Thread Rating:
  • 10 Vote(s) - 1 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Angrakshak Parivar Ka .........MAHI
Update 38 (Patalok)
Part-4 (E)



Ab Tak........

Aryan ab ek kaksh me araam karte soch liya tha ki Prabha ko woh special feel karwayega. Agar meri choti si gudiya mujhe itna pyar karti hai toh uska poora hak hai mujhpar..... Magar ish Vishaka ka kuch karna ho bagar Prabha ko hurt kiye?


Ab Aage......


Aryan ko kaksh ke bister par lete soch me duba dekhkar Saya ne uske seene par haath rakha. Aryan ne jab Saya ko apne paas bilkul ban sawar ke bethe dekha toh usko chedte huye bola," Kya baat hai Saya tum toh aaj kisi dulhaan ki tarah sajhsawar ke bilkul apsara lag rahi ho. Kisko pata liya tum ne humko bhi batao ".

Saya bhi uski chuhalbaaji ka maje lete boli," Hai koyi par tum kyun jal rahe ho jabki Maya ko apne prem jaal me phasa ke tum bhi to ushse vivaah kar rahe ho".

Aryan haskar ,"Sorry my mistake, bas ishliye ki tum pehle mil jaati toh tum ko hi pata leta ...... ha ha ha ".

Saya badbadati huyi ," Abhi kuch nahi bigda hai tum haan toh kaho".

Aryan ," Kya kaha tum ne?"

Saya ," Arey mein keh rahi thi yahan akele kya kar rahe ho chalo tumko ghumaane le chalti hun. Ek baar mere saath wahin chaloge jahan pehli baar mile the ".

Aryan hairani se ," Par woh toh ek tilsami mayavi jungle tha Raja Maya dwaara banya huya phir woh gayab ho gaya tha".

Saya ne uska haath pakad ke uthaya ," Chalo toh sahi woh jungle wahin hai par tumne uska tilsam Vatasur Danav ko maar ke tod diya tha to tum aur Rajkumari Deepti usse bahar aa gaye. Wahan chalte hain phir tumko ek sunder jagah bhi dikhaungi, ab uth jao kya aalsi ki tarah pade ho".

Aryan bhi muskara kar ," Accha accha chalta hun, tum aisa karo baaki ko bhi bula lo sab saath chalte hain ".

Saya ne Aryan ki taraf ghoor ke kaha ," Sab vaysat hain aur mein tumko khaa nahi jaungi akela dekhkar joh darr rahe ho ".

Aryan bhi badbadata huya haan jaise pichli baar tu ne kasar chodi thi bina khaaye ," Theek hai mein vastar badal leta hun, Chaya bhi busy hai kya ?"

Ab Saya ke chehre par sacch me kroodh waale bhaav aane lage toh Aryan ne usko aankh maar ke kaha," Gussa mat ho mein tum se majaak bhi nahi kar sakta kya ".

Aur khada hokar vastar utha ke parde ke picche jaa badal kar aaya..... Saya uska haath pakad ke kheenchti huyi Mahel ke dusri taraf se bahar le gayi taaki koyi dekhe nahi.

Dono ek rath me swaar hokar chal diye Rajmahal ki seema se durr ushi jungle ki taraf jahan Danav Vatasur ko maara tha..... Raste me kayi sunder drish aur 2 nagar bhi pade.....

Aryan ne ek baat notice ki yahan ke vaasi yaani Danav gann thode sharmile type ke hain joh jaada baatien nahi karte. Saya ne batya ki yahan sab hasi khushi apne parivaar ke saath rehte hain. Danavo me kayi tarah ke log hote hain jaise Yodha, Karmachari aur Mehnatkas. Sab ke apne parivaar hain aur dekha jaaye toh kuroor aur dusht kuch ek hote hain. Haan sab doosre Lokon ke logon ko pasand nahi karte ishliye tumko ajeeb najro se dekhte hain ya phir baat nahi karte.

Aryan ," Haan phir mujhe manav samajh ke khaane ke intzaar me rehte honge.... kahin me akela mil jaun aur jhatpat maar ke mujhe chaba jayen kyun?"

Saya jor jor se hasne lagi ," Tumko kya lagta hum sab log bas manusho ko khaate hain kya ? Phir kya hamari Maa ya Pitashri bhi aisa hi karte hain ? ha ha ha ha ....... "

Aryan bhi haskar ," Tumhare Pitashri jaroor khaate honge par Rani Maa Hema kabhi aisa nahi karti hongi, woh toh mamta ki Devi hain aur bahot daylu Maa bhi ".

Saya ne kutil muskaan se bas ek baar Aryan ko dekha phir mann me sochi," Agar Aryan ko pata chala ki Maa ( Rani Hema) ne apne kroodh me croron manav ka maar ke bali chadyai thi toh unse nafrat karne laga. Ab ishko kaun samjhaye yeh jish Parthvilok se aaya hai wahin unh ki kookh me hi unka putr maara gaya tha. Sirf Manavo ki galti se ".

Aryan ne jab Saya ko chup dekha toh bola," Kya soch rahi ho mujhe akele me maar ke khaane ka plan bana rahi ho Kya?..... hi hi hi.hi hi ".

Saya bhi khilkhilate huye boli," Plan toh kuch aisa hai par poora nahi kahungi tumko ...... hi hi hi hi hi ".

Aryan bhi jhat se apne pet ke nicche dono haath rakh liya apne lund aur tatton ko chupate huye ," Unki taraf dekhna bhi mat varna me chakka ban jaunga yaar tere majye ke chakkar me..... meri bahot saari biwiyan aur lovers hain ".

Saya bhi aankhien nachati huyi has padi," Tum toh abhi se darr rahe ho meine kuch kiya bhi nahi ".

Aryan usko samjhate huye ," Dekho Saya bhagwan ne aurat aur mard banye taaki woh ek doosre ko sukh dete huye apna vansh bhi aage badha saken. Ab tum mardon ke angon ko khaa jayogi toh unki aurtion ka kya hoga ?"

Saya ab Aryan ke poore maje leti huyi," Par kya karun mujhe mardon ke ling aur varshan acche lagte hain. Khaash kar manavo ke bahot swadist aur virye se bhare varshan bahot jaakedaar hote hain ".

Aryan bhi sochne laga yeh kis mushibat ke saath me akela aa gaya, yeh paglet Danav Rajkumari toh mere hi lund aur tatton ke picche padi hai..... Ab ishko maar bhi nahi sakta akhir Maya ki badi bhen hai aur Rani maa Hema ki sabse badi beti. Phir kuch sochkar bola," Accha yeh sab chodo, yaad karo meine Prathvilok par tumko kitne sikaar karne diye..... Ish baar chalogi mere saath toh daily 10 shikaar tum akeli kar lena theek hai".

Saya ko Aryan phasnta dikha to boli," Ab mera doosron ka shikaar karke khaane ka nahi hai bas jabse tumhara ling aur varshan dekhe hain wahi nazro ke saamne ghoomte rehte hain, ab tum hi batao me kya karun ?"

Aryan ko laga yeh pakka pagla gayi hai kya ? usko samjhate huye bola," Dekho aaj meri aur tumhari sabse choti bhen Maya ki shaadi hai, kya uske paas mein jhunjhuna lekar jaunga ?"

Saya mann me ab aaya hai bacchu pakad me, aaj toh aise na jaane dungi," Arye tum darte kyun ho mein doosre kisi danav ke ang laga dungi apni shakti se par mujhe ek baar chakhne do bas. Mein phir kuch nahi magungi ".

Aryan ne apna dimaagh lagate huye, yeh lagta hai kabhi dhang ke mard se mili hi nahi hai tabhi pagalon jaisi baat kar rahi hai....... " Waise tumko ek baat bata dun mein tujhe khaane toh nahi de sakta par haan ek baar tumko virye chakha sakta hun".

Saya thoda mayusi se ," Dekho mujhe laga tum to meri majboori samjhoge ishliye akele me yeh baat kari..... Tum hi meri iccha poori kar sakte ho mein koyi jabardasti toh kar nahi rahi hun".

Aryan samajh gaya ki ishse choti Rajkumari Chaya bhi thodi samjhdaar hai par yehi abhi bhi waisi hi hai jabki Maya toh kitni acchi english ke saath manners aur sab taur tarike bhi seekh gayi hai.

Aryan ," Chalo ek baar ko mein maan bhi lun par mujhe yeh batao tum kya kisi mard ke saath sansarg karke khush nahi hoti joh itna ghinona shauk paal li ho".

Saya ab rath ko jungle ke kinare khada karke Aryan ke saath ander ghuste huye boli," Hum teeno bhene ush dusht Danav Vatasur ke liye shikaar dhoondti thi joh bhatak ke mil jaye, manav toh kabhi kabhar hi milte the to joh aam danav mard ya aurat idhar aate toh unko pakad ke le jaate Vatasur ke pass , mard humko mil jaata aur streeon ko woh khoob bhog kar maar ke khaa jaata....m humko mard se kaam chalna padta. Kayi baar sansarg bhi kiya par woh dare rehte toh maja nahi aata tha par unke ang khaakar apni tripti karte. Phir tum dono mile bahot varsho baad manav ko dekhkar hum sab hi pagal ho gaye the. Uske baad toh tum ko pata hi hai joh tumne aur Rajkumari Deepti ne kiya".

Aryan ," Phir bhi tum mujhe akele lekar yahan aayi ho yeh jaante huye bhi ki mein tumko tumhari badniyat ke liye maar bhi sakta hun phir bhi aisa dusshaash karna chahti ho. Saya tum acchi Danya kanya bhi toh ban sakti ho apni dono choti bheno jaisi".

Saya joh aage chal rahi thi rukkar Aryan ki taraf palat ke boli," Mein unh dono jaisi sunder kahan hun aur sab Maya ko hi pasand karte hai. Chaya thodi maskebaji jaanti hai toh apna swabhav badal leti hai, mein unh dono ke jaisi nahi hun. Phir tum ne bhi Maya ko hi pasand kiya vivaah ke liye jabki sabse badi mein hun mera hak pehle banta tha ".

Aryan usko serious dekhkar ," Lekin tum toh mahel me bata rahi thi tum ne bhi kisi ko pasand kar liya hai phir sunder toh tum undono se jaada ho kyonki tum koyi aawran apne upar nahi udhoti na hi ghum fira ke baat karne ki bajaye seedha seedha bolti ho. Aisa sirf koyi saccha Danav ya Manav hi kar sakta hai. Tum badi ho toh dono choti bheno ko ajaadi hai kuch galat bhi kar den unki badi Didi yaani tum dekh logi ya sambhaal logi. Tum apne ko kam mat samjho Saya, aur rehi meri baat toh tum khud socho mein kaise himmat kar sakta hun itni badi Rajkumari ke aage apni juban bhi khol paun. Mein tumhare kabil nahi hun aur Maya khud mere saath mere jaisa bankar rehna chahti hai. Uski mohabbat ko thukarna uske prem aur tyaag ko gaali dene barabar hai ".

Saya ne Aryan ki neeli aankho me dekhte huye uski har baat sacch hi mehsoos ki par usne bina koyi reaction diye kaha ," Hum najdeek phonch gaye hain, aao tumko pehle sarovar dikhati hun phir woh gufa ".

Aryan ne mehsoos kiya ki Saya sacch me akeli hai, akhir ishki kya galti hai har koyi alag alag nature ka hota hai. Mere parivaar me hi koyi ek jaisa nahi hai siwaye Dimple-Payal didi ko chodkar. Saya wahan Dharti par bhi sirf mere lund aur tatton ke liye gayi thi ya mera pyar paane. Dekhte hain akhir ishke dil me kya hai agar mere ang ishko khushi de sakte hain toh kya gum karna par baaki sab mujhe jaan se maar dengi. Kabhi kabhi kisi ek ki khusi ke liye apno ko hi bada dukh dena padta hai.

Dono ush sarovar ke paas phonche toh bahot hi sunder najara tha , hare bhare jungle me neela aur hara rang liye vishaal sarovar ka paani aur jungle ki paani me bana pratibimb khoob manohar lag raha tha.

Aryan ," Yeh aaj kitna sunder lag raha aur tum bhi bahot sunder ho Saya ish sarovar ki tarah ".

Saya ab halke se muskara di," Chaaplusi karne se Chaya khush ho jati hai, mujhpe asar nahi hota ".

Aryan haskar ," Haan bhai hum toh hain hi chaaplush phir bhi meine tareef dil se ki hai..... waise tumne abhi tak jawab nahi diya ki tum itna tyaar hokar kis khus kismatwaale se milkar aayi thi ".

Saya ," Mein tumhe hi kismat waala banane aayi thi par tum ne daleel hi itni rakh di ki ab mein khud dhuvidha me hun".

Aryan ," Matlab mein samjha nahi ".

Saya ," Chalo ab gufa ko bhi dekh lo kya hasar kiya tha tum dono ne Vatasur ko maarne me".

Aryan ko saath liye jab kuch durr chalne ke baad woh gufa ki jagah phonche toh dekha wahan ek sunder sa safed mahel tha gufa ki jagah aur yeh bilkul Deepti ke Alwar Rajmahal jaisa tha par white color ka.

Aryan ka khula mouh dekhkar Saya hasne lagi ," Ha ha ha ha ...... yeh tumhari hone waali priye Maya ne hi banya hai aur ishko sajhya hai Chaya ne. Vivah ke baad tum dono yahin raha karoge aur joh hamare bich baatcheet huyi usko bhool jao. Mein majaak kar rahi thi aur tum phans bhi gaye meri baaton ke jaal me".

Aryan ne dekha udyaan ke saath gate se lekar nakkasi aur har position waisi hi thi. Bas usko sunder banate the bahumool nag , mani , ratan aur anginat jewels joh har taraf jadit the.

Aryan," Wow soo beautiful yaar ..... mera matlab tha atiuttam par kya yeh asli hai? "

Tabhi saamne se awaaj aayi ," 100 % asli hai , prem ki buniyaad koyi jhooti rakhega.... Maya ne bahot mehnat se banya hai "...... Yeh Chaya ki awaaj thi joh bilkul Saya jaisi hi saji dhaji thi..... Bas dress ka color alag tha , Saya jahan silver color ki dress me thi wahin Chaya purple color ki......

Aryan ki najar usko dhondhne lagi ki ab woh bhi aati hogi par woh aayi nahi, tab uski besabri dekhkar Chaya ne uske kandhe par tap kiya toh Aryan utsakta se poocha," Maya kya ander intzaar kar rahi hai mera?"

Chaya ne ek baar Saya ki taraf dekha toh woh bhi kandhe uchka di jaise keh rahi ho mujhse nahi kaha gaya Aryan ko..... Chaya ne apne maathe par haath maara ," Saavan ke gadhe ko ghaas hi ghaas dikhti hai".

Aryan uski baat sunkar ," Oh hello Saavan ke andhe ko hara hi hara dikhta hai , yeh kahawat hai aur tu mujhe gadha keh rahi hai ".

Chaya thoda chidkar ," Aryan ya toh tum bahot bade nautakni baaj ho ya humko bewkoof samajh rahe ho.....Tum Atala Lok me itna samay bita kar ab yahan Talatala Lok bas hasi titholi karne aaye ho. Wahan Naglok me Prabha ki zindgi bhi daav par hai kyunki uski badhti urja ko tum rok sakte ho varna sab khatam ho jayega. Hum teeno Danav bhene Prathvilok tumhare liye hi gaye the par wahan ke bajaye hum ne Patalok chuna tumse prem karne ke liye. Yeh sapno ka Mahel Maya ne banya ki humare prem ka gawha rahe par tum kyun hum sabse bhaag rahe ho ?"

Aryan ," Matlab jab tum sab ne plan kar rakha hai koyi mujhe bhi batao karo ki aisa huya hai aur hum aage ye karenge..... Aur haan mujhse tum dono tameej se baat kiya karo mein tum dono ko apni saali samjhta hun ...... "

Aur Aryan daud liya Mahel ki taraf yeh sab mera hi chutiya kaat rahi hain..... behnchod chudai karni hai toh saaf saaf bolna chahiye na.

Uske mouh se saali sunn dono bheno ki jhaant jhulas gayi, Chaya," Ishki toh ..... rukk tu jara , Didi jara picche se pakadna ishko mein doosri taraf se gherti hun ..... bacchu aaj tu nahi bachega ".

Saya jhat se gayab hokar Aryan ke saamne aayi toh right side mudkar daud laga di ...... Woh phir uske saamne prakat hokar apni bahon me jakadna chahi to phurti se niche jhuk ke uske pet par gul guli kar jorse chalaangh lagta ish lambe choude galihare ke antim chor par usko jeebh chidata ghus gaya ush Mahel ke vishaal Rajdarbar waale hall me ...... Uski ander ki sajawat dekhkar thitka par agle hi pal Chaya ko saamne aur Saya ko seedhi taraf dekhkar hasa aur ab mandak ki position bana ke fudak fudak ke idhar udhar kudne laga ," Pakad ke dikhao bina koyi shakti istemaal kiye tab maanu Mahan Raja Mayasur ki betiyan ho ".

Ab toh agle ek ghante Aryan mandak ki tarah uchal ke lout lout kar idhar se udhar poora Rajmahal ghuma daala par dono bhene usko jaise hi pakdne ki koshish karti woh phisal ke unki pakad se nikal jaata.

Dono thak kar akhir me usko Rajdarbar ke rajshinghasan par betha muskarte dekhi toh aur chid gayi.....

Aryan ne taali bajai toh 4 daasiyan 4 bade bade thaal liye Rajdarbar me aayi toh dono hairani se dekhne lagi, tab Aryan bola," Inko Maya ne bheja hai , roshighar me jalpaan tyaar kar rahi thi tab meine bola jab Rajkumariyan thak jayegi tab laana".

Chaya bhi hasti huyi," Maan gayi Aryan agar hum ne koyi shakti istemaal nahi ki, tum ne bhi nahi ki par itni phurti meine kisi me nahi dekhi. Aao Didi apni haar maanne koyi burai nahi ".

Saya ," Haan tu sahi keh rahi hai meine itni mehnat kabhi nahi ki thi"..... Akhir dono shaktisaali Raja Mayasur ki betiyan thi aur shakti ka upyog hamesha karti thi par aaj Aryan ne unka paseena hi nikalwa diya ......

Dono ab singhasaan ki armrest pe Aryan ke agal bagal bethi thi aur saamne ek badi se bench table par daasiyon ne thaal aur kayi sheetal pey bhi saja diye.

Chaya ab sheetal pey peeti huyi poochi," Aryan yeh sab kartab dekhkar lagta hai tum pehle bhi karne me nipun ho".

Aryan ne uske mouh me apne haath se ek ghost ka bada tukda khilate huye kaha," Bas aise hi yaar, meri choti bhen hai na Ani woh bahot strong aur mujhse bhi tej hai..... usko koyi hara hi nahi sakta bas kabhi kabhi uske saath aisi hi tarkeeb apnani padti hai jisme uska dhyaan tumhari tarah mujhe pakadne me rehta hai aur mein sirf dodging karta hun uske move dekhkar...... "

Saya ne Aryan ko toka," Tumko pata hai, Ani, vastivikta me kaun hai ? Dhartilok ke pracheen kaal ki Maha Shaktisaali Maharani Vijaylakshmi ...... Usko koyi Dhartilok par toh nahi hara sakta. Patalok ke kisi Mahabali me sahash nahi hai uska mukabal kar sake par ush ki shaktiyan Dhartilok tak hi jaada haavi hain aur Patalok woh kabhi bhool ke bhi nahi aayegi ".

Aryan ne ab Saya ko bhi maash ka tukda khilate huye apne haath me uska patr lekar pilane laga...... Chaya ab singhasaan ke arm rest se uthkar Aryan ki goad me beth gayi ," Aryan mein bahot thak gayi hun mujhe bhi khilo na ".

Aryan ne dosra gosht ka bada piece usko khilane laga aur doosre haath se sheetal pey pila raha tha......Chaya bhi choti bacchi ki tarah usko bhi khilaati.

Saya bas dekh rahi thi tab Chaya ne usko aankh maar ke ishara kiya aap bhi aa jao yeh aise hi pakad me aayega. Saya ne bhi dekha tha ki Aryan apni judwa Meena ko bahot pyar karta hai, yahan tak ki apni plate me hi usko apne haath se khilayega. Woh toh apni Maa Rati kya sabko pyar se khilate tha.

Saya ko itne pyar se pehli baar Aryan ne khilaya tha toh Aryan ki taraf khishkar apne chootad uski right jangha par rakhkar boli," Mujhe bhi bhook lagi hai Aryan ".

Aryan ab baari baari dono ko khila raha tha aur sheetal pey pila bhi raha tha ...... Dono ab nakhre bhi karti toh Aryan unke gaal choom ke mana leta...... Kehte hain prem aur paani apna rashta dhoondh lete hain .......

Hajron saal Danav Vatasur ki gulami jhelne waali uski Gufa ki jagah par banaye sunder Mahel ke Singhasaan par Saya aur Chaya aaj Aryan ki goad me bethkar khaate peeti bahot khush thi. Wahin sabse choti Maya ne apni Suhagraat ke saath dono badi bheno ke milan ke liye apni sabse buri yaadon waali jagah chuni.

Magar yeh toh samay hi batyega ki apni khushi chuni ya apne Pitashri Raja Mayasur ki mout.....?????

________________

Naaglok.......

Raja Maya ab Raja Vasuki ke saath Naaglok ki sabse andheri surang jaisi gufa me the .......

Raja Maya ne apni puri vatha jab batayi toh unke saamne sakdon phano par lagi shaktisaali maniyon ke prakash liye Raja Vasuki , danavo ki prachin bhasa me bole," Yeh mujhe gayat hai Raja Maya par mein bhi ek tarah se yehi chahta hun. Meri shakti meri putri Vishaka se judi thi aur mein yehi chahta tha ki woh ek hi hai joh sabse takaatvar putr ko janam degi aur meri Rajgaadi woh putr sambhalega. Tum khud socho tumhare Lok me kitno saalon se koyi utaradhikaari aaya kya? Aryan ke ander ab Danavi Mahashakti " Gaja Shakti " hai..... yaani Danav ya Asuri shakti par woh Rani Swarnlata aur Rajkumari Maya dono aapki hi vanshanj hai ush shakti ko garbh me lengi. Aryan sirf ek shroot hi toh huya naa utaradhikaari prapat karne ke liye, bas uske madhyam se hum sabko utaradhikaari mil jayenge agar hum adanga na lagye toh warna hazaro saal tak koyi itni urja ya shakityan sambhaal paayega yeh hi ek vishya tha..... Bhagwan Shivshambu ke saath sab ka ashirwad hai ish baalak, Aryan, par.... Humko uske maarg ka roda na bankar usko ush maarg se gujarne dena chahiye..... Aapki bharya Rani Hema ne aise hi usko putr nahi chuna hai, Aryan ke liye Parthvilok jaisa mahoul aur ristey bhi banye gaye hain apni nafrat ko durr rakhkar ....... Woh jitna pyar aur sneh payega utna hi sab saral hoga varna ush ne kroodh me aakar Divya Talvaar ka ahwaahan karte huye dhaaran kar li toh hamara bharmaand hi khatam na ho jaye jaisa woh pehle bhi kar chuka hai ".

Raja Maya bhi ab ashaye se ho gaye," Ab toh jeevan dene ke alwaa koyi chara nahi bacha Raja Vasuki ? Par kahin hum sabka vishwas hi na toot jaye aur sab tabha ho jaye joh Devta gann jaroor chahenge ".

Raja Vasuki ," Aisa nahi hai Rajan, Devtaon ka ashtivt toh Danavo ke baad huya phir hum aur aap hain toh burai ka prateek aur woh acchai ka. Lekin woh itni acche hote toh kabhi humse na haarte aur hum itne bure hote toh humko koyi vardaan kya bharmaand ke sabse acche Lok na milte..... Bas hum ne apne upasak nahi dhundhe na apne Lokon me kisi ko na aane diya jabki jisko unhone chahya woh acche karam karke Swarag Lok tak gaya...... lekin humne bhi kisi bure karam karne waale ko Patalok nahi aane diya jabki humse bura toh poore bharmaand me koyi nahi hai aisa sab ko dikhaya gaya hai..... phir kyun har danav Naraklok nahi jaata, aur joh accha hai woh Paratmaa me leen hota hai joh saubhagya Devtaon ko bhi nahi milta. Hum naam aur aayu se bhi amar hain aur Devta sirf naam se. Lekin ek karya unhone bhi kiya hai aur humne bhi ki kabhi apne Lokon pe aanch aayi toh khud ko nauchavar hokar purnjanam liya par yeh bharmaand nahi mitne diya".

Raja Maya ," Phir Aryan me kyun Devta ki koyi ruchi na hona darshta hai ki woh usko bhi bura samjhte honge ".

Raja Vasuki ," Mein bhi yehi samjhta tha par Bhagwan Sheshnaaga se jab sampark karke yehi sawaal kiya toh unka jawaab hi sab guthi suljha diya..... Hum kismat waale hain ki Divya Talvaar yahan tak Aryan ko laayi par Aryan ke doosre janam ka intzaar Maharani Vijaylakshmi karti aayi hai. Woh Devaton ki beti hai aur ish janam me Aryan ki sagi choti bhen bankar janmi hi ....."

Raja Maya ," Woh yahan Patalok me parvesh nahi kar sakti maari jayegi yeh aap bhi jaante ho ".

Raja Vasuki," Haan yeh satya hai ki woh yahan nahi aa sakti par Danav Guruji ka Aryan ke liye prem waala samwaad yaad hai..... Aryan ki jaan basti hai ush Anita Singh naam ki apni choti bhen me jisko Dhartilok par sab prem se 'Ani' kehte hain joh Aryan ne prem se usko naam diya uske janam ke baad aur woh hi ab Maharani Vijaylakshmi hai...... Yaani jish din ush ne thaan liya toh Aryan barbaad kar dega sab kuch uske liye lekin kuch toh uska bhi laalch hai jiske liye usne sab jaante huye Aryan ko Patalok aane diya. Yaani Devta gann hum se 2500 saal pehle se jaante hain ki Maharyan phir purn janam lega Aryan ke roop me magar Mahashaktiyon ka swaami jisko hum bhi apnayenge lekin hoga hum sab ka bhi bhala yaani unko nuksaan ka darr jaada hai Patalok ke laabh se ".

Raja Maya bhi ab darr gaye unse bahot badi galti ho gayi ," Phir aap bhi kyun tyaar ho gaye Naagdansh ko vardaan dene ke liye aur mein Himasur ko vardaan dekar aa raha hun?"

Raja Vasuki," Hum Raja hain dono ke aur Aryan se mukabla hai toh pehle unhse hi jeet le tab Prabha ke roop me pakka Vishaka uski pariksha legi..... Yahin hamare haath bandhe hain Raja Maya kyonki do bahot badi shaktiyan apas me hi chunav kar sakti hain. Hum sabke liye Aryan ka jeetna jaroori hai varna kitne hajaron saal bas shaktiyan hi rahengi hamare paas par koyi utaradhikaari nahi".

____________________

Naglok ki Vishaka ki gufa me .....

Prabha ab apni badi bhen Vishaka se lad rahi thi ," Aap mera sareer chod do, meine galti ki aapko maaf karke ...... mein aaj apne bade bhai ko maar daalti jisne mujhe ek beti ki tarah bada kiya...... Mein nahi jeena chahti yeh nagin waali jindgi ".

Vishanka bhi gusse se ," Jab meine bola mujhe bahar aane de, nahi Didi mein sambhaal lungi phir tu bhul rahi hai uske ander kitne bharmaando ki urja hai ...... meine khud nagin waala roop nahi dharan kiya tha par jab vish uske ander gaya toh uska thook bhi hamare mouh me aaya poora roop swatha hi badlta chala gaya mein kya karti...... meine khud rokne ki koshish ki phir socha jab hum ruk nahi paa rahein toh woh bhi roop badal lega ishliye uske sareer par jagah jagah kaat ke jaada vish daal rahi thi lekin huya nahi toh meri ki kya galti hai ".

Abhi bhi nagin ke roop me do phan the ish Shaktisaali nahin ke ,kamar se upar stree ke nange yaani unke dhad ke nicche juda sarp sareer tha aur upar dono sunder nagin ek Prabha aur doosri Vishaka ..... pehli ke sar par 2 aur doosri ke sar 3 maniyon waale sarp mukut the aur dono ka vaad vivaad chal raha tha apni gufa me .......

Prabha roote huye ," Aise toh mein kabhi Bhai ko paa nahi paungi aur rehi sahi kasar aap poori kar deti ho..... Woh mere liye jaan bhi luta dega par uff nahi karega, aap ko kya phark padega jab apni sagi bhen mujhe pichle janam me maar ke nishkasit hi kar diya Naglok se ".

Vishaka bhi ab thodi thandi padti huyi," Woh alag samay tha Prabha par ab mein waisi nahi hun meri bhen, agar tu sacch me yeh maan rahi hai meri wajah se aisa huya hai toh tu hi mera sar kaat ke phenk de ufff tak nahi karungi par kya mujhe maar ke tujhe Aryan mil jayega ?"

Ab Prabha bhi uske tarak par sochne lagi akhir woh kare toh kya kare..... Prabha," Bas mujhe akela chod do jab aapki jarurat hogi mein yaad karungi ".

Vishaka bhi kuch na boli par woh bhi hairan thi ki Aryan sareer se jivatt kism ka hai aur Dil se bilkul bhola, magar woh itna sahensheel hoga yeh tajub ki baat hai. Prabha usko nahi jhel payegi mujhe hi kuch karna hoga par woh Divya Talvaar ka maalik phir se bahar aayega ..... sochte huye woh gayab ho gayi aur Prabha ab sirf akeli andhere me aansoon bahati soo gayi ......

Usko ek Naag ke roop me Aryan ka sandesh bhi aaya Rani Pushplata ki taraf se par usne bagar padhe nasht kar diya. Woh kisi se milna nahi chahti thi bas khud ko apni gufa me kaid kar liya.

Idhar Prabha ki Rani Maa pareshan hoti Rani Hema ke paas aayi toh unhone kaha," Yeh toh accha hi huya ki Prabha ab Vishaka ko apne upar hawi nahi hone degi. Prabha ek nayi asha ki kiran bankar purnjanam lekar Naglok ka bhavish swaarne hi aayi hai bas Dhartilok par uska Aryan se rishta dono ke bich dewaar jaroor banega par tod hi denge dono. Unh dono ka ek doosre ke nischal lagaav hai. Vishaka pehli bhi laalchi aur shaktiyon ki bhooki thi aur ab bhi waisi hi hogi par uski jarurat hai Naglok ke Utaradhikaari ke liye tabhi toh abhi bhi jeevit hai. Ho sakta hai Aryan se milan ke baad uski soch badal jaye magar Aryan apni marji ka maalik hai woh Prabha ke liye toh sab kuch karega par Vishaka ko apna payega yeh dekhna hoga.

Prabha ki Rani Maa," Rani Hema mere liye dono betiyan hi anmol hain bas Vishaka ko laad jaada kiya aur uski jidd ke aage jhukna hamari hi galti thi..... Prabha ne khud ko kaid kar liya hai ab kal kya hoga ?"

Rani Hema bade itminaan se boli," Jaa kar tyaari karo kal aapki dono putriyon ka Swayamvar hone ke baad vivaah hai , Mera putr Aryan jaroor aayega aap bifkar rahiye ".

Prabha ki Maa chintit hokar poochi ," Lekin woh jeet payega, Naglok me naagon ka bal 100 guna badh jaata hai phir woh toh naag bhi nahi hai".

Rani Hema muskara ke ," Aap vyarth hi chintit ho rahi hain woh kisi ke liye nahi bas Prabha ke jeetne ki har koshish karega, akhir kaise woh apni sab se laadli choti bhen ko kisi aur ki hone dega. Mujhe Aryan ke liye darr nahi hai bas Vishaka kuch anisht na karwa de ushse ".

___________________

Safed Rajmahal Mahel......

Jaise Aryan abhi Raja Tribhuvan ke Singhasaan pe betha tha aur uski ek ek jangha par Geeta aur Deepti bethi ho ..... kitna manoram drish hoga par kuch alag tha.... yeh same Alwar Rajmahal ki copy ek white Mahal tha Talatala Lok me aur uski goad me Raja Maya ke do badi putriyan Rajkumari Saya aur Chaya bethi thi aur prem se uske haatho se khaa pi rahi thi.

Dono ke liye unke hazaron saal ke jeevan ka sabse sukhad pal tha varna unhone ek hinsak danavi ki tarah bas nocha khosta tha......

Rajkumari Maya ne jab jhaank ke dekha toh muskara ke apni daasiyon ke paas gayi..... " Mein ish Mahel ko mantar se adrish kar rahi hun tum unki seva karna aur juban khuli toh jeevat nahi bachogi ".

Rajkumari Maya bas dekhne aayi thi ki Aryan ke paas uski dono badi bhene khush rahengi ki nahi ...... Par Geeta aur Deepti ki jagah apni badi bheno ko bethe dekha toh samajh gayi ki Aryan aaj dono ko stree hone ka asli abhaas karwa denge.

Rajkumari Maya aur Rani Swarnlata dono sabse choti bhene thi par dono apni dono badi Didi par jaan vaarti thi aur yehi gunn unko apne chune pritam Aryan ko apni hi didiyon ke saath baatne me khushi hi diya na ki irsha ka ek bhi chota sa ansh.

Aryan unke jeevan me abhi aaya tha aur woh manav hai uski jeevan aayu bhi kitni hogi yehi koyi 80-100 saal ke lagh bhag par woh sab hazaron saal se sagi bhene thi. Jeevan ke har utar chadav dekhe the par yeh khusi ke pal hain inko samet ke unko naa jaane kitne hazaron saal aur jeena ho...... phir Aryan ki duniya Parthvilok par hai woh wahin khush rahega hum usko yahan baandh kar kahan rakh payenge...... Rajkumari Maya toh Aryan ke har parivaar ke saksh se personally mili thi, usko pata tha agar Aryan ko yahan roka toh unh sabke praan hi cheene ki baat hai par woh chahti thi apna Dhartilok ka jeevan poora kar Aryan hamesha ke liye yahan Patalok me aa jaaye...... Magar usko bhi nahi pata tha ki Aryan ka Dhartilok par bhi jeevan kuch hi dino ka hai agar jeevat bacha toh .....?????

*******
[+] 1 user Likes Dmahi19's post
Like Reply


Messages In This Thread
Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Dmahi19 - 04-07-2019, 02:36 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-07-2019, 02:02 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-07-2019, 12:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-07-2019, 01:39 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-07-2019, 02:27 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-07-2019, 07:11 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-07-2019, 07:17 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-07-2019, 12:57 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-07-2019, 11:12 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-07-2019, 01:59 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-07-2019, 11:08 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-07-2019, 12:17 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-07-2019, 12:41 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by shiva530 - 22-07-2019, 03:38 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-07-2019, 09:40 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-07-2019, 10:48 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-07-2019, 11:34 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-08-2019, 10:47 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-08-2019, 01:02 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-08-2019, 09:29 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-08-2019, 05:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-08-2019, 05:01 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-08-2019, 06:52 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2019, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2019, 10:50 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-08-2019, 11:16 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-08-2019, 07:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 18-08-2019, 09:37 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-08-2019, 06:14 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-08-2019, 01:49 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-08-2019, 12:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-08-2019, 05:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-08-2019, 05:26 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-09-2019, 04:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-09-2019, 06:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-09-2019, 10:27 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-09-2019, 05:50 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-09-2019, 08:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-09-2019, 01:15 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-09-2019, 09:21 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-09-2019, 10:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-09-2019, 02:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-09-2019, 03:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-09-2019, 10:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-09-2019, 12:22 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-09-2019, 11:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-10-2019, 11:48 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-10-2019, 11:13 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by dark - 11-10-2019, 08:50 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-10-2019, 09:19 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-10-2019, 10:43 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-10-2019, 10:09 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-10-2019, 10:23 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-10-2019, 06:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-10-2019, 11:41 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-11-2019, 01:31 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-11-2019, 10:51 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-11-2019, 11:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-11-2019, 01:11 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-11-2019, 12:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-11-2019, 12:26 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-11-2019, 09:08 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-11-2019, 09:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-11-2019, 12:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-11-2019, 10:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-11-2019, 10:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-11-2019, 05:48 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-12-2019, 01:44 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-12-2019, 11:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-12-2019, 09:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-12-2019, 04:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-12-2019, 09:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-12-2019, 12:07 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-12-2019, 10:28 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-12-2019, 01:54 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-12-2019, 06:12 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-12-2019, 11:44 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-12-2019, 03:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-12-2019, 11:21 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-12-2019, 11:30 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-12-2019, 09:53 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-12-2019, 08:30 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-01-2020, 12:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-01-2020, 12:51 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-01-2020, 03:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-01-2020, 12:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-01-2020, 10:37 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-01-2020, 10:47 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-01-2020, 02:38 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-01-2020, 10:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-01-2020, 09:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-01-2020, 09:57 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-02-2020, 09:32 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-02-2020, 09:15 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-02-2020, 10:49 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-02-2020, 11:14 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-02-2020, 09:25 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-02-2020, 09:57 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-02-2020, 11:07 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-02-2020, 10:51 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-02-2020, 10:50 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-02-2020, 10:32 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-02-2020, 10:32 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-02-2020, 12:22 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-03-2020, 10:27 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-03-2020, 09:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-03-2020, 02:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-03-2020, 01:54 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-03-2020, 09:21 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-03-2020, 02:39 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-03-2020, 09:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-03-2020, 09:36 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-03-2020, 11:33 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-03-2020, 11:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-04-2020, 11:08 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-04-2020, 09:51 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-04-2020, 10:11 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-04-2020, 12:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-04-2020, 04:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-04-2020, 01:15 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-04-2020, 11:13 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-05-2020, 11:31 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-05-2020, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-05-2020, 11:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-05-2020, 11:55 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-06-2020, 02:37 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-06-2020, 12:44 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-06-2020, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-06-2020, 02:53 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-06-2020, 11:14 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-06-2020, 10:00 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-06-2020, 09:38 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-06-2020, 12:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-07-2020, 12:27 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-07-2020, 12:09 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-07-2020, 09:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-07-2020, 09:32 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-07-2020, 09:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-08-2020, 10:20 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-08-2020, 01:21 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-08-2020, 09:13 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2020, 02:16 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-08-2020, 01:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-08-2020, 11:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 18-08-2020, 11:53 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-08-2020, 02:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-08-2020, 11:59 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-08-2020, 11:55 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-08-2020, 12:33 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-08-2020, 11:58 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-08-2020, 08:52 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-09-2020, 12:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-09-2020, 02:36 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-09-2020, 02:47 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-09-2020, 12:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-09-2020, 01:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-09-2020, 12:08 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-09-2020, 09:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-09-2020, 11:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-09-2020, 11:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-09-2020, 10:47 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-09-2020, 11:27 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-09-2020, 11:28 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-10-2020, 10:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-10-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-10-2020, 09:52 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-10-2020, 10:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-10-2020, 10:11 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-10-2020, 10:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-10-2020, 11:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-10-2020, 09:37 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-11-2020, 11:20 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-11-2020, 11:20 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-11-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-11-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-11-2020, 11:10 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Bhavana_sonii - 24-11-2020, 11:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Dmahi19 - 25-11-2020, 11:31 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-11-2020, 10:25 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-12-2020, 10:26 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Bhavana_sonii - 12-12-2020, 12:09 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-12-2020, 10:10 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-12-2020, 09:50 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-12-2020, 09:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-01-2021, 03:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-02-2021, 02:31 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-03-2021, 03:03 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-03-2021, 01:03 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-05-2021, 10:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-05-2021, 09:54 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-05-2021, 02:16 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-05-2021, 09:45 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-05-2021, 10:06 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-06-2021, 04:21 PM



Users browsing this thread: 3 Guest(s)