Thread Rating:
  • 10 Vote(s) - 1 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Angrakshak Parivar Ka .........MAHI
UPDATE 33

PART 10 ( last part) ( Deepti )


Ab Tak.......


Deepti ne aage badhkar Aryan ke gale me Swayamvar ki varmala daal ke Apna jeevansathi chun liya ....... ashmaan se phoolon ki varsha ho rahi thi helicopter ke dawara ......... par Aryan ko ab uske poore parivaar ne gher ke choomiyon se dono gaal geele kar diye.

Aaj ek nahi naa jaane kitne paapi duniya se kooch kar gaye magar do dil ko judne se rok na sakey ....... Aryan-Deepti ka pyar aaj parwane chad hi gaya .



Ab Aage ........



Jab Aryan ke gharwalon ne choomne ke baad usko apne se alag kiya to Aryan ne seeti baja ke Chetak ko apne pass bula Deepti ko ushpar bitha ke khud uske picche beth Stadium ke 3 chakkar araam se lagte huye dono ne apna haath hilate huye sabka abhivadan swikaar kiya ......

Poora stadium ko jaise Rajkumari Deepti aur naye bhaavi Raja Choudry Maharyan Singh pe naaz ho raha tha ..... Veerta , Mardangi aur Dileri se bharpoor yeh Sundar noujawan hakiqat mei swarngun sampan hai naye Raja banne ke liye .

Lekin ab Mahamantri ne mic liye Aryan ka poora parichey yeh bata ke diye
" aap sirf bhadur hi nahi ush shaksiyat ko dekh rahein hain joh ek 40 gaon ki Mahapanchyat ka maalik , Madam Ratidevi joh India ki Business tycoon hain unke Business empire ka akela owner aur IIT Delhi , MIT America ka topper, engineering Graduate ke saath 22 alag alag degree liye huye hai . Maharyan se milne ke liye Govt ko bhi time lena padta hai woh itna busy rehta hai . Rajkumari Deepti ko pehli nazar me Aryan se pyar ho gaya tha aur Aryan ne bhi dil se apna sar jhuka ke Rajkumari ka pyar apna liya tha ...... Swayamvar sirf Raja Tribhuvan Singh aur Raja Jabar Singh ne ishliye rakha gaya ki sab Rajpootana Rajwaadon mei bhi har vakti yeh jaan le ki aapki Rajkumari ne sahi shoorveer ka chunav kiya hai aur iske aap aaj ghaav ban gaye hain". "Dhayanwad ".

Poora stadium taali , seeti , Jai Jai kaar ke naaron se gunj gaya ...... Aryan aur Deepti dono Raja Tribhuvan Singh ke podium ke samney Chetak se utar kar jab upar jaakar haathon me haath thame RajGuruji , Raghubhar Singh aur Raja ,2 raniyon ko sar jhuka ke abhivadan kiye to sab apni khusi na rok paaye sabki nam aankhien unko bata rahi thi woh kitne khush hain .

Raja Tribhuvan Singh ne Aryan ko gale laga ke apne kiye ki dil se maafi maangi aur Aryan ne bhi lagbhag maaf hi kar diya Deepti ke liye par sajaa to directly indirectly milegi hi yeh Meena aur Ani se behtar kon jaanta tha . Ab samay aa gaya tha Geeta ka apne asli khandhan ke Alwar rajya ke pass rakhe khazaane pe apna adhikaar lene ka ...... Mahamantri ne shahi bhoj ka alaan kar sabko stadium ke pass baney vishaal bhojan pandalon me jaane ka agharh kiya.


Rajwaadon aur VIP logon ka Rajmahal ke prangan mei Shahi bhoj ki vavstha ki gayi thi par 55 se jaada parivaar to apne yodha ya Rajkumar ko ish swayamvar mei mout ki bhent chade unki body ke saath vilaap aur vapasi ki tyaari kar chuke the .

Aryan ke saath Rajkumari Deepti Singh se bhi ek nafrat jaisi unke dil mei thi par virodh karne ka samarth na tha . Aryan ne Swayamvar ki sab shartien aur badhien apne prakarm se poori ki thi joh apratihasik tha ..... woh saccha shoorveer bankar vijeta ghosit huya .

Deepti jab Aryan ko apne saath rath me 4 sheron ke saath ush jungli jaanwaron waale area se gujri toh sab jungli jaanwaron aur pakshion ke shor karte huye dono ke aage natmastak the ..... Aryan ne apni chir parchit andaaz me rath se utar har baade ke samney se gujarte huye pasu pakshi ki bhasa me baat ki aur sabne usko apna Maharaj kehkar sambhodit kiya jispar Aryan ne kaha agli baar milne nahi aaonga agar mujhe apna dost nahi mana toh mein bhi bas aap sabke jaisa hun par Raja nahi .

Rajkumari Deepti rath me jab apne Sheron ki taraf dekhi to unke leader ne kaha ," Rajkumari ji woh hum sabke devta ka roop hain aur app swayam hi dekh lijye sab unka kyon samman karte hain ".

Deepti ki jitni vishesta Aryan ko Swayamvar ke maidan mei pata chali usse jaada usko Aryan ki gayat huyi ..... woh uski kalpana se bhi parey tha , Deepti ko vishwas hota jaa raha tha woh usko Divya Talvaar se mukat karwa dega par kya yeh itna asaan tha ????

______________


Kahin bahot dur dharti ki stah ke nicche aaj jab ek vishaal andheri jagah me sunheri si roshni satah mei aur ek inch gheri dhansi toh dur tak phaile vishaal khajaane me bhi hulchal huyi ...... channn channn sone ke sikke aur jawahrat ki awaaj se 3 fan waali 60 metre lambi aur 2 metre moti udar waali nangin ki 6 aankhien khul gayi joh 800 saal se soyi huyi thi ..... Uske 3 fan ke upar lagi mani bhi jagarat hokar chamakne lagi .

"Vishaka" yahi naam tha uska , woh ish duniya ki nahi thi balki paatlal se bahar aayi ush roshni se mohit thi aur usko ish roshni se bharpoor Divya Talvaar se andha pyar sa ho gaya tha pichle 1800 saal se ...... pichli baar 800 saal pehle jab ek Rajpoot Rajkumar ish Talvaar ke liye aaya to sabut nighal gayi thi ...... Iska Matlab ab koi naya isko paane aaya hai ...... ha ha ha ha ha .......

"mein intzaar mein hun , bahot saalon baad bhojan bhi karungi par Talvaar me hulchal kyon huyi ".....??????

Apne postion change kar woh Divya roshni waali Talvaar se lipat ke khanjaane ke upar aankh moondh kar phirse soo gayi ........

__________________

Aryan jab Rajkumari ke saath Rajmahal phoncha toh 5 Raniyon ( 2 Deepti ki mummy aur 3 Bhabhi ) ne uska baari baari aarta kiya bahot sharmate aur chedte huye ...... Deepti ne ulta haath pakda tha Aryan ka par uska seedha haath ki ek ek ungli Meena , Geeta , Dolly, Neha aur aguntha Saroo ne pakda Jane ke liye par sacch toh kuch aur hi tha .

Rajkumari Deepti ko mahel ke ander le jaya gaya tyaar hone ke liye par Aryan ko abhi kuch rasamo ke liye wahin rok diya gaya .....

Raja Tribhuvan Singh , Rani Sangita aur Rani Jamuna ne apne haath se Aryan ke jute utarwa chowki pe bitha ke piar dhoye jiska voh virodh kiya par RajGuruji ne kaha ," beta unko apna hak nibhane do ".

Dono Raniyan piar dhoo kam sahela jaada rahi thi apni chahulbaji se ..... unke baad Raja Jabar Singh ki teeno raniyon ne bhi Aryan ke piar dhone ka apne adhikaar bataya toh RajGuruji ne sharsh unko bhi rashm nibhane ka mouka diya .....

Ani piche khadi apni kutil muskaan liye sab dekh rahi thi , Aryan ne usko aur baaki bheno ke saath Rati , Dr Anju , Dr Saloni , Thakurian Roopa , apni dono bacchon ke saath unki maa Kavita aur Babita ko bhi apne saath rehne ka kaha.

Beena joh picche dur khadi thi usko awaaj dekar pass bulaya aur bola lead tu karegi meri MAA ( Rati) ke saath , meri MAA ka samman nahi toh koi mere liye kuch bhi nahi .

Rajmahal me Beena ke saath Rati sabse aage uske picche sab jab Singhashan ke samney phonche Aryan ka poora parivaar hi jaise waha ikhatha ho gaye teeno gaon se aur Aryan ke sab close relatives Rati ne subha hi bulwa liye the joh ab kamse kam 120 se jaada honge ......

( Jikar unka hi hoga jinka role hain , yaani Aryan ke India me jitne relatives the males females sab the bas uske Daddy Raj Singh nahi the aur chacha ki family nahi thi )

Poore sajey Rajmahal me Ani bas ek hi sakhs ko dhoond rahi thi ki galati se nazar aa jaye Raja Jabar Singh par woh toh khud hospitalized tha jiska usko bhi pata tha haramjaade bas ek baar mere samney aa jaa jaldi se apna natak khatam karke .

Jab Mahamantri ne announcement ki Aryan ke parivaar ke aur abhivadan ki toh poora khacha khacch bhara Rajdarbar unke samman mei khada ho gaya ..... Rajwaadon , Raja , raaniyan ko chodkar .

Jab Mahamantri ne Rajkumari Deepti ke vivah ka parstav rakha toh Geeta ne aage bhadkar jorse kaha ," yeh vivah nahi ho sakta jabtak mein haan na bolun ".....

Uski awaaj itni tez thi Rajmahal mei majood 130-140 log ek shaath khamosh ho gaye ...... joh Geeta ko nahi jaante they woh khusar pusar karne lage par Deepti ke parivaar waalon ko jaise lakhwa hi maar gaya ..... woh sab jaante the ki Geeta kon hai ? Aryan ki hone waali biwi , agar usne mana kiya toh Deepti jinda nahi reh payegi ab toh 24 ghante hi bache hain samaychakar poora hone mei .

Rati ko bhi andzaa nahi tha Geeta aisa karegi par dono, Meena aur Ani , ke chehre pe kutil muskaan thi . Aryan ko pata tha Geeta yeh avsar nahi jaane degi aaj uski Thakur aur Rajpooton ke liye nafrat aage aa hi gayi aur mouka bhi uske haath mei tha sabko jaleel karegi .





[Image: 051efb1640bcf672879311d14bef6272.jpg]


Rajkumari Deepti


Rajkumari Deepti joh ab ek royal paridhan me Dulhan bani huyi apna ghoonghat kiye apni seat pe bethi thi khadi huyi Geeta ki gussey bhari awaaj sunkar aur uski taraf daud ke aagye aa uske charan pakad liye tab Geeta ne gussey se kaha," Deepti tujhe meine choti bhen maana hai to chupchap apni jagah wapas chali jaa agar Aryan se saccha pyar kiya hai, nahi to bhoolne ki aadat daal le agar mere bich me aayi toh ....... Aur tum sab ish darbaar me bethe log sunn lo koi bicch mei nahi bolega , yeh tumhari Rajkumari bhi mere Aryan ne Swayamvar mei jeeti huyi hai , woh singhasaan bhi aur Rajpootana council ki chairmanship bhi yeh yaad rakhna nahi toh joh Genda aur Babarsher tumne Swayamvar me bheja tha ab Aryan ke paltu hain ek ishare me sabko cheer phaad denge ".

Rati sochne lagi yeh Geeta mere saare dailogue maar degi to mein kya bolungi par abhi itna gussa kyon ho rahi hai yeh chandi devi , kahin hum sabki poll na khol de ( hum sab Aryan ke relations hain aur kayi saari biwiyan aur bacche )..... isko rokna hoga .


Meena ne aage badhkar Deepti ko utha ke uske kaan me kaha ," Geeta didi ko mat rok Deepti , tera hak tujhe jaroor milega par usse pehle Didi ko apne hak ki baat karne de "....... bichari apni nam aankho se Aryan ko dekhi ghoonghat se toh usne bhi nazrien jhuka li .

Deepti ke ghoonghat me aankho mei aasoon aa gaye par bichari apne ko samete jab apni seat pe bethi aur Mahamantri ne apne sanikon ko Geeta ki tarah ishara kiya toh 20 sanik ek saath usko aage khade hokar usko gher liye .

Aryan aagye badhta usse pehle hi Meena ne usko roka ," Aaj nahi aaj uska din hai woh nafrat uski aaj khatam ho jayegi bas tu chup reh bhai aur bas suhagraat ki tyaari kar ".

Rati aur sab darr rahe the par jab sabne Aryan ki taraf dekha to usne palkien jhapka ke ishara kiya shaant raho .....

Mahamantri ," Dekho ladki tum , kuwar Maharyan ki ristedaar ho par yeh mat bhool jayo ki kahan khadi ho , rajyasabha me khade hokar Raja shabh ke darbar mei unchi awaaj me baat karne waala ka sar kaat diya jaata hai ...... abhi sabse maafi maang lo bach jayogi ".

Geeta ne haste huye do Talvaar taane sanik ko uchal ke laat maari aur unke girte hi Talvaar utha baaki sabki taraf dekh ke kaha ," Saalon Thakuron ke napunsak sanik aayo aaj meine bhi tumhari jeevan leela khatam na kardi toh mein bhi Rati Devi ki beti Geeta chandi Devi nahi "......

Rati chilla ke ," jaan se mat marna Geeta bas haath piar hi todna " ...... lo jab MAA hi aisi ho toh aulaad ko kon rokega.

Jabtak koi aur rokta tabtak Geeta ne sabke Talvaar se nihathe karte huye maar maar ke haath piar tood diye , par ab Aryan aur uski family ko 100 se jaada sanik aur security waalon ne bandook aur Talvaar ke nishane pe gher liya tha aur Ani ne adrish shield sab pe laga di.

Bas Geeta bahar thi par jab ushpar firing ki to har goli usko chu kar niche girti kyonki Aaj uski dharti power waali shield apne aap hi activate ho gayi , par jitne bhi girey huye sanik the unke hathiyar lekar phenkar kood ke ek ek ko maar ke haddi pasli tod rahi thi ...... 10 min tak yeh chandi devi ka tandaav dekh sabke mouh hi sil gaye par sab avishaniye tha.

Aadhe log apni seat ke picche dubak gaye aur Raja , Raniyon , Rajkumari ke bodyguards unke saamney dhaal bankar khade marne ko tyaar the par maarne ko nahi Deepti ke kehne pe .......

Ek ek ko maar tood ke Geeta seedha Raja Tribhuvan Singh ke samney khadi ho gayi aur uske bodyguards ke kapdon se haath mei li khoon se sani talvaar phonchte huye boli," Bas itna hi dam hai Raja Tribhuvan tere mei aur sanik bula le phir bhi tu mujhe to nahi maar sakta kyonki meine ek sherni ka doodh piya hai aur tera tu jaane, ji toh karta hai tujhe abhi jaan se maar dun par ush ladki ( Deepti ki tarah Talvaar karke ) ko choti bhen maana hai uski wajah se bacch gaya aaj phir tu ...... Magar sajaa toh tujhe milegi , abhi sabke samney tujhe meri MAA Rati devi ke charan me sar rakhkar bheekh maagni padegi apni aur Deepti ki jindgi ki , ab teri baari hai ".

Geeta ne Talvaar ghuma ke upar latke jhoomar pe nishana laga diya aur pal bhar mei Rajshingasaan aur Aryan ke parivaar ke bich gira aur phoot gaya ....
har taraf kaanch hi kaanch tha .....

Saare Rajdarbar ke jhumar mei yeh sabse vishaal tha , kareeb ek ton ka hoga par Rajmahal ke kaleen pe gir phoot ke kaanch ka dher lag gaya , golden aur silver ki taane lohe ke saath mud ke padi thi ...... Poora Rajmahal aaj bas mook darsak bana GEETA ko dekh raha tha , Aryan sabko balsaali laga par yeh bob cut , saawli si , mardana style si, dikhne waali Rajkumari Deepti ki humsakal ladki kuch jaada bhyanak lag rahi thi goliyon ka bhi asar nahi huya sayad bullet proof pehni hai .

Geeta dhadhkar ," Meena meri MAA ke liye singhasaan bano aaj sab Thakuron ki taraf se maafi yeh kutta Tribhuvan mangyega nahi toh iski gaand mei loha bahar dungi "....... Gaaliyan sunkar bhi koi reaction doosri taraf se nahi tha kyonki Chandi Devi edhar se udhar tehal sabko ghoor rahi thi charon ore dekhkar.

Meena ne gambheer hokar bola ," jimtalu hukartiii "...... ( Yeh African tribal language ka order tha morphankhi singhasaan bano ) ...... Morphank Meena hi banti thi ......

Teen logon ki body me jaldi se reaction huya apni kabile ki Rajkumari Meena ke aadesh ka aur 5 sec baad ajeeb hi manjar tha sab mouh phaade dekhte reh gaye ..... Aryan ghuntno panjon pe ulta jhuka sar utha liya aur Dimple-Payal ne ek ek apni taang uski gardan pe lapeti doosri ek ek ghutne pe lapet ke jod di aur dono haath carpet pe laga diye ek doosre ki taraf karke chair ke hathe jaise bana diye apne sareer se aur Meena kood ke apni peeth unki taraf karke Aryan ki gardan pe beth gayi sar jhukey ......

Human chair aur itni vishaal sabke liye aschariye tha par vastivikta toh Rati Devi ke ushpar bethkar Geeta dwara sabko hosh me laayi ......

Kon tha joh ish drishy ko paccha paaye, yeh koi sadharan log nahi hai joh Swayamvar bhi jeet liye aur ab shaadi bhi apni shartion pe karenge ......

Lekin aaj Aryan ke parivaar ke liye bhi kuch naya tha ..... Geeta ," yeh hai meri asli MAA aur maafi maang , ishne teri madad ki aur tu hamey hi nighalne ki chakkar me tha , Agar meri MAA ne tujhe maaf kar diya toh Tribhuvan teri beti ko soutan bhi bana lungi nahi to jeeti aurat kya hoti hai yeh tu bhi acchi tarah se jaanta hoga , jayegi toh hamari Haveli hi par sab tujhpar thukenge aur koi bich me aaya toh to ush ladki ko dekh le Anita Singh naam hai uska , Aryan ki sagi bhen aur mout ki devi ...... Ek bhi jinda nahi bachega tere rajya me ".

Raja Tribhuvan Singh ke toh purkhe tak yaad kara diye ish so called Deepti ki badi didi Geeta ne , par Rani Sangita ne himmat karke kaha ," Geeta beti aise hamari bejiti karwa ke tum hamare apne liye pyar samman ko gaali nahi de rahi ho, humne tumko bhi Deepti ki badi bhen maan liya tha phir kyon? ".

Geeta haste huye ," ha ha ha ha bahot khoob Rani shahiba , agar koi Deepti ko mout ke ghaat utarne ke liye 500 gunde bheje uske saath uske parivaar waalon ko bhi jinda jalane ke liye tab bhi yahi jawaab hota aapka , yeh aapka pati kutte ke bhes mei gidad hai....... haramjaada mujhe aur Aryan ko marne ke liye apne 500 aadmi mere napunsak mama aur chacha se milkar maarne bheja par maar na saka ..... ahhhhh thuuuuu hai tum hijadon Thakur ki aulaadon pe ...... Aa jayon maar ke dikho mujhe , yeh meri asli MAA Rati devi aur uske chaar yeh asli Sher Sherni ke aagye tik hi nahi payoge kyonki tum kayar hi nahi jhooti shaan ke laalchi kuttey ho ..... mujhe toh mar hi jaana tha jab paida huyi par ish meri Devi jaisi MAA ne mujh jaisi anaath ko pala , sagi Maa se bhi jaada pyar dekar apna doodh pila ke bada kiya ...... Aaj tak mujhe doosri jaati ka hone ka ahsaas nahi hone diya par tum saur ko phir bhi chain nahi hai , mujhe toh aajtak pata nahi chalne diya ki mera apna kutton se bhi gaya gujra parivaar hai , par aaj ka Swayamvar aur tum sabki chaplusi dekhkar ek baat pata chal gayi tum joh apni beti ya aurat ka samman nahi kar sakte toh tumhara darja to bahot hi galeech hi hai ...... Tribhuvan aakhiri mouka deti hun maafi maang le nahi toh ush Jabar Singh ke saath tu bhi muft me maara jayega mere ik ishare pe aaj hi , Deepti ki sabse badi khushiyon waale din ".


Jisko samjhna tha woh samjh gaye ki Geeta ne Tribhuvan ko Deepti Aryan ke ristey ke liye maaf kar diya par kiski ko toh kuch bolna hi tha..... Dono Raniyan bagar kaanch ki parwa kiye seedhe daud ke Rati ke pair pakad li ki unke suhaag ko maaf kar de ......

Tribhuvan bhi roo hi raha tha itni diar se jaleel hote huye par jab Raja Raghubhar Singh ne haath uske kandhe pe rakh ke ishara kiya toh rota huya seedha apna mukut bhi Rati Devi ke charno me rakh diya rotey huye .......

Rati ne jhat se usko haath pakad ke khada kiya aur boli ," Raja Tribhuvan Singh ji , mein yeh kabhi nahi chahti ki aap jaise Raja ka sar kisi ke aage jhuke par mein apni beti ki baat na taal saki , aap dil se acche hi lage par kuch kaali dhool ki partien aapke dil ko dhak li thi aur kisi bhi naye majboot rishtey ki shuruwat kapat se nahi vishwas se banti hai ".

Rati ne uska mukat apne haath se lekar Tribhuvan ko phena diya aur boli ," mein yahan na aapka takhat , na taaz , na shaurat lene aayi thi , mein toh bas ush pyari si aapki sunder beti Deepti ka haath maang ne aayi thi ...... abhi bhi woh hi chahiye agar aap dilse Aryan ko usko layak samjhte ho toh baaki bhagwan ka dia sabkuch hai mere pass".

Rati charon judwa kabile waalon ko uthne ko kaha , Aryan aur uski teeno judwa bhene khade ho gaye aasan mudra se , Rati ne phir sabki taraf dekhkar kaha ," mere liye mera parivaar mera garoor hai aur mere parivaar ki shaan mera warris Aryan hai aur yeh hi mere parivaar ka Angrakshak hai ".

Raja Tribhuvan Singh ne rotey huye ," Geeta beti mujhe maaf kar dena apni marood me meine bahot bura kiya par ek baap ki iltzaa hai meri beti ko apna lo ".

Geeta ," Raja shabh , Deepti ki shaadi Aryan se hogi par meri shaadi ke baad yehi aapki saja hai , Deepti aapke pass Aryan ki amanat bankar rahegi ".

Aryan bhi Geeta ki baat sunkar soch me pad gaya ki yeh Chanda Rani kya bol rahi hai aaj toh Deepti ki saath suhagraat manani thi .......

Meena uske mann mei ," ek ladoo phoot gaya bas chup rahna nahi to doosra bhi phoot jayega , Geeta sahi karegi ".

Tabhi Geeta ne Beena ko ishara kiya toh woh bahar jaakar 2 min baad louti to chaar guards Geeta ke sage chacha aur mama ko lekar Rajdarbar me aa gaye ....

1) Thakur Suraj bhaan ( Geeta ka saga chacha )....

2) Thakur Bahnu Pratap ( Geeta ke chota mama )

Raja Tribhuvan Singh jisko Rati ne apna ashwasan dekar uski rajgaddi pe bethne ko kaha aur khud bhi apne parivaar ke liye rakhi gayi seaton pe beth gayi thi phir se khada ho gaya ......

Raja Tribhuvan Singh ne Geeta ki taraf dekha toh khada hokar boli ," Raja shabh jab meri koi galti nahi thi tab mujhe saja-e-mout di aapne...... ab inke apradh ka kya dandh denge ?"

Raja Tribhuvan Singh bhi bas bebas sa nazar aaya ki kya bole , par Raja Raghubhar Singh bole ," Tribhuvan yeh dono kon hain?? ...... aur Geeta beti kya bol rahi hai ?"

RajGuruji bade pyar se bole ," yeh hain woh dono joh Geeta beti ko janam se ab tak maarna chahte hain par maar na paaye uski MAA Rati devi ki wajah se ".

Raja Raghubhar Singh ne Talvaar ek sanik se li unki taraf badhe toh RajGuruji bole ," Raghubhar , yeh Geeta ke apradhi hain saja bhi woh hi degi ".

Raghubhar Singh ne bhi Geeta aur Raja Tribhuvan Singh ki taraf dekh Talvaar ush sanik ko wapas karke apni jagah beth ke bole ," aise sanpon ko jinda rehne ka koi adhikaar nahi ".

RajGuruji ," bolo Geeta beti , tumhne Tribhuvan ko maafi dilwa di , inka apradh bahot bada hai . Kya saza dilwana chahogi ?"

Geeta apni jagah se khadi hokar dono ko samney jaakar dekhkar hasi aur boli," Maharaaj mein toh ab apne Chachaji aur Mamaji se pehli baar mili hun , toh inko meri saran me chod diya jaaye jaan pehchan bhi ho jayegi ...... Haan mein apna malikana hak dikhate huye joh aap sab ab jaan gaye hain...... apne khandaan ka khazaana wapas mangti hun joh aapke pass surakshit rakha hai ".

Raja Tribhuvan Singh ne khade hokar haath jodkar kaha ," Geeta beti , aaj mein tumse sacche dil se maafi maang apni doosri badi beti maanta hun...... Deepti ki badi bhen ki tarah aur ush khazaane ke liye kuch niyam shartien hain joh tumko nahi Aryan ko nibhani hongi ".


Raja Tribhuvan Singh ne sabke samney Geeta ko apne sage chacha aur mama ko saza ke liye anumati de di aur Aryan ko Geeta ke purkhon ke khazaane ke liye uska mangater maan ke kholne ki ijazat bhi de di .

Darbaar mei Aryan ko Rajkumari Deepti ke saath bethne ko kaha gaya apni poshak change karke ...... Aryan ko Thakurian Suchitra ( Deepti ki badi bhen ) apne saath lejakar shahi poshak pehne ko di.

Aryan pehle bathroom me fresh huya aur ek towel pehnkar bahar aaya toh Meena wahan Suchitra ke saath khadi thi ..... Suchitra ko Aryan ki taraf pyar se ghoorta dekh Meena ne uske kaan me kaha ," maamiji aap ka hi beta hai bas kal tak ka wait karo aapke pass hi soyega joh chahe le lena ...... ab milkar usko Rajkumar bana dete hain ".

Meena toh ye bolkar aage badh gayi par Suchitra shock mei hi thi , woh bhi jaanti thi Meena se kuch chipa nahi hoga par sharam se aage nahi badh paayi aur sar jhukye khadi rahi ....... Meena ne awaaj dekar bola ," maamiji yeh pagdi pe morphankhi kaise lagte hain? ...... jara help karo na ".

Suchitra bhi apne hosh mei aate huye sapno se muskara ke aage badhi aur Aryan ko Shahi poshak me dekh jaise matarmugdh si hokar apni sajal netron se kajal ka tika uske kaan ke piche laga ke boli ," mere bete ko kisi ki najar na lagye ".

Meena haskar ," abhi bhi beta , yeh kuch bhi karwa leta hai beta aur laadla bankar ..... hi hi hi hi ..... bas bach ke rehna maamiji ".

Suchitra bhi haskar ," yeh hamari apas ki baat hai aur tu bhi meri beti hi hai samjhi chal ready kar wahan sabko bhook lagi hai ek baar Aryan ko Deepti ke saath bithakar RajGuruji kuch paran karwane waale hain ".

_____________________

Udher Rajdarbar me saari Raniyan Rati ke pass beth ke usse maafi maang rahi thi aur Geeta bas Rati ki goad me sar rakhe jameen pe bethi thi aur Rati uske baalon me haath pher rahi thi ......

Rani Sangita ," Rati maaji aaj Geeta ke liye hum sabko bura laga par Aryan agar Sher hai toh Geeta beti bhi Sherni se kam nahi , Alwar ke Rajdarbar ko hila ke rakh diya aur maar tudai koi ladki bhi aise kar sakti hai aaj pata chala ".

Rani Jamuna ," Didi aap bhool rahi ho Deepti aur Geeta beti dikhti hi nahi ek si hi hain bas color ke alwa par aaj mujhe lag gaya Deepti sada khush rahegi apni badi bhen Geeta ke saath ".

Rati bhi muskara ke boli ," meine Geeta ko aisa banya hai isko koi bhi touch nahi kar sakta, bas thoda gussa jaada hai ishmei par meri beti se acchi koi nahi "...... aur Geeta ka maatha choomi .

Saroo ke bagal me bethi Rani Mirdula joh abhi bhi apna chehra dupatte se dhakki thi bas sab dekhte huye bhi apne parivaar se anjaan bani huyi thi Aryan ki kasam ki wajah se ...... Saroo ne bas sabko apni close friend karke hi parivaar se milwaya tha .

RajGuruji ," Kyon Tribhuvan kuch kami toh nahi lag rahi Aryan ke parivaar se milkar , meine ishliye kaha tha Aryan se pehle uski family ko apna lo ...... Yeh koi sadharan parivaar nahi hai Aryan ki wajah se aur ish parivaar ke har sadash me Aryan ki jaan basti hai par aaj woh tumhe hi nahi humko bhi aisa achamba dene waala hai ki hum uska rinn nahi chuka payenge , mujhe andzaa hai par kitna satya hai pata nahi ".

Raja Tribhuvan Singh ," Guruji mein maafi maangta hun aap dono se , ab mein bhi yeh singhasaan Aryan-Deepti ko dekar apke ashram mei rehkar apni galtiyon ka parschit karna chahta hun ".

Raja Raghubhar Singh ," woh tumko karna hi hoga par Guruji , Mirdula kab theek hogi usko toh Divya Talvaar ke warris Aryan ke aane ke baad theek ho jaana tha ...... Wahan ashram se bhi mein kuch mansik sampark nahi kar pa raha hun ".

RajGuruji ," Abhi Aryan Deepti ko vachan toh lene do uske baad hi Mirdula ko bhi hosh aa jaana chahiye ".

Raja Tribhuvan Singh ," Aaj choti maa ( Rani Mirdula ) yahan hoti toh meri bhi pareshani kam hoti , meine apni dono choti bheno se sacch chupa ke rakha ".

Raja Raghubhar Singh ," woh sacch chupa rehna chahiye jabtak avasak na ho aur yeh Jabar konsa naatak kar raha hai waha podium pe pehle moot ke phir ulti karke behos hokar ".

RajGuruji ," kabhi kabhi burai humko ander tak nighal leti hai , Jabar jaldi hi theek hokar wapis aayega tum chinta na karo ".

Raja Raghubhar Singh ," Meri bala se woh kuch bhi karey, itni neech soch bhi koi beta rakh sakta hai kya ?"

RajGuruji ," Raghubhar , tumne apni zindgi ke acche varsh Himalaya pe gujare Deepti Aryan ke vivah ke baad vapas lout jaana tum vichlit nahi hogye".

Raja Raghubhar Singh ," bas ek baar meri choti laadli bhen theek hokar meri kalaai pe akhiri baar rakhi baandh de mein kabhi karambhumi ki taraf dekhunga bhi nahi ....... Aaj bhi bas apni choti bhen ko sahi salamat dekhne ki chah kheench laayi "..... ????

_______________________

Rajdarbar mei ek haath Meena ne aur doosra Suchitra ne pakda huya tha jab Aryan ne pravesh kiya ....... Aisa laga koi devta hi swarglok se chala aa raho ho .....

Rajshi poshak joh halke mehroom safed color mei thi uske goore rang aur neeli aankho ko match kar rahi thi , Mehroom color ki pagdi pe laga morphank uske maathe ko halka sa dhak ke Chandan ke tilak ki shoba badha rahi thi ...... Sab apni jagah se Aryan ko dekhkar khade ho gaye par auraton aur ladkiyon ka bura haal tha ...... bas Ani muskara rahi thi Bhai ke jaadu se koi nahi bach sakta .

Ani ne aagye badhkar Suchitra ke kaan me kuch kaha aur Aryan ka haath thama, dono bhene Meena aur Ani ne usko Deepti ke bagal me bitha diya .... Rasam ki baari aayi toh RajGuruji ne bola yeh rasam ladki ki maa aur ladke ki maa hi karti hai toh dono Raniyan yahan aa jaaye aur Saroo beti bhi ......

Aryan ne Meena ko ishara kiya toh Rani Mirdula ka haath pakad Saroo ke saath stage pe badhne lagi ......

Aryan ," Guruji mein Deepti ka haath apne haath mei tabhi lunga jab inki sagi maa mere haath me dengi ".

Deepti ne ghoonghat se Aryan ko dekha jaise yeh kya behuda majak hai par ek aurat ko jab upar chada ke Saroo aur Meena bhi Aryan ke side khadi ho gayi tab Ani ne aagye aakar Rani Mirdula ke chehre se nakaab utar diya .......

Ani tez awaaj mei boli ," yeh hain Rani Mirdula ish Alwar Rajya ki Maharani aur Rajpootana council ki asli chairman ".

Saare ke saare stabdh ho gaye ek 35-36 saal ki 6 ft lambhi Sundarta bikharti khoobsurat aurat chehre pe saari muskaan liye khadi thi ...... Maharani Mirdula!!!!!! Maharani Mirdula !!!!! Jeevat hain ......

Sab jaise shock me hi the par Rani Mirdula ne sabse pehle RajGuruji ke piar chuye toh unhone Aryan ki taraf dekhkar nam aankho se kaha ," sobhagsaali rahon putri , aaj meri tapsa safal ho gayi".

Raja Raghubhar Singh apni choti bhen ko dekh ke jaise sadme me hi tha aur jaldi se usko utha ke rotey huye gale laga liya ," Meri mirdu ye tu hai visvash nahi hota meri laadli bhena tu itne din tak kun achet thi , dekh aaj tere bhai khusi mei hi prann na chod de ".

Rani Mirdula roote huye ," Bhaiya , aapki bhen aaj sirf Aryan ki wajah se jivat hai nahi toh mein kabki marr chuki hoti , aap se milkar aaj mein phir se apne aap ko jinda mehsoos kar rahi hun ".

Raja Tribhuvan Singh , Rani Sangita , Rani Jamuna bhi baari baari mile par ab do beti ki aankho mei aasoon ki jaldhara thi, jab Aryan ne Deepti ke aasoon phonche ke kaha ," Deepti yeh tumhari asli maa hain joh tumhare janam ke baad se ardhmirtyu ki stage me Guruji ke aashram mei thi . Mein hi inko kal lekar aaya hun aur aap khud dekh lo Suchitra maamiji yehi aapki maa hain ".

Suchitra rootey huye ," itna bada jhoot mujhe aaj tak bola gaya , mein tumhe kabhi maaf nahi karungi bhaiya ( Tribhuvan) "...... aur rotey huye Rani Mirdula ke gale lagi ...... Dono ki karun hirdya jaise phat pada ho poora Rajdarbar unki rooti bilkhti aawaj se gunj gaya .......

Deepti roo rahi thi par sadme mei thi , itni powerful hokar bhi usko pata nahi chala uski MAA jinda hai par 1% bhi apni maa Mirdula ki memory uske dimaagh me nahi thi ......

Deepti bas khade hokar apne dono mummy Rani Sangita aur Jamuna ke gale lag gayi ," meri bas do hi maa hain aur baaki kisi ko mein nahi jaanti kon kya hai ".

Sacch hi toh tha , jis beti ne apni maa ka sparsh bhi yaad nahi usko kaise apna le jabki Rani Sangita aur Rani Jamuna ne usko janam se abhi tak paal posh ke apni beti ki hi tarah bada kiya tha ...... kehte hain janam dene waalon se paalne waala bada hota hai .

Sabne samjhya par Deepti ne Mirdula ko apni maa nahi mana ....... Tab Aryan bola 3 bajne waale hain aapki yeh rasamien khatam nahi ho rahi hai toh bhojan kar len .......

RajGuruji ," beta tumhne ek maa ko vapas toh la diya par Rajkumari ki bhi jidd hai ki woh Mirdula ko maa nahi manti yeh rasam dono Raniyan karengi".

Aryan kuch sochkar ," Chalo phir Rani Mirdula ko mein apni pichle janam ki maa maanta huya ish rasam ke liye tyaar hun , kyon Deepti ab toh koi itraaj nahi ki meri nayi maa yeh rasam nibhaye ".

Rati , Dr Anju ko Saroo ne sacch bata diya ki Rani Mirdula hi Deepti ki asli maa hai toh Rati ne bhi bola ," Meri aur Saroo ki rasam bhi Rani Mirdula ji nibhayengi ".

Rati ne Mirdula ko Aryan ke side rakha aur Deepti ke saath dono Raniyan khadi thi ...... Tabhi ek bade se sone ke patr mei gangajal ke ander dono ka haath pakad ke Sangita, Jamuna aur Mirdula ne ghurve dhaage se rootey rootey bandh diye ......

RajGuruji ne sulok ka uchaarn karke Aryan ko bataya ," Maharyan , Rajkumari Deepti aaj se tumhare vivah ke liye vadhu chuni jaati hai ".

Aryan ne haskar bola ," thodi rootdu hai par mein kaam chala lunga "....... Deepti ne doosre haath pe roote huye jab halke se maara ...... sab hasne lage.

Deepti se bhi yehi poocha gaya tab usne Geeta ki taraf dekha toh usne palkien jhapka ke haan ka ishara kiya ...... Tab Deepti ne kaha ," mein aaj se inko var maante huye har pativarta ki tarah inki patni ka davitye nibhaungi ".

Phir dono ne agunthi ek doosre ko pehnakar rishta pakka kiya ...... jab Deepti ke piar chune ke baari aayi toh Rati ke aagye Aryan ne Rani Mirdula ko khada karke bola ," shurwat meri sabse nayi maa se kariye Rajkumari ji "..... hi hi hi hi .....

Kaise rok paati bichari Deepti jaise hi jhuki Rani Mirdula ke piar chunne ke liye usne rokkar usko utha liya aur gale laga liya ....... bas aise roone ki dhaadien Deepti, Rani Mirdula aur Suchitra ki bahot door tak gunj rahi thi ...... Deepti ne Aryan ke parivaar ke sab badon ke piar chukar ashirwad liya .....

Aryan apne parivaar ko lekar shahi bhojan ke liye nikal gaya kyonki vadhu paksh waale toh abhi bharat milaap me lagye the ...... RajGuruji ne Raghubhar Singh ko kaha ," yeh sacch mei Divya purush hai Raghubhar joh hum sabko jod gaya , Mujhe ab koi chinta nahi ".

_____________________

Raja Jabar Singh ne tantrik Trilochan ke sab dard aur tadap apne mastik tak mehsoos kiye jab Aryan usko tadpa tadpa ke maar raha tha ...... Jab tantrik Trilochan hi nahi jhel paya toh Jabar Singh kaise itni peeda seh paata , pisaab niklte huye , ulti bhi kar diya aur kapdon mei tatti bhi kar diya ...... Jab sehn na huya toh behosh ho gaya ......

Uske mantri aur body guard usko turant wahan se hospital ke liye le gaye , Raja Raghubhar Singh ne sabko apne sthan pe bethne ko kaha ki Jabar se baad me mil lena pehla Rajkumari ke Swayamvar ke vijeta ko badhai bhi toh dena hai .

Hospital mei ek ghante baad jab Jabar Singh ko hosh aaya to woh darr ke phir behosh ho gaya ...... Jabar Singh ke bimar hone ki khaber uski teeno raniyon se chuppai gayi .

Ani ne apne ek sunheri yodha ko yaad kar ke bola ," ush kuttey Jabar Singh ko ab utha ke hi yahan laana , har pal uski bejiti aur jaleel karna hai ".


sunheri yodha ne Jabar ko hosh me laa usko samaan kar diya ..... Par dhurt dhurt hi hota hai , woh phir se ready hokar hospital se apne khaash mantri aur sanik ke saath apne gupt addey pe phoncha.

Jabar Singh ki bhi kismat dhani hone waali thi Aryan Deepti ke Divya Talvaar aur khazaana ke liye jaane ke baad ????
Koi poori jeeti baaji Aryan ki haar me badlne ko tyaar tha ????


Heart Heart Heart Heart Heart
[+] 3 users Like Dmahi19's post
Like Reply


Messages In This Thread
Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Dmahi19 - 04-07-2019, 02:36 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-07-2019, 02:02 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-07-2019, 12:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-07-2019, 01:39 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-07-2019, 02:27 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-07-2019, 07:11 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-07-2019, 07:17 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-07-2019, 12:57 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-07-2019, 11:12 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-07-2019, 01:59 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-07-2019, 11:08 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-07-2019, 12:17 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-07-2019, 12:41 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by shiva530 - 22-07-2019, 03:38 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-07-2019, 09:40 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-07-2019, 10:48 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-07-2019, 11:34 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-08-2019, 10:47 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-08-2019, 01:02 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-08-2019, 09:29 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-08-2019, 05:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-08-2019, 05:01 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-08-2019, 06:52 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2019, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2019, 10:50 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-08-2019, 11:16 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-08-2019, 07:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 18-08-2019, 09:37 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-08-2019, 06:14 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-08-2019, 01:49 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-08-2019, 12:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-08-2019, 05:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-08-2019, 05:26 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-09-2019, 04:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-09-2019, 06:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-09-2019, 10:27 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-09-2019, 05:50 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-09-2019, 08:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-09-2019, 01:15 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-09-2019, 09:21 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-09-2019, 10:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-09-2019, 02:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-09-2019, 03:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-09-2019, 10:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-09-2019, 12:22 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-09-2019, 11:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-10-2019, 11:48 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-10-2019, 11:13 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by dark - 11-10-2019, 08:50 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-10-2019, 09:19 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-10-2019, 10:43 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-10-2019, 10:09 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-10-2019, 10:23 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-10-2019, 06:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-10-2019, 11:41 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-11-2019, 01:31 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-11-2019, 10:51 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-11-2019, 11:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-11-2019, 01:11 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-11-2019, 12:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-11-2019, 12:26 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-11-2019, 09:08 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-11-2019, 09:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-11-2019, 12:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-11-2019, 10:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-11-2019, 10:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-11-2019, 05:48 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-12-2019, 01:44 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-12-2019, 11:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-12-2019, 09:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-12-2019, 04:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-12-2019, 09:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-12-2019, 12:07 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-12-2019, 10:28 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-12-2019, 01:54 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-12-2019, 06:12 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-12-2019, 11:44 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-12-2019, 03:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-12-2019, 11:21 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-12-2019, 11:30 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-12-2019, 09:53 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-12-2019, 08:30 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-01-2020, 12:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-01-2020, 12:51 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-01-2020, 03:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-01-2020, 12:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-01-2020, 10:37 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-01-2020, 10:47 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-01-2020, 02:38 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-01-2020, 10:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-01-2020, 09:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-01-2020, 09:57 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-02-2020, 09:32 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-02-2020, 09:15 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-02-2020, 10:49 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-02-2020, 11:14 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-02-2020, 09:25 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-02-2020, 09:57 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-02-2020, 11:07 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-02-2020, 10:51 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-02-2020, 10:50 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-02-2020, 10:32 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-02-2020, 10:32 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-02-2020, 12:22 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-03-2020, 10:27 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-03-2020, 09:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-03-2020, 02:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-03-2020, 01:54 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-03-2020, 09:21 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-03-2020, 02:39 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-03-2020, 09:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-03-2020, 09:36 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-03-2020, 11:33 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-03-2020, 11:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-04-2020, 11:08 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-04-2020, 09:51 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-04-2020, 10:11 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-04-2020, 12:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-04-2020, 04:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-04-2020, 01:15 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-04-2020, 11:13 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-05-2020, 11:31 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-05-2020, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-05-2020, 11:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-05-2020, 11:55 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Dmahi19 - 02-06-2020, 10:38 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-06-2020, 02:37 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-06-2020, 12:44 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-06-2020, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-06-2020, 02:53 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-06-2020, 11:14 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-06-2020, 10:00 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-06-2020, 09:38 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-06-2020, 12:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-07-2020, 12:27 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-07-2020, 12:09 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-07-2020, 09:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-07-2020, 09:32 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-07-2020, 09:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-08-2020, 10:20 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-08-2020, 01:21 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-08-2020, 09:13 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2020, 02:16 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-08-2020, 01:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-08-2020, 11:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 18-08-2020, 11:53 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-08-2020, 02:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-08-2020, 11:59 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-08-2020, 11:55 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-08-2020, 12:33 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-08-2020, 11:58 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-08-2020, 08:52 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-09-2020, 12:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-09-2020, 02:36 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-09-2020, 02:47 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-09-2020, 12:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-09-2020, 01:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-09-2020, 12:08 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-09-2020, 09:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-09-2020, 11:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-09-2020, 11:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-09-2020, 10:47 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-09-2020, 11:27 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-09-2020, 11:28 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-10-2020, 10:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-10-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-10-2020, 09:52 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-10-2020, 10:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-10-2020, 10:11 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-10-2020, 10:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-10-2020, 11:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-10-2020, 09:37 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-11-2020, 11:20 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-11-2020, 11:20 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-11-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-11-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-11-2020, 11:10 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Bhavana_sonii - 24-11-2020, 11:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-11-2020, 10:25 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-12-2020, 10:26 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Bhavana_sonii - 12-12-2020, 12:09 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-12-2020, 10:10 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-12-2020, 09:50 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-12-2020, 09:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-01-2021, 03:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-02-2021, 02:31 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-03-2021, 03:03 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-03-2021, 01:03 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-05-2021, 10:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-05-2021, 09:54 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-05-2021, 02:16 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-05-2021, 09:45 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-05-2021, 10:06 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-06-2021, 04:21 PM



Users browsing this thread: 7 Guest(s)