Thread Rating:
  • 10 Vote(s) - 1 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Angrakshak Parivar Ka .........MAHI
Update 38
Part 6 (E)


Rani Hema ke paas jab Geeta-Deepti ko hosh aaya toh ek sunder se jungle me apne ko paya. Sunder se chayadaar ped , karkav behti nirmal nadi , Neela ashmaan , sundar pashu pakshi aur jahan woh thi yeh ek bada sa virkish aur uske nicche sundar sa prangan jahan bade bade sahi takat ke sofey bed shinghsaan bich me sajavat ...... (yaani sab maaya thi )

Woh dono kuch poochti usse pehle hi Rani Hema ne kaha," Tum dono ko yahan laane ka proyajan hai putriyon kyunki wahan Swamayvar me tumko kamjoori ki tarah Vishaka istemal na kar sake Aryan ko harane me ".

Geeta naraaj hoti huyi bolne waali thi ki Deepti ne poocha ," Hum dono kabhi bhi Mahi ki kamjoori nahi hai Rani maa apitu uski takaat bankar hi hamesha rahengi".

Rani Hema ne muskara ke taali bajai toh do daasi ek thaal me khaane aur doosre me sheetal pey lekar prakat huyi .

" Mein Aryan ki nahi balki tumhari bhi maa samaan hun aur Aryan ki kisi bhi chahane waali ko koyi dukh ya kasht ho kabhi nahi chahungi..... Danavo aur Naagon me ek gunn jamanjaat hota hai unka anhkaar joh unko takaat aur ghamand me choor, jaada karoor aur chalkapti praviti ka bhi bana deta hai jiske liye woh apne saare daav pench jeetne me karte hain. Wahin doosre praani unke saamne haar jaate hain usool aur niyam me bandhe huye. Tum dono ko raaj ki baat batungi pehle kuch sevaahaar karo ".

Geeta gusse se ," Tab hum yahan Naaglok aaye hi kyun hai? jab humko wahan Aryan ki madad karne se bhi roka jaa raha hai ".

Rani Hema ne khud daasiyon se thaal lekar unko jaane ka ishara kiya phir pehle Deepti ki taraf thaal kiya toh usne pehle Geeta ko apne haath se ek fruit khilaya toh woh bhi khaa li ......

Rani Hema ," Tum dono Naaglok bulayi nahi gayi ho balki chaare ki tarah laayi gayi ho...... tum jeeyo ya maro kisi ko yahan pharak nahi padta bas Aryan aur uski Patalok ki bharyian ( Patniyan) ke alwa. Aryan ki madad mein hamesha karungi kyunki meine apna putr maana hai aur tumko yahan surakashit sthaan pe laakar meine aadha karya kar diya hai aur aadha abhi poora karti hun taaki tumhari shikayat kam ho ".

Rani Hema ne apna seedha haath saamne kiya toh ek bada sa 8×6 ft ka seesa yaani mirror saamne 20 ft ki duri par ban gaya aur tabhi ushme Naaglok ka Swayamvar Sthal ka live scene dikhayi diya toh Aryan ek naagsanik ki poshak aur astar liye khada tha aur doosri taraf ek vishaal sarp sena ke saath Prabha Nagin yodha ke Roop me sabse aage khadi thi ......

Geeta-Deepti dono apni jagah se jaise uchal hi pade yeh kya mirror ek LED screen ban chuka tha joh live transmission dikha raha tha......

Rani Hema haskar ," Hum bhi Maharaj Mayasur ki patni hain toh hamare paas bhi kuch shaktiyan hain ...... ha ha ha ..... ab araam se dekho aur sahi samay pe mein tumko wahin le chalungi ".

Deepti khush hoti boli ," Rani maa aap kuch raaj ki baat ki vaarta karne waali thi ?"

Geeta bhi sambhal ke boli," Par yeh Prabha ko kya ho gaya hai joh poori nagon ki sena liye Aryan ke khliaaf khadi ho gayi...... nahi Rani maa yeh galat ho raha hai ishko rokna hoga".

Rani Hema ," Ishliye mein tum dono ko yahan laayi hun, woh joh saamne khadi hai woh koyi aam nagin ya joh tum chalchitr( TV or films) me dekhte ho woh waali nagin nahi hai. Yeh Naaglok ke Mahan Raja Vasuki aur NaagRani ki doosri putri mahabalsali Rajkumari Prabha hai joh apni pe aa jaye toh Patalok kya Dhartilok ho ya Swarglok tak jeet le. Wahin badi Nagin Rajkumari Vishaka ko tum Deepti aur Prabha ne chakma dekar maar diya tha Divya Talvaar ke samay lekin ab woh bhi Prabha ke saath hai. Yeh dono bheno ke ander Naaglok ki aadhi Naagshakti viraajmaan hai aur dono kabhi kisi Lokon ko nuksaan na phoncha de ishliye aadhi NaagShakti ,Saya-Chaya-Maya teeno meri putriyon ke paas thi par ab woh kisi aur ko unse mil chuki hai ".

Geeta ka dhayan Rani Hema ki baatien sunne se jaada ush mirror pe aage kya hoga ushpar tha jabki Deepti maamle ki gherai tak jaana chahti thi toh Rani Hema se poochi ," Phir woh aadhi Shakti dono Rajkumarion ko mil gayi toh ?"

Rani Hema ," Samjho parley hi aa jayegi..... yahi Aryan ka mukhya karya aur pariksha hai...... kisi bhi tarah dono bheno ki shaktiyan poori bhi kar de aur usko woh dono bhene dharan bhi na kar paayen vinaash ke liye..... "

Deepti ki samajh me ab kuch kuch aa raha tha ," Yaani aap kehna chahti hain ki aadhi Naagshakti Aryan ke ander viraajmaan ho chuki hai ?...... teeno Danav Rajkumarion ne Aryan ko Naagshakti ka hissa de diya par kaise aur Mahi abhi tak usko jhel kaise liye ?"

Geeta ke bhi kaan khade ho gaye ," Pakka kamina teeno ko chod chod ke shaktiyan le liya hoga ....... maderchod kabhi nahi sudherga ...... mhhhhhhh ....."

Deepti ne Geeta ka muh bandh kiya apne haath se ," Didi Rani Maa bhi saath bethi hain aise gaali mat do, please bado ka lehaaj rakho ".

Geeta abhi bhi gusse me hi thi Deepti boli," Maaf kar dena Rani maa meri Didi ko gussa jaldi aa jaata hai ...... Didi aap soch samajh ke bola karo woh teeno inki putriyan hain ".

Geeta ne jab Rani Hema ki taraf dekha toh usko bhi laga ki Aryan toh hai choochichoor Rani maa ko bhi phasa liya hoga ...... par koyi maa apni betiyon ke liye bura nahi sun sakti .......

Rani Hema bhi jor se athaas lagati has padi ........ ha ha ha ha ...... sahi jeevansaathi mili hai mere putr Aryan ko, tumhara gussa hi usko niyantaran me rakhega jab itni biwiyan aur priyasi hogi..... putri Deepti hum kabhi putri Geeta ki baat ka bura nahi manega aakhir jish ka hirdhya hi itna bada ho uske apsabdh bhi sacche hote hain bhale hi kadvapan liye huye..... hi hi hi hi ...... poori baat nahi sunna chahogi ?"

Dono ne haath jodkar chama maangi naman kiye huye aur aage janne ki utsakta dikhayi.....

Rani Hema ," Vishaka aur Prabha dono sagi bhene jab paida huyi toh dono ko aadhi aadhi Naagshakti mili bhavish ko dhayan me rakhkar...... Sab sahi chal raha tha par Vishaka mahtavakanshi thi aur apni shaktiyan purane se purane Vilupt ho chuke hazaron saalon pehle Mahabalsali sarpon ki ardhana karne lagi..... Usko kayi shaktiyan bhi mili jinme kuch kaali ya karoorta se paripuran thi. Wahin apne saathi Naag se uska mann viched jaisa ho gaya, Raja Vasuki bhi chintit the ki Vishaka hi unko Naaglok ka utaradhikaari degi. Vishaka ne kareeb 100 saal se jaada ekant me ek prachin naagon ki shakti prapat kar li aur jab woh vapas louti toh apni premi saathi Naag ko apni choti bhen Prabha ke saath dekha...... Raja Vasuki ko bhi inh 100 saalon me Prabha se umeed dikhai di ki woh Vishaka ki jagah unko utaradhikaari degi...... Prabha aur Saathi Naag ne Vishaka ko sacch sacch bata diya ki woh dono prem karte hain aur unko maaf kar de. Vishaka ki kaali shaktiyan itni haavi ho chuki thi ki unke sacche prem ko apna apmaan maan li aur jish choti bhen ko bahot prem karti thi uske saamne uske premi "Sarpu" ko zinda nighal gayi aur Kaali shaktiyon se Prabha ko baandh ke uski naagshaktiyan kheenchne chahyi toh Raja Vasuki ne khud unko Prabha ke ander se niklte hi apne ander sama liya aur Vishaka ne kaal shraap dekar Prabha ka anth kar diya aur usko hamesha ke Naaglok kya Patalok me kabhi nahi dubara janam lena waala mantar maar ke bhasam kar diya..... Yeh poora Naaglok Prabha ki ush hirdhya vidaark aant ka gawah hai".

Deepti ki aankho me jahan aansoon the Prabha ke liye wahin Geeta ki aankho me Vishaka ke liye nafrat.

Geeta ," Yaani ush din koyi kuch nahi kiya aaj sher ban rahe hain kyunki Vishaka ko Deepti aur Prabha ne maar giraya..... accha hi kiya uski yehi sazaa thi varna me aur Aryan usko kaccha chaba ke khaa jaate jisne hamari Prabha ko aisa dardnaak dand diya ...... aur tu kyun roo rahi hai dekh Prabha zinda hai aur Vishaka maari jaa chuki hai. Rani Maa mujhe lagta hai ithaas phir se na daurahe jaaye mujhe ab wahan kisi pe jaara bhi bharosa nahi ".

Geeta ne Deepti ki aansoon saaf kar uska gaal choom ke apne haath se seetal pey pilaya toh dono ka ek doosre ke liye ghera sneh dekhkar Rani Hema bhi khush thi, bahot bhagyasaali ho putr Aryan joh tumko do do sacchi aur humsakal preysi mili hai jeevansaathi ke roop me..... Jahan sagi bheno me itna prem nahi hota wahin inh dono me toh jaise ek doosre ke praan basye ho......

Rani Hema se Deepti ne poocha ," Phir woh aadhi Naagshakti Mahi tak kaise phonchi jabki yeh toh dedh hazar saal purani ghatna hai phir Divya Talvaar "Shayak " ke liye Vishaka ka pagalpan bhi toh tha ?"

Rani Hema ne uttar diya," Aadhi Naagshakti ke liye kayi saal yag karke bhi Bhagwan Sheshnaaga ne Vishaka ko vardan nahi diya balki ek doosri shakti jaldi hi, ek pavitr shakti, uske paas hogi ...... Woh thi Divya Talvaar jiske moh me Vishaka ne sabse muh mod liya..... chunki aadhi Naagshakti Prabha ki thi aur uske marne ke baad Raja Vasuki ko Bhagwan Sheshnaaga ne Raja Maya ki madad lene ko kaha...... Tumko bata dun Maharaj Mayasur mere patidev ne apni Danavi shaktiyan Saya-Chaya-Maya me chupa rakhi thi ..... doosri baat ek shraap ke karan Danav Vatasur ki gulaam thi teeno toh koyi kaise shakti le paayega kisi ki soch se pare tha. Raja Mayasur ne Raja Vasuki ko bhi apne raaj batya toh unko bhi yeh yukti theek lagi kabhi teeno Rajkumarion se koyi shaktiyan hasil nahi kar payega...... "

Geeta hairani se," yaani dono itne mahan Patalokon ke shaktishaali Rajaon se bhi chuk ho sakti hai kisne socha tha aur mere Aryan ne sendh hi nahi dono ki betiyan bhi pata li waah mere Aryan tu ne toh kamaal kar diya...... Jahan koyi soch bhi nahi sakta wahan Aryan phonch hi gaya aur ab mujhe toh lagta hai Vishaka waali bhi aadhi Naagshakti le hi lega..... Dono Rajaon ne apni gaand khud Aryan se marwane ka mann bana liya ho toh hum kyun Aryan ko roken Deepti ?"

Deepti ne Geeta ko Rani Maa ki taraf ishara kiya toh Geeta jeebh apne daanto me daba ke boli ," Sorry Rani maa muh se nikal gaya ..... "

Rani Hema bhi muskarye bina na reh saki tab Deepti boli," Kaya Mahi poori Naagshakti ko jhel lega ?"

Rani Hema ," Woh hi jhel sakta hai aur Naaglok kya poore Patalok ka bhavish bhi badal sakta hai..... Tum dono ko usko khula chodna hoga usko Patalok me joh uska mann kare kitni bhi priyasi banye kitne bhi vivaah kare..... Dekhna woh aur shaktishaali banega aur joh sapne tum sab uske saath dekh raho ho poore kar sakenge..... Patalok ki joh stree ya yuvti Aryan ke saath hogi woh usko utna hi balsaali aur dharyevaan banegi ".

Deepti ," MAHIiiiiiii sambhal ke ....... " Uski cheekh ne baaki dono ka dhayan bhi mirror me chal rahe yudh pe Swamyvar sthal ki taraf gaya......

Geeta ," Cheekh kyun rahi hai dekh liyo sab mar jayenge Aryan na marega ".

Rani Hema ," Vishaka ko bhool rahi ho putri Geeta, Deepti ne uski shaktiyon ka 20wa hissa bhi nahi dekha tha aur woh kisi ko Aryan ke ander jagrit karne ki poori koshish karegi ".

Deepti aur Geeta ek saath ," Kya ..... Kya ..... "

Par kisye jiske ander 6 aatma ho ?????

_____________________

Aryan ki ek baar charon aur nazar daudi toh usko sab pehle ki tarah nafrat ki drishti se nahi dekh rahe the..... Aryan bhi mann me "aakhir sapola hi sapole ko pehchanta hai".

Vishaka joh ab ek pritibim ke roop me sabke saamne Aryan ko mukhatib hokar boli," Aryan tum koyi bhi astar, roop ya chal kapat bhi istemaal kar sakte ho agar Prabha ke saath mujhe bhi hara diya poora Naaglok kya Patalok ko bhi tumhare saamne jhukna padega. Tum ko maarne me hum dono koyi kasar nahi chodenge tum chaho toh humko maar bhi sakte ho ...... hi hi hi hi hi ...... "

Aryan nirya hi chutiya bana Vishaka ki sharat aur chetwani sunn raha tha..... usne Raja Vasuki ki taraf dekha toh woh bhi muskara rahe the ...... Unhone toh aur bhi khule mann se yudh bina kisi niyam se swikarti de di......

Aryan ne apni baat rakhi bade dhairye se ," Dekho Vishaka mujhe sarp bane kuch pal hi huye hain par sarpon ki burai aur acchai aane me samay toh lagega..... Dushman jab apna saga ho toh muskil jaroor hoti hai...... Magar meri taraf se tum dono bheno ko kya kisi ko bhi chut hai joh tumhari taraf se ladne ko tyaar ho mujhe pahrej nahi. Haan agar meri mout yahin likhi hai toh phir diar kyun karni. Mein Prabha ki kasam khaata hun aaj ishi Naaglok ke Swayamvar me ushko apni bana lunga aur tumko Prabha ki daasi ".

Jahan Prabha ke chehre pe khusi chaa gayi apne bade Bhai pe garav karte huye wahin Vishaka ke partibimb roop se ab gussa jhalak raha tha.

Jab Raja Vasuki ke ishare par sanik sarp ne bade se hathode se ghante pe maara toh tannnnnn ki awaaj se Swayamvar partiyogita ka akhiri padaav shuru ho gaya .......

Aryan ne sab Patalok ke Rajaon ki taraf mukh karke apna phan aur dono haath jodkar abhivadan kiya......

Raja Bali Maharaj ke saath Asur Guruji ne bhi usko mann hi mann ashirwad diya ....... Raja Vasuki ne poora sthal ek adrish kawach se dhak diya.......

Kuch minto baad Sarp sanik ne ghosna ki ," Mahan Naag Rajkumari Prabha apni sena ke saath padhaar rahi hai ".

Aryan ab Naag yodha ki poshak pehnkar ke ek haath me bhala doosre me dhaal aur kamar pe ek Talvaar aur katari lagye ek taraf tyaar khada tha ...... Tabhi Naag Rajkumari Prabha ek Yodha ki poshak me Naagon ke vichirt se rath me joh poora naagon se hi bana tha aur aage 3 bade bade vishaal Naag ush rath ko kheenchte huye yudhsthal ke bich laa rahe the...... picche dhammm dhammmm ki awaaj karte bade bade nagadon ka band aur Naaglok ka jhanda liye 2 toli sanik ki Rath ke picche aur unke picche hazaron ki sankha me Naag saniko ki sena thi...... Aryan pehle apni laadli choti bhen ko itni Badi Naag Rajkumari ke yodha roop me uski sunderta me khoo sa gaya par jab hazaron Naag sanikon ne aadhe se jaada Yudhsthal gher liya tab hosh me aaya.......

Aryan apne mann me ," Arey Prabha toh lagta hai poori sena hi le aayi ladne ke liye...... kitni sunder lag rahi hai meri pyari bhen ".

Tabhi ek Naagbaan Aryan ke charon me aakar gira joh Prabha ne apne bade Bhai ke sammaan me sarp dhanush se maara tha...... woh Naagbaan pushpo me badal gaya.

Aryan bhi muskara diya yaani poori tyaari se aayi hai meri bhena..... chal phir ho jaa tyaar ......

Aryan ne apni kamar se Talvaar nikali aur poori takaat se upar ki taraf phenki toh kuch hi pal itni uchaayi tak gayi ki dikhni gayab ho gayi aur phir huyi garjna bijli se chamakne lagi aur aisa laga ish andhere Lok me koyi tofaan aane waala hai.

Sab samajh toh gaye yeh Aryan ki phenki Talvaar ka nateeja hai par jab upar se bijli kadakti wohi Talvaar teji se jab nicche Prabha ke rath ki taraf aane lagi bheesan garjan aur bijli ke sath toh sab darne lage...... Prabha ne ek baar Aryan ki taraf dekha toh woh muskara raha tha toh uske chehre pe bhi muskaan phel gayi jaise pakka Bhai ne gift diya hai.....

Rath se sirf 10 metre upar ek vishphot huya aur poori Sena pe pushp ki varsha hone lagi...... aur woh chamakti Talvaar ab Prabha ki kundli ke samaane rath par padi thi jisko usne utha ke choom liya aur Aryan ko dekhkar hasne lagi...... ( Aryan ne mayavi shakti ka pardhshan kiya tha)

Raja Vasuki aur Raja Maya ek doosre ki taraf dekhe ki yeh ho Kya raha hai..... ?

Aryan ki Patalokon ki bharyian (Patniyan) khush thi ki dono partidawandi hokar bhi ek doosre ko poori ijjat dete hain.

Danav Guruji ," Ha ha ha ha ....... Dono ko dekhkar ek seekh toh milti hi hai ki dushmanon ko bhi ek doosre ki ijjat karni chahiye tab yudh ladne ka jajba dunga ho jaata hai ".

Raja Bali Maharaj ne chutki li ," Prantu Guruji yeh dono toh ek doosre ko pushp pushp phenk rahe hain ".

Dono Rajaon ne Danav Guruji ki taraf dekha toh muskara ke bole," Dono apne karmo aur yudh kausal me nipun hai.... Aryan bada hai toh Prabha ne uske piar pe teer maarke apna sammaan prakat kiya wahin Aryan ne apni Talvaar dekar usko aur uski Sena ko vijayibhav kaha ".

Raja Maya ," Prantu Guruji aisa kab huya".

Raja Bali Maharaj ne aur maje liye ," Guruji aap humko kya chota bacche samajh rahe hain kyun Raja Vasuki aap ne dekha na".

Raja Vasuki bhi chidkar ," Yehi toh meri samajh me nahi aa raha ...... "

Tabhi ek joor ki phunkaar ghunji akarmannnnnn ....... Joh Prabha ki thi aur nagadon ki awaaj ke saath 100 se bhi jaada sarpon ne Prabha ke ishare pe Aryan pe hamla kar diya .......

Rani Pushplata ," Samajh me aa gaya Raja Vasuki ...... Apni poori Sena hi bhej dete akele Aryan ko maarne ".

Par ab sabka dhayan Aryan pe hi tha ki akela poori Sena se kaise ladega......

Aryan ne apni position lekar apni lotus shield laga li tabhi ek saath vish chodte 50 baan uski shield pe lagkar beasar ho gaye ...... Yeh Prabha ka pehla vaar tha par ab usko ahsaas hua ki Bhai ne lotus shield laga li hai aise toh ushpar kuch asar nahi hoga...... Mere naag sanik maare jayenge aur jhat se Naagshakti se apne saare sanik surakshit kar diye......

Aryan ne apni taraf badhte naagsanikon ko teji se rangte aate dekh ke apna bhala poori takat se sabse aage waale ka seena nishana lekar maara toh jitni teji se uska uska bhala ush naagsanik ko lagta bas ushko chookar bhala galta chala gaya ....... Aryan bhi hairan hokar Ashambhav yaani yeh bhi shield lagye huye hain.......

Aryan ko gher ke jab ek ke baad ek lagatar hamle hone lage jisko woh apni dhaal se ya katari se bachata tab tak sab ne usko gher liya toh nicche bethkar ek badi uchal maara unse dur hone ke liye toh Prabha ne apna bhala jorse Hawa me udte Aryan pe maara ....... vaar itna sateek tha Aryan ko kuch huya toh nahi par nicche yudh sthal pe gira aur Naag sanikon ne vaar pe vaar karne shuru kar diye .......

Aryan kabhi ek ko ghunsa jadta toh doosre ka vaar apni dhaal pe leta..... par Prabha ne toh ab 200 aur naagsanikon ko Aryan ko kaid karne ke liye bheja.....

Danav Guruji ," Kyun Raja Vasuki aapke chehre ki muskaan bata rahi ki aapko apni choti putri Prabha pe garav mehsoos ho raha hai ".

Raja Vasuki ," Sahi kaha Guruji aapne, Prabha ko hum sab chanchal hi samjhte the jabki yeh uska yodha waala roop bahot susajit hai aur saare naag sanikon ko bhi Naagshakti se surakashit kar di hai ".

Raja Maya ," Par Aryan ke paas bhi Kamal kawatch (Lotus shield) hai aur mayavi shakti bhi ".

Rani Pushplata mann me , kab istemaal karega Aryan apni nayi shaktiyan......

Aryan ne apni speed badha choti choti challangh laga naag sanikon pe vaar karke bachta toh 2 naye vaar ushpar hote ...... ek baar jorse uchal ke phir doosri taraf bhaga toh Deepti ne apne Naagbaan se phir nicche gira diya ....... aur ek baan maar ke uski gardan ko jameen pe ek naagrassi se kas diya ........

Phir 2 aur baan uske haathon ko baandh diye toh Aryan ne aankh bandh karke mantar padha ....... Dhammmmmm Dhapppppppppp .......

Naagsanik joh Aryan ke paas jaakar hamla karne hi waale the ki poora sthal kaamp gaya ......

Gurrrrrrrrrrrrrrr Babar Sher ki dhaad aur khooni gende ki phunnnnnnnn phunnnnnnn ke saath unh naagsanikon ki taraf bijli ki phurti se daude .......

Sab darsak gann kya sab mahabali bhi dekhte reh gaye wahin Raja Vasuki ko bhi gayat ho gaya yeh dono khoonkaar jeev Aryan ke andar se aaye hain bahar toh poora yudhsthal hamare kawatch se bandha hai ....... Magar jinhone aise jeev pehli baar dekhe toh dar gaye unke saareer pe golden katwch unko aur hinsak ke saath yudh ke liye hi trained dikha raha tha ......

(Screen pe dono dekhkar Geeta Deepti ne hifi kiya ...... dono unko dekhkar khush thi ki Aryan ne sahi vaar kiya ...... )

Rajkumari Swarnlata ," Didi dekho woh dono phir bula liye Aryan ne ...... hi hi hi ab aayega maja ....... khaa jao in naagsanikon ko ....... "

Rani Pushplata aur Kaamlata ke shareer me jhurjhuri daud gayi ..... kya halaat ki unke Lok me inh dono datya roop Aryan ke doston ne haan Babar Sher aur khooni Gende ko apna dost hi batya tha Aryan ne .......

Dekhte hi dekhte dono ne naagsanikon ki rail bana bana ke ghayal kar diya par abhi tak mare nahin the Naagshakti ki wajah se ...... Aryan apne bandhan se aajaad hokar ke apni lotus shield bhi dono ke upar chada diya aur ushi jagah leta leta naag sanikon ki cheekh pukaar sunn raha tha ......

Prabha ne unko naagrassi se bandhne ki koshish ki toh koyi asar na huya par ab dono Prabha ke raath ko target kar diye Prabha ne dono vishaal hinshak pushon ko apni taraf aate dekha toh chan bhar me apna vishaal roop dhar ke rath se uchal ke dono ke saamne unko apni poonch me saath lapeti hi thi ki ek jordaar kick uske pehle phan pe aur doosre phan pe Aryan ka ghunssa pada ...... udhar Babar Sher ne uske sareer me daant aur nakhoon se waar kiya wahi gende ne apne seengh se.....

Prabha pe dono jaanwar ke vaar ka koyi asar na tha par Aryan ke vaaron ki chot ne usko behosh kar diya ...... Aryan ne seeti bajai aur teeno Prabha ko achet chodkar uski naagsena ko maarne lage kyunki Prabha ki Naagshakti ka asar uske achet hote hi naagsanikon pe se khatam ho gaya..... 5 min me bas khoon hi khoon tha kate phate naag sanikon ka aur Aryan ne Prabha ke paas jaakar uske sar pe haath rakha aur mantar padha toh uski chetna lout aayi ......

( Prabha ne apni Naagshakti se khud ko surakashit nahi kiya tha yeh uski bhool sabit huyi aur Aryan ne poori mayavi shakti se uske dono phan pe vaar kiya jisko woh nahi jhel paayi)

Aryan ko kundli me baandh usne dono muh se uski gardan pe vaar kiya par sayad Aryan tyaar tha dono haatho se uska phan pakad ke chillaya ," Tum haar chuki ho Prabha tumhari Sena bhi nahi bachi, mujhe majboor mat karo nahi phir se lambi behoshi me bhej dunga ".

Prabha Aryan ki baat sunkar dheeli padi aur jab charon taraf sirf lashien aur khoon pada tha Genda aur Sher apni apni jeebh se apni chehre se khoon chaat rahe the...... Tabhi tannn ki awaaj ke saath ghanta baja toh Raja Vasuki ne khade hokar kaha ..... " Maharyan ko vijayi ghosit kiya jaata hai ".......

Prabha apni sena khookar sadme me thi toh Aryan ne usko sahara dena chaha par woh sar jhuka ke wahan se apne maata pita ke paas aakar ruki..... NaagRani ne usko gale laga ke kaha," Akhir tumhara pyar jeet gaya Prabha , tumko khush hona chahiye ".

Prabha sar jhuka ke ," Par mein apne naagsanikon ko nahi bacha paayi ".

Danav Guruji ," Tum ek ko hi chun sakti thi yudh parinaam me Aryan ya apni sena..... tum ne apni sena chuni par Aryan jaada tez nikla usne tumko behosh kar tumhari Sena ko hara diya. Tumhe dukhi nahi hona chahiye ".

Raja Vasuki ," Putri Prabha, meine itni sahashi yodha nahi dekhi joh apne sanikon ko saath liye ladi..... yeh yudh nahi tha varna tumhari jaan bhi jaani thi aur Swayamvar ki shart mat bhulo tumko Aryan ne Jeet liya hai ab woh hi tumhara var hai ".

Vishaka ," Tum araam karo Prabha, tum ne acchi tarah mukabla kiya ".

Vishaka ka partibimb ab Prabha ke ander sama gaya aur choti bhen ko savantana dete huyi boli," Prabha meri choti bhen jish ghadi ka tumko intzaar tha woh jaada durr nahi hai. Phir ish ghadi ke liye toh tu hazaron varshon intzaar kiya hai. Tere naagsanikon ne tujhe bachane ke liye apne praan tak nauchwar kar diye..... ek baar ko laga Aryan tujhe hi na maar de par woh bahot chahta hai tujhe. Ab aise dukhi hokar apne sacche prem ka uphaash toh mat udao ".

Prabha ," Apne prem ke liye kitni kurbaniyan deni hogi Didi phir ab aap bhi kahan rukne waali ho".

Vishaka haskar," Tu bole toh mein nahi ladti Aryan se ".

Prabha khush hoti huyi ," Sacch Didi aap nahi ladogi, hum aise hi teeno bahot pyar se hasi khusi rahenge ".

Vishaka gambhir swar me," Hum teeno nahi sirf tum aur Aryan ...... Mujhe tumko mukat karna hoga, tum hamesha khush rehna ".

Prabha ," Aisa mat kaho Didi mein ek baar aap se alag ho gayi thi ab phirse ek saath hain, hamesha rahenge ".

Vishaka ," Prabha aise mein kabhi Aryan ko apna nahi paungi meri bhen. mujhe ajaad kar do tumhe tumhari khushiyan Mubarak ho ".

Prabha ne mann kada karke woh kaha joh Vishaka sunna chahti thi ," Didi ab jeeyenge toh saath marenge bhi saath. Aap sar jhuka ke mat raho aap joh chahogi wahi hoga ".

Prabha phir ek baar apni badi bhen ke aage jhuk gayi joh uski bahot badi galti sabit hone waali thi...... ????
________________

Aryan ne apne purane dost Babar Sher aur Khooni Genda wapas gayab kar diye yeh kehkar abhi ek baar aur tumko bulana padega .....????

Aryan jab yodha dirgha me apne ko saaf karke phir se tyaar hone laga toh Rajkumari Swarnlata aur Rajkumari Maya uski dono bharya aakar usko badhaai di par uske sarp roop ki vajah se jijhak ke durr khadi huyi thi.....

Haath jodkar Aryan ne Bhagwan Sheshnaaga ko smaran kiya toh apne maanav roop me badal gaya ...... Dono daud ke usshe lipat ke chooma chaati karne lagi.....

Aryan bhi dono ko apni goad me bitha khushi se sehala raha tha kiss karte huye..... Kuchi hi pal me wahan Rani Pushplata ke saath baaki teeno Rani Kaamlata aur Rajkumari Saya Chaya bhi aayi ...... Dono sharma ke uski goad se uth gayi par Kaamlata ne pehle maidan maar ke uske upar chad ke kissi karne lagi.

Rani Pushplata ne uske bade khulon pe dhaul jamaya ," Kaamu yeh toh dekh lo hum kahan hai phir kuch ristey raajdaar hi sahi hote hain ".

Kaamu ne ek baar aur kiss karke hati," Didi apne pyar ko badhai hi de rahi thi hi hi hi hi ......phir Aryan mujhe sabse jaada pasand karta hai ..... hain na Aryan ? ".

Aryan ," Kaamu you are darling baby .... puchhhhh puchhhhh ....... " uske dono gaal chaat liya toh teeno danav Rajkumariyan hasne lagi toh Swarnlata bhi na samjhe huye bhi hasne lagi.....

Itne me Saya Chaya bhi Aryan se lipat ke pyar jatai toh Rani Pushplata chid si gayi......" theek hai karo sab apni manmaani ...... yeh Naaglok hai naa ki apne Lok me hain "....... Woh palat ke jaane lagi sabko hasta dekhkar...... Danav sanik bhaar hi rok diye the.....

Par Aryan ne usko bhi aage badhkar goad me utha ke apne se lapet hi liya...... sabke saamne usko apni goad me bitha ke khoob kissi karke poocha," Tum kuch pareshan ho Pushpu ?"

5 aur Aryan ki biwiyon ke saamne khud ko uski goad me bethkar garav ke saath sharam bhi aa rahi thi par Aryan ke uske mann ke bhaav jaankar khusi huyi ki uska pyar usko samjhta hai ......

Rani Pushplata ," Sab dekh rahi hain Aryan ..... chod do na .....Vishaka bahot khunkaar aur shaktishaali hai Aryan, usko Prabha samjhne ki bhool mat karna. Usko seedhe ladke harana muskil hoga toh apni shaktiyan poori laga dena vaar karte huye bina aurat samjhe".

Aryan ne pushpu ka goora gaal chaat ke kaha ," Vishaka ko hara ke tumhare saamne nahi jhukaya toh mera naam Aryan nahi meri raani...... Mein yahan haarne nahi apni Prabha ko jeetane aaya hun. Tum sabko jitna vishwas hoga utne mere jeetne ke chance honge par Vishaka ko apne pichle janam ke paapon ka hisaab dena padega ......"

Aryan ki gusse se laal hoti aankho ko dekhkar Pushplata ne Aryan ke labon pe dhava bol apne chootad uske ling par ragadi toh woh bhi normal hota gussa hata ke pyar karne laga..... Sab ki sab usse chipat ke choom rahi thi jahan jagah milti...... Sabne Aryan ko shaant kar diya. Yehi Aryan ki taakat bhi thi ki uske chahne waaliyan usko gussa nahi hone deti hai chahye kuch bhi ho.

Sabko gale milkar vida kar Aryan ab naye astar sastar ke saath jab yudhsthal me parvesh kiya toh ab Naaglok waalon ko bhi vishwas sa ho raha tha ki itne hazaron saalon ke baad Aryan hi Swayamvar partiyogita yodha vijeta banega. Akhir Divya Talvaar bhi uske paas hai Rajkumari Vishaka usko hara nahi payegi.

Vishaka ki shakti Naaglok aur unke vashiyon se thi joh lakhon ki sankha me Naagon ka Lok tha par aaj toh naa jaane kitne aur Lokon se Naag sirf Aryan ko jeet ta dekhne aaye the akhir woh Divya Talvaar ka Maalik hone ke saath Prabha ko Jeet bhi chuka tha......

Sarp bhasa me sirf hiss hiss jaisa lagta kisi manav ko par Aryan ki Jai Jai kaar ho rahi thi poore Swayamvar Sthal ke prangam me...... Wahin doosre Lokon ke danav aur pischaahon ke saath goblins aur datkyaar bhi Aryan ki taraf the......

Raja Vasuki ke saath ab Raja Maya ko bhi ek umeed jagi kaash yeh Vishaka ko hara ke usko apna le ...... Wahin Aryan sirf Vishaka se apni choti bhen Prabha ke apmaan aur dushtata ka badla lena chahta tha......

_______________

Vishaka ab Prabha ke sareer pe kabja karke apne Pitashri Raja Maya ka ashirwad lekar apni gufa me phonchi aur sabse pehle ek mantar padhkar Prabha ko nishkirye karti boli ," Bhen tu meri ya Aryan ki ladaai nahi dekh payegi ishliye tu supt awastha me reh ".

Prabha ne naa jaane kyun apna sabkuch Vishaka ke hawale chod diya aur Vishaka apni gufa me bethkar ek yag shuru kar aise aise prachin Naagon ka ahwaan karne lagi joh hazaron saal pehle maar chuke the, unki aatma aur shakti ko paa li...... Yahan Naaglok me unh Naagon ki mani bhi Vishaka ke paas thi ....... dekhte hi dekhte woh badal ke ek mahakaya Roop li aur kitne karoor Naag uske sareer me sama gaye ...... Phir yaad ki bhagwan Sheshnaaga ko toh unke prakat hote hi apne 5 phano ko nicche karke vardaan maangi toh unhone bhi ashirwad diya ," Thathatsu ".

Vishaka ki khusi dekhte hi banti thi , Tumko mujhe apna padega mein Divya Talvaar se durr nahi reh sakti ...... chahye Naaglok kya Patalok bhi ujad jaaye ..... mein sirf Divya Talvaar ke Maalik saath rahungi...... mein tumhari chaavi abhi tak nahi bhooli......

" Jehrli naagin ka badla bahot khatarnaak hota hai "...... wahi Vishaka toh pehle hi maari jaa chuki thi ab joh karne jaa rahi thi usko Divya Talvaar ke Maalik se prem huya tha joh Aryan hi tha par manav roop nahi wahi Divya Talvaar ka premi uska saathi ho aisi tamana liye.

________________

Rani Hema ke saath ish sunder vann me dono bhene Geeta-Deepti jaise har yudh sthal ke drishye ya rahsye pe andolit hoti...... Sab unko mirror roopi screen pe dikh raha tha par ab Vishaka ko dekhkar dono darr rahi thi ki yeh kya karne waali hai par Rani Hema ne unke saamne se pal bhar gayab hokar phir se Aryan ki 6 nayi Patalok ki patniyon aur preysi ke saath prakat huyi.......

Rajkumari Maya ," Maa hum sabko yahan kyun laayi ?"

Rani Hema ne Geeta aur Deepti ki taraf ishara kiya joh ek alishaan gaddi pe bethkar screen pe dekhti nazar aayi ..... Deepti ne khade hokar sabko namaste kiya par Geeta mouh pher ke wapas se screen pe dekhne lagi ......

Rani Pushplata ," Maharani Hema ji mein inh sabko wahan surakshit rakhti ".

Rani Hema ," Meine apne putr ke anusaar hi kiya hai woh nahi chahta ki koyi bhi uski chahne waali wahan ho jab Vishaka se uska saamna ho yahan tak mein uski muh boli Maa bhi nahi ".

Baaki sab Deepti se gale mili par Geeta ki berukhi sabko dara rahi thi toh Deepti ne Maya ke kaan me kaha Didi ne sab dekha jab aap sab Mahi ke saath thi.....

Maya ne aage badhkar Geeta ke piar chuye toh usne piar sikod ke kaha ," Dur hat nahi toh yahin sabko maar dungi, Kaminyon ko koyi nahi mila mere Aryan ke alwa ...... aaj Vishaka ne nahi mara toh harami ko mein khud maar dungi ".

Maya ka chehra utar gaya wahin Rani Pushplata ko bahot gussa aaya ki itni himmat ki Maya ko kaise daanti Geeta?

Rani Hema ne usko haath dikha ke roka aur Deepti Maya ko apne saath Geeta se durr betha ke boli," Didi ka gussa tum teeno jaanti ho abhi unke paas mat jayo thodi diar me theek ho jayegi ".

Rani Hema ," Tum sab Aryan ki kamjoori ho ishliye yahan laayi hun ".

Rani Pushplata ," Par yeh toh Naraklok ke paas ka pichla hissa hai yahan aap kaise hain..... aur tum sab bhi koyi bewkoofi mat dikhana varna jinda hi mirtyulok me hogi".

Rani Hema," Yeh chadam sthaan hai yahan koyi na jeevat hota na hi mirtye ishliye Vishaka se bacha ke laayi hun".

Geeta bhi mudkar ," Rani Maa kahin hum sabki setting apne hi toh nahi Vishaka ke saath set kar di ...... inka mujhe pata nahi par Aryan mujhe bahot pyar karta hai, woh mujhe khojte huye yahan bhi aa jayega. Aur tu Deepti wahan kahan bethi hai yahan beth mere paas ".

Deepti bhi sar jhuka ke apni humsakal Didi ke paas bethi toh Geeta ne usko apne se laga liya ......

Rani Hema muskara bhar di toh Pushplata bhi ish Chandi Devi ko samajhne ki koshish kar rahi thi akhir yeh kaise manegi..... ?

Chaya ne Swarnlata aur Kaamlata ko dheere se samjhaya yeh hi Aryan ka pehla pyar hai aur sabko ishi se ijajat milegi..... Saya ne batya thodi kadak hai par streeon ka bahot sammaan karti hai bas thodi mouh phat hai. Ishki bina anumati ke Aryan nahi mil sakta par ek aur hai woh maan gayi toh yeh bhi mana nahi karegi..... Aryan ki judwa bhen hi keh lo Meena naam hai.

Rani Hema ne taali bajai toh dono dasiyan ab 6 thaal lekar aayi sabke liye.....

Rani Pushplata ," Rani Hema wahan Aryan ko meri madad chahiye hogi ".

Rani Hema," Jaroor hogi par ushse dur rehkar sabko surakshit rakho yehi madad hogi ".

Geeta ," Are baap re yeh kaun sa roop liye Vishaka aayi hai ?????"

Sabka dhyaan ush screen pe gaya......


[Image: images?q=tbn:ANd9GcQox2m-fzEGkzanKephx-E...A&usqp=CAU]


Vishaka


*******
[+] 1 user Likes Dmahi19's post
Like Reply


Messages In This Thread
Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Dmahi19 - 04-07-2019, 02:36 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-07-2019, 02:02 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-07-2019, 12:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-07-2019, 01:39 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-07-2019, 02:27 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-07-2019, 07:11 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-07-2019, 07:17 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-07-2019, 12:57 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-07-2019, 11:12 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-07-2019, 01:59 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-07-2019, 11:08 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-07-2019, 12:17 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-07-2019, 12:41 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by shiva530 - 22-07-2019, 03:38 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-07-2019, 09:40 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-07-2019, 10:48 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-07-2019, 11:34 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-08-2019, 10:47 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-08-2019, 01:02 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-08-2019, 09:29 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-08-2019, 05:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-08-2019, 05:01 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-08-2019, 06:52 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2019, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2019, 10:50 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-08-2019, 11:16 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-08-2019, 07:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 18-08-2019, 09:37 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-08-2019, 06:14 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-08-2019, 01:49 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-08-2019, 12:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-08-2019, 05:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-08-2019, 05:26 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-09-2019, 04:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-09-2019, 06:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-09-2019, 10:27 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-09-2019, 05:50 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-09-2019, 08:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-09-2019, 01:15 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-09-2019, 09:21 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-09-2019, 10:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-09-2019, 02:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-09-2019, 03:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-09-2019, 10:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-09-2019, 12:22 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-09-2019, 11:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-10-2019, 11:48 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-10-2019, 11:13 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by dark - 11-10-2019, 08:50 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-10-2019, 09:19 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-10-2019, 10:43 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-10-2019, 10:09 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-10-2019, 10:23 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-10-2019, 06:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-10-2019, 11:41 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-11-2019, 01:31 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-11-2019, 10:51 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-11-2019, 11:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-11-2019, 01:11 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-11-2019, 12:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-11-2019, 12:26 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-11-2019, 09:08 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-11-2019, 09:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-11-2019, 12:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-11-2019, 10:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-11-2019, 10:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-11-2019, 05:48 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-12-2019, 01:44 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-12-2019, 11:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-12-2019, 09:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-12-2019, 04:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-12-2019, 09:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-12-2019, 12:07 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-12-2019, 10:28 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-12-2019, 01:54 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-12-2019, 06:12 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-12-2019, 11:44 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-12-2019, 03:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-12-2019, 11:21 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-12-2019, 11:30 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-12-2019, 09:53 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-12-2019, 08:30 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-01-2020, 12:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-01-2020, 12:51 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-01-2020, 03:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-01-2020, 12:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-01-2020, 10:37 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-01-2020, 10:47 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-01-2020, 02:38 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-01-2020, 10:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-01-2020, 09:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-01-2020, 09:57 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-02-2020, 09:32 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-02-2020, 09:15 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-02-2020, 10:49 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-02-2020, 11:14 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-02-2020, 09:25 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-02-2020, 09:57 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-02-2020, 11:07 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-02-2020, 10:51 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-02-2020, 10:50 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-02-2020, 10:32 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-02-2020, 10:32 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-02-2020, 12:22 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-03-2020, 10:27 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-03-2020, 09:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-03-2020, 02:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-03-2020, 01:54 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-03-2020, 09:21 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-03-2020, 02:39 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-03-2020, 09:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-03-2020, 09:36 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-03-2020, 11:33 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-03-2020, 11:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-04-2020, 11:08 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-04-2020, 09:51 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-04-2020, 10:11 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-04-2020, 12:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-04-2020, 04:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-04-2020, 01:15 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-04-2020, 11:13 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-05-2020, 11:31 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-05-2020, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-05-2020, 11:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-05-2020, 11:55 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-06-2020, 02:37 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-06-2020, 12:44 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-06-2020, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-06-2020, 02:53 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-06-2020, 11:14 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-06-2020, 10:00 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-06-2020, 09:38 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-06-2020, 12:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-07-2020, 12:27 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-07-2020, 12:09 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-07-2020, 09:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-07-2020, 09:32 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-07-2020, 09:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-08-2020, 10:20 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-08-2020, 01:21 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-08-2020, 09:13 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2020, 02:16 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-08-2020, 01:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-08-2020, 11:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 18-08-2020, 11:53 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-08-2020, 02:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-08-2020, 11:59 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-08-2020, 11:55 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-08-2020, 12:33 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-08-2020, 11:58 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-08-2020, 08:52 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-09-2020, 12:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-09-2020, 02:36 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-09-2020, 02:47 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-09-2020, 12:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-09-2020, 01:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-09-2020, 12:08 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-09-2020, 09:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-09-2020, 11:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-09-2020, 11:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-09-2020, 10:47 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-09-2020, 11:27 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-09-2020, 11:28 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-10-2020, 10:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-10-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-10-2020, 09:52 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-10-2020, 10:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-10-2020, 10:11 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-10-2020, 10:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-10-2020, 11:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-10-2020, 09:37 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-11-2020, 11:20 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-11-2020, 11:20 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-11-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-11-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-11-2020, 11:10 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Bhavana_sonii - 24-11-2020, 11:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-11-2020, 10:25 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-12-2020, 10:26 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Bhavana_sonii - 12-12-2020, 12:09 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-12-2020, 10:10 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-12-2020, 09:50 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-12-2020, 09:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-01-2021, 03:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-02-2021, 02:31 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-03-2021, 03:03 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Dmahi19 - 19-03-2021, 05:23 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-03-2021, 01:03 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-05-2021, 10:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-05-2021, 09:54 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-05-2021, 02:16 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-05-2021, 09:45 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-05-2021, 10:06 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-06-2021, 04:21 PM



Users browsing this thread: 7 Guest(s)