Thread Rating:
  • 10 Vote(s) - 1 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Angrakshak Parivar Ka .........MAHI
Update 38 
Part - 6 ©

Akhand yudh ka maidan aaj Naaglok hi ban chuka tha jahan hamesha virana aur andhkaar rehta tha ab ratano, maniyo ke prakash se nahaye darsak dirgha se lekar pardhi bhi bich me yudhsthal ki bana di gayi ....... Poora yeh 4 kosh yaani 6 miles ka pranghan ek tarah Danavo, Raksaksho aur narpishashon ka adda ban gaya tha wahin dusri taraf aaj aise aise vishaal Naagon ko unke bil se nikala gaya tha joh kayi ? saal se supt nindra me the.....  

Raja Mayasur ne apni shakti se poore samay ki anusaar hi ek golakar me rann bhumi, charon aur darsak dirgha bana daala..... Ish vishaal rann chetre me 2 dwaar banaye gaye aur 4 yodhaon ke liye bade bade kaksh ...... 

Raja Vasuki ke saath Raja Bali Maharaj bhi unke saath shinghsaan par bethe hi thi ki jor jor se damru bajne lage yaani Shankar bhagwan ka aradh karke jab Danav Guruji ne shankh naadh kiya toh to ek ke baad ek Naaglok ke purane Mahasarp apni upasthati dikhate aate gaye aur sab apna phan aur sish jhuka ke unka abhivadan karte rahe ....... 

Dusri tarah do hinsak pehri Aryan ko kaid khaane me kabhi poonch se maar ke ya visheli phunkaara maar ke kaidkhane me pareshan kar rahe the..... Aryan bas pareshan sa dikhata ahhhh ouchhh kar raha tha ...... Na jaane woh kiska intzaar me tha joh itna kasht bhi jaan ke seh raha tha ......

Rajkumari Prabha ko sajane swayam uski teeno Naagmata joh Naaglok ki Maharaniyan thi, Rani Hema ke saath uski gufa me phonchi ..... 

Prabha thoda naraajgi se boli," Mujhe aap san ki madad nahi chahiye, akhir mere bade Bhai ko sata ke kya milega aap sabko".

Tabhi Rani Hema boli," Mein nahi balki tumhare hi Bhai, Aryan, ki aur do hone waali biwiyan aayi hain, mein unko vapas bhej deti hun ?"

Prabha joh darpan ke saamne apne ko saja rahi thi jhat se uth ke bhaagi..... " Mausiiii.... hongi....... ha ha ha ha ...... "

Prabha ko aise bhagte dekh uski Maa (Naag Maharani) ne Rani Hema se poocha ," Itna darti hai Prabha unh dono se hum ko jaanbhuj ke bhi dekha tak nahi ?"

Rani Hema muskara ke ," Aap ki beti ki ek palanhaar aa gayi hai aur uske Angrakshak ko toh aap sab ne Naaglok me kaid kar rakha hai...... Prabha jaisi yahan thi sabki chaheti vaisi hi Dhartilok me bhi hai..... Apni beti ko kaid kar sab ko maar sakte ho kisi ke chehre par dukh nahi dikhega".

Naag Maharani ( Prabha ki Maa).... ," Aap  bhi aisa bol kar humko sharminda na karen Rani Hemaji ...... Hum sab aaj bhi Prabha ko utna hi prem karte hain jitna pehle karte the. Aap nahi jaanti uska Naaglok wapas aana hum sabke liye naya jivan dayeni hai ".

Rani Hema ne toka," Na na ..... aap sab ne usko dandit hote, shraap paate apni laadli, badi beti, Vishaka, ke dwaara marte dekha tha aur uska darr ke saath prem hi itna jaada tha aap sab ke liye ki Prabha ya uska premi dikha hi nahi...... Aaj bhi aap sab Prabha ke liye khush nahi ho bas Vishaka bhi uske ander jivit hai toh Prabha bhi khaash ho gayi aap sabke liye ...... Ek baat yaad rakhna Maharani ji Prabha aaj jeevit satya hai aur Vishaka gujra huya kal dono ko ek saath jinda rakhkar bhool kar rahi ho..... maanti hun Naag shareer me Vishaka reh sakti hai par Prabha ish janam me nagin nahi manush yoni me paida huyi hai...... Vishaka ka pata nahi par Prabha pakka warris de sakti hai.... Uske manush gunn bahot prabal hain Aryan hi usko dono roop me sambhal sakta hai toh yeh Swayamvar partiyogita rukwa do.

Madad karo Prabha ki akhir aap teeno Maharani ke paas Nagin roopni shakti hai joh Aryan ko de payo taaki woh jeet kar Naaglok me bhi ek bacche ka phool khila sake..... varna hazaron saal beet chuke hain aur iske baad kitne hazaron aur beet jayenge..... Aryan ko yahan koyi maar nahi payege kyunki uski Maa (Rati) vardan me usko vapas magegi phir woh Divya Talvaar dharan karke kaun sa rudr roop ka Taandav karega sayad dekhne ke liye Patalok ke 7 Lokon me koyi jivat bhi na bache "......

 Naag Maharani," Yeh sab aap Maharaj Vasuki ko kyun nahi samjha paayi joh mujhe aur dono Maharani ko keh rahi ho ......? Aryan kabhi Vishaka aur Prabha ko hara nahi payega ? Mein kehti hun poori sena hata lo varna bekaar me yudh hoga ".

Rani Hema haste huye ," Socha tha pyar abhi bhi hoga apni betiyon ke liye, mein darane nahi samjhane aayi thi..... Aryan ko meine apna doodh pilaya hai, haar ke bhi tum sabko kisi layak nahi chodega ".

_________________

Raja Vasuki ne jab Raja Maya ka ishara paakar..... ek bade size ki ghante ke paas khade sanik pramukh ko adesh diya toh usne poonch me lapet ek bade size ke hathoda ko latke ghante pe de maara tannnnnnnnnn ....... ( Par yeh school waala nahi yudhsthal ka vishaal ghanta tha )

Aryan ke dono pair aur haath ko ek saath bandh ke mare suar ki tarah ek bhale par ulta latkar uudh sthal ke bich me laakar patak ke dono naagsanik chale gaye ...... Raja Bali Maharaj kuch bolte unke barabar me bethi Rani Hema ne haath utha ke kaha ,"Abhi nahi Maharaj inke paap dhulne me samay hai...... Mere beta kabhi kamjoor nahi hoga ".

Raja Bali Maharaj ," Bhool kar rahi ho Maharani..... Aryan Dhartilok par kamjoor nahi hoga par yahan Vishaka ko hara nahi payega kyunki woh kahan ladti hai kisi se sirf apne akarsan se maar deti hai....... Kya teeno Maharani ko mana nahi payi ki woh Aryan ko Naag roop de den ...... ?"

Rani Hema ," Ab aap bhi Naaglok ki tarafdaari karte, hara lo mere bete ko Maharaj ".

Raja Bali Maharaj muskara ke ," Uske saath Dhartilok jayogi ya uske liye tabhi poori duniya janegi ki yehi tumhara hone waala putr hota agar woh shakti baan apne uper na leti, aaj bhi Patalok tumhara rinni hai ........ Haarne do Aryan ko ek aur haar tum nahi sambhaal payogi ".

Dono bebas se ek doosre ko tark de rahe the ........

______________

 Teen naag saniko ko apne upar hamla karte teer aur bhaale ka vaar kaat Deepti ne Aryan ko kaid me dekha ......

Deepti ne apni 5 elments ki shakti se vaar rok kar jab aage badhi toh Geeta ne ush pehle Naag sanik ko thappad maar ke kaha ke ," Kamino mein nonveg nahi khaati par hum dono poora Naaglok khaa lete hain Chinese ki tarah paka paka ke"...... 

 Achanak apne saamne Geeta aur Deepti ko dekhkar Prabha uchal ke polevaulting ki aur Geeta ki goad me land ki aur Deepti bas hairani se dekh rahi thi ki didi itna gussa thi ish Prabha pe ab ek choti bacchi ki tarah Prabha ko apni pith par tang li...... Tabhi Prabha ne Deepti ki taraf high phi kiya toh woh bhi badi khushi se usko response ki ......  

Geeta ne uska gaal choom ke bola ," Baby tu fikar na kar hum tere liye hi aaye hain aur Vishaka ko samjha dena jahan dikhi wahin jutti marungi ".

Deepti ," Didi sab plan abhi hi disclosure kar dogi, maar dega Prabha tumhare sab ristedaaron ko Aryan tumhare liye..... toh sochkar Swayamvar karna tha na ..... tumko pata nahin meine apne hi kitne sage cousins bhai aur chacha khoye hain..... Woh pehle nahi marega kisi ko Prabha, par intzaar karega aur baaki sab bewkoof marenge , tumhare paas Naag ginti me kam hi padenge ..... aur agar tum dono bhene Aryan ko harane ka soch rahi hi toh woh haar maan lega magar usko hara paana muskil hai ".

Prabha ko toh jaise Deepti ki baaton se koyi matlab hi na tha woh Geeta ki peeth pe usse chipki bas apni choti mausi ke kaan me kuch request kar rahi thi aur Geeta hase jaa rahi...... Geeta apna ardarsh Nirmala ( Prabha ki Mummy) ko maanti thi aur sirf uske saamne sar jhukati thi par Prabha uski bahot laadli thi ek choti bacchi jaisi..... Geeta yahan Naaglok me ek baar Aryan ko marne de sakti thi Prabha ko nahi...... pichli baar hi Prabha ko yahan dekhkar hi uski saans ruk gayi thi..... par ishbaar nahi chahye kuch bhi karna pade...... 

Deepti bolti jaa rahi thi par Prabha apne saath dono ko apni gufa me lejakar boli," Mausi mujhe ready karo mein Bhai se shaadi karungi ".

Deepti ," Agar woh jeeta toh ?"

Prabha ne Deepti ko dekhkar bola," Aap khud boli thi Bhai ko koyi hara nahi payega phir ab meri baari aayi toh dara rahi ho..... Mausi aur Bhai ko koyi nahi hara sakta kyun Mausi ...... ?"

Geeta ne Prabha ka gaal chooma ," Yes baby.... chal ready ho jaa "......aur apne gale laga Deepti ko aankh maari ki ishko pakad ke rakhna hoga ....... 

________________

Ghanta bajte hi......

Yudhsthal pe Aryan ke upar Naagdansh aur uske sipha salar naago ne hamla kar diya...... Aryan abhi kuch samjhne ki koshish kar raha tha ki sab naagon ne apne sikanje me usko kas liya...... 

Bade Guruji ( Purana jungle) ne Aryan ke mann me kaha ," Vatsh tumko yahan bhi jeet ki pataka pehrani hogi bas galti se bhi Divya Talvaar ka ahwaahan mat karna ".

Aryan ne unko mann me hi naman karke socha ab inh Naagon ko phir kaise hara paunga ......?

Aryan ab idhar udhar kudkar Naagon ki phonch se durr hone ki koshish karta par unki poonch hi hawa me usko vaar se gira deti..... Ab toh jaise unh sabne usko football bana liya joh poonchon se ek dusre ki taraf phenkte ...... 

Aryan ne doosri tarkeeb laga idhar udhar koodte teen naagon ki poonch me phanda bhi maar diya par Naagdansh ne usko utha de maara...... Aryan jameen ke ander se uthkar kuch samjhta ki ek ke baad 20 sarpon ne usko poonch se baandh liya aur ek Naagin 4 bade bade box laakar boli," Yeh mushrooms ishki kamjoori hain Dhartilok par mein wahin se yeh uphaar layi hun Naaraj Naagdanshji "...... 

Danav Himasur ko Aryan ka aisa ashaye hona pasand nahi aa raha tha kyunki woh apni baari ka intzaar kar raha tha.....


"Mushrooms mat khilayo "..... Prabha cheekhti rahi par koyi naag nahi suna....... Sabne dekha aur par yahan jaise niyam kanoon na tha..... 

Aryan ki jaangh par dashkar woh uska muh kholte aur mushrooms uske muh me daal dete ...... Aryan ko mushroom se allergy hai uske parivaar me har koyi jaanta hai par naagon ke guptchar, Sapoli nagin ,ne adhuri suchna batayi ...... ????

Vishaka mann me Prabha ko boli," Le hamara sanyia to mushroom khaakar hi pasth ho gaya, meine dekhi hai woh sakhti joh Aryan ke ander hai par usko bahar kab laayega?"

Prabha darte huye ," Sab picche hat jao , Pitaji aap roko varna sab maare jayenge ...... "

Raja Vasuki ," Beti yeh yudh bhumi hai yodha marte hain toh marne do .....  par Aryan nahi bachega sahi kamjoori dundhi hai Naaglok ke yodha Naagdansh ne ".

Deepti se lekar Rani Hema bhi vichlit thi par Geeta muskara rahi thi mout bhi koyi kisi ki poori kamjoori bina jaane chunta hai ????? 

Jab naagon ne dash ke admara kar diya Aryan ko har taraf se toh Naagdansh aur uske yodha hiss hiss kar jashan manne lage ...... Rani Swarnlata aur Rajkumari Maya ki aankhon me aansoon sabke saamne dikh rahe the par 4 aur aakhien bharya gayi apne aansoon na dikhate sirf raunde roop me jaisi apne ko haari maan li thi ...... 

Rani Pushplata ," Utho Aryan tumhare paas toh Patalok ki itni badi sakti hai? Nahin Mahadev aisa mera Angrakshak devta maara jayega toh usko hamare jivaan me bhejna hi nahi tha ?"

Tabhi Naag sanikon me se Naagdansh Aryan ke nirjeev sareer ko apne poonch me lapet ke dhartal pe 3-4 baar patak ke kaha ," Ishko nighal ke Maharaj mein ishki nayi patniyon ko bhi apni daasi rakh lunga aur Swayamvar jeet kar ishki Dhartilok waali mujhe milni chahiye "...... yeh usne Geeta aur Deepti ko dekhkar kaha......

Gusse se apne liye power laati jab Aryan ki preysi aur bharya khadi huyi toh Raja Vasuki ki Naagshakti ke karan koyi apni shakti dharan hi na kar paayi ......   

Dekhte hi dekhte Naagdansh ne Aryan ko nighal liya tab Geeta ne khade hokar taali bajai ," Waah Naagdansh tum shakti shaali aur bhadur bhi ho..... Mein tum se vivaah kya gulaam bankar rahungi akhir tum se Mahan Sarp hai kahan..... jinka Raja hi napunsak ho ush se accha tumhari sangi ban jaun ,kya bolte hain bharya banungi ".

Har taraf ke Lokon se tareefien hi Naagdansh ko vijayi ghosit karwane waali thi par tabhi Danav Himasur ne yudh kaksh se bhara aakar ek hi vaar me hi Naagdansh ki seedha Phan kaat diya...... aur apne him baan se hamla karte huye kaha......" tujhe maar ke mein Aryan ki Raniyon ka Raja baunga ....... aur uski poonch kaat ke phenk diya "....... 

Udher Aryan Naagdansh ka pet phad ke bhaar nikal aaya aur gheri saans lene laga....... Naagdansh ke sareer ko him talvar se jameen me gaad ke Himasur jor se haskar bola ," Bahot khoob tu jinda hai tujhe mere haathon hi mout milegi"...... ha ha ha ha ......

Himasur ke saathiyon ne Naagdansh ke saathiyon ko peetkar picche dhakel diya....... 

Aryan ko sahi salamat dekh ke jaise sab Rajkumariyan aur Geeta ke chehre pe rahat ki saans thi ...... Geeta khud se mann me boli ish Aryan ko maarne ki sochna hi sabse badi bhool hai, saale ko mein nahi maar paayi yeh kya marenge...... 


Deepti ne aankh bandh kar apne sab purkhe aur Devta yaad kar daale..... wahin Patalok ki Aryan ki nayi biwiyan aur priyesi toh jaise bhavuk hokar aansoon bhahti reh gayi aur hontho pe Aryan ke jinda hone ki khusi thi........ 

Naagdansh ka sevak Sapoli se bola ," Tu toh boli thi yeh mar jayega mushrooms khila diya toh par dekh kaise zinda bach gaya aur SarpRaj (Naagdansh) ahsaye pade hain ".

Sapoli bhi darti huyi ," Mein khud pata laga ke itna mushrooms Parthvilok se laayi thi phir woh achet kya marr hi toh gaya tha par jaroor ish Himasur ne kuch kiya hai woh hi Aryan ko khud maarne ki baat bola hai".

Sapoli," Chal jaldi SarpRaj ko bacha ke yahan se le chalte hain ".

_________________

Aryan ke saamne ab Himasur apne Danav aur Naag roop liye saamne khada lalkaar raha tha..... Uske do mukh the ek Danav ka doosra sarp ka joh Raja Maya aur Raja Vasuki ke ashirwad se mile the........ apna vajar Roop me woh 12 ft ka rakshash jaise sabko lalkaar raha ho.

Aryan joh abhi sambhal bhi na paya tha ki ek seedhe haath ka mukka Himasur ka kha 100 gaj dur jaa gira jameen se ragdte huye...... Himasur haste huye karkash awaaj me dhaada," Aaj tujhe Mahan Danavo Dhartipakad aur Vatasur ke vadh ka hisaab dena hoga...... tujhe ish Naaglok me teri maut vapas laayi hai".....

Woh uchal ke Aryan ke upar apne dono haath jodkar kar prahaar karta ush se ek chan pehle Aryan apni jagah se kalamandi khaata hat gaya aur dhammmmmmmmm  ki awaaj se zameem me gadha ban gaya Himasur ke prahaar se ....... 

Aryan ne jhat se khade hokar Himasur ke pichwade par laat maari toh tann ki awaaj karta woh muh ke bal gira..... Aryan ka toh seedha pair hi sun ho gaya ki yeh danav lohe ka bana hai kya?

Rani Hema ki awaaj uske mann me gunji," Putr ish Himasur ko tum mal yudh me nahi hara sakte bas iske najuk angon par vaar karo jaise gardan, mukh ya jannangn pe ".

Aryan abhi sambhal ke khada hota Himasur ke agle vaar ka intzaar karta aankh bandh kar Rani Hema ko dhanyawad karta apni lotus shield ka gola apne dono haatho ke panjon me bana liya....... 

Himasur gusse se Aryan ki taraf palat ke apne dono haathon me bade bade himkhand bana ke Aryan ki taraf phenka jisko dono mukke se baari baari maar ke phod ke chakna choor kar diya...... 

Himasur ab hairani se Aryan ko dekh raha tha ki yeh kaise sambhav hai joh ishne meri himshila tod di...... Usne gusse se Aryan ke piar ke niche vaar kiya toh Naaglok ki jameen se peni peni barf ki bhale jaisi rod Aryan pe vaar karti usko ghayal karne lagi uske sareer me dhans ke par yehi galti huyi Himasur se usne Aryan ko jata diya ki uski shakti bhi paani ke roop him ( Barf) se hai...... jabki Aryan ke paas jal ki shakti joh Saroo se usko mili thi har awastha waali hai...... 

Aryan ne apne sareer me dhansi bilkul barf jaisi rodon ko aankh bandh kar pighla kar ek bhaap ka bawandar apne charon aur phela diya joh ek chakarwaat ki tarah tezi se uske charon aur ghumte bada hone laga ....... 

Himasur dhaad maar ke hasta," Tu mujhe  jal ki garmi ke vaar se hara paayega yeh teri murakhta hai bacche..... mein Himasur hun par ab him ke ish naag ko sambhaal ....... ha ha ha ha ...... "

Aryan bhi muskara ke ab apne charon taraf ush bhaap ke bawandar ko tej gati deta ush me Dharti ki shakti ( Geeta ki power) , Bijli ( Meena ke shakti) aur vayu ki shakti ( Dolly ki shakti ) ke saath, agni ki shakti ( Jane ki shakti) ko ush chakarvaat me bhar ke Himasur ki taraf badhane laga ....... ab bawandar kareeb 100 ft ki pardhi ka hokar bijli kadkata laal, hara , peela rang apne andar sameta hi ghunnnn ghunnnn ki awaaj karta aur bhanayak ho gaya tha ...... 

Himasur ne apne banaye vishele HimNaag ko ush bawandar ki taraf phenka toh 40 ft lamba aur 6ft mota HimNaag bhi jhulas ke bawandar ke sampark me aakar ke pighal gaya ...... "

Sab hairan reh gaye par Aryan ke chahne waalion ki Khushi ka thikana na tha par ab Himasur ne kroodh me apne saamne him ki diwaar khadi kar Aryan ke bawandar ke charon aur barf ka suraksha ghera bana diya ....... par agle hi pal woh Aryan ke aage badhne par pighal gaya ...... 

Darsak dirgha me jahan Geeta, Deepti aur Rani Hema ke chehre pe muskaan aa gayi wahin Raja Vasuki aur Raja Maya ko laga yeh kaun si shakti Aryan ne dharaan ki hai..... na Naag shakti hai na Danav shakti..... dono ne Danav Guruji ki taraf dekha toh woh bhi muskara ke dekh rahe the...... 

Danav Guruji ," Shuruwaat tum dono Rajan ne ki hai Swayamvar me shakti paryog ki, ab Aryan ko mana karna niyam ke khilaaf hoga..... phir bhi usne Naagdansh ko maara nahi hai par Himasur ke saath kya hoga yeh kehna abhi uchit nahi hoga "......

Raja Vasuki ," Guruji kahin humko hathiyar lekar rann bhumi me na utarna pade, aap aur Rani Hema usko adhik maan de rahein hain ".

Raja Maya," Mein bhi sehmat hun Guruji Raja Vasuki ko hak hai partiyogita niyantaran me rakhne ka ".

Danav Guruji ," Theek hai mein abhi apni nayadheesh ke pad se hat jaata hun jisko chaho usko bana dena "..... 

Raja Bali Maharaj se lekar baaki Raja aur Raniyan bhi Danav Guruji ka samarthan karte bole," Bade Guruji ka maan nahi hai toh yahan bulaya hi kyun tha...... "

Raja Vasuki ko apni galti ka ahsaas huya aur bole," Mein sirf itna bol raha tha aap aur Rani Hema, Aryan ko Shakti mat dijye tabhi woh itna kar paa raha hai ".

Raja Bali Maharaj ," Raja Vasuki mein tumko ek samajhdar Naag maanta tha par aaj tum bhi murkhon ki tarah vaarta kar rahe ho...... agar Danav Guruji aur Rani Hema ne apni shakti Aryan ko di hoti toh abhi tak sangarsh kar raha hota kya ..... ???? "

Unki baat sunn sab khamoshi se Aryan ki taraf dekhne lage...... Raja Bali Maharaj ne kaha ," Yeh uski Dhartilok ki shaktiyan hain phir Naaglok me Naagshakti ke saath Danav shakti se bhi usko nuksaan phonchaya gaya hai.... meri maano toh Prabha se uska rishta jod lo bahut kam tumhare jaise bhagawaan hote hain...... "

Raja Maya," Vasuki Maharaj mein shakti kho chuka hun ab aapki baari hai, Naagshakti aadhi uske paas hai usko hara do poori aapke paas hogi.... ".

Rani Hema ," Yeh galat hai woh niyam ke saath lad raha hai aap dono sirf usko harane pe ade ho ".

Raja Vasuki ," Mein Aryan ko apna damaad kya putar maan lunga agar Vishaka ko hara ke usko putr dega.... yeh meri sharat hai aur ab mein aap logon ki haami chahunga ish phaisle pe..... varna Aryan yahan se jinda nahi jayega ".


Rani Hema tunk ke gusse se boli ," Mein Dhartilok kabhi nahi jaati par ab jaungi apne sisye jaise putr ke liye..... mere jite ji toh haarne nahi dungi usko, haan tasli jaroor kar lo ki hara payoge ".

Raja Maya," Rani woh hum ko shaktiheen kar dega, apni putriyon aur Patalok ke baare me bhi socho..... "

Rani Hema apne singhasaan se uthkar Geeta- Deepti ke kheme me phonch gayi toh dono ne uthkar unke piar chuhye, bade laad se apne gale lagati boli," Aryan ko hamesha pyar dena chahye woh galat bhi ho ".

__________________

Udhar Himasur ne 4 guna power ke 6 avraan yaani him shields bana daali apne charaon taraf aur Aryan ke upar bade bade him khand ke saath apne hathiyaron se bhi vaar karne laga..... 

Aryan ne Himasur aur apne bich ki duri ghata ke aage badhta jaa raha tha..... lag raha tha Aryan ab nahi bachega par jaise jaise dono ki shaktiyon ka sampark huya aur Himasur cheekhien laga ....... 

Aryan na ruka uske 6 ke 6 avraan tod akhir me apna bawandar uski taraf dhakel ke bola," Tu jivit rehne laayak nahi hai Himasur, tere liye mujhe bhi koyi dukh nahi "........ 

Bawandar ne Himasur ko lapet hawa me utha ke kaatna shuru kiya aur woh cheekta chilata bhin bhin ho gaya...... Aryan ko aaj uski 5 princess ki shaktiyon ne bacha liya ...... par abhi ek dushman gaya tha aur dusra khada hokar Aryan ke sar ki taraf lapka uski khopdi khaane ke liye par Aryan ne bagar palte apna haath piche itni teji se ghuma kar uska phan apne haath se pakad ke doosre se ukhad diya........ 

Poore yudh maidan me sanyata chaa gaya aur Naandansh bhi mara gaya..... 

Aryan chilla kar aur koyi bhi hai kya ladne ke liye ? Mein naag nahi hun par apni choti gudiya ( Prabha) ke liye kisi ko bhi maarne se piche nahi hatunga..... 

Prabha ke saath Naagdansh ki naagin aur bacche bhi yudh sthal me phonch gaye...... Sabko uske sareer se lipat ke roota dekh Aryan ne Prabha ko bola," Ishliye mein Swayamvar me nahi ladna chahta tha...... tumhari bhi aankhien nam hai baby pakka tumhara close ristedaar tha na".

Prabha ne apne aansoon poonche ," Mera chota bhai tha ristey se..... Bhai aap ki koyi galti nahi hai ".

Aryan ne ek pair Naaglok ke yudhsthal me maara aur chilla ke bola," Samay aur andhkaar ne aap sabko andha kar diya hai..... ".

Apne dono haath jodkar Aryan ka sareer bada hone laga aur 20 ft ka hokar woh gayab ho gaya...... sab pehle drish ko dekhkar hi achambhit the par uska gayab hona hi jaise shock me phauncha gaya...... 

Vishaka toh jaise uchal hi padi par agle hi pal kahan gaya kahan gaya ????? 

__________________

Raja Bali Maharaj ," Ashambhav !!!!! yeh koyi nahi kar sakta ...... "

Rani Hema ," Meine bola tha mera putr ashadharan hai tab koyi vishvaash nahi kiya ?"

Raja Bali Maharaj ," Nahi Rani Hema aap samajh nahi rahi hain, Raja Vasuki aap yeh yudhsthal par apne hi Patalok ke logon ki bali dene ko roko..... Aap me se koyi nahi jaanta Maharyan ne Naagdansh ko phir se jivat kar diya hai ".

Abhi sab unki baat sunkar kuch bolte ki yudhsthal me Aryan prakat huya aur Naagdansh ka kata phan uske dhad se laga diya ....... woh jeevat hota ek badi phunkaar bhara ...... sab ish achambhit kirtya ko dekhkar jaise bhaav vibhoor ho gaye...... akhir kaise koyi marke bhi jivat ho sakta hai aur Aryan ne yeh kaise kiya.

Aryan ne rooti Prabha ke aansoon pooche aur bola," Naagdansh ab theek hai mat roo baby...... bas ishko apne parivaar ke paas rehne ko keh ".

Tabhi Sheshnaaga wahan parakat huye toh sab sar jhuka diye ," Maharyan tum ne aaj sabit kar diya ki parivaar aur apno se bada koyi nahi hota..... tum sabko pata nahi hai par yeh Naagdansh ki aatma ko Naraklok ke ander se kheench ke wapas laya hai joh sawayam bhagwan nahi kar sakte par yeh kar sakta hai...... Vasuki tumhari samsaya mein dur karta Aryan ko Naag roop deta hun ashirwad roop me ab Swayamvar partiyogita karo par saaf mann se ".

Bhagwan Sheshnaaga ke vilupt hote hi Aryan bhi ardh sarp Roop me badal gaya ....... Ab toh sarpon kya Danavon ne apni seat chod yudhsthal me aakar Aryan ko utha liya aur uske naam ki jai jaikar karne lage wahin Naagdansh aur uske gharwalon ke saath uske sipha salar Aryan ke aage natmastak hokar abhaar parakat karne lage..... 

Geeta ne Deepti ka gaal sehla ke kaha," Meine bola tha na sab mar jayenge, tu aur mein bhi yeh Patalok waale bhi par yeh kamina Aryan nahi marega "...... 

Deepti haste huye," Mahi ke bina me bhi kabhi jinda nahi rahungi ".

Geeta ," Pare hat tujhe bhi uski arthi me jinda jalungi samjhi ".

Rajkumari Maya ," Geeta bhen aisa kyun bol rahi ho, woh aapke hone waale patidev hain ".

Geeta ," Yehi toh baat aaj tak mujhe samajh me nahi aayi, jab se paida huya hai mere picche pada hai...... na mein ushse dur reh sakti hun aur na mera picha chodta hai, waise mujhe tu apne ghar me nahi chahiye aur na yahan Patalok ki koyi aurat samjha diyo sab ".

Deepti ne Geeta ka muh bandh kiya gaali dene se pehle aur uske gale lagkar kaan me boli," Aapko meri kasam ab kisi ko gaali di toh..... hum mehmaan hain yahan kitno ko mauka milta hai yahan aane ka".

Rani Pushplata ," Geeta tumhare adhikaar ko yahan sab samjhati hain par jaise Prabha ko Aryan chahiye waise hi Atala Lok aur Raja Mayasur ke Lok ke liye Aryan ne unh Rajkumarion se vivaah kiya hai aur yeh sab yudhsthal me yodhaon ki maut Rajkumari Prabha ke liye ho rahi hai...... Suna hai aap ka bahot bada dil hai kya inh sabko apna sthaan nahi milna chahiye ".

Geeta kuch bolti ushse pehle Deepti ne Geeta ka haath pakad ke daba diya aur khud boli," Rani Pushplata ji humko sharminda na karen, Aryan par aap sabka hak hum se jaada hai bas hum Parthvilok waale thode laachi aur ghamandi hote hain..... Didi kabhi nahi chahyegi ki kisi ke saath na insaafi ho kyun Didi ".

Geeta bhi Deepti ko dekhkar haskar apne gale lagakar boli," Maharani ji mein Aryan ki kasam na kha ish apni bhen ki kasam khaakar kehti hun, Patalok tak Aryan par aap sabka hak hoga par Dhartilok pe sirf hamara..... Haan Swarnlata aur Maya ko mein unka hak lene se rokungi nahi par mere peeth piche ".

Rani Hema ," Udhar dekho Raja Vasuki ne kya kar diya hai ? Unke dwaara bulaye pracheen Naag Mahabalion ne usko gher liya ...... ".

Aryan ek ardhmanav aur ardhsarp roop me vishaal kayi phan waale 2000 sarpon  se ghira khada tha ...... ?????




********
[+] 2 users Like Dmahi19's post
Like Reply


Messages In This Thread
Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Dmahi19 - 04-07-2019, 02:36 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-07-2019, 02:02 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-07-2019, 12:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-07-2019, 01:39 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-07-2019, 02:27 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-07-2019, 07:11 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-07-2019, 07:17 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-07-2019, 12:57 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-07-2019, 11:12 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-07-2019, 01:59 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-07-2019, 11:08 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-07-2019, 12:17 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-07-2019, 12:41 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by shiva530 - 22-07-2019, 03:38 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-07-2019, 09:40 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-07-2019, 10:48 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-07-2019, 11:34 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-08-2019, 10:47 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-08-2019, 01:02 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-08-2019, 09:29 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-08-2019, 05:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-08-2019, 05:01 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-08-2019, 06:52 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2019, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2019, 10:50 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-08-2019, 11:16 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-08-2019, 07:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 18-08-2019, 09:37 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-08-2019, 06:14 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-08-2019, 01:49 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-08-2019, 12:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-08-2019, 05:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-08-2019, 05:26 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-09-2019, 04:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-09-2019, 06:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-09-2019, 10:27 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-09-2019, 05:50 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-09-2019, 08:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-09-2019, 01:15 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-09-2019, 09:21 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-09-2019, 10:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-09-2019, 02:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-09-2019, 03:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-09-2019, 10:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-09-2019, 12:22 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-09-2019, 11:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-10-2019, 11:48 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-10-2019, 11:13 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by dark - 11-10-2019, 08:50 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-10-2019, 09:19 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-10-2019, 10:43 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-10-2019, 10:09 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-10-2019, 10:23 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-10-2019, 06:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-10-2019, 11:41 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-11-2019, 01:31 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-11-2019, 10:51 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-11-2019, 11:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-11-2019, 01:11 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-11-2019, 12:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-11-2019, 12:26 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-11-2019, 09:08 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-11-2019, 09:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-11-2019, 12:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-11-2019, 10:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-11-2019, 10:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-11-2019, 05:48 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-12-2019, 01:44 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-12-2019, 11:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-12-2019, 09:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-12-2019, 04:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-12-2019, 09:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-12-2019, 12:07 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-12-2019, 10:28 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-12-2019, 01:54 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-12-2019, 06:12 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-12-2019, 11:44 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-12-2019, 03:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-12-2019, 11:21 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-12-2019, 11:30 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-12-2019, 09:53 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-12-2019, 08:30 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-01-2020, 12:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-01-2020, 12:51 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-01-2020, 03:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-01-2020, 12:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-01-2020, 10:37 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-01-2020, 10:47 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-01-2020, 02:38 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-01-2020, 10:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-01-2020, 09:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-01-2020, 09:57 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-02-2020, 09:32 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-02-2020, 09:15 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-02-2020, 10:49 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-02-2020, 11:14 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-02-2020, 09:25 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-02-2020, 09:57 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-02-2020, 11:07 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-02-2020, 10:51 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-02-2020, 10:50 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-02-2020, 10:32 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-02-2020, 10:32 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-02-2020, 12:22 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-03-2020, 10:27 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-03-2020, 09:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-03-2020, 02:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-03-2020, 01:54 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-03-2020, 09:21 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-03-2020, 02:39 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-03-2020, 09:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-03-2020, 09:36 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-03-2020, 11:33 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-03-2020, 11:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-04-2020, 11:08 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-04-2020, 09:51 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-04-2020, 10:11 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-04-2020, 12:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-04-2020, 04:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-04-2020, 01:15 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-04-2020, 11:13 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-05-2020, 11:31 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-05-2020, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-05-2020, 11:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-05-2020, 11:55 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-06-2020, 02:37 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-06-2020, 12:44 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-06-2020, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-06-2020, 02:53 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-06-2020, 11:14 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-06-2020, 10:00 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-06-2020, 09:38 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-06-2020, 12:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-07-2020, 12:27 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-07-2020, 12:09 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-07-2020, 09:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-07-2020, 09:32 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-07-2020, 09:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-08-2020, 10:20 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-08-2020, 01:21 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-08-2020, 09:13 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2020, 02:16 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-08-2020, 01:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-08-2020, 11:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 18-08-2020, 11:53 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-08-2020, 02:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-08-2020, 11:59 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-08-2020, 11:55 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-08-2020, 12:33 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-08-2020, 11:58 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-08-2020, 08:52 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-09-2020, 12:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-09-2020, 02:36 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-09-2020, 02:47 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-09-2020, 12:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-09-2020, 01:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-09-2020, 12:08 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-09-2020, 09:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-09-2020, 11:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-09-2020, 11:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-09-2020, 10:47 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-09-2020, 11:27 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-09-2020, 11:28 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-10-2020, 10:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-10-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-10-2020, 09:52 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-10-2020, 10:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-10-2020, 10:11 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-10-2020, 10:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-10-2020, 11:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-10-2020, 09:37 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-11-2020, 11:20 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-11-2020, 11:20 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-11-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-11-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-11-2020, 11:10 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Bhavana_sonii - 24-11-2020, 11:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-11-2020, 10:25 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-12-2020, 10:26 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Bhavana_sonii - 12-12-2020, 12:09 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-12-2020, 10:10 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-12-2020, 09:50 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-12-2020, 09:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-01-2021, 03:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Dmahi19 - 03-02-2021, 01:44 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-02-2021, 02:31 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-03-2021, 03:03 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-03-2021, 01:03 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-05-2021, 10:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-05-2021, 09:54 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-05-2021, 02:16 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-05-2021, 09:45 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-05-2021, 10:06 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-06-2021, 04:21 PM



Users browsing this thread: 13 Guest(s)