Thread Rating:
  • 7 Vote(s) - 2.14 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala
Ab aage ---
Subahmain so kar uthi to dekha shahnaz soyi hui thi maine us ko jagaya nahi kyun kiwo ba mushkil tamam soyi thi
Baszindagi apni rafter se aage barhti rahi subah se sham sham se subah main chzike ghar zyada hi jane hi lahi thi mere aur shahnaz ke jane se aunty uncle harshko bahut acha lagta tha
Harshka abhi bhi wahi haal tha wo ab khus de bhi begana s lagne laga tha , maineuncle aunty se kaha ki iska kya yahi haal rahega
Patanahi beta main kya karun tum hi batao – wo bole
Harshki shadi kar diye us se ye hoga ki ek larki bhia ghar me aa jayegi aur harshbhi fir apne me masroof ho jayega – maine kaha
Shadikaise kar dun wabhi tak kuch karta to hai nahi jahan is ko job mili wo ki nahius ki zimmedar bhi chuzi thi kyun ki us ne harsh ke dimagh me bahut unchi sochpaida kar dii thi aur wo help bha karti thi is ki lekin ab uske jane ke baad yesab kuch bhool gaya hai ab aise kis bina par shadi kar dun – wo bole
Woto hai lekin phir bhi koshish kariye us ko samjhaiye agar harsh kuch apnabusiness shuru kar le to wo bahut acha rahega kisi naukri ke mukable me – mainboli
Tumsamjahao us k agar samjha sakti ho – uncle ne kaha
Mainebahut koshish ki harsh ko samjhne ki lekin wo 80% baton ka to jawab hi nahideta tha bas chup rahta tha meri koshish nakaam hi rahi us ne meri isbare me koi baat nahi maani bas yahi kahaki main kya karunga aur kis se shadihogi kahan hogi ye sab didi ne kaha tha ki wo taye karegi ab jab wahi nahi rahito main ab ye bakwas nahi kar sakta – wo bola
Thikhai didi nahi hai lekin mom dad hain un ka kya un ke bare me kuch nahi sochnatum ko – main boli
Dkhhungasochunga lekin shadi wadi kuch nahi ab bas isi tarah ke jawab wo deta tha
Unke ghar mera jana lagbhag roz hi hota tha , aunty bhi ab normal thi aur uncleto halat se lar rahe the ya samjhauta kar chuke the akhir karte bhi to kyakarte marne wale ke sath koi mar nahi jata chae jitna chahta ho us ko ye bahutbadi sachchayi hai .
Waqtbeetta raha seema ka result aaya wo paas ho gayi thi bahut khushi hui us ke pashone se seema apni maa ke sath aayi aur wo be inteha khush thi us ki mom bhibahut khush thi aur hona bhi chahiye kyun ki seema ke purkhon me kabhi koiparha hi nahi tha us ka yahan tak pahunchna hi unke liye bahut badi baat thi.
Mainab koshish kar rahi thi shahnaz ke admition ke liye wo MSC karna chah rahi thichemistry se aur mere city me msc tha hi nahi , is liye maine dusre city mekayi university ke bre me jankari hasil ki aur is silsile me meri principalmadam ne hi mujhe guide kiya .
Maineunke ghar gayi chuzi ke death ke baad se main un se pahli bar mil rahi thi isliye zyadatar baten us ko hi lekar hui afsoos un ko bhi bahut tha lekin wopahle se janti thi is liye ye hoga is ke liye wo puri tarah se taiyar thi
Shahnazke liye meri jo bat hui us pe madam ne kaha dekho ab ghar to chorna hoga agrparhana chahti ho us ko hostle me rakh do ya fir aage regular mat karaodekhnege fir private se parhana us ko – unhone kaha
Jispe maine kaha nahi ab main uski study ko nahi rok sakti jab tak wo parhna chaheaaj tak main sab kuch us ke liye hi karti aayi hun – main boli
Thatsgood fir tum ko use bahar to bhejna hi parega – wo boli
Yahipar main thora pareshan o jati hun – main boli
Abhiye mat socho pahle shuruat to karo abhi to uska result bhi nahi aaya hai , tmform submit karo kuch university me fir bad ki baad me dekhna abhi to bahutkuch clear hi nahi hai
Ekjagah se madam ne form manga liya tha aur baki do university ka form mainerazia aunty se mangwaya tha sabhi form maine submit kara diye the ab intezartha to shahnaz ke result ka
Wowaqt bhi aaya aur shahnaz ka result samne tha shahnaz first pas ho gayi thi ske paas hone par ek khushi ka mahaul ho gaya tha colony me sab ne hi us ko wishkiya , main bhi bahut khush thi ki usne mehnat hi aisi kit hi , aur aj bahutdino ke baad wo itna khush thi
Shahnazmere pas aakar khari hui main sofe pe baithi thi maine us ki taraf dekha mujhedekhte hi bina kuch bole hilti dulti hui hansne lagi
Hehe he he
Kyahua ye he he he kyun faltu me – main boli
Camera– wo boi
Hmmmmto ap ko yad hai camera – maine pucha
Haaanlekin kya aap bhool gayin – wo boli
Mainesocha ab tak tum bhool gayi hogi – main boli
Camerana lena hota to main kabhi paas nahi karti – wo boli
Acharuko abhi bata rahi hun – ye kahte hue main uthi to wo apne room me bhag gayi .
Maineshahnaz se kaha chalo tum ko camera le dun to wo boli no no wo camera yahannahi milega kahin us ke liye to aap ko dusre city me chalna prega aur mainyahan ka koi camera nahi lungi , ap mujhe wahi camera le ke dengi jo mainselect karungi - wo boli
Thikhai to phir aap wait kariye aur agar aaj lena hai to yain se le liye – mainekaha
Jeenahi mujhe aaj nahi chahiye – wo boli
Aajle lo na kyun der laga rahi ho nek kaam me deri nahi honi chahiye – main boli
Mujhepata hai ye aap kyun kah rahi hai lekin main nahi lungi 2 saal se wait kar rahihun kuch din aur sahi – wo itrati hui boli
Auris tarah waqt ghuzarta raha , bhayanak garmi ka mausam ho raha tha aur aisemausam me 3 alag alag shahron me shahnaz ki councling honi thi , teeno jagah kimerit me shahnaz aa chuki thi , jis me ek shahar to bahut door tha
Ekbaar fir maine principal mam se pucha to unhone yahi ki sirf do jagah dekho auris sab se door city ko chor do , merit me to wo a hi chuki hai to mujhe nahilagta ki ab koi problem hogi is liye ye do university hi behatar hain in medekho
Maineapne chacha ko bataya tha ki shahnaz paas ho gayi hai aur bahut ache marks kesath to unhone wish kiya uncle aunty dono ne aur yahi kaha ki wo ayenge lekinkafi din beet gaye the wo log aaye nahi maine batana apna farz samjha tha takiunko ye na mahsoos ho ki maine un ko kuch samjaha hi nahi.
Ek city ki councling me main chuzi ke papa kesath gayi thi sab kuch behtar raha hum log laut aaye lekin fir bhi ab ye sochrahe the ki agar dusri jgah admition mil jaye to bahut acha rahega kyun ki yeshahar mere city se paas tha , fir bhiagar nahi mila to ye ummed to thi ki jagah to mil hi jayega
Yahisab masale masail chal rahe the zindagi me ek jaddo jahad jari thi education ke liye isi darmiyaan ek dinachanak chachi chachi aa gaye . kaafi dino ke bad mil kar bahut khushi hui
Amrozbhi kaafi khush tha hum logon se milkar hamare aage ka kya plan hai yahi chachajanna chahte the maine bataya ki shahnaz Mcs karna chah rahi hai aur hum log uske liye hi koshish kar rahe hain .
Ispe un logon ka kahna tha ki ab mat parhao shahnaz ko ab shadi k dekho fir apneghar jake parhen jitna parhna ho
Yeadvise meri samajh meto ane se rahi , Aunty ne kaha ek bahut acha rishta hai achi family hai larka docter haibas tum han kar do kyun ki aise rishte roz roz nahi milte
Mainekaafi socha is bat pe akhir ko mera jawab wahia tha ki main abhi shadi nahikarne wali jab tak shahnaz apni study complete nahi kar leti is pe wahi hamesha ki tarah be sar pair kibaten be wajah ki bahas jo main karna nahi chahti thi .
Kafider ki guftugu ke bat bhi main shadi ki bat pe sahmat nahi hui jis pe un donone yahi kaha ki ab ye akhiri koshish thi meri is ke baad hum log tum se is bareme koi bat nahi karenge jo chahe karo jab chaho tab shadi karo
_
 horseride  Cheeta    
Like Reply


Messages In This Thread
HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 22-12-2018, 11:28 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 21-02-2019, 07:41 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-05-2019, 05:40 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 17-05-2019, 01:06 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 25-06-2019, 03:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 30-06-2019, 07:23 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-07-2019, 01:30 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 02-08-2019, 03:04 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 03:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 07:48 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 06-09-2022, 12:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 14-09-2022, 12:10 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 18-09-2022, 07:34 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 11-12-2022, 07:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 03-05-2023, 08:12 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 05-05-2023, 07:18 AM



Users browsing this thread: 9 Guest(s)