar dada tha .

Naziya burqe me thi shankar ne usko pahchana nahi magar ek nazar dekha zaroor naziya ghabrate hue aage badhi ittefaq se shankar bhi uske piche piche chalne laga magar ye ittefaq tha ..

Naziya ko laga ki shankar uska picha kar raha hai usne sahil ko call lagaya sahil ne call nahi uthaya naziya ko bahot gussa aaya usne dobara call kiya magar usne nahi uthaya kuch dur chalne ke bad mishra ki pan ki shop naziya ko dikhayi di usko dekh uski jan me jan aayi wo jaldi se aage badhi samne Mishra baitha radio sun raha tha ..

Naziya jaise misha ki pan ki shop ke karib pahuchi to Mishra ne naziya ko pahchan liya Mishra ki nazre ab burqe me bhi naziya ka hot jism pahchan jati thi ..

Mishra.are Bhabhi ji aap itni daudi daudi kya hua ..

Naziya ghabrate hue.wo wo bhai sahab us din wala gunda mera picha kar raha hai ..

Mishra ne dekha shankar dada aa raha tha magar kuch duri par tha

Mishra.aap ek kam kariye piche jo mera chota sa kamra hai waha chale jayiye ..

Naziya bhagte hue andar chali jati hai andar wahi chota sa kamra jisme kuch pan ki shop ka saman pada thaw ahi choti si jagah par naziya jakar baith jati hai .

Shankar aata hai Mishra ko dekh kar ..ram ram Mishra kya hal hai

Mishra.thik hu

Shankar.us din ke liye maf kar dena waise shankar dada kisi se mafi nahi mangta magar tujh se mangta hu ..

Mishra kuch nahi kahta

Shankar.chal ek banarasi pan laga de

Mishra pan lagane lagta hai

Shankar.mishra kuch bhi bol sale us sahil ki joru bahot kadak mal hai

Mishra.shankar bhai jara juban sambhal kar

Shankar.tujhe kya humdardi hai be usne

Mishra.mai unko dil se apna manta hu wo mere bhai Bhabhi



Shankar.teri Bhabhi to Qayamat hai

Mishra.had se aage badh rahe ho

Ye sab bate andar naziya sun rahi thi aur ghabra rahi thi .

Shankar.sale teri bahot chalne lagi hai abhi batata hu

Shakar ne Mishra ka collar pakad liya tabhi waha ek security officer wala aa gaya

security officer.kya ho raha hai

Shankar ne Mishra ki coller chodhte hue .kuch nahi sahab mazak masti chal rahi thi

security officer.mishra g hamara culcutta pan lagana zara

Mishra shankar pan banata hai shankar lekar cjala jata hai fir Mishra us security officer wale ka pan banata hai aur uske jane ke bad Mishra apni pan ki dukan ke us squer box me khada tha usme jhuk kar niche chala jata hai aur us kamre ka chota sa darwaza dhakelkar room me chala jata hai andar jakar dekhta hai to naziya ne naqab hata diya tha usko dekh Mishra dekhta hi rah jata hai

[Image: d83e89990aadeed0e91da92f14be1309.jpg]


Naziya.ab bhi ghabrayi hue thi

Naziya.wo gaya

Mishra.ha aap ghabrao mat Bhabhi mai hu na

Naziya.aapko us ghatiya insan se ulajhne ki koi zaroorat nahi thi.

Mishra.koi aapke bare me aese gandi bate kare aur mai chu prahu usse accha to mujhe dub marna chayiye

Naziya soch me chali jati hai Mishra g ko kitni fikar hai meri aur mere izzat ki mere shauhar ko jara bhi fark nahi pada tha us din ye sab sunkar ..

Tabhi Mishra ki awaz se wo apni soch se bahar aayi ..

Mishra,Bhabhi ji kaha kho gayi

Naziya.g kuch nahi bhai sahab aap apni jan mat khatre me daliye hamare liye

Mishra.aap kaun si parayi hai Bhabhi ji jab bhi aap ke pas hota hu to lagta nahi ki is shaher me mai akela hu pata nahi kis janam ka Rishta hai aapse ..mai to nasib wala hu itni khubsurat aur acchi Bhabhi mili mujhe.

Naziya aaj pahli bar Mishra ki bato se kuch sharma gayi.


[Image: depositphotos-259750914-stock-photo-shy-...-women.jpg]


Naziya.mujhe market jana hai

Mishra.rukiye aap akele mat jayiye sahil bhai ko sath le jayiye

Naziya ke chehre par kuch gusse ke bhav aaye

Naziya.unko kaha fikar meri mera call tak utahaya aur aaj bhi aap hi kam aaye

Mishra.sab uparwale ki marzi hai jo bar bar aapko mujh se mila raha hai ..aap bura na mane to mai aata hu aapke sath market

Naziya.magar aapki shop

Mishra.meri shop mera business aapki izzat se badhkar thode hi hai wo gunda fir market me mil sakta hai .

Naziya ki nazar me hero to tha hi mishra aaj usne jo humdardi apna pan jataya us bat se aaj naziya ked il me Mishra ke liye jagah ban gayi thi …

Mishra ne apni shop bandh ki aur apni purani se bike nikal kar uspar naziya ko baithne ko kaha naziya ne kuch der yaha waha dekha aur bike par baith gayi




[img]https://i.ibb.co/XJyQgTT/'.-couple-on-bike-saharanpur-uttar-pradesh-india-F3-GP4-F.jpg[/img]


aakhir naziya ek gharelu aurat thi usko ajib lag raha tha Mishra ke piche bike par baithne se magar kahi na kahi wo apne aapko mishra ke sath mehfuz samjhne lagi thi ..magar naziya ne Mishra se kuch inch ki duri banakar piche lage stand ko apne ek hath se pakda aur dusra hath bike ki seat par rakha Mishra ki gand ki kuch inch duri par..

Mishra ne jaise bike aage badhayi to road par ek chota sa gadda aaya bike uchal gayi aur Mishra aur naziya ki bich ki duriya khatam ho gayi naziya ki nadi gand Mishra ki gand se touch hue Mishra ko badi rahat hue..

Ek hath ab bhi piche stand par rakha tha naziya ne dusra hath jo seat par tha wo ab naziya ki thigh par tha naziya ki gand touch ho gayi thi ki tabhi ek halka sa brak lagaya Mishra ne to naziya hath jo uske thigh par tha wo Mishra ki pith par rakh diya balance ke liye magar naziya right side ka bade boobs ka hissa bhi touch hua msihra ko Mishra ko laga kuch second ke liye rui jaisa kuch aehsas usko hua ..

Mishra ki dhoti me halchal hue tabhi market aa gaya Mishra bike roki naziya utar gayi Mishra ne bike park ki tab tak naziya kuch aage badi aur Mishra ki nazar uski badi gand par padi …

Mishra ki dhoti me lund ne halchal macha di tabhi naziya ne moodkar kaha chaliye bhai sahab magar naziya ne nahi dekha ki Mishra kin azar kaha hai ..

Mishra.bhabhi ji aap aage aage chaliye mai piche piche chalta hu aakhir mai aapka body guard jo hu..

Naziya ke chehre par muskurahat aa gayi magar burqe me wo muskurahat Mishra dekh nahi paya

Naziya aage chalti rahi uski gand ki golayiya yaha hoti rahi aur Mishra ki nazar un par gadi rahi ..

Aese market ki shoping hue aur Mishra ne naziya ko ghar chod diya magar is bar bike par dono touch nahi hue ..

Naziya ghar aayi shanta ne usko pani diya pani pine ke bad naziya ne puri bat shanta ko bata di.

Shanta.kya bol rahi ho malkin aesa hua hey bhagwan accha hua Mishra g ne aaj bhi bacha liya aapko malik to pata nahi kis dhun me rahte hai agar Mishra g nahi hote wo gunda aapko utha le jata pata nahi kya kya karta aapke sath ..

Ye sunkar naziya ghabra gayi aur kaha.chup kar dara mat

Naziya.mishra g ka nuksan bhi hua hoga unki shop bandh thi mere market jakar aane tak ..

Shanta.mishra g hai hi mahan basti ke logo ki madad ke liye apni pan ki dukan bandh karke nikal jata hai wo insan such kahu malkin jaisi aap nek hai waise hi Mishra g bhi hai aapko unke jaisa pati milna chayiye tha malik to kuch nahi nahi Mishra g ke samne..

Naziya.chup kar maine kaha na wo jaise bhi hai mere shauhar hai samjhi

Shanta man me lagta hai ab kuch karna hi padega ..

Rat ko jab sahil aaya usko naziya ne bataya aaj kya hua sahil ne jyada react na karte hua kaha

Sahil.are tum bhi na khwamkha darti ho shankar dada logo ko paise bat ta hai to ghum raha hoga aur tum bhi na

Naziya.tumhari biwi ke sath ye sab hua aur tum aese bol rahe ho

Sahil gusse se.to kya karu jakar mar du us gunde ko aur khud fasi par chad jao tum bhi na rai ka pahad banati ho

Naziya.kum se kum us farishte insan ka to shukriya kardo jisne tumhari biwi ki madad ki

Sahil.ha bol dunga uske kiya to kaun sa bada kam kar diya maine bhi kiya hai uske liye

Naziya ki nazar me aaj sahil ki izzat kuch kum ho gayi thi ..

Aur jo kal hone wala tha uske bad sahil ki izzat naziya ke dil me khatam hi hone wali thi ..

Naziya nahi janti thi ki jise wo apna sabse Karibi manne lagi thi wo dono hi uske asli dushman hai ek shanta dusra Mishra magar har hal me Mishra ko naziya chayiye thi …naziya ko pata hi nahi chala tha ek panwala usko trap me fasa raha tha …
[+] 7 users Like rafiqshaikh9059's post
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Naziya Ek housewife Aur Mishra Panwala - by rafiqshaikh9059 - 28-05-2021, 04:14 PM
RE: Naziya Ek housewife Aur Mishra Panwala - by Newdevil - 06-08-2021, 06:32 PM
RE: Naziya Ek housewife Aur Mishra Panwala - by Newdevil - 06-08-2021, 06:30 PM
RE: Naziya Ek housewife Aur Mishra Panwala - by Newdevil - 07-08-2021, 10:14 PM



Users browsing this thread: 6 Guest(s)