09-09-2020, 05:42 PM
shalini gupta thoda bindass hokar majakia andaz main jawab deti " kahi aisa na ho jaay SALMAN MIYA ki hum aap par ladki chednay ki FIR karwa dey"". Salman="shalini memsaab kay kehnay par to salman khushi khushi phansi bhi chadh jaoonga". Shalini " baate banana to tum say sikhay salman". Simran yeh sab baat khatakti hai wo ,. Wo shalini ko bolti hai " bhabhi aap salman say kaisay baat kar rahay thay".