Thread Rating:
  • 10 Vote(s) - 1 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Angrakshak Parivar Ka .........MAHI
UPDATE 34
PART - 7(B)



Aryan-Deepti ko 'Talatala Lok' ke dwaar pe chodkar stree yodha vapas lout gayi..... Dwaar se dono ander parvesh kiye toh koi nahi dikha sab taraf nazar karke Aryan bola ," Deepti apni talvaar nikaal lo mujhe lagta hai koi humko dekh raha hai par samne nahi aa raha ".

Aryan chillakar ," joh bhi tum ho samne aa jao ishse pehle mein mantar padhkar tumko bandhi bana lun ".

Dwaar pe Shankar bhagwan ki "Tripurantaka Avtaar" ki murti bani thi , Aryan samjh gaya ki Raja MAYA bhi Shankar bhagwan ke bhakat hai aur yeh lok unhone hi inko diya hai ........

(* Tripurantaka Avtaar lekar bhagwan Shankarji ne teen vishaal nagar ko nasht kiya tha joh MAYA ne banye the swarglok aur bhu lok ke bich teen rakshas bhaiyon ke liye ...... MAYA bhi wahin tha par vinash ke baad Shankar bhagwan ne apne ish bhakt ko phir se jivat kar Talatala lok ka Raja bana diya . )

Aryan ne phir aankh bandhkar bhagwan Bholenaath ka naam liya aur mantar padhta usse pehle hi samne rajshi vastron me woh prakat ho gaye ," tharo Vatsh Maharyan , tumko mantar padhne ki jarurat nahi hai hum bhi Shiv bhakt hain "........ yeh Raja Maya ki awaaj thi itni mithi jisne suni woh inke vash me ho jaye ......

Aryan ne haath jodkar namaste kiya toh Deepti ne bhi uska anusaran kiya ...... " chama chahta hun Maharaj , bas mujhse koi dwaar pe mohar nahi liya pravesh par toh laga humara uphaas uda raha hai ".

Raja Maya muskara ke ," koi baat nahi humko hi vilamb huya aane me , kaho hum kya madad kar sakte hain ?"

Aryan ," aap toh sarv gyani hain aur apke asar se kon bhala bacha hai aajtak ".

Raja Maya haskar ," phir tumko sirgh hi 4th padav tak jaana chahiye"..... aur ek portal sa rasta apne haath se bana diye ..... " yeh bhi hamare lok mei hai par wahan tumahri bhi Divya Talvaar ki maya se tumko paar paana hoga ".

Aryan-Deepti ne aage badhkar unke piar chuhye toh ashirwad dete huye bole," sadav khush raho aur meri maya ke asar se hamesha durr raho" ...... ha ha ha ha ......

Aryan bhi muskara ," Maharaj aap ki kriya bhi ek kadwa sacch hain ish jiwan ka aur mein bhi achuta nahi hun usse ush nashwar sansar mei aap toh antaryaami hain ".

Raja Maya ," haan tum hamari adhargni Rani Hema ke upaask lagte ho prantu poori tarah nahi phir bhi woh sacch tumhara nahi hai , jaldi hi apne samay pe apne aap pata chal jayega ...... Maharyan yeh Patalok tumhare rukne ke liye theek sthaan nahi hai ishliye apni karambhumi jaldi karya purn karke lout jayo ".


Dono ne unko pranam kiya aur portal me enter kiye joh unke picche bandh ho gaya .......

Tab Ek danav ne poocha ," Maharaaj aap ish manush se itna darr gaye jabki isko hum me se koi bhi asur ya danav hara deta ".

Raja Maya ne muskara ke kaha," Ishke haarne ya marne ke baad hi toh iska asli tandaav shuru hota, tum nahi samjhoge ishke pichle janam ki patrani Ratidevi joh ish janam me iski Nani MAA hai usko bhagwan Shiv ka vardan prapt hai agar usne Aryan ke marne ke baad punarjivt maang liya toh sabse pehle yeh Patalok ko hi tabaah karega ..... kabhi kabhi subkuch anbhig bankar sabki bhalai aur Patalok ka kalyan dekhna padta hai phir Dhartipakad ko bhool gaye , usko koi Patalok niwasi bhi nahi maar sakta na hi saare 14 lokon ka koi praani par ishne kaise asaani se maar diya yeh sochte rehna ...... sacch ye hai yeh ek tarah se dekha jaaye toh yeh manush inh 14 lokon me se bhi nahi hai samjhe ".

Sab hairan hi the yeh phir kahan se yaani doosri vishw se par aisa kaise ho sakta hai phir sabko Divya Talvaar ka yaad aaya ki woh bhi ish duniya ki nahi hai toh ohhhhhh tabhi yeh yahan aaya hai uske liye .....

Doosre ne poocha ," Maharaaj phir woh ladki jisko woh ardhangi bata raha hai ".

Raja MAYA haste huye ," woh bhi ek Divya Talvaar ki Maya hi hai jisko Maharyan jaldi khoj lega bas janam ek Divya Kanya ke roop me liya hai , usko koi nar choo bhi nahi sakta kisi bhi lok me ".

________________________

Divya Talvaar mei ish baar bada kampan huya aur roshni bhi chaka chound se tez huyi aur andar dhas gayi ...... khazaane ka vishaal dher bhi khan khana utha aur apne teeno fan ko utha ke Vishaka ki 6 aankhien khuli neend se aschariye se yeh kampan aur tez kaisa hai ?

"Vishaka putri ab ish Talvaar ka moh chod do ishka maalik Patalok me aa chuka hai Dhartipakad ko mirtyudand dekar , ho sake toh apne prann bacha lo".

Vishaka ko apne mastiksh me sunai di yeh chetawani chinta se kam na thi ki Dhartipakad ko mirtyudand dene waala ish Divya Talvaar ka maalik hai ..... nahi yeh sirf meri Talvaar hai aur ishko bhi mujhse lagav hai . Mein bhi toh dekhun kon mujhse ishse juda karta hai .

'Patala Lok' keh lo ya 'Naag Lok ' ish Lok ki ek vishal gufa me joh ab Nangin Vishaka ka avaas tha ish Divya Talvaar ko paakar ...... Divya Talvaar ne Vishaka ko apne ko choone diya usse lagav karne diya iske picche ki mansa toh Divya Talvaar hi bata sakti hai par aaj usko bhi Vishaka ek zeherili laalchi nagin lag rahi thi joh uske maalik ke paas nahi jaane dena chahti hai ....... yaani ab Divya Talvaar bhi chahti thi ki Vishaka ka ant jald se jald ho aur woh apne maalik ke haathon ki sobha badhye.

_______________________


Portal ke ander jaakar samne unko bas Dhartilok jaisa najara nazar aaya , ped padhon hari ghass , pasu pakshi , neela aakash ...... Dono aage badhe toh Aryan ne kaha ," Deepti ab hum kisi mayavi duniya me hain kyonki yahan sab kuch accha hi dikh raha hai dharti ki tarah , 4th padav ko kaise paar karna hain tumko kuch andzaa hai ".

Deepti ne Aryan ki taraf dekhkar chalte huye kaha ," humko aisi jagah khojni hai joh vayu ki vishaal shakti rakhti ho yani air power ka srooht ho par Patalok me jeevon ko vayu ki kahan avaskta padti hai jabki sab jagah vayu mandal hai ".

Aryan ," Haan yeh baat bhi sahi hai , vayu ki shakti Patalok me kaise hogi par nakshe me meine ek bada bawandar dekha tha 4th padav ka sanket ..... ruko abhi dikhata hun ".

(Aryan ne apne laptop pe pehle Deepti ka naksha banya Photoshop se phir Jalmahal waala bhi ...... Beena ko dekar ek special dye use kar 2.5 ×1.2 ft kapde pe dono taraf print karwa pakka color use kar asani se na mitye yahan aane se pehle saath le liya tha )

Aryan ne apne bag se ek mota rumaal jaisa kapda nikaala 2 teh kiya huya phir khol ke Deepti ke saamne kiye ," dekho yeh hai woh naksha joh tumhari pith pe mujhe sabse pehle dikha tha aur yeh doosri side jab Jal Mahal ke pani me dikha ....... Dono taraf se compare karo toh pehle sirf 5 padav dikhe par paani me 5 sign (Jal mahal , jawalamukhi, chattan me gufa , bawander, ....???........ ) unh padav pe hain ....... yeh Patalok mei 4th padav me vuyu ka bawandar hai par yeh kisi ghane jungle ke bich kaise ho sakta hai?"

Deepti ," ho sakta hai yeh samne joh jungle hai ishi mei woh bawandar ho jis tak humko phonchna hai ?"

Aryan ," hunn par yeh koi humko phasane ki chaal bhi ho sakti hai yani humko woh dikhaya jaa raha joh hum chahte hain taaki hum apni manjil se bhatak jayen ya phir samne manjil hai aur hum bekar me ishko bhram samjhe ".

Deepti ," Baat toh theek hai aapki , chalo pehle yeh pata lagna hoga ki hum kisi mayajaal me to nahi phasen hain phir ush bawandar ke srooth ko bhi dhondna hoga ".

Dono ne sehmati jatate huye ek doosre ko chooma aur charon taraf nigaah rakhte aage badhe joh samne jungle nazar aa raha ish maidan ke baad paar karke ...... Aryan ko jungle ke bahar joh sabse uncha ped dikha toh ushpar chad gaya jab upar phonch ke dekha toh usko aschariye huya ki yeh to na khatam hone waala dur dur tak jungle hi lag raha hai phir ush bawandar ko kaise khoje , niche utar ke Deepti ko bhi apni jigasha prakat ki .

Ab dono ke pass jungle me enter karne ke alwa koi chara na tha , dono ne apne bade bade katri numa khanjar nikaal liye aur ish jungle me parvesh kar gaye ...... jaise jaise jungle ghana hota jaa raha tha waise waise dono apni katari se jhaad kaat te aage badh rahe the ....... dono aankho ke ishare ishare me baat karte aage badhte gaye par 2 ghante chalne ke baad bhatakte huye unko kuch nahi mila siwa jungli jaanwar aur pakshion ke joh unko dekhkar durr bhag jaate pukarne pe bhi nahi rukte .

( dono jaanwaro aur pakshion ki bhasa me baat kar lete the )

Dono ne kuch diar vishram karne ka socha toh ek bade ped ke nicche beth sustane lage , Pani peekar kuch phal khaaye joh saath laaye the aur aadhe ghante araam kar ke Aryan bola ," tum yahi ruko mein ek baar ped pe chad ke dekhta hun ".

Deepti ," Kya ish baar me dekhun ya dono chalen sayad kuch aur dikhe ".

Dono phir apne bags aur astar rakhkar ped pe chad gaye bas charon aur jungle hi jungle ab kya karen ? dono hatash hokar nicche utarne lage toh unko 2 lomad (jackal) dikhe joh unke bag utha ke ped ke nicche se bhaage ..... dono ne chilla ke unki language mei rukne ko kaha par nahi ruke ab dono alag disha me the toh Aryan ne Deepti ko doosre ki taraf bhagne ko kaha aur woh pehle ke picche . sayad jaanwaro se dono ka lagav unko maarne se rok raha tha nahi toh ek vaar khela khatam ho jata .

Aryan ne speed badha ke ush lomad ko ush ped se 2 km dur pakad liya joh uske choote hi gayab ho gaya aur bag jameen pe gira ....... usko samajh me aa gaya ki unko dhoke se alag kiya gaya hai yaani Deepti musibat me hai ..... kya jarurat thi bag ke picche bhagne ki woh tezi se vapas ushi ped pe phoncha kyonki daudte huye lomad ka piccha karte apni katari se bade pedon pe cut maarta aage badha tha par Deepti ka koi ata pata na tha usne Deepti waali direction pakdi aur teji se assure karta ki woh kis taraf gayi hai ...... Deepti ne kuch jhaad kaate the aage bhaagte huye .

___________________

Udher Deepti badi tezi se ush lomad ke picche bhaagi par woh usko pakad nahi paayi aur ruki toh phir bag mouh me daba ke lomad dikha aur bhag liya phir Deepti bhagi picche uski bhasa me bolte huye," ruk aisa kyon kar raha hai tujhe khaane ko kuch dungi ruk jaa ?"...... 5 min baad phir woh nahi dhund paayi ..... phir woh dikha phir bhagi aisa kareeb ek ghante se jaada ho gaya par ab Deepti ko bhi nahi pata tha ki woh kahan hai par ush ped se bahot durr hai jahan Aryan woh alag huye the ...... arre bag ke liye itna bhagne ki kya jarurat thi par khel khela jaa chuka tha do premi ish jungle me alag alag ......

Deepti apni saans durust karti vapas jaane ka sochi toh kate huye jhaad joh kayi disha me uske lomad ke piccha karte bane the usko dhivdha me daal diye ki ab kya kare ...... ?

Deepti abhi soch hi rahi thi ki kisi ne picche se uske sar par maara toh behos ho gayi ...... tabhi teen chudailon ne Deepti ko gehr liya ....... Sakal se darwani aur badsurat si dekhkar hi ulti , pishaab aur tatti teeno aa jaye ek saath mei .

Pehli chudial ," mein ishko maalik ke pass le jaati hun sayad kuwari hai bada inaam milega , tum ush aadmi ko dhond ke wahin ghufa tak le aayo , pehle teeno uska saririk bhog karenge phir usko khoon bhi peena hai aur aand ( tatte ) bhi khayenge joh manush ke bahot sawadist hote hain virye se bhare huye "....... ha ha ha ha ha ......

Dono ne uski baat ka smarthan kiya , inki sakal hi darwani nahi thi soch toh aur jaada behesi thi ...... Pehli chudial ," par ush manush ko apna roop badal ke mohjaal mei phasa ke lana agar mere se pehle tum dono uska bhog kiya toh dono ko malik se bandi banwa dungi ".

Yeh waali chudial jaada takaatvar lag rahi thi , uske jaane ke baad dono ne roop badla ek roopwati 21 saal ki ladki ban gayi aur doosri kaala khonkhaar bhediya, woh sunder ladki aage bhagi aur bhediya picche picche ," baccho baccho ..... koi hai baccho "........

Aryan bhi aage badhta Deepti ki talash me 5 km aa gaya hoga par Deepti ka kuch pata nahi lag raha tha bas woh soch raha tha ki kahin Deepti musibat me na ho ....... Thoda aur aage chalkar usko ek ladki ki awaaj suni joh baccho baccho chilla rahi thi ...... yeh Deepti ki awaaj toh nahi hai phir ish jungle me kon musibat me hai mujhe usko bachana chahiye ...... Woh awaaj ki disha me dauda toh kuch hi palon me ush ladki ko apni taraf bhagta dekha aur ek kaala bhediya par agle hi pal nazara alag dikha Aryan ko ek chudail stree ka roop dhar doosri chudial bhediya ka roop dharan kar uski taraf aa rahi thi .

Aryan ke mastik me ," oh yeh dono roop badal ke mujhe hi phasa rahi hain aur Deepti ka bhi inko gayat hoga mujhe inka bhed jaana hoga "....... apne dimaagh me plan bana woh teji se ush ladki ke pass phonch ke pakad liya aur apne picche kar ke ush bhediye ko ek ghussa jad diya jisse woh durr jakar gira aur behosh ho gaya ......

Woh sunder ladki Aryan se chipat ke rone lagi toh Aryan bhi natak karta huya ," daro nahi ab tum surkahshit ho , ish jungle me kya kar rahi ho ? kya tum ne kisi ladki ko dekha ? "

Woh sunder ladki toh Aryan se lipat uske badan ki khusboo aur khoon soongh rahi thi rone ka natak karte huye, apne mann me " bada hi hata kata sunder manush hai ,ishe toh mein apne saath rakhungi kitna masoon hai iska virye bhi swadist hoga "..... yeh soch soch ke uske mouh me paani aa gaya tha ......

Aryan joh usko asli roop me dekh sakta tha usko ghin aa rahi thi uski durgandh se jaise saalon se nahai na ho aur ghost khakar kabhi toothbrush na ki ho ..... Aryan ," dekho woh bhediya bhaag gaya ab batao kon ho tum yahan kya kar rahi ho ?"

Sunder ladki roti huyi ," mein apni do badi bhen Chaya , Saya ke saath bhatak gayi hun mera naam Maya hai ....... woh dono pani dhondhne gayi thi mere picche woh bhediya pad gaya ..... ab mein kaise dhoond paungi unko ?"

Aryan mann me yaani teen chudial hain , agar Deepti ka pata lagna hai toh iski dono bheno ko bhi milna padega tabhi pakad ke inko kaid karunga kahin Deepti ko nuksaan na phoncha den ...... " theek hain hum milkar tumhari dono bheno ko dhondte hain aur meri patni Deepti ko bhi woh bhi kho gayi hai ".

Maya ," theek hai jaisa aap kahien par aap shaadi suda lagte nahi ho bahot sunder ho "...... aur sharma gayi .....

Aryan ," yeh bhen ki loudi mujhe chutiya samajh rahi hai , time aane de tujhe apne chudial hone ki aaj aisi saja dunga bhoolegi nahi ".

Dono aage badhe toh bhediya gayab ho gaya tha aur Maya apne picche picche ush gufa ki taraf le jaa rahi thi jahan unh teeno ka maalik tha .

Kuch door jaakar unko Saya mil gayi joh apni choti bhen se bhi sunder roop dharan kar li thi , Maya jalte huye shikaar meine patya aur aa gayi laar tapkate huye ...... Saya apne mann me ," Kya lalam laal ghost hai , kitna hast pusth hai aur sunder sajeela bhi ...... isko khoob bhogungi khoob virye aur khoon piyongi , iske tatte bhi bade honge toh swaadist honge .

Saya Maya gale mili phir Chaya ki khooj me teeno aage badhe toh kuch doori pe woh ek sunder yuvti ka roop dharan unko mili ek haath me jal ka patr liye huye teeno bhene gale milkar khush ho rahi thi ki bada haath maara hai ......

Aryan bhi muskara ke bola ," meine tum teeno se badsurat , badbudaar aur kuroop chudial nahi dekhi ..... hi hi hi hi hi hi ...... chalo teeno meri patni ka pata bata do jaan se nahi marunga nahi toh kaid karke jeevan bhar tadapna padega".

Haste huye baat shuru kar gusse se unko chetawani de daali par teeno ko jaise lakhwa maar gaya ho , ishko kaise pata kya hame dekh sakta hai abtak natak kar raha tha ........ ???

Aryan ne ek mantar padha toh teeno apne asli roop me aa gayi .

Chaya ," ohh to tera pass shaktiyan bhi hain magar tu nahi jaanta hum teeno ko koi hara nahi sakta pehle humne socha ki tujhe acche se bhog lenge ya phir hamesha pass rakhte magar ab tere lahoo se pyas bhuja lenge ".

Ishi ke saath teeno ne Aryan pe hamla kar diya jisko woh khada huya muskarta bas aise hi nakaam kar deta , hathiyar , pathar , angare , jeher sab vaar kiye par ushpar koi asar nahi huya .......

Aryan ne mantar padha aur teeno ki chotti pakad li aur ek doosre me lapet ke bola ," abhi samay hai batao Deepti kahan hai nahi toh jitna mein chotti kaske ghoond ne laga utna hi dard hoga mout se badtar ".

Do enthe maarte hi teeno ki bhaynak cheekhian ghoonj gayi , aaj sacch me yamraj se paala pada tha bas woh manush roop dharan kiye tha ....... koi mantar , koi astar , koi jaadu kaam nahi kar paa raha tha upar se chotti ethne se teeno ki aatma si kat rahi thi joh bahot pida daayi hota hai ......

Teeno ne jor jor se rotey huye apne Malik ko pukara par woh bhi jaise inki pukaar nahi sun paa raha tha ...... Teeno ne haar ke Aryan ko batya ki Deepti gufa me unke malik ke pass hai .

Aryan teeno ki chotti se pakad ke ush gufa ki taraf dauda jahan Deepti thi .......

______________________

Udhar "Vaatasur" raksash ki gufa me Deepti ko hawa me uda ke jungle se Chaya naam ki chudial le gayi toh Deepti ko gufa me hosh aaya uske jaane ke baad ....... usne dekha ish andheri gufa me ek hawan kund jal raha hai aur bahot bade aakar ka rakshas mantar padhta ahuthi de raha hai ......

Zameen se uthkar Deepti ne charon aur gufa me dekha toh haddi aur maash pada tha jiski badbu asehaniye thi ..... Deepti chillakar ," kon hai tu dusht joh mujhe yahan lekar aaya hai ?...... tu jaanta nahi hai mere pati Maharyan ko pata chala ki tu mujhe yahan laaya hai toh mout ki bheekh bhi nahi maang payega".

Rakshas Vatasur bas khaka laga ke hasne laga ," ha ha ha ha ha ha ..... tu jitni sunder hai utna hi tujhe bhog ke bali chadane mei anand ayega ...... tere pati ko toh meri teen gulam hazam bhi kar gayi hongi . Agar meri baat manegi toh tujhe apni rani bana ke rakhunga . Mera naam Mahan Asur Vaatasur hai mujhe koi hara nahi sakta ".

Deepti bhi haskar ," tujh pe mujhe hasi aati hai , tu kayar ki aulaad hi hoga tu nahi jaanta agar tujhe pata hota ki Dhartipakad ko mere pati Maharyan ne kitni bhayank mout di thi kabhi aisa sochta bhi nahi ...... Thuuu hai tujhpar kayar kahin ka , mujhe chua bhi toh tadap tadap ke marega ".

Rakshas ," jaban sambhal ladki , mein kuch bol nahi raha toh badh chadkar bol rahi hai aur Dhartipakad ko koi manush kabhi nahi maar sakta . mera apmaan karke tune apni bhi mout bula li hai tujhe toh tadpa tadpa ke maarunga ".

"" pehle apni inh teen chudail ko toh bacha le jaant ke pissu phir teri baari ""

Yeh awaaj Aryan ki thi jisne teeno chudail ko Vaatasur ke pairon ki taraf uchaal diya ....... teeno chillakar apne malik se unko bachane ki guhaar karne lagi ......

Deepti haste huye ," Vaatasur jab gidad ki mout aati hai na toh gaon ki taraf bhagta hai par tu nicch toh ish gufa me chupa betha hai ".

Vaatasur toh abhi bhi hairan tha ki yeh thuch sa manush gufa ke ander kaise aa gaya mera mantar todkar nahi yeh inh teeno bewkoof ki wajah se huya hoga .....

Deepti joh Aryan ko dekhkar khush huyi daud ke ushpar chalangh laga ke godi chadkar choomne lagi puchhhhh puchhhh chummm chumm Mahi puchhhhh puchhhh ..... I love you my darling .....

Aryan bhi kisi ka jawab dete huye ," tum theek ho kahin chot toh nahi lagi ..... I love you too my sweet heart ".

Deepti haskar ," hum vayu ka bawandar dhoondh rahe the yeh khud Vaatasur mil gaya , yahi bawandar layega bas ishko uljha ke bawandar banwao phir tum nighal jaana tabhi 4th padav paar hoga".

Vatasur ne 2-3 mantar padh teeno chudialon ki chotti kholne chahyi par na khuli ...... balki unki cheek pukaar aur badh gayi .......

Vatasur gusse se ," toh tu mayavi shakti rakhta hai par Dhartipakad ko tu nahi maar sakta magar aaj mein tujhe maar ke ish kanya ki bali dunga apne Maharaaj mayasur ko ...... ha ha ha ha ha ha ".

Hasne ke saath gufa me tej tej aandhi si chalne lagi phir badi speed se ush andhi me pathar , bhale , Talvaar , gada Aryan ki tarah chode toh usne Deepti ko picche kar apna haath aage kar gol gol ghuma ke uski disha Vatasur ki taraf kar di aur dhadam dhadam ...... ek ke baad ek saare vaar Vatasur ko lage toh woh bhi dard se cheekh pada ..... ahhhhhh

Aryan haskar ," abe tu toh Dhartipakad se bhi gaya gujra hai koi bada tofaan bhej jisse tera naam yatharth ho Vaatasur ..... hi hi hi hi hi hi ...... napunsak kahin ka ladkiyon ko utatha hai dhoke se "......

( Vaat = Vayu aur Asur = Rakshas)

" Vatasur , agar jaan pyari ho toh ishse maafi maang lo yeh sadharan purush nahi hai ishne Dhartipakad ko maara hai".

Yeh awaaj Raja MAYA ki sunai di thi Vatasur ke mann me , ab woh bhi darr raha tha par Aryan ne ishbaar usko maa bhen ki gaali dekar lalkaara toh tha to rakshas hi vinash kaale viprit bhudhi .....

Vatasur ne apna size badhna shuru kiya toh gufa phadhta kareeb 40ft uncha ho gaya phir ek gheri saans li jaise saari hawa hi ander kheench li ho aur phir joh huya ek bada bhayank 1200km/hr ki speed waalae bawandar ko mouh se bahar nikaal Aryan ki taraf disha de diya .......

Aas pass ke ped pathar se lekar dhool bhi usme milti gayi tab Aryan bola ," yeh dekho hum ish jungle me bawandar kahan galat jagah dhoondh rahe the par Deepti darling tum bahot intelligent ho tum ne srooth ke saath isko dhoondh liya ...... I love you lot ".

Deepti chidkar ," yeh bawandar abhi dur se hi mujhe uda le jaa raha hai kheenchta huya aur aapko Aashiqui sooj rahi hai kaskar pakad ke rakho mein udh jaungi ".

Aryan apni jagah se hila bhi nahi, Deepti ko gale lagakar bola ," daro mat meri pith pe chadkar lipat jayo abhi Vaatasur ka bhoot utarta hun ".

Deepti uski pith pe chad pet pe taang kas li aur haath gardan pe ," Ishko nighal ke hi aap rok sakte ho phir mere mouh me daal dena yeh Pawan dev ki shakti hai joh ish raksash ne tapsya se payi thi ".

Aryan ne aankh bandh kar haath jodkar mantar padha toh Kamal kawach uske aur Deepti ke charon aur ban gaya phir Aryan ush bawandar ki taraf daud laga ke usme kood gaya .......

Vaatasur ko Aryan ki murkhta pe hasi aa gayi yeh dono toh mout ke mouh me khud sama gaye ....... ha ha ha ha ha ha ha ...... mujhe koi nahi hara sakta .

Ander bawandar ki choti tak phonch Aryan ne aankh bandh karke mouh khol joh uski shakti peeni shuru ki 5 second me sab jaise shant ho gaya aur Aryan jameen pe land kiya .....

Bawandar ke khatam hote hi Vatasur bhi normal size ka ho gaya , uski toh darr ke hi cheekh nikal gayi ...... ek manush uski Pawan shakti hi pi gaya aur jinda hai yeh kyon hai yeh manush nahi ho sakta na koi devta na rakshas aisa kar sakta hai .......

Aryan ne Deepti ko utar ke apni talvaar usko dekar bola ," isko saja dene ka time aa gaya Deepti darling jao apni bejiti ka badla lo ".

Deepti bhi gusse se Talvaar lekar Vatasur se jaa bhidi . Vatasur bhi vaar kar raha tha par Deepti pe jab Kamal kawach ki shield thi kya asar hota par Deepti ki Talvaar ke vaar usko ghayal karne lage ...... Deepti ne petra badal ke uske upar se chalangh laga Talvaar Vatasur ki pith pe ghused ke uski moti gardan daboch li ," haramiiiiiiii tu mujhe bhogega , badjaat tu mujhe choo bhi nahi sakta "......

Ahhhhh marrrrrrrr gayaaaaaaaa bachooo Maharaaj Maya ........ Pawan dev bachoooooo marrrrrrr gayaaaaa maaffffff kar do ......

Deepti ki pakad me woh galta chala shareer mithi ki tarah dhool hoga ...... itna bheesan manjar apne malik ka dekh teeno chudial bhi darrr ke roo padi ki yeh manush hi nahi yeh ladki bhi mayavi hai bahot shaktisaali ......

Apni Talvaar liye Deepti Aryan ke gale lag gayi aur Aryan ne choomte huye ush bawandar ki shakti uske mouh me daal di jisko jhatka khaate huye Deepti seh gayi ....... 4 shaktiyan aajad kar chuki thi Rajkumari Deepti ab tak Aryan ki 5 princesses ke liye abhi panchvi baaki thi ..... ?


Vaatasur ke marte hi Rani Hema prakat huyi jihone apna haath teeno chudialon ki taraf kiya toh teeno Sundar ladkiyon me tabdeel ho gayi joh rajshi poshak pehni thi ....... Chaya, Saya ,Maya ko dekhkar Aryan Deepti bhi chounk gaye .

Rani Hema ," dhayanwad Maharyan joh tum ne hamari datak putrion ko ajaad karwaya aur Deepti ush Vaatasur koi stree hi maar sakti thi jisko gandi nazar se usne dekha ho par tumhari shakti ke samney toh wo chann bhar bhi na tika jabki usse Maharaj MAYA bhi darte the".

Teeno ladkiyan Rani Hema ke gale mili aur Aryan-Deepti ne unke piar chookar ashirwad liya ...... " Maharyan tumhe mera ashirwad hai tumhari sab patniyan ek saath hamesha khush rahengi vaise ek- do toh yahan se le jaa sakte ho jisme Patalok ki bhi shakti ho "...... hi hi hi hi hi

Aryan bhi muskara ke ," Maharani ji mein jitni hai unh se pareshan hun app meri dhuvida mat badhiye ...... oucchhh "...... Deepti ne Aryan ki kamar me chutki kaati thi .

Rani Hema haskar ," meine kaha na tumhari sab ardhangi tumko aur apas me prem karengi bas apne kartav ki taraf agarsar raho ".

Teeno Rajkumari Chaya Saya Maya badi hasrat se Aryan ko dekh rahi toh Rani Hema ne kaha ," tum teeno apna mouka kho chuki ho bas dono ko dhayanwad do ki yeh galti se yahan aa gaye nahi toh teeno ajaad nahi ho paati ".

Teeno ne Aryan-Deepti se chama maangi woh sraph ki karan daiyan bani aur kukaram Vaatasur ki shakti se karne lagi ..... teeno ne Aryan ko gala laga ek baar gaal pe choom ke hi alag kiya , Deepti bhi hasne lagi ....... Rani Hema ne haath aage kiya toh jungle gayab ho gaya aur saamne rasta dikhne laga .

Rani Hema ," yeh rasta tum dono ko 'Mahatala lok' le jayega jahan se tum 'Rasatala lok' ya 'Patala lok' jaa sakte ho bas apni mohar saath rakhna ab jaada sambhal ke jaana ".

Teeno Rajkumari ke saath Rani Hema chali gayi aur Aryan-Deepti phir ek baar chooma chaati me lag gaye .......

____________________________

Raja MAYA ke Rajmahal me jab Rani Hema phonchi toh woh bhi apni datak putrion ko dekhkar khush huye ...... Akele me jab Rani Hema ne katach karke kaha," Maharaj aapki double Maya bhi Maharyan aur Deepti ko phasa na saki, chal se jaada prem me shakti hoti hai ".

Raja MAYA bhi gehri saans lekar ," Vaatasur ki shakti toh unko leni hi thi par Aryan ne badi chaturai se Vaatasur ko bhi marwa diya Deepti se jabki hum soch rahe the woh khud marega aur hamare jaal me phas jayega ".

Rani Hema haskar ," mein abhi usse mili par joh cheej meine mehsoos ki usko bas pyar karna aata hai aur chal kapat usko choo nahi sakte aapki mohmaya toh dhari hi reh gayi uske samney ...... mujhe khushi hai woh mera saccha upsak hai koi stree nirash nahi hogi uske pass aakar ".

Kyon kehta hai Patalok me bhi log matlabi nahi hote kuch log chahte the ki Divya Talvaar yahin rahe aur Aryan kisi bhi niyam ko todkar kaid kar liya jaye ..... par kya yeh itna asaan tha sab kuch jaante huye bhi Raja Maya apni chaal chalna nahi chuke . Par baaji unke haath se nikal gayi .

----------------------

Aryan ne Deepti ko apni pith pe bitha liya aur chal diya apni manjil ki ore ......

Deepti ," Mahi aap na bahot acche ho bas apni flirting ab band kar do jab hum sab bhene aap ki hai seva karne ke liye phir kyon nayi ladkiyon aur aurtion ki taraf attracted ho jaate ho ?"

Aryan muskara kar ," flirt me sirf usse karta hun joh meri apni ho phir tum batao kya meine tumhare saath kabhi flirt kiya bas tumko dekh ke hi pyar ho gaya jaise tumhare bina adhura hun par kya karta bol nahi paya . Tum Suchitra maamiji ki choti bhen thi joh mujhe beta maanti hain ishliye tumse durr bhi chala gaya . Tumhari sacchai jaankar bhi doubt me tha ki mein kya kar sakta hun. par nadaan tha mein ki tumhare roop ka hi nahi tumhare pyar ka jadu ho chuka tha ...... wahan gaon me raat me aankh khul gayi sapno mei tumhara udas chehra dekhkar jaise mujhe bula rahi ho kab aayoge aur meri kismat dekho sab rahein tumhari hi taraf bula rahi thi . Ab dekho aaj mujhse khud kismat kon hoga ki meri pith pe meri rooh , mere dil ki dhadkan joh sabse sunder aur manmohak hai jisko bas pyar hi pyar karne ka dil karta hai ...... I love you Deepti from my bottom of my heart ".

Deepti toh khushi se phooli na sama rahi thi ki aakhir uske sapno ka Rajkumar uska humdam uska pati Mahi kitne pyar se usko apne pith pe bithaye le jaa raha hai kaash yeh pal yahin ruk jaaye .......

Deepti kayi auration ka Aryan se relationship ka poochna chahti thi par woh apne prem ko rushwa nahi karna chahti thi par akhiri sawal usne kar hi daala joh Aryan bhi sunkar jaise bidak hi to gaya ....... " Kya aap Meri dono mummy ko bhi bacche dene waale ho, Meena didi ne batya tha ye hi ek rasta hai unka maa banne ka phir meri maamiyon ko bhi ?"

Aryan ko jhatka laga par Meena ne yeh kya raita pehla rakha hai bhala koi apni saas ko gharbwati karega uski biwi ko pata chale toh kya beetegi ...... Aryan ne ek thandi saans bhari phir har sabdh tolte huye bola aakhir uske prem ki pariksha ki ghadi thi .

Aryan ," sacch kahun toh Deepti aisa meine sapne me bhi nahi socha hai , Meena ne aisa kyon kaha tumse mein nahi jaanta par hum ishko rok sakte hain ki aisa na ho . Tumhari mummy meri mummy hain bhala mein kyon unke baare me sochunga rahi maa banne ki baat toh woh medical treatment se ban sakti hai mein picture mei kahan aata hun par haan tumse dher saare bacche jarur karunga itna mein chahta hun ".

Deepti bhi uske jawab se santust hote huye ," par Didi ( Suchitra ) ko toh aap ne vaada kiya hai na ?"

Aryan jis question se bachna chahta tha wahi saamne aa gaya par tyaar hi tha jawab ," Suchitra maamiji ko apna mana tha jab se unse mila , ek viraanit thi unki life me jiske liye apne prem aur adhikaar ka vaasta dekar mujhse unhone apna pyar maang liya aur mujhe galat nahi laga ki mein apni maa saman Maamiji ka dil tod dun. Agar tumko bura laga toh sorry bol deta hun par kisi ki khushi ke liye mujhe koi saja bhi tum dogi to manjur hai ".

Deepti ne Aryan ka gaal choom ke apne tane huye stan uski pith pe ragad ke kaha ," Meri Didi ka adhikaar aap pe pehle hai aur meri mummy ke jivan me khushiyan aaye aapki vajah se mujhe koi aitraaj nahi bas mera aur meri bheno (sautan) ko pyar ki kami nahi lagni chahiye...... pyar mein koi sauda nahi hota kam ya jaada par Mahi tumhara prem hi hum sabki jeene ki vajah hai ".

Aryan thoda serious hokar ," Deepti sab apni life khud chun sakte hain kaise jeena hai par mujhe meri MAA (Rati) ne bada hi aise kiye ki mujhe apno ke liye jeena hai apno ke liye sabkuch nouchavar tak kar dena hai bas yehi mera satya hai ki meri MAA ke liye Aryan unke parivaar ki ek dhaal hai ek suraksha hai yaani bodyguard ( Angrakshak ) bol sakti ho jiske saath unki har khusi ka dhayan bhi rakhna hai . Ab mein itna aage aa chuka hun ki picche palat ke nahi dekh sakta ishliye meine shaadi karne se pehle hi tumko sacch bata diya jawalamukhi se vapsi ke samay ki naye rishte ki shurwat jhoot se na ho ".

Deepti bhi machalte huye ," aapko bura nahi lagna chahiye jaise aap ho, galat toh meine sabse jaada kiya ...... jaan bojh ke aise aadmi se shaadi ki jiske pehle se 5 already biwiyan thi par mera andha pyar phir bhi mujhe woh hi chahiye chahe jaan chali jaye . Aaj wohi mera pyar meri mout ko taalne ke liye Patalok tak aa gaya sirf ishliye ki mein zinda rahun . MAHI meine janam 21 saal pehle liya tha par jeene ka ahsaas ushi din huya jis din tum mere zindgi me aaye. Ek hafta mila mujhe aapko choo kar pyar karne ka itne kam samay me bhi kya kuch nahi diya aapne . Bas lalchi hi hai yeh aapki patni joh apne saath aapko bhi mout ke mouh pe le aayi aur apni Geeta Didi ko bhi kaid karwa di . Ho sake toh maaf kar dena aap sab mujhe ".

Deepti ka rona dekhkar Aryan rukkar usko apne saamne kar goadi utha ke choomta huya chup karwa raha tha kuch jaada hi senti ho gayi ....... ish ek hafte mei bas Patalok me inh dono premi ne sabse jaada time gujara tha , dono ek doosre ko parakh bhi rahe the aur atmiyata bhi badha rahe the .

Aryan ne majak karte huye ," kya meri rani shaiba aisa karogi apne honeymoon pe socho Patalok toh destination hi khatam ho jayegi newly married couples ke liye ....... dekho kitne sunder najarye hain kuch kissi vissi do kuch kissi vissi lo asoon toh hum parthvi lok pe bhi baha lenge ...... hi hi hi hi hi hi ".........

Deepti bhi uski baat pe haste huye ," isse buri honeymoon destination nahi ho sakti ".

Aryan ne Deepti ke labon ko chooma ," nahi Deepti my love , honeymoon destination koi bhi ho bas husband wife me prem hona chahiye toh narak bhi swarg hi lagega phir apne desh me toh 90 % log bas apne bedroom me hi honeymoon ka maja le paate hain gareebi ki wajah se par pyar unka sabse saccha hota hai kyonki pyar ke liye do aatma ka milan maayne rakhta hai jagah nahi ".

Deepti bhi Aryan ka poora chehra choom dali ," aap itni acchi acchi baatien kaise bana lete ho , I love you mujhe apna banne ke liye ".

Aryan haskar ,"mujhe sab pyar hi karte hain toh bas pyar hi dekhta hun nahi toh nafrat se zindgi kaante ki tarah lagti hai joh mujhe bura hi bana deti hai ".

Aryan-Deepti bahot khush the par dono ka dhayan na tha adrish roop me kayi nar aur mada danav , rakshas dur se dono ko moh maya ke mantar maar ke uksa rahe the par Kamal ki Shield ki wajah se be asar .

2 ghante baad woh jis dwaar pe khade the wahan se teen lok ko rasta jaata tha par Patalok ke har lok ko jaise jaana hi tha ....... ???

Aryan ," ab 5th padav to Divya Talvaar ki najdeek hi hoga ?"

Deepti ," 5th padav khud Divya Talvaar hi hai par kya mein uski bijli ki shakti (lightning power ) jhel paungi ..... ?"

Aryan ," kyon nahi tumhara aur Talvaar ka connection hai tabhi uska naksha tumhari pith pe raha ab dimaagh me ".

Dono ko baat karte ek teesra sakhs bhi mouh chupaye dekh raha tha ..... ????


Heart Heart Heart
[+] 1 user Likes Dmahi19's post
Like Reply


Messages In This Thread
Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Dmahi19 - 04-07-2019, 02:36 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-07-2019, 02:02 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-07-2019, 12:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-07-2019, 01:39 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-07-2019, 02:27 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-07-2019, 07:11 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-07-2019, 07:17 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-07-2019, 12:57 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-07-2019, 11:12 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-07-2019, 01:59 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-07-2019, 11:08 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-07-2019, 12:17 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-07-2019, 12:41 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by shiva530 - 22-07-2019, 03:38 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-07-2019, 09:40 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-07-2019, 10:48 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-07-2019, 11:34 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-08-2019, 10:47 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-08-2019, 01:02 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-08-2019, 09:29 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-08-2019, 05:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-08-2019, 05:01 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-08-2019, 06:52 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2019, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2019, 10:50 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-08-2019, 11:16 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-08-2019, 07:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 18-08-2019, 09:37 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-08-2019, 06:14 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-08-2019, 01:49 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-08-2019, 12:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-08-2019, 05:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-08-2019, 05:26 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-09-2019, 04:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-09-2019, 06:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-09-2019, 10:27 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-09-2019, 05:50 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-09-2019, 08:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-09-2019, 01:15 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-09-2019, 09:21 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-09-2019, 10:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-09-2019, 02:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-09-2019, 03:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-09-2019, 10:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-09-2019, 12:22 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-09-2019, 11:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-10-2019, 11:48 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-10-2019, 11:13 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by dark - 11-10-2019, 08:50 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-10-2019, 09:19 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-10-2019, 10:43 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-10-2019, 10:09 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-10-2019, 10:23 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-10-2019, 06:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-10-2019, 11:41 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-11-2019, 01:31 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-11-2019, 10:51 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-11-2019, 11:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-11-2019, 01:11 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-11-2019, 12:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-11-2019, 12:26 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-11-2019, 09:08 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-11-2019, 09:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-11-2019, 12:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-11-2019, 10:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-11-2019, 10:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-11-2019, 05:48 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-12-2019, 01:44 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-12-2019, 11:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-12-2019, 09:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-12-2019, 04:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-12-2019, 09:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-12-2019, 12:07 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-12-2019, 10:28 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-12-2019, 01:54 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-12-2019, 06:12 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-12-2019, 11:44 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-12-2019, 03:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-12-2019, 11:21 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-12-2019, 11:30 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-12-2019, 09:53 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-12-2019, 08:30 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-01-2020, 12:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-01-2020, 12:51 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-01-2020, 03:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-01-2020, 12:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-01-2020, 10:37 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-01-2020, 10:47 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-01-2020, 02:38 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-01-2020, 10:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-01-2020, 09:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-01-2020, 09:57 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-02-2020, 09:32 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-02-2020, 09:15 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-02-2020, 10:49 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-02-2020, 11:14 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-02-2020, 09:25 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-02-2020, 09:57 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-02-2020, 11:07 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-02-2020, 10:51 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-02-2020, 10:50 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-02-2020, 10:32 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-02-2020, 10:32 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-02-2020, 12:22 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-03-2020, 10:27 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-03-2020, 09:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-03-2020, 02:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-03-2020, 01:54 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-03-2020, 09:21 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-03-2020, 02:39 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-03-2020, 09:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-03-2020, 09:36 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-03-2020, 11:33 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-03-2020, 11:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-04-2020, 11:08 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-04-2020, 09:51 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-04-2020, 10:11 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-04-2020, 12:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-04-2020, 04:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-04-2020, 01:15 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-04-2020, 11:13 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-05-2020, 11:31 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-05-2020, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-05-2020, 11:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-05-2020, 11:55 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-06-2020, 02:37 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-06-2020, 12:44 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-06-2020, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-06-2020, 02:53 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-06-2020, 11:14 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-06-2020, 10:00 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-06-2020, 09:38 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-06-2020, 12:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-07-2020, 12:27 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-07-2020, 12:09 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-07-2020, 09:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-07-2020, 09:32 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Dmahi19 - 30-07-2020, 10:52 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-07-2020, 09:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-08-2020, 10:20 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-08-2020, 01:21 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-08-2020, 09:13 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2020, 02:16 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-08-2020, 01:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-08-2020, 11:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 18-08-2020, 11:53 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-08-2020, 02:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-08-2020, 11:59 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-08-2020, 11:55 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-08-2020, 12:33 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-08-2020, 11:58 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-08-2020, 08:52 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-09-2020, 12:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-09-2020, 02:36 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-09-2020, 02:47 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-09-2020, 12:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-09-2020, 01:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-09-2020, 12:08 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-09-2020, 09:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-09-2020, 11:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-09-2020, 11:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-09-2020, 10:47 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-09-2020, 11:27 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-09-2020, 11:28 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-10-2020, 10:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-10-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-10-2020, 09:52 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-10-2020, 10:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-10-2020, 10:11 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-10-2020, 10:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-10-2020, 11:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-10-2020, 09:37 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-11-2020, 11:20 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-11-2020, 11:20 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-11-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-11-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-11-2020, 11:10 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Bhavana_sonii - 24-11-2020, 11:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-11-2020, 10:25 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-12-2020, 10:26 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Bhavana_sonii - 12-12-2020, 12:09 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-12-2020, 10:10 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-12-2020, 09:50 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-12-2020, 09:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-01-2021, 03:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-02-2021, 02:31 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-03-2021, 03:03 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-03-2021, 01:03 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-05-2021, 10:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-05-2021, 09:54 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-05-2021, 02:16 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-05-2021, 09:45 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-05-2021, 10:06 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-06-2021, 04:21 PM



Users browsing this thread: 5 Guest(s)