Thread Rating:
  • 7 Vote(s) - 2.14 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala
Kuch der ke intezar ke baad
He – hello
Me – yes kaho
He – raton ko raton ko raton ko uth uth kar khwabon ka tasavur karti thi
Wo aisi pagal larki thi , wo aisi pagal larki thi
Me - bahut acha gaate ho shaizan
( wo waqai bahut hi behtar dhang se ga raha tha)
He – thank you lekin aap se achi awaz nahi hai
Me – aisa nahi hai , tumhari awaz bahut achi hai
He – ok thank you , aage suniye
Me – irshaad
He – ye kaun hai
Me – mean
He – irshaad kis janwar ka naam hai
Me – ab mazak mat karo please
He -- ok ---
Raton ko uth uth kar khwabon ka tasavur karti thi
Wo aisi pagal larki thi – wo aisi pagal larki thi
Hun hun hey haaaa hooo haa haa
Me – nice
He – Ankhon me khwab sajaye ---- Ankhon me khwab sajaye hone ka tasavur karti thi
Wo aisi pagal larki thi – wo aisi pagal larki thi
Neend ke gahrre jhonko me ---- neend ke gahre jhonko me -- jhonko me jhonko me
Neend ke gahre jhonko me – neend ke gahre jhonkon me chalne ka tasavur karti thi
Wo aisi pagal larki thi --- wo aisi pagal larki thi
Patjhar ke bemani mausam me – patjhar ke bemani mausam me –
Pat jhar ke bemani mausam me -- patjhar ke bemani mausam me
Patjhar ke bemani mausam me phoolon ka tasavur karti thi
Wo aisi pagal larki thi ---- wo aisi pagal larki thi
mera naam ret pe likh kar --- mera nam ret pe likh kar
Mera naam ret pe likh kar -- mera naam ret pe likh kar
Mera naam ret pe likh kar parhne ka tasavur karti thi
Wo aisi pagal larki thi – wo aisi pagal larki thi
Raton ko – raton ko – raton ko uth uth kar khwabon ka tasavvur karti thi
wo aisi pagal larki thi - wo aisi pagal larki thi
-------
Me – bahut acha gaya tum ne , wo kuch to aisi hi thi patjhar ke mausam me phool sardi me barish ke pani me bheegne ki tamanna rakhne wali
He – haan kyun ki us ke pas waqt kam tha is liye wo aisa karti thi , waise uski death kahan hui
Me – aap ke hi city ke super speciality institute me , lekin main aap ko ye nahi bataugi ki usko beemari kya thi
He – main puchunga bhi nahi , kyun ki main samajh chukka hun us ko kya beemari thi
Me – main bhi nahi puchungi ki aap ne kya guess kiya
He- - I know – kyun ki gul tum ek bahut achi bahut hi zyada achi dost hone ke sath sath kayi guna zyada achi insaan bhi ho
Me – ye mujhe nahi pata
He – mujhe pata hai aur main tum ko bata raha hun
Me – ok
He – acha ab so jaao fir jab tum ko lage kabhi apni frind ke bahut yad aaye to mujhe call karna aur dil bhar ke us ki baten mujh se kar lena
Me – ok
He - - ab so jao thori der
Me – thik hai mujhe ab neend bhi aa rahi hai
He – thats very good now go and sleep – Good Night
Me – Good Night
Maine phone band kiya aur andar aa gayi , maine dekha shahnaz so rahi thi main bhi us ke pas hi let gayi mujhe waqyi ab neend aa rahi thi aur main apne aap ko bahut hi zyada halka mahsoos kar rahi thi , aisa lag raha tha jaise koi boojh sa utar gaya ho mere seene se letne ke kuch hi der me mujhe neend aa gayi .
_
 horseride  Cheeta    
Like Reply


Messages In This Thread
HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 22-12-2018, 11:28 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 21-02-2019, 07:38 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-05-2019, 05:40 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 17-05-2019, 01:06 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 25-06-2019, 03:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 30-06-2019, 07:23 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-07-2019, 01:30 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 02-08-2019, 03:04 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 03:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 07:48 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 06-09-2022, 12:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 14-09-2022, 12:10 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 18-09-2022, 07:34 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 11-12-2022, 07:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 03-05-2023, 08:12 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 05-05-2023, 07:18 AM



Users browsing this thread: 16 Guest(s)