Thread Rating:
  • 10 Vote(s) - 1 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Angrakshak Parivar Ka .........MAHI
Update 38
Part-7 (B)



Vishaka ne Aryan dwara uski doosri talvar 'NaagKhadag' ko hathyane pe apni saari soch pare kar ghatak Naagshakti ka vaar karne ke liye aankhein bandh ki krodh me to Prabha ki awaaj uske mann me goonji .....

" Didi galti toh nahi kar rahi ho ? Kahin Aryan bhai aapki saari Naagshakti hi na sookh len akhir aadhi shakti unko pehle bhi mili thi ?"

Vishakha gusse me thi aur Prabha ki baat sunkar ab apni vivashta ke karan Naagshakti ka vaar na karke apne 5 sarp mukh khol ke vish ki zeherili phunkaar se vaar kiya toh Aryan ne bhi apne sarp mukh se vish ki phunkaar ushpar chodi ....... Dono vishaal Naag roop me the aur yudh ab aarpaar pe aa gaya tha.

Aryan jahan usko nihathi karne ki chestha kar raha tha wahi Vishaka Aryan ko harane ke liye mout dene se bhi nahi chukne waali thi.

Dono ke sareer itni vishele sarpvish se thode ghayal jaroor ho rahe the par dono ke sareer jaldi hi swatah hi ghaav bharte jaa rahe the ..... . pal pal jahan Vishaka ka kroodh charam pe tha wahin Aryan ki sarp aankhien utejit hokar Vishaka ki taraf asakth thi ......

Vishakha ne apna vaar badlte huye Aryan se duri bana apni paanch alag alag maniyon ki shaktiyan dharan karke panchranga roop dhar liya aur Aryan pe vaar karne ko aage badhi toh Aryan ne bhi abhi teen mukhi roop dhar liya ..... pehla sar Babar Sher ka teesra Khooni Gende ka aur madh waala 10 phan waale sarp ka .......

Jitni teji se Vishaka apne hathiyar liye Aryan ki taraf badhne lagi utni hi teji se Aryan ka har sar vibhajit hota sankha badhane laga..... yaani ab Babar Sher ke bhi 4 mukh ho chuke aur khooni gende ki bhi aur 100 sarp mukh ......

Vishakha jab tak samajhti woh Aryan ke bilkul najdeek jaakar vaar karti ush pehle ab 1000 sar se jaada Aryan ke the aur aakar me 10 guna ho chuka tha ..... usne Vishaka ko apni poonch me lapet ke kundli maari aur apne saare mukh khol ke uski shakti sookhne laga har astar ko uske haathon se nikaal ke ......

Vishakha ki cheekhien goonjne lagi aur Aryan aur bada akaar leta jaa raha tha ...... Naaglok kya Patalok ke bade bade surma ish roop ke dekhne ke liye wahan prakat hone lage aur haath jodne lage sar jhuka ke ........

Bhagwan Sheshnaaga ne Aryan ke sareer me apna ansh bheja tha jisko Vishaka haarte huye bhi apne ko chala mehsoos kar rahi thi ......" dhoka ..... itna bada shadyantra mere saath ...... Sab Naaglok waale apni shaktiyan ish manush ko dekar mujhe harana chahte hai, yeh sab ishka hasar dekhenge ..... "

Agle pal usne woh kiya joh Prabha ne usko mana kiya tha ..... Naagshakti ka poore vehg se vaar aur Aryan ne Vishaka ko durr phenkar jhat se apna manav roop dharan kiya aur haath jodkar Naagshakti ke tej Prakash aur vaar ko jhelta huya dharatal pe neerjeev sa gira gaya ..... Sabki saansien tham gayi, akhir Aryan ne aisa kyun kiya woh toh swayam mahabali Bhagwaan Sheshnaaga ki shakti ke roop me tha phir kyun achanak se apna sadharan manav roop le liya ...... ?????

Bhagwan Sheshnaaga bhi apne dhyaan me bole," Hum tumhara upkaar kabhi nahi bhoolenge Aryan aaj tum ne hamari laaj rakhi...... parantu Rati ke liye tumko jeevit rehna hoga ?"

Raja Bali Maharaj (mann me) ," Manush yoni hi tumhari sabse badi kamjoori hai putr Aryan yeh hamesha tumko majboor karegi asafal hone me...... Aur yeh murkh Vishaka jaise sabkuch taak pe laga di hai ".

Vishaka ko apni jeet itni khusi di ki Aryan ke neerjeev sareer pe vish ki phunkaar chod usko apne 5 phano se dasne lagi..... har taraf se daste vish bharti Vishaka ne Aryan ka sareer kaala kar diya tha joh hamesha doodh ki tarah goora aur akarshak hota tha .......

Aakhir kar Vishaka ne apna ek muh me Aryan ko dabate huye nighalne ki koshish ki toh teji se ek ojhaswi tej prakash poore Naaglok ko prakisht karta chala gaya..... Vishakha ki saari aankhien ko chundiya diya jiski shakti ke kast ne usko Aryan ko dur phenk pe majboor kar 10 ki 10 aankhien bandh karwa di ......

Yehi haal sabka tha par jab prakash kam huya toh ek choti si bahot hi sunder aur pyari manav bacchi prakat huyi ..... "Mahima " ...... yehi naam Aryan ki hone waali gharwaalion ke mukh se nikla tha...... par yahan kaise? ..... ohhhh Ani ( Rani Vijaylakshmi ) ko yeh nahi karna tha ? akhir ish masoom ne kya bigada tha ?

________________

Purana Jungle......

MahaRani Vijaylakshmi (Ani) purane jungle me mahel ke apne kaksh me aankhein bandh kiye Naaglok ke Swayamvar sthal me Aryan aur Vishaka ki partidawndita pe pal pal nazar rakhe ush khaas pal ke intzaar me thi.

Bade Guruji ne maansik sampark karte huye kaha," Savdhaani se Maharani tumhara ek galat prayas kayi prano ko daav pe laga sakta hai. Rati ka vachan agar Naaglok me upyog hua toh parle laane se koyi nahi rok sakega ".

Maharani Vijaylakshmi ne utar diya," Naagshakti ke purn vaar ko Aryan nahi jhel payega Guruji aur aap bhi jaante hai Vishaka aisa pakka karegi apni hatdharmita aur ghamand me".

Bade Guruji," Mahima, abhi sishu avastha me hai aur sabki chehti bhi. Aryan uske liye kisi ko dandit karne se nahi chukega chahe hum hi kyun na ho".

Maharani Vijaylakshmi ," Ham halat ke anusar hi Mahima ko wahan bhejenge aur hamari shaktiyan bhi uske pradan karenge. Woh asadharan bacchi hai jiske paas janam se bahot shaktisaali kawach hai joh kabhi aaj tak kisi manav kya Devton ya Danavon ke paas bhi nahi tha. Aap chahye hume na bataye Guruji magar itna hum ushko pehli baar hi chookar samajh gaye the ki uske paas ish bharmaand ki nahi kuch alag shakti hai joh sirf aapke sameep ya Aryan ke Divya Talvaar waale roop me thi. Mahima ke liye hum bhi apne praan laga denge parantu Aryan pe Naagshakti ke vaar ka taap Mahima khatam kar degi .... aisa hamey purn vishwas hai ".

Bade Guruji ne bhi Maharani ko aage kuch nahi kaha.

(*Ani ne London se wapas aane ke baad jab Mahima ko pehli baar apni shield se cover karna chaha toh usko jhatka laga tha jabki Rahul aur Vasu pe shield cover ho gayi thi. Mahima ki aankh khul gayi thi aur Ani ke gale lag gayi thi pyar se ...... yeh aap Saroo aur Ani ke India aane waale update me pehle padh chuke hain )

Maharani Vijaylakshmi ke aage koyi kaise virodh kar sakta hai unke faisle pe, Bade Guruji bhi unko salah hi de sakte the. Woh ek Divya Aatma thi aur hamesha jann kalyan hi pichle 5000 varsho se karti aayi thi. Usne Dhartilok pe aaye bade bade sankat bhi taal diye the aur na jaane kitne paapiyon ka sanhaar kar chuki thi.

Anita urf Ani ka janam Maharani Vijaylakshmi ke ashirwad se huya tha, tab bhi Bade Guruji ne Maharani ko Saroo ke garbh me smane se rok na sake the. Ani ke ander chanchalta aur jiddi hone ke saath moody hona janam se Maharani ki urja ki vajah se tha. Ani kabhi kisi ka galat nahi karti thi par maje maje me saamne waale ki gaand marwa deti thi..... yeh hum sab bhi jaante hain.

Rati sabse badi badha thi Ani (V) ke liye joh uske laksh ne adanga ada sakti thi ...... Rati ne Aryan pe poora kabja kar liya tha har roop se apne prem sneh aur lagaav se. Ani jahan Aryan ki kamjoori thi wahin Rati uski purn premika ke saath Maa thi chahe janam na diya ho. Ani jaanti thi jaldi hi samay aayega jab Rati lachaar hogi aur uska bhai uske paas hoga aur wahi mauka hoga apne laksh ko purn karke hamesha ke liye Dhartilok se mukti paane ka.

Aryan bachpan se hi Ani ko apni choti bhen nahi apni beti ki tarah care karta tha jiska laabh woh hamesha uthati thi par Aryan se jaada Ani ko koyi nahi samjhata tha. Aryan apne bapu ( Choudhary Madhav Singh) se bola tha ki meri se acchi aapki utaradhikaari Ani banegi. Magar uske bapu ne usshe vachan liya ki woh hamesha hi parivaar ke Angrakshak ke saath utaradhikaari bhi rahega. Unko bhi Ani se darr lagta tha , galat ko bhi sahi kar degi yeh ladki aur Rati ka jeena haram. Ani ko sirf Aryan hi control kar sakta hai aur baaki sab aurtien Rati ke bahar nahi jayengi.

Vishakha ke Naag Shakti ka vaar karte hi Aryan pe Maharani Vijaylakshmi ne apne 5 Swarn Yodhaon ko Patalok ke dwaar pe akarmannnnnn ka adesh diya aur ek haath aage karte huye apni shaktiyon ka punj Babita ki choochi se doodh peeti Mahima ke paas bheja Delhi Farmhouse pe.....

Mahima ko gherte hi shakti punj ne samay rok diya aur Mahima ko liye seedhe Patalok ke mukh dwaar pe parkat ho vidhut gati se Naaglok ke ander Ojashwani prakash ke roop me prakat huya ......

Naagdansh joh Aryan dwara dubara jeevdaan diye jaane pe Patalok ke dwaar pe apne Danav aur Naag parharion ke saath tanaat tha ,Unh Swarn Yodhaon se bhida huya tha ish ojhaswi parkash ke aage nishtez sa hota kuch na kar paya .......

SwarnYodha ko bhi weh sab maar na sake joh ab ush shakti ke Patalok me parvesh karte hi adrish ho gaye Maharani ke aadesh pe ......

Naagdansh samajh gaya ki koyi bada shatru uske Lok me parvesh kar chuka hai unka dhyaan bhatkata huya par kisme itna samarth hai ? ...... Devta kya koyi anya Lok ka vaasi aisa karne ka dushaash nahi kar sakta.

Naaglok me Aryan ko achet awastha se nikal ke Mahima vapas vilupt hokar apni Mummy Babita ki choochi se doodh peeti khush thi Farmhouse ke bedroom me..... Samay phir shuru ho gaya aur apne nipple pe kaat lene se Babita ne Mahima ke ek dhap laga ke kaha ," siiiiiii..... kategi toh duddu nahi pilne waali ..... "

Apni hi pyari muskarati beti Mahima ka maatha choom li Babita jisko kahan pata tha ish nanhi si, pyari pari si, beti uske pati aur apne baap Aryan ki jaan bacha ke aayi hai jisko ish bharmaand me toh Rati hi bacha sakti thi apna vachan maang ke magar nateeza vidhvansh kaari hota.

Udhar Maharani Vijaylakshmi ke chehre pe vijayi muskaan thi toh Bade Guruji bhi Maharani ko haath jodkar abhivadan kiye toh Maharani ne bhi vaisa hi unke aadar me kiya.

Meena chain ki saans lekar Saroo ko boli," Ani ne apne bhai ki raksha ki jaise usne wahan china me jaa ki thi..... Aaj itna toh gayat huya ki Ani kabhi Aryan ko haarne toh nahi degi ".

Saroo apne aansoon puchti boli," Ani natkhat jaroor hai par Aryan ki har baat maanti hai chahe meri bhi na sune ".

Chote Guruji , Nishaank ," Parantu Padmadevi ( Saroo) shrey toh Mahima putri ko milna chahiye, Woh nanhi si bacchi saare Lokon pe bhari padi aur Vishaka toh jaise goongi hi pad gayi apne ghamand ke aage ".

Bade Guruji ," Maharani ke liye yeh itna bada karya bhi nahi hai par Aryan vatsh se unka sneh avash badha hai. Jaldi hi samay aayega jab dono ko ek doosre ke liye bahot kuch nauchwar karna hoga. Woh kathin gadhi hi dono ko laksh prapti ki taraf agarsar karegi".

Phir se charon Naaglok me chal rahe drishon ko dekhne lage jahan Vishaka ka wajood hi khatam hota dikh raha tha ...... ?

Ani(V) bhi apne kaksh se unh charon ke paas aa gayi thi .......

_________________

Naaglok me......

Sawaal anek the par jawaab kisi ke paas na tha ...... Patalok aur Naaglok ke waasi abhi bhi ush asdharan bacchi ko dekhkar sakte me the yeh koyi sadharan sishu nahi hai..... jiska parkat hona hi itna tej liya huya tha ......

Mahima toh daud ke apne Daddy Aryan ke paas phonchi joh nirjeev sa pada tha par uske upar bethkar Mahima ne gaal chooma uske hilate huye ," Daddyyyyy ..... Daddyyyyy ...... utho na Daddy ...... kitna sooyege ?""''

Aryan ke kaan jaise bandh hi the toh koyi parkirya nahi huyi na hi woh kuch bola. Mahima ab Aryan ke seene pe chadkar uske poore chehre ko kissi karne lagi Daddy Daddy bolte huye .......

Sabko dikh raha tha yeh bacchi bahot khaas hai itna tej liye aur Aryan ki koyi sagi hai bilkul usko jaisi dikhti hai.

Vishaka pe toh jaise badla haavi tha parantu Prabha ki gusse waali awaaj goonji ," Ish pe vaar mat kar dena nahi toh mein swayamirtyu mantar se khud ko khatam kar lungi...... Woh meri bhi putri samaan hai, aisa dushaash mat karna Didi ".

Vishakha bhi Prabha ki chetwani sunkar dari agar Prabha nahi toh uska wajood hi kahan hai par yeh bacchi hai kaun ?????

Aryan ki sab preysion jahan Mahima ko surakisht karna chahti thi wahin bade Guruji ke mansik sandesh ne jahan Geeta aur Deepti ko roka wahin Rani Hema ne sab Danav Raniyon aur Rajkumarion ko .......

Mahima ne apne Daddy Aryan ka maatha chooma toh uska sareer kaale varn se pehle jaisa hone laga aur Aryan ke chehre pe tej lautne laga .......

Vishakha ne jorse poocha," Kaun ho tum putri ...... ? "

Apne daddy ka gaal choom ke jab Mahima ne palat ke apni neeli gusse waali badi badi aankhon se Vishaka ko dekha toh uski rooh tak kaamp gayi ...... Mahima khadi hokar Aryan ke uper se uski taraf badhi hi thi ki phir se gayab ho gayi jaise aayi ...... Ani ne usko wapas Parthvilok apni shakti se bula liya tha .......

Naagdansh apne Patalok ke pehrion ke saath Naaglok me parkat huya aur bola ," Koyi Naaglok tak bina hamari aagya ke aaya hai bahot shaktisaali hai ...... uske saath 5 SwarnYodha humne kayi baar maar diye par woh phir jeevit hokar viloopt ho gaye Maharaj Vasuki ".

Aryan bhi hosh me aata huya muskara ke uth betha ," Mera soona baccha I love you baby ..... meri Mahi puchhhh puchhh "...... par apne ko Naaglok me paakar usko sapne jaisa laga ki jaise Mahima usko kissi karti jaga rahi ho aur woh bhi usko puchkaar raha tha ......

Ab toh sab hairan hi nahi vishmay se Aryan ko dekh rahe the joh kuch samay pehle mirt sa laga tha......

Geeta sacch hi kehti thi 'Hum sab marr jayenge par yeh kamina Aryan kabhi nahi marega '

Vishakha toh double shock me thi, akhir woh itni sunder bacchi kaun thi ? aur yeh Aryan bach kaise gaya itne ghatak prahaar se ? Meri Naagshakti bhi mujhe mehsoos nahi ho rahi hai ? jaise koyi bhi shakti nahi hai mere paas ?

Aryan ushko nihathi karta Naagshakti hi nahi behoshi me har dansh jhelta Vishaka ki doosri shaktiyan bhi sookh gaya tha jiska ahsaas ab usko huya tha.
Mahima ne apne kawach se Aryan ko phirse apne se jodkar Naagshakti ka taap khatam kar diya tha. Dono baap beti ka kitna ghera rishta hai yeh toh aage pata chalega Aryan ke 21 varsh ke hone pe. Ek lambe safar pe Aryan aur Mahima jaane waale hain jahan koyi nahi jaa sakta ???????

Aryan ne Vishaka ki taraf dekh kar kaha ," Tum haar chuki ho Vishaka, meine tumko astaron ke saath shaktiviheen kar diya hai sharton ke anusaar aur hum dono jinda hai chahe tumne poori koshish ki mujhe maarne ki...... kyun Raja Vasuki ab aapki badi beti ek aam sarp kanya hai na ?...... Aaj ishke paas kuch bhi nahi hai aur sareer bhi meri chaheti bhen Prabha ka hai joh apna toh pichli baar kho di thi Divya Talvaar ke laalach me".

Vishakha kuch karti ushse pehle hi Prabha ne manav roop dharan kar liya apne sareer se nikaal Vishaka sirf ek partibimb bankar bas chatpata rahi thi Prabha se alag hokar ...... kaise , kab , kis tarah Aryan ne mujhe haraya ?"

Bhagwan Sheshnaaga ki awaaj Vishaka ke mann me goonji ," Tum haar chuki ho putri, Aryan ne tumse tumhari shaktiyan aur vaar jhel ke ish Swayamvar ko jeet liya hai tumko nihatha karke ".

Vishakha chaha kar kuch bol hi nahi paa rahi thi jaise usko dubara maar diya gaya par ishbaar shaktiheen karke.

Raja Maya ne Raja Vasuki ki taraf dekhkar kaha ," Maharaaj aaj hum sab bhi Aryan ke rinni hai varna aapki putri ne toh Swayamvar hi Patalokon ka vinaash karak bana diya tha ...... putr Aryan hum dono bhi haath jodkar chama chahte hain joh har pal tumko hey ki drishti se dekhte the ".

Raja Vasuki ne bhi Aryan ke saamne haath jodkar chama maangi toh Aryan ne unko rokte huye kaha ," Aap itne mahan Raja hokar mujhse maafi maang kar mujhe paap ka bhaagi na banaye..... mein sirf apni choti bhen Prabha ke liye aaya tha. Magar usko wapas lejana mujhse galat bhi karwa dega kabhi nahi socha tha. Ab hamey jaane ki aagya dijiye hum apne Dhartilok pe hi khush reh lenge aur mein Naaglok ki Vishaka ki saari shaktiyan aur NaagKhadag aapko vapas karta hun, mujhe sirf meri pyari bhen Prabha chahiye aur ashirwad dekar vida kariye".

Raja Bali Maharaj ne aage badhkar Aryan ko ghutne se khada karte huye kaha," Tum ne joh kiya hai putr woh yahan kya kisi bhi sansaar ka praani nahi kar sakta tha...... Hum ne tumko chunkar koyi galti nahi ki, tum manav hokar bhi hum sab Danavo, Naago se swarshrestha ho aur Swayamvar ka nateeja bina sune jaana chahte ho ".

Aryan kuch bolta ush se pehle Bhagwaan Sheshnaaga wahan parakat huye toh sabne seesh jhuka liye .....

Bhagwan Sheshnaaga ne Aryan ko rokte huye kaha ," Nahin Aryan tum kisi ke aage seesh nahi jhuka sakte aur aaj ke baadh hamara seesh bhi tumhare aage jhukega...... akhir kaun kisi doosre ki partishta aur vachan ke liye apne praan tak daav pe laga sakta hai kyun Vishaka?"

Vishakha bhi sar jhukaye apardhi mehsoos kar rahi thi akhir uske kirtye ne Bhagwan Sheshnaaga ko bhi sharminda karwa diya ......

Bhagwan Sheshnaaga ke seesh jhukte hi Aryan haath jodkar bola ," Aisa anyaye na karen bhagwan, meine apna kartwa nibhaya hai aur bas adesh karen humko paap ka bhaagi na banaye, aap toh antaryaami hai aap hi hum sabke prabhu hai aur mein adna sa aapka upasak ".

Aryan ka ek ek sabdh Vishaka ko khoon ke aatamglani waale aansoon bhawa raha tha joh sacche paschtaap ke the..... woh kitni galat thi yahan tak apne Bhagwan ko bhi majboor kar di ghamand me choor hokar.

Bhagwaan Sheshnaaga ke saath Raja Bali Maharaj aur Asur Guruji bhi Aryan ko dekhkar muskarane lage ....... " Toh hum Aryan ko Swayamvar vijeta ghosit karte hain aur saath hi saath Prabha aur Vishaka aaj se tumhari bharya hoti hain. Tum teeno sadav khush raho aur seergh hi Naaglok ka waaris bhi do yeh hum sab kaamna karte hain ".

Aryan ek baar Vishaka ka naam sunkar chounka jaroor tha par Prabha ne apne bade bhai ka haath pakad ke daba diya...... Mere liye maan jao na Bhai..... aankho se hi please please waale expression dete huye.

Bhagwaan Sheshnaaga hanste hute bole," Vishaka jaisi patni milna tumhara sobhagya hai putr Aryan. Woh ghamandi aur magroor sahi par sirf tumhi ko doosre roop me bhi prem karti hai. Prabha aur Vishaka poorak hain ek doosre ki aur tumhare jaise jeevansaathi ka intzaar inhone bhi hazaron saal kiya hai. Hum toh chahte hi ki tum dono se ek saath Vivah karo aur baaki Naaglok waalon se pooch lete hain ".

Sabne Bhagwaan Sheshnaaga ke saamne Aryan ki dono bheno se vivaah ka parstav dilo se swagat kiya......

Aryan jaanta tha woh phansh chuka hai par Rani Hema ki awaaj uske mann me aayi," Vishaka tumhari bahot acchi bharya banegi putr aur nayeeti bhi yehi chahti hai. Meri salah maano haan kar do ishme sabki ki bhalai aur khushi hai ".

Aryan ne mann me hi Rani Maa Hema ka dhayanwaad karte huye bhagwan Sheshnaaga ke saamne sar jhuka ke kaha ," Aap ki har iccha sar maathe pe Bhagwan ".

Poore Naaglok me kya Patalok ke doosre Lokon me harsh ka ulaas phel gaya........ Dheere dheere sab Naaglok me prakat hone lage ......

Raja Maya ne khud Swayamvar ke prangan ka ghanta baja Aryan ko viyayeta ghosit karte huye apni mayavi shakti se poora prangan ek vishaal vivah sthal me badal diya ........

Vishakha ke partibimb ne aage badhkar roote huye Aryan ke piar chuye toh swatah hi uska phirse Naag sareer mil gaya...... woh achambhit huyi wahin Prabha bhi hasne lagi ," Didi 'Sarpu' se sacchi maafi aaj mili hai aapko yaad aaya ho toh ...... ha ha ha ha ..... "

Vishakha ko sareer Bhagwan Sheshnaaga se ashirwaad ke roop me mila tha. Unhone Aryan ko Naaglok ki shaktiyan wapas nahi balki apni dono nayi bharya ko dene ko kaha jab uchit lage.

Sabkuch sahi hota dekhkar wahan Rani Hema bhi jab sabke saath prakat huyi toh Geeta ne aage badhkar Aryan ka gaal kar diya phir 2 phir 3 par Aryan ne uski kholi bharkar Geeta ko gale laga liya aur usko shaant karne laga...... Geeta usko gaaliyan bak rahi thi par Aryan usko puchkarta kiss karta shant karwata wahan se Deepti ka haath pakad ke gayab ho gaya. Wahi Danav kanyaon aur Danav Raniyon ne kiya ......

Kisi ki kuch samajh me nahi aaya tab Rani Hema ne kaha ," Aap sab kiska intzaar kar rahe ho Vivaah ki tyaari karo, Mera putr Aryan sahi samay me sabko mana ke le aayega. Geeta uski pehli bharya hai aur uska yeh adhikar koyi bhi cheen nahi sakta ".

Sabko santosh huya ki Aryan naraaz hokar nahi apni baaki bharyon ko manane ke liya gaya hai......

Vishakha sar jhuka ke sharminda hoti ," Mein sayad vajah hun jiske karan aisa huya hai ?"

Prabha uske gale lagkar ," Wajah toh aap hi ho par aaj hum dono ko Sarpu bhi aapki wajah se mila hai..... aapke haarne me hi hum dono ke prem ki jeet chupi thi...... hi hi hi hi ...... hai na Rani ma Hema ji ...... "

Rani Hema ," Jaldi hi tum dono sawayam samajh jayogi, Hum apne putr Aryan ki taraf se vivaah me samlit honge toh humko bhi kuch tyaari ka samay chahiye ".

Naaglok aur Patalok pe chaya khatra akhir kar mit chuka tha bas sabko Aryan ke aane ka intzaar tha.

To be continued .......

*******
[+] 1 user Likes Dmahi19's post
Like Reply


Messages In This Thread
Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Dmahi19 - 04-07-2019, 02:36 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-07-2019, 02:02 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-07-2019, 12:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-07-2019, 01:39 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-07-2019, 02:27 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-07-2019, 07:11 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-07-2019, 07:17 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-07-2019, 12:57 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-07-2019, 11:12 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-07-2019, 01:59 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-07-2019, 11:08 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-07-2019, 12:17 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-07-2019, 12:41 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by shiva530 - 22-07-2019, 03:38 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-07-2019, 09:40 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-07-2019, 10:48 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-07-2019, 11:34 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-08-2019, 10:47 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-08-2019, 01:02 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-08-2019, 09:29 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-08-2019, 05:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-08-2019, 05:01 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-08-2019, 06:52 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2019, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2019, 10:50 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-08-2019, 11:16 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-08-2019, 07:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 18-08-2019, 09:37 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-08-2019, 06:14 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-08-2019, 01:49 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-08-2019, 12:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-08-2019, 05:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-08-2019, 05:26 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-09-2019, 04:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-09-2019, 06:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-09-2019, 10:27 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-09-2019, 05:50 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-09-2019, 08:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-09-2019, 01:15 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-09-2019, 09:21 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-09-2019, 10:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-09-2019, 02:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-09-2019, 03:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-09-2019, 10:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-09-2019, 12:22 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-09-2019, 11:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-10-2019, 11:48 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-10-2019, 11:13 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by dark - 11-10-2019, 08:50 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-10-2019, 09:19 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-10-2019, 10:43 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-10-2019, 10:09 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-10-2019, 10:23 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-10-2019, 06:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-10-2019, 11:41 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-11-2019, 01:31 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-11-2019, 10:51 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-11-2019, 11:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-11-2019, 01:11 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-11-2019, 12:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-11-2019, 12:26 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-11-2019, 09:08 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-11-2019, 09:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-11-2019, 12:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-11-2019, 10:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-11-2019, 10:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-11-2019, 05:48 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-12-2019, 01:44 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-12-2019, 11:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-12-2019, 09:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-12-2019, 04:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-12-2019, 09:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-12-2019, 12:07 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-12-2019, 10:28 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-12-2019, 01:54 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-12-2019, 06:12 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-12-2019, 11:44 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-12-2019, 03:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-12-2019, 11:21 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-12-2019, 11:30 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-12-2019, 09:53 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-12-2019, 08:30 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-01-2020, 12:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-01-2020, 12:51 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-01-2020, 03:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-01-2020, 12:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-01-2020, 10:37 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-01-2020, 10:47 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-01-2020, 02:38 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-01-2020, 10:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-01-2020, 09:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-01-2020, 09:57 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-02-2020, 09:32 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-02-2020, 09:15 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-02-2020, 10:49 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-02-2020, 11:14 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-02-2020, 09:25 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-02-2020, 09:57 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-02-2020, 11:07 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-02-2020, 10:51 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-02-2020, 10:50 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-02-2020, 10:32 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-02-2020, 10:32 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-02-2020, 12:22 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-03-2020, 10:27 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-03-2020, 09:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-03-2020, 02:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-03-2020, 01:54 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-03-2020, 09:21 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-03-2020, 02:39 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-03-2020, 09:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-03-2020, 09:36 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-03-2020, 11:33 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-03-2020, 11:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-04-2020, 11:08 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-04-2020, 09:51 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-04-2020, 10:11 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-04-2020, 12:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-04-2020, 04:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-04-2020, 01:15 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-04-2020, 11:13 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-05-2020, 11:31 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-05-2020, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-05-2020, 11:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-05-2020, 11:55 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-06-2020, 02:37 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-06-2020, 12:44 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-06-2020, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-06-2020, 02:53 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-06-2020, 11:14 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-06-2020, 10:00 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-06-2020, 09:38 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-06-2020, 12:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-07-2020, 12:27 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-07-2020, 12:09 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-07-2020, 09:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-07-2020, 09:32 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-07-2020, 09:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-08-2020, 10:20 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-08-2020, 01:21 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-08-2020, 09:13 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2020, 02:16 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-08-2020, 01:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-08-2020, 11:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 18-08-2020, 11:53 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-08-2020, 02:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-08-2020, 11:59 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-08-2020, 11:55 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-08-2020, 12:33 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-08-2020, 11:58 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-08-2020, 08:52 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-09-2020, 12:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-09-2020, 02:36 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-09-2020, 02:47 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-09-2020, 12:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-09-2020, 01:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-09-2020, 12:08 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-09-2020, 09:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-09-2020, 11:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-09-2020, 11:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-09-2020, 10:47 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-09-2020, 11:27 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-09-2020, 11:28 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-10-2020, 10:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-10-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-10-2020, 09:52 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-10-2020, 10:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-10-2020, 10:11 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-10-2020, 10:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-10-2020, 11:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-10-2020, 09:37 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-11-2020, 11:20 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-11-2020, 11:20 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-11-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-11-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-11-2020, 11:10 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Bhavana_sonii - 24-11-2020, 11:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-11-2020, 10:25 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-12-2020, 10:26 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Bhavana_sonii - 12-12-2020, 12:09 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-12-2020, 10:10 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-12-2020, 09:50 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-12-2020, 09:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-01-2021, 03:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-02-2021, 02:31 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-03-2021, 03:03 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-03-2021, 01:03 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-05-2021, 10:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-05-2021, 09:54 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Dmahi19 - 18-05-2021, 04:13 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-05-2021, 02:16 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-05-2021, 09:45 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-05-2021, 10:06 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-06-2021, 04:21 PM



Users browsing this thread: 9 Guest(s)