Thread Rating:
  • 10 Vote(s) - 1 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Angrakshak Parivar Ka .........MAHI
UPDATE 34

Part - 6



Bhagwan Bholenaath ke mandir me darshan aur ashirwad lekar teeno apni yatra pe aage badh gaye .......

Ab Aage .......

Aryan ke aage Geeta bethi Arjun ki pith pe swaari karte huye aur Deepti apne ghode Chetak pe unke picche picche barbar duri pe teji se dharti ke ander bani prakirtik Gufa waale raste se teeno aage badhte jaa rahe the ..... Kuch samay baad woh sab ush doraahye pe aa gaye jahan se ek rasta Doshi Hill ki taraf supt jawalamukhi ki taraf jaata tha aur doosra aage ki ore joh Divya Talvaar ki wajah se bana tha .

Aryan ne nicche utar ke kaha," ab hum aage prithvi ke samudar tal se kareeb 100 se 150 km nicche jaane waale hain nakshe ke anusar aur wahan oxygen hona bahot muskil hi hoga toh mein tum sabko kuch khaane ko ek samudri ghaas dene waala hun jisse hamari body abhi se low oxygen pe bhi kam metabolism ke saath kaam karegi aur humko naye vatavaran ko adopt karne me sahayta bhi karegi ...... Aryan ne apne chote bag se ek laal box sa nikala jaise chamsa rakhne waala box hota hai ..... Usko khol ke ek chimti si gehre samudri hare color ki 4 pitli ribbon jaisi laslasi ghaas nikaal pehle Geeta ko khila diya phir Deepti ke mouh me daal diya ...... Aisa hi Arjun aur Chetak ko 10- 10 tukde khila diye par sabke mouh dekhne waale the , dono ladkiyon ke chehre se pasina tapak raha tha aur dono ghode jaise bechain hi ho gaye aur hinhina ke apni vakulta jata rahe the .

Aryan haskar bola ," bas bas 5 min me tum sab theek hoge aur gheri gheri saans lo , yeh ribbon jaisa ghass 'Plantoss' aaj tak duniya me koi nahi khaya hai sirf mere aur Ani ke alwa ...... yeh Marina trench me kayi km nicche hi milti hai jahan oxygen ya light bas 1% se bhi kam hi hoti hai ...... yaani prathvi ki gherai pe panpne waali last vanspati hai yeh ".

Geeta mouh baanti huyi ," mujhe paani de jeebh bhi kasali si ho gayi iske pet ke ander jaate hi gud gud si ho rahi hai hai jaise direct barf hi daal di ho pet me itni thandak ka ahsaas ho raha hai ".

Aryan serious hokar ," bas thodi diar aisa hi rahega ,thoda saiyam rakho aur dekhna pyaas bhi nahi lagegi , mein aur Ani ishko khaakar Mount Everest bhi chad gaye the bina oxygen mask laga ke ".

Deepti bhi thodi bechani si boli ," Mahi tum kyon nahi khaa rahe ho ish ghass ko ?"

Aryan muskara ke bola ," Mujhe jarurat nahi hai abhi agar huyi toh baad mei khaa lunga ab hum teji se aage badhte huye nicche ki taraf jaate jayenge aur ab tum dono Arjun pe betho mein Chetak ke saath raste pe aage honga ".

Deepti ke picche Geeta bethi , Deepti ki lagaam pe pakad se hi Arjun pehchan liya ki woh kushal ghudsawar hai ....... Aryan ne Chetak ki gardan sehla ke kaha ," bas mujhpar vishwas rakhna aage humko bahot durr jaana hai teji se ".

Aryan ne halke se lagaam kheench ke Chetak ko dauda diya toh Arjun bhi Deepti ke ishare pe chalne laga ...... Arjun special tha aur Chetak se 4 guna shaktisaali aur honhaar bhi .

Dharti ke ander poori raftar se uske garbh ko naapte tede mede pagdandi waale raaste se sab aage badh rahe the ....... Kareeb ek ghante ke safar ke baad jab woh ek jagah phonche toh poori haryaali aur ghana jungle sa dikhai diya magar ek jal ki nadi bhi jab saamne dikhne lagi jungle ke ish taraf toh sabko hairani hi huyi ..... teeno ki special clock pe minus 80 km from sea level dikha rahi thi par yahan aisi jagah hona ashambhav sa hi tha .

Geeta ke saath Deepti bhi hairan hi thi unko kya dono ghodo ko bhi saans lene me takleef nahi aayi aur pyaas durr durr tak nahi thi .......

Aryan ne dono ki taraf dekhkar kaha ," humko yahan gufa dhoondi hai wahi se agli manzil ka pata lagega ".

Aryan ab dono ladkiyon ke saath sab taraf dekhne laga , Arjun aur Chetak ko khula chod diya par hidayat di kuch bhi nahi khana hai na hi paani peena hai ..... jarurat hogi toh phir samudri ghaas 'Plantoss' hi khaani hai joh usne thodi apne pass rakh ke baaki Geeta ko de di .

Lekin ek cheez joh teeno note ki yahan Surya nazar nahi aa raha tha par prakash waisa hi tha din ke ujaale ki tarah. Deepti ne kaha ," humko sayad phasya jaa raha ki hum jungle me jaye aur nadi ko dekho toh pani bas beh raha hai par ek tarang bhi nahi , itna swaach jal dharti pe milna toh muskil hi hai ".

Geeta kuch sochkar ," pakka koi mayajaal lagta hai kyon Aryan kahin humko yeh chalwa hi nazar aa raha jabki kuch bhi khatra ho sakta hai ?"

Aryan ne gheri saans lekar kaha ,"yehi aaspaas kahin 3rd padaav hai par gufa apni taraf hi hai ush taraf nahi . Geeta tum inh dono ghode bhaiyon ke saath yahin raho aur apni gun , Talvaar ko saath me le lo . Mujhe aur Deepti ko thoda samay bhi lag sakta hai koi bhi kaisa bhi jeev aas paas bhi nazar aaye to maar dena ho sakta hai tum aage hamare saath nahi jaa payo magar hamara yahin intzaar karna ".

Geeta ne bhi haami bhari aur usko kiss kar di phir Deepti ke gale mil uska gaal aur maatha choomi ...... Aryan ab Deepti ke saath ush raste ko khangal ne laga jis se abhi woh sab yahan aaye the ..... ek chataan me chote se ched ko dekhkar Deepti ne kaha ," kya yahan koi jeev jaise saanp , chuha ya knol ho sakta hai kyonki ek toh saamne hi bil sa bana huya hai ".

Aryan ne Deepti ki nigaah ka piccha kiya toh bola ," nahi sirf sarp prajati hi yahan ho sakti hai aur woh bil kabhi apna banati hi nahi hai phir yahan unhe kiska khatra hai , insaan ya koi jeev yahan tak jinda kabhi aaya hoga lagta nahi hai ...... haan udher dekho ek upar ki taraf bada sa kataan hai sayad yehi gufa ka maarg hai ".

Deepti ne jab uper dekha toh ek yoni ki tarah ka kareeb 150 ft ek chataan pe dwaar nazar aaya toh kareeb 1.5 km doori pe khadi Geeta ne bhi unki nigaah ka piccha kiya aur cordless pe boli ," woh koi duwar sa lag raha hai pakka ander jaane ka rasta hoga ".

Aryan ne 4 kadam picche hokar ush khurdari chataan ki taraf daud ke chalaang lagayi aur ek hi jump pe ush yoni roopi duwar pe ek ubhre hisse ko pakad ke dekha phir niche sar karke bola ," yehi hai , Deepti upar aa jayo ".

Deepti ne apni pith aur kamar pe kase bag aur astar ko tight kiya phir 10 ft picche hokar daud laga ke ush chattan ke ubhre hisse pe piar aur haath jama badi teji uper phonch gayi ...... Geeta ka toh mouh hi khula raha gaya Deepti ko aise chattan pe 45 degree ke angle pe teji se daudte huye chadte dekhkar (Aryan ki tarah jaise woh purane jungle me vishaal ped pe chad jaata tha )...... Uper phonch Aryan ne ek haath se Deepti ko thaam apne pass khada kiya phir ander ki taraf dikha ke bola ," yeh rasta hai par kahan rukega pata nahi toh kuch bhi avegh me mat kar dena humko soch samjh ke aage badhna hoga ".

Geeta ne dono haathon ko saankh ka aakar dekar chilla ke boli ," Jaldi khatam karo ish paheli ko hamey vapas bhi jaana hai "....... dono usko thumbs up dikha ke haan ka ishara kiya .

Duvar ke ander ek chikni golakaar chattan ki diwaron me bani surung jaisi thi ..... 6-7ft pardhi ki . Aryan ne jab apne bag se ek tube jaisi light ghum ke on ki aur nicche pehnki toh diwar se takrati woh naa jaane kitne nicche jaakar unki aankho se vilupat ho gayi .

Aryan ne apna bag aur Talvaar kas ke baandhi aur Deepti ko bola ," tum mujhe aage se pakad lo aur apni talvaar mujhe do , yeh bahot gheri gufa lag rahi hai ".

Deepti ki Talvaar apne haath me thaam kamar pe side pe laga, Aryan usko apne aage se chipta liya jaise bandirya apne baache ko chipta leti hai phir dono haath aur pairon ko majboot kar koodh gaya ush andheri ghufa me ......


Aryan ush gufa me gol gol ghumta diwar ko halke se touch karta disha deta poori vehg se aage badha raha tha Deepti ko liye....... teji se dono ander ek andheri jagah ki taraf agarsar the par 10 min baad dono ko andaza ho gaya ki hum kamse kam 15-16 km nicche aa chuke hain par ab ush gufa ka vyas chauda hokar 40-50 metre ka ho gaya par andhera khatam hi nahi ho raha tha na gufa .......

Jab Aryan ko laga ki gufa khatam hone waali hai toh Deepti ko bola ," kas ke pakdo dead end aa raha hai hum teji se takra ke rukenge ".

Deepti ne gardan ghuma ke dekha aur boli ," phir woh light waali tube kahan hain aur ho sakta ho 90° pe rasta turn ho raha ho ".

Aryan bhi uski baat se sehmat hota ," theek hai mein bas ek baar pair jama ke direction de dunga thoda jerk jaada lagega toh ready raho "......

Aur Deepti ki baat sacch hi nikli 45° pe bani ye gufa ab 135° ka kone liye aage ko rasta dikha di jisko Aryan ne badi bakhubi ke saath sahi angle pe saamne diwar ko pair se pathar ki gufa ki diwar se touch kar nicche ko disha di aur 8 min baad hi nicche ki taraf badhte huye ab dono ko roshni dikhne lagi aur ujala poora hota gaya par ab Aryan circle me ghoom ke disha aur gati bhi kam karne laga ......

thodi door pe jab usko jameen dikhai di toh Deepti ki kamar pe haath daal ke kas liya aur chalaang lakaar land kiya ....... dhapppp ki awaaj ke saath dono ki charon aur dhool ka gubaar sa utha jameen pe itni force se kadam rakhne ke karan .

Dono dhool chatne ke baad ab charon taraf dekhkar chakit the ki yeh uper waale jungal jaisa hi unke saamne jungle tha par Aryan abhi bhi apni najron se kuch khoj raha tha ..... Apni ghadi me dekha toh woh 40 km nicche the Geeta se ......

Aryan aur Deepti ne charon aur dekh ush jungle ke ander jaane ka faisla kiya ..... haathon me Talvaar thaam liye woh dono Charon aur dekhte aage badh rahe the par ek baat thi yeh dharti ka hissa toh nahi lag raha tha ....... Poora jungle roshni se jagmagh tha par yeh Suraj ka prakash nahi tha .......

ek ghante poore jungle ki bhool bhuliya me ghoomkar ab dono ko lag raha tha ki woh phash chuke hain ...... na koi jaanvaar na jeev na hawa chal rahi thi par poora hara bhara jungle hai .

Aryan rukkar ," Deepti jara apni pith dikhana , yeh toh koi bhool bhuliya lagti hai aur mein tumhare alwa kisi ko mehsoos nahi kar paa raha aisa kyon ho raha samjh nahi aaya kyonki apno ka ahsaas mujhe hamesha hota hai ".

Deepti bhi ruk kar apni talvaar aur bag jameen pe rakh apni leather waali yodha ki poshak ki jip shield hata ke kholi toh Aryan bhi uski bra ke hook khol ke jab naksha dekha toh woh gayab tha "......

Aryan muskara ke ," Deepti tumko naksha mehsoos ho raha hai apni pith pe ".......

Deepti ," Mahi mein sirf tumko hi mehsoos kar paa rahi hun aur mann jaise shaant sa pad gaya hai ...... naksha ke karan ek jakad si pith pe hamseha se hoti hai abhi woh feel hi nahi ho rahi ...... iska matlab naksha gayab hai ".

Aryan ," iska ek hi Matlab hai hum patalok ke dwaar pe khade hain par yahan ka choukidaar kahan hain ?"

Deepti kuch sochkar boli ," Aryan mujhe lagta hai nakshe aur ish jungle ka koi sambadh hai , ek min tum side hona "..... Aryan se durr jaakar Deepti ne jab mitti dekhi joh rait jaisi thi aur yahan ghass bhi nahi thi toh nicche bethkar apni nangi pith ke bal lait gayi .

Uski nangi pith jameen choote hi jungle gayab ho gaya aur poora andhera ke saath bas ek ghera gadha sa koi unshe 500 metre doori pe ish viraane si jagah pe dikhai diya ...... Dono samajh gaye yehi patalok ka parvesh dwaar hona chahiye ....... Aisi nirjeev aur khuskak jagah unhone nahi dekhi thi par manjil aage nazar aa rahi thi .

Deepti ab muskara ke khadi huyi aur Aryan ke pass badi ada se chalti huyi pith ghuma ke khadi ho gayi ...... Aryan ne bhi haskar uski goori pith se mithi jhaadi phir uske kaano ko kiss karke bola ," Mubarak ho ab naksha gayab ho chuka hai hamesha ke liye , agle 2 padav toh tum khud apne dimaagh me banne waali chavi se batane waali ho "...... uski jip bandh kar usko shield pehna di phir apni taraf turn kar kiss karne laga toh Deepti bhi kahan picche rehti apne premi ka alingan kiye bina ...... puchhhhh puchhhh chummm chumm muhhhhh muhhhh puchhhhh phuchhhh ..... I love you Mahi I love you meri jaan ......

___________________________

2 ghante baad .......

Geeta yahan alag hi musibat se jujh rahi thi lambi choonch waale 2 vishaal kathphodwe jaise pakshi unhpar hamla kiye toh Geeta ne dono ghode Arjun aur Chetak ko chattan ki diwaar ki taraf dhakel unse bhid gayi ...... goli chalane ke baad bhi unpar asar na hote dekh ab apni dono Talvaar liye unke liye tyaar thi .....

Geeta ko ek cheez ka andaza ho gaya ki woh usko maarne mei nahi balki Arjun-Chetak ke shikar ke chakkar me hain ...... Talvaar se vaar kiye un dono ke hamle se bachte huye tab bhi jaise koi asar hi nahi huya unke sareer pe .....

7 ft lambi nukli choonch jaise pathar ki hi thi jispar Geeta ne vaar kiya par apne pankho ke sahare unho ne usko dur uchaal ke phenk diya ...... Geeta sambhal ke unki taraf phir daudi toh dono ne Arjun-Chetak ko apni choonch me daba ke udne lage par Geeta ne dono ka ek ek panja ek ek haath se pakad liya aur dono ke vishaal daine jaise pankh phada phada ke reh gaye dono upar hi nahi jaa paa rahe the poori takaat lagane ke baad bhi ......

Geeta dono haath me pakde panjon ko jorse nicche karti boli ," Maderchod mere jinda rehte toh inh ghodo ko tum nahi le jaa sakte ....... Jai kara Shera waali ka... "

20 ft lambe aur 300-400 kg wajan ke 80 ft chaude pankho waale pakshi ki bhi jaise jaan nikal gayi ki yeh kide jitni ladki me itni taakat kaise hai ...... magar kisi ko bhi nahi pata tha ki Geeta ka ek juta ladai me pair se dur girne se nikal gaya tha aur uska daiya nanga pair jameen me dhas gaya tha .

Magar Geeta itna jor laga ke dono ko kheenchi apne haathon se ki dono ke mote nukile panje ek saath mila ke apne done pairon se jakad li aur ek haath ka ghera lekar panjo me aur doosre se haath se apne chamde ki slacks se khanjar nikaal ke dono ke piar bedh di aur dard ki karkash chingaadh waali awaaj se pakshion ko dono ghodon ko chodna pada joh jameen pe gire aur dono sarpart daud ke apni ish nayi rakhwaali karne waali Devi ki taraf aaye toh Geeta chilaai ," haram khooron meri taraf nahi wapas jaane waale raste ki taraf bhago mein jaada diar inko rok nahi paungi "......

Geeta ab aur jor laga ke nicche ko khinchi toh dono ne choonch uske sar pe maari par gardan jhuka ke bagar dono ke panje chode woh jameen me dhasti chali gayi aur Arjun-Chetak bas dehkte reh gaye Geeta ke saath dono pakshi bhi jameen me aise sama gaye tadpate huye jaise daldal me koi magarmach teeno ko neeche ander kheench liya ho unki karkash awaajien ki ghoonj bhi khamosh ho gayi ......

1 min bhi nahi gujra par Arjun-Chetak ko saamne se apna antim samay dikh gaya ...... Saamne ushi nadi paar jungle se unh vishaal pakshi se bade bade pakshion ka poora jhund sankha me 100 se bhi jaada tha unki taraf aa rahe the ......

Arjun ," Chetak , tu bhaag ja hum dono yahan se nahi nikal payenge ab toh sab Aryan bhai ke bhi haath mei bhi nahi hai aur Geeta Didi kahan chali gayi aaj koi nahi bachega agar Geeta Didi ko kuch huya toh "......

Chetak darte huye ,"Bhaiya ,jayenge toh dono nahi toh saath marenge ab kahan hai tu Aryan jab mujhe bolta tha ki Mein Hun Na "......

Dono kuch karte ya bhagte tabtak jaise ush vishaal pakshion ka jhund unse sirf 100 metre hi duri tak aa phoncha tha par Arjun ne jaise aankh hi bandh kar li thi ," Aryan bhai bas mere bhai ko bacha le meri yehi akhiri iccha hai ".

Geeta ko do datyaakar pakshion ke saath jameen nighal gayi thi aur dono ghode Arjun-Chetak ush raste ki ek taraf ki chattan se lage apni mout ka intzaar kar rahe the ........ Arjun ne Aryan ko bhi pukara par sayad yeh awaaj bhi uske maalik kum dosht tak nahi phonchi thi aur 50 metre ki doori pe jaise unh datyaakar pakshion ke Sardar joh sabse vishaal tha usko aakar ek mitti ka 10 metre bada gola aakar laga ulti taraf se toh woh jameen pe durr jaakar gira ......

Jaise chamatkaar hi ho gaya tha , Geeta jameen phaad ke bahar nikli , niche mitti ke jaise kaleen pe hi hava me khadi thi aur dono haathon se bade bade mitti ke gole bana jaise unh pakshion par vaar pe vaar pe kar unko jameen me dhansati jaa rahi thi par sabse badi baat ab ek rang birange chamkte patharon ka ghera uske charon taraf ghoom raha tha joh pakshi Geeta ka rukh karta woh ghera bada hokar usko lagte hi murchit kar deta aur jameen usko nighal jaati .....

Akhir kaar Chandi Devi Geeta ki dharti (Earth) ki power jaag gayi thi jab jameen me poori dhans gayi thi aur uska karan thi Deepti ........ par Arjun-Chetak bhi Geeta ko ab bhuri color ki mitti jaise dekhkar khush hone ke saath darr bhi gaye ki yeh kon sa bhoot Geeta ke ander ghus gaya hai par 5 min. me saare pakshi jameen me dafan the bas unki choonch bahar thi aur tez karkash awaajien goonjti Geeta ne unki choonch bhi mitti ki rassi se baandh kar band kar di ....... Bahot saare pakshi abhi zinda the par jameen me gade the .

10 sec me aankh bandh kar Geeta normal huyi toh rang birnge chote patharon ka powerful ghera uske ander sareer me sama gaya aur aankhien bhi normal ho gayi ...... Woh Arjun-Chetak ke pass jaakar unki gardan sehla ke boli ," daro mat hum surakshit hain par hum isse aage nahi jaa sakte ...... yeh tilsami dwaar hai aur humko yahin intzaar karna hoga hum ek tarah se kaid me hi hain ....... Mein apni dharti ki power use kar sakti hun par aisa karke hi hum ek tarah se kaid huye hain ...... Saamne dekho toh jungle ki taraf ek adrish diwar hai aur hamare picche ush raste pe bhi. Ab humko Aryan-Deepti hi yahan se nikaal sakte hain ".

Geeta 3 padaav se pehle hi 2 charan me hi kaid kar li gayi par Deepti ke karan uski dharti ki power jagrat hote hi kamse kam unh vishaal pakshion ka niwala banne se bacha liya ....... Agar yeh teeno bahar nahi aa sakte toh koi inke pass ander kaise phonchega yeh toh vakat hi batega ........ ????


_______________________

Udher Aryan Deepti 10 min tak khoob chooma chaati ke baad dono ko hosh aaya jab laga Geeta kisi musibat me hai...... dono kiss todkar palte toh 20-22 koi 10-12ft unche danav size ke khonkhaar rakshak jaise prani unki ore hi badh rahe the aur unke chalne se dharti bhi kaamp rahi thi .

Deepti ne bhi jhukar apni talvaar utha ke kaha ," Mahi , hum Geeta ki madad nahi kar sakte par mujhse jameen me naksha touch kar unki dharti ki shakti ( Earth power) khol gayi hai , ab dharti maiya se aajtak koi jeet paaya hai kya kabhi ? hum ab unko Divya Talvaar ko pakaar hi ajaad kara payenge unko kaid kar liya gaya hai " .......

Aryan ," mujhe bhi yehi mehsoos huya aur Arjun-Chetak bhi khatre me hain phir diar mat karo pehle mein inh se nipat leta hun , inke haav bhaav dekhkar lagta hai inhse bagar lade toh ander jaa nahi payenge ...... bas tum picche rehna mein sambhal lunga ".

_________________

Udher purane jungle me Nishaank Guruji ka partibimb Bade Guruji se sawaal kar hi diya ," Guruji woh khazaana aakhir ush khazaane waale kaksh se Divya Talvaar ke saath kahan phonch gaya hai ???? Aryan aur Deepti kya patalok waalon ko hara payenge ?????....... "


Bade Guruji shaant chit se bole ," Aryan kya kar sakta hai yeh hum bhi kahan poori tarah jaan paate hain par haan uske ander ki takaat hi usko madad karengi saath hi usko pyar karne waali streeon ki shaktian bhi mili huyi hain joh usko harane nahi dengi bas usko kroodh na aa jaye...... Jahan tak ush khazaana ko Divya Talvaar ke saath gayab hona hi uski khoj me shayak hai ...... Aryan ko Deepti ki jaan nahi bachani hoti toh kabhi Divya Talvaar hasil karne nahi jaata par baaki laalchi manush ko khazaana bhi chahiye ush Talvaar ki shakti ke saath . khajaane ka paatal lok ke ander dhas jaana Talvaar ke saath ...... bhulbuliya mei enter karna ...... wahan pisaach aur danavon se ladna ...... koi manush toh kar nahi payega agar kiya bhi toh ek bahot takaatvar jeev ush Divya Talvaar aur khazaane ka loobhi prarhi ban betha hai, abhi ish se jaada mein bhi tumko nahi bata paunga toh dhair rakho Aryan jahan jahan jayega hum dekh hi sakte hain kuch kar nahi sakte ".

Itna bol ko Bade Guruji chuppi saadh liye aur baaki ki tarah Nishaank bhi aage kya hoga partiksha karne laga ......

Heart Heart Heart Heart Heart
[+] 2 users Like Dmahi19's post
Like Reply


Messages In This Thread
Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Dmahi19 - 04-07-2019, 02:36 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-07-2019, 02:02 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-07-2019, 12:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-07-2019, 01:39 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-07-2019, 02:27 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-07-2019, 07:11 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-07-2019, 07:17 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-07-2019, 12:57 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-07-2019, 11:12 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-07-2019, 01:59 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-07-2019, 11:08 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-07-2019, 12:17 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-07-2019, 12:41 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by shiva530 - 22-07-2019, 03:38 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-07-2019, 09:40 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-07-2019, 10:48 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-07-2019, 11:34 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-08-2019, 10:47 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-08-2019, 01:02 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-08-2019, 09:29 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-08-2019, 05:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-08-2019, 05:01 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-08-2019, 06:52 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2019, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2019, 10:50 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-08-2019, 11:16 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-08-2019, 07:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 18-08-2019, 09:37 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-08-2019, 06:14 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-08-2019, 01:49 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-08-2019, 12:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-08-2019, 05:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-08-2019, 05:26 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-09-2019, 04:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-09-2019, 06:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-09-2019, 10:27 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-09-2019, 05:50 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-09-2019, 08:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-09-2019, 01:15 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-09-2019, 09:21 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-09-2019, 10:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-09-2019, 02:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-09-2019, 03:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-09-2019, 10:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-09-2019, 12:22 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-09-2019, 11:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-10-2019, 11:48 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-10-2019, 11:13 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by dark - 11-10-2019, 08:50 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-10-2019, 09:19 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-10-2019, 10:43 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-10-2019, 10:09 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-10-2019, 10:23 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-10-2019, 06:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-10-2019, 11:41 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-11-2019, 01:31 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-11-2019, 10:51 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-11-2019, 11:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-11-2019, 01:11 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-11-2019, 12:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-11-2019, 12:26 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-11-2019, 09:08 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-11-2019, 09:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-11-2019, 12:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-11-2019, 10:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-11-2019, 10:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-11-2019, 05:48 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-12-2019, 01:44 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-12-2019, 11:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-12-2019, 09:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-12-2019, 04:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-12-2019, 09:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-12-2019, 12:07 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-12-2019, 10:28 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-12-2019, 01:54 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-12-2019, 06:12 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-12-2019, 11:44 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-12-2019, 03:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-12-2019, 11:21 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-12-2019, 11:30 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-12-2019, 09:53 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-12-2019, 08:30 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-01-2020, 12:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-01-2020, 12:51 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-01-2020, 03:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-01-2020, 12:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-01-2020, 10:37 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-01-2020, 10:47 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-01-2020, 02:38 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-01-2020, 10:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-01-2020, 09:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-01-2020, 09:57 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-02-2020, 09:32 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-02-2020, 09:15 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-02-2020, 10:49 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-02-2020, 11:14 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-02-2020, 09:25 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-02-2020, 09:57 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-02-2020, 11:07 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-02-2020, 10:51 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-02-2020, 10:50 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-02-2020, 10:32 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-02-2020, 10:32 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-02-2020, 12:22 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-03-2020, 10:27 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-03-2020, 09:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-03-2020, 02:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-03-2020, 01:54 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-03-2020, 09:21 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-03-2020, 02:39 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-03-2020, 09:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-03-2020, 09:36 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-03-2020, 11:33 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-03-2020, 11:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-04-2020, 11:08 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-04-2020, 09:51 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-04-2020, 10:11 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-04-2020, 12:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-04-2020, 04:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-04-2020, 01:15 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-04-2020, 11:13 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-05-2020, 11:31 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-05-2020, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-05-2020, 11:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-05-2020, 11:55 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-06-2020, 02:37 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-06-2020, 12:44 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-06-2020, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-06-2020, 02:53 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-06-2020, 11:14 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-06-2020, 10:00 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-06-2020, 09:38 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-06-2020, 12:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-07-2020, 12:27 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Dmahi19 - 18-07-2020, 10:59 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-07-2020, 12:09 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-07-2020, 09:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-07-2020, 09:32 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-07-2020, 09:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-08-2020, 10:20 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-08-2020, 01:21 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-08-2020, 09:13 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2020, 02:16 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-08-2020, 01:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-08-2020, 11:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 18-08-2020, 11:53 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-08-2020, 02:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-08-2020, 11:59 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-08-2020, 11:55 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-08-2020, 12:33 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-08-2020, 11:58 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-08-2020, 08:52 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-09-2020, 12:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-09-2020, 02:36 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-09-2020, 02:47 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-09-2020, 12:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-09-2020, 01:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-09-2020, 12:08 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-09-2020, 09:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-09-2020, 11:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-09-2020, 11:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-09-2020, 10:47 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-09-2020, 11:27 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-09-2020, 11:28 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-10-2020, 10:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-10-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-10-2020, 09:52 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-10-2020, 10:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-10-2020, 10:11 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-10-2020, 10:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-10-2020, 11:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-10-2020, 09:37 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-11-2020, 11:20 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-11-2020, 11:20 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-11-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-11-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-11-2020, 11:10 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Bhavana_sonii - 24-11-2020, 11:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-11-2020, 10:25 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-12-2020, 10:26 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Bhavana_sonii - 12-12-2020, 12:09 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-12-2020, 10:10 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-12-2020, 09:50 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-12-2020, 09:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-01-2021, 03:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-02-2021, 02:31 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-03-2021, 03:03 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-03-2021, 01:03 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-05-2021, 10:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-05-2021, 09:54 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-05-2021, 02:16 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-05-2021, 09:45 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-05-2021, 10:06 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-06-2021, 04:21 PM



Users browsing this thread: 5 Guest(s)